रविवार 2 फ़रवरी 1969 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0>

0> > 02

102-02-69 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

1-02-69 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2" avyakt milan K|kē anubhav key|kī vidhi "

2The method for experiencing the avyakt meeting.

3Prēm svarūp bachchē , gyān sahit prēm jō hōtā hai vahī yathārth prēm hōtā hai .

3All of you are the embodiment of love, are you not? 4Love that is based on knowledge is real love.

4Āp sabhī kā prēmaras bāpdādā kō bhī khīñch lātā hai .

5The sweetness of your love even pulls BapDada here.

5Sabhī bachchō̃ K|kē dil K|kē andar ēk āśhā dikhāī dē rahī hai .

6One desire is visible within the hearts of all the children.

6Vah kaun see|sī|C  ?

7What is that?

7Kaī bachchō̃ nē sandēśh bhējā ki āp hamē̃ bhī apnē avyakt vatan kā anubhav karāō .

8Many children have sent a message that Baba should give them the experience of His subtle region.

8Yah sabhī bachchō̃ key|kī āśhāyē̃ ab pūrṇ hōnē kā samay pahũch hī gayā hai .

9The time to fulfil this desire of all the children has now come.

9Āp kahē̃gē ki sabhī sandēśhī ban jāyēṅgē . 10Lēkin nahī̃ .

10Would you say that all of you will become trance messengers?

11Avyakt vatan kā anubhav bhī bachchē karē̃gē . 12Lēkin divya - buddhi K|kē ādhār par jō ab alaukik anubhav kar saktē hō vah divya dr̥iṣhṭi dvārā karnē sē bhī bahut lābhadāyak , alaukik aur anōkhā hai .

11No. 12Children will have the experience of the subtle region, but on the basis of a divine intellect. 13The alokik experience you have now will be all the more beneficial, alokik and unique when it is based on a divine intellect.

13Isliē jō bhī bachchē chāhtē haĩ ki avyakt bāp sē mulākāt karē̃ , vah kar saktē haĩ .

14And so, all the children who have a desire to meet avyakt BapDada can do so. 15How can you do that?

14Kaisē kar saktē haĩ , iskā tarīkā sirph yahī hai ki amr̥it - vēlē yād mē̃ baiṭhō aur yahī saṅkalp rakhō ki ab ham avyakt bāpdādā sē mulākāt karē̃ . 15Jaisē sākār mē̃ milnē kā samay mālūm hōtā thā tō nīnd nahī̃ ātī thī aur samay sē pahlē hī buddhi dvārā isī anubhav mē̃ rahtē thē . 16Vaisē ab bhī avyakt milan kā anubhav prāpt karnā chāhtē hō tō uskā bahut sahaj tarīkā yah hai .

16The method for this is simply to sit in remembrance at amrit vela and have the thought that you are now going to have a meeting with avyakt BapDada. 17Just as when you knew the time for meeting sakar Baba beforehand you never used to feel sleepy, instead your intellect would keep that awareness before the meeting, in the same way, if you want to have the experience of an avyakt meeting, a very easy method for this is to become stable in the avyakt stage and have a heart-to-heart conversation.

17Avyakt sthiti mē̃ sthit hōkar rūh-rūhān karō .

18You will then experience as though you are truly talking to the Father.

18Tō anu - bhav karē̃gē ki sachmuch bāp kē sāth bātchīt kar rahē haĩ . 19Aur isī rūh-rūhān mē̃ jaisē sandē - śiyō̃ kō kaī dr̥iśhya dikhātē haĩ vaisē hī bahut guhya , gōpanīy rahasya buddhiyōg sē anubhav karē̃gē .

19And in this heart-to-heart conversation, just as the trance messengers are shown some scenes, in the same way, you will have the experience of deep, entertaining, significant aspects through the yoga of the intellect.

20Lēkin ēk bāt yah anubhav karnē kē liē āvaśhyak hai .

20But one thing is essential in order to have this experience.

21Vah kaunsī  ?

21What is that?

22Mālūm hai  ?

22Do you know?

23Amr̥itvēlē bhī avvakta sthiti mē̃ vahī sthit hō sakē̃gē jō sārā din avyakt sthiti mē̃ aur antarmukh sthiti mē̃ sthit hōṅgē .

23Only those who are stable in the avyakt stage and introverted throughout the day will be able to remain stable in the avyakt stage at amrit vela.

24Vahī amr̥itvēlē yah anubhav kar sakē̃gē .

24Only they will be able to have this experience at amrit vela.

25Isliē agar snēh hai aur milnē key|kī āśhā hai tō yah tarīkā bahut sahaj hai .

25If you have love and the desire to meet BapDada, this is a very easy method.

