बुधवार 26 जून 1974 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 126-06-74 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 15/05/95 Om Shanti Avyakt BapDada Madhuban 26/6/74
2Sarv-siddhiyō̃ key|kī prāpti K|kē rūhānī naśhē mē̃ sadā sthit rahō
1Constantly remain stable in the spiritual intoxication of attaining complete success.
3Sarv ātmāō̃ key|kī janmapatrī kō jānnē vālē , sarv-siddhiyō̃ K|kē dātā , world almighty authority śhiv bābā bōlē :
2Today, Baba, the Sun of Knowledge, is seeing the line of fortune on the forehead of each star.
4Āj gyān-sūrya bāp her|har sitārē K|kē mastak par takdīr key|kī lakīr dēkh rahē haĩ .
3In a lokik way, whenthe bhagats see someone's horoscope from the hand, they look at four main things.
5Laukik rīti mē̃ bhī , bhaktō̃ dvārā hastō̃ sē jō janmapatrī dēkhī jātī hai , unmē̃ mukhyataḥ chār bātē̃ dēkhtē haĩ .
4Here also, four main things areseen from the forehead. 5Firstly, it is seen how clear and how unlimited the line of the intellect is.
6Yahā̃ hastō̃ dvārā tō nahī̃ , lēkin mastak dvārā mukhya chār bātē̃ dēkh rahē haĩ - ( 1 ) ēk bāt yah ki buddhi key|kī line kitnī clear hai aur viśhāl hai ( 2 ) dūsrī bāt , her|har samay jñān-dhan kō dhāraṇ karnē mē̃ , tan K|kē karmabhōg sē nirvighna aur man sē ēkras lagan lagānē mē̃ marjīvā janm sē lēkar abhī tak kahā̃ tak nirvighna chaltē ā rahē haĩ ?
6Secondly, it is seen,at every moment, to what extent you are imbibing the wealth of knowledge, to what extent you are free from theobstacles of the suffering of karma through the body, and to what extent, from the moment you died alive until now,you are free from obstacles in having a constant link of love through your mind. 7Thirdly, it is seen whether thelifespan of the awareness of your elevated Brahmin birth is long or short.
7 ( 3 ) tīsrī bāt , is śhrēṣhṭh brāhmaṇ janm key|kī smr̥iti key|kī āyu lambī hai yā chhōṭī hai ?
8If you continue to have remembrance, youare alive; if you keep forgetting, you reach the point of death.
8Bār-bār smr̥iti arthāt jīnā , vismr̥iti arthāt marnē key|kī hālat mē̃ pahũch jānā , isī hisāb sē āyu chhōṭī athavā baṛī ginī jātī hai . 9 ( 4 ) marjīvā janm lētē hī , snēh , sambandh samparka aur sarvśhaktiyō̃ mē̃ kahā̃ tak takdīrvān rahē haĩ ?
9On the basis of this, you can tell whether your lifespanis long or short. 10Fourthly, it is seen, in your life of dying alive, to what extent you have been fortunate in terms oflove, relationships, connections and all powers. 11To what percentage has your line of fortune been unbroken?
10Kyā takdīr key|kī rēkhā pratiśhat K|kē hisāb sē aṭūṭ rahī hai aur sāth-sāth paṛhāī mē̃ va kamāī jamā karnē mē̃ sadā saphaltāmūrt , regular aur paṅkcual kahā̃ tak rahē haĩ ?
12Towhat extent are you an embodiment of success, regular and punctual, in your study and earning? 13For how many soulshave you been a great donor, a bestower of blessings and a benefactor?
11Kitnī ātmāō̃ kē prati mahādānī , vardānī , kalyāṇkārī banē haĩ arthāt dān-puṇya key|kī rēkhā lambī hai yā chhōṭī ?
14That is, is your line of donating andperforming charity long or short? 15From all these things, Baba is seeing the present and the future of each star.
12In sab bātō̃ sē harēk sitārē K|kē vartamān aur bhaviṣhya kō dēkh rahē haĩ .
16All of you can see and know the line of your fortune, but how?
13Āp sab apnē mastak key|kī rēkhāō̃ kō jān aur dēkh saktē hō , parantu kaisē ? 14Bāp-dādā K|kē dil-takhtanaśhīn ban kar , smr̥iti K|kē tilakdhārī bankar knowledgeful aur powerful stage par sthit hō dēkhē̃gē tō spaṣhṭ jān sakē̃gē .
17You will be able to know it clearly if you look at itwhilst being seated on BapDada's heart throne, whilst having the tilak of awareness, and whilst stabilising yourself inthe stage of being knowledgefull and powerful.
15Apnī position kō chhōṛkar , māyā key|kī opposition key|kī sthiti mē̃ va stage par sthit hōkar apnē kō va anya ātmāō̃ kō jab dēkhtē hō , tab spaṣhṭ dikhāī nahī̃ dētā . 16Position kaun-sī hai ?
18When you leave your position and look at yourself or others whilstbeing stable in the stage of Maya's opposition, you are not able to see it so clearly. 19Which position is that? 20Which isyour own position in which all things are included?
