गुरुवार 26 जून 1969 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0B r a h m a K u m a r i s B r a h m a K u m a r i s > 26-06-69 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban 1 śhikṣhā dēnē kā svarup apnē svarup sē śhikṣhā dēnā
0> > 26-06-69 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Bāp kiskō dēkh rahē haĩ ?
1The form of giving teachings through your form
3Bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ ?
2Whom is Baba seeing today? 3He is seeing the children.
4Āj murlī mē̃ kyā sunā thā .
4What did you hear in the murli today?
5Āp sabhī kiskō yād kartē hō ?
5Whom do all of you remember?
6 ( bāp , teacher , saduguru kō ) tō bāpdādā bhī sirph bachchō̃ kō nahī̃ lēkin tīnō̃ sambandhō̃ sē tīnō̃ rūp sē dēkhtē haĩ .
6(The Father, Teacher and Satguru.) 7So BapDada also is not just seeing the children, but He also sees the children in the form of the three relationships.
7Bachchē tō sabhī haĩ lēkin teacher rūp mē̃ kyā dēkhtē haĩ ?
8All are the children, but in the form of the Teacher, whom does He see?
8Number-vār student kō dēkhtē haĩ .
9He sees the students, numberwise.
9Aur gurū rūp sē kiskō dēkhtē haĩ ?
10In the form of the Guru whom does He see?
10Mālūm hai number-vār follow karnē vālō̃ kō .
11Do you know that? 12He sees those who follow Him numberwise.
11Jinhōnnē follow kiyā hai aur jinhō̃ kō abhī karnā hai , dōnō̃ kō dēkhtē haĩ .
13He is seeing both: those who have followed Him and those who are going to follow Him.
12Mukhya follow kaun-sā hai ?
14What is the main thing you have to follow?
13Guru rūp sē jō śhikṣhā dētē haĩ . 14Usmē̃ mukhya follow kiskō karnā hai ?
15In the teachings that He gives as the Guru, what is the main thing that you have to follow?
15Guru rūp sē mukhya follow kyā hai ?
16(The pilgrimage of remembrance.)
16 ( yād kī yātrā ) yād kī yātrā tō ēk sādhan hai .
17The pilgrimage of remembrance is just the method.
17Lēkin vah bhī kis liyē karātē haĩ ?
18Why are you even made to do that?
18Dūsrō̃ key|kī sadgati karnē pahlē apnē kō kyā follow karnā paṛēgā ?
19What do you have to follow first in order to grant salvation to others?
19Yād kī yātrā bhī kisaliyē sikhāī jātī hai .
20Why are you taught the pilgrimage of remembrance?
20Guru rūp sē mukhya follow yahī karnā hai aśharīrī , nirākārī , nyārā bannā .
21The main teaching of the Guru that you have to follow is to be bodiless, to be incorporeal and to be detached.
21Yād kī yātrā bhī isliyē kartē haĩ ki sākār mē̃ rahtē nirākār aur nyārē aśharīrī hō rahē̃ .
22You have the pilgrimage of remembrance so that even whilst in the corporeal form, you can remain incorporeal, detached and bodiless.
22Jab aśharīrī banē̃gē tab tō gurū kē sāth jā sakē̃gē .
23Only when you become bodiless will you be able to return with the Guru.
23Mukhya rūp sē tō yahī follow kar rahē hō aur karnā hai .
24This is the main aspect that you are following and have to follow.
24Teacher rūp kā part abhī chal rahā hai yā pūrā hō chukā hai ?
25Is the part in the form of the Teacher still continuing or has it finished?
25Revise course teacher karā rahē haĩ yā apnē āp kar rahē hō ?
26Is the Teacher giving you the revised course, or are you doing it yourselves?
26 ( unkī madad hai ) paṛhāī paṛhātē nahī̃ haĩ lēkin madad hai .
27(With Baba's help.) 28Baba is not teaching you the study, but you have His help.
27Revise course K|kē liyē school sē chhuṭṭī lī jātī hai , ghar mē̃ jiskō homework kahā jātā hai .
29During revision, you take leave from school and study at home. 30This is called homework.