26Karnē vālē kar saktē haĩ aur mulākāt kā anōkhā anubhav prāpt kar saktē haĩ .

26Those who want to do it can do it, and can attain the experience of a unique meeting.

27Vatan mē̃ baiṭhē-baiṭhē kaī bachchō̃ K|kē dilō̃ key|kī āvāj pahũchtī rahtī hai .

27The sounds from the hearts of some children reach Baba whilst He is sitting in the subtle region.

28Āp sōchtē hōṅgē - śhiv - bābā bahut kaṭhōr hai lēkin jō hōtā hai usmē̃ rahasya aur kalyāṇ hai .

28You must be thinking that Shiv Baba is very hard, but whatever happens is beneficial and significant.

29Isliē jō āvāj pahũ - catī hai vah sunkar K|kē harṣātā rahtā hū̃ .

29This is why on hearing the sound that reaches here, I smile. 30Is BapDada free from attachment?

30Kyā bāpdādā nirmōhī hai  ?

31Are all of you children free from attachment?

31Āp sabhī bachchē nirmōhī hō  ?

32Have you become free from attachment?

32Nirmōhī banē hō  ? 33Tō bāpdādā nirmōhī aur bachchō̃ mē̃ śhuddha mōh tō milan kaisē hōgā .

33How can there be a meeting if BapDada is free from attachment and the children have pure attachment?

34Bāpdādā mē̃ śhuddha mōh hai  ?

34Does BapDada have pure attachment?

35 ( sākār bābā kā bachchō̃ mē̃ śhuddha pyār thā ) śhivbābā kā nahī̃ hai  ?

35(Sakar Baba had pure love for the children.) 36Does Shiv Baba not have it?

36Bāpdādā kā hai  ?

37Does BapDada have it?

37 ( jaisā hamārā hai vaisā nahī̃ ) śhuddha mōh bachchō̃ sē bhī jāstī hai . 38Lēkin bāpdādā aur bachchō̃ mē̃ ēk antar hai .

38(It is not the same as ours.) 39BapDada has even greater pure attachment than the children have, but there is a difference between BapDada and the children.

39Vah śhuddha mōh mē̃ ātē huē bhī nirmōhī haĩ aur bachchē śhuddha mōh mē̃ ātē haĩ tō kuchh svarūp ban jātē haĩ . 40Yā tō pyārē bantē yā tō nyārē bantē .

40When children have pure attachment, they become the embodiment of it; they either become loving, or they become detached.

41Lēkin bāpdādā nyārē aur pyārē sāth-sāth bantē haĩ .

41But BapDada is both loving and detached at the same time.

42Yah antar jō rahā huā hai iskō jab miṭāyēṅgē tō kyā banē̃gē  ?

42When this difference that remains is finished, what will you become?

43Antarmukh , avyakt , alaukik .

43Introverted, avyakt and alokik.

44Abhī kuchh kuchh laukikpan bhī mil jātā hai .

44Now there is still some feeling of being lokik that gets mixed in.

45Lēkin jab yah antar khatm kar dēgē tō bilkul alaukik aur antarmukhī , avyakt phariśhtē najar āyēṅgē .

45But when you remove this difference, you will be seen as the alokik and angelic subtle angels.

46Is sākār vatan mē̃ rahtē huē bhī phariśhtē ban saktē hō .

46You can become angels even whilst staying in this corporeal world.

47Āp phir kahē̃gē āp vatan mē̃ jākar phariśhtā kyō̃ banē̃  ?

47You may then say, "Why did you go and become an angel in the subtle region?

48Yahā̃ hī bantē . 49Lēkin nahī̃ .

48You could have become that here."

50Jō bachchō̃ kā kām vah bachchō̃ kō sājē .

49But no. 50Whatever is the task of the children suits the children best.

51Jō bāp kā kārya hai vah bāp hī kartē haĩ .

51Whatever is the Father's task is done by the Father.

52Bachchō̃ kō ab paṛhāī kā show dikhānā hai .

52Children now have to reveal the results of their study to others.

53Teacher kō paṛhāī kā show nahī̃ dikhnā hai  ?

53Does a teacher not have to reveal the study?

54Teacher kō paṛhāī paṛhānī hōtī hai . 55Student kō paṛhāī kā show dikhānā hōtā hai .

54A teacher has to teach the study and the students have to reveal that study.

56Show case mē̃ śhaktiyō̃ kō pāṇḍavō̃ kō ānā hai .

55It is the shaktis and pandavs that have to be put into a showcase.

57Bāpdādā tō hai hī gupta .

56BapDada is incognito anyway.

