सोमवार 26 जनवरी 1970 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 26-01-70 ōm śhānti [ … / … / … / j p g / R a y 2 . j p g ] avyakt bāpdādā madhuban
0> > 06/02/05 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 26/01/70 1The perfect stage of the pilgrimage of remembrance 2BapDada is sitting here and you are also sitting here, but what is the difference between BapDada and you? 3Previously, Baba used to sit here in the sakar form, but what do you now feel when you sit here?
1Yād K|kē yātrā key|kī sampūrṇ stage २६-०१-१९७०
4Just as Baba used to feel that He had taken a corporeal body on loan to come here, do you have the same experience? 5Now Baba comes as a guest. 6In fact, all of you also consider yourselves to be guests, but there is a difference between Baba considering Himself to be this and you considering yourself this. 7A guest is someone who comes and goes.
2Bāpdādā bhī yahā̃ baiṭhē haĩ aur āp bhī baiṭhē hō | lēkin bāpdādā aur āp mē̃ kyā antar hai ?
8He comes now in order to go back. 9That was the experience of the intellect’s yoga and this is now the practical experience.
3Pahlē bhī sākār rūp mē̃ yahā̃ baiṭhtē thē lēkin ab jab baiṭhtē haĩ tō kyā feel hōtā hai ?
10You have to experience in the same way as Baba how to enter another body and perform actions. 11Day by day, the stage of you children will become more and more like the Father’s stage.
4Jaisē sākār rūp mē̃ bāp kē liē samajhtē thē ki loan lē āyē haĩ | usī samān anubhav abhī hōtā hai | abhī ātē haĩ mēhmān bankar | yū̃ tō āp sabhī bhī apnē kō mēhmān samajhtē hō | lēkin āpkē aur bāp K|kē samajhnē mē̃ phark hai | mēhmān uskō kahā jātā hai jō ātā hai aur jātā hai | abhī ātē haĩ phir jānē kē liē | vah thā buddhiyōg kā anubhav , yah hai practical anubhav | dusarē śharīr mē̃ pravēśh hō kaisē karttavya karnā hōtā , yah anubhav bāp K|kē samān karnā hai | din pratidin tum bachchō̃ key|kī bahut kuchh samān sthiti hōtī jāēgī | āp lōg bhī aisē anubhav karē̃gē | sachmuch jaisē loan liyā huā hai , karttavya kē liē mēhmān haĩ | jab tak apnē kō mēhmān nahī̃ samajhtē hō tab tak nyārī avasthā nahī̃ hō saktī hai | jō jyādā nyārī avasthā mē̃ rahtē haĩ , unkī sthiti mē̃ viśhēṣhtā kyā hōtī hai ?
12You will also feel as though you have truly taken that body on loan, that you are guests just in order to perform actions. 13Unless you consider yourselves to be guests, you cannot have the stage of detachment. 14What is the specialty of those who stay in the stage of detachment for a long time? 15Through their words and behaviour others can experience the stage of being beyond.
5Ūṇḵẖī ९ bōlī sē unkē chalan sē uparām sthiti kā aurō̃ kō anubhav hōgā | jitnā ūpar sthiti jāēgī , utnā uparām hōtē jāyēṅgē | śharīr mē̃ hōtē huē bhī uparām avasthā tak pahuñchnā hai | bilakul dēh aur dēhī alag mahsūs hō | uskō kahā jātā hai yād K|kē yātrā key|kī sampūrṇ stage | vā yōg key|kī practical siddhi | bāt kartē-kartē jaisē nyārāpaṇ khīñchē | bāt suntē bhī jaisē ki suntē nahī̃ | aisī bhāsnā aurō̃ kō bhī āyē | aisī sthiti key|kī stage kō karmātīt avasthā kahā jātā hai | karmātīt arthāt dēh K|kē bandhan sē mukt | karma kar rahē haĩ lēkin unkē karmō̃ kā khatā nahī̃ banēgā jaisē ki nyārē rahē̃gē , kōī attachment nahī̃ hōgā | karma karanēvālā alag aur karma alag haĩ aisē anubhav din prati din hōtā jāyēgā | is avasthā mē̃ jāstī buddhi chalānē key|kī bhī āvaśhyaktā nahī̃ hai | saṅkalp uṭhā aur jō hōnā hai vāhī hōgā | aisī sthiti mē̃ sabhī kō ānā hōgā | mūlvatan jānē K|kē pahlē via sūkṣhmavatan jāyēṅgē | vahā̃ sabhī kō ākar milnā hai phir apnē ghar chalkar phir apnē rājya mē̃ ā jāyēṅgē jaisē sākār vatan mē̃ mēlā huā vaisē hī sūkṣhmavatan mē̃ hōgā | vah phariśhtō̃ kā mēlā najdīk hai | kahāniyā̃ batātē haĩ nā | fariśhtē āpas mē̃ miltē thē | rūh rūhō̃ sē bāt kartē thē | vāhī anubhav karē̃gē | tō jō kahāniyā̃ gaī huī haĩ uskā practical mē̃ anubhav hōgā | usī mēlē K|kē dinō̃ kā intzār hai |
16The higher the stage becomes, the more you will experience being beyond. 17Whilst in a body, you have to reach the stage of being beyond. 18You should experience the bodiless one (the soul) being separate from the body. 19This is called the complete stage of the pilgrimage of remembrance, or the practical result of yoga.
6Abhī service kē nimitt haĩ | sabhī kuchh bhūlē huē baiṭhē haĩ | us avyakt sthiti mē̃ man aur tan vyakt dēśh mē̃ hai | aisē anubhav hōtā hai ?
20Whilst speaking, the stage of detachment should pull you. 21Whilst listening to anything, it should be as though you are not hearing it. 22Others too should have this feeling. 23Such a stage is called the karmateet stage.
