सोमवार 23 मार्च 1970 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 23-03-70 ōm śhānti [ … / … / … / j p g / R a y 2 . j p g ] avyakt bāpdādā madhuban 1Sachchī hōlī|holy manānā arthāt bītī kō bītī karnā २३-०३-१९७० 2Bāpdādā kyā dēkhtē haĩ aur āp sab kyā dēkhtē hō ? 3Dēkh tō āp bhī rahē hō aur bāpdādā bhī dēkh rahē haĩ | lēkin āp kyā dēkhtē hō aur bāpdādā kyā dēkhtē haĩ ?
0> > Avyakt BapDada 23rd March 1970
4Phark hai vā ēk hī hai | rūhānī bachchō̃ kō dēkhtē āj viśhēṣh kyā bāt dēkh rahē haĩ ?
1How did you celebrate Holi today? 2To celebrate Holi means that as from today you make firm the lesson of past is past.
5Her|har chalan key|kī viśhēṣhtā hōtī hai nā | tō āj mulāqāt mē̃ viśhēṣh kaun see|sī|C bāt dēkh rahē haĩ ?
3Let whatever is past be absolutely finished, as though it is a matter of some past birth.
6Āj tō viśhēṣh bāt dēkh rahē haĩ uskō dēkh harṣhit hō rahē haĩ | bāpdādā harē ka K|kē puruṣhārth key|kī speed aur sthiti key|kī spiriṭ dēkh rahē haĩ | jitnī jitnī spiriṭ hōgī utnī speed bhī hōgī | tō yah dēkhkar harṣā rahē haĩ | speed tēz hōnē sē service key|kī saphaltā tēz hōgī | āj hōlī|holy kaisē manāyī ?
4The main thing that slows your effort is thinking about things of your own past or that of others, and keeping them in your heart. 5It should not be in your heart, nor should you be thinking about it, let alone speaking about it. 6Today you have called BapDada to celebrate Holi: to make this colour fast means to celebrate Holi. 7On Holi they throw colours.
7 ( sūkṣhmavatan mē̃ manāyī ) vatan mē̃ bhī kaisē manāyī ?
8On the first day they burn something, and on the second day they celebrate.
8Sirph vatan mē̃ manāyī yā yahā̃ bhī manāī ?
9They have to celebrate after burning, and after celebrating they eat sweets.
9Sirph avyakt rūp sē hī manāī ?
10You have been told what colour you have to be coloured with.
10Hōlī|holy manānā arthāt sadā kē liē āj K|kē din bītī sō bītī kā pāṭh pakkā karnā , yahī hōlī|holy manānā hai | āp lōg bhī arth|earth sunātē hō nā | hōlī|holy arthāt jō bāt hō gayī , bīt gayī uskō bilakul ḵẖatm kar dēnā | bītī kō bītī kar āgē baṛhnā yah hai hōlī|holy manānā arthāt hōlī|holy K|kē arth|earth kō jīvan mē̃ lānā | her|har divas par puruṣhārth kō badal dēnē liē kōī na kōī bāt aisē mahsūs hō jaisē bahut purānī kōī janm key|kī bāt hai | aisī bītī huyī mahsūs hō | jab aisī sthiti hō jātī hai tab puruṣhārth key|kī speed tēz hōtī hai | puruṣhārth key|kī speed kō ḍhīlā karnē vālī mukhya bāt yah hōtī hai bītī huī bāt kō chintan mē̃ lānā | apnī bītī huyī bātē̃ yā dūsrō̃ key|kī bītī huyī bātō̃ kō chintan mē̃ lānā aur chitt mē̃ bhī rakhnā | ēk hōtā hai chitt mē̃ rakhnā dūsrā hōtā hai chintan mē̃ lānā | jō chitt mē̃ bhī na hō | chintan mē̃ bhī na āyē | tīsrī hōtā hai varṇan karnā | tō āj K|kē din bāpdādā hōlī|holy manānē kē liē āyē haĩ | hōlī|holy manānē liē bulāyā hai nā | tō is raṅg kō pakkā lagānā yahī hōlī|holy manānā hai | hōlī|holy K|kē din ēk tō raṅg lagātē haĩ aur dūsrā kyā kartē haĩ ? 11Ēk din pahlē jalātē haĩ dusarē din manātē haĩ | jalānē kē bād manānā hai aur manānē mē̃ miṭhāī khātē haĩ | yahā̃ āp kaun see|sī|C miṭhāī khāyēṅgē ? 12Raṅg tō batāyā kaun sā lagānā hai | ab miṭhāī kyō̃ khātē haĩ ? 13Jab yah raṅg lag jātā hai tō phir madhurtā kā guṇ svataḥ hī ā jātā hai | apnē vā dusarē key|kī bītī kō na dēkhnē sē saral chitt hō jātē haĩ aur jō saralacitta bantā hai uskā pratyakṣha rūp mē̃ guṇ kyā dēkhnē mē̃ ātā hai ?