58Abhī sabhī K|kē dil mē̃ yahī saṅkalp hai ki ab jaldī-jaldī drama key|kī scene chalkar khatm hō lēkin jaldī hōgī  ?

57There is the thought in everyone's heart that the scenes of the drama should now pass and the drama should come to an end very quickly. 58But will it move fast?

59Hō saktī hai  ?

59Is this possible?

60Hōgī yā hō saktī hai  ?

60Will it? 61Is it possible?

61Bhāvī jō banī huī hai , vah tō banī huī banī hī rahēgī . 62Lēkin banī huī bhāvī mē̃ yah itnā najar ātā hai ki agar kalp pahlē māphik saṅkalp ātā hai tō saṅkalp K|kē sāth-sāth avaśhya pahlē bhī purūṣhārth tīvr kiyā hōgā .

62Whatever is destined will remain destined, but this much is visible in the predestined destiny: if there is the thought like a kalpa ago, then together with the thought, you must definitely have made fast efforts.

63Tō yah bhī saṅkalp ātā hai ki drama kā scene jaldī pūrā kar sabhī avyaktvatan vāsī ban jāyē̃ .

63And therefore, there is also the thought that we should complete the scenes of the drama very fast and become residents of the subtle region.

64Bannā tō hai . 65Lēkin āp bachchō̃ mē̃ itnī śhakti hai jō avyakt vatan kō bhī vyakt mē̃ khīñchkar lā saktē hō .

64You definitely have to become that, but do you children have so much power that you are able to pull the subtle region into the corporeal world?

66Avyakt vatan kā nakśhā vyakt vatan mē̃ banā saktē hō .

65Can you create a map of the subtle region in the corporeal world?

67Āśhāyē̃ tō harēk key|kī bahut haĩ .

66Each one of you has many desires.

68Aisē hī pahũchtī haĩ jaisē is sākār duniyā mē̃ bahut baṛī office hōtī hai telephone aur ṭēlīgrāph key|kī , vaisē hī bahut śhuddha saṅkalpō̃ key|kī tārē vatan mē̃ pahũchtī rahtī haĩ .

67All of these reach BapDada. 68Just as there is a very big telegraph and telephone office in the corporeal world, in the same way, the telegrams of pure thoughts reach BapDada in the subtle region.

69Abhī kyā karnā hai  ?

69What has to be done now?

70Kaī bachchō̃ K|kē kuchh lōk saṅgrah prati praśhna bhī haĩ vah bhī pahũchtē haĩ .

70Some children even ask questions for the welfare of others.

71Kaī bachchē mūñjhtē haĩ ki sākār dvārā tō yah kahā ki sūkṣhmavatan hai hī nahī̃ , tō bābā kahā̃ gayē  ?

71Some children become confused because they were told through sakar Baba that the subtle region does not exist. 72So where has Baba gone?

72Kahā̃ sē milnē ātē haĩ  ?

73From where does he come to meet us?

73Kahā̃ yah sandēśh bhējtē haĩ  ?

74Where are the messages sent to?

74Kyō̃ bhōg lagātē hō  ?

75Why is bhog offered?

75Iskā bhī rāj hai .

76There is significance in this also.

76Kyō̃ kahā gayā thā  ?

77Where and why did he go?

77Iskā mūl kāraṇ yahī hai ki jaisē āp lōgō̃ nē dēkhā hōgā ki kabhī-kabhī chhōṭē bachchē jab kōī chīj kē pīchhē lag jātē haĩ tō vah chīj bhal achchhī bhī hōtī hai lēkin had sē jyādā us achchhī chīj kē pīchhē paṛ jātē haĩ tō bachchō̃ sē kyā kiyā jātā hai  ?

78The main reason for this is that, as all of you must have seen, when little children like something very much and they chase after it, even though it is a very good thing, when they like it beyond limits and they chase after it, what are they then told? 79That thing is hidden from their vision and they are told that it does not exist.

78Vah chīj unkī ā̃khō̃ sē chhipākar yah kahā jātā hai ki hai hī nahī̃ .

80They are told this so that the extra love they have for that thing is then put right.

79Isliē hī kahā jātā hai ki iskī jō extra lagan lag gaī hai , vah kuchh ṭhīk hō jāē .

81In the same way, at present, many children cling to these things.

80Isī rīti sē vartamān samay kaī bachchē inhī bātō̃ mē̃ kuchh chaṭak gayē thē .

82And so, in order to free them from that, they were told by sakar Baba that the subtle region does not exist.

81Tō unkō chhuṛānē kē liē sākār mē̃ kahtē thē ki yah sūkṣhmavatan hai hī nahī̃ .

83This was told to the children in order to move their intellect away from these things.

82Tō yah bhī bachchō̃ key|kī is bāt sē buddhi haṭānē kē liē kahā gayā thā .

