रविवार 5 अप्रैल 1970 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 105-04-70 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

0> > 21/12/08 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 05/04/70

2Sarv point kā sār point ( bindī ) banō

1The essence of all points is to become the form of a point.

3Sabhī sunnē chāhtē hō vā sampūrṇ bannē chāhtē hō  ?

2Do all of you wish to listen or to become complete?

4Sampūrṇ bannē kē bād sunnā hōtā hōgā  ?

3Will you have to listen after you have become complete?

5Pahlē hai sunnā phir hai sampūrṇ ban jānā .

4First you have to listen and then you have to become complete.

6Itnī sabhī point sunī hai un sabhī point kā svarup kyā hai jō bannā hai  ?

5You have heard so many points. 6What is the form of all these points that you have to become?

7Sarv sunē huē point kā svarup kyā bannā hai  ?

7The essence or the form of all the points is to become a bindi (a point).

8Sarv point kā sār va svarup point ( bindī ) hī bannā hai .

8The essence of all points is included in a point.

9Sarv point kā sār bhī point mē̃ ātā hai tō point bannā hai .

9So you have to become the form of a point.

10Point ati sūkṣhma hōtā hai jisamē sabhī samāyā huā hai .

10A point is extremely subtle and everything is merged within it.

11Is samay mukhya puruṣhārth kaun-sā chal rahā hai  ?

11What is the main effort at present?

12Abhī puruṣhārth hai viṣār kō samānē kā .

12Your effort at present is to merge the expansion.

13Jiskō vistār kō samānē kā tarīkā ā jātā hai vāhī bāpdādā K|kē samān ban jātē haĩ .

13Those who know the method of merging the expansion become equal to BapDada.

14Pahlē bhī sunāyā thā nā ki samānā aur samēṭnā hai .

14You were told previously too that you have to merge and pack up.

15Jiskō samēṭnā ātā hai unkō samānā bhī ātā hai .

15Those who know how to pack up also know how to merge.

16Bīj mē̃ kaun see|sī|C śhakti hai  ?

16Which power does a seed have?

17Vr̥ikṣha K|kē vistār kō apnē mē̃ samānē key|kī .

17That of having the expansion of a tree merged within itself.

18Tō ab kyā puruṣhārth karnā hai  ?

18So, what effort do you have to make now?

19Bīj svarup sthiti mē̃ sthit hōnē kā arthāt apnē vistār kō samānē kā .

19To stabilise yourself in the seed stage, that is, to merge your expansion.

20Tō yah check karō .

20So check this.

21Vistār karnā tō sahaj hai lēkin vistār kō samānā saral huā hai  ?

21It is easy to create expansion, but has it become easy to merge the expansion?

22Ājkal science vālē bhī vistār kō samēṭnē kā hī puruṣhārth kar rahē haĩ . 23Science power vālē bhī tum silence key|kī śhakti vālō̃ sē copy kartē haĩ . 24Jaisē-jaisē silence key|kī śhakti sēnā puruṣhārth kartī hai vaisā hī vah bhī puruṣhārth kar rahē haĩ . 25Pahlē silence key|kī śhakti sēnā invention kartī hai phir science apnē rūp sē invention kartī hai .

22Nowadays, scientists are also making effort to merge the expansion.

26Jaisē-jaisē yahā̃ refine hōtē jātē haĩ vaisē hī science bhī refine hōtī jātī hai .

23Those with the power of science are copying all of you who have the power of silence.

27Jō bātē̃ pahlē unhō̃ kō bhī asambhav lagtī thī vah ab sambhav hōtī jā rahī haĩ . 28Vaisē hī yahā̃ bhī asambhav bātē̃ saral aur sambhav hōtī jātī haĩ .

24Whatever effort the Shakti Army of silence is making, those with the power of science are making the same effort.

29Ab mukhya puruṣhārth yahī karnā hai ki āvāz mē̃ lānā jitnā sahaj hai utnā hī āvāz sē parē jānā sahaj hō .

25First the Shakti Army of silence creates an invention, then the scientists create that invention in their own way.

30Iskō hī sampūrṇ sthiti K|kē samīp key|kī sthiti kahā jātā hai .

26Just as it is being refined here, in the same way, science is also being refined.

31Yah group kaun-sā hai  ? 32Is group K|kē harēk mūrat mē̃ apnī-apnī viśhēṣhtā hai .

27Whatever things they previously used to find impossible, those are now becoming possible.

33Viśhēṣhtā K|kē kāran hī sr̥iṣhṭi mē̃ viśhēṣh ātmāē̃ banē haĩ .

28In the same way, impossible things are becoming easy and possible here too.

34Viśhēṣh ātmāē̃ tō hō hī . 35Ab kyā bannā hai  ? 36Viśhēṣh hō , ab śhrēṣhṭh bannā hai .

29The main effort you now have to make is to bring yourself closer to everyone.

37Śhrēṣhṭh bannē kē liē bhaṭṭhī mē̃ kyā karē̃gē  ?

30It should be just as easy to go beyond sound as it is to come into sound.

38Is group mē̃ ēk viśhēṣhtā hai jō kōī mē̃ nahī̃ thī . 39Vah kaun see|sī|C ēk viśhēṣhtā hai  ?

31This is called the stage of being close to the stage of perfection.

40Apnī viśhēṣhtā jāntē hō  ? 41Is group key|kī yahī viśhēṣhtā dēkh rahē haĩ ki puruṣhārthī key|kī lēval mē̃ ēk dō K|kē najdīk haĩ . 42Harēk K|kē man mē̃ kuchh karkē dikhānē kā hī umaṅg hai . 43Isliē is group kō bāpdādā yahī nām dē rahē haĩ – hōvanhār aur ummīdvār group aur yahī group hai jō sr̥iṣhṭi K|kē sāmnē apnā aslī rūp pratyakṣha karkē dikhā saktē haĩ .

