बुधवार 16 मई 1973 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
>
16-05-73 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
Antim purūṣhārth
Mūrcchit kō surjīt karnē vālē , sarv kō sahyōg dēnē vālē , manuṣhyātmāō̃ kō dēv-ātmā banānē vālē , sarvśhaktimān bābā bōlē :
Sarvśhaktiyō̃ sē sampann-mūrtta kyā svayã kō anubhav kartē hō ? Bāpdādā dvārā is śhrēṣhṭh janm kā varsā kyā prāpt hō gayā hai ? Varsē K|kē adhikārī arthāt sarvśhaktiyō̃ K|kē adhikārī bannā , sarvśhaktiyō̃ K|kē adhikārī arthāt master sarvśhaktivān banē hō ? Master sarvśhaktivān bannē sē jō prāpti svarūp anubhav kartē hō kyā usī anubhav mē̃ nirantar sthit rahtē hō vā ismē̃ antar rahtā hai ? Varsē K|kē adhikārī bannē mē̃ sirph jō dō bātē̃ buddhi mē̃ rakhnē sē antar samāpt hō nirantar vah sthiti banā saktē hō vē|way dō śhabda kaun-sē haĩ ? Vah jāntē bhī hō , aur kar bhī rahē hō , lēkin nirantar nahī̃ kartē hō ? Ēk hai smr̥iti kō yathārth banānē kā , dūsrā hai karma kō śhrēṣhṭh banānē kā . Vē|way dō śhabda kaun-sē haĩ ? Ēk hai smr̥iti kō powerful banānē K|kē liyē sadā connection ( C o n n e c t i o n ) aur karma kō śhrēṣhṭh banānē kē liē sadā apnī correction ( C o r r e c t i o n ) chāhiē . Correction her|har karma mē̃ na hōnē K|kē kāraṇ master sarvśhaktivān vā ôlamāīṭī authority key|kī stage ( S t a g e ) par nirantar sthit nahī̃ hō pātē hō . Yah dōnō̃ śhabda kitnē saral haĩ . Yahā̃ āē bhī isliē hō nā ? Jis karttavya kē liē āē hō uskō karnā muśhkil hōtā hai kyā ?
Muśhkil kiskō anubhav hōtā hai ? Jō kamjōr hōtē haĩ . Vē|way muśhkil anubhav kyō̃ kartē haĩ ? Connection juṭē huē bhī kabhī-kabhī muśhkil anubhav kartē haĩ . Vah isliē muśhkil anubhav hōtā hai , kyōṅki mēhnat nahī̃ kartē . Jāntē bhī haĩ , samajhtē bhī haĩ , chaltē bhī haĩ lēkin chaltē-chaltē phir viśrāmapasanda hō jātē hō . Bāpdādā K|kē pasand nahī̃ , lēkin ārām pasand . Isliē jāntē huē bhī aisī sthiti ban jātī hai . Tō bāp-samān śhrēṣhṭh karma karnē mē̃ ārām-pasandī śhrēṣhṭh sthiti kō nahī̃ pā saktē . Isliē her|har saṅkalp aur her|har karma key|kī correction karō . Aur bāpdādā K|kē karmō̃ sē connection jōṛō phir dēkhō ki bāp-samān haĩ ? Abhī āp śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā lāsṭapurūṣārtha kaun-sā rah gayā hai ? Last stage K|kē last paper K|kē question kō jāntē hō ? Jānnē vālā tō zarūr pās|pass hōgā nā ? Āp sabhī final ( F i n a l ) parīkṣhā K|kē last question kō jāntē hō ? Āp kā last question āpkē bhaktō̃ kō bhī patā hai . Vah bhī varṇan kartē haĩ . Āpkō bhakta jāntē haĩ aur āp nahī̃ jāntē hō ? Bhakta āp lōgō̃ sē hōśhiyār hō gaē haĩ kyā ?