84But this doesn't mean that when something is hidden away from the children that thing finishes.

83Lēkin iskā bhāv yah nahī̃ hai ki agar bachchō̃ sē chīj chhipāī jātī hai tō vah chīj khatm hō jātī hai .

85No, this is a method to free you from something that you cling to. 86This was a method also.

84Nahī̃ . 85Yah ēk yukti hai , chaṭakī huī chīj sē chhuṛānē key|kī .

87If the subtle region does not exist, where do you offer bhog?

86Tō yah bhī yukti key|kī .

88Why is this system still maintained?

87Agar sūkṣhmavatan nahī̃ tō bhōg kahā̃ lagātē hō  ?

89When there was any task about to take place, why did Baba himself also ask for a message?

88Is rasam rivāj kō kāyam kyō̃ rakhā  ?

90It doesn't mean that the subtle region does not exist.

89Kōī bhī aisā kārya hōtā hai tō khud bhī sandēśh kyō̃ puchavātē thē  ? 90Tō aisē bhī nahī̃ ki sūkṣhmavatan nahī̃ hai . 91Sūkṣhmavatan hai .

91The subtle region does exist, but instead of going to and coming from the subtle region, you now have to become a resident of the subtle region.

92Lēkin ab sūkṣhmavatan mē̃ ānē jānē kē bajāē svayã hī sūkṣhmavatan vāsī bannā hai .

92This is BapDada's hope in the children. 93There shouldn't be a lot of coming and going; this is not accurate.

93Yahī bāpdādā key|kī bachchō̃ mē̃ āśhā hai . 94Ānā-jānā jyādā nahī̃ hōnā chāhiē .

94Instead of coming and going to and from the subtle region, you yourself must become a resident of the subtle region.

95Yah yathārth hai . 96Kamāī kismē̃ hai  ?

95So in what is there an income?

97Tō bāp bachchō̃ key|kī kamāī kō dēkhtē haĩ aur kamāī K|kē lāyak banātē haĩ .

96Baba observes the income of the children and makes them worthy of earning an income.

98Isliē yah sabhī rahasya bōltē rahē .

97This is why you have been told everything of significance.

99Abhī samjhā ki kyō̃ kahā thā aur ab kyā hai  ?

98So do you now understand why you were told this, and what it actually is?

100Sūkṣhmavatan K|kē avyakt anubhav kō anubhav karō . 101Sūkṣhma sthiti kō anubhav karō .

99Experience the subtle experiences of the subtle region, experience the subtle stage.

102Ānē jānē key|kī āśhā alpkāl kī hai .

100The desire for coming and going is temporary.

103Alpkāl kē bajāē sadā apnē kō sūkṣhmavatanvāsī kyō̃ nahī̃ banātē  ?

101Instead of this temporary desire, why do you not constantly make yourself a resident of the subtle region?

104Aur sūkṣhmavatanvāsī bannē sē hī bahut wonderful anubhav karē̃gē .

102You will have many wonderful experiences by being a resident of the subtle region.

105Khud āp lōg varṇan karē̃gē ki yah anubhav aur sandēśhiyō̃ K|kē anu - bhav mē̃ kitnā phark hai , vah kamāī nahī̃ .

103And you yourself will say that there is such a lot of difference between this experience and the experiences of the trance messengers. 104Theirs is not an income.

106Yah kamāī bhī hai aur anubhav bhī .

105Yours is an income and also an experience.

107Tō ēk hī samay dō prāpti hō vah achchhā yā ēk hī chāhtē hō  ?

106So is it better to attain two things at once, or do you still have the desire for only one thing?

108Aur kaī bachchō̃ K|kē man mē̃ yah bhī praśhna hai ki nā mālūm jō bāpdādā kahtē thē ki sabhī kō sāth mē̃ lē jāyēṅgē , ab vah tō chalē gayē .

107Some children even have this question in their mind: "BapDada used to say that He will take all the children with Him, but now He has gone away."

109Lēkin vah chalē gayē haĩ  ?

108But has Baba gone away?

110Muktidhām mē̃ jā nahī̃ saktē - sivāē bārāt vā bachchō̃ K|kē .

109He cannot go to the land of liberation without the wedding procession and the children.

111Bārāt K|kē bigar akēlē jā saktē haĩ  ?

110Can Baba go alone without the wedding procession?

112Bārāt taiyār hai  ?

111Is the wedding procession ready?

113Yahī sunā hai ab tak ki bārāt kē sāth hī jāyēṅgē .

112Until now you have only heard that He will go with the wedding procession.

114Jab bārāt hī saj rahī hai tō akēlē kaisē jāyēṅgē .

