शुक्रवार 23 जनवरी 1970 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 23-01-70 ōm śhānti [ … / … / … / j p g / R a y 2 . j p g ] avyakt bāpdādā madhuban

0> > 28/09/08 Madhuban Avyakt BapDada Om shanti 23/01/70 1Methods to attain success in service. 2Do you experience being compelled to speak simply because of service? 3When service finishes, the stage of coming into sound will also finish.

1Sēvā mē̃ saphaltā pānē key|kī yuktiyā̃ – २३-०१-१९७०

4(A party from Bombay was taking directions from BapDada about a conference that was to take place there.) 5What speciality is needed in the service that you are doing nowadays? 6You have been giving lectures for many years anyway, but what avyakt consciousness do you now have to fill the lectures with so that, while you are speaking, everyone has the experience that you are speaking in a bodiless stage, beyond sound. 7Now, there should be this newness in this conference.

2Aisē anubhav kartē haĩ jaisē ki service K|kē kāraṇ mazbūrī sē bōlnā paṛtā hai  ?

8Those speakers should appear to be visibly different from the Brahmin speakers even from a distance. 9Only then will the conference be successful.

3Lēkin service samāpt huī tō āvāz key|kī sthiti bhī samāpt hō jāēgī ( bambaī key|kī ēk party bāpdādā sē bambaī mē̃ hōnēvālē sammēlan kē liē direction lē rahī thī ) yah jō ājkal kī service kar rahē hō usmē viśhēṣhtā kyā chāhiē  ?

10Even if a new person comes into the gathering, he should have the feeling, even from a distance, that the speaker is a unique person. 11Others have the power of speech that simply remains a pleasure for the ears. 12However, whatever you say, while stable in an avyakt stage should not only be pleasing to the ears, but it should also be pleasing to the mind.

4Bhāṣhaṇ tō varṣhō̃ kar hī rahē hō lēkin ab bhāṣhaṇō̃ mē̃ bhī kyā avyakt sthiti bharnī hai  ?

13There are many who relate things that simply please the ears, but until now, there has been no one in the world who can give that sweetness to the mind.

5Jō bāt kartē huē bhī sabhī aisē anubhav karē̃ ki yah tō jaisē ki aśharīrī , āvāz sē parē nyārē sthiti mē̃ sthit hōkar bōl rahē haĩ | ab is sammalēn mē̃ yah navīntā hōnī chāhiē | yah speakers aur brāhmaṇ speakers dūr sē hī alag dēkhnē mē̃ āyē̃ | tab hai sammēlan key|kī safalatā | kōī anjān bhī sabhā mē̃ pravēśh karē tō dūr sē hī mahsūs karē ki anōkhē bōlanēvālē haĩ | sirph vāṇī kā jō bal hai va tō kanras tak rah jātā hai | lēkin avyakt sthiti mē̃ sthit hōkar jō bōlnā hōtā hai vah sirf kanras nahī̃ lēkin manras bhī hōgā | kanras sunānēvālē tō bahut haĩ lēkin manras dēnē vālā ab tak duniyā mē̃ kōī nahī̃ hai | bāp tō tum bachchō̃ K|kē sāmnē pratyakṣha huā lēkin tum bachchō̃ kō phir bahār pratyakṣha hōnā hai | tō yah sammēlan kōī sādhāraṇ rīti sē nahī̃ hōnā hai | meeting mē̃ bhī bōlnā – ki chitrō̃ mē̃ bhī chaitanyatā hō | jaisē chaitanya vyakt bhāv kō spaṣhṭ kartē haĩ vaisē hī chitra chaitanya bankar sākṣhātkār karāyē̃ | jab chitra mē̃ chaitanyatā kā bhāv pratyakṣha hōtā hai , vāhī chitra achchhā lagtā hai | bahār key|kī art key|kī bāt nahī̃ hai lēkin bahār kē sāth andar bhī aisā hī hō | bāpdādā yahī navīntā dēkhnā chāhtē haĩ | cum|kam bōlnā bhī karttavya baṛā kar dikhāē | yahī brāhmaṇō̃ key|kī rīti rasm hai | yah sammēlan anōkhā kaisē hō yah khyāl rakhnā hai | chitrō̃ mē̃ bhī avyakti chaitanyatā hō | jō dōrra sē hī aisī mahsūstā āyē | nahī̃ tō itnī prajā kaisē banēgī | sirf mukh sē nahī̃ lēkin āntarik sthiti sē jō prajā banēgī usē hī āntarik sukh kā anubhav kahā jātā hai | āp lōgō̃ nē ab tak result dēkhi ki jō avyakt sthiti K|kē anubhav sē āyē vah śhurū sē hī sahaj chal rahē haĩ , nirvighna hai | aur jō avyakt sthiti kē sāth phir aur bhī kōī ādhār par chalē haĩ unhī K|kē bic mē̃ vighna , muśhkilātē̃ ādi kaṭhin puruṣhārth dēkhnē mē̃ ātā haĩ | isliē abhī aisī prajā banānī hai jō avyakt śhakti key|kī phāuṇḍēśan sē bahut thōṛē samay mē̃ aur sahaj hī apnē lakṣhya kō prāpt hō | jitnā khud sahaj puruṣhārthī hōṅgē , avyakt śhakti mē̃ hōṅgē utnā hī aurō̃ kō bhī āp samān banā sakē̃gē | tō is sammēlan key|kī result dēkhnī hai | topic tō kōī bhī hō lēkin sthiti top kī chāhiē | agar top key|kī sthiti hai tō topics kō kahā̃ bhī mōṛ saktē hō | ab bhāṣhaṇ par nahī̃ lēkin sthiti par saphaltā kā ādhār kahā jātā hai | kyōṅki bhāṣhaṇ arthāt bhāṣhā key|kī pravīṇatā tō duniyā mē̃ bahut hai | lēkin ātmā mē̃ śhakti kā anubhav karānēvālē tō tum hī hō | tō yahī abhī navīntā lānī hai | jab bhī kōī kārya kartē hō tō pahlē vāyumaṇḍal kō avyakt banānā āvaśhyak hai | jaisē aur sajāvaṭ kā dhyān rakhtē hō vaisē mukhya sajāvaṭ yah hai | lēkin kyā hōtā hai  ?

