रविवार 18 जनवरी 1970 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 18-01-70 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

0> > Avyakt BapDada 18th January 1970

1Sampūrṇ will karnē sē will-power key|kī prāpti

1Why have you called Baba today?

2Āj kisliē bulāyā haĩ  ? 3Āj bāpdādā kyā dēkh rahē haĩ  ?

2What is BapDada seeing today?

4Ēk ēk sitārē kō kis rūp mē̃ dēkh rahē haĩ  ?

3In which form is Baba seeing each star?

5Sitārō̃ mē̃ bhī kyā viśhēṣhtā dēkhtē haĩ  ?

4What speciality does he see in the stars?

6Harēk sitārē key|kī sampūrṇtā key|kī samīpatā dēkh rahē haĩ . 7Āp sabhī apnē kō jāntē hō ki kitnā sampūrṇtā K|kē samīp pahũchē hō  ? 8Sampūrṇtā K|kē samīp pahuñchnē key|kī parakh kyā hōtī haĩ  ? 9Sampūrṇtā key|kī parakh yahī hai kivavāh sabhī bātō̃ kō sabhī rīti sē , sabhī rūpō̃ sē parakh saktē haĩ .

5Baba is seeing the closeness of the perfection of each star.

10Āj sārē din mē̃ kyā-kyā smr̥iti I|āī|eye  ?

6Do you all know how close you have come to perfection?

11Chitra smr̥iti mē̃ āyā vvā charitra smr̥iti mē̃ āyā  ? 12Chitra kē sāth aur kuchh yād āyā  ?

7What did you remember throughout the day, today?

13 ( śhikṣhā yād I|āī|eye , drama yād āyā ) . 14Chitra kē sāth vichitr bhī yād āyā  ?

8Did you remember the physical form or the divine activity?

15Kitnā samay chitra key|kī yad mē̃ thē kitnā samay vichitr key|kī yad mē̃ thē yā dōnō̃ key|kī yād milī huī thī  ? 16Vichitr kē sāth chitra kō yād karnē sē khud bhī charitravān ban jāyēṅgē . 17Agar sirph chitra aur charitra kō yad karē̃gē tō charitra key|kī hī yād rahēgī . 18Isliē vichitr kē sāth chitra aur cārṭar yād āyē .

9Did you remember the One without an image?

19Āj K|kē din aur bhī kōī viśhēṣh kārya kiyā  ? 20Sirph yād mē̃ hī magna thē ki yād kē sāth aur bhī kuchh kiyā  ?

10How far have you moved away from corporeal feelings to subtle feelings?

21 ( vikarma vināśh ) – yah tō yād kā pariṇām haĩ . 22Aur viśhēṣh kyā karttavya kiyā  ?

11If you have moved forward in your avyakt stage, your activity will be spiritual.

23Pūrā ēk varṣh apnā chart dēkhō  ? 24Is avyakti paṛhāī , is avyakt snēh aur sahyōg key|kī result check key|kī  ?

12To what extent have you become spiritual whilst living in this world?

25Is avyakt snēh aur sahyōg kā १२ mās kā paper kyā haĩ , checking key|kī  ? 26Checking karnē kē bād hī apnē ūpar adhik attention rakh saktē haĩ . 27Tō āj K|kē din svayã hī apnā paper check karnā hai . 28Vyakt bhāv sē avyakt bhāvav mē̃ kahā̃ tak āgē baṛhē – yah checking karnī hai .

13You have to check this.

29Agar avyakti sthiti baṛhī hai tō apnē chalan mē̃ bhī alaukik hōṅgē .

14Those who have become instruments are the support in a corporeal form.

30Avyakt sthiti key|kī practical parakh kyā hai  ? 31Alaukik chalan .

15The corporeal support of this whole family is very elevated.

32Is lōk mē̃ rahtē alaukik kahā̃ tak banē hō  ?

16Baba is with you in an avyakt form.

33Yah check karnā hai . 34Is varṣh mē̃ pahlī parīkṣhā kōnasī huī  ?

17The greater the love there is, the greater the co-operation your receive.

35Is niśhchay kī parīkṣhā mē̃ harēk nē kitnē-kitnē marks lī . 36Vah apnē āp kō jāntē haĩ .

18To have love for the corporeal form means to have love for the whole genealogical tree.

37Niśhchay kī parīkṣhā tō hō gayī . 38Ab kaun see|sī|C parīkṣhā hōnī haĩ  ? 39Parīkṣhā kā mālum hōtē bhī fail hō jātē hai .

19The corporeal form is not alone: together with Prajapita Brahma, there is the whole family.

