रविवार 9 नवंबर 1969 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 109-11-69 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

0> > 09-11-69 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2“ bhaviṣhya kō jānnē key|kī yuktiyā̃ ”

1Methods to know the future

3“ dīpāvalī K|kē śhubh divas par – prāṇapriy avyakt bāpdādā K|kē madhur mahāvākya ”

2(Most Beloved Avyakt BapDada’s sweet elevated versions on the auspicious festival of Diwali).

4Bāpdādā ēk-ēk dīpak kō ēk kāl ( samay ) key|kī dr̥iṣhṭi sē dēkh rahē hai yā tīnō̃ key|kī  ?

3Is BapDada seeing each child in just one aspect of time or in all three aspects of time?

5Bāp tō trikāldarśhī hai vā dādā bhī trikāldarśhī hai  ?

4The Father is Trikaldarshi anyway, but is Dada trikaldarshi as well?

6Āp bhī trikāldarśhī hō yā ban rahē hō  ?

5Are you trikaldarshi, or are you still becoming that?

7Agar trikāldarśhī hō tō apnē bhaviṣhya kō dēkhtē vā jāntē hō  ?

6If you are trikaldarshi, can you see your future, or do you know it?

8Jāntē hō maĩ kyā banū̃gā  ?

7Do you know what you are to become?

9Pāṇḍav sēnā mē̃ apnā bhaviṣhya jāntē hō yā spaṣhṭ hai ki kyā banōgē . 10Aur kaunsī rājdhānī mē̃  ?

8Do you know your future in the Pandav army? 9Do you clearly know what you are to become and in which kingdom?

11Lakṣhmī-nārāyaṇ bhī kis number mē̃  ?

10Which number Lakshmi and Narayan will you become?

12 ( harēk nē apnā vichār batāyā ) jaisē āp āgē baṛhtē jāyēṅgē vaisē apnā bhaviṣhya nām-rūp-dēś-kāl yah chārō̃ hī spaṣhṭ hōtē jāyēṅgē ki kis dēśh mē̃ rājya karnā hai kis nām sē , kis rūp sē aur kis samay , pahlē rājdhānī mē̃ bhī kyā banē̃gē . 13Dūsrī rājdhānī mē̃ kyā banē̃gē  ! 14Yah pūrī janmapatrī ēk-ēk kō apnē andar spaṣhṭ hōgī . 15Bāpdādā jab bhī kisī kō dēkhtē hai tō tīnō̃ kō dēkhtē hai .

11(Each one shared his ideas.)

16Pahlē kyā thā ab kyā hai phir bhaviṣhya mē̃ kyā bannē vālē hai . 17Tō ēk-ēk dīp mē̃ yah tīnō̃ kāl dēkhtē hai . 18Āp dō kāl tō spaṣhṭ jāntē hō .

12As you progress further, your future name, form, place and time will become clear as to which land you will rule in, with which name and form, and at what time.

19Pahlē kyā thē aur ab kyā hai lēkin bhaviṣhya mē̃ kyā hōnā hai , uskō jitnā-jitnā yōg - yukta hōṅgē utnā bhaviṣhya bhī spaṣhṭ jān jāyēṅgē . 20Jaisē vartamān spaṣhṭ hai .

13What you will become in the first kingdom; what you will become in the second kingdom will internally be clear to each of you, in your own horoscope.

21Vartamān mē̃ kabhī bhī saṅkalp nahī̃ uṭhtā hai ki hai yā nahī̃ hai . 22Nā mālūm kyā hai yah kabhī saṅkalp nahī̃ uṭhēgā .

14Whenever BapDada sees anyone, He sees him in all three aspects of time: what he was before, what he is now and what he is to become in the future.

23Isī rīti sē bhaviṣhya bhī spaṣhṭ hōgā .

15So He sees all these three aspects in each lamp.

24Aisā spaṣhṭ naśhā har ēk key|kī buddhi mē̃ number-vār ātā jāyēgā .

16You know about two aspects of time very clearly: you know what you were and what you are.

25Jaisē sākār rūp mē̃ mā̃-bāp dōnō̃ kō apnā bhaviṣhya spaṣhṭ thā . 26Nām bhī , rūp bhī spaṣhṭ , dēśh bhī spaṣhṭ aur kāl bhī spaṣhṭ thā .

17But what will you become in the future? 18The more you remain yog-yukt, the clearer your future will be to you, just as your present is very clear to you.

