गुरुवार 5 मार्च 1970 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 105-03-70 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban 2Jal chaṛhānā arthāt pratigyā karnā

0> > Avyakt BapDada 5th March 1970

3Āj śhiv jayantī manānē kē liē bulāyā hai . 4Kaisē manānē chāhtē hō  ? 5Milan hī manānā hai .

1How do you wish to celebrate Shiv Jayanti?

6Lōg milnē kē liē manātē haĩ aur bachchē milnē kō hī manānā samajhtē haĩ . 7Tō milnā arthāt man liyā ab bākī kyā rahā . 8Āp bachchō̃ kā manānā ēk tō hai milnā aur dūsrā hai apnē samān banānā . 9Tō milnā aur banānā , yahī hai manānā .

2To meet is to celebrate.

10Āj K|kē divas par yah dō bātē̃ karnī hai . 11Milan tō manā hī rahē hō bākī āp samān banānā . 12Yah dōnō̃ bātē̃ key|kī gōyā śhiv jayantī manāyī .

3People celebrate in order to meet, and you children consider the meeting to be the celebration.

13Jab bhakta lōg jal caḍhānē kē liē jātē haĩ tō bhī bīch mē̃ brāhmaṇ hōtē haĩ , jō unsē karātē haĩ . 14Tō āp bhī brāhmaṇ hō . 15Jaisē bhakta lōg jal chaḍhātē haĩ vaisē tum bachchē bāp kē ūpar ātmāō̃ sē jal caṛhavātē hō . 16Yah jal athavā dūdh caḍhānē key|kī rasm kyō̃ chalī hai  ?

4When bhagats offer water or milk to God, the meaning is that they are about to make a promise.

17Jis samay jal chaḍhātē haĩ us samay man mē̃ kyā sōchtē haĩ , mālūm haĩ  ? 18Jal vā dūdh jō chaḍhātē haĩ unkā bhāvārtha yah hai . 19Jab kōī bhī pratigyā karnī hōtī hai tō hāth mē̃ jal uṭhātē haĩ , sūrya kō bhī jal chaḍhātē haĩ tō andar mē̃ pratigyā kartē haĩ . 20Tumhārē pās|pass bhī jab kōī ātē haĩ tō pahlē-pahlē unhō̃ sē pratigyā kā jal lō .

5They offer water to the sun and make a promise internally.

21Ēk pratigyā karātē hō nā ki ham āj sē ēk śhivbābā K|kē hī bankar rahē̃gē . 22Tō pahlē unsē pratigyā karātē hō . 23Vah lōg bhī andar mē̃ pratigyā kar phir svayã sammukh ākar dēvtāō̃ par arpaṇ hōtē haĩ . 24Jō purē bhakta hōtē haĩ vah sārā hī apnē kō unkē āgē jhukātē haĩ arthāt apnē kō arpaṇ kar dētē haĩ .

6Then they go and surrender themselves to the deities.

25Tō tum bhī pahlē unhō̃ sē pratigyā karātē hō . 26Jab pakkē hō jātē haĩ , tō sampūrṇ svāhā karātē hō . 27Aisī service karnī hai .

7Those who are firm bhagats bow down completely in front of them: they totally surrender themselves.

28Bilakul nyauchhāvar karānā . 29Āp nē kitnē kō nyauchhāvar karāyā hai  ? 30Jō jitnā svayã nyauchhāvar banē haĩ utnā hī aurō̃ kō banātē haĩ .

8When anyone comes to you, you must make them make a promise “from today we will belong to Shiv Baba alone”.

31Agar svayã hī sampūrṇ nyauchhāvar nahī̃ banē haĩ tō aurō̃ kō bhī itnā hī āp samān banātē haĩ . 32Abhī nyauchhāvar hōnē mē̃ mhaṇat aur samay dōnō̃ hī lagtā hai . 33Lēkin thōṛē hī samay mē̃ nyauchhāvar hōnēvālō̃ key|kī queue lag jāēgī . 34Jaisē vahā̃ yādgār hai kāśhī kalvaṭ khānē kā .