28Lēkin teacher kā connection rahtā hai . 29Sāth nahī̃ rahtā . 30Sirph connection rahtā hai .
31You have a connection with the teacher, but the teacher is not with you - there's just a connection.
31Connection tab tak hai jab tak final paper hō .
32The connection lasts until the final paper.
32Revise course K|kē liyē teacher her|har vakt sāth nahī̃ rahtā hai .
33The teacher is not always with you for the revision course.
33Tō abhī teacher dūr sē hī dēkh-rēkh kar rahē haĩ .
34So even now, the Teacher is just looking after you from a distance.
34Kahā̃ bhī kōī muśhkilāt hō tō pūchh saktē hō .
35If you have any difficulty you can ask Him.
35Lēkin jaisē paṛhāī K|kē samay sāth rahtē thē vaisē ab sāth nahī̃ .
36But He is not with you now in the same way that He used to be when He was teaching you.
36Abhī ūpar sē baiṭh achchhī rīti dēkh rahē haĩ ki revise course mē̃ kaun-kaun kitnē śhakti sē , kitnī mēhnat sē umaṅg-utsāh sē course kō pūrā kar rahē haĩ . 37Ūpar sē baiṭh dr̥iśhya kitnā achchhā dēkhnē kā rahtā hai .
37Now, He sits up above and watches you all very carefully to see who is doing the revision course and with how much effort, and to what extent you have zeal and enthusiasm. 38The scene is more beautiful when you see it from up here (sitting on a gaddi) than when you see it sitting down there.
38Jaisē āp lōg yahā̃ ūpar ( sadlī par ) baiṭh dēkhtē hō aur nīchē baiṭh dēkhnē mē̃ phark hōtā hai nā .
39If someone were to sit even higher than that and watch the scene, there would be so much difference.
39Insē bhī ūpar kōī baiṭh dēkhē tō kitnā phark hōgā .
40You can experience that with the power of the intellect.
40Buddhibal sē mahsūs kar saktē hō . 41Kyā anubhav hōtā hai ?
41What do you experience? 42Baba is relating to you the experience today.
42Āj anubhav sunātē haĩ . 43Anubhav sunnē aur sunānē key|kī tō paramparā sē rīt hai tō vatan mē̃ rahtē kyā anubhav kartē haĩ .
43The system of listening to and relating the experiences has continued from the beginning, and so what is the experience of staying in the subtle region?
44Vatan mē̃ hōtē bhī teacher kā connection hōnē kāraṇ dēkhtē haĩ , kōī-kōī bahut alaukikapan sē paṛhāī kō revise kar rahē haĩ , kōī samay ganvā rahē haĩ kōī samay saphal kar rahē haĩ .
44Although Baba (Brahma) is in the subtle region, because he has a connection with the Teacher he sees that some are revising the study with an alokik consciousness. 45Some are wasting their time and some are using their time in a worthwhile way.
45Jab dēkhtē haĩ samay kō ganvā rahē haĩ tō mālūm kyā hōtā hai ?
46Do you know what Baba feels when he sees that the children are wasting their time?
46Taras tō ātā hai lēkin taras K|kē sāth-sāth jō sambandh hai , vah sambandh bhī khaicatā hai .
47Baba has mercy anyway, but together with mercy, the relationships that exist also pull him.
47Phir dil hōtī hai ki abhī-abhī bābā sē chhuṭṭī lēkar sākār rūp mē̃ unhō̃ kā dhyān khiñcavāyē .
48Then there is the desire of taking leave from Baba, of taking on a corporeal form and drawing the children's attention again.
48Lēkin sākār rūp kā part tō pūrā hī huā isliē dūr sē hī sakāśh dētē haĩ .
49However, the part of the corporeal form has finished, and therefore he gives a current from a distance.
49Bābā jaisē sākār rūp mē̃ lāl jhaṇḍī dikhātē thē nā . 50Vaisē hī vatan mē̃ bhī .
50Just as Baba used to show a red flag, there was a flag in the subtle region also.
51Lēkin dēkhnē mē̃ ātā hai ki avyakti ras kō , avyakti madad kō bahut thōṛē lē pātē haĩ .