7Achchhā -
24Karmateet means to be free from any bondage of the body. 25You would also be performing actions, but not be creating any karmic accounts through those actions; it is as though you are detached, that there is no attachment. 26The one who is performing actions is separate from the action itself. 27Day by day, you will continue to have such an experience.
8Apnē kō kahā̃ K|kē nivāsī samajhtē hō ?
28There is no need to use your intellect a lot when you have reached this stage.
9Paramdhām K|kē nivāsī samajhtē hō ?
29As soon as you have a thought, only that which has to happen takes place. 30Everyone has to reach this stage.
10Yah kitnā samay yād rahtī hai ?
31Before arriving in the incorporeal world, you first have to go to the subtle region. 32Everyone has to meet there; then you will go to your home and then to your own kingdom. 33Just as there is the gathering in the corporeal world, so in the same way, the gathering will take place in the subtle region. 34That gathering of angels is very close.
11Yah ēk hī bāt yād rahē ki ham paramdhām nivāsī ātmā is vyakt dēśh mē̃ īśhvarīy karttavya karnē kē nimitt āyē huē haĩ | madhuban mē̃ ākar K|kē viśhēṣh kaun sā guṇ liyā hai ?
35You used to relate stories of how angels would to meet together, how the spirits would converse with the spirits. 36You will have the same experience. 37You will have the practical experience of the stories that you related. 38You are now waiting in anticipation for the days of that gathering.
12Madhuban kā viśhēṣh guṇ hai madhurtā | madhu arthāt madhurtā | snēhī | jitnā snēhī hōṅgē utnā bēhad kā vairāgya hōgā | yah hai madhuban kā arth|earth | ati snēhī aur itnā hī bēhad key|kī vairāgya vr̥itti | agar madhuban K|kē viśhēṣh guṇ jīvan mē̃ dhāraṇ karkē jāē̃ tō sahaj hī sampūrṇ ban saktē haĩ | phir jō rūhānī teachers bannā chāhiē tō number one key|kī teacher ban saktē hō | kyōṅki jaisī apnī dharnā hōgī vaisē aurō̃ kō anubhav mē̃ lā sakē̃gē | in dōnō̃ guṇō̃ key|kī apnē mē̃ dharnā karnī hai | madhuban key|kī lakīr sē bāhar nikalnē K|kē pahlē apnē mē̃ pūrī rīti yah bharkar jānā | ēk snēh sē dūsrā bēhad key|kī vairāgya vr̥itti sē kōī bhī paristhitiyō̃ kō sahaj hī sāmnā karē̃gē | saphaltā K|kē sitārē bannē kē liē yah dō guṇ mukhya madhuban key|kī saugāt lē jānā hai | jaisē kahā̃ bhī jānā hōtā hai tō vahā̃ jātē hī pūchhā jātā hai ki yahā̃ key|kī viśhēṣh chīz kyā haĩ ?
39At present, you are instruments for service. 40You experience sitting in the avyakt stage whilst the mind and body have forgotten everything of the corporeal world. 41Achcha. 42Which place do you consider yourselves to be residents of?
13Jō prasidda viśhēṣh chīz hōtī hai , vah zarūr sāth mē̃ lē jātē haĩ | tō yahā̃ madhuban K|kē dō viśhēṣh guṇ apnē sāth lē jānā | jaisē sthūl madhu lē jātē hō nā | vaisē yah sūkṣhma madhurtā key|kī madhu lē jānā | phir saphaltā hī saphaltā hai | asaphaltā āpkē jīvan sē miṭ jāēgī | saphaltā kā sitārā apnē mastak mē̃ chamaktē huē dēkhē̃gē |
43Do you consider yourselves to be residents of the supreme abode? 44For how long do you remember it? 45You should just remember this one thing: that you, the soul, a resident of the supreme abode, have come into this corporeal world to perform a Godly task. 46Having come to Madhuban what special virtue have you taken,?
14Tum saphaltā K|kē sitārē hō vā puruṣhārth K|kē sitārē hō ?
47The special virtue of Madhuban is sweetness. 48Madhu (honey) means sweetness, loving.
15Kyā samajhtē hō ?
49The more love you have, the greater the unlimited disinterest you will have. 50This is the meaning of Madhuban: to be extremely loving and to have just as much an attitude of unlimited disinterest. 51If you return, having imbibed the special virtue of Madhuban in your life, you will easily become perfect. 52Then you will be able to become a number one spiritual teacher, because as your imbibing, so you will give others the experience of that.
16Saphaltā K|kē sitārē hō ?
53You have to imbibe both these virtues in your life.
17Jaisā lakṣhya hōtā hai vaisā hī lakṣhaṇ hōtā hai | agar ab tak yahī sōchtē rahē̃gē ki ham puruṣhārthī haĩ tō aisā samajhnē sē kaī chhōṭī-chhōṭī galatiyā̃ apnē kō māf kar dētē hō | samajhtē hō ham tō puruṣhārthī hai | isliē ab puruṣhārthī nahī̃ lēkin saphaltā kā svarup bannā hai | kahā̃ tak puruṣhārth mē̃ rahē̃gē | jab svayã saphaltā svarup banē̃gē tab dūsrī ātmāō̃ kō bhī saphaltā kā mārg batā sakē̃gē | agar khud hī ant tak puruṣhārthī chaltē rahē̃gē tō saṅgam K|kē prālabdh kā anubhav kab karē̃gē ?
54Before stepping outside the boundary of Madhuban, completely fill yourselves with these. 55If you firstly fill yourself with love and secondly with the attitude of unlimited disinterest you will easily be able to face any situation. 56In order to become a star of success, take these two main virtues with you as a gift from Madhuban. 57Whenever you go anywhere, as soon as you reach that place you ask: What is the specialty of this place?
18Kyā yah jīvan puruṣhārthī hī rahē̃gē ?