17Āpkī apnī pāzīśan kaun-sī hai , jismē̃ sab bātē̃ ā jātī haĩ ? 18Master almighty authority . 19Sadā isī pāzīśan mē̃ sthit rahtē huē , her|har karma kō karō tō yah position māyā K|kē her|har vighna sē parē , nirvighna banānē vālī hai . 20Jaisē kōī laukik rīti mē̃ bhī jab kōī authority vālā hōtā hai , tō unkē āgē kōī bhī sāmnā karnē key|kī himmat nahī̃ rakhtē haĩ aur agar kōī apnī authority kō use karnē K|kē bajāy her|har samay loose rahtā hai , tō sādhāraṇ ādmī bhī sāmnā karnē kē liē athavā disturb karnē kē liē , vighna ḍālnē kē liē loose rahtē haĩ .
21That of being a master almighty authority.
21Tō yahā̃ bhī apnī authorities kō , prāpt huī sarv-śaktiyō̃ kō , vardānō̃ kō use karnē K|kē bajāy loose rahtē hō .
22By constantlyperforming every action whilst being stable in this position, you will go beyond every obstacle of Maya and becomecompletely free from obstacles.
22Isliē her|har samay , māyā kō sāmnā karnē key|kī himmat rahtī hai .
23In the world, no one has the courage to oppose someone with authority.
23Mansā mē̃ , vāchā mē̃ , karmaṇā mē̃ , sambandh mē̃ aur sampatti mē̃ sab mē̃ interfere karnē key|kī himmat rakhtī hai .
24If theybecome slack in using their authority, any ordinary person would also feel free to oppose them, causing a disturbanceor creating obstacles.
24Kisī bhī bāt mē̃ chhōṛtī nahī̃ , kyōṅki apnī pāzīśan sē nīchē ākar sādhāraṇ ban jātē hō . 25Rivāzī rīti sē yadi kōī sādhāraṇ ātmāyē̃ bhī alpkāl key|kī siddhi prāpt kar lētī haĩ , tō kitnī authority mē̃ rahtī haĩ .
25Here also, if you become slack in using the authority, powers and blessings you have attained,then Maya has the courage to oppose you. 26Maya then has the courage to interfere in your thoughts, words, actions,relationships and wealth.
26Yahā̃ sarv-siddhiyā̃ prāpt hōtē huē ( 1 ) chāhē sadā nirōgī bannē key|kī siddhi ( 2 ) chāhē kōī bhī prakr̥iti K|kē tatva kō vaśh mē̃ karnē key|kī siddhi ( 3 ) chāhē kōī duḥkhī , nirdhan va aśhānt ātmā kō avināśhī dhanvān banānē va sadā sukhī banānē key|kī siddhi ( 4 ) nirbal kō mahā balvān banānē key|kī siddhi ( 5 ) saṅkalpō̃ kō ēk second mē̃ jahā̃ aur jaisē ṭhahrānā chāhō vā saṅkalp kō apnē vaśh mē̃ karnē key|kī siddhi ( 6 ) pañch vikārō̃ rūpī mahābhūtō̃ kō vaśh mē̃ karnē key|kī siddhi ( 7 ) nainhīn kō trinētrī banānē key|kī siddhi ( 8 ) anēk paristhitiyō̃ key|kī parēśhānī mē̃ mūrchhit huī ātmā kō sva-sthiti dvārā surjīt karnē va jī-dān dēnē key|kī siddhi ( 9 ) bhaṭakī huī ātmā kō sadākāl kē liē ṭhikānā dēnē key|kī siddhi ( 10 ) janmajanmāntar kē liē āyu lambī karnē key|kī siddhi ( 11 ) akālē mr̥iityu sē bachānē key|kī siddhi ( 12 ) rājyabhāg va tāj-takhta prāpt karnē key|kī siddhi . 27Aisī sarv-siddhiyō̃ kō vidhi dvārā prāpt karnē vālī ātmāyē̃ kitnē naśhē mē̃ rahnī chāhiē ?
27Because you come down from your position of authority and become ordinary, Mayadoesn't leave you alone in any aspect. 28Generally, any ordinary soul who attains temporary success maintains so much authority. 29Whether it is success in:constantly being free from illness, being able to control the elements, making a poor, unhappy and peaceless soulconstantly happy and wealthy with imperishable wealth, making a weak soul very strong, being able to stabilise andcontrol your thoughts as and how you wish, in one second, being able to control the five vices in the form of the greatevil spirits, being able to make those who are without sight trinetri, making souls who have become unconsciousthrough the distress of various circumstances, conscious, through your own stage; that is, giving them the donation oflife, showing the destination, once and for all, to souls who are wandering, increasing the lifespan of many births,saving someone from untimely death, attaining the fortune of the kingdom, crown and throne, how much intoxicationshould be experienced by a soul who has attained all the powers of success through using the right method!
28Apnē āp kō kyō̃ bhūl jātē hō ?