32Which group is this?

44Maidān mē̃ kaṛī huī sēnā yah hai . 45Āp lōg tō backbone hō .

33Each one of you in this group has your own speciality.

46Tō bāpdādā K|kē karttavya kō pratyakṣha karnē key|kī yah bhujāē̃ haĩ .

34Because of that speciality, you have become special souls in the world.

47Mālūm hai ki bhujāō̃ mē̃ kyā-kyā alaṅkār hōtē haĩ  ?

35You are special souls, anyway. 36What do you have to become now?

48Bāpdādā key|kī bhujāē̃ alaṅkāradhārī haĩ .

37You are special, but you now have to become elevated.

49Tō apnē āp sē pūchhō ki ham bhujāē̃ alaṅkāradhārī haĩ  ?

38What will you do in the bhatthi in order to become elevated?

50Kaun-kaun sē alaṅkār dhāraṇ kiyē huē maidān par upasthit hō  ?

39This group has one speciality which none of the others had.

51Sarv alaṅkārō̃ kō jāntē hō nā  ?

40What is that one speciality?

52Tō alaṅkāradhārī bhujāē̃ hō  ?

41Do you know your speciality?

53Alaṅkāradhārī śhaktiyā̃ hī bāpdādā kā show kartī haĩ . 54Śhaktiyō̃ key|kī bhujāē̃ kabhī bhī khalī nahī̃ dikhātē .

42BapDada sees that the speciality of this group is that the level of effort of each of you is similar.

55Alaṅkār kāyam hōṅgē tō lalkār hōgī . 56Tō bāpdādā āj kyā dēkh rahē hai  ?

43Each of you has the enthusiasm in your mind to do something in a practical form.

57Ēk-ēk bhujā K|kē alaṅkār aur raftār . 58Is group kō bhaṭṭhī mē̃ kyā karāyēṅgē  ? 59Śhaktiyō̃ kā mukhya guṇ kyā hai  ?

44This is why BapDada is giving this group the name of those who are to become deities in the future and those who fulfil BapDada's hopes.

60Is group mē̃ ēk śaktipan kā pahlā guṇ nirbhayatā aur dūsrā vistār kō ēk sēkaṇḍ mē̃ samēṭnē key|kī yukti bhī sikhānā .

45And this is the group that can reveal their original form to the world. 46This is the army that is on the battlefield.

61Ēktā aur ēkras .

47All of you are the backbone.

62Anēk saṅskārō̃ kō ēk saṅskār kaisē banāyē̃ .

48So these are the hands who will reveal the task of BapDada.

63Yah bhī is bhaṭṭhī mē̃ sikhānā hai .

49Do you know what ornaments the hands have?

64Cum|kam samay aur cum|kam bōl lēkin saphaltā adhik hō .

50The hands of BapDada are holding ornaments.

65Yah bhī tarīkā sikhānā hai . 66Sunnā aur svarup ban jānā hai .

51So ask yourself: Am I a hand that is holding an ornament?

67Sunnā adhik aur svarup bannā kaṇ , nahī̃ . 68Suntē jānā aur bantē jānā .

52Which ornaments are you holding while on the battlefield?

69Jab sākṣhātkār mūrtta bankar jānā , vāchā mūrti nahī̃ .

53You know all the ornaments, do you not?

70Jō bhī āp sabhī kō dēkhē tō ākarī aur alaṅkāri dēkhē .

54So you are the hands who are holding the ornaments.

71Sense bahut hai lēkin ab kyā karnā hai  ?

55The Shaktis who are holding the ornaments can reveal BapDada.

72Gyān kā jō essence hai usmē rahnā hai .

56The hands of the Shaktis are never shown empty.

73Sense kō essence mē̃ lagā dēnā hai . 74Tab hī jō bāpdādā ummīd rakhtē haĩ vah pratyakṣha dikhāyēṅgē .

57If you are holding the ornaments all the time, you will be able to issue a challenge.

75Essence kō jāntē hō nā .

58So what was BapDada seeing today?

76Jō is gyān key|kī āvaśhyak bātē̃ haĩ vahī essence hai .

59The ornament and the speed of each hand.

77Agar vah āvaśyakatāē̃ pūrī hō jāēṅgī .

60What will this group be made to do in the bhatthi?

78Abhī kōī-na-kōī āvaśyakaē̃ haĩ .

61What is the main virtue of the Shaktis?

79Lēkin āvaśyakatāō̃ kō sadā kē liē pūrṇ karnē kē liē dō āvaśhyak bātē̃ haĩ . 80Jō batāī – ākārī aur alaṅkārī bannā .

62This group has to learn the yuktis of being fearless and being able to merge the expansion in one second in order to be powerful.

81Ākārī aur alaṅkārī bannē kē liē sirph ēk śhabda dhāraṇ karnā hai . 82Vah kaun-sā śhabda hai jisamē ākārī aur alaṅkārī dōnō̃ ā jāyē̃  ?

63Unity and stability: how to change many different sanskars into one pure sanskar has to be learnt in this bhatthi.

83Vah ēk śhabda hai light . 84Light kā arth|earth ēk tō jyōti bhī hai aur light kā arth|earth halkā bhī hai .

64You must spend less time on something and also speak less, yet there should be greater success.

85Tō halkāpan aur prakāśhmay bhī .

65You have to teach this method too.