58Then you take back with you that specialty when you return. 59Therefore, take back with you the two special virtues of Madhuban.
19Is saṅgamyug key|kī prālabdh pratyakṣha rūp mē̃ nahī̃ prāpt karē̃gē ?
60Just as people take back honey, in the same way, take back the honey of subtle sweetness. 61Then there will be nothing but success. 62Failure will be removed from your life. 63The star of success will be seen sparkling on your forehead.
20Saṅgam K|kē puruṣhārth kā phal kyā ?
64Are you stars of success or stars of effort? 65What do you consider yourselves to be? 66Are you stars of success?
21 ( saphaltā ) tō saphaltā svarup bhī niśhchay karnē sē saphaltā hōtī rahēgī | jab yah samajhē̃gē ki mē̃ hū̃ hī saphaltā kā sitārā tō asaphaltā kaisē ā saktī hai | sarvśhaktivān key|kī santān kōī kārya mē̃ asaphal nahī̃ hō saktī | apnē mastak mē̃ vijay kā sitārā dēkhtē hō yā dēkhē̃gē ?
67As the aim, so the qualifications for that aim. 68If you still consider yourselves to be effort-makers, then, by considering yourselves to be that, you allow yourselves to make little mistakes. 69You think you are still effort-makers anyway. 70However, you are not effort-makers now, for you have to become embodiments of success.
22Vijay tō niśhchit hai hī nā | vijay arthāt saphaltā | abhī samay badal rahā hai | jab samay badal gayā tō apnē puruṣhārth kō bhī badalē̃gē nā | ab bāp nē saphaltā kā rūp dikhlā diyā tō bachchē bhī rūp mē̃ vyakt dēh mē̃ hōtē saphaltā kā rūp nahī̃ dikhāyēṅgē | apnē kō sadaiv saphaltā kā mūrt hī samjhō | niśhchay kō vijay kahā jātā hai | jaisā viśhvās rakhā jātā hai vaisā hī karma hōtā hai | niśhchay mē̃ kamī hōtī tō karma mē̃ bhī kamī hō jāēgī | smr̥iti śhaktivān hai tō sthiti aur karma bhī śhaktivān hōṅgē | isliē kabhī bhī apnī smr̥iti kō kamzōr nahī̃ rakhnā | śaktidal aur pāṇḍav kab asaphal hō saktē haĩ kyā ?
71Till when will you continue to make effort? 72Only when you have become an embodiment of success will you be able to show other souls the path to success. 73If you yourself continue to move along as an effort-maker till the end, when will you experience the reward of the confluence age?
23Apnī kalp pahlē vālī bāt yād hai ki pāṇḍavō̃ nē kyā kiyā thā ?
74Will you remain an effort-maker all your life? 75Will you not attain the reward of the confluence age in a practical form?
24Vijayī banē thē | tō ab apnē smr̥iti kō śhrēṣhṭh banāō | ab saṅgam par hai vijay kā tilak phir is vijay K|kē tilak sē rāj tilak milēgā | is vijay K|kē tilak kō kōī miṭā nahī̃ saktē | aisā niśhchay hai ?
76What is the fruit of effort of the confluence age? 77(Success.) 78So, in order to become an embodiment of success, you have to have faith that there will be success. 79Since you consider yourself to be a star of success, how can you not be successful?
25Jō vijayī ratna haĩ unkī her|har bāt mē̃ vijay hī vijay hai | unkī hār hō nahī̃ saktī | hār tō bahut janm khātē rahē | ab ākar vijayī bannē bād phir hār kyō̃ ?
80A child of the Almighty Authority can never be unsuccessful in anything. 81Are you able to see the star of victory on your forehead, or are you yet to see it? 82Victory is guaranteed, is it not? 83Victory means success.
26 vijay hamārī hī hai aisā ēk bal ēk bharōsā hō |
84The time has now changed. 85Since the time has changed, you will also change your effort, will you not? 86The father showed you the form of success, so will the children, whilst in a corporeal body, show the form of success? 87You must constantly consider yourselves to be an image of success.
27 ( bachchī yadi gyān mē̃ nahī̃ chaltī hai tō kyā karē̃ ?
88Faith is called victory. 89As your faith, so your actions.
28) agar kōī is mārg mē̃ nahī̃ chal saktē haĩ tō śhādī karnī hī paṛē | unhō̃ key|kī kamjōrī bhī apnē ūpar sē miṭānī hai | sākṣhī hō mazbūrī bhī karnā hōtā hai | vah huā farz | lagan nahī̃ hai | farz pālan kartē haĩ | ēk hōtā hai lagan sē karnā , ēk hōtā hai nimitt farz nibhānā | sabhī ātmāō̃ kā ēk hī samay yah janm siddha adhikār lēnē kā part nahī̃ hai | parichay milnā tō zarūr hai , pahchānnā bhī hai lēkin kōī kā part abhī hai kōī kā pīchhē | bījō̃ mē̃ sē kōī jhaṭ sē phal dētā hai , kōī dērī sē phal dētā hai | vaisē hī yahā̃ bhī harēk kā apnē samay par part hai , kōī dērī sē phal dētā hai | vaisē hī yahā̃ bhī harēk kā apnē samay par part hai | farz samajh karē̃gē tō māyā kā merge nahī̃ lagēgā | nahī̃ tō vāyumaṇḍal kā asar lag saktā hai | isliē farz samajh karnā hai | farz aur merge mē̃ sirph ēk bindī kā phark hai | lēkin bindī rūp mē̃ na hōnē kāraṇ farz bhī merge hō jātā hai | jō madadgār haĩ unhō̃ kō madad tō sadaiv miltī hai | bāp key|kī madad her|har kārya mē̃ kaisē miltī hai yah anubhav hōtā haĩ ?