27Itnā spaṣhṭ hai ki kis sambandh mē̃ āyēṅgē  ? 28Vā sambandh bhī spaṣhṭ kis rūp mē̃ sāmnē āyēgā .

19You do not have any thoughts about your present, as to whether you are something or not.

29Abhī dil mē̃ thōṛā bahut kis-kis kō ā saktā hai .

20You never have the thought: I don't know whether I am this or not.

30Lēkin kuchh samay bād aisē hī niśhchay buddhi hōkar kahē̃gē ki yah hōnā hī hai .

21In the same way, your future will also be clear to you.

31Abhī agar āp kahē̃gē bhī tō dūsrē niśhchay karē yā na karē .

22Each of you will have such clear intoxication numberwise in your intellect.

32Lēkin thōṛē samay mē̃ āpkī chalan , āpkī tadbīr jō hai vah āpkē bhaviṣhya taṣhwīr kō prasiddh karēgī .

23In the sakar form, both the mother and father had their future very clearly in front of them.

33Ab tadbīr aur bhaviṣhya mē̃ kuchh phark hai .

24Their name, form, place and time were all clear.

34Lēkin jaisē - jaisē samay aur āpkā puruṣhārth samān hōtā jāyēgā tō phir kōī kō saṅkalp nahī̃ uṭhēgā .

25Is it as clear to you that you know in which relationship you will come?

35Āp sabhī nē dīpmālā manāī . 36Dīpmālā par kyā kartē hai  ?

26At present, this enters the hearts of some of you some of the time.

37Ēk dīp sē anēk dīp jagātē hai tō anēkō̃ kā ēk kē sāth lagan lagtā hai , yahī dīpmālā hai .

27However, after some time, you will have such faith in the intellect, that you will say that this has to happen.

38Agar ēk-ēk dīpak key|kī ēk dīpak kē sāth lagan hai tō yahī dīpmālā hai . 39Dīpak mē̃ kyā hai  ?

28At present, even if you say something, others may or may not have that faith.

40Agni . 41Tō lagan hōgī tō asti bhī hōgī . 42Lagan nahī̃ tō agni bhī nahī̃ .

29But after a while, your behaviour and your effort will reveal your future form.

43Yahī dēkhnā hai ki ham dīpak lagan lagākar agni banē hai  ?

30At present, there is some difference between your effort and your future.

44Dīpak kitnē prakār K|kē hōtē hai  ? 45Jō duniyā mē̃ bhī prasiddh hai  ?

31But as your effort matches the time, you will not have any thoughts.

46 ( harēk nē apnā - apnā vichār sunāyā ) ēk hai andhiyārē kō miṭākar rōśhnī karnē vālā miṭṭī kā sthūl dīpak aur dūsrā hai ātmā kā dīpak , tīsrā hai kul kā dīpak aur chauthā kaun-sā hai  ?

32All of you celebrated Deepmala. 33What do you do at the time of Deepmala? 34You ignite many lamps with one lamp. 35Therefore, many lamps develop their love from one and this is Deepmala.

47Āśhāō̃ kā dīpak kahtē haĩ nā . 48Bāp kō bachchō̃ mē̃ āśhā rahtī hai .

36If each lamp has developed love for One, then that is Deepmala.

49Tō chauthā hai āśhāō̃ kā dīpak .

37What is there in a lamp? 38Fire.

50Yah chār prakār K|kē dīpak gāyē jātē hĩ . 51Ab in chār dīpakō̃ sē harēk nē kitnē dīpak jagāyē haĩ  ?

39So if there is that deep love, there will be that fire, and if there isn't that deep love, then there isn't that fire.

52Bāpdādā key|kī āśhāyē̃ jō bachchō̃ mē̃ rahtī haĩ - vah dīpak jagāyā hai  ?

40You have to check whether you have become like fire with that deep love.

53Miṭṭī K|kē dīpak tō kaī janm jagāyē hĩ .

41How many types of lamps are very well known in the world?

54Ātmā kā dīpak jagā hai  ?

42(Each one shared his ideas.)

55Yah chārō̃ prakār K|kē dīpak jab jag jātē haĩ tab samjhō dīpmālā manāī .

43One is the gross lamp which dispels physical darkness and brings light.

56Aisā kōī karma na hō jō kul kā dīpak bujh jāyē .

44Secondly, there is the lamp of the soul.

57Aisī kōī chalan na hō jō bāpdādā bachchō̃ mē̃ āśhāō̃ kā dīpak jagātē vah bujh jāyē .

45Thirdly, there is the lamp of the clan. 46What is the fourth lamp?