86Alaṅkārī bhī aur ākārī bhī . 87Jyōti svarup bhī , jvālā svarup bhī aur phir halkā , ākārī .

66You have to listen to something and become an embodiment of that.

88Tō ēk hī light śhabda mē̃ dōnō̃ bātē̃ ā gaī nā . 89Ismē̃ karttavya bhī ā jātā hai .

67It shouldn't be that you listen to a lot and become an embodiment of that to a lesser extent.

90Karttavya kyā hai  ? 91Light house bannā . 92Light mē̃ svarup bhī ā jātā hai .

68You must continue to listen and also become an embodiment at the same time.

93Karttavya bhī ā jātā hai . 94Harēk teachers kō bāpdādā dvārā personal gyān ratnō̃ key|kī saugāt milī 95Ṭikā kyō̃ lagāyā jātā hai  ?

69You now have to return having become an image that grants visions, not an image that just speaks. 70Whoever sees you should see you as subtle and holding ornaments.

96Jaisē tilak maṣtiṣka par hī lagayā jātā hai , aisē hī bindī svarup yah bhī tilak hai jō sadaiv lagā hī rahē .

71You have a lot of sense, but what do you have to do now? 72You have to remain within the essence of knowledge.

97Dūsrā bhaviṣhya kā rājtikal yah bhī tilak hī hai .

73You have to put the sense into its essence.

98Dōnō̃ key|kī smr̥iti rahē . 99Uskī niśhānī yah tilak hai .

74Only then will you fulfil BapDada's hope in a practical form.

100Niśhānī kō dēkh naśhā rahē .

75You know the essence, do you not?

101Yah niśhānī sadā kāl kē liē dī jātī hai .

76The essential things of knowledge are the essence.

102Jaisē sunāyā thā point , vaisē yah tilak bhī point hai . 103Samēṭnā aur samānā ātā hai  ?

77If you adopt all the essential things, all the needs will be fulfilled.

104Samēṭnā aur samānā yah jādūgarī kā kām hai . 105Jādūgar lōg kōī bhī chīz kō samēṭ kar bhī dikhātē , samākar bhī dikhātē . 106Itnī baṛī chīz chhōṭī mē̃ bhī samākar dikhātē . 107Yahī jādūgarī sīkhnī hai .

78At present, there is one need or another that has to be fulfilled, but, in order to fulfil these needs for all time, you have to adopt these two essential things that you were told about: to be subtle and to be one who holds the ornaments.

108Practice yah karō . 109Vistār mē̃ jātē phir vahā̃ hī samānē kā puruṣhārth karō .

79In order to become subtle and to hold the ornaments, you just have to adopt one word.

110Jis samay dēkhō ki buddhi bahut vistār mē̃ gaī huī hai us samay yah abhyās karō . 111Itnā vistār kō samā saktē hō  ?

80What is that one word in which the subtle form and that of holding ornaments are both included?

112Tab āp bāp K|kē samān banē̃gē .

81That one word is ‘light’.

113Bāp kō jādūgar kahtē haĩ nā . 114Tō bachchē kyā haĩ  ?

82The meaning of ‘light’ is jyoti (light) and secondly, it is lightness.

115Śhītal svarup aur jyōti svarup , dōnō̃ hī svarup mē̃ sthit hōnā ātā hai  ? 116Abhī-abhī jyōti svarup , abhī-abhī śhītal svarup . 117Jab dōnō̃ svarup mē̃ sthit hōnā ātā hai . 118Tab ēkras sthiti rah saktī hai .

83So there is lightness and brightness; to be the form that is holding the ornaments and also to be subtle, to be the form of light, to be the form of an intense fire, and then to be light and subtle.

119Dōnō̃ key|kī samāntā chāhiē yahī vartamān puruṣhārth hai .

84So the one word ‘light’ includes both aspects.

120Yah puṣhp kyō̃ dē rahē haĩ  ?

85The task is also included in this.

121Anēk janmō̃ mē̃ jō bāp key|kī pūjā kī hai vah rēturna ēk janm mē̃ bāpdādā dētā hai . 122Jō nyārā hōtā hai vahī ati pyārā hōtā hai . 123Agar sarv kā ati pyārā bannā hai , tō sarv bātō̃ sē jitnā nyārā banē̃gē utnā sarv kā pyārā . 124Jitnā nyārāpan utnā hī pyārāpan .

86What is your task?

125Aur aisē jō nyārē pyārē hōtē haĩ unkō bāpdādā kā sahārā miltā hai . 126Nyārē bantē jānā arthāt pyārē bantē jānā . 127Agar mānō kōī ātmā K|kē pyārē nahī̃ ban saktē haĩ uskā kāran yahī hōtā hai ki us ātmā K|kē saṅskār aur svabhāv sē nyārē nahī̃ bantē . 128Jitnā jiskā nyārāpan kā anubhav hōgā utnā svataḥ pyārā bantā jāyēgā .

87To be a lighthouse.

129Pyārē bannē kā puruṣhārth nahī̃ , nyārē bannē kā puruṣhārth karnā hai .

88The form is included in light. 89The task is also included in that.

130Nyārē bannē key|kī prālabdh hai pyārā bannē .

90BapDada meeting Teachers personally:

131Yah abhī key|kī prālabdh hai .

91Why is a tilak applied?

132Jaisē bāp sabhī kō pyārā hai vaisē bachchō̃ kō sārē jagat key|kī ātmāō̃ kā pyārā bannē hai . 133Uskā puruṣhārth sunāyā ki uskī chalan mē̃ nyārāpan .

92Just as a tilak is applied to the forehead, in the same way, the embodiment of a point is a tilak and it should also be applied constantly.