90If faith is lacking, there will also be something lacking in your actions. 91If your consciousness is powerful, your stage and actions will also be powerful. 92Therefore, you must never allow your consciousness to become weak. 93Can the Shakti and Pandava Army be unsuccessful in anything?
29Ēk dō K|kē viśhēṣh guṇ kō dēkh ēk dō kō āgē rakhnā hai | kiskō āgē rakhnā yah bhī apnē kō āgē baṛhānā hai |
94Do you remember your story about what the Pandavas did in the previous cycle? 95They were victorious. 96Therefore now make your consciousness elevated. 97Now, at the confluence age, you have the tilak of victory.
30Śivajayanti par āvāz phailānā sahaj hōtā hai , jitnī himmat hō utnā karō | kyōṅki phir samay aisā ānā hai jō is service K|kē maukē bhī cum|kam milē̃gē | isliē jitnā kar saktē hō utnā karō | bhūlē̃ kyō̃ hōtī haĩ ?
98Then, later, through this tilak of victory, you will receive the tilak of the kingdom. 99No one can erase this tilak of victory. 100Do you have such faith? 101Those who are jewels of victory have victory in every respect; they can never be defeated.
31Uskī gahrāī mē̃ jānā hai | antarmukh hō sōchnā chāhiē yah bhūl kyō̃ huī ?
102You have been experiencing defeat for many births. 103So why, having become victorious, should you again be defeated? 104There should be the one strength and the one faith that victory is yours.
32Yah tō māyā kā rūp hā | maĩ tō rachayitā bāp kā bachchā hū̃ | apnē sāth ēkānt mē̃ aisē-aisē bāt karō | ubhāranē key|kī kōśhiśh karō | kahā̃ bhī jānā hōtā hai tō apnā yādgār chhōṛnā hōtā hai aur kuchh lē jānā hōtā hai | tō madhuban mē̃ viśhēṣh kaun sā yādgār chhōṛā ?
105(What can we do if our daughter is not following the path of knowledge?) 106If someone is not able to continue to move on this path, he or she has to get married. 107Their weakness has to be removed from around you. 108You have to become detached observers and do it out of compulsion.
109That is just your duty.
33Ēk-ēk ātmā kē pās yah īśhvarīy snēh aur sahyōg kā yādgār chhōṛnā hai | jitnā ēk dō K|kē snēhī sahyōgī bantē haĩ utnā hī māyā K|kē vighna haṭānē mē̃ sahyōg miltā hai | sahyōg dēnā arthāt sahyōg lēnā | parivār mē̃ ātmik snēh dēnā hai aur māyā par vijay pānē kā sahyōg lēnā hai | yah lēn-dēn kā hisāb ṭhīk rahtā hai | is saṅgam samay par hī anēk janmō̃ kā sambandh jōṛnā hai | snēh hai sambandh jōṛnē kā sādhan | jaisē kapaḍē silāī karnē kā sādhan dhāgā hōtā hai vaisē hī bhaviṣhya sambandh jōṛnē kā sādhan hai snēh rūpī dhāgā | jaisē yahā̃ jōṛē̃gē vaisē vahā̃ jūtā huā milēgā | jōṛnē kā samay aur sthān yah hai | īśhvarīy snēh bhī tab juṛ saktā hai jab anēk kē sāth snēh samāpt hō jātā hai | tō ab anēk snēh samāpt kar ēk sē snēh jōṛnā hai | vah anēk snēh bhī parēśhān karnē vālē haĩ | aur yah ēk snēh sadaiv kē liē paripakva banānē vālā hai | anēk taraph sē tōḍanā aur ēk taraph jōṛnā hai | binā tōṛē kabhī juṭ nahī̃ saktā | abhī kamī kō bhī bhar saktē hō | phir bharnē kā samay ḵẖatm | aisē samajh kar kadam kō āgē baṛhānā hai |
110That is not your desire, but you are just fulfilling your duty. 111One is to do something because of a desire and the other is to fulfil your duty as an instrument. 112Not all souls have a part of claiming their birthright at the same time. 113They will definitely receive the introduction, and they will even recognise Baba, but the part of some is now and that of others is later.
34Sabhī tīvr puruṣhārthī hō vā puruṣhārthī hō ?
114Some seeds bear fruit quickly and some a little later. 115In the same way, here too, each one has a part at his own time.
35Tīvr puruṣhārthī K|kē man K|kē saṅkalp mē̃ bhī hār nahī̃ hō saktī hai | aisī sthiti banānī hai | jō saṅkalp mē̃ bhī māyā sē hār na hō | iskō kahā jātā hai tīvr puruṣhārthī | vē|way śhuddha saṅkalpō̃ mē̃ pahlē sē hī man kō busy rakhē̃gē tō aur saṅkalp nahī̃ āēṅgē | pūrā bharā huā hōgā tō ēk būnd bhī jāstī pad nahī̃ sakēgī , nahī̃ tō baj jāyēgā | tō yahī saṅkalp man mē̃ rahē jō vyarth saṅkalp ānē kā sthān hī na hō | itnā apnē kō busy rakhō | man kō busy rakhnē K|kē tarīkē jō miltē haĩ , vah āp purē prayōg mē̃ nahī̃ lātē hō | isliē vyarth saṅkalp ā jātē haĩ | ēk taraph busy rakhnē sē dūsrā taraph svayã chuṭ jātā hai |
116If you play your part whilst considering it to be your duty, you will not find yourself infected by Maya. 117Otherwise, you can be affected by the atmosphere. 118This is why you have to play your part considering it to be a duty. 119There is a difference of just the one stroke (in Sindhi) between having the duty and becoming dirty.
36Manthan karnē kē liē tō bahut khazānā hai | ismē̃ man kō busy rakhnā hai | samay key|kī raftār tēz hai vā āp lōgō̃ K|kē puruṣhārth key|kī raftār tēz hā ?