58Ēkras aur aṭal-aḍōl yah sabhī dīpak jag rahē hanī  ?

47People speak of the lamp of hope. 48Baba has hope in the children.

59Jiskā dīpak khud jagā huā hōgā vah aurō̃ kā dīpak jagānē bigar rah nahī̃ saktā .

49So fourthly, there is the lamp of hope. 50These four types of lamps have been remembered.

60Bāpdādā key|kī bachchō̃ mē̃ mukhya āśhāyē̃ kaun see|sī|C rahtī haĩ  ?

51Out of these four lamps, how many lamps have each of you ignited?

61Bāpdādā key|kī har ēk bachchē mē̃ yahī āśhā rahtī haĩ ki ēk-ēk bachchā pahlē number mē̃ jāyē arthāt harēk vijayī ratna banē .

52Have you ignited the lamp of hope that BapDada has in the children? 53You have been igniting the gross lamps during many births.

62Vijayī ratna key|kī niśhāniyā̃ kyā hōgī  ?

54Have you ignited the lamp of the soul?

63Jō āp sabhī nē sunāyā vah tō jō sunā hai vahī bōlā . 64Isliē ṭhīk hī hai .

55You can understand that you have celebrated Deepmala when you have ignited all four types of lamps.

65Jō vijayī hōgā unkē lakṣhaṇ tō āp sabhī nē sunāyē lēkin sāth-sāth vijayī unkō kahā jātā hai - jō khud tō vijay prāpt kiyā huā hō lēkin aurō̃ kō bhī apnē sē āgē vijayī banāyē . 66Jaisē bāpdādā bachchō̃ kō apnē sē bhī āgē rakhtē thē nā  ! 67Vaisē hī jō vijayī ratna hōṅgē unkī vijay key|kī niśhānī yah hai ki vah apnē saṅg kā raṅg sabhī kō lagāyēṅgē . 68Jō bhī sāmnē āyē vah vijayī bankar hī nikalē .

56You should not perform any such action through which the lamp of the clan is extinguished.

69Aisē vijayī ratna vijay mālā K|kē kis number mē̃ ātē haĩ  ? 70Khud tō vijayī banē hō lēkin aur bhī āpkē saṅg K|kē raṅg sē vijayī ban jāyē .

57There shouldn't be any such activity through which the lamp of hope, which BapDada ignites in the children is extinguished. 58Are all the lamps burning constantly and steadily?

71Yahī service rahī huī hai . 72Aisē nahī̃ ki kōṭō̃ mē̃ kōī hī vijayī banē̃gē .

59Those whose lamp is ignited cannot stay without igniting the lamps of others.

73Lēkin jō jaisā hōtā hai vaisā hī banātā hai .

60What is the main hope that BapDada has in the children?

74Aisē vijayī ratna jō anēkō̃ kō vijayī banā sakē vahī mālā K|kē mukhya maṇakē haĩ . 75Tō vijayī key|kī niśhānī hai āp samān vijayī banānā .

61BapDada has the hope in the children that each child should become number one, that is, each one should become a victorious jewel.

76Abhī yah service rahī huī hai .

62What are the signs of the victorious jewels?

77Anēkō̃ kō vijayī banānā hai sirph khud kō nahī̃ banānā hai . 78Dīpmālā mē̃ pūrī dīpmālā jagī huī hōtī hai .

63What all of you have spoken is only that which you have heard, and therefore it is correct.

79Jab dīpmālā kahā jātā hai tō anēk jagē huē dīpakō̃ key|kī mālā harēk nē galē mē̃ ḍālī hai  ? 80Aisē jagē huē dīpakō̃ key|kī mālā harēk ratna aur galē mē̃ jab ḍālē̃gē tab vijay kā nagāṛā bajēgā .

64You have all spoken of the characteristics of those who are victorious, but together with that, a victorious one is not just someone who has himself attained victory, but it is someone who will also make others even more victorious than the self.

81Jaisē divya guṇō̃ key|kī mālā apnē mē̃ ḍālī hai vaisē anēk jagē huē dīpakō̃ key|kī mālā apnē galē mē̃ ḍālnā hai . 82Jitnī yahā̃ dīpakō̃ key|kī mālā apnē galē mē̃ ḍālōgē utnī vahā̃ prajā banēgī .

65Just as BapDada keeps the children in front of Him, in the same way, the sign of those who are victorious jewels is that they will colour everyone through their own company.

83Kōī-kōī mālā bahut lambī-cauḍī hōtī hai .