134Tō yah puṣhp hai jag sē nyārē aur jag sē pyārē bannē kā .

93Secondly, the tilak of the future kingdom is also a tilak.

135Is group mē̃ harṣ-pan bhī hai , abhī harṣh mē̃ kyā aiḍ karnā hai  ?

94You should have the awareness of both. 95The symbol of that is this tilak.

136Ākarṣhaṇmūrt banē haĩ vahī ākārī mūrtta bantē haĩ .

96You should have intoxication when you see this symbol.

137Bāp ākārī hōtē huē bhī ākarṣhaṇmūrt thē nā . 138Jitnā-jitnā ākārī utnā-utnā ākarṣhaṇ . 139Jaisē vah lōg pr̥ithvī sē parē space mē̃ jātē haĩ tab pr̥ithvī key|kī ākarṣhaṇ sē parē jātē haĩ . 140Tum purānī duniyā K|kē ākarṣhaṇ sē parē jāyēṅgē .

97This symbol is given for all time.

141Phir na chāhtē huē bhī ākarṣhaṇmūrt ban jāyēṅgē . 142Sākār mē̃ hōtē huē bhī sabhī kō ākārī dēkhnā hai .

98You were told how to stabilize yourself in the form of the point; in the same way, this tilak is also a point.

143Service kā bhī bahut bal miltā hai .

99Do you know how to pack up and to merge?

144Ēk hai apnē puruṣhārth kā bal .

100To pack up and to merge is magic.

145Ēk aurō̃ key|kī service karnē sē bhī bal miltā hai . 146Tō dōnō̃ hī bal prāpt hōtē haĩ .

101Magicians show some things by packing them and some things by merging them.

147Bāpdādā kā snēh kaisē prāpt hōtā hai , mālūm haĩ  ?

102They pack something very big into something very small.

148Jitnā-jitnā bāp K|kē karttavya mē̃ sahyōgī bantē haĩ utnā-utnā snēh .

103You have to learn this magic. 104You have to practise this.

149Karttavya K|kē sahyōg sē snēh miltā hai . 150Aisā anubhav hai  ?

105When you go into expansion, you have to make effort to merge it there and then.

151Jis din karttavya K|kē adhik sahyōgī hōtē haĩ , us din snēh kā viśhēṣh adhik anubhav hōtā hai  ? 152Sadā sahyōgī sadā snēhī .

106Whenever you see that your intellect has gone into a lot of expansion, you must practise at that moment: Am I able to merge all this expansion?

153Svamān kaisē prāpt hōtā hai  ? 154Jitnā nirmāṇ utnā svamān .

107Then you will be able to become equal to the Father.

155Aur jitnā-jitnā bāpdādā K|kē samān utnā hī svamān .

108The Father is called the Magician. 109So, what are the children?

156Nirmāṇ bhī bannā hai , samān bhī bannā hai .

110Embodiments of coolness and embodiments of light.

157Aisā hī puruṣhārth karnā hai . 158Nirmāntā mē̃ bhī kamī nahī̃ tō samāntā mē̃ bhī kamī nahī̃ .

111Do you know how to stabilise yourself in being an embodiment of both of these?

159Phir svamān mē̃ bhī kamī nahī̃ . 160Apnī svamān key|kī parakh samāntā sē dēkhnī hai . 161Bāpdādā kā apnē sē sākṣhātkār karānē liē kyā bannā paṛēgā  ? 162Kōī bhī chīz kā sākṣhātkār kis mē̃ hōtā hai  ?

112To be an embodiment of coolness in one moment and an embodiment of light in the next: when you know how to stabilise yourself in both, you will then be able to have a stable stage.

163Darpaṇ mē̃ . 164Tō apnē kō darpaṇ banānā paṛēgā .

113Both have to be equal: this is your effort at present.

165Darpaṇ tab banē̃gē jab sampūrṇ arpaṇ hōṅgē . 166Sampūrṇ arpaṇ tō śhrēṣhṭh darpaṇ , jis darpaṇ mē̃ spaṣhṭ sākṣhātkār hōtā hai . 167Agar yathāyōgya yathāśhakti arpaṇ haĩ tō darpaṇ bhī yathāyōgya yathāśhakti hai . 168Sampūrṇ arthāt svayã K|kē bhān sē bhī arpaṇ .

114Why is this flower being given?

169Apnē kō kyā samajhnā hai  ? 170Viśhēṣh kumārī kā karttavya yahī hai jō sabhī bāpdādā kā sākṣhātkār karāē̃ .

115BapDada is giving in one birth the return of all the worshipping you have done for many births.

171Sirph vāṇī sē nahī̃ lēkin apnī sūrat sē .

116Those who are unique are much loved.

172Jō bāp mē̃ viśēṣatāē̃ thī̃ sākār mē̃ , vē|way apnē mē̃ lānī haĩ . 173Yah hai viśhēṣh group . 174Is group kō jaisē sākār mē̃ kahtē thē jō ōṭē sō arjun samān allā .

117If you wish to be loved very much by everyone, then the more detached you remain in all aspects, the more you will be loved by everyone.

175Tō is group kō bhī samān allā bannā hai .

118There should be as much love as there is detachment.

176Aisē karkē dikhānā jaisē mastiṣka mē̃ yah tilak chamaktā hai aisē sr̥iṣhṭi mē̃ svayã kō chamkānā hai .

119Those who are detached and loving in this way receive support from BapDada. 120You must continue to become detached and be loved.

177Aisā lakṣhya rakhnā hai . 178Service mē̃ sahyōgī hōnē K|kē kāraṇ bāpdādā kā viśhēṣh snēh bhī hai .