120Because of your not being stable in the seed stage, duty becomes an illness. 121Those who are helpers constantly receive help. 122You experience how you receive help from the Father in every task. 123You must see the special virtue of one another and keep others in front of you.
37Agar samay tēz chal rahā hai aur puruṣhārth ḍhīlā hai tō uskī result kyā hōgī ?
124To keep someone in front of you is to make yourself move forward. 125It is easy to spread the sound on Shiv Jayanti.
38Samay āgē nikal jāyēgā aur puruṣhārthī rah jāyēṅgē | samay key|kī gāḍī chuṭ jāēgī | savār hōnēvālē rah jāyēṅgē | samay key|kī kaun see|sī|C tēz dēkhtē hō ?
126Do as much as your courage allows, because such a time will come later that you will have very few opportunities for service. 127Therefore, do as much as you can. 128Why do you make mistakes? 129Go into the depths of that.
39Samay mē̃ bītī kō bītī karnē key|kī tēz hai | vāhī bāt kō samay phir kab repeat kartā hai ?
130Become introverted and think about why that mistake happened. 131"That is a form of Maya. 132I am a child of Baba, the Creator." 133Talk to yourself in this way in solitude.
40Tō puruṣhārth key|kī jō bhī kamiyā̃ haĩ usmē bītī kō bītī samajh āgē her|har sēkaṇḍ mē̃ unnati kō lātē jāō tō samay K|kē samān tēz chal saktē hō | samay tō rachnā hai nā | rachnā mē̃ yah guṇ hai tō rachayitā mē̃ bhī hōnā chāhiē | drama kriēśan hai tō kriēṭar K|kē bachchē āp hō nā | tō kriēṭar K|kē bachchē kriēśan sē ḍhīlē kyō̃ ?
134Whenever you go somewhere, you have to leave your memorial behind and also take something back with you. 135So what special memorial did you leave in Madhuban? 136You have to leave with each soul the memorial of Godly love and co-operation. 137The more loving and co-operative you are with one another, the more co-operation you receive to remove Maya.
41Isliē sirph ēk bāt kā dhyān rahē ki jaisē drama mē̃ her|har sēkaṇḍ athavā jō bāt bītī , jis rūp sē bīt gayī vah phir sē repeat nahī̃ hōgī phir repeat hōgī ५००० varṣh kē bād | vaisē hī kamjōriyō̃ kō bār-bār repeat kartē hō ?
138To give co-operation means to receive co-operation. 139You have to give spiritual love to the family and receive co-operation to conquer Maya. 140The account of this give and take is accurate. 141You have to forge relationships for many births at this confluence age.
42Agar yah kamjōriyā̃ repeat na hōnē pāē̃ tō phir puruṣhārth tēz hō jāyēgā | jab kamjōrī samēṭī jātī hai tab kamjōrī kī jagah par śhakti bhar jātī hai | agar kamjōriyā̃ repeat hōtī rahtī haĩ tō śhakti nahī̃ bhāratī hai | isliē jō bītā sō bītā , kamjōrī key|kī bītī huī bātē̃ phir saṅkalp mē̃ bhī nahī̃ āṇi chāhiē | agar saṅkalp chaltē haĩ tō vāṇī aur karma mē̃ ā jātē haĩ | saṅkalp mē̃ hī ḵẖatm kar dēgē tō vāṇī karma mē̃ nahī̃ āyēṅgē | phir man vāṇī karma tīnō̃ śhaktiśhālī hō jāyēṅgē | burī chīz kō sadaiv fauran hī phēṅkā jātā hai | achi chīz kō prayōg kiyā jātā hai tō burī bātō̃ kō aisē phēṅkō jaisē burī chīz kō phēṅkā jātā hai | phir samay puruṣhārth sē tēz nahī̃ jāēgā | samay kā intzār āp karē̃gē tō ham taiyār baiṭhē haĩ | samay āyē tō ham jāē̃ | aisī sthiti hō jāēgī | agar apnī taiyyārī nahī̃ hōtī hai tō phir sōchā jātā hai ki samay thōḍā hamārē liē ruk jāyēgā | 43Bāndhēlī kā yōg tēz hōtā hai | kyōṅki jis bāt sē kōī rōktē haĩ tō buddhi zarūr us taraph lagī rahtī hai | ghar baiṭhē bhī charitrō̃ kā anubhav kar saktē hō | lēkin aisī lagan chāhiē | jab aisī lagan-avasthā hō jāēgī tō phir bandhan kaṭ jāyēṅgē | ēk key|kī yād hī anēk bandhan kō tōṛanēvālī hai | ēk sē jōṛnā hai , anēk sē tōḍanā hai | ēk bāp K|kē sivāē dūsrā na kōī | jab aisī avasthā hō jāēgī phir yah bandhan ādi sabhī ḵẖatm hō jāyēṅgē | jitnā aṭūṭ snēh hōgā utnā hī aṭūṭ sahyōg milēgā | sahyōg nahī̃ miltā , iskā kāraṇ snēh mē̃ kamī hai | aṭūṭ snēh rakh karkē atōt sahyōg kō prāpt karnā hai | kalp pahlē kā apnā adhikār lēnē liē phir sē pahuch gaē hō , aisā samajhtē hō ? 