9When they become strong and firm, you make them sacrifice themselves completely.

35Svayã apnī ichchhā sē kaṭnē kō taiyār hō jātē haĩ . 36Vaisē yahā̃ bhī taiyār hō jāyēṅgē . 37Āp lōgō̃ kō ichchhā paidā karnē key|kī mhaṇat bhī nahī̃ karnī paṛēgī . 38Svayã apnī ichchhā sē jump dēnē kē liē taiyār hō jāyēṅgē .

10At present you take time and effort to make others sacrifice themselves, but in a short time there will be a queue of those who want to sacrifice themselves.

39Yah queue lagnī hai . 40Abhī nahī̃ lag rahī hai . 41Iskā bhī kāraṇ hai . 42Bachchō̃ kē pās abhī kaun see|sī|C queue lagī huī hai  ?

11They are not queuing up now.

43Jab vah queue ḵẖatm hō jāēgī , tab yah queue lagēgī . 44Mālūm hai abhī kaun see|sī|C queue lagī huī hai  ? 45 ( saṅkalpō̃ key|kī ) saṅkalpō̃ mē̃ bhī mukhya kyā haĩ , jō hī puruṣhārth mē̃ ḍhīlāpan lātī hai . 46Vyarth saṅkalpō̃ kā mūl kāran kyā hōtā hai  ?

12There is a reason for this.

47Purānē saṅskār kis rūp mē̃ ātē haĩ  ? 48Ēk śhabda batāō jisamē vyarth saṅkalpō̃ kā bīj ā jāē . 49Vyarth saṅkalp vā vikalp jō chaltē haĩ tō ēk hī śhabda buddhi mē̃ ātā hai ki yah kyō̃ huā , kyō̃ sē vyarth saṅkalpō̃ key|kī queue śhurū hō jātī hai . 50Aṅgrējī mē̃ bhī āp dēkhē̃gē queue śhabda key|kī niśhānī sabhī sē ṭēṛhī hōtī hai .

13What queue do children have at present?

51Tō kyō̃ key|kī queue baṛī lambī hai . 52Is queue K|kē samāpti bād hī sampūrṇtā āēgī .

14A queue of questions is formed of wasteful thoughts.

53Phir vah queue lagēgī . 54Jab kyō̃ śhabda nikalēgā , phir drama key|kī bhāvī par ēkras sthēriyam rahē̃gē . 55Tō abhī kyō̃ K|kē queue kō ḵẖatm karnā hai . 56Samjhā .

15The question mark is the most twisted symbol, so the queue of questions is very long.

57Ēk kyō̃ śhabda sē sēkaṇḍ mē̃ kitnē saṅkalp paidā hō jātē haĩ  ? 58Kyō̃ sē phir kalpanā karnā śhurū hō jātā haĩ . 59Tō bāp bhī bachchō̃ sē yah jal key|kī lōṭī caṛhavānē kē liē āyē haĩ . 60Kōī bhī pratigyā kartē haĩ tō jal kō sākṣhī rakhkar kartē haĩ .

16Only after you finish this queue will there be perfection.

61Tō ab yah lōṭī chaṛhānī hai . 62Madhuban mē̃ viśhēṣh responsibility pāṇḍav-dal kī hai . 63Tō us dal mē̃ ab bal hōnā chāhiē . 64Pāṇḍav - dal mē̃ bal hōgā tō phir is pāṇḍav bhavan K|kē andar āsurī sampradāy tō kyā lēkin āsurī saṅkalp bhī nahī̃ ā saktē .

17Then there will be that queue.

65Itnā pahrā dēnā hai . 66Vah pahrā dēnā tō bahut sahaj hai .

18In Madhuban the Pandav Army has a special responsibility, so there should now be power in that army.