14The Father has revealed Himself to you children, but you children now have to be revealed to the world outside. 15So, this conference should not take place in an ordinary way. 16Also mention in the meeting that the pictures should also seem to be alive. 17Just as the living being makes the corporeal feelings clear, in the same way, the pictures should become alive and grant visions.

6Chaltē-chaltē us samay baharmukhatā adhik hō jātī hai tō jō last vāyumaṇḍal hōnē K|kē kāran result vah nahī̃ nikaltī | āp lōg sōchtē bahut hō , aisē karē̃gē , yah karē̃gē | lēkin last samay karttavya jyādā dēkh bāharmukhtā mē̃ ā jātē hō | vaisē hī sunnē vālē bhī us samay tō bahut achchhā kahtē haĩ parantu phir jhaṭ bāharmukhtā mē̃ ā jātē haĩ | isliē aisā hī programme rakhnā hai jō kōī bhī āyē tō pahlē avyakt prabhāv kā anubhav hō | yah hai sammēlan key|kī saphaltā kā sādhan | kuchh din pahlē sē hī yah vāyumaṇḍal banānā paṛē | aisē nahī̃ ki usī din sirph karnā hai | vāyumaṇḍal kō śhuddha karē̃gē tab kuchh navīntā dēkhnē mē̃ āēgī | sākār śharīr mē̃ bhī alaukiktā dūr sē hī dēkhnē mē̃ ātī thī nā | tō bachchō̃ K|kē bhī is vyakt śharīr sē alaukiktā dēkhnē mē̃ āyē | 7Prēs conference key|kī result agar achi hai tō karnē mē̃ kōī harjā nahī̃ hai | lēkin pahlē unhō̃ sē milkar unhī̃ kō madadgār banānā – yah tō bahut zarūrī hai | samay par jākar unhō̃ sē kām nikālnā aur samay K|kē pahlē unhō̃ kō madadgār banānā ismē̃ bhī phark paṛtā hai | bahut karkē samay par attention jātā hai | abhī apnī buddhi key|kī line kō clear karē̃gē tō sabhī spaṣhṭ hōtā jāyēgā | jaisē āp lōgō̃ kā pradarśhanī mē̃ hai nā – switch on karnē sē javāb miltā hai | vaisē hī puruṣhārth key|kī line clear hōnē sē saṅkalp kā switch dabāyā aur kiyā | aisā anubhav kartē jāyēṅgē | sirph vyarth saṅkalpō̃ key|kī controlling power chāhiē | vyarth saṅkalp chalnē K|kē kāraṇ jō ōrijinal bāpdādā dvārā prērṇā kahē̃ vā śhuddha rēspō̃s miltā hai vah mix hō jātā hai kyōṅki vyarth saṅkalp adhik hōtē haĩ | agar vyarth saṅkalpō̃ kō kaṇṭrōl karnē key|kī power hai tō usmē̃ ēk vahī rēspō̃s spaṣhṭ dēkhnē mē̃ ātā haĩ | vaisē hī agar buddhi translight hai tō usmē her|har bāt kā rēspō̃s spaṣhṭ hōtā jātā hai aur yathārth hōtā hai | mix nahī̃ | jinkē vyarth saṅkalp nahī̃ chaltē vah apnē avyakt sthiti kō jyādā baṛhā saktē haĩ | śhuddha saṅkalp bhī chalnē chāhiē | lēkin unkō bhī kaṇṭrōl karnē key|kī śhakti hōnī chāhiē | vyarth saṅkalpō̃ kā tūfān mējōriṭī mē̃ jyādā hai |

18When a picture is life-like it reveals real feelings and is liked by everyone. 19It is not a question of superficial art, but, with the superficial, the internal (inner feelings portrayed) should be the same. 20BapDada wishes to see this newness.

8Kōī kabhī kārya śhurū kiyā jātā hai tō saimpal bahut achchhā banāyā jātā hai | yah bhī sammēlan kā saimpal sabhī kē āgē rakhnā hai | 9Avyakt sthiti kyā chīz hōtī hai , iskā anubhav karānā hai | āp key|kī activity mē̃ sabhī samay key|kī ghaṛī kō dēkhē̃ | samay key|kī ghaṛī bankar jā rahē hō | jaisē sākār bhī samay key|kī ghaṛī banē nā | vaisē śharīr K|kē hōtē avyakt sthiti K|kē ghaṇṭē bajānē key|kī ghaṛī bannā hai | yah service sabhī sē achi hai | vyakt mē̃ avyakt sthiti kā anubhav kyā hōtā hai , vah sabhī kō practical mē̃ pāṭh paṛhnā hai | achchhā |

21Speaking less should in itself perform a great task. 22This is the system and custom of Brahmins. 23Pay attention to how you can make this conference unique.

10Bāpdādā aur daivī parivār sabhī K|kē snēh K|kē sūtra mē̃ maṇkā bankar pirōnā hai | snēh K|kē sūtra mē̃ pirōyā huā maĩ maṇkā hū̃ – yah naśhā rahnā chāhiē | maṇakō̃ kō kahā̃ rakhā jātā hai  ?