Āj śhrēṣhṭh ātmāō̃ K|kē kalp pahlē key|kī result kā bhaktō̃ kō mālūm hai aur āp lōgō̃ kō apnē vartamān purūṣhārth K|kē final stage bhūl gaī hai . Vah last stage bār-bār suntē hō . Gāyan bhī kartē haĩ . Gītā K|kē bhagvān K|kē dvārā gītā-jñān sunnē kē bād final stage kaun-sī varṇan kartē hō ? ( naṣhṭōmōhā … smr̥itirlabdhā ) bhakta āpkī stage kā varṇan tō kartē haĩ nā ? Tō last paper kā question kaun-sā hai ? Smr̥iti svarūp kis stage tak banē hō aur naṣṭōmōhaḥ kahā̃ tak banē hō ? - yahī hai last question . Is last question kō pūrṇ rīti sē practical mē̃ karnē kē liē yahī dō śhabda practical mē̃ lānē haĩ . Abhī tō sabhī pass with honour ban jāyēṅgē nā ? Jabki final result sē pahlē hī question announce ( A n n o u n c e ) hō rahā hai . Phir bhī 108 hī nikalē̃gē . Itnā muśhkil hai kyā ? Pahlē din sē yah question miltā hai . Jis din janma liyā us din hī last question sunāyā jātā hai .
Abhī āp lōg jō śhrēṣhṭh ātmāē̃ baiṭhē hō vah tō pās|pass hōnē vālē hō nā ? Sunāyā thā ki pās|pass hōnē K|kē liyē is pās|pass śhabda kō dūsrē arth|earth sē practical mē̃ lāō . Jō kuchh huā vah pās|pass hō gayā . Jō bīt chukā uskō agar pās|pass samajh kar chaltē chalō tō kyā pās|pass nahī̃ hōṅgē ? Isī pās|pass śhabda kō hindī bhāṣhā mē̃ prayōg karō tō pās|pass arthāt sāth . Bāpdādā kē pās haĩ . Tō is ēk śhabda kō tīnō̃ hī rūp sē smr̥iti mē̃ rakhō . Pās|pass hō gayā , pās|pass rahnā hai aur pās|pass hōnā hai . Tō result kyā nikalēgī ? Saṅgaṭhan key|kī yādgār jō vijay mālā K|kē rūp mē̃ gāī huī hai usī vijay mālā K|kē maṇakē avaśhya ban jāyēṅgē . Agar bāpdādā bachchō̃ kō sadaiv apnē pās|pass rahnē kā nimantraṇ dētē haĩ , apnē sāth her|har charitra anubhav karānē kā nimantraṇ dētē haĩ tō aisā śhrēṣhṭh nimantraṇ svīkār nahī̃ kartē hō kyā ? Sārē kalp K|kē andar ātmāō̃ kō śhrēṣhṭh ātmā dvārā vā sādhāraṇ ātmā dvārā bhinn-bhinn prakār K|kē nimantraṇ miltē rahē lēkin yah nimantraṇ abhī nahī̃ tō kabhī nahī̃ . Nimantraṇ kō svīkār karnā arthāt apnē āpkō bāp kē pās rakhnā . Yah kyā muśhkil hai ? Nimantraṇ par sirph svayã kō pahuñchnā hōtā hai . Bākī sabhī nimantraṇ dēnē vālē key|kī jimmēvārī hai . Tō apnē āp kō bāp kē pās lē jānā arthāt buddhi sē bāp kē pās rahnā ismē̃ kyā mēhnat hai ? Agar āj key|kī duniyā mē̃ kisī sādhāraṇ vyakti kō president nimantraṇ dē ki āj sē tum mērē sāth rahnā tō kyā karē̃gē ? ( sāhas nahī̃ rakhē̃gē ) agar vah sāhas dilāyē tō kyā karē̃gē ? Kyā dērī varē̃gē ? Tō bāp K|kē nimantraṇ kō sadā svīkār kyō̃ nahī̃ kartē hō ? Kōī rassiyā̃ haĩ jō ki khīñchtī haĩ ? Bachchē powerful haĩ yā bāp ? Powerful sē powerful kaun ? Kaun kitnā bhī powerful hō , lēkin ussē prāpti kyā ? Prāpti K|kē anubhavī svarūp K|kē ādhār par us ākarṣhaṇ mē̃ ākarṣhit hōnā kyā brāhmaṇ ātmāō̃ kē liē śhōbhtā hai ? Brāhmaṇ ātmāō̃ kē liē vā śhrēṣhṭh ātmāō̃ kē liē prabhāvśhālī māyā bhī kis rūp mē̃ dikhāī dētī hai ? Kāgaz kā śhēr anubhav hōtā hai ? Jō samajhtē haĩ vah prabhāvśhālī māyā hamārē liē kāgaz arthāt khilaunā hai vah apnā hāth uṭhāvē̃ .
