मंगलवार 8 मई 1973 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 108-05-73 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 08/05/73 Avyakt BapDada 18/07/94
2Sarvōcca svamān 3Sarv khajānō̃ sē bharpūr karnē vālē , mahādānī , vardānī , mahātyāgī va padmāpadma bhāgyaśhālī banānē vālē , varadānīmūrtta śhivbābā bōlē :
1At the present time, in which stage of selfrespect do you consider yourselves to be? 2Do you know your stage of selfrespect?
4Vartamān samay apanē-āp kō kis svamān mē̃ samajhtē hō ? 5Apnē svamān kō jāntē hō ?
3You know that it is the greatest stage of selfrespect, but what is this stage of selfrespect?
6Sabhī sē baṛē-sē-baṛā svamān abhī hī hai yah tō jāntē hī hō . 7Lēkin vah kaun-sā svamān hai ? 8Baṛē-sē baṛā svamān abhī kaun-sā hai .
4What is the greatest selfrespect of this time, and by speaking of this, it is visible that there can be no other selfrespect greater than this?
9Jiskō varṇan karnē mē̃ hī dikhāī paṛē ki issē baṛā svamān kōī hō nahī̃ saktā ?
5What is it? 6The greatest selfrespect of this time is that you become the master of the Father.
10Vah kaun-sā hai ? 11Is samay kā baṛē-sē-baṛā svamān yahī huā ki bāp K|kē bhī abhī tum mālik bantē hō .
7Before you become the masters of the world, you become the masters of the Creator of the world.
12 viśhva K|kē mālik bannē sē pahlē viśhva K|kē rachayitā K|kē bhī mālik bantē hō .
8You are even the masters of Shiv Baba. 9This is why they say, "Malekam Salaam" (Salutations to the master).
13Śhiv bābā K|kē bhī mālik hō . 14Isliē vālēkam salām kahtē haĩ .
10Worthy children are even the masters of the Father.
15Supātra bachchā bāp kā bhī mālik hai .
11At this time, you have made the Father belong to you.
16Is samay bāp kō bhī apnā banā liyā hai . 17Sārē kalp mē̃ bāp kō aisē apnā nahī̃ banā saktē hō .
12Throughout the entire kalpa, you cannot make the Father belong to you in this way.
18Abhī tō jab chāhō , jis rūp mē̃ chāhō , us rūp sē bāp kō apnā banā saktē hō .
13At present, you can make the Father belong to you when you want in whatever form you want.
19Bāp bhī is samay kis bandhan mē̃ hai ?
14In which bondage is the Father tied at this time?
20 ( bachchō̃ K|kē bandhan mē̃ ) .
15(Of the children.)
21Tō rachayitā kō bhī bandhan mē̃ bā̃dhanē vālē , aisā svamān phir kab anubhav karē̃gē ?
16You are those who have tied the Creator in a bondage, the ones who have made the Creator into the Server.
22Rachayitā kō sēvādhārī banānē vālē-bāp kō gulām banā diyā nā , apnī sēvā K|kē liyē .
17Will you experience suchself respect at any other time? 18You have made the Father into your Server, in order for Him to serve you.
23Yah hai śhuddha svamān .
19This is pure selfrespect.
24Ismē̃ abhimān nahī̃ hōtā hai .
20There is no arrogance in this.
25Jahā̃ svamān hōtā hai , vahā̃ abhimān nahī̃ hōtā hai .
21Where there is selfrespect, there cannot be any arrogance.
26Bāp kō sēvādhārī banāyā lēkin abhimān nahī̃ āyēgā .
22You have made the Father into the Server, but there is no arrogance in this.
27Tō apnē aisē śhuddha svamān mē̃-jahā̃ abhimān kā nām niśhān nahī̃ hai is sthiti mē̃ sthit rahtē hō ?
23So, do you remain stable in the stage of pure selfrespect and pride where there is no name or trace of arrogance?
28Jaisē bāp sadaiv hā̃ bachchē , mīṭhē bachchē , viśhva K|kē mālik bachchē samajh kar apnā sirtāj banātē haĩ , aisē sirtāj sthiti mē̃ sthit rahtē hō ? 29Brāhmaṇō̃ key|kī chōṭī kā sthān kahā̃ hōtā hai ?