44Vah smr̥iti ātī hai ki ham hī kalp pahlē thē | abhī bhī phir sē ham hī nimitt banē̃gē | jiskō yah naśhā rahtā hai unkē cērē mē̃ ḵẖuśhī aur jyōti rūp dēkhnē mē̃ ātā hai | unkē chēhrē mē̃ alaukik avyakti chamak rahtī hai | unkē nayanō̃ sē , mukh sē sadaiv ḵẖuśhī hī ḵẖuśhī dēkhē̃gē | dēkhanēvālā bhī apnā duḥkh bhūl jāyē | jab kōī dukhī ātmā hōtī hai tō apnē kō ḵẖuśhī mē̃ lānē liē ḵẖuśhī K|kē sādhan banātī hai nā | tō darpaṇ mē̃ chēhrā dēkhnē mē̃ āyē | tumhārē chēhrē sē service hō | na bōltē huē āpkā mukh service karē | ājkal duniyā mē̃ apnē chēhrē kō hī śhrr̥iṅgārtē haĩ nā | tō āp sabhī ātmāō̃ kā bhī aisā śhrr̥iṅgārā huā mũh dēkhnē mē̃ āyē | sarvśhaktimān bāp K|kē bachchē haĩ phir śhakti na āyē yah kaisē hō saktā hai | zarūr buddhi key|kī tār mē̃ kamī hai | tār kō jōṛnē kē liē jō yuktiyā̃ miltī haĩ uskō abhyās mē̃ lāō | tōṛnē bigar jōṛ lētē haĩ tō pūrā phir juṭtā nahī̃ | thōṛē samay kē liē juṭtā phir ṭūṭ jātā hai | isliē anēk taraph sē tōṛkar ēk taraph jōṛnā hai | iskē liē saṅg bhī chāhiē aur attention bhī chāhiē | her|har kadam par , saṅkalp par attention | saṅkalp jō uṭhtā hai vah check karō ki yah hamārā saṅkalp yathārth hai vā nahī̃ ? 45Itnā attention jab saṅkalp par hō tab vāṇī bhī ṭhīk aur karma bhī ṭhīk rahē | saṅkalp aur samay dōnō̃ hī saṅgam yug K|kē viśhēṣh khajānē haĩ | jissē bahut kamāī kar saktē hō | jaisē sthūl dhan kō sōch samajhkar prayōg kartē haĩ ki ēk paisā bhī vyarth na jāyē̃ | vaisē hī yah saṅgam kā samay aur saṅkalp vyarth na jāē̃ | agar saṅkalp powerful haĩ tō apnē hī saṅkalp K|kē ādhār par apnē liē satyugī sr̥iṣhṭi lāyēṅgē | apnē hī saṅkalp kamzōr haĩ tō apnē liē trētāyugī sr̥iṣhṭi lātē haĩ | yah khazānā sārē kalp mē̃ phir nahī̃ milēgā | tō jō muśhkil sē ēk hī samay par milnē vālī chīz hai , uskā kitnā mūlya rakhnā chāhiē | abhī jō banā sō banā | phir banē huē kō dēkhnā paṛēgā | banā nahī̃ sakē̃gē | abhī banā saktē hō | uskā ab thōḍā samay hai | dūsrō̃ kō tō kahtē hō bahut gaī thōṛī rahī | | | lēkin apnē sāth lagātē hō ?
142Love is the instrument to forge a relationship.
46Samay thōḍā rahā hai lēkin kām bahut karnā hai | apnē āp sē dr̥iṛh pratigyā karō ki āj sē phir yah bātē̃ kabhī nahī̃ rahē̃gī | yah saṅskār apnē mē̃ phir emerge nahī̃ hōnē dēgē | yah vyarth saṅkalp kabhī bhī utpanna nahī̃ hōnē dēgē | jab aisī dr̥iṛh pratigyā karē̃gē tab hī pratyakṣha phal milēgā | ab din badaltē jātē haĩ | tō khud kō bhī badalnā hai | ab ḍhīlē puruṣhārth K|kē din chalē gaē , ab hai tīvr puruṣhārth karnē kā samay | tīvr puruṣhārth K|kē samay agar kōī ḍhīlā puruṣhārth karē tō kyā kahē̃gē ? 47Isliē ab jōśh mē̃ āō | bār-bār bēhōśh na hō | sañjīvanī būṭī sāth mē̃ rakh sadaiv jōśh mē̃ rahō | bākī hā̃ karē̃gē , hō jāyēgā , dēkh lē̃gē yah akṣhar abhī na nikalē̃ | aisī bātē̃ bahut samay sunī̃ | ab bāpdādā yahī sunnē chāhtē haĩ ki hā̃ bābā karkē dikhāyēṅgē | 48Apnī chalan mē̃ alaukiktā lāō tō chalan key|kī ākarṣhaṇ laukik sambandhiyō̃ ādi kō bhī svayã khiñchēgī | laukik sambandh mē̃ vāṇī kām nahī̃ kartī | chalan key|kī ākarṣhaṇ hōgī | tō ab bahut tēz sē chalnā hai | abhī aisā badal kar dikhāō jō sabhī kē āgē example banō | ab ēk sēkaṇḍ bhī nahī̃ ganvānā hai | check āp kar saktē hō | ab samay bahut thōḍā rah gayā hai | samay bhī bēhad key|kī vairāgya vr̥itti kō utpanna kartā hai | lēkin samay K|kē pahlē jō apnī mhaṇat sē karē̃gē tō unkā phal jyādā milēgā | jō khud nahī̃ kar sakē̃gē unhō̃ kē liē samay help karēgā | lēkin vah samay key|kī balihārī hōgī | apnī nahī̃ |
143Just as thread is the instrument to sew clothes together, in the same way, the instrument to forge relationships for the future is the thread of love. 144You will have relationships forged there according to how you forge them together here.
49Kitnī bār bāpdādā sē milē huē hō ?
145This is the time and place for forging them.
50Yah smr̥iti mē̃ hai ki anēk bār yah janma-siddh adhikār milā hai | kitnā baṛā adhikār hai | jō kaī prayatnō̃ sē bhī nahī̃ prāpt hō saktā , yah sahaj hī prāpt hō rahā hai aisā anubhav kiyā hai ?
146Godly love can only be forged when love for everyone else has been broken. 147Therefore now, finish love for all others and have love for One. 148The love for all is that which causes you distress, whereas this love for One is that which makes you strong for all time.