67Jaisē is gate|get key|kī rakhvālī kartē hō vaisē māyā kā jō gate|get hai , uskī bhī rakhvālī karnī hai . 68Aisē pāṇḍav sēnā taiyār hai jō āsurī saṅskārō̃ kō , āsurī saṅkalpō̃ kō bhī is pāṇḍav K|kē andar ānē na dō  ? 69Ab pahlē apnē andar yah pahrā mazbūt hōgā tab pāṇḍav bhavan mē̃ yah majbūtī lā saktē haĩ . 70Aisā pahrā dētē hō  ?

19If there is power in Pandav Bhavan then not even devilish thoughts will be able to enter, let alone the devilish community.

71Kaun-kaun aisī himmat rakhtē haĩ ki ham pāṇḍav sēnā apnē pāṇḍav bhavan key|kī aisī rakhvālī karē̃gē . 72Aisī rakhvālī agar pāṇḍav kartē rahē̃ tō phir yah pāṇḍav bhavan ēk jādū kā ghar hō jāyēgā . 73Jō kaisī bhī ātmā āyē , ātē hī āsurī saṅskārō̃ aur vyarth saṅkalpō̃ sē mukt hō jāē̃ . 74Aisē nirvikalp banānē kā jādū kā ghar hō jāyēgā .

20You have to keep guard to that extent.

75Aisī service jab karē̃gē tab pratyakṣhatā hōgī . 76Ēk dō sē suntē hī lōg dauṛē̃gē .

21Just as you look after this gate, in the same way look after the gate of Maya.

77Jaisē-jaisē samay āgē baḍhēgā vaisē duḥkh aśānti bhī baṛhnē K|kē kāraṇ harēk ātmā sukh chain key|kī pyāsī hōgī . 78Aur usī pyās mē̃ tarasatī huī ātmayī̃ is pāṇḍav bhavan K|kē andar ānē sē hī ēk sēkaṇḍ mē̃ sukh chain kā anubhav karē̃gī tab prabhāv nikalēgā . 79Ēk-ēk chaitanya mūrti K|kē sāmān darśhan mūrt hō jāyēṅgē . 80Ēk ēk ratna kā darśhan karnē kē liē dūr dūr sē pyāsī ātmayī̃ āē̃gī .

22Then Pandav Bhavan will become a house of magic.

81Lēkin jab aisā pahrā śhurū karnē tab . 82Jaisē saṅgaṭhan kā bal hai , snēh kā bal bhī hai , ēk dō kō sahyōg dēnē kā bal bhī hai .

23No matter what kind of souls come here, they will become liberated from their devilish sanskars and wasteful thoughts.

83Abhī sirph ēk bal chāhiē , jiskī kamī hōnē kāran hī māyā key|kī pravēśhtā hō jātī hai . 84Vah hai sahanśhīltā kā bal .

24This will become such a house of magic that it will make others free from vicious thoughts.

85Agar sahanśhīltā kā bal hō tō māyā kabhī war|vār kar nahī̃ saktī . 86Tō yah chārō̃ bal chāhiē . 87Āj bāpdādā key|kī jayantī kē sāth sabhī bachchō̃ key|kī bhī tō jayantī hai . 88Tō is jayantī par chō̃ bal apnē mē̃ dhāraṇ karē̃gē tō phir yah pāṇḍav bhavan sāṛī duniyā mē̃ dēkhnē aur anubhav karnē kā viśhēṣh sthān ginā jāyēgā .

25When you do such service there will be revelation.

89Is pāṇḍav bhavan kā mahatva sarē viśhva mē̃ hōgā . 90Mahatva baḍhānē vālē kaun  ? 91Pāṇḍav sēnā aur śhakti sēnā .

26People will come running as soon as they hear something from others.

92Madhuban nivāsī hī madhuban K|kē mahatva kō bādhā saktē haĩ . 93Pāṇḍavō̃ kē liē tō prasidda hai ki vah kabhī bhī pratigyā sē hiltē nahī̃ thē .

27As time progresses, sorrow and anxiety will increase, and each soul will be thirsty for happiness and comfort.

94Ēk parasēṇṭēj key|kī bhī kamī huī tō iskō kamī hī kahā jāyēgā . 95Pāṇḍav sēnā kō example bannā hai .