24There should be subtle life in the images too, so that people are able to feel that from a distance. 25Otherwise, how will so many subjects be created? 26The subjects that are created are not created just through words, but through the internal stage; only that is called the experience of internal happiness.

11Mālā mē̃ maṇakō̃ kō bahut śhuddhi sē rakhā jātā hai | uṭhātē bhī bahut śhuddhi pūrvak haĩ | ham bhī aisā amūlya maṇkā haĩ , yah samajhnā hai | ( kōī nē service kē liē rāy pūchhī ) unhō̃ key|kī service vāṇī sē nahī̃ hōgī | lēkin jab charitra prabhāvśhālī hōṅgē , change dēkhē̃gē tab vah svayã khīñchkar āēṅgē | kōī-kōī kō apnā ahaṅkār bhī hōtā hai nā | tō vāṇī sē vāṇī ahaṅkār K|kē ṭakkar mē̃ ā jātī hai | lēkin practical life K|kē ṭakkar mē̃ nahī̃ ā sakē̃gē | isliē aisē-aisē lōgō̃ kō samjhānē kē liē yahī sādhan hai | vāyumaṇḍal kō avyakt banāō | jō bhī sēvākēndra haĩ , unhō̃ K|kē vāyumaṇḍal kō ākarṣhaṇmay banānā chāhiē jō unhō̃ kō avyakt vatan dēkhnē mē̃ āyē | kōī bhī dūr sē mahsūs karē ki yah is ghar K|kē bic mē̃ kōī cirāg hai | cirāg dūr sē hī rauśanī dētā hai | apnē taraph ākarṣhit kartā hai | tō cirāg māphik chamaktā huā nazar āyē tab hai saphaltā |

27All of you have seen the result up to now of how those who came through the avyakt stage have continued to move along easily from the beginning and are free from obstacles. 28However, it is seen that those who have continued to move along on the basis of something else as well as the avyakt stage have had many obstacles and difficulties etc and have had to make hard effort. 29Therefore, now create such subjects who, on the basis of the foundation of an avyakt stage, easily attain their aim in a short time. 30To the extent that you remain an easy effort-maker, and in an avyakt powerful stage, so you will be able to make others similar to yourself.

12Avyakt bhaṭṭhī mē̃ ākar K|kē avyakt sthiti kā anubhav hōtā hai  ?

31So, we shall now see the result of this conference. 32The conference can be on any topic, but your stage should be of the top level.

13Yah anubhav jō yahā̃ hōtā hai phir unkō kyā karē̃gē  ?

33If your stage is of the top level, you can adjust the topic accordingly. 34Success is not dependent on the lectures, but on your stage.

14Sāth lēkar jāyēṅgē va yahā̃ hī chhōṛ jāyēṅgē | unkō aisā sāthī banānā jō kōī kitnā bhī is avyakt ākarṣhaṇ kē sāth kō chhuṛānē chāhē tō bhī nahī̃ chhūṭē | laukik parivār kō alaukik parivār banāyā hai | jarā bhī laukikapaṇ na hō | jaisē ēk śārīr chhōṛ dūsrā lētē haĩ tō us janm key|kī kōī bhī bāt smr̥iti mē̃ nahī̃ rahtī hai nā | yah bhī marjīvā banē hō na | tō pichhlē jīvan key|kī smr̥iti aur dr̥iṣhṭi aisē hī ḵẖatm hō jānī chāhiē | laukik mē̃ alaukiktā bharnē sē hī alaukik service hōtī hai | alaukik service kyā karē hō  ?

35Lectures mean being an expert in the use of language, and there are many such people in the world, but you are the only ones who will give the experience of power within the soul. 36So you now have to bring about this newness. 37When you perform any task, it is first essential to make the atmosphere subtle. 38Just as you pay attention to all the other decorations, in the same way, this is the main decoration.

15Ātmā kā connection power house kē sāth karnē key|kī service kartē hō | kōī tār kā tār kē sāth connection karnā hōtā hai tō rabbar utārnā hōtā hai nā | vaisē hī āp kā bhī pahlā karttavya hai ki apnē kō ātmā samajh śharīr K|kē bhān sē alag banānā | yahā̃ key|kī mukhya subject kitnī haĩ aur kaun-sī haĩ  ?

39However, what happens is that while you are moving along, there is too much extroversion. 40Therefore, because of that last atmosphere, you do not have the result that you want. 41You people think a great deal: “We will do this; we will do it like this”, but at the last moment, while seeing the task, you come into extroversion. 42Any way, those who listen say at that time that it is very good, but then they too very quickly become extroverted.

16Subject mukhya haĩ chār | gyān , yōg , dhārṇā aur sēvā | inamē bhī mukhya kaun sē haĩ  ?

43This is why you should have such a programme that anyone who comes first experiences the subtle influence. 44This is the method for success of the conference.

17Yahā̃ sē hī śhānti kā stock ikaṭhṭhā kiyā hai  ?

45You will have to create this atmosphere a few days prior to the conference.

18Āśhīrvād mālūm hai kaisē miltī hai  ?

46It isn't that you have to create it on just that day.

19Jitnā-jitnā ātmābhimānī bantē haĩ utnī āśhīrvād na chāhtē huē bhī miltī hai | yahā̃ sthūl mē̃ kōī āśhīrvād nahī̃ miltī hai | yahā̃ svataḥ hī miltī hai | agar bāpdādā kā āśhīrvād nahī̃ hōtā tō yahā̃ tak kaisē ātē | her|har sēkaṇḍ bāpdādā bachchō̃ kō āśhīrvād dē rahē haĩ | lēkin lēnē vālē jitnī lētē haĩ , utnī apnē pās|pass kāyam rakhtē haĩ |

47Only when you purify the atmosphere will newness be visible. 48You were able to see the spirituality in the corporeal body even from a distance, were you not? 49So, there should be spirituality visible in the corporeal bodies of the children. 50If the result of the press conference is good, you can go ahead with the conference, but you first have to meet them and make them your helpers.