24Just as Baba always considers you children to be the crown on His head by saying, "Yes, child, sweet child, My childwho is the master of the world", in the same way, do you remain stable in the stage of being the crown on the head?Where is the topknot of the Brahmins?
30Sir kē ūpar hai na .
25It is on the head, is it not?
31Tō brāhmaṇ chōṭī arthāt bāp K|kē sirtāj .
26So a Brahmin topknot means the crown on theFather's head.
32Tō jaisē bāp sadaiv bachchō̃ kō svamān dētē huē āp samān banātē haĩ , aisē āp sabhī bhī her|har - - ēk ātmā kō sadā svamān dētē bāp samān banātē rahtē hō ?
27So, just as Baba always gives the children that respect and makes them equal to Himself, in the sameway, do all of you give respect to all souls and make them equal to the Father?
33Yah sadā smr̥iti mē̃ rahtā hai ki is samay sivāy ēk bāp sē lēnē K|kē aur sabhī kō dēnā hai ?
28Does it constantly remain in yourintellect that, at this time, you have to take only from the one Father and give to everyone else?
34Tum ātmāō̃ kō ātmāō̃ sē lēnā nahī̃ hai parantu unhē̃ dēnā hai .
29You souls must nottake from souls, but give to them. 30Simply take from the one Father.
35Sirph ēk bāp sē hī lēnā hai . 36Jō liyā hai , vah dēnā hai .
31You have to give to others what you have taken.You are the bestowers, are you not?
37Dātā hai nā ? 38Yah sadā smr̥iti mē̃ rahtā hai ?
32Does this constantly remain in your awareness?
39Athavā jahā̃ dēnā hai , vahā̃ bhī lēnē key|kī ichchhā rakhtē hō ?
33Or, do you have a desire toreceive from where you give?
40Agar ātmā , ātmā dvārā kuch-bhī lēnē key|kī ichchhā rakhtī hai tō vah prāpti kyā hōgī ?
34If a soul keeps a desire to receive something from another soul, what attainment wouldthere be?
41Alp kāl key|kī hōgī na ?
35It would be temporary attainment.
42Alpagya ātmāō̃ sē alpkāl key|kī hī prāpti hōgī .
36From limited souls, there will be limited attainment.
43Sarvajña bāp sē sadākāl key|kī prāpti hōgī .
37From the unlimitedFather, there will be all attainments for all time.
44Tō jahā̃ sē lēnā hai vahā̃ lē rahē haĩ aur jahā̃ dēnā hai vahā̃ dē rahē hō ?
38So, are you taking from where you have to take and giving whereyou have to give?
45Athavā kabhī badalī kar dētē hō ?
39Or, do you sometimes change this?
46Agar ātmā , ātmā kō kuchh dētī bhī hai tō bāp sē liyā huā hī tō dēgī nā ?
40If a soul gives something to another, then it would only givethat which it had itself received from the Father, would it not?
47Jarā bhī kisī prakār key|kī lēnē key|kī ichchhā , apnē svamān sē girā dētī hai .
41The slightest desire of taking from others makes youfall from your stage of selfrespect.
48Jab āp lōg bhī kisī ātmā kō bāp dvārā milā huā ḵẖazānā dēnē kē nimitt bhī bantī hō tō bhī smr̥iti kyā rahtī hai ?
42When you become instruments to give souls the treasures you have received from the Father, what awareness do youhave at that time?
49Ātmā kē pās apnā kuchh hai kyā ?
43Does the soul have anything that belongs to itself?
50Bāp K|kē diyē huē kō hī apnā banāyā hai .
44You have made that which you have beengiven by the Father belong to you.
51Jab aurō̃ kō bhī dēnē kē nimitt bantē hō , us samay agar yah smr̥iti mē̃ nahī̃ rahtā ki bāp kā ḵẖazānā dē rahē haĩ tō un ātmāō̃ kō śhrēṣhṭh sambandh mē̃ jōṛ nahī̃ saktē hō .
45If, when you become instruments to give to others, you do not have the awarenessthat you are giving the treasures you have received from the Father, then you are not able to connect those souls in anelevated relationship.
52Kyā aisī smr̥iti mē̃ rahtē huē her|har karma kartē hō ?