Kyā māyā kō kāgaz kā śhēr nahī̃ banāyā hai ? Kyā vah bējān nahī̃ hai ? Jō svayã ḍēkōrēśan kō lagātē haĩ vē|way tō ḍarē̃gē nahī̃ , lēkin dūsrē ḍar saktē haĩ . Abhī usmē̃ jān hai kyā ? Kabhī-kabhī jānavālī ban jātī hai kyā ? Abhī unkō mūrchhit nahī̃ kiyā hai ? Mūrchhit hō gaī hai ki abhī vah jindā hai . Mūrchhit kiyā hai ? Āp K|kē liyē mar chukī hai ? Kis stage tak hai ? Mar chukī hai , jal gaī hai yā mūrchhit hai ? Tīn sṭējis haĩ . Kōī kē liē mūrchhit rūp mē̃ hai , kōī kē liē mar chukī hai aur kōī kē liē jal bhī gaī hai arthāt nām niśhān nahī̃ rahā hai . Tō har ēk apnē kō dēkhē ki kis stage tak pahũchē haĩ ? Mūrchhit karnē K|kē bajāy svayã tō mūrchhit nahī̃ hō jātē haĩ ? Sadā sañjīvanī būṭī sāth hai tō kabhī bhī mūrchhit nahī̃ hō saktē . Mūrchhit karnē vālē kabhī mūrchhit nahī̃ hōtē . Brāhmaṇ janm kā karttavya hī yah hai . Janm lēnē sē pahlē pratigyā kyā kī thī ? Yahī pratigyā kī thī nā ki māyā jīt jagatjīt banē̃gē . Yah tō janm kā hī karttavya hai . Jō janm sē karttavya kartē āyē hō vah kyā muśhkil hōtā hai ? Achchhā .
Sadā surjīt rahnē vālē , sadā sarvśhaktiyō̃ sē sampann rahnē vālē , sadā bāpdādā kē sāth rahnē vālē , sadā bāp K|kē karttavya mē̃ hāth baṛhānē vālē , sadā sahyōgī , sadā vijayī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād pyār aur namastē !
Party kē sāth
Bāpdādā K|kē liyē guldastā party hai . Usmē̃ dēkhnā hai ki maĩ kaun-sā fool|phūl hū̃ , gulāb hū̃ yā chamēlī hū̃ ? Har ēk key|kī viśhēṣhtā kō tō āp jāntē hō nā ? Kamal aur gulāb mē̃ kyā antar hai ? Kamal kā puṣhp kamāl karnē mē̃ pravīṇ . Anubhav karnē mē̃ gulāb kā fool|phūl hai . Yahā̃ bāpdādā svayã hī phūlō̃ mē̃ sarv viśēṣatāē bhar rahē haĩ . Science ( science ) vālē bhī ēk mē̃ kaī chījē̃ paidā kartē haĩ nā ? Yah kahā̃ sē sīkhā ? Yahā̃ ēk-ēk mē̃ anēk prakār K|kē phūlō̃ kā ras bharnā . Jō gāyan hai tumhārī gat-mat tumhī̃ jānō kyā sē kyā banā dēnā yahī gat hai nā ? Ēk-ēk mē̃ sab ras bhar dēnā , sarv-puṣpō̃ key|kī jō bhī viśēṣatāyē haĩ unmē̃ sarv puṣhpō̃ key|kī viśhēṣhtā bharnā hai tabhī tō kahā jātā hai - sarvguṇ sampann , sarv rasnā sampann , na ki caudah kalā . Sarv-puṣpō̃ key|kī rasnā samān sampann bannā yahī bāp kō pyārā lagtā hai . Bāgvān bhī bagīchē kō dēkh harṣhit hōtē haĩ . Jahā̃ dēkhō , jō sunō , aur jō bōlō usmē̃ viśhēṣhtā . Apnē mē̃ her|har bāt key|kī viśhēṣhtā bharō . Jab her|har bāt mē̃ viśhēṣhtā bharē̃gē tō kyā ban jāyēṅgē ? Viśhēṣh ātmā kabhī kīchaṛ mē̃ nahī̃ phanstī . Sadaiv harṣhit rahtī hai . Niśhchay buddhi K|kē ēk-ēk bāt mē̃ niśhchay hōnā chāhiē . Chatur bāp key|kī santān haĩ . Jō bahu rūpī bannā jāntā hai vah her|har bāt mē̃ saphalatā-mūrtta hōgā . Achchhā .