रविवार 15 जुलाई 1973 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 115-07-73 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 03/10/94 Morning Murli Om Shanti Avyakt BapDada Madhuban 15/07/73
2Lagāv aur svabhāv K|kē badalnē sē viśhva-parivartan 3Najarō̃ sē nihāl karnē vālē , duḥkh va aśhānti sē dūr lē jānē vālē , mukti jīvanmukti kā varsā dēnē vālē , light house aur might house banānē vālē , sarv key|kī manōkāmanāō̃ kō pūrṇ karnē vālē , viśhva-kalyāṇakārī bābā bōlē : 4Kyā āvāz sē parē śānt-sthiti itnī hī priya lagtī hai ki jitnī āvāz mē̃ ānē key|kī sthiti priya lagtī hai ? 5Āvāz mē̃ ānā aur āvāz sē parē jānā yē dōnō̃ hī ēk samān sahaj lagtē haĩ yā āvāz sē parē jānā muśhkil lagtā hai ?
1Do you love the stage of being silent and being beyond sound just as much as you love coming into sound?
6Vāstav mē̃ svadharm śhānt-svarūp hōnē K|kē kāraṇ āvāz sē parē jānā ati sahaj hōnā chāhiē .
2Do youfind both coming into sound and going beyond sound easy to the same extent, or do you find going beyond sounddifficult?
7Abhī-abhī ēk second mē̃ jaisē sthūl śharīr dvārā kahī̃ bhī jānē kā iśhārā milē tō jaisē jānā aur ānā yē dōnō̃ hī sahaj anubhav hōtē haĩ , vaisē hī is śharīr key|kī smr̥iti sē buddhi dvārā parē jānā aur ānā yē dōnō̃ hī sahaj anubhav hōṅgē . 8Arthāt kyā ēk second mē̃ aisā kar saktē hō ?
3In fact, because your original religion is of being the embodiment of peace, it should be extremely easy togo beyond sound. 4Whenever you receive a signal to go anywhere physically, you are able to do that in one second,then going and coming is experienced to be easy. 5In the same way, to go beyond the awareness of the body and tohave awareness in the intellect: would both of these be experienced just as easily?
9Jab chāhē̃ śharīr kā ādhār lē̃ aur jab chāhē̃ śharīr kā ādhār chhōṛ kar apnē aśharīrī svarūp mē̃ sthit hō̃ jāyē̃ , kyā aisē anubhav chaltē-phirtē kartē rahtē hō ?
6That is, are you able to do this inone second? 7To take the support of the body when you wish and to let go of the support of the body when you wishand to stabilise yourself in your bodiless stage?
10Jaisē śharīr dhāraṇ kiyā vaisē hī phir śharīr sē nyārē hō jānā in dōnō̃ kā kyā ēk hī anubhav kartē hō ? 11Yahī anubhav antim paper mē̃ first number lānē kā ādhār hai .
8Do you have this experience whilst walking and moving around?Just as you have adopted the body, in the same way, to become detached from the body: do you have the sameexperience of both these stages?
12Jō last paper dēnē kē liē abhī sē taiyār hō gayē hō yā hō rahē hō ? 13Jaisē vināśh karnē vālē ēk iśhārā miltē hī apnā kārya sampann kar dēgē , arthāt vināśhkārī ātmāyē̃ itnī ever-ready haĩ ki ēk second K|kē iśhārē sē apnā kārya abhī bhī prārambh kar saktī haĩ .
9This experience is the basis of claiming the first number. 10Are you ready to take thefinal paper now or are you still preparing yourselves? 11Those who are to bring about destruction will accomplish theirtask on a signal, that is, the souls who will be responsible for destruction are so everready that, with a signal, theywill be able to begin their task in one second.
14Tō kyā viśhva kā nav-nirmāṇ karnē vālī arthāt sthāpanā kē nimitt banī huī ātmāē̃ aisē ever-ready haĩ ?
12So, are the souls who are to renew the world, that is, the souls who areinstrumental for the establishment, just as everready?
15Apnī sthāpanā kā kārya aisē kar liyā hai ki jissē vināśakāriyō̃ kō iśhārā milē ? 16Jaisē yādav sēnā nē full force sē taiyārī key|kī huī hai , kyā vaisē hī pāṇḍav sēnā bhī apnī sarv taiyāriyā̃ kar samay kā intjār kar rahī haĩ ?
13Have you carried out the task of your establishment to thesame extent as those are to be responsible for destruction so that they receive a signal? 14Just as the Yadav army have made their preparations with full force, in the same way, have the Pandav army made alltheir preparations and just waiting for the time?
17- aisē ever-ready hō ?
15Are you everready to this extent?
