गुरुवार 16 मई 1974 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 116-05-74 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 13/02/95 Om Shanti Avyakt BapDada Madhuban 16/05/74

2Mahārathīpan kē|K lakṣhaṇ

1Qualifications of a maharathi

3Rūhānī bachchō̃ kē|K sahyōgī ban kar , unkī himmat aur ullās kō baṛhānē vālē , sarv prakār kē|K bandhan va vaibhav kē|K ākarṣhaṇ sē parē rahnē vālē aur sadā ēk-ras sthiti mē̃ rahnē vālē , niṣhkām sēvī śhiv bābā bōlē  :

2At this time, does everyone have the desire to listen or to become the same? 3After listening, by merging everything,you become the same.

4Is samay sabkē andar sunnē kī|key ichchhā hai va samān bannē kī|key ichchhā hai  ?

4And by merging everything, you automatically develop the power to face.

5Sunnē kē bād , her|har bāt samānē sē samān ban jātē haĩ aur samānē sē sāmnā karnē kī|key śhakti svayã hī sahaj ā jātī hai .

5With the power toface, you automatically attain the power to attain liberation from all desires.

6Sāmnā karnē kī|key śhakti sē sarv-kāmanāō̃ sē svataḥ hī mukti prāpt hō jātī hai .

6Do you experience yourselves to beliberated souls in this way?

7Kyā aisē apnē kō mukt ātmā anubhav kartē hō  ?

7No type of bondage is pulling you towards itself, is it?

8Kisī bhī prakār kā bandhan apnī taraph ākarṣhit tō nahī̃ kartā  ?

8Only those who are free frombondages can be yogyukt.

9Bandhan-mukt hī yōg-yukt hō saktā hai . 10Yadi kōī bhī svabhāv , saṅskār , vyakti athavā vaibhav kā bandhan apnī taraph ākarṣhit kartā hai , tō bāp kī yād kī|key ākarṣhaṇ sadaiv nahī̃ rah saktī .

9If the bondage of any sanskar, any person or any material comfort pulls you towards itself,then you cannot be constantly pulled by Baba's remembrance.

11Kisī kē|K bhī vaśh hōtē samay , us ātmā kē prati yahī śhabda kahā jātā hai ki , yah ‘ vaśhībhūt ’ hai .

10Whilst a soul is under an external influence, it is saidthat that soul is under another influence.

12Vaśhībhūt hōnā , yah bhī pañch bhūtō̃ kē|K sāth-sāth royal rūp kā bhūt hai .

11To be under another influence is a royal form of an evil spirit, the same asthe five evil spirits.

13Jaisē bhūtō̃ kī|key pravēśhtā sē apnā svarūp , apnā svabhāv , apnā karttavya , aur apnī śhakti bhūl jātī hai , vaisē hī kisī bāt kē|K vaśhībhūt hōnē sē , yahī rūprēkhā bantī hai .

12Just as when the evil spirit enters you, you forget your form, your nature, your duty and yourpowers, in the same way, when you are under the influence of anything, this becomes your state.

14Vaśhīkaraṇ mantra dēnē vālē kabhī bhī vaśhībhūt nahī̃ hō saktē . 15Tō ab yah caik karō ki kahī̃ vaśhībhūt tō nahī̃ hō  ?

13The ones who givethe mantra that disciplines the mind (vashikaran mantra) can never be under the influence of anything (vashibhut).So, now check that you are not influenced by anything else.

16Ājkal bāp-dādā viśhēṣh kāryakram mē̃ busy rahtē haĩ .

14Nowadays, BapDada remains busy in a special task?

17Vah kaun-sā kārya hōgā  ?

15What is that task?

18Kōī bhī kārya mē̃ bāp kē sāth bachchō̃ kā sambandh hōgā nā  ? 19Tō apnē sē sambandhit kāryakram kō nahī̃ jāntē hō  ?

16In any task, the children are connected withthe Father, and so, do you not know about the programme that is connected with you?

20Amr̥it vēlē jab bāp sē good morning va rūh-rūhān karnē ātē hō , tō us samay anubhav nahī̃ kartē hō yā us samay lēnē mē̃ hī jyādā busy rahtē hō  ?

17When you go to say "goodmorning" or have a heart­to­heart conversation with the Father at amrit vela, do you not have this experience? 18Or, doyou remain busier in taking from Baba?