121If you cannot be loved by any particular soul, the reason is that you are not detached from that soul’s nature and sanskars.

179Sahyōg aur snēh kē sāth abhī śhakti bharnī hai . 180Abhī śaktirūp bannā hai .

122The more you experience detachment, the more you will be loved by everyone.

181Śhaktiyō̃ mē̃ viśhēṣh kaun see|sī|C śhakti bharnī hai  ? 182Sahanśhakti .

123You do not have to make effort to be loved, but to be detached.

183Jisamē sahan śhakti cum|kam usmē sampūrṇtā bhī cum|kam .

124The reward of being detached is to be loved.

184Viśhēṣh is śhakti kō dhāraṇ karkē śhakti svarup ban jānā hai . 185Tr̥ipt ātmā jō hōtī hai unkā viśhēṣh guṇ hai nirbhayatā aur santuṣhṭ rahnā . 186Jō svayã santuṣhṭ rahtā hai aur dūsrō̃ kō santuṣhṭ rakhtā hai usmē sarvguṇ ā jātē haĩ . 187Jitnā-jitnā śaktisvarup hōṅgē tō kamjōrī sāmnē rah nahī̃ saktī .

125This is the reward of this time.

188Tō śaktirūp bankar jānā . 189Brahmākumārī bhī nahī̃ , kumārī rūp mē̃ kahā̃-kahā̃ kamjōrī ā jātī hai .

126Just as Baba is loved by everyone, in the same way, children have to be loved by the souls of the whole world.

190Śakti-rūp mē̃ sanhār key|kī śhakti hai . 191Śhakti sadaiv vijayī hai .

127You have been told about the effort for that.

192Śhaktiyō̃ K|kē galē mē̃ sadaiv vijay key|kī mālā hōtī hai .

128There will be detachment in their activity.

193Śakti-rūp key|kī vismr̥iti sē vijay bhī dūr hō jātī hai isliē sadā apnē kō śhakti samajhnā .

129This flower is for becoming completely detached in the world and being loved by the world.

194Bachchē bāp sē baṛē jādūgar hai .

130This group is also cheerful.

195Bāpasē baṛē jādūgar isliē , jō bāp kō jō banānē chāhtē vah banā saktē haĩ .

131What has to be added to that cheerfulness now? 132How will you become an image that attracts?

196Bāp kē liē tō gāyan hai ki jō chāhē sō banā saktē lēkin kō jō chāhē sō banā saktē , vah kaun  ?

133When your intellect is beyond being attracted by anything, you will then become an image that attracts.

197Bachchē . 198Avyakt hōtē bhī vyakt mē̃ lātē yah jādūgarī kahē̃  ?

134While your intellect is attracted to something, you will not be able to attract.

199Avyakt hōnē K|kē din najdīk haĩ tab tō avyakt key|kī lift milī hai .

135Those who become an image that attracts become a subtle image.

200Jñānamūrtta aur yādamūrtta dōnō̃ mē̃ samān bannā hai .

136The father was an image that attracted even while subtle.

201Jab chāhē tab gyān mūrtta jab chāhē tab yād mūrtta banē̃ .

137The more subtle you become, the more you will be able to attract.

202Jitnā jō khud yād mūrtta hō rahtā rahtā hai utnā hī vah aurō̃ kō bāp kī yād dilā saktē haĩ . 203Yād mūrtta ban sabhī kō yād dilānā hai . 204Samay kā intzār kartī hō yā samay tumhārā intzār kartā hai  ? 205Samay kē liē apnē kō intzār nahī̃ karnā hai .

138Just as when those people go beyond earth into space, they go beyond the pull of the world, so when you go beyond the pull of the old world, you will then become an image that attracts even against your conscious wish.

206Apnē kō sadaiv aisē hī ever ready rakhnā hai jō kabhī bhī samay ā jāyē .

139Even whilst being in the corporeal form, you have to see everyone as subtle.

207Intzār kō ḵẖatm karkē intazām rakhnā hai .

140You receive a lot of power from service.

208Jab apnā intazām pūrā hōtā hai phir intzār karnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ rahtī . 209Uskō hī kahā jātā hai ever ready .

141One is the power received through your effort and the other is power received through the service of others.

210Sab mē̃ ever ready .

142You receive both these powers.

211Sirph service mē̃ nahī̃ , puruṣhārth mē̃ bhī ever ready .

143How do you receive BapDada's love? 144Do you know?

212Saṅskārō̃ kō samīp karnē mē̃ bhī ever ready . 213Viśhēṣh snēh hai isliē viśhēṣh banānē key|kī bātē̃ chal rahī haĩ .

145The more co-operative you become in the Father’s task, the more love you will receive.

214Vr̥ikṣha mē̃ jō pīchhē-pīchhē full aur pattē lagtē haĩ vē|way kaisē hōtē haĩ  ?

146You receive love by giving co-operation in His task. 147Do you have this experience?

215Pahalēvālē purānē hōtē haĩ aur pīchhē vālē baṛē sundar hōtē haĩ . 216Tō yah bhī pīchhē āyē haĩ lēkin pyārē bahut haĩ .

148On the day when you are more co-operative than the task requires, do you experience greater love?

217Pīchhē vālē narm bahut haĩ . 218Yahā̃ narm mē̃ kyā hai  ?

149Be constantly co-operative and be constantly loved.

219Jitnā narm utnā garm .

150How do you receive regard?

220Agar sirph narm hōṅgē kōī chhīn bhī lēgā . 221Kōmal bannē kē sāth kamāl karnī hai .