18Jaisē light house aur power house ) ēk second K|kē switch on karnē sē chārō̃ ōr light va might phailā dētē haĩ , kyā aisē hī pāṇḍav sēnā ēk second K|kē direction pramāṇ light house aur might house ban sarv-ātmāō̃ kō light aur might kā vardān dē saktī haĩ ?
16Just as a lighthouse and a powerhouse are able to spread their light in one second in all four directions as soon as the switch is switched on, in thesame way, is the Pandav army able to become a lighthouse and a mighthouse in one second to give all souls theblessing of light and might?
19Jaisē sthūl nazar ēk second mē̃ ēk sthān par baiṭhē chārō̃ ōr dēkhtī haĩ , kyā aisē hī tīsrē nētra dvārā ēk second mē̃ āp chārō̃ ōr na sirph bhārat lēkin sārē viśhva key|kī ātmāō̃ kō nazar sē nihāl kar saktē hō ?
17Just as your physical vision is able to see in all four directions whilst you are sitting inone place, in the same way, are you able to use your third eye to take, not just the souls of Bharat, but the souls in allfour directions of the entire world, beyond with your vision in one second?
20Jaisē saral aur sahaj rīti sē sthūl nētra dvārā nazar phailā saktē hō , kyā vaisē hī āp nazar sē nihāl kar saktē hō ?
18Just as you are able to cast your vision ofyour physical eyes easily and naturally, in the same way, are you able to take souls beyond with a glance?
21Gāyan bhī hai-ēk second mē̃ tīsrā nētra khulnē sē vināśh hō gayā .
19It isremembered that when the third eye opened, destruction took place in one second.
22Vināśh kē sāth sthāpanā tō hai hī .
20Establishment is connected withdestruction anyway.
23Bāp K|kē sāthasāth bachchō̃ kā bhī gāyan hai .
21Together with the Father, the children have also been remembered.
24Kyā tīsrā nētra aisā power full hai jō dūr tak nazar jā sakē ?
22Is your third eye sopowerful that your vision can be cast far into the distance?
25Jaisē sthūl nētra key|kī nazar kamjōr hōtī hai tō dūr tak nahī̃ dēkh saktī , kyā vaisē hī apnē tīsrē nētra key|kī śhakti dēkhtē rahtē hō ?
23Just as when your eyesight is weak, you are not able to seefar, in the same way, do you continually check the power of your third eye?
26Tīsrē nētra kō śhaktiśhālī banānē kē liē kēval mukhya dō śhabdō̃ par attention chāhiē .
24In order to make your third eye powerful, you only need pay attention to two main words.
27Tīsrē nētra mē̃ kamzōrī ānē key|kī bhī vahī dō bātē̃ haĩ .
25And it is due to the sametwo things that there can be a weakness in the third eye.
28Vah kaun-sī ?
26What are they?
29Sthūl nazar K|kē kamzōr hōnē kā kāraṇ kyā hōtā hai ?
27What is the reason for the physical eyesbecoming weak?
30- brēn-varka kā jyādā hōnā . 31Bātē̃ tō vahī haĩ lēkin in sabhī bātō̃ kō dō śhabdō̃ K|kē sār mē̃ lānē sē attention rakhnā sahaj hō jātā hai .
28Having to make the brain work extra hard; it is those things. 29However, by having the two aspects inthe form of their essence, it becomes easy to pay attention.
32Tō kamjōrī lānē K|kē dō śhabda haĩ - - ēk lagāv , dūsrā purānā svabhāv .
30So, the two words that bring about weakness are:Attachment and the old nature.
33Kisī kō apnā purānā svabhāv kamzōr kartā hai aur kōī kō kisī prakār kā bhī lagāv kamzōr kartā hai .
31Some people are made weak by their old nature and some are made weak byattachment of some sort.
34Yah dō mukhya kamajōriyā̃ haĩ .
32These are the two main weaknesses.
35Iskā vistār bahut hai .
33There is a lot of detail in this.
36Harēk kā kōī - nā kōī lagāv hai aur harēk mē̃ number-vār percentage mē̃ abhī tak purānā svabhāv hai .
34Each of you has one oranother form of attachment, and each of you also still has to some percentage your old nature, numberwise.
37Yadi yah svabhāv aur lagāv badal jāy tō viśhva bhī badal jāy .
35If thisnature and your attachment were to change, then the world would change.
38Kyōṅki jab viśhva K|kē parivartak svayã hī nahī̃ badalē haĩ tō vē|way viśhva kō kaisē badal saktē haĩ ?
36Because, when the world transformers arenot able to change themselves, how can they change the world?
39Apnē mē̃ check karō ki kyā kisī bhī prakār kā lagāv hai ? 40Chāhē vah saṅkalp K|kē rūp mē̃ lagāv hō , chāhē sambandh K|kē rūp mē̃ , chāhē samparka K|kē rūp mē̃ aur chāhē apnī kōī viśhēṣhtā key|kī hī taraph hō .