21Kyā touch hōtā hai  ?

19Do you receive any touching?

22Vartamān samay samāpti kā samay , samīp ā rahā hai .

20The time for completion is now comingcloser.

23Samāpti mē̃ last aur fast dōnō̃ kā pratyakṣha rūp mē̃ sākṣhātkār hōtā hai , bāp-dādā her|har rāz harēk kī|key saiṭiṅg aur phiṭiṅg yē dōnō̃ hī bātē̃ dēkhtē haĩ .

21In the completion, you have a vision of both those who are last­so­fast in front of you. 22BapDada sees thesetting and fitting of each child every day.

24Kōī-kōī apnē āpkō saiṭ karnē kī|key kōśhiśh bhī kartē haĩ , lēkin phiṭiṅg ṭhīk na hōnē kē|K kāraṇ , saiṭiṅg bhī nahī̃ hōtī .

23Some even try to set themselves, but because of not having the rightfitting, they are not able to have a correct setting.

25Phiṭiṅg kyā aur saiṭiṅg kyā-yah tō āp jāntē hō nā  ?

24You know what the fitting and setting is, do you not?

26Īśhvarīy maryādāō̃ mē̃ apnē āpkō chalānā , yah īśhvarīy maryādāyē̃ haĩ phiṭiṅg .

25To makeyourself move along with the Godly codes of conduct. 26And so, these codes of conduct are the fitting.

27In maryādāō̃ kē|K ādhār sē sthiti kī|key saiṭiṅg hōtī hai .

27You set yourstage on the basis of these codes of conduct.

28Bāp-dādā jab number-vār mahāvīrō̃ kō dēkhtē haĩ va mahārathiyō̃ kē|K mahārathī saiṭ kī|key saiṭiṅg kartē haĩ , tō kyā dēkhtē haĩ  ?

28When BapDada sees the mahavirs, and sets them in the maharathi seat of the maharathis, what state does He see themin?

29Kōī na kōī bāt kī|key va maryādā kī|key phiṭiṅg na hōnē kē|K kāraṇ , seat par saiṭ nahī̃ hō saktē . 30Abhī-abhī seat par haĩ aur abhī-abhī seat kē|K bajāy kōī-na-kōī sāīṭ par dikhāī paṛtē haĩ .

29Because of not having a fitting of one or another code of conduct, you are not able to set yourself on the seat.One moment, you may be on the seat and the next moment, you would be on one side.

31Tō bāpdādā isī kārya mē̃ busy rahtē haĩ .

30So BapDada remains busy inthis task.

32Ummīdvār dikhāī bahut dētē haĩ aur line bhī bahut baṛī dikhāī dētī hai lēkin pramāṇ svarūp kōī kōī hōtā hai .

31There are many visible in whom there is hope, and the visible line is also very long. 32However, only someappear to be the form of proof.

33Ummīdvār bannē kē liē mukhya kaun-sā purūṣhārth hai  ?

33In order to become one in whom there is hope, what is the main effort?

34Hai bahut sahaj purūṣhārth , lēkin apnī kamzōriyō̃ kē|K kāraṇ sahaj kō muśhkil banā dētē haĩ .

34It is very easy effort, but because of your ownweaknesses, you make the easy things difficult.

35Ummīdvār bannē kā sahaj purūṣhārth yahī hai ki her|har bāt mē̃ bāp kī|key jō bachchō̃ kē prati ummīd hai , vah bāp kī|key ummīd pūrī karnā hī , ummīdvār bannā hai .

35The easy effort to be one in whom there is hope is to fulfil everyhope that Baba has for the children. 36Then you can become one for whom there is hope.

36Bāp kī|key ummīdē̃ pūrī karnā , bachchō̃ kē liē muśhkil hōtā hai kyā  ?

37Is it difficult for the childrento fulfil Baba's hopes?

37Bachchē kā janm hōtā hī hai , bāp kī|key ummīdē̃ pūrī karnē kē liē .

38A child takes birth to fulfil the hopes of the father.

38Bachchē kā apnē jīvan kā lakṣhya hī yah hōtā hai , bāp kī|key ummīdē̃ pūrī karnā .

39The aim of the child's life is to fulfil thefather's hopes.

39Iskō hī dūsrē śhabdō̃ mē̃ ‘ son shows father ’ kahtē haĩ .