20Āp kā aur bhī yugal hai  ? 21Sadā sāth rahanēvālā yugal kaun hai  ?

51This is very essential. 52It makes a lot of difference whether you make them do something at the time of need, or you make them your helpers before the time of need.

22Yahā̃ sadaiv yugal rūp mē̃ rahē̃gē tō vahā̃ bhī yugal rūp mē̃ rājya karē̃gē | isliē yugal kō kabhī alag nahī̃ karnā hai | jaisē chaturbhuj kambāiṇḍ hōtā hai vaisē yah bhī kambāiṇḍ hai | śhivbābā kō apnē sē kabhī alag nahī̃ karnā | aisē yugal kabhī dēkh , ८४ janmō̃ mē̃ ८४ yugalō̃ mē̃ aisā yugal kab milā  ?

53Mostly, attention is paid at the appropriate time. 54Now, if you keep the line of your intellect clear, everything will become clear. 55Just as in your exhibition you receive an answer when you put the switch on, in the same way, when the line of effort is clear, as soon as you press the switch of thoughts, that too happens practically. 56You will continue to have such an experience.

23Tō jō kalp mē̃ ēk bār miltā hai unkō tō pūrā hī sāth rakhnā chāhiē nā | abhī yād rakhnā ki ham yugal haĩ | akēlē nahī̃ haĩ | jaisē sthūl kārya mē̃ hārḍavarkar hō | vaisē hī man key|kī sthiti mē̃ bhī aisē hī hard hō jō kōī bhī paristhiti mē̃ pighal na jāē̃ | hard chīz pighaltī nahī̃ hai | tō aisē hī sthiti aur karma dōnō̃ hard hō | jiskē sāth ati snēh hōtā hai sakō sāth rakhā jātā hai nā | tō sadā aisē samjhō ki maĩ yugal mūrt hū̃ | agar yugal sāth hōgā tō māyā ā nahī̃ sakēgī | yugal mūrt samajhnā yahī baṛē tē baṛī yukti hai | kadam-kadam par sāth rahnē K|kē kāraṇ sāhas rahtā hai | śhakti rahtī hai phir māyā āēgī nahī̃ |

57You simply need the power to control waste thoughts. 58Because of having waste thoughts, whether you call it an original inspiration from BapDada, or a pure response you receive, they become mixed because there are too many waste thoughts. 59If you have the power to control wasteful thoughts, you will be able to see that response clearly. 60In the same way, if the intellect is a ‘translight’, then every response becomes clear and accurate, not mixed.

24Tum gōḍalī student hō  ?

61Those who do not have wasteful thoughts can increase their avyakt stage a lot more.

25Double student bankar K|kē phir āgē kā lakṣhya kyā rakhā hai  ?

62You should have pure thoughts, but you must also have the power to control them. 63In the majority of you the storms of wasteful thoughts are greater.

26Uñc pad kiskō samajhtē hō  ?

64Before you begin a task, a very good sample is created.

27Lakṣhmī-nārāyaṇ banē̃gē  ?

65Keep the sample of this conference in front of everyone.

28Jaisā lakṣhya rakhā jātā hai tō lakṣhya kē sāth phir aur kyā dhārṇā karnī paṛtī hai  ?

66Give the experience of what the avyakt stage is. 67Everyone should see the clock of the time in your activity. 68You are going as the clock of time.

29Lakṣhaṇ arthāt daivī guṇ | lakṣhya jō itnā uñc rakhā hai tō itnē uñc lakṣhaṇ kā bhī dhyān rakhnā hai | chhōṭī kumārī bahut baṛā kārya kar saktī hai | apnī practical sthiti mē̃ sthit hō kiskō baiṭh sunāyē tō unkā asar baṛō̃ sē bhī adhik hō saktā hai | sadaiv lakṣhya yahī rakhnā hai ki mujh chhōṭī kō karttavya bahut baṛā karkē dikhānā hai | dēh bhal chhōṭī hai lēkin ātmā key|kī śhakti baṛī hai | jō jāstī puruṣhārth karnē key|kī ichchhā rakhtē haĩ unkō madad bhī miltī hai | sirph apnī ichchhā kō dr̥iṛh rakhnā , tō madad bhī dr̥iṛh milēgī | kitnī bhī kōī hilāē lēkin yah saṅkalp pakkā rakhnā | sakalpa pakkā hōgā tō phir sr̥iṣhṭi bhī aisī banēgī | bhāl jismānī service bhī kartē rahō | jismānī service bhī ēk sādhan hai isī sādhan sē service kar saktē hō | aisē hī samjhō ki is service K|kē sambandh mē̃ jō bhī ātmāē̃ ātī haĩ unkō sandēśh dēnē kā yah sādhan hai | service mē̃ tō kaī ātmāē̃ connection mē̃ ātī haĩ | jaisē yahā̃ jō āyē unhī̃ kō bhī service kē liē sambandhiyō̃ kē pās bhējā nā | aisē hī samjhō ki service kē liē yah sthūl service kar rahē haĩ | tō phir man bhī usmē̃ lagēgā aur kamāī bhī hōgī | laukik kō bhī alaukik samajh karō | phir kōī aur vātāvaraṇ mē̃ nahī̃ āyēṅgē | jaisē jaisē avyakt sthiti hōtī jāēgī vaisē bōlnā bhī kam hōtā jāyēgā | cum|kam bōlnē sē jyādā lābh hōgā | phir is yōg key|kī śhakti sē service karē̃gē | yōgbal aur jñān-bal dōnō̃ ikaṭhṭhā hōtā hai | abhī gyān bal sē service hō rahī hai | yōgbal gupta hai | lēkin jitnā yōgbal aur jñānabal dōnō̃ samāntā mē̃ lāyēṅgē utnī-utnī safalatā hōgī | sarē din mē̃ check karō ki yōgbal kitnā rahā , jñānabal kitnā rahā  ?