51But it has been seen that very few souls are able to taste the avyakt sweetness and take subtle help.
52Jō bhī rāstā tay kartē vighna ātē haĩ un vighnō̃ kō pār karnē K|kē liyē mukhya kaun see|sī|C śhakti chāhiē ?
52Which main power is needed to overcome any obstacles that come in front of you when crossing this path? 53(Power of tolerance.)
53 ( sahanśhakti ) sahanśhakti sē pahlē kaun see|sī|C śhakti chāhiē ?
54Which main power is needed even before the power of tolerance?
54Vighna ḍālnē vālī kaun see|sī|C chīj hai ?
55What is it that causes obstacles? 56(Maya.)
55 ( māyā ) sunāyā thā ki vighnō̃ kā sāmnā karnē K|kē liyē pahlē chāhiē parakhnē key|kī śhakti .
57You were told previously that in order to face any obstacles, you first need the power of discrimination.
56Phir chāhiē nirṇay karnē key|kī śhakti .
58Then you need the power of making decisions.
57Jab nirṇay karē̃gē yah māyā hai vā ayathārtha hai . 58Phāydā hai vā nuksān ? 59Alpkāl key|kī prāpti hai vā sadākāl key|kī prāpti hai . 60Jab nirṇay karē̃gē tō nirṇay kē bād hī sahanśhakti kō dhāraṇ kar sakē̃gē .
59When you have decided that this is Maya, that it is not right; when you have decided whether something is of benefit or loss, whether it brings temporary attainment or permanent attainment, only after having made the decision will you be able to imbibe the power of tolerance.
61Pahlē parakhnā aur nirṇay karnā hai . 62Jiskī nirṇayaśakti tēj hōtī hai vah kab hār nahī̃ khā saktā .
60First, there has to be discrimination, and then a decision about it can be made. 61Those who have clear decisionÂmaking power will never be defeated.
63Hār sē bachnē K|kē liyē apnē nirṇayaśakti aur parakhnē key|kī śhakti kō baṛhānā hai .
62In order to be saved from defeat, increase your power of discrimination and the power of decision-making.
64Nirṇayaśakti baṛhānē K|kē liyē puruṣhārth kaun sā karnā hai ?
63What effort do you have to make in order to increase the power of making decisions?
65Yād kī yātrā tō āp jhaṭ kah dētē hō - lēkin yād kī yātrā kō bhī bal dēnē vālā kaun sā gyān arthāt samajh hai ?
64You quickly say: The pilgrimage of remembrance. 65But what is the knowledge, the understanding, that gives power to the pilgrimage of remembrance?
66Vah bhī spaṣhṭ buddhi mē̃ hōnā chāhiē .
66That should also clearly be in your intellect.
67Total tō rakhā hai lēkin total mē̃ kahā̃-kahā̃ phir ṭōṭā ( vighna ) paṛ jātā hai .
67You have kept the overall factor in mind, but sometimes it brings a loss.
68School mē̃ kaī bachchē ēk dō kō dēkh - total tō nikāl dētē haĩ lēkin jab master pūchhtā total kaisē kiyā hai ?
68In a school, some children are able to give the overall result, but when their teacher asks how they arrived at the result, they get confused.
69Tō mūñjh jātē haĩ . 70Tō āp total yād kī yātrā kah dētē hō lēkin vah total kis tarīkē sē hōgā vah bhī jānnā hai .
69And so, all of you speak of the pilgrimage of remembrance as the outcome, but you should also know the method from which the outcome is derived.
71Tō nirṇayaśakti kō baṛhānē liyē mukhya kis bāt key|kī āvaśhyaktā hai ( vichār sāgar manthan ) vichār sāgar manthan kartē-kartē sāgar mē̃ hī ḍūb jāyē̃ tō ?
70So which main aspect is essential to increase the power of making decisions? 71(Churning the ocean of knowledge.) 72What if you drown in the ocean whilst churning?
72Kaī aisē baiṭhtē haĩ vichār sāgar manthan karnē lēkin kōī-kōī lahar aisī ātī hai jō sāth lē jātī hai .