40This, in other words, is called "Son shows father".

40Tō aisā ummīdvār bannā āpkē brāhmaṇ jīvan kā mukhya lakṣhya hai .

41So to become one in whom there is such hope isthe main aim of your Brahmin life.

41Jabki bāp-dādā ēk kadam kē pīchhē , lākhō̃ kadam svayã bhī sahyōgī bankar himmat aur ullās baṛhātē haĩ , phir muśhkil kyō̃  ?

42When BapDada Himself becomes co­operative and increases your zeal andenthusiasm by a hundred thousand­fold for your one step, why should it be difficult?

42Jabki duniyā ki sarv muśhkilātō̃ kō āp svayã hī miṭānē vālē hō , muśhkil bāt sahaj anubhav karānē vālē hō , aisē anubhavī mūrt kē liē kōī bhī bāt muśhkil hai , aisā sōch bhī nahī̃ saktē .

43Since you yourselves are thosewho finish all difficulties of the world, since you are those who make them experience the difficult things to be easy,for such embodiments of experience, can anything be difficult?

43Pyādō̃ kā anubhav , muśhkil jānnā ṭhīk hai .

44You cannot even think of this!

44Lēkin abhī apnē kō kisī-n-kisī bāt mē̃ , ēk dō sē kam|cum nahī̃ samajhtē hō arthāt kōī prakār sē apnē kō mahārathī samajhtē hō , last vālē bhī ‘ last is fast ’ kā lakṣhya rakhtē haĩ , tō mahārathī huē nā  ?

45It is O.K. for theinfantry to think it is difficult. 46However, now, you do not consider yourself to be any less than the others in any way.That is, in one way or another, you have to consider yourself to be a maharathi.

45Kisī bhī bāt mē̃ , apnē kō kisī kē āgē jhukānā va apnī kamjōrī mahsūs karnā , achchhā nahī̃ samajhtē .

47Even those who have come last havethe aim of going last­so­fast, and so they are maharathis, are they not?

46Apnē kō prasiddh karnē kē liē , her|har bāt kō siddh kartē hō , tō iskō kyā kahā jāyēgā  ? 47Apnē kō pyādā samajhtē hō yā kisī-n-kisī rūp mē̃ mahārathī samajhtē hō  ? 48Siddha karnē vālā kabhī bhī prasiddh nahī̃ hō saktā .

48In any aspect, you do not consider it to begood to make yourself bow down for anything in front of anyone or even to realise your own weakness. 49In order to make yourself well­known, you try to prove everything; so what would you call this?

49Vāstav mē̃ prasiddh hōnē vālā kōī bhī bāt kō siddha nahī̃ karēgā .

50Do you consideryourself to be part of the infantry in one way or another or a maharathi?

50Arthāt jidda karnē vālā , aisā kabhī bhī prasiddh nahī̃ hō saktā .

51Those why try to prove themselves, that is,those who are stubborn can never become well­known.

51Jid karnē vālā , kabhī siddhi kō pā nahī̃ saktā .

52Those who are stubborn in wanting to prove themselves rightcan never be successful.

52Siddhi kō pānē vālē , svayã kō namrachitta , nirmān , her|har bāt mē̃ apnē āpkō guṇgrāhak banāvēgā .

53Those who are to attain success keep themselves humble, gentle and also pick up virtuesfrom everyone.

53Lakṣhya rakhtē hō prasiddh hōnē kā aur purūṣhārth kartē hō dūr hōnē kā , tō aisī caikiṅg apnī karō .

54You keep the aim of becoming well­known and yet your effort is of becoming distant; and so checkyourself.

54Caikiṅg bhī mahīn chāhiē .

55You need to have subtle checking.

55Mahārathī kō kōī bāt muśhkil anubhav hō , vah mahārathī hī nahī̃ .

56For any maharathi to experience something to be difficult means he isnot a maharathi.

56Mahārathī apnē sahyōg sē aur bāp kē|K sahyōg sē aurō̃ kī|key muśhkil bhī sahaj karē̃gē .

57With his own co­operation and co­operation from the Father, a maharathi will make the difficultiesof others very easy.

57Mahārathiyō̃ kē|K saṅkalp mē̃ bhī kabhī ‘ yah kaisē , aisē kyō̃  ?