69Just as sakar Baba became the clock of time, in the same way, while having a body, you have to strike the hour of the avyakt stage. 70This is the best service of all. 71You have to teach everyone the practical lesson of the experience of the avyakt stage while in the corporeal body. 72Achcha.

30Phir mālūm pad jāyēgā ki antar kitnā hai | service mē̃ busy hō jāyēṅgē tō phir vighna ādi bhī ṭal jāyēṅgē | dr̥iṛh niśhchay kē āgē kōī rukāvaṭ nahī̃ ā saktī | ṭhīk chal rahē haĩ | athak aur ēkras dōnō̃ hī guṇ haĩ | sadaiv follow fādar karnā hai | jaisē sākār rūp mē̃ bhī athak aur ēkras , example bankar dikhāyā | vaisē hī aurō̃ kē prati example bannā hai | yahī service hai | samay bhāl na bhī milē service kā , lēkin charitra bhī service dikhlā saktā hai | charitra sē bhī service hōtī hai | sirph vāṇī sē nahī̃ hōtī | āp K|kē charitra us vichitr bāp kī yād dilāē̃ | yah tō sahaj service hai na | jaisē kaī lōg apnē guru kā vā strī apnē pati kā phōṭō locket mē̃ lagā dētī hai na | yah ēk snēh key|kī niśhānī hai | tō tumhārā yā mastak jō hai yah bhī us vichitr kā charitra dikhalāyē̃ | yah nayan us vichitr kā chitra dikhāē̃ | aisā avināśhī locket pahan lēnā hai | apnī smr̥iti bhī rahēgī aur service bhī hōgī |

73You have to become a bead and be threaded in the thread of the rosary of the love of BapDada and the divine family. 74You should have the intoxication: "I am a bead that is threaded in the thread of love." 75Where are beads kept? 76The beads of a rosary are kept with great care and cleanliness.

31Madhuban mē̃ ākar mukhya karttavya kyā kiyā  ?

77People take them up with great care and cleanliness. 78You have to consider yourself to be such an invaluable jewel.

32Jaisē kōī khān par jātē haĩ tō khān kē pās jākar kyā kiyā jātā hai | khān sē jitnā lē saktē haĩ utnā liyā jātā hai | sirf thōṛā-sā nahī̃ | vaisē hī madhuban hai sarv prāptiyō̃ key|kī khān | tō āp khān par āyē hō nā | bāki sēvākēndra haĩ is khān key|kī brāncēs | khān par jānē sē khyāl rakhā jātā hai jitnā lē sakē̃ | tō yahā̃ bhī jitnā lē sakō lē saktē hō | yahā̃ key|kī ēk-ēk vastu ēk-ēk brāhmaṇ ātmā bahut kuchh śhikṣhā aur śhakti dēnēvālī hai | bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki jō bhī ātē haĩ vah thōṛā bahut nahī̃ lēkin sabhī kuchh lē lēvē̃ | bāpdādā kā bachchō̃ mē̃ śēn hai tō ēk-ēk kō sampanna banānē chāhtē haĩ | jitnā yahā̃ lēnē mē̃ sampanna banē̃gē utnā hī bhaviṣhya mē̃ rājya pānē K|kē sampanna hōṅgē | isliē ēk sēkaṇḍ bhī in amūlya dinō̃ kō aisē nahī̃ ganvānā | ēk-ēk sēkaṇḍ mē̃ padmō̃ key|kī kamāī kar saktē hō | padam saubhāgyaśhālī tō hō | jō is bhūmi par pahũch gaē hō | lēkin is padam bhāgya kō sadā kāyam rakhnē kē liē puruṣhārth sadaiv sampūrṇtā kā rakhnā | jaisā bīj hōtā hai vaisā phal nikaltā hai | tō āp lōg jaisē bīj hō , nīṃv jitnī khud mazbūt hōgī utnā hī īmārat bhī pakkī hōgī | isliē sadaiv samajhnā chāhiē ki ham nīṃv haĩ | hamārē ūpar sāṛī building kā ādhār hai |

79(Someone asked for advice on service.) 80They will not be served through words, but they will be drawn to you when your activity makes an impact and they see change. 81Some have arrogance. 82So their arrogance of words would come into conflict with your words, but they would not be able to come into conflict with your practical life.

33Yād kā rēspōṇḍ miltā hai  ?

83Therefore, this is the tool with which to explain to such people.

34Bāpdādā tō ab sabhī kē sāth haĩ hī , kyōṅki sākār mē̃ tō ēk sthān par sāth rah saktē thē | abhī tō sarv kē sāth rah saktē haĩ | sadaiv yah dhyān rakhō ki ēk mat sē ēk result hōgī | is guṇ kō parivartan mē̃ lānā | kaisī bhī paristhiti āyē , lēkin apnē kō mazbūt rakhnā hai | aurō̃ kō apnē guṇō̃ kā dān dēnā hai | jaisē dān karnē sē return mē̃ bhaviṣhya mē̃ miltā hai nā | is guṇ kā dān karnē sē bhī baṛī prālabdh miltī hai jō ēk mat hōtē haĩ vāhī ēk kō pyārē lagē haĩ | bāpdādā dō hōtē ēk haĩ na | vaisē bhāl kitnē bhī hō lēkin ēk mat hōkar chalnā | bāp K|kē ghar mē̃ ākar viśhēṣh khazānā liyā  ?