46Do you perform every action whilst staying in this awareness?
53Naśhā bhī rahē apnē śhrēṣhṭh svamān kā .
47You should also have theintoxication of your elevated stage of selfrespect.
54Unkē sāth-sāth aur kyā rahtā hai ?
48Together with that, what else do you have?
55 ( khuśhī ) .
49(Happiness.)
56Jitnā buddhi mē̃ naśhā hōgā , utnī hī karma mē̃ namratā-is naśhē key|kī niśhānī yah hai .
50Asmuch intoxication as you have in the intellect, there should be just as much humility in your actions.
57Naśhā bhī ū̃chā hōgā lēkin karma mē̃ namratā rahēgī . 58Nayanō̃ mē̃ sadaiv namratā hōgī .
51The sign of thisintoxication is that although you will have elevated intoxication, there will be humility in your actions.
59Isliē is naśhē mē̃ kabhī nuksān nahī̃ hōtā hai . 60Samjhā ? 61Sirph naśhā nahī̃ rakhnā .
52There willalways be humility in your eyes, and, therefore, there will never be any loss or damage through the intoxication.
62Ēk taraph ati naśhā , dūsrī taraph ati namratā .
53Doyou understand? 54Do not just have intoxication.
63Jaisē sunāyā ki ū̃c-tē ū̃ch bāp bhī bachchō̃ kē āgē gulām ban kar ātē haĩ tō namratā huī nā ? 64Jitnā ū̃ch utnī hī namratā-aisā balance rahtā hai ?
55On the one side, there should be a lot of intoxication but on the other side, there shouldbe great humility. 56You were told that even the highestonhigh Father comes as the Server of the children. 57So, that ishumility, is it not?
65Athavā jis samay naśhē mē̃ rahtē hō , tō kuchh sujhatā hī nahī̃ ?
58To the extent that you are great, so accordingly, there has to be that much humility.
66Kyōṅki jab apnē is svamān K|kē naśhē mē̃ rahtē haĩ ki ham viśhva K|kē rachayitā K|kē bhī mālik haĩ tō aisē naśhē mē̃ rahnē vālē kā karttavya kyā hōgā ?
59Do you havethis balance? 60Or, are you not able to think of anything else when you stay in this intoxication? 61Do you stay in theselfrespect of the intoxication of being the masters of the Creator of the world.
67Viśhva kā kalyāṇ namratā K|kē binā hō nahī̃ saktā .
62Then what should be the duty ofthose who stay in such intoxication?
68Bāp kō bhī apnā tab banāyā jab bāp bhī namratā sē bachchō̃ kā sēvādhārī banā .
63There cannot be world benefit without humility. 64You made the Father belong toyou when with humility, He became the Server of you children.
69Aisē hī follow father .
65In the same way, follow the Father.
70Her|har samay yah check karō ki bāp sē kitnē khajānē milē haĩ ?
66At everymoment, check how many treasures you have received from the Father.
71Mālūm hai kitnē khajānō̃ K|kē mālik hō ?
67Do you know how many treasures you arethe masters of?
72- ( anginat ) phir bhī mukhya tō varṇan karnē mē̃ ātē haĩ nā ?
68(Countless.) 69However, you can speak of some of the main ones.
73Is saṅgamyug mē̃ mukhya kitnē khajānē haĩ ?
70How many main treasures are thereat this confluence age?
74Āp lōgō̃ kō kitnē milē haĩ ?
71How many treasures have you received?
75Sabhī sē baṛē-sē-baṛā ḵẖazānā tō bāp milā . 76Pahlē number kā ḵẖazānā tō yē hai nā ?
72The greatest treasure is that you found the Father.This is the number one treasure, is it not?
77Jaisē kisī kō chābī mil jāy tō gōyā sab mil gayā . 78Bāp mil gayā arthāt sabhī kuchh mil gayā .
73When someone receives the key, it is as though he has found everything.Having found the Father, you have found everything.
79Aur kyā milā ?
74What else have you found?
80Vah bhī sāth-sāth varṇan karō .
75You also speak of this.
81Gyān bhī hai aur aṣṭ-śaktiyā̃ bhī haĩ .
76You havereceived the knowledge and also the eight powers.