40Kōī-kōī kē liē yah baṛā paper hai lēkin kōī-kōī kā ab baṛā paper hōnā hai . 41Jaisē is paper mē̃ niśhchay kī parīkṣhā huī vaisē hī ab kaun sā paper hōnā hai  ? 42Vyakt mē̃ bhī ab bhī sahārā hai . 43Jaisē pahlē bhī nimitt banā huā sākār tan sahārā thā vaisē hī ab bhī drama mē̃ nimitt banē huē sākār mē̃ sahārā haĩ .

20You are the beads of a rosary, are you not?

44Pahlē bhī nimitt hī thē . 45Ab bhī nimitt haĩ . 46Yah purē parivār kā sākār sahārā bahut śhrēṣhṭh hai .

21There isn’t just one bead in a rosary, but in one thread of remembrance the whole family is merged with love.

47Avyakt mē̃ tō sāth hai hī . 48Jitnā snēh hōtā hai utnā sahyōg bhī miltā hai .

22You are the deity family in the future, but this Brahmin clan has greater importance.

49Snēh key|kī kamī K|kē kāran sahyōg bhī cum|kam miltā hai . 50Sākār sē snēh arthāt sārē sijarē sē snēh .

23The more love and closeness you have to this Brahmin clan, the closer you will be in the divine kingdom.

51Sākār akēlā nahī̃ haĩ .

24BapDada places the children in front.

52Prajāpitā brahmā tō unkē sāth parivār hai . 53Mālā K|kē manakē hō na .

25Without the children, the mother and father cannot be glorified.

54Mālā mē̃ akēlā manakā nahī̃ hōtā hai .

26Here you are given the paper in advance.

55Mālā mē̃ ēk hī yād K|kē sūtra mē̃ , snēh mē̃ parivār samāyā huā hai . 56Tō yah jaisē mālā mē̃ snēh K|kē sūtra mē̃ pirōyē huē haĩ . 57Daivī kul tō bhaviṣhya mē̃ hai , is brāhmaṇ kul kā bahut mahatva hai . 58Jitnā-jitnā brāhmaṇ kul sē snēh aur samīpatā hōgī utnā hī daivī rājya mē̃ samīpatā hōgī .

27You have already given the paper of faith.

59Sākār mē̃ kyā sabūt dēkhā  ? 60Bāpdādā kiskō āgē rakhtē haĩ  ?

28Now you have to give the paper of each one’s love, co-operation, and power.

61Bachchō̃ kō . 62Kyōṅki bachchō̃ K|kē binā mā̃ bāp kā nām bālā nahī̃ hō saktā .

29The time is coming close in which the image of all of you of the previous kalpa is to be revealed.

63Tō jaisē sākār mē̃ karma karkē dikhāyā vahī follow karnā hai . 64Yahā̃ paper pahlē hī sunāyā jātā hai . 65Niśhchay kā paper tō huā . 66Lēkin ab paper hōnā hai harēk K|kē snēh , sahyōg aur śhakti kā .

30You have to give a finger of love to transform all the variety of problems: problems of the mind, problems of the body, problems through the atmosphere, and a mountain of all other problems.

67Ab vah samay najdīk ā rahā hai jisamē āp kā bhī kalpap pahalēvālā chitra pratyakṣha hōnā hai . 68Anēk prakār key|kī samasyāō̃ kō parivartan kē liē ū̃galī dēnī hai . 69Kaliyugī pahāṛ tō pār hōnā hī hai . 70Lēkin is varṣh mē̃ man key|kī samasyāē̃ , tan key|kī samasyāē̃ , vāyumaṇḍal key|kī samasyāē̃ sarv samasyāō̃ K|kē pahāṛ kō snēh aur sahyōg key|kī aṅgulī dēnī hai .

31You have passed in lokik relations, but there will also be small or big problems with alokik relations.

71Tan key|kī samasyā bhī āṇi hai . 72Laukik sambandh mē̃ tō pās|pass hō gaē .

32But consider all these problems to be a paper, and you will pass.

73Lēkin yah jō alaukik sambandh hai , us sambandh dvārā bhī chōṭī-mōtī samasyāē̃ āē̃gī . 74Lēkin yah samasyāē̃ sabhī paper samajhnā , yah practical bātē̃ nahī̃ samajhnā . 75Yah ppapēr samajhnā . 76Agar paper samajhkar unkō pās|pass karē̃gē tō pās|pass hō jāyēṅgē .

33Now you have to imbibe willpower.

77Abhī dēkhnā hai paper out hōtē bhī kitnē pās|pass hōtē haĩ . 78Phir is paper key|kī result sunāyēṅgē . 79Is samay apnē mē̃ will power dhāraṇ karnā hai .

34The father demonstrated to you, by performing actions in the corporeal form, how it is possible to develop willpower.

80Abhī will power nahī̃ āī hai .