84Make the atmosphere subtle. 85You should make the atmosphere at all the centres very magnetic so that whoever comes will only be able to see the subtle region. 86Anyone should experience from a distance this light in the middle of the house. 87A light gives light from a distance.

35Bāp K|kē ghar mē̃ viśēṣatāē̃ bharī huī haĩ nā | apnē ghar mē̃ aslī svarup mē̃ sthit hōnē āyē hō apnā aslī svarup aur aslī sthiti kyā hai , vah yād ātī hai  ?

88It draws everything to itself. 89So, only when you are as visible as a light will there be success. 90Having come to the avyakt bhatthi do you experience the avyakt stage? 91What will you do with the experiences that you have here?

36Ātmā key|kī aslī sthiti kyā hai  ?

92Will you take them with you or will you leave them behind?

37Jaisē pahlē ātmā paramdhām key|kī nivāsī , sarv guṇō̃ kā svarup hai | vaisē hī yahā̃ bhī apnī sthiti kā anubhav karnē kē liē āyē hō | madhuban mē̃ āyē hō us sthiti kā taste karnē | taste karnē bād unkō sadā kē liē apnānā hai | iskā nām hī hai madhuban | madhu arthāt madhurtā yāni snēh aur śhakti dōnō̃ hī vardān pūrṇ rūp sē prāpt karnā | yahā̃ madhuban mē̃ dōnō̃ chīz vardān rūp mē̃ miltī hai | phir bahār mē̃ jāyēṅgē tō in dōnō̃ chīz kē liē apnā puruṣhārth karnā paṛēgā | isliē yahā̃ vardān rūp mē̃ prāpt jō hō rahā hai unkō aisā prāpt karnā jō avināśhī rahē | jab vardān rūp mē̃ prāpt hō saktē haĩ tō puruṣhārth karkē kyō̃ lēvē̃ | guru vardān dētā hai tō kyā karnā hōtā hai  ?

93Make them such companions that no matter how much someone tries to separate you from this avyakt attraction, they are not able to do so. 94Have you made your lokik family into an alokik family? 95There shouldn't be the slightest lokik awareness. 96When you shed one body and take another, you are not aware of anything of the previous birth.

38Apnē kō uskē arpaṇ karnā paṛtā hai , tab vardān prāpt hōtā hai | tō yahā̃ bhī jitnā apnē kō arpaṇ karē̃gē , utnā vardān prāpt hōgā | vardān tō sabhī kō miltā hai , lēkin jō jyādā apnē kō arpaṇ kartā hai , utnā hī vardān kā pātr bantā hai | vardān sē aisī jhōlī bhar lō , jō bharī huī jhōlī kabhī khālī na hō | jitnā jō bharnā chāhē vah bhar saktē haĩ | aisā hī dhyān rakhkar in thōṛē dinō̃ mē̃ athak lābh uṭhānā hai | ēk-ēk sēkaṇḍ saphal karnē K|kē yah din hai | abhī kā ēk sēkaṇḍ bahut phāydē aur bahut nuksān kā bhī hai | ēk sēkaṇḍ mē̃ jaisē kaī varṣhō̃ key|kī kamāī ganvā bhī dētē haĩ nā | tō yahā̃ kā ēk sēkaṇḍ itnā baṛā hai | 39Tyāg sē hī bhāgya bantā hai | lēkin tyāg karnē kē bād mansā mē̃ bhī saṅkalp utpanna nahī̃ hōnā chāhiē | jab kōī bali chaṛhtā hai tō umē agar zarā bhī chillāyā vā ā̃khō̃ sē bū̃d nikalī tō unkō dēvī kē āgē svīkār nahī̃ karāē̃gē | jhāṭakū sunā hai nā | ēk dhak sē kōī chīz kō ḵẖatm karnē aur bār bār kāṭnē mē̃ fark rahtā hai nā | jhāṭakū arthāt ēk dhak sē ḵẖatm | bāpdādā kē pās bhī kaun sē bachchē svīkār hōṅgē  ?

97So, here, also, you have died a living death. 98So your vision and attitude of the previous birth should be finished in the same way. 99Alokik service takes place only when you fill the lokik with spirituality.

40Jinkō mansā mē̃ bhī saṅkalp na āyē iskō kahā jātā hai mahābalī | aisē mahān bali kō hī mahān bal key|kī prāpti hōtī hai | sarvśhaktivān K|kē bachchē hō aur phir śhakti nahī̃ , bāp key|kī ppuru jāydād kā haqadār bannā hai nā | sarvśhaktivān bāp key|kī sarv śhaktiyō̃ key|kī jāydād , janma-siddh adhikār sadaiv apnē sāmnē rakhō | sarvśhaktivān kē āgē kamzōrī ṭhahar saktī hai  ?

100What alokik service do you do? 101You are doing the service of forging a connection of the soul with the Powerhouse. 102When a connection has to be made between two wires, the rubber insulation first has to be removed. 103In the same way, your first task is to consider yourself to be a soul and become detached from the awareness of the body, and then make others detached from the consciousness of their bodies.

41Āj sē kamzōrī ḵẖatm | sirph ēk śhakti nahī̃ | pāṇḍav bhī śhakti rūp haĩ | ēk dīp sē anēk jagtē haĩ |

104How many main subjects do you have here, and what are they? 105There are four main subjects - knowledge, yoga, dharna and service. 106Which is the main subject in that? 107Have you accumulated a stock of peace from here?