82Ēk-ēk śhakti kō alag - alag varṇan karō tō alag-alag śhakti bhī khajānē K|kē rūp mē̃ hai .
77If you speak of each power individually, then each power is atreasure.
83Is prakār jō bāp K|kē guṇ varṇan kartē hō , vah guṇ bhī khajānē K|kē rūp mē̃ varṇan kar saktē hō .
78In the same way, the virtues of the Father that you speak of can also be described as a treasure.
84Is rīti sē is amūlya saṅgamyug K|kē samay kā ēk second bhī ḵẖazānā hai .
79In the sameway, every second of the invaluable period of the confluence age is a treasure.
85Jaisē khajānē sē prāpti hōtī hai vaisē is saṅgamyug K|kē ēk-ēk second sē śhrēṣhṭh prāpti kar saktē hō .
80Just as you receive attainment fromthe treasures, in the same way, you can have an elevated attainment from every second of the confluence age.
86Tō yah saṅgam kā samay arthāt ēk-ēk second anēk padmō̃ sē jyādā baṛā ḵẖazānā hai .
81So, thistime of the confluence, that is, every second of the confluence age, is a treasure greater than multimillions.
87Agar anēk padma ikaṭhṭhā karō aur saṅgamyug kā ēk second dūsrī taraph rakhō tō bhī śhrēṣhṭh saṅgam kā hī ēk second ginā jāyēgā . 88Kyōṅki is ēk second mē̃ hī sadā kāl K|kē prārabdha key|kī prāpti hōtī hai .
82If youwere to accumulate multimillions on the one side and, on the other side, you kept one second of the confluence age,then the second of the confluence age would be more elevated, because the attainment for all time is available in thisone second.
89Sabhī kō sunātē hō na - ēk second mē̃ mukti aur jīvanmukti kā varsā lē saktē hō . 90Tō ēk second key|kī bhī value hō gaī nā ?
83You can tell everyone that they can claim the inheritance of mukti and jeevanmukti in one second.Therefore, even one second is so valuable.
91Tō saṅgam kā samay bhī bahut baṛā khazānā hai .
84The time of the confluence age is also a huge treasure.
92Ab itnē sabhī khajānē check karō ki ham in khajānō̃ kō apnē andar kitnā dhāraṇ kar sakē haĩ ?
85So, check to whatextent you have been able to imbibe within yourselves all these treasures.
93Athavā aisā tō nahī̃ ki kōī khazānā dhāraṇ huā hai aur kōī nahī̃ huā hai ?
86Or, is it that you have imbibed sometreasures and not other treasures?
94Kisī bhī khazānē sē adhūrē tō nahī̃ rah gayē hō ?
87You are not missing out slightly on any of the treasures, are you?
95Vañchit tō hōṅgē nahī̃ lēkin yadi adhūrī prāpti key|kī , tō bhī chandravanśhī hō gayē , sūryavanśhī nahī̃ huē .
88You cannot bedeprived, but if you only attain a little, then too, you become part of the moon dynasty. 89You cannot then be part ofthe sun dynasty.
96Sūryavanśhī arthāt sampann .
90To be in the sun dynasty means to be complete.
97Kisī bhī bāt mē̃ yadi sampann nahī̃ tō sūryavanśhī nahī̃ kahē̃gē .
91If you are not complete in any aspect, then you arenot part of the sun dynasty.
98Tō sabhī khazānō̃ kō sāmnē rakhtē huē apanē-āp kō check karō ki yah kahā̃ tak hai , kitnī andāz mē̃ haĩ ?
92If the soul is not complete, it cannot be called part of the sun dynasty. 93So keep all thetreasures in front of yourself and check where you have reached.
99Aisā tō nahī̃ ki thōṛē mē̃ hī khuśh hō gayē haĩ .
94How far have you reached? 95It should not be thatyou become happy with only a little.
100Tō in sabhī khazānō̃ kō check karnā aur sāth-sāth yah bhī check karō ki jō bhī khazānē milē haĩ unkē mahādānī banē hō yā apnē prati hī rakh liyā hai ? 101Mahādānī jō hōtē haĩ vah apnā bhī dūsrō̃ kō dē dētē haĩ , lēkin phir bhī vē|way bhikhārī nahī̃ bantē .