37Check yourself to see if there is any type of attachment: whether it is attachment in the form of thoughts or attachmentin relationships, attachment in your connections or attachment towards any of your specialities.
41Agar apnī kōī bhī viśhēṣhtā mē̃ bhī lagāv hai tō vah bhī lagāv bandhan-yukta kar dēgā aur vah bandhan-mukt nahī̃ karēgā kyōṅki lagāv aśharīrī bannē nahī̃ dēgā aur vah viśvakalyāṇakārī bhī ban nahī̃ sakēgā .
38If there is anyattachment to any of your specialities, then that attachment would also bring you into bondage; it would not allow youto become free from bondage. 39Attachment does not allow you to become bodiless and neither does it allow you tobecome a world benefactor.
42Jō apnē hī lagāv mē̃ phansā huā hai vah viśhva kō mukti va jīvanmukti kā varsā dilā hī kaisē saktā hai ?
40How can those who are trapped in their own attachments give the inheritance of muktiand jeevanmukti to the world?
43Lagāv vālā kabhī sarv-śakti sampann hō nahī̃ saktā , lagāv vālā dharmarāj key|kī sajāō̃ sē sampūrṇ mukt salām dēnē vālā nahī̃ ban saktā .
41Those who have attachment can never become complete with all the powers. 42Thosewho have attachment will not become completely free from punishment and therefore, will not be saluted byDharamraj.
44Lagāv vālē kō salām bharnā hī paṛēgā aur lagāv vālē sampūrṇ first janm kā rājya bhāgya pā na sakē .
43Those who have attachment will have to salute Dharamraj and they also cannot claim the fortune of theperfect kingdom of the first birth.
45Isī prakār purānē svabhāv vālē nayē jīvan , nayē yug kā sampūrṇ aur sadā anubhav nahī̃ kar pātē .
44In the same way, those who are still living in the past cannot constantly andcompletely experience the new life and the new age.
46Her|har ātmā mē̃ bhāī-bhāī kā bhāv na rakhnē sē svabhāv ēk vighna ban jātā hai .
45Because of not having the awareness of brotherhood towardsevery soul, their nature becomes an obstacle.
47Vistār kō tō svayã bhī jāntē hō .
46All of you also know the details of this.
48Lēkin abhī kyā karnā hai ?
47But what do you have to donow?
49Vistār kō jīvan mē̃ samā kar bāp-samān ban jānā hai .
48Merge the expansion of your life and become the same as the Father.
50Na kōī purānā svabhāv hō aur na kōī lagāv hō .
49There should not be any nature nor anyattachment.
51Jabki tan , man aur dhan sabhī bāp kō samarpaṇ kar diyā , tō dēnē kē bād phir mērā vichār , mērī samajh aur mērā svabhāv yah śhabda hī kahā̃ sē āyā ?
50Since you have surrendered your body, mind and wealth to the Father, then having given it all to Baba,how can there be the words: my idea, my understanding or my nature?
52Kyā mērā abhī tak hai yā mērā sō tērā hō gayā ?
51Is it still "mine", or has the "mine" become"Yours"?
53Jab kahā - mērā sō tērā - tō mērā man samāpt hō gayā nā ?
52Since you say, "Mine is Yours", then has "my mind" finished?
54Man aur tan bāp key|kī amānat hai .
53The mind and the body have been given intrust to Baba.
55Āpkī tō nahī̃ hai na ?
54They are not yours, are they?
56 mērā man chañchal hai - yah kahnā kahā̃ sē āyā ?
55How can you say: My mind is mischievous?
57Kyā abhī tak mērā-pan nahī̃ chhūṭā ?
56Have you still notrenounced the consciousness of "mine"?
58Mērā-pan kismē̃ hōtā hai ?
57What would have the consciousness of "mine"?
59Bandar mē̃ , vah khud mar jāyēgā lēkin uskā mērā-pan nahī̃ marēgā .
58Monkeys. 59They maythemselves die, but their consciousness of "mine" will not die.
60Isliyē chitrakārō̃ nē mahāvīr kō bhī pū̃chh key|kī niśhānī dē dī hai .
60This is why the artists have shown the mahavirs withthe symbol of a tail.
61Haĩ mahāvīr lēkin pū̃chh zarūr hai . 62Tō yah pū̃chh kaun-sī hai ?
61They are mahavirs, but they definitely have a tail.
63Lagāv aur svabhāv key|kī .
62So what is this tail?
64Jab tak is pū̃chh kō āg nahī̃ lagāī hai , tab tak laṅkā kō āg nahī̃ lag saktī .
