गुरुवार 6 अगस्त 1970 की अव्यक्त मुरली - 1
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0>
106-08-70 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban 2 bandhan mukt ātmā kī|key niśhānī 3Abhī avyakt sthiti mē̃ sthit hōkar vyakt dēh kā ādhār lēkar dēkh rahē haĩ , yah anubhav kar rahē hō ? 4Jaisē kōī sthūl sthān mē̃ pravēśh kartē hō vaisē hī is sthūl dēh mē̃ pravēśh kar yah kārya kar rahē haĩ .
0> > Avyakt BapDada 6th August 1970
5Aisā anubhav hōtā hai ? 6Jab chāhē̃ tab pravēśh karē̃ aur jab chāhē̃ tab phir nyārē hō jāē̃ , aisā anubhav kartē hō ? 7Ēk second mē̃ dhāraṇ karē̃ aur ēk second mē̃ chhōḍē̃ yah abhyās hai ?
1Are you having the experience that you have stabilised yourself in the avyakt stage, and are observing everything with the support of the corporeal form?
8Vaisē aur sthūl vastuō̃ kō jab chāhē tab lō|low aur jab chāhō tab chhōṛ saktē haĩ nā . 9Vaisē is dēh kē|K bhān kō jab chāhē̃ tab chhōṛ dēhī abhimānī ban jāyē̃ yah practice itnī saral hai , jitnī kōī sthūl vastu kī|key sahaj hōtī hai ? 10Rachayitā jab chāhē rachnā kā ādhār lē jab chāhē tab rachnā kē|K ādhār kō chhōṛ dē aisē rachayitā banē hō ?
11Jab chāhē̃ tab nyārē , jab chāhē̃ tab pyārē ban jāē̃ . 12Itnā bandhanmukt banē hō ? 13Yah dēh kā bhī bandhan hai . 14Dēh apnē bandhan mē̃ bāndhtī hai .
2Just as you enter a physical place, in the same way, do you experience yourself entering a physical body to carry out a task?
15Agar dēh bandhan sē mukt hō tō yah dēh bandhan nahī̃ ḍālēgī . 16Lēkin kartavya kā ādhār samajh ādhār kō jab chāhē̃ tab lē saktē haĩ aisī practice chaltī rahtī hai ? 17Dēh kē|K bhān kō chhōṛnē athavā ussē nyārā hōnē mē̃ kitnā samay lagtā hai ?
18Ēk second lagtā hai ? 19Sadaiv ēk second lagtā hai va kabhī kitnā , kabhī kitnā . 20 ( kabhī kaisī , kabhī kaisī ) issē siddha hai ki abhī sarv bandhanō̃ sē mukt nahī̃ huē hō .
3Do you enter it when you wish and become detached from it when you wish?
21Jitnā bandhanmukt utnā hī yōgyukt hōṅgē aur jitnā yōgyukt hōṅgē utnā hī jīvanmukt mē̃ uñc pad kī|key prāpti hōtī hai . 22Agar bandhanmukt nahī̃ tō yōgyukt bhī nahī̃ . 23Uskō master sarvśhaktimān kahē̃gē ? 24Dēh kē|K sambandh aur dēh kē|K padārthō̃ sē lagāv miṭānā saral hai lēkin dēh kē|K bhān sē mukt hō jānā .
4Do you adopt it one second and shed it the next?
25Jab chāhē̃ tab vyakt mē̃ āyē̃ . 26Aisī practice abhī jōr śhōr sē karnī hai . 27Aisē hī samajhē̃ jaisē ab bāp ādhār lē bōl rahē haĩ vaisē hī ham bhī dēh kā ādhār lēkar karma kar rahē haĩ . 28Is nyārēpan kī|key avasthā pramāṇ hī pyārā bannā hai .
5Just as you can take other physical things when you want and leave them when you want?, is it just as easy to shed the awareness of this body and become soul conscious?
