शुक्रवार 3 अक्टूबर 1969 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 103-10-69 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 03-10-69 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Sampūrṇ - samarpaṇ key|kī niśhāniyā̃
1Signs of being completely surrendered
3Kiskō dēkhtē hō ?
2Whom are you seeing?
4Kaun , kiskō dēkh rahē hō ?
3Who is seeing whom?
5 ( dō tīn nē apnā-apnā vichār sunāyā ) āj bāpdādā apnē pūrṇ parvānō̃ kō dēkh rahē haĩ . 6Kyōṅki kahā̃ tak parvānē banē haĩ vō dēkhnē āyē haĩ .
4(Two or three people gave their ideas.) 5Today, BapDada is seeing His complete moths because He has come to see to what extent each one has become a moth.
7Vaisē tō parvānē śhamā kē pās jātē haĩ lakin yahā̃ tō śhamā bhī parvānō̃ sē miltī hai .
6Generally, the moths go to the light, but here, the Light has come to meet the moths.
8Āpkō mālūm hai jō sampūrṇ parvānē hōtē haĩ unkē lakṣhaṇ kyā haĩ aur parakh kyā hai ?
7Do you know what the characteristics and the signs are of those who are complete moths?
9 ( har ēk nē sunāyā ) āp sabnē sunāyā vō yathārth hai .
8(All gave their own ideas.) 9Whatever all of you spoke about is accurate.
10Mukhya sār tō yahī nikalā ki jō parvānē hōṅgē vō ēk tō śhamā K|kē snēhī hōṅgē , samīp hōṅgē aur sarv sambandh , us ēk kē sāth hī hōṅgē .
10The main essence that emerged is that those who are moths will have love for the Light, they will be close and they will have all relationships with that One.
11Tō sarv sambandh , snēhī , samīp aur sāhas . 12Jō sampūrṇ parvānē hōtē haĩ unmē̃ yah chārō̃ hī bātē̃ dēkhnē mē̃ ātī haĩ .
11So those who are complete moths will have all relationships with One; they will be loving, close and maintain courage.
13Tō āp sabkō yahā̃ bhaṭṭī mē̃ kisliē bulāyā hai ?
12These four things will be visible in them.
14Jō yah chār bātē̃ sunāī haĩ vō chārō̃ hī bātē̃ apnē sampūrṇ percentage mē̃ dhāraṇ karnī haĩ .
13So why have all of you been called to this bhatthi? 14You have to imbibe the four things that you heard about to their fullest percentage.
15Ēk percent bhī cum|kam na hōnā chāhiē .
15It shouldn't be less by even one per cent.
16Kaī bachchē kahtē ham haĩ tō sahī lēkin itnē percent .
16Many children say that they are that, but only to a certain percentage.
17Tō jinmē̃ percent key|kī kamī hō gaī tō unkō sampūrṇ parvānā nahī kahē̃gē .
17So when there is some percentage missing, they cannot be called complete moths.
18Vō parvānā dūsrī quality kā kahā jāyēgā , jō ki chakra hī kāṭnē vālē hōtē haĩ . 19Ēk hōtē haĩ śhīghra ēk hī bār śhamā par phidā hōnē vālē , dūsrē hōtē haĩ - sōch samajh kar kadam uṭhānē vālē .
18Those moths are of the second quality that simply circle around. 19One are those who instantly sacrifice themselves to the Light once and for all, and the others are those who take their steps after thinking about and understanding something.
20Tō jō sōch samajh kar kadam uṭhātē rahē̃gē unkō kahē̃gē phērī pahannē vālē . 21Chakra kāṭnē vālē .
20So those who take their steps after having thought about and understood something are called the ones who simply circle around.
22Tō dūsrī quality vālē parvānē kaī prakār K|kē saṅkalpō̃ , vighnō̃ aur karmō̃ mē̃ hī chakra kāṭtē rahtē haĩ .
21The second quality of moths simply circle around in having many types of thoughts, obstacles and actions.
23Tō āj pāṇḍav sēnā kō bhaṭṭī mē̃ bulāyā hai .
22Today, the Pandav Army has been called to this bhatthi.