113The wedding procession is now getting ready and so how can Baba go alone?

115Abhī tō sūkṣhmavatan mē̃ hī avyakt rūp sē sthāpanā kā kārya chaltā rahēgā .

114Now the task of establishment will continue from the subtle region in a subtle form.

116Jab tak sthāpanā kā kārya samāpt nahī̃ huā hai tab tak binā kārya saphal kiyē huē ghar nahī̃ lauṭē̃gē , sāth hī chalē̃gē aur phir chalnē kē bād kyā karē̃gē  ?

115Until the task of establishment is complete, Baba will not return home without having attained success in the task. 116Baba will go with you and then what will he do afterwards?

117Mālūm hai - kyā karē̃gē  ?

117Do you know what he will do?

118Sāth chalē̃gē aur sāth rahē̃gē . 119Aur phir sāth-sāth hī sr̥iṣhṭi par āyēṅgē .

118He will go with you and stay there with you and then come into the world with you.

120Āp bachchō̃ kā jō gīt hai kabhī bhī hāth aur sāth na chhūṭē , tō bachchō̃ kā bhī vāydā hai tō bāp kā bhī vāydā hai .

119Children have a song that they will never let go of the hand and the company. 120This is the children's promise as well as the Father's promise.

121Bāp apnē vāydē sē badal nahī̃ saktē .

121Baba cannot break his promise.

122Aur bhī kōī praśhna hai  ?

122Are there any more questions?

123Yū̃ tō samay prati samay sab spaṣhṭ hōtā hī jāyēgā .

123In fact, as time goes by, everything will be clarified.

124Kaīyō̃ K|kē man mē̃ yah bhī hai nā ki nā mālūm janm hōgā vā kyā hōgā  ? 125Janm hōgā  ?

124Some children even have the question in their mind whether Baba will take another birth.

126Jaisē āp key|kī mama kā janm huā vaisē hōgā  ?

125Will he take another birth? 126Will he take a birth like your Mama did?

127Āp bachchō̃ kā vivēk kyā kahtā hai  ?

127What does the reasoning of your mind say?

128Drama key|kī bhāvī kō dēkh saktē hō  ?

128Can you see the destiny of the drama?

129Thōṛā-thōṛā dēkh saktē hō  ?

129Can you see it even slightly?

130Jab āp lōg sabkō kahtē hō ki ham trikāldarśhī bāp K|kē bachchē haĩ tō ānē vālē kāl kō nahī̃ jāntē hō  ?

130Since all of you say to everyone that you are the children of the Father who knows the three aspects of time, Can you not see what is in the future?

131Āpkē man K|kē vivēk anusār kyā hōnā chāhiē  ?

131What should happen according to the reasoning of your mind?

132Avyakt sthiti mē̃ sthit hōkar hā̃ vā nā̃ kahō  ? 133Tō javāb nikal āyēgā .

132Become stable in the avyakt stage and say yes or no and you will get the answer.

134 ( is rīti sē bāpdādā nē dō chār sē pūchhā ) bahut karkē sabhī kā yahī vichār thā ki nahī̃ hōgā .

133(In this way, BapDada asked three or four people. 134The majority thought that Baba would not take another birth.)

135Āj hī uttar chāhtē hō yā bād mē̃  !

135Do you want a reply today or later?

136Halchal tō nahī̃ cam rahī hai .

136There isn't any upheaval, is there?

137Yah bhī ēk khēl rachā jātā hai .

137This is also a game that is created.

138Chhōṭē-chhōṭē bachchē tālāb mē̃ patthar mārkar unkī laharō̃ sē khēltē haĩ .

138Little children throw stones in a pond and play with the ripples.

139Tō yah bhī ēk khēl hai .

139And so this is also a game.

140Bāp tum sabhī K|kē vichār sāgar mē̃ praśrō̃ K|kē patthar phēṅk kar tumhārē buddhi rūpī sāgar mē̃ lahar utpanna kar rahē haĩ .

140Baba is throwing stones in the form of questions into the churning of you children, and is creating ripples in the ocean of your intellect.

141Unhī laharō̃ kā khēl bāpdādā dēkh rahē haĩ .

141BapDada is watching the game of these ripples.

142Abhī āp sabkē sāth hī avyakt rūp sē sthāpanā K|kē kārya mē̃ lagē rahē̃gē .

142Now together with all of you, Baba will be engaged in the task of establishment in the avyakt form.

143Jab tak sthāpanā kā part hai tab tak avyakt rūp sē āp sabhī kē sāth hī haĩ .

143Whilst there is the part of establishment Baba is with you in the avyakt form.

144Samajh gayē  ?

144Have you understood?