11What sweet do you eat?
14Madhurtā | unkē nayanō̃ sē madhurtā mukh sē madhurtā , aur chalan sē madhurtā pratyakṣha rūp mē̃ dēkhnē mē̃ ātī hai | tō is raṅg sē madhurtā ātī hai isliē miṭhāī kā niyam hai | hōlī|holy par aur kyā kartē haĩ ?
12When the colour is applied, the virtue of sweetness is automatically imbibed. 13By not seeing the past of your own self or of others, you become very simple and easy-natured. 14Those who are easy-natured have sweetness in their eyes, on their face, and in their activity in a visible form.
15 ( maṅgal-milan ) maṅgal milan kā arth|earth kyā huā ? 16Yahā̃ maṅgal milan kaisē manāēṅgē ?
15So sweetness comes through this colour, and therefore there is the system of eating sweets.
17Madhurtā ānē kē bād maṅgal milan kyā hōtā hai ?
16At Holi they also celebrate an auspicious meeting.
18Saṅskārō̃ kā milan hōtā hai | bhinn-bhinn saṅskārō̃ K|kē kāraṇ hī ēk dō sē dūr hōtē haĩ , tō jab yah raṅg lag jātā hai , madhurtā ā jātī hai tō phir kaun sā milan hōtā hai ?
17This bhatti has been created by BapDada for harmonising sanskars. 18BapDada has a meeting with the children, but the greatest meeting amongst yourselves is the meeting of the sanskars. 19When your sanskars are harmonised, there will be cries of victory.
19Āp lōg sammēlan karkē āyē hō nā | bāpdādā nē yah jō bhaṭṭhī banāī hai vah phir saṅskār milan key|kī banāī hai | jab saṅskār milan hō , yah sammēlanahō tab us sammēlan key|kī pratyakṣhatā dēkhnē mē̃ āēgī | āp lōgō̃ nē sammēlan kiyā aur bāpdādā saṅskārō̃ kā milan kar rahē haĩ | tō is milan kā yādgār yah maṅgal milan hai | bāpdādā kā bachchō̃ sē milan tō hai hī lēkin āpas mē̃ sabhī sē baṛē tē baṛā milānā hai saṅskārō̃ kā milnā | jab yah saṅskār milan hō jāyēgā tab jayjaykār hōgī | dēviyō̃ kā gāyan hai nā ki vah sabhī kō siddhi prāpt karātī haĩ | kōī kō bhī riddhi siddhi prāpt karnī hōtī hai tō kīnhō̃ sē prāpt kartē haĩ ? 20Riddhi siddhi prāpt karānē vālī kaun haĩ ? 21Dēviyā̃ | jab puruṣhārth key|kī vidhi sampūrṇ hō jātī hai tab yah siddhi bhī prāpt hōtī hai | kabhī bhī siddhi kō prāpt karnē kē liē bāpdādā K|kē pād nahī̃ āyēṅgē | dēviyō̃ kē pās jāyēṅgē | 22Dēviyā̃ svayã siddhi prāpt kī huī haĩ | tab dūsrō̃ kō riddhi siddhi dē saktī haĩ | tumhārē puruṣhārth key|kī siddhi tab hōgī jab saṅskārō̃ kā milan hōgā | sabsē jāstī bhaktō̃ key|kī queue baṛī kahā̃ lagtī haĩ ?