73Some sit to churn the ocean of knowledge in this way, but sometimes there are such waves that they get carried away by them.
73Jaisē kōī bhī sthūl śhārīrik tākat kam hōtī hai tō tākat key|kī khurāk dī jātī hai .
74If any physical strength is lacking, nourishing food is given to that person.
74Vaisē hī nirṇayaśakti kō baṛhānē liyē mukhya khurāk yahī hai jō pahlē bhī sunāyā . 75Aśharīrī , nirākārī aur karma mē̃ nyārē .
75In the same way, the main nourishing food to increase the power of making decisions is that which you have already been told about: to be bodiless, incorporeal and detached in action.
76Nirākārī vā aśharīrī avasthā tō huī buddhi tak lēkin karma sē nyārā bhī rahē aur nirālē bhī rahē jō her|har karma kō dēkhkar K|kē lōg bhī samajhē̃ ki yah tō nirālā hai . 77Yah laukik nahī̃ alaukik hai .
76The incorporeal and the bodiless stages are a state of the intellect, but you should also be able to be detached whilst performing actions, and also remain unique so that seeing your every action, people feel that you are unique; that you are not mundane (lokik), but extra-ordinary (alokik).
78Tō nirṇayaśakti kō baṛhānē K|kē liyē yah bahut āvaśhyak hai .
77So this is most essential in order to increase the decision-making power.
79Jitnā bātō̃ kō dhāraṇ karē̃gē utnā hī apnē vighnō̃ kō bhī miṭā sakē̃gē . 80Aur jō sr̥iṣhṭi par ānē vālē vighna haĩ , unhō̃ sē bach sakē̃gē .
78The more you imbibe these aspects, the more you will be able to finish your obstacles and be saved from the obstacles that will come in the world.
81Śhikṣhā tō bahut miltī hai lēkin ab kyā karnā hai ?
79You have received many teachings, but what must you do now?
82Śhikṣhā svarūp bannā hai .
80You have to become the embodiment of the teachings.
83Śhikṣhā aur āpkā svadharm alag nahī̃ hōnā chāhiē .
81The teachings and your original religion should not be different.
84Āpkā svarūp hī śhikṣhā hōnā chāhiē .
82Your form itself should be the teachings.
85Svarūp sē śhikṣhā dī jātī hai .
83Teachings are given through being the embodiment.
86Kaī bātō̃ mē̃ vāṇī sē nahī̃ śhikṣhā dī jātī hai .
84In many cases, teachings are not given through words, but through your form.
87Lēkin apnē svarūp sē śhikṣhā dī|the jātī hē . 88Tō ab śhikṣhā svarūp bankar K|kē apnē svarūp sē śhikṣhā dēnī hai .
85And so, you now have to be the form of the teachings and give these teachings to others through your form.
89Śhikṣhā tō bahut milī .
86You have received many teachings.
90Course tō pūrā huā nā .
87The course has now finished.
91Ēk praśhna pūchhā thā ki ab jō bāpdādā anya tan mē̃ ātē hai tō jaisē sākār rūp mē̃ murlī chalātē thē vaisē hī kyō̃ nahī̃ chalātē ?
88Children have asked a question: When BapDada incarnates into a different body, why does He not conduct murli in the same way as He used to in the sakar form?
92Kyā vaisē hī murlī nahī̃ chalā saktē haĩ ?
89Can He not conduct murli in the same way?
93Kyō̃ bhāṣhā badlī|badalī , kyō̃ tarīkā badalā|badlā aisē praśhna bahutō̃ kō uṭhtā hai .
90Why did He change the language? 91Why did He change the style of the murli? 92Many people have such questions.
94Jabki tum bhāṣhaṇ kar saktē hō tō bāpdādā kā kōī bhī tan dvārā murlī chalānā muśhkil hai ?
93Since you are able to give lectures, why should it be difficult for BapDada to speak a murli through any body?
95Lēkin kyō̃ nahī̃ chalātē haĩ ?
94But why does Baba not conduct it through any body?
96 ( dō chār nē apnē vichār sunāyē ) jis tan dvārā paṛhānē kā part thā vah paṛhāī kā course tō pūrā huā , ab phir paṛhāī-paṛhānē liyē nahī̃ ātē .