66All those who come in front of you should become victorious.

84Kōī sirph galē mē̃ pahannē tak hōtī hai . 85Tō mālā kaun see|sī|C pahannī hai  ?

67What number do such victorious jewels claim in the rosary of victory?

86Bahut baṛī . 87Aisī mālā sē apnē āpkō śhrr̥iṅgār karnā hai . 88Kitnē dīpakō̃ key|kī mālā ab tak ḍālī hai  ?

68You yourselves have become victorious, but others should also become victorious through the colour of your company.

89Gintī kar saktē hō vā anginat hai  ?

69This service is still remaining.

90Dīpak bhī achchhē vah lagtē haĩ jō tēj jagē huē hōtē haĩ .

70It isn't that only a handful out of multi-millions will become victorious.

91Ṭim-ṭim karnē vālē achchhē nahī̃ lagtē . 92Achchhā .

71But whatever someone is like, he makes others become the same.

93Madhuban K|kē phūlō̃ mē̃ viśhēṣhatāyē̃ kyā hōnī chāhiē  ? 94Nām hī hai madhuban .

72Such victorious jewels who make others into victorious jewels are the main beads of the rosary.

95Tō pahlī viśhēṣhtā hai madhurtā . 96Madhurtā aisī chīz hai jō kōī kō bhī harṣhit kar saktē haĩ .

73The sign of a victorious soul is that he makes others as victorious as he is.

97Madhurtā kō dhāraṇ karnē vālā yahā̃ bhī mahān bantā hai , aur vahā̃ bhī martabā pātā hai .

74This service is still remaining. 75You have to make not just yourself victorious, but many others also.

98Madhurtā vālō̃ kō sabhī mahān rūp sē dēkhtē haĩ .

76At Deepmala, the whole garland of lamps is lit.

99Tō yah madhurtā kā viśhēṣh guṇ hōnā chāhiē . 100Madhurtā sē hī madhusūdan kā nām bālā karē̃gē .

77Since it is called a garland of lamps, has each of you worn a garland of ignited lamps around your neck?

101Yah madhuban nām hai . 102Madhu arthāt madhurtā aur ban mē̃ kyā viśhēṣhtā hōtī hai  ?

78When each victorious jewel wears a garland of ignited lamps, then the drums of victory will be heard.

103Ban mē̃ vairāgya vr̥itti vālē jātē hai . 104Tō bēhad key|kī vairāgya buddhi bhī chāhiē . 105Phir issē sārī bātē̃ ā jāyēgī .

79Just as you have worn a garland of divine virtues around your neck, in the same way, you have to wear a garland of many ignited lamps around your neck.

106Aur āp sabhī kō copy karnē kē liē yahā̃ āyēṅgē . 107Sabhī sācēṅgē yah kaisē aisē banē haĩ .

80The more lamps you have in the garland around your neck, accordingly you will have your subjects there.

108Sabhī K|kē mukh sē nikalēgā ki madhuban tō madhuban hī hai .

81Some garlands are very long. 82Some are just large enough to go around your neck.

109Tō yah dō viśhēṣhatāyē̃ dhāraṇ karnī haĩ - madhurtā aur bēhad key|kī vairāgya vr̥itti .

83So which garland are you going to wear. 84A very long one; you have to decorate yourself with such a garland.

110Dūsrē śhabdō̃ mē̃ kahtē haĩ snēh aur śhakti .

85How many lamps are there in the garland up to now?

111Āp sabhī kā sabhī sē jāstī snēh hai nā  !

86Can you count them, or are they countless?

112Bāpdādā sē . 113Aur bāpdādā kā madhuban vālō sē viśhēṣh snēh rahtā hai .

87The lamps which are burning brightly are the ones which are very much liked.

114Kyōṅki bhal kaisē bhī haĩ lēkin sarvasva tyāgī haĩ .

88Those that just flicker are not so beautiful. 89Achcha.

115Isliē ākarṣhit kartē haĩ . 116Lēkin sarvasva tyāgī kē sāth ab snēh aur śhakti bhī bharnī hai .

90What specialities should there be in the flowers of Madhuban? 91Its very name is Madhuban (Forest of Honey).

117Samjhā – kis viśhēṣhtā kō bharnā hai .

92So the first speciality is sweetness.

118Kumāriyō̃ kō kamāl kar dikhānī hai .

93Sweetness is such that it can make anyone smile.

119Kumāriyō̃ kā her|har kartavya kamāl yōgya hōnā chāhiē .