20The praise of the goddesses is that they enable everyone to attain success.
23 ( dēviyō̃ kē pās ) jaisē hanumān K|kē mandir mē̃ va dēviyō̃ K|kē mandir mē̃ jyādā bhīṛ lagtī hai | issē kyā siddha hōtā hai ?
21People dont go to BapDada to attain success, they go to the goddesses. 22The goddesses have attained supernatural powers, and so they can give others the power to attain success.
24Sākār rūp mē̃ bhī queue kaun dēkhēgā ?
23You will attain success when there is the harmony of sanskars.
25Pratyakṣhatā kē bād jō queue lagēgī vah kaun dēkhē̃gē ?
24The longest queue of bhagats is in front of the goddesses in the temples.
26Bachchē hī dēkhē̃gē | bāpdādā gupta hai pratyakṣha rūp mē̃ bachchē hī dēkhē̃gē | tō uskā yādgār pratyakṣha rūp mē̃ baṛī tē baṛī queue bhaktō̃ key|kī , bachchō̃ K|kē yādgār rūp par hī lagtī hai | lēkin yah queue lagēgī kab ? 27Jab saṅskār na milnē kā ēk śhabda nikal jāyēgā tab vah queue bhī lagēgī | is bhaṭṭhī mē̃ aur paḍhāī nahī̃ karnī hai lēkin antim siddhi kā svarup bankar dikhānā hai | yah saṅgaṭhan saṅskārō̃ kō milānē kē liē hai | kōī bhī chīz kō jab milāyā jātā hai tō kyā karnā hōtā hai ? 28Saṅskārō̃ kō milānē kē liē dilō̃ kā milan karnā paṛēgā | dil K|kē milan sē saṅskār bhī milē̃gē tō saṅskārō̃ kō milānē kē liē bhulānā , miṭānā aur samānā yah tīnō̃ hī bātē̃ karnī paṛē̃gī | kuchh miṭānā paṛēgā , kuchh bhulānā paṛēgā , kuchh samānā pāēgā tab yah saṅskār mil hī jāyēṅgē | yah hai antim siddhi kā svarup bannā | ab antim sthiti kō samīp lānā hai | ēk dō key|kī bātō̃ kō svīkār karnā aur satkār dēnā | agar svīkār karnā aur satkār dēnā yah dōnō̃ hī bātē̃ ā jātī haĩ tō phir sampūrṇtā aur saphaltā dōnō̃ hī samīp ā jātī haĩ | sirph in dō bātō̃ kō dhyān dēnā , dōnō̃ hī bātō̃ kō samīp lānā hai | ēk dō kō satkār dēnā hī bhaviṣhya kā adhikār lēnā hai | yah kīnhō̃ key|kī bhaṭṭhī hai , mālūm haĩ ?
25What does this signify?
29Is bhaṭṭhī kā nām kyā hai ?
26Who will the queue see in the corporeal form?
30Āp lōgō̃ kō tilak K|kē bajāy aur chīz dētē haĩ | aurō̃ kō tilak lagāyā | is bhaṭṭhī kō lagānī hai cindī | tilak chhōṭā hōtā hai , cindī baṛī hōtī hai | baḍēpan key|kī niśhānī cindī hai | tilak tō chhōṭē bhī lagātē haĩ lēkin cindī baṛē lagātē haĩ | jab sē jimmēvārī apnē ūpar rakhnē key|kī himmat rakhtē haĩ tab sē cindī kō dhāraṇ kartē haĩ | tō tilak achchhā vā cindī achchhī ? 31Āp sabhī sarv K|kē śhubh chintak hō , sarvisēbul arthāt śhubh chintak | tō is śhubh chintak key|kī niśhānī cindī hai aur nām hai śhubh chintak group | 32Āpkē śhubh chintak bannē sē sabhī key|kī cintāē̃ miṭtī haĩ | āp sabhī key|kī chintāō̃ kō miṭānēvālī śhubh chintak hō | aur slōgan kaun sā hai ?