29Jitnā is nyārēpan kī|key practice mē̃ āgē hōṅgē utnā hī viśhva kō pyārē lagnē mē̃ āgē hōṅgē . 30Sarv snēhī bannē kē liē pahlē nyārā bannā hai . 31Service kartē huē , saṅkalp kartē huē bhī apnē kō aur dūsrō̃ kō bhī mahsūstā aisī ānī chāhiē ki yah nyārā aur ati pyārā hai .
32Jitnā jō svayã nyārā hōgā utnā aurō̃ kō bāp kā pyārā banā sakē̃gē . 33Service kī|key saphaltā kā svarup kyā hai ? 34 ( bhinn-bhinn vichār sabhī kē|K nikalē ) service kī|key saphaltā kā svarup yahī hai ki sarv ātmāō̃ kō bāp kē|K snēhī aur bāp kē|K kartavya mē̃ sahyōgī aur puruṣhārth mē̃ un ātmāō̃ kō śaktirūp banānā .
35Yah hai service kī|key saphaltā kā svarup . 36Jin ātmāō̃ kī|key service karō un ātmāō̃ mē̃ yah tīnō̃ hī qualification pratyakṣha rūp mē̃ dēkhnē mē̃ ānī chāhiē . 37Agar tīnō̃ mē̃ sē kōī bhī guṇ kī|key kamī hai tō service kī|key saphaltā kī|key bhī kamī hai .
38Samjhā . 39Mukhya ēk bāt dhyān mē̃ rakhnē aur karma mē̃ dhāraṇ karnē vālī kaun see|sī|C hai , jissē is saphaltā svarup kō practical mē̃ lā saktē hō ? 40Vah kaun see|sī|C bāt hai ? 41Bahut sahaj hai .
6Have you become the creators who can take the support of the creation when you wish and leave the support of the creation when you wish?
42Muśhkil bāt kō dhyān dēkar dhāraṇ kartē haĩ aur sahaj bāt kō chhōṛ dēnē sē sahaj kī|key dhārṇā dērī sē hōtī hai . 43Yah mālūm hai ? 44Samjhā jātā hai yah tō kōī baṛī bāt nahī̃ hai . 45Hō jāēgī .
7Have you become free from bondage to the extent that you become detached when you want, and loving when you want?
46Phir hōtā kyā hai ? 47Hō jāēgī , hō jāēgī kartē-kartē dhyān sē nikal jātī hai . 48Isliē dhārṇā rūp bhī nahī̃ hōtē .
8The body is also a bondage, and it ties you in its bondage.
49Tō vah kaun-sī ēk bāt hai . 50Agar us bāt kō dhāraṇ kar lē̃ tō saphaltā svarūp ban saktē haĩ . 51 ( sākṣhīpan ) hā̃ yah bāt ṭhīk hai . 52Āj bāpdādā bhī sākṣhī avasthā kī|key rākhī bā̃dhanē kē liē āyē haĩ .
9It is easy to finish attachment with the bodily relations and physical things, but it takes effort to become free from the consciousness of the body.
53Agar yah sākṣhīpan kī|key rākhī sadaiv bandhī huī hō tō service kī|key saphaltā bahut jaldī nikalēgī . 54Abhī jis kartavya mē̃ mās lagtā hai us kartavya mē̃ ēk ghaṇṭā bhī nahī̃ lagēgā . 55Yah sākṣhīpan kī|key rākhī bāndhnī hai .
56Aurō̃ kō tō pyūriṭī kī|key rākhī bāndhtē hō lēkin bāpdādā āj yah sākṣhīpan kī|key rākhī bāndh rahē haĩ . 57Jitnā sākṣhī rahē̃gē utnā sākṣhātkārmūrt aur sākṣhāt mūrt banē̃gē . 58Sākṣhīpan kam|cum hōnē kē|K kāraṇ sākṣhāt aur sākṣhātkārmūrt bhī kam|cum banē haĩ .
59Isliē yah abhyās karō . 60Kaun-sā abhyās ? 61Abhī-abhī ādhār liyā , abhī-abhī nyārē hō gaē . 62Yah abhyās baṛhānā arthāt sampūrṇtā aur samay kō samīp lānā hai .