145Vatan mē̃ mama kō bhī emerge kiyā thā .

145Baba also projected Mama into the subtle region.

146Patā hai kyā bāt chalī  ?

146Do you know what conversation took place?

147Jaisē sākār rūp mē̃ sākar vatan mē̃ mama bōltī thī ki bābā āp baiṭhē rahiyē ham sabhī kām kar lē̃gē . 148Isī hī rīti sē vatan mē̃ bhī yahī kahā ki ham sabhī kārya sthāpanā K|kē jō karnē haĩ vah karē̃gē .

147Just as in the corporeal world, in the corporeal form, Mama used to tell Baba to remain sitting and they would finish all the work, in the same way, she said the same thing in the subtle region: "We will do all the work that remains for the establishment.

149Āp bachchō̃ kē sāth hī bachchō̃ kō bahlātē rahiyē .

148You must simply continue to entertain the children."

150Aisē hī sākār mē̃ kahtī thī . 151Vahī vatan mē̃ rūh-rūhān chalī .

149She used to say this in the corporeal form also, The same heart-to-heart conversation took place in the subtle region.

152Āp sabhī K|kē man mē̃ tō hōgā hī-ki hamārī mama kahā̃ gaī .

150There must be this question in the minds of all of you: Where has our Mama gone?

153Abhī yah rāj is samay spaṣhṭ karnē kā nahī̃ hai .

151It is is not the time for this secret to be revealed.

154Kuchh samay kē bād sunāyēṅgē ki vah kahā̃ aur kyā kar rahī hai .

152You will be told after some time where she is what is is doing.

155Sthāpanā K|kē kārya mē̃ bhī madadgār hai lēkin bhinn nām rūp sē .

153She is a helper in the task of establishment, but with a different name and form.

156Achchhā - ab tō time hō gayā hai .

154Achcha, it is now time to go.

157Āj vatan mē̃ dūr sē hī savērē sē khuśhbū ā rahī thī .

155Today, in the subtle region, there was a fragrance from a distance from the early morning.

158Dēkh rahē thē kaisē snēh sē chījē banā rahē haĩ .

156Baba was seeing how the things were being prepared with a lot of love.

159Āpnē dēkhā , bhaṇḍārē mē̃ chakra lagāyā  ?

157Did you see it? 158Did you tour around the bhandara (kitchen)?

160Chījō̃ key|kī khuśhbū nahī̃ snēh key|kī khuśhbū ā rahī thī .

159It wasn't the fragrance of the food, but it was the fragrance of love.

161Yah snēh hī avināśhī bantā hai .

160This love becomes eternal.

162Avināśhī snēh hai nā  ?

161Your love is eternal, isn't it?

163Yād harēk key|kī pahũchtī hai , uskā rēsapōṇḍ lēnē kē liē avasthā chāhiē .

162Everyone's remembrance reaches here, but a certain stage is needed in order to receive the response.

164Respond phauran miltā hai . 165Jaisē sākār mē̃ bachchē bābā kahtē thē tō bachchō̃ kō rēsapāṇḍ miltā thā .

163You receive an instant response, just as when Baba was in the corporeal form and when children used to say, "Baba", they instantly received a response.

166Tō respond ab bhī phauran miltā hai lēkin bīch mē̃ vyakt bhāv kō chhōṛnā paṛēgā tab hī us respond kō sun sakē̃gē .

164So, even now, you receive a response instantly, but in-between you have to let go of the corporeal form, and then you will be able to hear the response.

167Ab tō aur hī jyādā chārō̃ ōr service karnē kā anubhav kar rahē haĩ .

165Now, there is the experience of doing even more service in all four directions.

168Ab avyakt hōnē K|kē kāraṇ ēk aur quality baṛh gaī hai .

166Now, because of being avyakt, one quality has increased.

169Kaun see|sī|C  ? 170Mālūm hai  ?

167Do you know what that is?

171Vah yah hai - pahlē tō bāharyāmī thā , abhī antaryāmī hō gayā hū̃ .

168Previously, Baba used to know of the external things only, now he knows of the things inside everyone also.

172Avyakt sthiti mē̃ jānnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ rahtī .

169In the avyakt stage, there is no need to know anything.

173Svataḥ hī ēk second mē̃ sabhī kā nakśhā dēkhnē mē̃ ā rahā hai .

170Everyone's chart is automatically visible within a second.

174Isliē kahtē haĩ ki pahlē sē ēk aur guṇ baṛh gayā hai .

171This is why it is said that one virtue has increased from before.

175Avyakt sthiti mē̃ tō khuśhbū sē hī pēṭ bhar jātā hai . 176Āp lōgō̃ kō mālūm hai  ?