27Who will the queue that forms after the revelation see?
33Jaisē vō lōg kahtē haĩ ātmā sō paramātmā vaisē is group kā slōgan kaun sā hai ?
28Only the children will be seen. 29BapDada is incognito. 30Only the children will be seen in a revealed form.
34Bālak sō mālik | yah slōgan viśhēṣh is group kā hai | ab nām bhī milā , slōgan bhī milā , kām bhī milā aur is bhaṭṭhī mē̃ kyā karnā hai ?
31So the memorial of that in a visible form is the longest queue of the bhagats queuing up in front of the memorial of the children. 32But when will this queue be formed?
35Bhāṣhaṇ bhī yah karnā hai ki saṅskār milan kaisē hō | is bhaṭṭhī mē̃ kamāl yahī karnī hai jō ēk anēkō̃ kō saṅskārō̃ mē̃ āp samān banā sakē | sampūrṇ saṅskār , apnē saṅskār nahī̃ | ēk anēkō̃ kō sampūrṇ saṅskār vālī banā lē tō kyā hōgā ? 36Samāpti | samāpti karanēvālā yah group hai | aur phir sthāpanā karnē vālā bhī yah group hai | samāpti kyā karnī hai ? 37Pālnā kyā karnī hai aur sthāpanā kyā karnī hai ? 38Yah tīnō̃ hī topics is bhaṭṭhī mē̃ spaṣhṭ karnī hai | isliē trimūrti cindī lagā rahē haĩ | sthāpanā , palnā , samāpti arthāt vināśh |
33When the sanskars harmonise.
39Kyā-kyā karnā hai iskō spaṣhṭ aur saral rīti jō ki practical mē̃ ā sakē , varṇan tak nahī̃ | practical mē̃ ā sakē aurō̃ kō bhī karā sakē̃ aisī bātē̃ spaṣhṭ karnī haĩ | lēkin bindī rūp bankar K|kē hī yah tīnō̃ karttavya saphal kar sakē̃gē | isliē āpkē is karttavya K|kē yādgār mē̃ cindī dē rahē haĩ smr̥iti bhī , sthiti bhī aur karttavya bhī tīnō̃ hī is yādgār mē̃ samāyē huē haĩ | viśhēṣh group key|kī viśhēṣh bātē̃ hōtī haĩ | āp sabhī hōlī|holy manānē āyē haĩ vā is group key|kī sērēmanī ( c e l e b r a t i o n ) dēkhnē ? 40Yah bhī saubhāgya samjhō key|kī aisī śhrēṣhṭh ātmāō̃ K|kē samīp bannē kā drama mē̃ part hai | sērēmanī ( c e l e b r a t i o n ) dēkhnā arthāt apnē kō aisā śhrēṣhṭh banānā | yah hai sērēmanī ( c e l e b r a t i o n ) aisā apnē kō banāō jō is group K|kē jaisē sākār mē̃ samīp āyē hō nā , vaisē hī sambandh mē̃ bhī samīp hō | dēkhnē vālē bhī cum|kam nahī̃ | dēkhnē vālī ātmāē̃ bhī śhrēṣhṭh aur samīp hai | bāpdādā K|kē dil pasand ratna haĩ | pahlē kaun āēgā ? 41Bāpdādā tō sabhī kō ēk hī speed mē̃ dēkh rahē haĩ | isliē one two|to|too nahī̃ kah saktē | is samay sabhī one key|kī yād mē̃ number one hī hai | 42Āp lōg bhī jab spiriṭ mē̃ aur speed mē̃ is group K|kē samīp āyēṅgē tab phir āp key|kī bhī sērēmanī ( phir harēk baṛī bahanō̃ kō bāpdādā cindī lagāyē rūhrihān kartē gaē )
34Only then will the queue be formed.