24Kahī̃ par bhī kōī phaikṭarī hōtī hai tō jō baṛhiyā phaikṭarī hōtī hai uskī chhāp lagtī hai .
23There may be many types of factories, but a stamp is applied of the factory that is very good.
25Agar us phaikṭarī key|kī chhāp nahī̃ hōtī hai tō vō chīj itnī nahī̃ chaltī hai .
24If there isn't the stamp of that factory, then that thing is not so popular.
26Is rīti āp bhī jō bhaṭṭī mē̃ āyē hō tō yahā̃ bhī chhāp lagānē kē liē āyē hō .
25In the same way, all of you who have come to the bhatthi have come here to be stamped.
27Ṭrēḍ mark hōtā hai nā .
26There is a trade mark.
28Āp phir kaunsī chhāp lagvānē liē āyē hō ?
27Which stamp have you come to be stamped with?
29Sampūrṇ surrender yā sampūrṇ samarpaṇ kā chhāp agar nahī̃ lagā tō mālūm hai ki kyā hōgā ?
28With the stamp of total surrender: do you know what will happen if this stamp is not applied?
30Jaisē chhāpā na lagī chīj key|kī value kam hōtī jātī hai . 31Usī rīti sē āp ātmāō̃ key|kī bhī svarg mē̃ value kam hō jāyēgī .
29Just as the value of something that is not stamped is less, in the same way, the value of such souls will also be less in heaven.
32Tō apnī rājdhānī mē̃ samīp ānē liē yah chhāpā lagānā hī paṛēgā .
30So you will definitely have to apply this stamp in order to come close in your own kingdom.
33Mātāō̃ kō tō naṣhṭōmōhā kā mantra milā . 34Aur pāṇḍav sēnā kō sampūrṇ samarpaṇ kā .
31Mothers have received the mantra of being the destroyers of attachment and the pandavs have received that of being totally surrendered.
35Pāṇḍavō̃ kā hī gāyan hai ki gal kar khatm hō gaē .
32There is the memorial of the pandavs that they melted away and were finished.
36Pahāṛō̃ par nahī̃ lēkin ūñchī sthiti mē̃ gal kar apnē kō nicāī sē bilkul ūpar jō avyakt sthiti hai , usmē̃ gal gayē .
33It was not on the mountains, but they melted with an elevated stage and brought themselves to the very top from being at the very bottom.
37Arthāt us avyakt sthiti mē̃ sampūrṇtā kō prāpt huē .
34They melted in the avyakt stage, that is, they attained perfection in that avyakt stage.
38Yah pāṇḍavō̃ kā yādgār bhī hai .
35There is this memorial of the pandavs.
39Us yādgār key|kī yād dilānē aur practical mē̃ lānē liē bhaṭṭī milī hai .
36You are having this bhatthi in order to be reminded of that memorial and to put it into a practical form.
40Sampūrṇ samarpaṇ kiskō kahā jātā hai ?
37Who are called those who are totally surrendered?
41Jō sampūrṇ samarpaṇ arthāt tan-man-dhan aur sambandh , samay sabmē̃ arpaṇ . 42Agar man kō samarpaṇ kar diyā tō man kō binā śhrīmat K|kē use nahī̃ kar saktē .
38Those who are totally surrendered; that is, those who have totally surrendered their body, mind, wealth, relationships and time. 39If you have surrendered your mind, you cannot use it without shrimat.
43Ab batāō dhan kō śhrīmat sē use karnā tō sahaj hai tan kō bhī use karnā sahaj hai . 44Lēkin man sivāy śhrīmat K|kē ēk bhī saṅkalp utpanna nahī̃ karē - is sthiti kō kahā jātā hai samaparṇa .
40It is easy to use your wealth according to shrimat; it is also easy to use the body, but the stage where the mind does not create even one thought without shrimat is what is called the perfect stage.
45Isliē hī manmanābhav kā mukhya mantra hai .
41This is why manmanabhav is the main mantra.
46Agar man sampūrṇ samarpaṇ hai tō tan-man-dhan - samay sambandh śhīghra hī us taraph lag jātē haĩ .