151The more humble you remain, the more regard you will receive.

222Kōmaltā aur kamāl dōnō̃ hī saṅg hōnē sē kamāl kar dikhātē haĩ  ?

152The more equal you become to BapDada, the more regard you will receive.

223Yah sārā group kamāl karkē dikhānēvālā hai .

153You have to become humble and equal to the Father.

224Aisā lakṣhya rakhnā hai jō kōī kamāl karkē dikhāē .

154You have to make such effort.

225Tab kahē̃gē baṛē , baṛē haĩ lēkin chhōṭē samān allā . 226Jaisā-jaisā karma karē̃gē vaisā nām paṛēgā .

155There shouldn't be anything lacking in your humility or in your being equal to the Father.

227Agar śhrēṣhṭh kām karē̃gē tō nām paṛēgā . 228Śrēṣṭhamaṇi .

156Then there will not be anything lacking in the regard for you.

229Śrēṣṭhamaṇi kō sarv kārya śhrēṣhṭh karnē paṛtē haĩ .

157You have to recognise your regard from your equality with the Father.

230Man , vāṇī , karma mē̃ saraltā aur sahanśhīltā yah dōnō̃ āvaśhyak haĩ .

158What will you have to become in order to grant a vision of BapDada through yourself?

231Agar saraltā hai sahanśhīltā nahī̃ tō bhī śhrēṣhṭh nahī̃ .

159With what are you able to grant a vision of anything?

232Isliē saraltā aur sahanśhīltā dōnō̃ sāth-sāth chāhiē .

160With a mirror. 161So you have to make yourself into a mirror.

233Agar sahanśhīltā K|kē binā saraltā ā jātī hai tō bhōlāpan kahā jātā hai .

162Only when you completely surrender yourself can you become a mirror.

234Saraltā kē sāth sahanśhīltā hai tō śhakti svarup kahā jātā hai .

163Complete surrender is an elevated mirror in which you can receive a clear vision.

235Śhaktiyō̃ mē̃ saraltā aur sahanśhīltā dōnō̃ hī guṇ chāhiē . 236Abhī key|kī result mē̃ yahī dēkhtē haĩ ki kahā̃ sahanśhīltā adhik hai kahā̃ saraltā adhik hai .

164If you have surrendered yourself according to your worthiness and according to your capacity, then the mirror will also be according to your worthiness and according to your capacity.

237Ab in dōnō̃ kō samān banānā hai . 238Madhurtā bhī chāhiē .

165Complete surrender means to surrender even the consciousness of the self.

239Śhakti rūp bhī chāhiē .

166What must you consider yourself?

240Dēviyō̃ K|kē chitra bahut dēkhtē haĩ tō usmē̃ kyā dēkhtē haĩ  ? 241Jitnā jvālā utnī śhītaltā .

167The special task of you kumaris is to grant everyone a vision of BapDada, not just through words, but through your faces.

242Karttavya jvālā kā hai sūrat śhītaltā kī hai .

168You have to bring about in yourself the specialities that sakar father had.

243Yah hai antim svarup .

169This is a special group.

244Jaisē buddhi sē chhōṭā bindu khisak jātā hai . 245Aisē yah chhōṭā bindu bhī hāth sē khisak jātā hai .

170In the sakar form, Baba used to say: This is the group of those who take the initiative like Arjuna who are equal to Allah.

246Jitnā-jitnā apnē dēh sē nyārē rahē̃gē utnā samay bāt sē bhī nyārē . 247Jaisē vastra utārnā aur pahannā sahaj hai ki muśhkil  ? 248Is rīt nyārē hōṅgē tō śharīr K|kē bhān mē̃ ānā , śharīr K|kē bhān sē nikalnā yah bhī aisē lagēgā . 249Abhī-abhī śharīr kā vastra dhāraṇ kiyā , abhī-abhī utārā .

171So this group has to become equal to Allah.

250Mukhya puruṣhārth āj is viśhēṣh bāp par karnā hai .

172You have to become equal to Allah and show everyone.

251Jab yah mukhya puruṣhārth karē̃gē tab mukhya ratnō̃ mē̃ āēṅgē . 252Yah bindī lagānā kitnā sahaj hai . 253Aisē hī bindī rūp hō jānā sahaj hai .

173Just as there is a tilak sparkling on your forehead, in the same way, you have to make yourself sparkle in the world.

254Brāhmaṇō̃ key|kī lēn dēn kaun see|sī|C hōtī hai  ?

174You have to keep this aim.

255Snēh lēnā aur snēh dēnā . 256Snēh dēnē sē hī snēh miltā hai .

175Because of your being co-operative in service, BapDada also has special love.

257Snēh K|kē dēnē lēnē sē bāp kā snēh bhī lētē aur aisē hī snēhī samīp hōtē haĩ .

176Together with co-operation and love, you now have to fill yourselves with power.

258Snēh vālē dūr hōtē bhī samīp haĩ .

177You now have to become embodiments of power.

259Bāpdādā K|kē samīp ānē liē snēh key|kī lēn-dēn karkē samīp ānā hai . 260Is lēn-dēn mē̃ rāt din bitānā hai .

178Out of all the powers, which special power does this group have to fill themselves with?

261Yahī brāhmaṇō̃ kā karttavya hai , tō brāhmaṇō̃ kā lakṣhaṇ bhī haĩ .

179Tolerance power. 180Those who lack tolerance power have less perfection.

262Snēhī bannē liē kyā karnā paṛēgā  ? 263Jitnā jō vidēhī hōgā utnā vō snēhī hōgā .

181You especially have to adopt this power and become embodiments of power.