51Samay bākī kitnā hai aur puruṣhārth kyā kiyā hai ? 52Dōnō̃ key|kī parakh hai ?
149You have to break love away from all and link it to One. 150You cannot join it anywhere else without first breaking it.
53Samay cum|kam hai aur puruṣhārth bahut karnā hai | jab kōī student last time par ākar dākhil hōtē haĩ tō vah thōṛē samay mē̃ kitnī mhaṇat kartē haĩ | jitnā samay tēz jā rahā hai itnā tēz puruṣhārth hai ?
151At this time, you can remove any weakness, but later the time for removing weaknesses will have ended. 152Take a step forward whilst understanding in this way. 153Are all of you intense effort-makers or just effort-makers? 154There cannot be defeat even in the thoughts of an intense effort-maker.
54Kab śhabda nikāl hī dēnā chāhiē | jō tīvr puruṣhārthī hōtē haĩ vah kab śhabda nahī̃ bōltē , ab bōlē̃gē | ab sē karē̃gē | yah saṅgam samay kā ēk sēkaṇḍ bhī kitnā baṛā mūlyavān hai | ēk sēkaṇḍ bhī vyarth gayā tō kitnī kamāī vyarth hō jāēgī | purē kalp key|kī takdīr banānē kā yah thōḍā samay hai | ēk sēkaṇḍ padmō̃ key|kī kamāī karnē vālā bhī hai aur ēk sēkaṇḍ mē̃ padmō̃ key|kī kamāī ganvātā hai | aisē samay kō parakh karkē phir pāṅw tēz karō | samasyāē̃ tō bantī rahē̃gī | sthiti itnī powerful hō jō paristhitiyā̃ sthiti sē badal jāē̃ | paristhiti K|kē ādhār par sthiti na hō | sthiti paristhiti kō badal saktī hai kyōṅki sarvśhaktimān K|kē santān hō tō kyā īśhvarīy śhakti paristhiti nahī̃ badal saktī !
155Create such a stage that you are not defeated by Maya even in thoughts. 156This is called being an intense effort-maker. 157If you keep your mind busy in pure thoughts from the beginning, you will not have any other thoughts. 158If something is full, you cannot add even a drop, because it would then overflow.
55Rachayitā K|kē bachchē rachnā kō nahī̃ badal saktē haĩ ! 56Rachnā powerful hōtī hai vā rachayitā ?
159So, simply keep these thoughts in your mind so that there is no place for you to have waste thoughts. 160Keep yourself busy to this extent.
57Rachayitā K|kē bachchē rachnā K|kē adhīn kaisē hōṅgē | adhikār rakhnā hai na ki adhīn hōnā hai | jitnā adhikār rakhē̃gē utnā paristhitiyā̃ bhī badal jāē̃gī | agar unkē pīchhē paṛtē rahē̃gē tō aur hī sāmnā karē̃gī | paristhitiyō̃ kē pīchhē paṛnā aisē hai jaisē kōī apnī parchhāī kō pakaṛnē sē vah hāth ātī hai ?
161You do not fully use the methods you receive for keeping the mind busy, and this is why you have waste thoughts. 162By only keeping one side busy, you automatically become slack on the other side. 163You have received many treasures for churning, so keep your mind busy in that. 164Is the speed of time fast or is the speed of the efforts of all of you fast?
58Aur hī āgē baḍhtī hai tō uskō chhōṛ dō | vāyumaṇḍal kō badalnā , yah tō bahut sahaj hai | itnī chhōṭī see|sī|C agarbattī , khuśabu key|kī chīz bhī vāyumaṇḍal kō badal saktī hai | tō gyān key|kī śhakti sē vāyumaṇḍal kō nahī̃ badal saktē ?
165Is the speed of time fast, or is the speed of your efforts fast? 166If time is moving fast and your efforts are slack, what would the result be? 167Time will move ahead and the effort-maker will be left behind. 168The train of time will leave and those who are yet to get on board will be left behind.
59Yah dhyān rakhnā hai , vāyumaṇḍal kō sadaiv śhuddha rakhnā hai | lōg kyā bhī bōlē̃ | jis bāt mē̃ apnī lagan nahī hōtī hai tō vah bāt suntē huē jaisē nahī̃ suntē | tan bhāv vahā̃ hō lēkin man nahī̃ | aisē tō kaī bār hōtā hai | man kōī aur taraph hōtā hai aur vahā̃ baiṭhē bhī jaisē nahī̃ baiṭhtē haĩ | tan sē sāth dēnā paṛtā hai lēkin man sē nahī̃ | uskē liē sirph attention dē̃ ahai | jab tak himmat na rakh pāṅw nahī̃ rakhā hai tō ūñchī mañjil lagēgī | agar pāṅw rakhē̃gē tō phir lift kī tarah jhaṭ pahũch jāyēṅgē | himmat rakhō tō chaṛhāī bhī lift ban jāēgī | tō himmat kā pāṅw rakhō , kar saktē hō , sirph lōk lāj kā tyāg aur himmat key|kī dhārṇā chāhiē | ēk dō kā sahyōg bhī baṛī lift hai | paristhitiyā̃ tō āyēṅgī lēkin apnī sthiti powerful chāhiē | phir jaisā samay vaisā tarīkā bhī touch hōgā | agar samay pramāṇ yukti nahī̃ ātī hai tō samajhnā chāhiē yōg bal nahī̃ hai | yōgyukt hai tō madad bhī zarūr miltī hai | jō yathārth puruṣhārthī hai unkē puruṣhārth mē̃ itnī power rahtī hai | jyādā sōchnā bhī nahī̃ chāhiē | anēk taraph lagāv hai , phir māyā key|kī agni bhī lag jātī hai | parantu lagāv nahī̃ hōnā chāhiē | farz tō nibhānā hai lēkin usmē lagāv na hō | aisā powerful rahnā hai jō aurō̃ kē āgē example hō | jō example bantē haĩ vah ēgjāmin mē̃ pās|pass hōtē haĩ | ēgjāmin dēnē liē example ban dikhāō | jō sabhī dēkhē̃ ki yē kaisē navīntā mē̃ ā gaē haĩ | aisē sarvisēbul bannā hai jō āp kō dēkh aurō̃ kō prērṇā milē | pahlē jō śhaktiyā̃ nikalī̃ unhō̃ nē itnī śhaktiyō̃ kō nikālā | āp śhaktiyā̃ phir sr̥iṣhṭi kō badalō | itnā āgē jānā hai | gīt bhī haĩ nā ham śhaktiyā̃ duniyā kō badal kar dikhāyēṅgē | sr̥iṣhṭi kō kaun badalē̃gē ?
