शुक्रवार 29 मई 1970 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0B r a h m a K u m a r i s B r a h m a K u m a r i s > 29-05-70 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban 1 samīp ratnō̃ key|kī niśhāniyā̃ 2Samay kitnā samīp pahuñchā huā dikhāī paṛtā hai , hisāb nikāl saktē hō ? 3Bhaviṣhya lakṣhaṇ kē sāth sampūrṇ svarūp kā lakṣhaṇ bhī sāmnē rahtā hai ?
0> > Avyakt BapDada 29th May 1970
4Samīp kā lakṣhaṇ kyā hōgā ? 5Jaisē kōī śharīr chhōṛnē vālē hōtē haĩ tō kaī lōgō̃ kō mālūm paṛtā hai . 6Āp bhī aisē anubhav karē̃gē ki yah śharīr jaisē ki alag hai .
1The sign of a close bead coming closer is that that soul will constantly see in front of him his angelic form of light, and his future form.
7Iskō ham dhāraṇ kar chalā rahē haĩ . 8Samīp ratna key|kī samīp ānē key|kī niśhānī yahī hōgī .
2There is the complete form in one eye, and the future form in the other.
9Sadaiv apnā ākarī rūp aur bhaviṣhya rūp sāmnē dēkhtē rahē̃gē . 10Practical mē̃ anubhav hōgā .
3This will be visible as clearly as you experience your present form.
11Light kā fariśhtā svarūp sāmnē dikhāī dēgā ki aisā bannā hai aur bhaviṣhya rūp bhī dikhāī dēgā . 12Ab yah chhōṛā aur vah liyā .
4Whilst sitting, there will be the experience that you are not sitting here, but are sitting in that perfect form.
13Jab aisī anubhūti hō tab samjhō key|kī sampūrṇtā K|kē samīp haĩ . 14Ēk ā̃kh mē̃ sampūrṇ svarup aur dūsrī ā̃kh mē̃ bhaviṣhya svarup .
5This body that is making effort will become totally merged, and those two forms will emerge on either side.
15Aisā pratyakṣha dēkhnē mē̃ āēgā . 16Jaisē apnā yah svarup pratyakṣha anubhav hōtā hai .
6When you yourself have this experience, others will also have this experience.
17Baiṭhē-baiṭhē aisē anubhav karē̃gē jaisē ki yahā̃ nahī̃ lēkin us sampūrṇ svarup mē̃ baiṭhē haĩ .
7You will experience it in the same way that you take off one garment and put on another.
18Yah puruṣhārthī śharīr ēkdam merge hō jāyēgā .
8This one will merge and that one will emerge.
19Vah dōnō̃ emerge hōṅgē .
9You will forget this one.
20Ēk taraph avyakt dūsrī taraph bhaviṣhya .
10There is also will power in this stage.
21Jab pahlē aisā anubhav āp lōg karē̃gē tab dūsrō̃ kō bhī anubhav hōgā . 22Jaisē ēk vastra chhōṛ kar dūsrā liyā jātā haĩ .
11You receive will power and you also have the experience that you have already willed everything over.
23Vaisē hī anubhav karē̃gē . 24Yah merge hō vah emerge hōgā .
12Everything will be willed, including your thoughts.
25Yah bhūltā jāyēgā . 26Is avasthā mē̃ will power bhī hōtī hai .
13There will be the stage of being equal to the father.
27Jaisē will kiyā jātā hai nā !
14Being equal and being complete are the same thing.
28Tō will karnē kē bād aisā anubhav hōtā hai jaisē mērāpan sabhī ḵẖatm hō gayā .
15When you are in the avyakt form, you receive help in every respect.
29Jimmēvārī utar gayī .
16Achcha.
30Will power bhī ātī hai aur yah bhī anubhav hōtā hai jaisē sabhī kuchh will kar chukē .
17To be able to read someones thoughts is also a sign of perfection.
31Saṅkalp sahit sab will hō jāyē . 32Śharīr kā bhān chhōṛnā aur saṅkalp tab bilkul will karnā yah hai might .
18The more you stabilise yourself in avyakt feelings, the more you will understand the feelings of everyone else.
33Phir samāntā key|kī avasthā hōgī .
19The avyakt stage is a mirror.
34Samāntā vā sampūrṇtā ēk bāt hī hai . 35Abhī yah chart rakhnā hai .
20The more avyakt your stage, the clearer and more powerful the mirror.
36Vah chart tō common hai .