264Tō vidēhī bannā arthāt snēhī bannā kyōṅki bāp vidēhī hai nā .

182Satisfied souls have the special virtues of fearlessness and contentment.

265Aisē hī dēh mē̃ rahtē bhī vidēhī rahnē vālē sarv K|kē snēhī rahtē haĩ .

183Those who remain content and also keep others content automatically have all the virtues in them.

266Yahī note karnā hai kitnā vidēhī rahtē haĩ . 267Aisā śhrēṣhṭh saubhāgya kab svapn mē̃ bhī thā  ?

184The more you become an embodiment of power, the less the weaknesses will remain in front of you.

268Tō jaisē yah svapn mē̃ bhī saṅkalp nahī̃ thā aisē hī jō bhī kamjōriyā̃ haĩ unhō̃ kā bhī svapn mē̃ saṅkalp nahī̃ rahnā chāhiē . 269Aisā puruṣhārth karnā hai .

185So you must return having become an embodiment of power, not just a Brahma Kumari, but sometimes there is weakness in considering yourself to be a kumari.

270Lakṣhya bhī rakhō ki yah kamjōriyā̃ pūrv janm K|kē bahut janmō̃ kī haĩ .

186An embodiment of power has the power to destroy. 187A Shakti is constantly victorious.

271Vartamān janm kē liē aisī kamjōriyō̃ kā prāyaḥlōp karō .

188There are always garlands of victory around the necks of the Shaktis.

272Master sarvśhaktimān hō  ? 273Sarvśhaktimān K|kē bachchē arthāt sarvśhaktimān .

189When you forget the awareness of your being an embodiment of power, victory becomes distant.

274Aisē kabhī nahī̃ kahē̃ ki maĩ yah nahī̃ kar saktī . 275Sab kuchh kar saktī hū̃ .

190This is why you must always consider yourself to be a Shakti.

276Kōī bhī asambhav bāp nahī̃ . 277Kōī muśhkil bāt bhī sahaj .

191Children are greater magicians than the Father.

278Unkē liē kuchh muśhkil hōtā hai  ? 279Nahī̃ . 280Master sarvśhaktimān bannā hai .

192Children are greater magicians because they can make the Father into whatever they want.

281Ēk śhakti key|kī bhī kamī na rahē . 282Jahā̃ akēlā banō vahā̃ sāth samjhō . 283Kahā̃ akēlā bhējē̃ tō sāth samajhē̃gē nā .

193It is remembered that the Father can make whatever He wants, but who are those who can make God into whatever they want?

284Agar śhivbābā sāth hai tō phir kahā̃ akēlī hō tō akēlāpan lagēgā nahī̃ .

194The children; your bringing Him into the corporeal while He is subtle would be called magic.

285Akēlē rahtē bhī sāth kā anubhav hō . 286Yah abhyās zarūr karnā chāhiē .

195The days of becoming subtle are close and so you have received a lift from the subtle.

287Aur sāth rahtē bhī akēlā samajhē , yah bhī abhyās chāhiē . 288Sāth bhī rah sakē̃ aur akēlā bhī rah sakē̃ .

196You have to become equal in both: being an embodiment of knowledge and an embodiment of remembrance.

289Akēlā arthāt nyārā . 290Saṅgaṭhan arthāt pyārā . 291Nyārē bhī hō̃ tō pyārē bhī hō̃ . 292Abhyās dōnō̃ chāhiē .

197You have to become an embodiment of knowledge when you wish, and you have to become an embodiment of remembrance when you wish.

293Bāp akēlā rahtā hai yā sāth mē̃ rahtā hai  ? 294Akēlā rahnā hī sāth hai . 295Bāhar kā akēlāpan aur andar kā sāth .

198The more you remain an embodiment of remembrance, the more you will be able to remind others of the Father.

296Bāhar kē sāth sē akēlāpan bhūl jātē haĩ . 297Lēkin bāhar sē akēlē andar sē akēlē nahī̃ .

199You have to become the embodiment of remembrance and remind everyone of Baba.

298Sabhī sē śhrēṣhṭh maṇi kaun hōtē haĩ  ?

200Are you waiting for time or is time waiting for you?

299Mastakmaṇi kaun bantā hai  ?

201You must not wait for time.

300Jō mastak mē̃ virājmān huī ātmā mē̃ jyādā samay upasthit rahtā hai . 301Vah thōṛē hōtē haĩ .

202You must keep yourself ever-ready in such a way that the time can come at any moment.

302Mastak mē̃ thōṛē , hraday mē̃ bahut hōtē haĩ .

203You must finish waiting and make all preparations.

303Sabhī sē pahlē nazar kahā̃ jātī hai  ? 304Aisē mastakmaṇi bannā hai .

204When you have finished making all your preparations, there is no need to wait.

305Mastakmaṇi vah bantē haĩ jō sadaiv āstik rahtē haĩ .

205That is called being ever-ready.

306Vah sadaiv hā̃ kartē haĩ . 307Jō āstik hai , vahī mastakmaṇi haĩ .

206To be ever-ready in everything, not just in service, but also in effort.

308Kōī bhī bāt mē̃ nā śhabda saṅkalp mē̃ bhī na hō .

207Ever-ready in also making your sanskars close to those of the Father.

309Aisē guṇ vālē mastak mē̃ ā jātē haĩ . 310Gāyan yōgya kaun bantē haĩ aur pūjan yōgya kaun bantē haĩ  ?

208You have special love, and Baba is therefore talking of things that will make you special.