42Double surgery kartē hō  ?

108Do you know how you can receive blessings?

43Aur hī achchhā chance miltā hai dō mārg batānē kā | śharīr kā bhī aur man kā bhī | jaisē sthūl service karnē sē tanakhvāh miltī hai  ?

109The more soul conscious you become the more blessings you receive even without asking. 110You do not receive blessings in a physical way. 111Here, you receive them automatically. 112If you did not have blessings from BapDada, how could you have reached this far?

44 ( svarg kī bādśhāhī miltī hai ) vah tō vahā̃ milēgī lēkin yahā̃ kyā miltā hai  ?

113BapDada gives blessings to the children at every second. 114However, those who take these blessings keep that many with themselves eternally. 115Achcha. 116Avyakt BapDada meeting different groups:

45Pratyakṣha phal kā anubhav hōtā hai  ?

117Do you have any other companion? 118Who is the Partner who remains with you constantly?

46Bhaviṣhya tō bantā hī hai lēkin bhaviṣhya sē bhī jyādā abhī key|kī prāpti hai | abhī jō īśhvarīy atīndriya sukh miltā hai vah bhaviṣhya mē̃ nahī̃ mil saktā | yah atīndriya sukh sārē kalp mē̃ kabhī nahī̃ mil saktā | aisā khajānā abhī bāp dvārā miltā hai | anēk janm indriyō̃ kā sukh aur ēk sēkaṇḍ mē̃ atīndriya sukh anubhav hōtā hai  ?

119If you constantly stay in the combined form here, you will rule the kingdom in the combined form there. 120Therefore, never become separated from your Partner. 121Just as the four-armed image is combined, in the same way, this Partner is also combined. 122Never let Shiv Baba be separated from you.

47Śhivbābā kō yugal banāyā hai  ?

123In the 84 births, have you ever seen such a partner? 124Out of your 84 partners, did you ever find such a partner?

48Vah dēhdhārī yugal tō sukh K|kē sāthī hōtē haĩ lēkin yah tō duḥkh K|kē samay sāthī bantā hai | aisē yugal kō tō ēk sēkaṇḍ bhī alag nahī̃ karnā chāhiē | sāth rakhnā arthāt śhakti rūp bannā | yah brāhmaṇ parivār dēkhā | itnā baṛā parivār kab miltā hai  ?

125So you should keep the One you find only once in the whole cycle with you all the time, should you not? 126Now remember that you are a couple; you are not alone. 127Just as you are hard workers in physical tasks, are you hard workers in the stage of the mind? 128So much so that you never melt under any circumstance?

49Sirph is saṅgam par hī itnā baṛā parivār miltā hai | ham itnē baṛē parivār K|kē haĩ – yah naśhā rahtā hai  ?

129Hard things do not melt. 130In this same way, both your stage and your actions should be firm. 131The One for whom you have deep love is always kept with you. 132Always think: I am an image that is combined.

50Jitnā kōī baṛē parivār kā hōtā hai utnī uskō ḵẖuśhī rahtī hai | sārī duniyā mē̃ ham thōṛō̃ kō itnā baṛā parivār miltā hai | tō yah niśhchay aur naśhā hōnā chāhiē | harēk kō yah naśhā hōnā chāhiē ki kōṭō̃ mē̃ sē kōī ham gāyan mē̃ ānēvālī ātmāē̃ haĩ | kabhī sōchā thā kyā ki aisā saubhāgya prāpt hō saktā hai  ?

133If your Partner is with you, Maya will not be able to come. 134To consider yourself to be the combined image is the greatest yukti. 135When you keep Baba with yourself at every step, there is courage, there is power and so Maya does not come. 136All of you are Godly students.

51Achānak lottery milī hai | lottery key|kī ḵẖuśhī hōtī hai nā aur phir yah avināśhī lottery hai | jō kabhī ḵẖatm hō na sakē | aisī lottery ham ātmāō̃ kō milī hai | yah naśhā rahtā hai  ?

137Having become double students, what aim have you kept for the future? 138What do you consider to be an elevated status? 139Will you become Lakshmi or Narayan? 140According to the aim you keep, what else do you have to imbibe together with the aim?

52Kōnē-kōnē sē bāpdādā nē dēkhō kīnhō̃ kō chunā hai | chunē huē ratnō̃ mē̃ āp viśhēṣh haĩ | yah yād rahtā hai | bāpdādā kō kaun-sē ratna achchhē lagtē haĩ  ?

141Aim means to have divine virtues. 142Since you have such an elevated aim, you also have to pay attention to imbibing such an elevated character. 143A young kumari can perform a great task. 144If you stabilise yourself in your practical stage, and explain to someone, then the influence of that will be greater than that of an adult.

53Sādhāraṇ | aisī ḵẖuśhī sadaiv avināśhī rahē | vah kaisē rahēgī  ?

145Always keep this aim: I, a young one, have to carry out a very great task.

54Jaisē dīpak hōtā hai vah sadaiv jagā rahē iskē liē dhyān rakhtē haĩ | ghr̥it aur battī in dō chīz kā khyāl rakhnā paṛtā hai | tō yahā̃ bhī ḵẖuśhī kā dīpak sadaiv jagā rahē iskē liē dō bātē̃ dhyān mē̃ rakhnī hai | gyān ghr̥it aur yōg hai battī | agar yah dōnō̃ hī ṭhīk haĩ tō ḵẖuśhī kā dīpak avināśhī rahēgā | kabhī bujhēgā nahī̃ |

146Your body may be small, but the power of the soul is great. 147Someone who has a desire to make more effort also receives help. 148Simply keep your desire determined and then you will receive determined help. 149No matter how much someone tries to shake you, keep this aim very firm.