43 ( dīdī ) bālak mālik hai isliē samān biṭhātē haĩ taḵẖta par ( sandalī par ) | vyakt rūp mē̃ tō yah sērēmanī kar rahē haĩ lēkin avyakt rūp mē̃ yah sērēmanī hōtī hai ? 44Bālak kō mālik banāyā ab sē taḵẖtanaśīn banātē haĩ | sākār mē̃ thī dil taḵẖta naśhīn , ab haĩ service key|kī taḵẖta naśhīn aur bhaviṣhya mē̃ hōṅgī rājya taḵẖta naśhīn | saṅgam par taḵẖta naśhīn abhī bantē haĩ | drama mē̃ jō part nūndhā huā hai vah kitnā rahasyayukta hai | iskō din prati din spaṣhṭ samajhtē jāyēṅgē | snēh sē bhī karttavya kahā̃ bandhan mē̃ bāndhtā hai | jaisē snēh kā bandhan hai vaisē karttavya kā bhī bandhan hai | tō yah hai karttavya kā bandhan | karttavya K|kē bandhan mē̃ avyakt rūp mē̃ haĩ | snēh K|kē bandhan mē̃ sākār rūp mē̃ thē | 45 ( kumārkā dādī ) svapn mē̃ bhī kab yah sōchā thā ki avyakt rūp mē̃ taḵẖta naśhīn banāyēṅgē | taḵẖta naśhīn kaun bantā hai ? 46Jō sadaiv naśhē mē̃ hai aur niśhānā bilakul accurate rahtā hai | naśhā aur niśhānā , yōg aur gyān | aisē bachchē hī tīnō̃ taḵẖta K|kē adhikārī bantē haĩ | trimūrti taḵẖta bhī hai | agar ēk taḵẖta naśhīn banē tō tīnō̃ taḵẖta K|kē banē̃gē | bāp taḵẖta naśhīn bachchō̃ kō dēkhtē haĩ tō kyā hōtā hai ?
35This gathering is for harmonising your sanskars.
47Bāpdādā kō bhī naśhā hōtā hai ki aisē lāyak bachchē haĩ | 48 ( jānkī dādī ) ab tak vāṇīmūrta banē hō phir banē̃gē sākṣhātkār mūrt | abhī vāṇī sē aurō̃ kō sākṣhātkār hōtā hai lēkin phir hōgā silence sē sākṣhātkār | jab banē̃gē tō sabhī K|kē mukh sē kyā nikalēgā ? 49Yah jō gāyan hai nā ki sabhī paramātmā K|kē rūp haĩ , yah gāyan saṅgam par hī practical mē̃ hōtā hai | bhaktimārg mē̃ jō bhī bātē̃ kahī haĩ vah saṅgam key|kī bātō̃ kō mix kiyā hai | tumhārī ant mē̃ yah sthiti ātī hai , jō sabhī mē̃ sākṣhāt bāpdādā key|kī mūrt mahsūs hōgī | sabhī K|kē mukh sē yahī āvāz nikalēgā yah tō sākṣhāt bāpdādā K|kē mūrt haĩ | sākṣhāt rūp bannē sē sākṣhātkār hōgā tō jō yah ant kā rūp sabhī mē̃ sākṣhāt rūp dēkhtē haĩ iskō mix karkē kah dētē haĩ sabhī paramātmā K|kē rūp haĩ | bāp K|kē samān kō paramātmā kā rūp kah dētē | yah sabhī bātē̃ yahā̃ sē hī chalī haĩ tō sākṣhātkār mūrt bannē kē liē sākṣhāt bāpdādā samān bannā hai | ab checking kyā karnī hai ? 50Samāntā key|kī checking karnī hai , vah checking nahī̃ | vah tō bachpan kī thī | ab yah checking karnī hai | jitnī samāntā utnā svamān milēgā | samāntā sē apnē svamān kā patā lagā saktē haĩ | samāntā kahā tak āī hai aur kahā̃ tak samāntā lānī hai yahī checking karnā aur karānā hai | yah bhī topic hai jitnī jisamē samāntā dēkhō utnā samīp samjhō | samīp ratna key|kī parakh samāntā hai |
36To bring things closer together you have to bring them under control.