35He willed everything.

81Yathā yōgya yathā śhakti power hai . 82Will power kaisē ā sakēgī  ?

36He did not take a long time to will it.

83Will power ānē kā sādhan kaun sā hai  ? 84Will power key|kī kamī kyō̃ haĩ  ?

37Will away all your weaknesses, internally and externally.

85Uskē kāraṇ kā patā hai  ? 86Yād kī kamī bhī kyō̃ hai  ?

38Did sakar Baba think “how will it happen”, “what will happen”?

87Bāp nē sākār mē̃ karma karkē dikhāyā hai , will power kaisē I|āī|eye . 88Pahlā pahlā kadam kaun sā uṭhāyā  ? 89Sabhī kuchh will kar diyā  ? 90Will karnē mē̃ dērī tō nahī̃ key|kī  ?

39If someone wills something after thinking about that thing, he doesn’t receive as much fruit: the difference is like that between sacrifice and instant sacrifice.

91Jō bhī burē hai andar vā bāhar . 92Vah sampūrṇ will nahī̃ kī hai tab tak will power ā nahī̃ saktī .

40BapDada knows the future as well as the past.

93Sākār nē kuchh sōchā kyā  ? 94Ki kaisē hōgā , kyā hōgā , yah kab sōchā  ? 95Agar kōī sōch-sōch kar will kartā hai tō uskā itnā phal nahī̃ miltā . 96Jaisē jhāṭakū aur bigar jhāṭakū kā phark hōtā hai .

41So on seeing the strings of the karmic situations in the future(of the present birth), Baba does not instantly inspire you to race ahead.

97Pahlē svīkār kaun hōtā hai  ? 98Jō pahlē svīkār hōtā hai unkō number one key|kī śhakti miltī hai .

42It is your duty to cut away the strings of the karmic situations.

99Jō pahlē svīkār nahī̃ hōtē unkō śhakti bhī itnī prappta nahī̃ hōtī hai .

43If even one string is yet to be cut away, the mind will be pulled.

100Is bāt par sōchnā . 101Bāpdādā vartamān kē sāth bhaviṣhya bhī jantā hai .

44So Baba is waiting for you to cut away the strings.

102Tō bhaviṣhya karmbandhan key|kī rassiyō̃ kō kāṭnā appanā karttavya hai . 103Agar kōī bhī rassī ṭūṭī huī nahī̃ hōtī hai tō man key|kī khiñchāvaṭ hōtī rahtī hai . 104Isliē rassiyā̃ kaṭavānē kē liē ṭhaharē haĩ . 105Rassiyā̃ agar ṭūṭī huī hai tō phir kōī ruk saktā hai  ?

45If the strings were already broken, would you wait?

106Chuṭā huā kab kōī bhī bandhan mē̃ ruk nahī̃ saktā . 107Āj K|kē divas par kyā karnā hai aur aglē vavarṣa kē liē kyā taiyārī karnī hai – vah sabhī yād rakhnā hai . 108Vidēhī kō yugal banāyēṅgē tō vidēhī bannē mē̃ sahyōg milēgā . 109Vidēhī bannē mē̃ sahyōg cum|kam miltā hai , safalatā cum|kam dēkhnē mē̃ ātī tō samajhnā chāhiē ki vvidēhī kō yugal nahī̃ banāyā hai .

46Those who are free will never wait for any bondage.

110Kamāl iskō kahā jātā hī jō muśhkil bāt kō sahaj karē̃ . 111Sahaj bātō̃ kō pār karnā kōī kamāl nahī̃ hai .

47If you make the bodiless one your partner, you will receive co-operation in becoming bodiless.

112Muśhkilātō̃ kō pār karnā vah hai kamāl . 113Agar muśhkilātō̃ mē̃ zarā bhī murjhāyā tō kyā hōgā  ?

48If you receive less co-operation in becoming bodiless, then understand that you have not made the bodiless one your partner.

114Ēk sēkaṇḍ mē̃ saudā karanēvālē kahā̃ phanstē nahī̃ haĩ .

49The wonder is of those who make difficult things easy.

115Fāsṭa jānē vālā kahā̃ phansēgā nahī̃ . 116Phãsanēvālā fāsṭa nahī̃ jā sakēgā .

50Those who move fast, those who make a bargain in one second, never become trapped anywhere.

117Last sthiti kō dēkh fāsṭa jānā hai .

51You have to go fast, seeing the final image.

118Ab bhī fāsṭa jānē kā chance hai .

52Simply take a high jump.

119Sirph ēk high jump lagānā hai .

53You will not be able to go fast at the end.

120Last mē̃ fāsṭa nahī̃ jā sakē̃gē . 121Achchhā -

54Achcha. 55* * * O M S H A N T I * * *