95(Two to four people gave their ideas.) 96The course of study through the body that had the part of teaching has finished. 97Now Baba does not come to teach you.
97Vah course thā usī tan dvārā part pūrā hō chukā hai .
98That was a course and the part through that body has now been completed.
98Abhī tō ātē haĩ milnē K|kē liyē , bahlānē K|kē liyē .
99Now Baba just comes to meet you and entertain you.
99Aur mukhya bātē̃ kaun see|sī|C haĩ ?
100And what is the other main aspect?
100Jaisē aśharīrī , karmātīt ban kar K|kē kyā kiyā ?
101What did Baba do when he became bodiless and karmateet?
101Ēk second mē̃ pañchhī ban uṛ gayā .
102He became a bird and flew away in one second.
102Sākār śharīr sē ēk second mē̃ uṛē nā .
103He flew away from the sakar body in one second.
103Tō ab paṛhāī pūrī huī .
104And so the study has now finished.
104Bākī ēk kārya rahā huā hai . 105Sāth lē jānē kā .
105But one task still remains: that of taking you with Him.
106Isliē ab sirph milnē , avyakt śhikṣhāō̃ sē bahlānē aur uṛānē liyē ātē haĩ .
106This is why Baba now just comes to meet you, to entertain you with avyakt teachings and to make you fly.
107Paṛhāī K|kē points paṛhāī kā rūp ab nahī̃ chal saktā hai .
107The points of study, the form of the study, can no longer continue.
108Abhī course revise hō rahā hai .
108The course is now being revised.
109Lēkin kitnē samay mē̃ revise karē̃gē ?
109But how much time will you take to revise it?
110Kitnē tak course pūrā huā hai ?
110To what extent has the course finished?
111Abhī yah sabhī kō nirṇay karnā hai ki kahā̃ tak revise course huā hai .
111Now, all of you have to make a decision as to up to what extent the course has been revised.
112Kitnā samay ab chāhiē ?
112How much time do you need now?
113Sākār tan K|kē her|har karma , her|har sthiti sē apnē kō bhēṇṭ karnā unkō dēkhtē , yah lakṣhya rakhtē apnē kō dēkhō phir patā paṛēgā ki kahā̃ tak hai .
113You have to compare your every action and your stage with the sakar form. 114Whilst seeing that, and keeping the aim, check yourself and then you will know how far you have reached.
114Lakṣhya tō batā diyā ki kaisē apnē kō parakhnā , phir uttar dēnā .
115You have been told the aim in relation to which you have to assess yourself; do that and then give a reply.
115Dūsrā praśhna yah dētē haĩ .
116Now Baba asks you a question.
116Homework tō tumhārā chal hī rahā hai . 117Usmē̃ viśhēṣh dhyān khiñchvātē haĩ yah jō part bhāvī pramāṇ huā hai us sākār rūp kō avyakt kyō̃ banāyā ?
117As you are now doing your homework anyway, Baba is specially drawing your attention to something related to that. 118Why was it fixed in the drama that the sakar form should become avyakt?
118Inkē bhī kaī guhya rahasya haĩ .
119Is there some deep significance in that?
119Iskī gahrāī mē̃ jānā , sāgar K|kē laharō̃ mē̃ nahānē nahī̃ lag jānā . 120Lēkin sāgar K|kē talē mē̃ jānā .
120Go into the depth of this. 121Do not keep bathing in the waves of the ocean, but go to the very bottom of the ocean.
121Phir jō ratna milē vah lē ānā .
122Then bring up the jewels that you find there.
122Yah sōchnā inkā guhya rahasya drama mē̃ kyā nūndhā huā hai .
123Think about it. 124What was the significance of this being fixed in the drama?
123Ūpar kōī guhya rahasya hai .
125Is there some deep significance up above?
124Binā rahasya K|kē tō kōī bhī chalan hō hī nahī̃ saktī .
126Nothing can happen without having some significance. 127Achcha, it is now time to go.
125Acchā-abhī time hō gayā hai .
128* * * O M S H A N T I* * *