51 ( candramaṇi dādī ) - āp sūryamaṇi hō yā chandramaṇi hō ? 52Candramaṇiyā̃ jō hōtē haĩ unkā nivās sthān kahā̃ aur sūryamaṇiyā̃ jō hōtē haĩ unkā nivās sthān kahā̃ hōtā hai ?
37To harmonise sanskars there has to be a meeting of the hearts, and you have to forget , finish, and merge the sanskars within yourself. 38Some things you will have to finish, some things you will have to forget, and some things you will have to merge within yourself.
53Āp kaun see|sī|C maṇi hō ?
39Then your sanskars will be harmonised.
54 ( dōnō̃ haĩ ) śhakti rūp bhī haĩ aur śhītal rūp bhī haĩ | isliē kahtī haĩ sūryamaṇi bhī hū̃ aur chandramaṇi bhī hū̃ | abhī knowledge tō ā gayī hai lēkin sthiti tō nahī̃ hai nā | knowledge sē light āī hai | abhī might nahī̃ āī hai | jab light aur might dōnō̃ mē̃ ēkras hōṅgē tab number out hōṅgē | abhī aurō̃ kō bhī knowledge key|kī light dē saktī hō , might nahī̃ dē saktī hō | isliē saphaltā bhī usī anusār hōtī hai | sabhī kō light arthāt rauśanī ā rahī hai ki inhō̃ key|kī knowledge kyā hai , lēkin light kā prabhāv cum|kam hai , ādhā kārya abhī rahā huā hai | might dēnē mē̃ number one yah banē̃gī | kōī-kōī kā light dēnē mē̃ number āgē hai , kōī kā might dēnē mē̃ number āgē hai | kōī dōnō̃ mē̃ hai | tīn quality hai | ( jab bāpdādā cindī pahnātē thē tō sabhī tāliyā̃ bajā rahē thē ) satyug mē̃ bajē̃gī śahanāiyā̃ | abhī bajtī haĩ tāliyā̃ | 55 ( nirmalśhāntā dādī ) - tan K|kē rōg par vijay prāpt kar rahī hō | saṅgam par tāj , tilak , taḵẖta aur suhāg-bhāg sabhī miltē haĩ | ēk hī samay par sarv prāptiyā̃ bāpdādā karātē haĩ | jō ēk janm kī dē̃ anēk janm chaltī hai | vaisē bachchō̃ kō phir anēk janmō̃ K|kē hisāb-kitāb ēk janm mē̃ chuktu karnē haĩ | yah ēk janm kā anēk janm chaltā hai | vah anēk janmō̃ kā ēk janm mē̃ ḵẖatm hōtā hai tō anēk janō̃ kā hisāb-kitāb ēk janm mē̃ ḵẖatm karnē K|kē kāraṇ kabhī-kabhī vah fōrsa sē rūp lē ātā hai | bāpdādā yah yuddha dēkhtē rahtē haĩ āp bhī dēkhtī hō apnī vā dūsrō̃ key|kī ? 56Jab sākṣhī hō dēkhnē lag paṛtē tō yah vyādhi badalkar khēl rūp mē̃ hō jātī hai | bāpdādā sākṣhī hō dēkhtē bhī haĩ aur unkā sāhas dēkhkar harṣhit bhī hōtē haĩ | aur sāth-sāth sahyōgī bhī bantē haĩ | thaktī tō nahī̃ hō nā | ( nahī̃ ) athak bāp K|kē bachchē athak aur avināśhī hō | mālum hai ab kyā karnā hai ? 57Ab ant mē̃ sākṣhātkār mūrtta bannā hai jitnā sākṣhī avasthā jyādā rahēgī utnā samjhō ki sākṣhātkār mūrtta bannē vālē haĩ | ab antim puruṣhārth yah rah gayā hai | sākṣhātkār mūrtta ban bāpdādā kā sākṣhātkār aur apnā sākṣhātkār karānā hai |
40You have to accept and give regard to what others say.
58 ( śāntāmaṇi dādī ) - śhrēṣhṭhatā lānē kē liē mukhya guṇ kaun sā hai ?