172In the avyakt stage, the stomach is filled simply by having the fragrance.

177Ēk mukhya śhikṣhā bachchō̃ kē prati dē rahē haĩ .

173Achcha. 174Today, one main advice is being given to the children.

178Ab service tō karnī hī hai , yah tō sabhī bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ lakṣhya hai aur lakṣhya kō pūrṇ bhī karē̃gē lēkin is lakṣhya kō pūrṇ karnē kē liē bīch mē̃ ēk mukhya vighna āyēgā .

175You have to do service anyway; this aim is in the intellects of all the children, and you will definitely fulfil that aim, but in that aim being fulfilled, there will be an obstacle in- between.

179Vah kaun sā , patā hai  ?

176Do you know what that is?

180Mukhya vighna service mē̃ bādhā ḍālnē kē liē kaun sā āyēgā  ?

177What is the main obstacle that creates an obstruction in service?

181Sabhī kē āgē nahī̃ majority kē āgē āyēgā  !

178It doesn't come to everyone, but to the majority of you.

182Vah kaun sā vighna hai  ? 183Pahlē sē hī batā dētē haĩ .

179Baba is telling you of that obstacle beforehand.

184Service kartē-kartē yah dhyān rakhnā ki mainnē yah kiyā , maĩ hī yah kar saktā hū̃ yah maĩ pan ānā iskō hī kahā jātā hai gyān kā abhimān , buddhi kā abhimān , service kā abhimān .

180Always pay attention whilst doing service, to the thought, "I did this. 181Only I can do this." 182To have this consciousness of I is called the arrogance of knowledge, the arrogance of the intellect, and the arrogance of service.

185In rūpō̃ mē̃ āgē chalkar vighna āyēṅgē .

183As you go further, there will be obstacles in these forms.

186Lēkin pahlē sē hī is mukhya vighna kō ānē nahī̃ dēnā .

184Therefore, from the beginning, do not let this main obstacle come.

187Iskē liē sadā ēk śhabda yād rakhnā ki maĩ nimitt hū̃ .

185So constantly remember one term, "I am an instrument."

188Nimitt bannē sē hī nirā - kārī , nirahaṅkārī aur namrachit , niḥsaṅkalpa avasthā mē̃ rah saktē haĩ .

186Only by being an instrument can you maintain a stage of being incorporeal, egoless, humble and free from waste thoughts.

189Agar mainnē kiyā , maĩ-maĩ āyā tō mālūm hai kyā hōgā  ?

187If there is the thought that I did this, if there is "I, I", do you know what will then happen?

190Jaisē nimitt bannē sē nirākārī , nirahaṅkārī , nirsaṅkalp sthiti hōtī hai vaisē hī maĩ maĩ ānē sē magarūrī , murajhāis , māyūsī ā jāyēgī . 191Uskī phir result kyā hōgī  ?

188Just as by being an instrument you are able to create a stage of being incorporeal, egoless, and free from waste thought, in the same way, when there is the feeling of I, there will be arrogance, the feeling of wilting and depression.

192Ākhrīn ant mē̃ uskī result yahī hōtī hai ki chaltē-chaltē jītē huē bhī mar jātē haĩ .

189What will the result of that be? 190The result of that would finally be that you die even though you are alive.

193Isliē is mukhya śhikṣhā kō hamēśhā sāth rakhnā ki maĩ nimitt hū̃ .

191This is why always keep this main teaching with you, "I am an instrument."

194Nimitt bannē sē kōī bhī ahaṅkār utpanna nahī̃ hōgā .

192By being an instrument, there won't be 'any arrogance.

195Nahī̃ tō agar maĩ pan ā gayā tō matbhēd K|kē chakra mē̃ ā jāyēṅgē .

193Otherwise, if there is the feeling of I you will come into the spinning of differences of opinion.

196Isliē in anēk vyarth K|kē chakkarō̃ sē bachnē kē liē svadarśanacakra kō yād rakhnā .

194This is why, in order to be free from this spinning, remember the discus of self-realisation.

197Kyōṅki jaisē-jaisē mahārathī banē̃gē vaisē hī māyā bhī mahārathī rūp mē̃ āyēgī .

195Because just as you become a maharathi, Maya will also come to you in a maharathi form.

198Sākār rūp mē̃ ant tak karma karkē dikhāyā .

196Baba, in the sakar form, showed you by performing actions till the very end.

199Kyā karma karkē dikhāyā  ?

197What actions did Ike show you?

200Yād hai  ?

198Do you remember?

201Kyā śhikṣhā dī|the yahī ki nirahaṅkārī aur nirmāṇchit hōkar ēk dō mē̃ prēm pyār sē chalnā hai .