94Those who imbibe sweetness become great here and also claim a high status there.

120Saṅkalp aur vāṇī tathā karma kamāl kā hōnā chāhiē .

95Everyone see the greatness in those who are sweet.

121Kumāriyā̃ pavitra hōnē K|kē kāraṇ apnī dhārṇā kō tēj banā saktī hai .

96So you should have this special virtue of sweetness.

122Aisē kamāl kā kartavya kar dikhānā hai , jō har ēk K|kē mukh sē yahī nikalē ki inhō̃ kā kartavya kamāl kā hai .

97It is only with sweetness that the name of the Lord will be glorified. 98This place is called Madhuban.

123Jaisē bāpdādā K|kē her|har bōl suntē haĩ tō mukh sē nikaltā hai nā ki āj key|kī murlī tō kamāl kī hai .

99Madhu (honey) means sweetness and what is the speciality of a forest (ban)?

124Tō kumāriyō̃ K|kē her|har karma aisē kamāl K|kē hōnē chāhiē .

100Those with an attitude of disinterest go there.

125Bāpdādā kō follow karnā hai . 126Aisē nahī̃ kahnā ki kōśhiśh karē̃gē .

101So you also need an attitude of unlimited disinterest.

127Jab tak kōśhiśh karē̃gē tab tak kaśhiśh nahī̃ hōgī . 128Agar kaśhiśh dhāraṇ karnī hai tō kōśhiśh śhabda kō khatm kar dō .

102Through this you will be able to imbibe anything and everyone will then come here to copy all of you.

129Abhī kaśhiśh rūp bannā hai . 130Follow father karnā hai .

103Everyone will wonder how you became this.

131Bāpdādā kabhī kahtē thē ki kōśhiśh karē̃gē . 132Phir āp kyō̃ kahtī hō ki kōśhiśh karē̃gī .

104From everyone's mouth, there will be the words: Madhuban is Madhuban, there is no other place like it.

133Kumāriyā̃ kamāl karē̃gī tō sāthī sāth bhī dēgā . 134Nahī̃ tō sāthī sākṣhī hō jāyēgā .

105So you have to imbibe these two specialities: sweetness and an attitude of unlimited disinterest.

135Isliē sāthī kō sāth rakhnā hai .

106In other words, love and power.

136Nahī̃ tō sākṣhī ban jāyēṅgē . 137Sākṣhī achchhā lagtā hai yā sāthī  ?

107The love all of you have for BapDada is greater than the love anyone else has for BapDada.

138Jō mēhnat kartē hai uskā phal bhī yahā̃ hī miltā hai . 139Yah snēh aur bhaviṣhya pad miltā hai . 140Sabhī kā snēhī bannē kē liē mēhnat karnī hai .

108BapDada has special love for those who are living in Madhuban because no matter what they are like they are total renunciates and this is why they attract.

141Jō jitnī mēhnat kartē hai vah utnē hī snēhī bantē hai . 142Samay par snēhī key|kī hī yād ātī hai .

109But as well as being total renunciates, you now also have to fill yourself with love and power.

143Kōī bāt mē̃ mēhnat key|kī yād ātī hai .

110Do you understand? 111Kumaris have to show wonders.

144Bābā bhī kyō̃ yād ātē hai  ? 145Mēhnat kī hai tab snēh hai . 146Mēhnat sē snēhī bannā hai .

112Each thought, word and action of the kumaris should be one that performs wonders.

147Jitnā jāstī mēhnat utnā sarv K|kē snēhī banē̃gē .

113Because kumaris are pure, they can make their dharna very powerful.

148Mēhnat kā phal hī snēh hai . 149Jō mēhnat kartē hai unkō harēk snēhī key|kī najar sē dēkhē̃gē .

114You have to display a work of such wonder that the words that emerge from everyone's mouth are: This is a work of great wonder.

150Jō mēhnat nahī̃ karē̃gē unkō snēh key|kī najar sē nahī̃ dēkhē̃gē . 151Student kō teacher K|kē guṇ jarūr dhāraṇ karnē hai .

115Just as when you listen to BapDada, you say: Today's murli was a great wonder, in the same way, each work of the kumaris should be one of great wonder.

152Snēh hī sampūrṇ banātā hai .

116You have to follow BapDada.

153Snēh kē sāth phir śhakti bhī chāhiē .

117You must not say that you will try.

154Dōnō̃ kā jab milan hō jātā hai tō snēh aur śhakti vālī avasthā ati nyārī aur ati pyārī hōtī hai .