58Maharathis can never have questions in their thoughts: "Why is this like this?

58’ yah praśhna nahī̃ uṭh saktā .

59Why is this likethat?"

59‘ kaisē ’ kē bajāē ‘ aisē ’ śhabda āyēgā . 60Kyōṅki master knowledgeful , trikāldarśhī hō nā  ?

60Instead of asking, "how?", they will always say, "like this", because they are master knowledge­full andtrikaldarshi.

61In bātō̃ kō caik karō .

61So check yourself in these aspects.

62Kaisē karū̃  ?

62"How can I do this?

63Kaisē hōgā  ?

63How will this be possible?"

64Yah na svayã prati na dūsrō̃ kē prati chalē .

64You should nothave these questions either for yourself or for others.

65Dōnō̃ hī rūp mē̃ praśhna samāpt hō̃ . 66Aisā hī sadā prasannchitt va harṣhit rahtā hai .

65Only when your questions for both have finished can youconstantly remain satisfied, content and cheerful.

67Ab samjhā . 68Mahārathī kē|K lakṣhaṇ kyā haĩ  ?

66Now, do you understand what the qualifications of a maharathi are?

69Karnē mē̃ kam|cum nahī̃ .

67They are no less in doing anything.

70Jab ēk dō kē|K samparka mē̃ ātē haĩ , tō ēk-dō sē svayã kō kam|cum nahī̃ samajhtē , samajhnē mē̃ harēk apnē kō authority samajhtē haĩ aur apnā hak rakhtē haĩ .

68When you come into connection with one another, you do not consider yourselfto be any less than the other, each one considers himself to be an authority and also to have a right.

71Samajhnē aur karnē in dōnō̃ mē̃ hakdār banō , tab hī viśhva kē|K , is īśhvarīy parivār kī|key praśhansā kē|K hakdār banē̃gē .

69Now, claim theright to understand this and also to do it. 70Only then will you claim a right to the praise of this Godly family in theworld. 71Everyone will automatically praise your kingdom.

72Kōī bhī bāt kē|K māṅgnē vālē maṅgtā nahī̃ banō , dātā banō .

72Do not become beggars who ask for something in anyaspect; become the bestowers.

73Mān , śhān , praśhansā , baṛāpan ādi māṅgnē kī|key ichchhā mat karō .

73Do not have any desire of asking for name, regard, praise or seniority.

74Māṅgē̃gē tō jaisē ājkal kē|K māṅgnē vālē kō kōī bhī prāpti nahī̃ karātē , aur hī dūr sē usē bhagāvēṅgē . 75Isī prakār yah royal māṅgnē vālē svayã kō sarv ātmāō̃ sē svataḥ hī dūr kartē haĩ .

74When you begfor something, then just as for the beggars of today, no one gives anything, but instead chases them away, in the sameway, souls who beg for something in a royal way automatically distance themselves from all souls.

76Aisā mahārathī seat par saiṭ nahī̃ hōtā .

75Such maharathiscannot set themselves on their seat.

77Isliē ab āp sabhī mahārathī hō  ?

76This is why you are all maharathis.

78Ghōṛē savār va pyādō̃ kā samay gayā , ab her|har mahārathī kō apnē mahārathīpan kē|K lakṣhaṇ sāmnē rakhtē huē svayã mē̃ samānē haĩ .

77The time of the cavalry and the infantry hasnow gone. 78Now, each maharathi has to keep the qualifications of being a maharathi in front of himself and inclucatethese into himself.

79Achchhā  ! 80Aisē sarv ichchhāō̃ kō samānē vālē , bāp-samān sarvśhaktiyō̃ kē|K authority , sadā ēk lagan , ēk ras sthiti mē̃ sthit hōnē vālē , ēk bal ēk bharōsā , sadā ēkāgr , ēkānt nivāsī , antarmukhī aur bāp-dādā kē|K ummīdō̃ kē|K sitārō̃ kō bāp-dādā kā yād pyār , good night aur namastē .

79Achcha.To those who merge all their desires; to those who are the authority of all powers, the same as the Father; to thosewho are constantly merged in the love of One, who are stable in a constant stage and who have one faith and onesupport, who are constantly stable, in solitude, introverted and are the stars of BapDada's hopes; to such souls,BapDada's love, remembrances, goodnight and namaste. 80* * * O M S H A N T I * * *