96So, check all these treasures. 97And, together with that, also check whether youhave become a great donor of all the treasures you have received or whether you have just kept them for yourself.Those who are great donors give whatever they have to others.
102Kyōṅki jō dētē haĩ vō unkē pās|pass automatically baṛhtā hai . 103Tō yah bhī dēkhō ki pavitratā kā khazānā kahā̃ tak anēk ātmāō̃ kō dān diyā hai ?
98And, even then, they themselves do not becomebeggars, because whatever they give automatically increases within them. 99So also check to what extent you havegiven the treasure of purity to all souls.
104Atīndriya sukh kā khazānā bhī dēkhnā hai ki jyādā apnē prati lagātē hō yā viśhva key|kī sēvā arth|earth lagātē hō ?
100You also have to check your treasure of supersensuous happiness: do youkeep more for yourself or more for the service of the world?
105Apnī prāpti tō kar lī nā ? 106Lēkin abhī key|kī stage viśhva key|kī sēvā kē prati lagānē kī hai .
101You have attained it for yourself, but the present stage isfor using it for world service.
107Tō yah check karō ki her|har khazānā apnē prati kahā̃ tak lagāyā hai ? 108Aur dūsrō̃ kē prati kahā̃ tak lagātē haĩ ?
102So check to what extent you have used all the treasures for yourself and to what extentyou use them for others.
109Sampūrṇ stage iskō kahā jātā hai .
103This is called the complete stage.
110Kyā sarv khazānē aurō̃ kē prati lagāyē ?
104Have you used all the treasures for others?
111Agar apnē purūṣhārth kē prati hī gyān kā ḵẖazānā va śhaktiyō̃ kā khazānā lagātē rahtē hō tō vah bhī sampūrṇ stage nahī̃ huī .
105If you use thetreasures of knowledge and the powers for your own effort, then that too is not called the complete stage.
112Ab dūsrō̃ kē prati lagānē kā samay hai .
106Now is thetime to use all these for others.
113Agar abhī tak bhī sarvśhaktiyō̃ kō apnē prati hī prayōg kartē rahē̃gē tō dūsrō̃ kē liē mahādānī va vardānī kab banē̃gē ?
107If, even now, you continue to use all powers for your own self, then when would youbecome a great donor and one who grants blessings to others?
114Ab aisā abhyās karō jō apnē prati lagānā na paṛē .
108Now practise in such a way that you do not have to usethem for your own self.
115Agar sabhī khazānē dūsrō̃ kē prati lagātē rahē̃gē tō āp khālī hō jāyēṅgē kyā ?
109If you continue to use all your treasures for others, would you become empty?
116Jaisē bāp apnē rest kā samay jō ki śharīr kē liē āvaśhyak hai vah bhī apnē prati na lagākar viśhva-kalyāṇ arth|earth lagātē rahtē thē aisē sarvśhaktiyā̃ bhī viśv-kalyāṇ-prati lagē̃ na ki apnē prati .
110Just as the father also gave the time of his own rest, which was essential for his own body, and used it for the sake ofworld benefit, in the same way, all the powers should be used for world benefit, not for your own self.
117Jab sabhī kō bāp-samān bannā hai tō bāp-samān stage bhī tō dhāraṇ karē̃gē na ?
111Wheneveryone has to become equal to the father, they would also adopt the stage equal to that of the father, would theynot?
118Dūsrō̃ kō dēnē lag jāyēṅgē tō hī apanē-āpakō sarv bātō̃ mē̃ sampann hōnē kā anubhav karē̃gē .
112Only when you begin to give to others will you begin to experience yourselves to be complete in all aspects.
119Dūsrō̃ kō paṛhānē mē̃ apnē kō paṛhānā automatically hō jāyēgā .
113Inteaching others, you automatically teach yourselves.
120Abhī double arthāt dūsrō̃ mē̃ alag , apnē mē̃ alag time lagātē hō .
114At present, you take double the time; a separate time foryourself and a separate time for others.
121Abhī ēk hī samay mē̃ double kām karō . 122Kyōṅki samay cum|kam hai .
115Now, do double the work in the same time, because there is very little timeleft.
123Samay kam hōtā hai tō double course key|kī study kartē haĩ , yah bhī aisē hai .