42If the mind is totally surrendered, then you will instantly be able to direct your body, mind, wealth, relationships and time towards that One.
47Tō mukhya bāt hī hai man kō samarpaṇ karnā arthāt vyarth saṅkalp , vikalpō̃ kō samarpaṇ karnā .
43So the main thing is to surrender the mind, that is, to surrender wasteful and vicious thoughts.
48Vō hī parakh hai sampūrṇ parvānē key|kī .
44This is the sign of a complete moth.
49Sampūrṇ samarpaṇ vālō̃ kō man mē̃ sivāy unkē ( bāpdādā K|kē ) guṇ , kartavya aur sambandh K|kē kuchh aur sūjhtā hī nahī̃ .
45Those who are totally surrendered will think about nothing except BapDada's virtues, task and relationships with their mind.
50Ab batāō ki aisā chhāpā lagāyā huā hai ?
46So now, have you applied such a stamp?
51Jaisē ājkal K|kē jamānē mē̃ āp lōg sab daphtarō̃ mē̃ kām kartē hō tō kabhī-kabhī daphtar key|kī jō chījē̃ hōtī haĩ , vō apnē kām mē̃ lagā dētē hō . 52Isī rīti jō āpnē samarpaṇ kar diyā tō vah āpkī chīj nahī̃ rahī .
47When you people work in the office nowadays, you sometimes use the things that belong to the office for yourself; however, whatever you have surrendered is no longer your own, it belongs to the One you have given it to, and so you cannot use His things for yourself.
53Jiskō diyā unkī huī , tō unkī chīj kō āp apnē kārya mē̃ use nahī̃ kar saktē hō . 54Lēkin saṅskār hōnē K|kē kāraṇ kabhī-kabhī śhrīmat kē sāth manmat , dēh abhimānapanē key|kī mat , śhūdrapanē key|kī mat kahī̃ use kar lētē hō .
48But because you have that sanskar, you sometimes mix shrimat with the dictates of your own mind, the dictates of your body consciousness and the dictates of a shudra. 49This is why you are not constantly able to maintain the karmateet stage or the avyakt stage.
55Isliē hī karmātīt avasthā vā avyakt sthiti sadā ēkras nahī̃ rahtī hai .
50The mind is tasting the different tastes and so its stage is also different all the time.
56Kyōṅki man bhinn-bhinn ras mē̃ hai tō sthiti mē̃ bhinn-bhinn hai .
51If it is constantly tasting the same thing, it will constantly remain in one stage.
57Ēk hī ras mē̃ rahē tō ēk hī sthiti rahē . 58Bāpdādā bachchō̃ kō halkā banātē haĩ aur bachchē jānabūjhakar apnē par bōjh lē lētē haĩ . 59Kyōṅki ६३ janmō̃ sē vikarmō̃ kā bōjh , lōk maryādā kā bōjh uṭhānē K|kē ādi ban gayē haĩ .
52BapDada makes the children light and yet you children knowingly carry the burden for yourselves. 53This is because you have developed the habit of carrying the burden of sinful actions and the burden of your clan's code of conduct for sixty-three births.
60Isliē bōjh utār kar bhī phir rakh lētē haĩ .
54This is why you carry the burden and then leave it.
61Jinkī jō ādat hōtī hai vō ādat sē majbūr hō jātē haĩ nā .
55Whatever habit someone has, he is compelled by that habit.
62Isliē apnī ādatē̃ hōnē kāraṇ apnī jimmēdārī phir apnē par hī rakh dētē haĩ .
56And therefore, because you have that habit, you take the responsibility upon yourself.
63Ēk-ēk pāṇḍav agar sampūrṇ samarpaṇ bankar hī nikalē tō batāō kyā hōgā ?
57What would happen if each pandav emerged as totally surrendered?
64Jab pāṇḍav taiyār hō jāvēgī tō kaurav aur yādav maidān mē̃ ā jāyēṅgē aur phir kyā hōgā ?
58When the pandav army is ready, the kauravs and the yadavs will come onto the battlefield, and what will happen then?
65Āpkā rājya āpkō prāpt hō jāyēgā .
59You will attain your kingdom.
