बुधवार 20 फ़रवरी 1974 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 120-02-74 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 20/02/74 Avyakt BapDada 1Become constantly co-operative and easy yogis.
2Avyakt bāpdādā K|kē kamrē mē̃ madhuban nivāsiyō̃ sē madhur mulākāt kartē huē pāṇḍavpati śhiv bābā nē yē madhur mahāvākya uchchārē :
2Just as there is praise of the Father, so too, there is also praise of the elevated souls who are constantly co- operative in Baba's task and constantly loving to the Father.
3Jaisē bāp key|kī mahimā hai , vaisē jō bāp K|kē karttavya mē̃ sadā sahyōgī haĩ aur bāp kē sāth sadā snēhī haĩ aisī śhrēṣhṭh ātmāō̃ key|kī bhī mahimā hai .
3To be constantly co-operative means every thought and every breath should be used for Baba's task. 4So, are you constantly co-operative and easy yogis to this extent?
4Sadā sahyōgī arthāt her|har saṅkalp aur her|har śhvās bāp K|kē karttavya prati vyatīt hō , tō kyā sadā aisē sahyōgī aur sahajyōgī hō ?
5Because of especially being the residents of the land of blessings, you receive many types of co-operation as well as co-operation in your efforts.
5Viśhēṣh vardān bhūmi K|kē nivāsī hōnē K|kē kāraṇ purūṣhārth K|kē sāth-sāth anēk prakār kā sahyōg prāpt hai . 6Vr̥itti aur smr̥iti yah dōnō̃ hī purūṣhārth mē̃ āgē baṛhnē mē̃ sahyōgī hōtē haĩ .
6Your attitude and consciousness are co-operative in making you move forward in your efforts. 7Your consciousness is created on the basis of your company, and your attitude is created on the basis of the atmosphere and environment.
7Smr̥iti bantī hai saṅg sē aur vr̥itti bantī hai vātāvaraṇ va vāyumaṇḍal sē . 8Jaisē sthūl dhan kamānē vālē sārā din usī saṅg mē̃ rahtē haĩ tō saṅg kā prabhāv smr̥iti mē̃ itnā paṛtā hai ki uskō svapn mē̃ bhī vahī smr̥iti rahtī hai .
8For example, those who are engaged in earning physical wealth stay in that company throughout the day, and so the company influences their consciousness to such an extent that they even have that consciousness in their dreams.
9Tō āp lōgō̃ kō amr̥itvēlē sē lēkar rāt tak sārā din yahī śhrēṣhṭh saṅg hai , śhuddha vātāvaraṇ hai aur śhānt vāyumaṇḍal hai .
9Therefore, from amrit vela until night, you have this elevated company, the pure atmosphere and the peaceful environment.
10Jab saṅg aur vātāvaraṇ dōnō̃ hī śhrēṣhṭh prāpt hai tō smr̥iti aur vr̥iti sahaj hī śhrēṣhṭh hō saktī hai .
10When your company and atmosphere are both so elevated, your attitude and consciousness can become elevated.
11Drama mē̃ jab yah golden chance prāpt hai tō kyā uskā utnā hī lābh uṭhātē hō ?
11Since you have this golden chance within the drama, are you taking that much advantage of it?
12Bāhar mē̃ rahnē vālē kīchaṛ mē̃ kamal haĩ . 13Āp lōgō̃ kō tō kamal sē bhī śhrēṣhṭh rūhānī rūhē̃ aur gulāb bannē kā chance hai .
12Those living outside are like lotus flowers amidst the dirt, but you have the chance of becoming the spiritual roses who are even more elevated than the lotus flowers.
14Gulāb kā fool|phūl pūjā K|kē kām ātā hai arthāt vah dēvtāō̃ kō arpit kiyā jātā hai .
13A rose is specially used for worship, that is, it can be offered to the deities.
15Kamal-puṣpa key|kī viśhēṣhtā gāī jātī hai lēkin vah arpit nahī̃ kiyā jātā .
14The speciality of a lotus is remembered, but it cannot be offered to the deities.
16Tō āp sab bāp kē āgē arpit gulāb hō , jaisē gulāb vāyumaṇḍal mē̃ khuśhbū phailātā hai , aisē hī āp sab bhī chārō̃ ōr apnī rūhāniyat key|kī khuśabūē̃ phailānē vālē hō ?
15All of you are the roses that are offered to Baba. 16Just as a rose spreads its fragrance into the atmosphere, in the same way, are all of you those who spread the fragrance of your spirituality in all four directions?
17Kyā jaisā nām vaisā hī kām hai , jaisā sthān vaisī sthiti hai , jaisā vātāvaraṇ vaisī vr̥itti hai aur jaisā saṅg vaisī smr̥iti hai ?
17Is your task according to your name, your stage according to the place you are in, your attitude according to the atmosphere you are in and your consciousness according to the company?
18Ismē̃ albēlāpan kyō̃ hōtā hai ?
18Why is there carelessness in this?
19Kāraṇ ki jaisē bāp key|kī pahchān nahī̃ , tō prāpti bhī nahī̃ .
19The reason is that when you do not have recognition of the Father, there is no attainment.
20Isī prakār apnē milē huē śhrēṣhṭh bhāgya key|kī bhī pahchān nahī̃ tō albēlāpan kā kāraṇ huā ki gyān key|kī kamī aur pahchān key|kī kamī .
20In the same way, at that moment, you do not have the recognition of the elevated fortune you have received. 21So, the reason for carelessness is lack of knowledge and lack of recognition.