55१५ din bhī is saṅgamyug K|kē bahut haĩ | aisē mat samajhnā ki ham tō १५ din K|kē bachchē haĩ lēkin saṅgam kā samay hī abhī bahut cum|kam hai | is kām K|kē hisāb sē yah १५ din bhī bahut haĩ , isliē ab aisē hī sōchnā ki last vālō̃ kō fāsṭa hōnā hai | bichaṛē huē jō hōtē haĩ vah ānē sē hī tīvr puruṣhārth mē̃ lag jātē haĩ himmat bachchē rakhtē haĩ , madad bāp dētē haĩ | ēk kumārī १०० brāhmaṇō̃ sē uttam gāī jātī hai | ēk mē̃ १०० key|kī śhakti bharē̃gē tō kyā nahī̃ kar saktē | sirph apnē pāṅw kō pakkā majbūt banāō | kitnā bhī kōī hilāē̃ tō hilnā nahī̃ hai | achalghar bhī tumhārā yādgār hai nā | achal arthāt jiskō kōī hilā na sakē | tīn mās mē̃ tīn varsā liē haĩ  ?

150If your thought is firm, then such a world will be created. 151You may continue with worldly service, because worldly service is also a method with which you can do service. 152Think that this service is an instrument to give the message to whatever souls come into relationship with you. 153Many souls come into connection with you while you are doing the lokik service.

56Bāpdādā tīn varsā kaun sā dētē haĩ  ?

154Those who came here were also sent to their relatives for service, were they not?

57Sukh , śhānti aur śhakti | jitnā adhikār lē̃gē utnā vahā̃ rājya K|kē adhikārī banē̃gē | sampūrṇ adhikār pānē kā lakṣhya rakhnā hai | kyōṅki bāp bhī sampūrṇ hai nā |

155So think that you are doing worldly service in order to do this service, and then you will be able to engage your mind in that and you will also earn an income. 156Do lokik service considering it to be alokik and you will not then be affected by any other atmosphere. 157As you begin to reach your avyakt stage, your speaking will become less. 158By speaking less, there will be greater benefit, and you will then do service with that power of yoga.

58Yugal rahtē huē akēlē rahē hō gā yugal rūp mē̃ rahtē hō  ? 59Akēlā rūp kaun sā hai  ?

159The power of yoga and the power of knowledge are both together. 160At the moment, service is being done with the power of knowledge, whereas the power of yoga is incognito.

60Ātmā akēlī hai nā | ātē bhī akēlē haĩ | jātē bhī akēlē haĩ | tō yugal rūp mē̃ part bajātē bhī ātmik sthiti mē̃ rahnā arthāt akēlē bannā hai aur phir rūhānī yugal bannā hai | tō bāp aur bachchē | vah tō huā dēh kā yugal | ātmā aur paramātmā yah bhī yugal haĩ | ātmā sajnī , sītā kahtē haĩ nā | paramātmā hai sājan , rām | tō rūhānī yugal mūrt bannā hai | bas | dēh K|kē yugal rūp nahī̃ | dēhdhārī kā yugal rūp ḵẖatm huā | anēk janm dēhdhāriyō̃ kā yugal rūp dēkhā | ab ātmā aur paramātmā kā yugal rūp bannā hai | aisī sthiti mē̃ rahtē hō  ?

161However, the more you make the power of yoga and the power of knowledge equal, the more success there will be. 162Throughout the day, check: To what extent was there the power of yoga and to what extent was there the power of knowledge? 163And then you will know the difference. 164When you become busy in service, obstacles etc. will also be removed.

61Is anōkhē yugal rūp K|kē sāmnē vah yugal tō kuchh nahī̃ | tō dēh key|kī bhāvnā ḵẖatm hō jāēgī | sabhī sē priya chīz kyā hai  ?

165There cannot be any hindrance when there is determined faith. 166You are moving forward well. 167You have both virtues of tirelessness and consistency. 168Always follow the father.

62Priya chīz achchhī lagtī hai nā | tō us priya vāstu kō chhōṛ dusarē kō priya kaisē banā saktē haĩ | akēlā bhī ban jānā hai , phir yugal bhī bannā hai |

169Just as the corporeal form showed the example of being tireless and consistent, become an example for others in the same way. 170This is service. 171You may not have time for service, but you can do service through your activity. 172Service takes place through your activity, not only through words.

63Kōī kō ānē sē hī lottery mil jātī hai | kōī kō prayatna karnē sē lottery miltī | aisē ucca bhāgyaśhālī apnē kō samajhtē hō  ?

173Your activity will remind others of the Father without an image. 174This is easy service, is it not? 175Some people or some wives keep a picture of their guru or their husband in a locket; it is a sign of love.

64Kumār kē liē bhī saral mārg hai | kyōṅki ulṭī sīṛhī jō chaṛhē huē haĩ , unkō utarnī paṛtī haĩ | isliē kumār-kumāriyō̃ kē liē aur hī sahaj hai | jō bandhan mukt hōtē haĩ vah jaldī dauṛ saktē haĩ | tō sabhī bātō̃ mē̃ nirbandhan rahnā hai | kaisī bhī paristhiti mē̃ apnī sthiti ūñchī rakhnī hai | jō ucca jīvan kā lakṣhya hai unsē dūr nahī̃ hōnā hai | achchhā -

176Similarly your forehead should show the activity of the One without an image. 177Your eyes should show an image of the One without an image. 178Wear such an eternal locket. 179Through this, you will be aware of yourself and there will also be service.