118All the time that you are still trying (koshish), there will not be that attraction (kashish).

155Jiskē liē snēh hai uskē samān bannā hai . 156Yahī snēh kā sabūt hai .

119If you want to have that attraction, you will have to finish the word 'try'.

157Ismē̃ apnē kō check karnā hai-kahā̃ tak ham samāntā mē̃ samīp āyē hai  ?

120Did BapDada ever say that He would try? 121So why do you say that you will try?

158Jitnā-jitnā samāntā mē̃ samīp hōṅgē utnā hī samjhō karmātīt avasthā K|kē samīp pahuchēṅgē .

122When kumaris perform wonders, the Companion (Saathi) will give company (saath).

159Yahī samāntā kā meter hai . 160Apnī karmātīt avasthā parakhnā hai .

123Otherwise, the Companion will become a detached Observer (Sakshi).

161Sirph snēh rakhnē sē bhī sampūrṇ nahī̃ banē̃gē .

124So do you like the detached Observer or the Companion?

162Snēh K|kē sāth-sāth śhakti bhī hōgī tō khud sampūrṇ ban aurō̃ kō bhī sampūrṇ banāyēṅgē .

125Those who make effort, receive the fruit of that here. 126You have to make effort to be loved by all.

163Kyōṅki śhakti sē vah saṅskār bhar jātē hai .

127At a time of need, you remember those who love you.

164Tō ab snēh kē sāth śhakti bhī bharnī hai .

128Sometimes you remember the effort for something.

165Sabhī K|kē dilō̃ par vijay kin guṇō̃ sē prāpt kar saktē hō  ?

129Why do you remember Baba? 130It is because he made effort that you have love for him.

166Sabhī kō santuṣhṭ karnā . 167Bāp mē̃ yah viśhēṣh guṇ thā .

131You have to become loving through your effort.

168Vahī follow karnā hai . 169Sabhī madhuban key|kī list mē̃ hō yā all-rounder key|kī list mē̃ hō  ?

132The more effort you make, the more you will be loved by all. 133The fruit of effort is love.

170Ēk hai had key|kī list , dūsrī hai bēhad key|kī list .

134Everyone sees those who make effort with a vision of love.

171All-rounder aur ever ready .

135It is love that makes you perfect.

172Isī list mē̃ mālūm hai kyā karnā hōtā hai  ?

136Together with love, you also need power.

173Ēk second mē̃ taiyār . 174Sakalpō̃ kō bhī ēk second mē̃ band karnā hai . 175Miliṭrī vālō̃ kā her|har samay bistarā taiyār rahtā hai .

137When there is the combination of the two, then the stage of both love and power becomes extremely unique and extremely lovable.

176Yah sakalpō̃ kā bistarā bhī band karnā hai .

138You have to become like the One you have love for.

177Bistarā bhī ever ready rahnā chāhiē .

139This is the proof of love.

178Ever ready bannē vālō̃ kā sakalpō̃ kā bistarā taiyār rahnā chāhiē .

140You have to check yourself in this to see, to what extent you have come close to being equal.

179Kōī bhī paristhiti hō uskā sāmnā karnē kē liē pēṭī bistarā taiyār hō .

141The more you come close to being equal, the more you can consider yourself to have come close to your karmateet stage.

180Achchhā . 181Rūhānī bachchō̃  !

142This is the meter of being equal.

182Tum ātmāō̃ kō vāṇī sē parē apnē ghar jānē kē liē puruṣhārth karnā hai .

143You have to recognise your karmateet stage. 144You will not become karmateet simply by having that love.

183Isliē is purānī duniyā mē̃ rahtē dēh aur dēh K|kē sambandhō̃ sē uparāmacit hōnā hai .

145If together with that love, there is power, then you yourself will become perfect and make others perfect also.

184Patit duniyā mē̃ rahtē huē bāp pavitra bannē key|kī śhakti dētē hai .

146This is because you will have been filled with those sanskars with that power.

185Puruṣhārth karkē tumkō sadā pavitra bannā hai .

147So now, together with love, you have to fill yourself with power.

186Bachchē  !

148Achcha.

187Sadaiv guṇgrāhak bannā hai .

149Always pick up virtues.

188Stuti-nindā , lābh-hāni , jay-parājay sabhī mē̃ santuṣhṭ hōkar chalnā hai aur merciful bannā hai .

150You have to be content in praise and defamation, benefit and loss, victory and defeat, and you also have to be merciful. 151Achcha.

189Achchhā  !

152* * * O M S H A N T I* * *