63That of attachment and"my nature". 64Until you set this tail on fire, Lanka cannot be burnt.
65Tō vināśh key|kī warning key|kī sahaj niśhānī kaun-sī huī ?
65So what is the sign of destruction?
66Isī pū̃chh key|kī āg lagānī hai .
66To set fire tothis tail.
67Jab sabhī mahāvīrō̃ key|kī lagan key|kī āg lag jāyēgī tō kyā yah purānā viśhva rahēgā ?
67When the fire of love of all mahavirs is ablaze, then will this old world still remain?
68Isliyē ab sabhī prakār K|kē lagāv aur svabhāv kō samāpt karō .
68Therefore, now finishall types of attachment and nature.
69Jaisē vināśhkārī ātmāyē̃ vināśh kē liē taṛaptī haĩ , kyā aisē hī āp sthāpanā vālē viśhva-kalyāṇ K|kē liyē taṛapatē hō ? 70Aisī self service aur viśhva key|kī service in dōnō̃ K|kē liyē nayē-nayē invention nikāltē hō ?
69Just as the souls responsible for destruction are desperate, in the same way, are you souls, who are responsible for thetask of establishment, just as desperate for world benefit? 70Are you creating new inventions for selfservice andservice of the world?
71Jaisē vah lōg abhī invention kar rahē haĩ ki aisē powerful yantra banāyē̃ jō vināśh sahaj aur śhīghra hō jāyē tō kyā aisē āp mahāvīr , silence key|kī śhakti K|kē inventor aisā plan banā rahē hō ki jō sārē viśhva kō parivartan hōnē mē̃ athavā usē mukti aur jīvanmukti kā varsā lēnē mē̃ sirph ēk second hī lagē aur sahaj bhī hō jāyē ?
71Just as those people are creating inventions and making powerful weapons so that destructiontakes place instantly and easily, in the same way, are you, mahavirs, the inventors of the power of silence, creatingsuch plans that it only takes one second and becomes just as easy to transform the world and to give the inheritance ofmukti and jeevanmukti?
72Āp muāphik paitīs varṣh na lagē̃ . 73Tō aisī refine invention sē ēk second mē̃ nazar sē nihāl , ēk second mē̃ duḥkhī sē sukhī , nirbal sē balvān aur aśhānti sē śhānti kā anubhav karā sakō .
72So, with such refined inventions, you should be able to take souls beyond with a glance inone second; you should be able to make unhappy souls happy in one second, make weak souls powerful in one secondand give the experience of peace where there is peacelessness.
74Kyā aisē refine rūhānī śhastra aur yuktiyā̃ sōchtē hō ki ēk second mē̃ unkā taṛapanā band hō jāy ?
73Are you thinking of such refined spiritual weaponsand yuktis, so that in one second, their desperation finishes?
75Jaisē bam dvārā ēk second mē̃ mar jāyē̃ , vaisē ēk second mē̃ unkō vardān , mahādān dē sakō , kyā aisē mahādānī aur aisē vardānī banē hō ?
74Just as people will die in one second from the bombs, inthe same way, have you become such great donors and bestowers of blessings that you are able to give them blessingsand the great donation in one second?
76Kyā sarv key|kī manōkāmanāē̃ pūrī karnē vālī kāmdhēnu banē hō , ab kyā svayã mē̃ kōī kāmnā tō nahī̃ rahī huī hai nā ?
75Have you become Kamdhenu who fulfills the desires of everyone's mind?You, yourself, still do not have any desires, do you?
77Agar apnī kōī kāmnā hōgī tō kāmdhēnu kaisē banē̃gē ?
76If you yourself have any desires, then how would you becomeKamdhenu?
78 mērā nām hō , aur mērī śhān hō - yah kāmnā bhī nahī̃ hō .
77There should not even be the desire for your own name or honour.
79Samjhā ?
78Do you understand?
80Aisē ēk second mē̃ tīsrē nētra dvārā viśhva kō nazar sē nihāl karnē vālē , ēk second mē̃ aśhānti aur duḥkh sē pār lē jānē vālē , lagāv aur svabhāv sē atīt karmātīt sthiti mē̃ sthit hōnē vālē , mukti aur jīvanmukti K|kē varsē K|kē prāpti K|kē jīvan mē̃ sadā rahnē vālē , mukt aur jīvanmukt ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād pyār aur namastē .
79To such souls who take the world beyond in one second with their third eye; to those who take souls away frompeacelessness and sorrow in one second; to the souls who are beyond attachment and nature and so are able tostabilise themselves in the karmateet stage; to the souls who constantly lead a life of attainment of the inheritance ofmukti and jeevanmukti; to such souls who are liberated and are living a life of liberation, BapDada's love,remembrances and namaste. 80* * * O M S H A N T I * * *