66Jab tak yah vāydā nahī̃ kiyā ki jō sōchē̃gē , bōlē̃gē , jō sunē̃gē , jō karē̃gē sō śhrīmat K|kē binā kuchh nahī̃ karē̃gē .
60Until you fulfill the promise that whatever happens you will not think, speak, hear and do anything against shrimat, you will not be able to take benefit from this bhatthi.
67Tab tak is bhaṭṭī sē lābh nahī̃ lē saktē haĩ . 68Aisā hī umaṅg-utsāh lēkar āyē hō nā .
61You have come here with such zeal and enthusiasm in yourself, have you not?
69Kuchh bankar hī nikalē̃gē , badalkar hī nikalē̃gē .
62We will definitely become something here.
70Yah sōchkar āyē hō nā ?
63We will definitely change here.
71Ghabrāhaṭ tō nahī̃ hōtī hai ?
64You have come here with this thought, have you not?
72Jitnā-jitnā gahrāī mē̃ jāyēṅgē utnā hī ghabrāhaṭ gāyab hō jāyēgī .
65You are not afraid, are you? 66The more you go into the depths, the more the fear will disappear.
73Jab tak kisī bhī bāt key|kī gahrāī mē̃ nahī̃ jātē haĩ tō ghabrāhaṭ ātī hai .
67Until you go into the depths of something, there will be fear.
74Jaisē sāgar K|kē ūpar-ūpar key|kī laharō̃ mē̃ ghabrāhaṭ hōtī hai lēkin sāgar K|kē talē mē̃ , gahrāī mē̃ kyā hōtā hai ?
68There is fear because of the waves at the top of the ocean, but when you go to the bottom of the ocean, what happens in the depths?
75Bilkul śānt aur śānt kē sāth prāpti bhī hōtī hai .
69Together with the total stillness and silence, there is also attainment.
76Isliē jō bhī kōī ghabrāhaṭ key|kī bāt āyē tō gahrāī mē̃ chalē jānā tō ghabrāhaṭ gāyab hō jāyēgī .
70Therefore, whenever there is any fear, go into the depths, and that fear will disappear.
77Ab lakṣhya aur lakṣhaṇ kaun sē dhāraṇ karnē haĩ ?
71What aim and characteristics of that aim do you have to adopt now?
78Ismē̃ jō number one hōṅgē unkā kyā karē̃gē ?
72What will those who are number one in this receive?
79Bhaviṣhya mē̃ tō rājdhānī lē̃gē hī lēkin yahā̃ bhī saugāt milēgī .
73Of course, you will receive a kingdom in the future, but you will also receive a gift here.
80Isliē har ēk yahī prayatna karē ki ham tō number one mē̃ āyēṅgē , dō number vālē kō nahī̃ milēgā .
74This is why everyone should try to claim number one. 75Those who claim number two will not receive it.
81Jō win karē̃gē vō one number pāyēṅgē .
76Those who win will claim number one.
82Win karnē key|kī kōśhiśh karō tō one jāyēṅgē .
77Try to win and you will claim number one. 78Achcha.
83Acchā-āpakō bindī lagānī hai vā bindī rūp hī hō ?
79Do you have to apply the bindi (dot), or are you stable in the form of the dot?
84Ṭīkē kitnē prakār K|kē hōtē haĩ ?
80How many types of tilaks are there?
85Āj āpkō double ṭīkā lagātē haĩ . 86Saṅgam par nirōgī bannē kā aur bhaviṣhya mē̃ rāj-bhāg kā . 87Bindī rūp key|kī smr̥iti rakhnē K|kē liyē bindī lagātē hō .
81Today, you are being given a double tilak: to be free from disease at the confluence age, and that of the fortune of the kingdom in the future. 82A tilak is applied in order to remind you of the dot.
88Bindī lagātē-lagātē bindī ban jāyēṅgē .
83Whilst applying the dot, you will become a dot.
89Kōī bhī vyarth saṅkalp āyē tō unkō bindī lagā dō tō bindī ban jāyēṅgē .
84When you have any waste thoughts, apply a full stop to them and you will become a dot. 85Achcha. 86* * * O M S H A N T I* * *