311Ēk hī bāt sē dōnō̃ yōgya bantē haĩ yā dōnō̃ kē liē dō viśhēṣh bātē̃ haĩ  ? 312Kaī aisī bhī dēviyā̃ haĩ jinkā gāyan bahut hai pūjan cum|kam hai . 313Aur kaī dēviyō̃ kā dōnō̃ hōtā hai . 314Tō jō kab kaisē , kab kaisē rahtē haĩ unkā pūjā ēkras nahī̃ rahtā aur jō sadā pānī sthiti mē̃ rahtē tō unkā pūjan bhī sadā rahtā hai .

209What are the new flowers and leaves on a tree like?

315Ēkras rahanēvālē kā pūjan ēkras hōtā hai . 316Puruṣhārth mē̃ kab śhabda nahī̃ rahnā chāhiē .

210The first ones are old, but those that emerge later are very beautiful.

317Tīvr puruṣhārthī key|kī niśhānī hai jō kab na kah ab kahtē haĩ .

211So you have also come late, but are very much loved.

318Jō puruṣhārth mē̃ kab kahē̃gē tō unkī pūjā bhī cum|kam .

212The ones that come later are very soft. 213What is there in being soft here?

319Isliē kōī bhī bāt mē̃ kab dēkhē̃gē , nahī̃ .

214The softer you are, the warmer you are.

320Lēkin ab dikhāūṅgā . 321Iskō kahā jātā hai tīvr puruṣhārthī .

215If you are just soft, someone may be able to snatch you away.

322Sampūrṇ sthiti jō hōtī hai usmē sarv śhaktiyā̃ sampanna hōtī haĩ .

216Together with being delicate (komal), you must also show wonders (kamal).

323Sarv śhakti sampanna bannē sē sarv guṇ sampanna banē̃gē . 324Bhaviṣhya mē̃ bannā hai sarvguṇ sampanna , ab bannā hai sarv śhakti sampanna .

217When there is the combination of being delicate and showing wonders, you will be able to show wonders.

325Jitnā sarv śhakti sampanna utnā sarv guṇ sampanna banē̃gē .

218This entire group is one that can show wonders.

326Kitnī śhaktiyā̃ hōtī hai  ? 327Mālūm haĩ  ?

219Keep such an aim that you can show any wonder.

328Kaun see|sī|C śhaktiyā̃ sunāī thī̃  ? 329Ēk hai snēh śhakti , sambandh śhakti , sahyōg śhakti , sahan śhakti .

220There are the older ones, but the younger ones are equal to Allah.

330Yah chār śhaktiyā̃ haĩ , tō samband samīp hai . 331Chārō̃ samān hō̃ .

221Whatever actions you perform, so you will be named accordingly.

332Jyādā sāhas hai va sahan śhakti hai  ? 333Sāhas arthāt himmat . 334Jō himmat vālē hōtē haĩ unkō madad miltī hai .

222If you perform elevated actions, you will be given the name of elevated jewels.

335Madad māṅgnē sē nahī̃ miltī . 336Himmat rakhnī paṛtī hai .

223Elevated jewels have to perform all actions in an elevated way.

337Himmat puru rakhtē haĩ madad bahut miltī hai . 338Himmat hai tō sarv bātō̃ mē̃ madad hai .

224Through your thoughts, words and deeds, it is essential to be easy-natured and tolerant.

339Sadaiv himmatvān bannā hai phir bāpdādā , daivī parivār key|kī madad āpē hī milēgī . 340Snēhamūrtta hō  ?

225If you are easy-natured but not tolerant, you cannot be said to be elevated.

341Śaktimūrtta hō  ? 342Snēh aur śhakti dōnō̃ key|kī āvaśhyaktā hai .

226This is why you need to be easy-natured and tolerant at the same time.

343Śaktirūp sē vijayī aur snēh rūp sē sambandh mē̃ ātē hō . 344Agar śhakti nahī̃ hōtī tō māyā par vijay nahī̃ pātē hō .

227If you become easy-natured without being tolerant then that would be counted as being too innocent.

345Isliē śhakti rūp sē vijayī aur snēh rūp sē sambandh bhī chāhiē . 346Dōnō̃ chāhiē .

228If you have tolerance as well as being easy-natured, you would be called an embodiment of power.

347Bāp kō sarvśhaktimān aur pyār kā sāgar bhī kahtē hĩ .

229Shaktis need to have both the virtues of being easy-natured and tolerant.

348Tō snēh aur śhakti dōnō̃ chāhiē . 349Sitārē kitnē hōtē haĩ  ? 350Āp apnē kō kyā samajhtī hō  ? 351Bāpdādā nē kaun sē nām rakhē haĩ  ?

230In the result of the present time, it is seen that sometimes you are more easy-natured and sometimes you are more tolerant.

352Lucky sitārē hō . 353Apnē kō lucky samajhtē hō  ?

231Now, you have to become equal in both of these.

354Lucky tō sabhī haĩ jab sē bāp K|kē banē hō .

232There has to be sweetness and also the form of power.

355Lēkin lucky mē̃ bhī sadaiv saphaltā K|kē sitārē . 356Kōī samīp K|kē sitārē , kōī ummīd K|kē sitārē .

233You see many pictures of the goddesses and what have you seen in them?

357Vah harēk kā apnā hai . 358Ab sōchnā hai ki maĩ kaun hū̃  ?

234To the extent that they are the form of intense fire, so they are also cool.

359Apnē kō saphaltā kā sitārā samajhnā hai . 360Pratyakṣhaphal key|kī kāmnā nahī̃ rakhanēvālē saphaltā pātē haĩ .

235Their task is of the volcanic form, whereas their faces are of coolness. 236This is the final form.

361Ōm śhānti

237Achcha.