10You now have to practise coming into the avyakt stage when you wish, with great force.
63Tō ab kyā prayatna karnā hai ? 64Samay aur sampūrṇtā kō samīp lāō .
11In order to be loved by all, you first have to become detached.
65Aur ēk bāt viśhēṣh dhyān mē̃ yah rakhnī hai ki apnē record kō ṭhīk rakhnē kē liē sarv kō regard dō . 66Jitnā jō sarv kō regard dētā hai utnā hī apnā record ṭhīk rakh saktā hai . 67Dūsrē kā regard rakhnā apnā record banānā hai .
68Agar regard kam|cum dētē haĩ tō apnē record mē̃ kamī kartē haĩ . 69Isliē is mukhya bāt kī|key āvaśhyaktā hai . 70Samjhā . 71Jaisē yagya kē|K madadgār bannā hī madad lēnā hai vaisē regard dēnā hī regard lēnā hai .
12For success in service, you have to be able to make all souls have love for the Father, be co- operative in the Fathers task, and powerful in their effort.
72Dētē haĩ lēnē kē liē . 73Ēk bār dēnā anēk bār lēnē kē|K haqadār ban jātē haĩ . 74Jaisē kahtē haĩ chhōṭō̃ kō pyār aur baṛō̃ kō regard . 75Lēkin sabhī kō baṛā samajh regard dēnā yahī sarv kē|K snēh kō prāpt karnē kā sādhan hai .
13Be a detached observer.
76Yah bāt bhī viśhēṣh dhyān dēnē yōgya hai . 77Her|har bāt mē̃ pahlē āp . 78Yah vr̥itti , dr̥iṣhṭi aur vāṇī tathā karma mē̃ lānī chāhiē .
14Then a task that at present takes one month will not take even one hour.
79Jitnā pahlē āp kahē̃gē utnā hī viśhva kē|K bāp samān ban sakē̃gē . 80Viśhva kē|K bāp samān kā arth|earth kyā hai ? 81Ēk tō viśhva kē|K bāp samān bannā .
15The more you remain a detached observer the more you will become an image that grants visions.
82Dūsrā jab viśhva rājan banē̃gē tō bhī viśhva kē|K bāp hī kahalāyēṅgē nā . 83Viśhva kē|K rājan viśhva kē|K bāp haĩ nā . 84Tō viśhva kē|K bāp bhī banē̃gē aur viśhva kē|K bāp samān bhī banē̃gē .
85Kissē ?
86Pahlē āp karnē sē . 87Samjhā . 88Nirmāṇ bannē sē pratyakṣha pramāṇ ban sakē̃gē . 89Nirmāṇ bannē sē viśhva kā nirmāṇ kar sakē̃gē .
16Take support one minute, and become detached the nextः this will bring time and perfection close.
90Samjhā . 91Aisī sthiti kō dhāraṇ karnē kē liē sākṣhīpan kī|key rākhī bāndhnī hai . 92Jab pahlē sē hī sākṣhīpan kī|key rākhī bāndh kē|K jāyēṅgē tō rākhī kī|key service saphaltāpūrvak hōgī .
93Samjhā . 94Party sē 95Sammēlan kar rahē hō . 96Sammēlan kā arth|earth kyā hai ?
17Give regard to everyone. You first.
97Sarv ātmāō̃ kā milan . 98Sarv ātmāō̃ kā milan kissē karāyēṅgē ? 99Bāp sē . 100Ājkal samay kaun-sā hai ?
18To give regard means to receive regard.
101Sampūrṇtā kā samay samīp ānē kā hai tō vartamān samay kē|K pramāṇ niśhchit huī paṛī hai . 102Jaisē kalp pahlē bhī puruṣhārth nimittamātra karāyā thā . 103Aisē hī nahī̃ ki puruṣhārth āj aur prāpti kab jō jāēgī .
104Nahī̃ . 105Abhī-abhī puruṣhārth abhī-abhī prāpti . 106Aisā puruṣhārth hai ?