116When there is little time, people study a double course, and so this is the same.
124Samay samīp ā rahā hai .
117Time is coming close.
125Tō dūsrō̃ kō dēnē K|kē sāth-sāth apnā jamā karō . 126Apnē prati na lagāō .
118So,together with giving to others, accumulate for your own self; do not just use it for your own self.
127Agar abhī tak bhī apnē prati lagātē aur samay ganvātē rahē̃gē tō viśhva K|kē mahārājan nahī̃ ban sakē̃gē .
119If, even now, youcontinue to use it for yourself and continue to waste time, you cannot become world emperors.
128Lakṣhya tō viśhva mahārājan bannē kā hai nā ?
120You have the aim ofbecoming world emperors, do you not?
129Śhurū mē̃ jab gyān gaṅgāyē̃ nikalī̃ tō us samay key|kī sēvā key|kī viśhēṣhtā kyā thī ?
121When the Ganges of knowledge emerged in the beginning, what was the speciality of service at that time?
130Us samay K|kē nikalē huē vāris aur is samay key|kī nikalī huī ātmāō̃ mē̃ antar kyō̃ ?
122What isthe difference between the heirs who emerged at that time and the souls who have emerged at this time?
131Service tō ab jyādā hō rahī hai lēkin vāris dikhāī nahī̃ dētē-kyō̃ ?
123A lot ofservice is taking place now, but there aren't as many heirs visible.
132Kāraṇ , vistār mē̃ tō bahut hai , lēkin mūl kāraṇ kyā hai ?
124What is the reason for this? 125There is a lot ofexpansion, so what is the main reason?
133Us samay apanā-pan nahī̃ thā , viśhva K|kē kalyāṇ-artha apnā sabhī kuchh dēnā hai , vah bhāvnā thī .
126At that time, they did not have the feeling of "mine", but the feeling that theyhad to give everything of theirs for world benefit.
134Ēknāmī aur economy ( E c o n o m y ) vālē thē .
127They belonged to One (ekname) and they had economy.
135Sabhī khazānō̃ key|kī economy thī . 136Vyarth nahī̃ ganvātē thē .
128Theywere economical with all the treasures; they never wasted anything.
137Samay , śhakti jō lī hai , vah aurō̃ kō dēnī hai . 138Arthāt mahādānī-pan key|kī stage thī . 139Kyōṅki viśhēṣh nimitt banī huī thī̃ .
129The time and powers they had received had to begiven to others, that is, they had the stage of being great donors, because they were special instruments.
140Tō us samay key|kī stage aur abhī key|kī stage dēkhō kitnā phark hai .
130Look at howmuch difference there is in the stage of that time and that of the present time!
141Abhī pahlē apnē sādhan sōchē̃gē , pīchhē service K|kē sādhan arthāt pahlē sālavēśan ( S a l v a t i o n ) pīchhē service ( S e r v i c e ) .
131Now, first of all, some think of theirown facilities and then facilities of service. 132That is, they first think of their own comfort and facilities and then theneed of service.
142Parantu śhurū mē̃ thā pahlē service , phir sālavēśan milē , na milē .
133In the beginning, they first thought of service and then, whether they received facilities or not, itdidn't matter.
143Sālavēśan sē service karnī hai yah saṅkalp-mātra mē̃ bhī nahī̃ thā .
134They didn't have the slightest thought that they could only do service if there were the facilitiesavailable.
144Sādhan hō tō service hō , sāthī hō tō service hō , dharnī hō tō service hō-yah saṅkalp nahī̃ thē .
135They did not have the thoughts: We can do service only if we have the facilities; we can do service only ifwe have a companion; we can do service only if the situation is right.
145Jahā̃ jāō , jaisī paristhiti hō aur jaisā prabandh hō , sahanśhakti sē sēvā kō baṛhānā hai .
136Wherever you go, whatever the situation is andwhatever facilities are provided, you have to increase service with your own power of tolerance.
146Yah mahādānī key|kī stage hai .
137This is the stage ofbeing a great donor.
147Svayã K|kē tyāg sē aurō̃ kā bhāgya bantā hai .
138The fortune of others is created through renunciation of the self.
148Jahā̃ svayã kā tyāg nahī̃ vahā̃ aurō̃ kā bhāgya nahī̃ bantā .