28As soon as such thirsty souls enter Pandav Bhavan they will experience happiness and comfort in one second.

96Jō āp lōgō̃ kō dēkh aurō̃ kō bhī prērṇā milē . 97Kōī bhī madhuban mē̃ āyē tō yah viśhēṣhtā dēkhē ki yah sabhī itnē anēk hōtē huē bhī ēk aur ēk key|kī hī lagan mē̃ magna haĩ . 98Aur ēk ras sthati mē̃ sthit haĩ . 99Jab aisā dr̥iśhya dēkhē̃gē tab pratyakṣhatā key|kī niśhānī dēkhnē mē̃ āēgī .

29Only then will there be impact.

100Āp sab key|kī pratigyā hī pratyakṣhatā kō lāēgī . 101Tō āj pahlē pratigyā kā jal chaṛhānā hai phir saugāt bhī milēgī .

30Each of you will become the image that grants visions, similar to a living idol.

102Pratigyā key|kī tīn lakīr dikhātē haĩ . 103Bēl pātr bhī jō chaḍhātē haĩ vah bhī tīn pattō̃ kā hōtā hai .

31Thirsty souls will come from far, far away to have visions of each jewel.

104Tō āj K|kē din tīn pratigyā karāī haĩ .

32But only when you start keeping guard in that way.

105Sahanśhīltā kā bal apnē mē̃ dhāraṇ karē̃gē , kyō̃ key|kī queue kō ḵẖatm karē̃gē aur āsurī saṅskārō̃ par pahrā dēnā hai . 106Tō tīn pratigyā kā yah bēlapatra chaṛhānā hai . 107Bhakta lōg tō khēl kartē haĩ lēkin gyān sahit khēl karnā vah tō bachchē hī jāntē haĩ . 108Isliē āj K|kē śivarātrī kā yādgār phir bhakti mē̃ rasm māphik chaltā hai .

33The Pandav army has to be an example that inspires anyone who sees you.

109Pahlē ārambh bachchē hī kartē haĩ gyān sahit . 110Aur phir bhakta copy kartē haĩ andhaśhraddhā sē . 111Zarūr kabhī kiyā hai tab yādgār banā hai .

34Anyone who comes to Madhuban should see how there are so many, united and lost in the deep love of One, stable and in a constant stage.

112Bhagvān bachchō̃ kō kahtē haĩ vandē mātaram kitnā phark hō gayā . 113Itnā naśhā rahtā hai  ? 114Jis bāp key|kī anēk bhakta vandanā kartē haĩ , vah svayã ākar kahtē haĩ vandē mātaram is khumārī key|kī niśhānī kyā hōgī  ? 115Unkē nayan , unkē mukhṛē , unkī chalan , bōl ādi sē ḵẖuśhī jhalaktī rahēgī .

35When they see such a scene, the signs of revelation will be visible.

116Jis ḵẖuśhī kō dēkh kahiyō̃ K|kē duḥkh miṭ jāyēṅgē . 117Aisī mātāyī̃ jinkō bāpdādā svayã vandanā kartē haĩ , unkī niśhānī hai ḵẖuśhī . 118Chēhrā hī anēk ātmāō̃ kō harṣāyēgā . 119Agyānī lōg savērē uṭh kōī aisī śhakla dēkhtē haĩ tō kahtē haĩ savērē unkī śhakla dēkhī tab yah prabhāv paṛā tō śhakla kā prabhāv paṛtā hai .

36The promises of all of you will bring about revelation.

120Tō āp bachchō̃ kā harṣhit chēhrā dēkh sabhī K|kē andar harṣh ā jāyēgā . 121Aisā hōnē vālā hai . 122Achchhā - jitnā apnē ūpar checking karē̃gē utnī caṅgē ātī jāēgī . 123Saṅkalp , karma , samay , saṅskār in carō̃ kē ūpar checking karnī hai kadam-kadam par her|har rōz kōī – na – kōī slōgan sāmnē rakh uskō practical mē̃ lāō .

37* * * O M S H A N T I * * *