19Give it once, and you will receive it many times.
107Jab svayã prāpti svarup banē̃gē tab anya anēk ātmāō kō prāpti karā sakē̃gē . 108Agar svayã prāpti svarup nahī̃ hōṅgē tō anya kō kaisē prāpti karā sakē̃gē ? 109Ab nahī̃ karāyēṅgē tō kab karāyēṅgē .
110Sunāyā thā nā ki kab śhabda bhī ḵẖatm . 111Her|har bāt mē̃ ab hō . 112Itnā parivartan vāṇī , karma aur saṅkalp mē̃ lānā hai .
20The more you say you first, the more you will become equal to the Father.
113Saṅkalp mē̃ bhī ab yah na āyē ki kab kar lē̃gē yā kab hō jāyēgā . 114Nahī̃ . 115Ab hō hī jāyēgā .
21Stop saying sometime and start saying now.
116Aisā parivartan karnā hai tab service kī|key saphaltā hai . 117Agar svayã mē̃ hī kab hōgā tō āp kī|key prajā bhī kahēgī ki achchhā tō bahut lagā kab kar lē̃gē yā kab hō jāyēgā . 118Kab par chhōṛnē vālē pichhlī prajā kē|K hōtē haĩ .
119Tō ab najdīk kī|key prajā banānī hai . 120Najdīk kī|key prajā banānē kē liē nāzukapanā chhōṛnā paṛēgā . 121Nājō̃ sē chalnā chhōṛ rājō̃ sē chalnā hai . 122Albēlāpan nāzukapan hōtā hai .
22Those who leave everything for later are the subjects of a later period. ow you have to create the subjects of the first period.
123Jitnā-jitnā rāzyukt hōṅgē utnā utnā nāzukapan chhūṭtā jāyēgā . 124Rūhāniyat kā ēk hī rūp sadaiv rahtā hai ?
23Understand the significance of everything(raaz), and renounce being delicate (naaz).
125Rūp badalnē kē|K bajāy yah śharīr kā bhān chhōṛnā hai is practice mē̃ rahnā hai . 126Śharīr chhōṛnē kā abhyās hōgā tō rūp badalnā chhūṭ jāyēgā . 127Paṛhāī mē̃ bhī regular hōnā mukhya bāt hōtī hai . 128Vah bhī sirph ānē mē̃ nahī̃ lēkin her|har bāt mē̃ regular , jitnā regular utnā hī ruler banē̃gē .
24Be regular in every aspect.
129Tō kyā karnā paṛē ? 130Sabhī bātō̃ mē̃ regular .
25The more regular you are, the more of a ruler you will become.
131Amr̥itbēlē uṭhnē sē lēkar her|har karma , her|har saṅkalp aur her|har vāṇī mē̃ bhī regular . 132Ēk bhī bōl aisā na nikalē jō vyarth hō . 133Is duniyā kē|K jō baṛē ādmī haĩ vah lōg jab speech kartē haĩ tō unhō̃ kē|K bōlnē kē|K śhabda bhī fix kiyē jātē haĩ .
134Āp bhī baṛē sē baṛē ādmī hō nā . 135Tō āpkē bōl bhī fix hōnē chāhiē . 136Māyā kī|key mix na hō . 137Aisē regular bannē vālō̃ kī|key service saphal huī paṛī hai .
26Not even one word should be wasteful.
138Sammēlan kā her|har kārya kartē bhī yah kabhī nahī̃ bhūlnā ki ham viśhva kē āgē sākṣhātkārmūrt haĩ . 139Sākṣhātkār mūrt bannē sē āp kē|K dvārā bāpdādā kā sākṣhātkār svataḥ hī hōgā . 140Vah tab kar sakē̃gē jab svayã kō gyān , yōg kā pratyakṣha pramāṇ banāyēṅgē . 141Jitnā svayã kō pratyakṣha pramāṇ banāyēṅgē utnā bāp kō pratyakṣha kar sakē̃gē .
27* * * O M S H A N T I * * *
142Achchhā !