169What is the intensity of the speed of time that you are seeing? 170Time has the speed to let the past be the past. 171Does time repeat the same thing again and again? 172So whatever weaknesses there have been in your efforts, continue to let the past be the past in that and bring about progress at every second, and you will then be able to move as fast as time.
60Jō pahlē khud badalē̃gē | śhaktiyō̃ key|kī savārī śhēr par dikhātē haĩ | kaun sā śhēr ?
173Time is the creation. 174If the creation has this virtue, the creator should also have it. 175The drama is the creation, but all of you are children of the Creator.
61Yah māyā jō śhērnī rūp mē̃ sāmnā karnē ātī hai unkō apnē adhīn kar savārī banānā arthāt unkī śhakti kō ḵẖatm karnā | aisī śhaktiyā̃ jinkī śhēr par savārī dikhātē haĩ vahī tum hō nā | vah sabhī kā hī chitra hai | aisī śhērnī śhaktiyā̃ kabhī māyā sē ghabrātī nahī̃ | lēkin māyā unsē ghabrātī hai | aisē māyā jīt banē hō nā | śhakti bigar bandhan nahī̃ ṭūṭē̃gē | yād kī śhakti hai ēk bāp dūsrā na kōī | aisā saubhāgya kōṭō̃ mē̃ kōī kō miltā hai | itnā padmā padmabhāgyaśālī apnē kō samajhtē hō ?
176So, why should the children of the Creator be more slack than the creation? 177This is why you should pay attention to just one aspect: as every second in the drama, or anything that happens in whatever form does not repeat, it only repeats after five thousand years, why do you repeat your weaknesses again and again? 178If these weaknesses were not repeated again and again, your efforts would become fast. 179When weaknesses are removed, they are replaced with power.
62Śhakti dal bahut kamāl kar saktā hai | jō haḍḍī sēvā karanēvālē hōtē haĩ unkō bāp bhī madad kartā hai | jō snēhī haĩ , unsē bāp bhī snēhī rahtā hai | bāp K|kē bhī vāhī bachchē sāmnē rahtē haĩ | bhāl kōī kitnā bhī dūr hō lēkin bāpdādā K|kē dil K|kē najdīk hai |
180If weaknesses continue to be repeated, you cannot be filled with power. 181This is why, whatever has happened is the past, the weaknesses of the past should not emerge again, even in thoughts. 182If you have thoughts about them, they will come into words and deeds. 183If you finish it whilst it is in thought, it will not come into words or deeds.
63Sabhī sē achchhī saugāt hai apnē is chēhrē kō sadaiv harṣhit banānā | kabhī bhī kōī parēśhānī key|kī rēkhā na hō | jaisē sampūrṇ chandramā kitnā sundar lagtā hai | vaisē apnā chēhrā sadaiv harṣhit rahē | chēhrā aisā chamaktā huā hō jō aur bhī āpkē chēhrē mē̃ apnā rūp dēkh sakē̃ | chēhrā darpaṇ ban jāē | anēk ātmāō̃ kō apnā mukhṛā dikhlānā hai | abhī padmāpadma bhāgyaśhālī bannā hai | mahādānī bannā hai | rahm dil bāp K|kē bachchē sarv ātmāō̃ par rahm karnā hai | is rahm key|kī bhāvnā sē kaisī bhī ātmāē̃ badal saktī haĩ | sārē din mē̃ yah check karō ki kitnē rahm dil banē | kitnī ātmāō̃ par rahm karnā hai | is rahm key|kī bhāvnā sē kaisī bhī ātmāē̃ badal saktī hai | sārē din mē̃ yah check karō ki kitnē rahm dil banē ?
184Then your mind, words and deeds, all three, will become powerful. 185Bad things are always instantly thrown away and good things are used. 186So, throw away the bad things just as something bad is thrown away. 187Then time will not go faster than your efforts.
64Kitnī ātmāō̃ par rahm kiyā | dūsrō̃ kō sukh dēnē mē̃ bhī apnē mē̃ sukh bhartā hai | dēnā arthāt lēnā | dūsrō̃ kō sukh dēnē sē khud bhī sukh svarup banē̃gē | kōī vighna nahī̃ āyēṅgē | dān karnē sē śhakti miltī hai | andhō̃ kō ā̃khē̃ dēnā kitnā mahān kārya hai | āp sabhī kā yahī kārya hai | agyānī andhō̃ kō gyān nētra dēnā | aur apnī avasthā sadaiv achal hō | tum bachchō̃ key|kī sthiti kā hī yah achalghar yādgār hai | jaisē bāpdādā ēkras rahtē haĩ vaisē bachchō̃ kō bhī ēkras rahnā hai | jab ēk K|kē hī ras mē̃ rahē̃gē tō ēkras avasthā mē̃ rahē̃gē | achchhā -
188You will then wait in anticipation for time: We are sitting ready. 189When the time comes, we will go. 190You will reach such a stage. 191If you are not ready, you then think that time should wait a little for you.