21Be easy and simple.
37Yah 5 tattvō̃ kā śharīr hōtē huē bhī light svarup anubhav karē̃gē . 38Sunāyā thā nā ki light śhabda K|kē arth|earth mē̃ bhī antar hōtā hai . 39Light arthāt halkāpan bhī hōtā hai aur light arthāt jyōti bhī kahā jātā hai . 40Bilkul halkāpan arthāt light rūp hō chal rahē haĩ , ham tō nimitt haĩ .
22Be tolerant.
41Avyakt rūp mē̃ tō her|har bāt mē̃ madad miltī hai . 42Achchhā .
23Change the ordinary into the elevated.
43Party sē ḥ 441 - sabhī kā puruṣhārth ṭhīk chal rahā hai ? 45Kis number kā lakṣhya rakhā hai ? 46 ( first ) first number kē liē mālūm hai kyā karnā paṛtā hai ?
24Success is your birthright.
47First number lēnē kē liē viśhēṣh fāsṭa rakhnā paṛtā hai .
25The closer you come to one another, the closer success will be.
48Fāsṭa K|kē dō arth|earth hōtē haĩ .
26Have regard for one another.
49Ēk fāsṭa vrat kō bhī kahā jātā hai .
27In giving regard you will receive it.
50Tō viśhēṣh kaunsā vrat rakhnā hai ?
28Transform your language.
51 ( pavitratā kā ) yah vrat tō common hai . 52Yah vrat tō sabhī rakhtē haĩ .
29Even when someones ideas are not clear, you must never say no.
53First ānē kē liē viśhēṣh vrat rakhnā hai ki ēk bāt dūsrā na kōī .
30Say yes and accordingly in satyug your subjects will say yes to you.
54Her|har bāt mē̃ ēk key|kī hī smr̥iti āyē . 55Jab yah fāsṭa rakhē̃gē tō first ā jāyēṅgē .
31If you say no, then your subjects there will salute you from a distance.
56Dūsrā fāsṭa jaldī chalnē kō bhī kahā jātā hai arthāt tīvr puruṣhārth .
32To say yes to others is the easy way to make their sanskars easy.
57Mahārathī uskō kahā jātā hai jō sadaiv māyā par vijay prāpt karē .
33Whatever actions you now perform are becoming a law for the future.
58Māyā kō sadā kē liē vidāī dē dō . 59Vighnō̃ kō haṭānē key|kī pūrī knowledge hai ?
34So each word must emerge only after careful consideration.
60Sarvśhaktimān K|kē bachchē master sarvśhaktimān hō .
35Until now if you catch hold of one thing you let go of another.
61Tō knowledge K|kē ādhār par vighna haṭākar sadaiv magan avasthā rahē . 62Agar vighna haṭtē nahī̃ haĩ tō zarūr śhakti prāpt karnē mē̃ kamī hai . 63Knowledge lī hai lēkin uskō samāyā nahī̃ hai .
36Sometimes you catch hold of the systems and let go of the laws, and sometimes you catch hold of the laws and let go of the systems.
64Knowledge kō samānā arthāt svarup bannā . 65Jab samajh sē karma hōgā tō uskā phal saphaltā avaśhya nikalēgī .
37Because you forget the Law-maker, you let go of one of the things.
662 tīvr puruṣhārthī K|kē kyā lakṣhaṇ hōtē haĩ ? 67Samjhāyā thā nā ki pharmānbardār kiskō kahā jātā hai ?
38By remembering the Law-maker you are able to maintain both the laws and the systems.
68Jiskā saṅkalp bhī bigar pharmān K|kē nahī̃ chaltā . 69Aisē pharmānbardār kō hī tīvr puruṣhārthī kahā jātā hai .
39When both remain together, success will become the garland around your neck.
70Sarvśhaktimān bāp K|kē bachchē jō śhaktimān haĩ , unhō̃ kē āgē māyā bhī dūr sē hī salām kar vidāī lē lētī hai . 71Vallabhāchārī lōg apnē śhiṣhyō̃ kō chhūnē bhī nahī̃ dētē haĩ . 72Achhūt agar chhū lētā hai tō snān kiyā jātā hai . 73Yahā̃ bhī gyān snān kar aisī śhakti dhāraṇ karō jō achhūt najdīk na āyē̃ .
40Achcha.
74Māyā bhī kyā hai ? 75Achhūt . 76Achchhā !
41* * * O M S H A N T I * * *