139Where there is no renunciationof the self, the fortune of others cannot be created.
149Bāp nē svayã kā tyāg kiyā , tabhī tō āp anēk ātmāō̃ kā bhāgya banā .
140The father renounced everything for himself, and this is how yourfortune was created.
150Tō śhurū key|kī sthiti mē̃ svayã K|kē sabhī sukhō̃ kā tyāg thā issē yah bhāgya banē .
141So, in their stage, they renounced all the luxuries for the self, and it was through this that fortunewas created.
151Ab jitnā tyāg , utnā bhāgya banā rahē hō aurō̃ kā .
142Are you making as much fortune for others as you have renunciation for the self?
152Isliē vāris chhip gayē haĩ .
143This is why the heirsare hidden.
153Tō ab phir sē vahī mahādānī bannē kā saṅskār va sadā sarv prāpti hōtē huē bhī aur sarv sādhan hōtē huē bhī sādhan mē̃ na āō , sādhnā mē̃ rahō .
144So now, let those sanskars of being the great donors emerge, that is, whilst having all attainments and allfacilities, do not get trapped in the facilities, but maintain your own spiritual endeavour.
154Abhī sādhnā cum|kam hai , sādhan jyādā haĩ .
145At present, there is littlespiritual endeavour and more facilities.
155Pahlē sādhan cum|kam thē , sādhnā jyādā thī .
146Earlier, they made more spiritual endeavour and had fewer facilities.
156Isliē abhī nirantar us sādhnā mē̃ rahō arthāt sādhan hōtē huē bhī tyāg vr̥itti mē̃ rahō . 157Jissē thōṛē samay mē̃ ūñchī ātmāō̃ kā bhāgya banā sakō .
147This iswhy you must now constantly maintain that spiritual endeavour, that is, even whilst having all the facilities, maintainan attitude of renunciation through which you can create the fortune of many souls.
158Bāpdādā nē sabhī K|kē hāth mē̃ ab ātmāō̃ K|kē bhāgya key|kī rēkhā lagānē key|kī authority dī hai .
148BapDada has given all you soulsthe authority of drawing the line of fortune on the hands of others.
159Tō aisā na hō ki apnē tyāg key|kī kamī K|kē kāraṇ anēk ātmāō̃ K|kē bhāgya key|kī rēkhā sampann na kar sakō .
149So, it should not be that, because of the lack ofyour own renunciation, you are unable to create the complete fortune of other souls.
160Bahut jimmēvārī hai . 161Jaisē-jaisē samay samīp ātā jā rahā hai , vaisē-vaisē saṅkalp bhī vyarth na ganvānē key|kī jimmēvārī harēk ātmā kē ūpar baṛhtī jā rahī hai .
150You have a great responsibility.Just as time is coming closer, so too, the responsibility on each soul of not wasting any thoughts is also increasing.Now, do not consider this to be your childhood.
162Abhī apnā bachpan nahī̃ samajhnā .
151Whatever you did in your childhood was good.
163Bachpan mē̃ jō kiyā vah achchhā lagtā thā .
152Even thecarelessness of a child is enjoyed by others.
164Bachchē kā albēlāpan achchhā lagtā hai , baṛappan nahī̃ aur baṛō̃ kā phir albēlēpan achchhā nahī̃ lagtā hai isliyē samay K|kē pramāṇ apnē svamān kō kāyam rakhtē huē jimmēvārī kō sambhāltē jāō .
153But if an adult is careless, no one likes it. 154Therefore, according to thetime, maintain your stage of selfrespect for all time and continue to fulfil your responsibility. 155Do you understand?
165Samjhā ?
156Achcha.
166Achchhā aisē bāp kō sarv-sambandhō̃ sē apnā banānē vālē , sadā sarv-khajānē sarv-ātmāō̃ kē prati dān dēnē vālē mahādānī , vardānī , mahātyāgī aur padmāpadma bhāgyavān bachchō̃ kō yād-pyār aur namastē .
157To those who make such a Father belong to them with all relationships; to the great donors, the images that grantblessings and the great renunciates who give the donation of all treasures to all souls and to the multimilliontimesfortunate children, love, remembrances and namaste. 158* * * O M S H A N T I * * *