21Isliyē ab samay key|kī samīpatā pramāṇ sampūrṇ gyān svarūp banō tab hī gyān kā phal anubhav karē̃gē , samjhā ?
22Therefore, now, according to the closeness of time, become the embodiment of complete knowledge, for only then will you experience the fruit of knowledge.
22Pāṇḍavō̃ kā kilā tō prasiddh hai .
23Do you understand? 24The fortress of the Pandavs is very well known.
23Kilā mazbūt banānā yah pāṇḍavō̃ kā hī karttavya hai .
25To make the fortress strong is the task of the Pandavs.
24Agar svayã mazbūt hōṅgē tō kilā bhī mazbūt hōgā .
26If you yourselves are strong, the fortress becomes strong.
25Kilē key|kī dīvār kyā hai ?
27What are the walls of the fortress?
26Svayã hī tō dīvār haĩ .
28You yourselves are the walls.
27Dīvār K|kē bīch sē yadi ēk īṇṭ yā patthar bhī hil jāyē aur dīvār mē̃ zarā bhī kraik ( darār ) ā jāē tō sampūrṇ dīvār hī kamzōr hō jātī hai .
29If even one brick or one stone moves in the wall or even if one crack is made in the wall, then the whole wall becomes weak.
28Kyā māyā K|kē tūphān aur māyā K|kē earth-quake ( dharatīkampa ) , foundation ( nīṃv ) kō hilātē tō nahī̃ haĩ yā kraik tō nahī̃ paṛtā hai ?
30Are the storms of Maya or the earthquakes of Maya making the foundation shake or creating a crack? 31The fortress is strong, is it not?
29Kilā mazbūt hai nā ? 30Kilā arthāt saṅgaṭhan .
32The fortress means the gathering.
31Jab viśhva par prabhāv ḍāl saktē hō tō kyā samīp vālō̃ kō prabhāvit nahī̃ kar saktē ?
33Since you are able to influence the world, are you not able to influence those who are close to you?
32Itnā sahajyōgī banō jō āpkō dēkhtē hī aurō̃ kā yōg lag jāvē .
34Become easy yogis to such an extent that on seeing you, others are able to have yoga.
33Ēk ghaṛī kā rōb sārē din key|kī rūhāniyat kō tō ganvā dētā hai , issē tō phauran kinārā karnā chāhiyē .
35The bossiness of one moment causes you to lose spirituality for the whole day, and so you should instantly move away from this.
34Purūṣhō̃ kā yah rōb kyā janma-siddh adhikār hai ?
36Do brothers have bossiness as a birthright?
35Haĩ tō sab ātmā hī nā ?
37After all, all of you are souls!
36Snēh key|kī bhī utpatti tab hōgī jab samajhē̃gē ki maĩ ātmā hū̃ .
38Love can only be created with the understanding of being a soul.
37Phir tō bhāī kī dr̥iṣhṭi mē̃ bhī rōb nahī̃ rahēgā .
39There, there will not be any bossiness in having the vision of brotherhood.
38Yah tō kaliyugī janma-siddh adhikār hai , na ki īśhvarīy .
40That is an iron-aged birthright, not a Godly birthright.
39Na bahan dēkhō , na bhāī . 40Kyōṅki ismē̃ bhī ēksīḍēṇṭa ( durghaṭanā ) hōtē haĩ .
41Do not see anyone as a sister or a brother, because accidents can take place even through this.
41Isliyē sadā hī ātmā dēkhō tabhī is dr̥iṣhṭi key|kī practice ( abhyās ) karāī jātī hai .
42Therefore, constantly see everyone as a soul. 43This is why you are made to practise this vision.
42Maĩ purūṣh hū̃ is smr̥iti sē pāṇḍav gal gayē .
44The Pandavs melted from the awareness of being male.
43Śharīr sē galnē kā arth|earth kyā hai ?
45What is the meaning of melting with the body?
44- śharīr key|kī smr̥iti sē galnā .
46It means to melt the consciousness of the body.
45Pāṇḍavō̃ kā gāyan hai ki sab gal gayē .
47The memorial of the Pandavs is that they all melted.
46Jaisē sōnē kō galāōgē tō sōnā phir bhī sōnā hī rahēgā , lēkin uskā rūp badal jāyēgā .
48When you melt gold, gold will remain gold, but its form will have changed.
47Tō yah bhī gal gayē arthāt parivārtit huē .
49So, they melted, that is, their form changed.
48Isliē yah rōb bhī samāpt . 49Achchhā .
50And so, finish bossiness.
50 51Is murlī kā sār
51Achcha.
521 . bāp K|kē karttavya mē̃ sadā sahyōgī ātmāō̃ key|kī bāp K|kē samān hī mahimā hōtī hai . 532 . yagya mē̃ samārpit bhāī bahanō̃ kā jīvan rūhē gulāb K|kē samān hōtā hai jabki gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahnē vālō̃ kā jīvan kamal-puṣpa K|kē samān hai . 543 . gulāb kā fool|phūl kamal-puṣpa sē śhrēṣhṭh hai kyōṅki gulāb kā fool|phūl dēvtāō̃ key|kī pūjā mē̃ arpit kiyā jātā hai jab ki kamal-puṣpa key|kī kēval viśhēṣhtā hī gāī jātī hai parantu pūjā K|kē kām mē̃ nahī̃ ātā . 554 . rūhāniyat sē rōb key|kī samāpti karnī hai , isē hī śhāstrō̃ mē̃ pāṇḍavō̃ kā pahāṛō̃ par galnā kahā gayā hai .
52* * * O M S H A N T I * * *