199What teachings were you given? 200To be incorporeal and humble and to relate to one another with love.

202Ēk mātāō̃ kā saṅgaṭhan banānā .

201Create a gathering of mothers.

203Jaisē kumāriyō̃ kā training class kiyā hai vaisē hī mātāyē̃ jō madadgār ban saktī haĩ aur haĩ , unhō̃ kā madhuban mē̃ saṅgaṭhan rakhnā . 204Kumāriyō̃ kē sāth mātāō̃ kā saṅgaṭhan hō .

202Just as the training classes for the kumaris have been created in the same way create a gathering in Madhuban of the mothers who can become helpers and who are helpers.

205Saṅgaṭhan K|kē samay phir ānā hōgā . 206Snēh kō dēkhtē haĩ tō drama yād ā jātā hai .

203There should be a gathering of mothers along with the gathering of kumaris.

207Drama jab bīch mē̃ ātā hai tō silence hō jātē haĩ .

204Baba has to come at the time a gathering takes place.

208Snēh mē̃ āyē tō kyā hall|hāl hō jāyēgā .

205Seeing the love, you remember the drama.

209Nadī ban jāyēṅgē . 210Lēkin nahī̃ , drama .

206When the drama comes in-between, you become silent.

211Jō karma ham karē̃gē vah phir sabhī karē̃gē , isliē silence .

207What would be the state if you were affected by the love? 208A river would be created.

212Agar sabhī sāth hōtē tō jō antim karmātīt avasthā kā anubhav thā vah drama pramāṇ aur hōtā .

209But no, drama! 210Whatever actions I perform, everyone else will perform the same. 211This is why you become silent.

213Lēkin thā hī aisē isliē thōṛē hī sāmnē thē . 214Sāmnē hōtē bhī jaisē sāmnē nahī̃ thē . 215Snēh tō vatan mē̃ bhī hai aur rahēgā .

212If everyone were to be together, then the experience of Baba's karmateet stage according to the drama would have been something else.

216Avināśhī hai nā . 217Lēkin jō sunāyā ki snēh kō drama silence mē̃ lē ātā hai .

213But it was destined to be like this, and this is why there were very few in front of Baba (at the final moment).

218Aur yahī silence , śhakti kō lāyēgī . 219Phir vahā̃ sākār mē̃ milan hōgā .

214Even though they were in front of Baba, it was as if they were not in front of Baba.

220Abhī avyakt rūp mē̃ miltē haĩ . 221Phir sākār rūp mē̃ satyug mē̃ milē̃gē .

215Baba has love even while he is in the subtle region and he will continue to have love. 216It is imperishable.

222Vah scene tō yād ātī hai nā . 223Khēlē̃gē , pāṭh - śālā mē̃ āyēṅgē , milē̃gē .

217But you heard how the drama takes your love into silence, and this silence brings power.

224Āp nūrē ratna satyug key|kī scenery vatan mē̃ dēkhtē rahtē hō .

218We will meet again in the corporeal form there.

225Jō bāp dēkhtē haĩ vah bachchē bhī dēkhtē rahtē haĩ aur dēkhtē jāyēṅgē . 226Ab tō jvālā rūp hōnā hai .

219We are now meeting in the avyakt form and then we will meet in the corporeal form in satyug.

227Āpkā hī jvālā rūp kā yādgār hai .

220You are able to remember that scene, are you not?

228Patā hai jvālā dēvī bhī hai vah kaun hai  ?

221We will play, go to school, and meet one another.

229Yah sabhī śhaktiyō̃ kō jvālārūp dēvī bannā hai . 230Aisī jvālā prajjavalit karnī hai .

222You, the light of the eyes continue to see the scenes of satyug in the subtle region.

231Jis jvālā mē̃ yah kaliyugī saṅsār jalkar bhasma hō jāyēgā .

223Whatever the Father sees, the children also see that and will continue to see it.

232Achchhā - 233Vidāī K|kē samay  :

224You now have to become the form of volcano.

234Sabhī centres K|kē avyakt sthiti mē̃ sthat huē nūrē ratnō̃ kō bāp va dādā kā avyakt yādpyār svīkār hō .

225The form of the volcano is your memorial. 226Do you know who the goddess of the volcano is?

235Sāth-sāth jō īśhārā diyā hai uskō jaldī sē jaldī jīvan mē̃ lānē kā tīvr purūṣhārth karnā hai . 236Achchhā goodnight .

227All you shaktis have to become the goddesses who are like the volcano. 228You have to ignite such a fire in which the iron-aged world burns away.

237Sabhī śhiv śhaktiyō̃ aur pāṇḍavō̃ prati bāp kā namastē .

229Achcha. 230* * * O M S H A N T I* * *