41You are those who have pure and positive thoughts, and who finish the worries of everyone.
59Jitnī spaṣhṭatā hōtī utnī śhrēṣhṭhatā ātī hai | jō spaṣhṭ hōtā hai vāhī saral aur śhrēṣhṭh hōtā hai | spaṣhṭatā śhrēṣhṭhatā K|kē najdīk hai aur jitnī spaṣhṭatā hōtī hai utnī saphaltā bhī hōtī hai | saphaltā phir itnī samīpatā mē̃ lātī hai | samīp ratnō̃ key|kī niśhānī kissē mālūm paṛēgī ? 60Samāntā sē | bāpdādā K|kē saṅskārō̃ key|kī samāntā sē samīpatā kā mālūm paṛtā hai | tō samāntā samīpatā key|kī niśhānī hai | ādi ratan hō | ādi sō anādi | jō ādi ratan haĩ vah anādi gāyan yōgya bantē haĩ | kyōṅki ādi dēv kē sāth madadgār haĩ | ādi ratan hī sr̥iṣhṭi K|kē karttavya K|kē ādhār hai | 61 ( ratna mōhinī dādī ) snēhī hō vā sahyōgī hō ? 62 ( dōnō̃ ) snēhī aur sahyōgī dōnō̃ samān haĩ , jitnā jō snēhī utnā sahyōgī bantā hai | snēhī sahyōg K|kē sivāē rah nahī̃ saktā | jitnā snēhī hai utnā sahyōgī hai | utnā hī śaktirūp bhī hai | jab snēh , sahyōg aur śhakti tīnō̃ key|kī samāntā hōtī hai tab samāpti hōtī hai | is samay double tājdhārī hō ki bhaviṣhya mē̃ banē̃gē ?
42Each of you has to perform the wonder of making many others equal to yourself in your sanskars: sanskars of perfection, not your own sanskars.
63Saṅgam par double tājdhārī hō ?
43This is the group that brings about completion.
64Kaun sā double tāj hai ?
44And this is also the group that carries out the establishment and the sustenance.
65Ēk hai snēh kā dūsrā hai service kā | service kā tāj hai jimmēvārī kā tāj | vah sthūl aur vah sūkṣhma hai nā | snēh kā tāj sūkṣhma hai | jō jahā̃ double tājdhārī bantē haĩ , vah vahā̃ bhī double tājdhārī bantē haĩ | bāpdādā double tāj dētē haĩ | numbērvār tāj tō hōtē haĩ nā | yahā̃ bhī nambaravār puruṣhārth anusār tājdhārī dēkhnē mē̃ āēṅgē | 66 ( manōhar dādī ) jaisē sākār mē̃ jab avyakt programme chaltē thē tō śhrr̥iṅgār kar baiṭhtē thē | āj vāhī śhrr̥iṅgār kiyē huē chitra dēkhtē haĩ | harēk key|kī viśhēṣhtā apnī-apnī hai jō viśhēṣhtā samīp lātī hai | āpkī viśhēṣhtā kyā hai ? 67Sarv sē snēhī aur sarv K|kē sahyōgī bannā yah viśhēṣhtā hai | jō sarv K|kē snēhī bantē haĩ sarv sē snēh bhī unkō prāpt hōtā hai | sarv snēhī bhī kaun bantē haĩ ? 68Jō sarv tyāgī hōtē haĩ | jō sarv tyāgī hōtē haĩ , vāhī sarv K|kē snēhī aur sahyōgī bantē haĩ | aisē śhrēṣhṭh saṅkalp vālē śhrēṣhṭh pad K|kē adhikārī bantē haĩ | saṅkalp mē̃ bhī sarv K|kē kalyāṇ key|kī bhāvnā hō | sirph apnī nahī̃ | aisē hī sarv prāptiyō̃ K|kē adhikārī bantē haĩ | aisē kō bāpdādā tathā sabhī sē satkār miltā hai | satkār kā adhikār lē̃ yah bhī bahut baṛī bāt hai | achchhā
45* * * O M S H A N T I * * *