30Why do you forget yourself?
29Lēnā hai bāp kā sahārā aur kar dētē hō sarvśhaktimān sē kinārā . 30Khivaiyā sē kinārā kar aur kinārē kō arthāt mañzal jab ḍhūṇṛhatē hō , tō milēgī yā samay vyarth jāyēgā ?
31Instead of taking support from the Father, you step away from the Almighty Authority.If you leave the Boatman and look for another shore, that is, another destination, would you find it or would youwaste your time?
31Bāp-dādā kō aisē bhōlē va bhūlē huē bachchō̃ par rahm ātā hai .
32BapDada feels mercy for such innocent and forgetful children.
32Lēkin kab tak ?
33But for how long?
33Jab tak bāp dvārā rahm lēnē key|kī āvaśhyaktā va ichchhā hai , tab tak anya ātmāō̃ kē prati merciful nahī̃ ban sakē̃gē ?
34As long as youwant or need to experience Baba's mercy, you will not be able to be merciful towards others.
34Jō svayã hī lēnē vālā hai , vah dēnē vālā dātā nahī̃ ban saktā jaisē bhikhārī , bhikhārī kō sampann nahī̃ banā saktā . 35Hā̃ alpkāl kē liē vē|way kuchh śhaktiyō̃ K|kē ādhār sē , unhō̃ par thōṛē samay kē liē prabhāv ḍāl saktē haĩ .
35Those who themselvestake cannot be bestowers, just as a beggar cannot make another beggar full. 36Yes, on the basis of some powers, theywould be able to create a temporary influence, but they would not be able to make someone else complete ineverything for all time.
36Lēkin sadā kāl kē liē aur sarv mē̃ sampann nahī̃ banā saktē . 37Achchhā-achchhā kahnē tak anubhav karā saktē haĩ , lēkin ichchhā mātram avidyā key|kī stage tak nahī̃ lā|law saktē .
37They can give an experience to the point where a soul would say, "it is good, it is good", butthey cannot bring them to the stage of becoming completely ignorant of desire.
38Achchhā-achchhā kahnē kē sāth , sarv-prāpti key|kī ichchhā samāpt nahī̃ hōtī .
38When a soul just says that somethingis good, the desire for all attainments is not fulfilled.
39Kyōṅki svayã bhī bāp dvārā va sarv sahyōgī ātmāō̃ dvārā sahyōg , snēh , himmat , ullās , umaṅg key|kī ichchhā rakhnē vālē aur kōī bhī prakār kā ādhār lēnē vālē sarv-ātmāō̃ kē nimitt ādhār-mūrta nahī̃ ban saktē .
39Those who themselves have the desire to receive cooperation, love, courage, zeal and enthusiasm from the Fatherand other cooperative souls, or who take any kind of support, cannot be an instrument who is an image of support forall souls.
40Prakr̥iti K|kē va paristhiti K|kē aur vyakti K|kē va vaibhav K|kē adhīn rahnē vālī ātmā anya ātmāō̃ kō bhī sarv adhikārī nahī̃ banā saktī .
40A soul who is dependent on the elements, situations, people or material comforts cannot make another soulclaim all rights to everything.
41Isliē apnī sarv-siddhiyō̃ kō jānkar unhē̃ use karō .
41Therefore, know all your powers of success and use them.
42Lēkin nimitt-mātra ban kar use karō .
42But just use them as aninstrument.
43Maĩ-pan bhūl , śhrīmat K|kē ādhār sē her|har siddhi kō use karō .
43Forget the consciousness of "I", and on the basis of shrimat, use all your powers of success.
44Agar maĩ-pan mē̃ ākar , kōī bhī siddhi kō use kiyā , tō kyā kahāvat hai ?
44If you useany of your powers of success with the consciousness of "I", then what is the saying for that?
45 karāmat khair khudāī . 46 arthāt śrēṣṭh-pad K|kē bajāy , sazā K|kē bhāgī ban jāvēṅgē .
45"To use occult power isdangerous and causes a loss to the self". 46That is, instead of claiming a high status, you experience punishment.
47Sākṣhīpan nahī̃ , tō phir sazā hai .
47If youare not a detached observer, then there is punishment.
48Isliē sadā smr̥iti-svarūp aur siddhi-svarūp banō . 49Samjhā ?
48Therefore, constantly be an embodiment of awareness and anembodiment of the powers of success.
50Murlī kā sār
49Do you understand? 50Achcha.
51 ( 1 ) sadā master almighty authority key|kī position mē̃ sthit rahtē huē , yadi her|har karma karō tō yah position māyā key|kī ôpāzīśan arthāt her|har vighna sē parē nirvighna banānē vālī ban jāyēgī . 52 ( 2 ) prakr̥iti va paristhiti K|kē aur vyakti K|kē vaibhav K|kē ādhīn rahnē vālī ātmā kabhī bhī anya ātmāō̃ kō sv-adhikārī nahī̃ banā saktī . 53 ( 3 ) apnī sarv-siddhiyō̃ kō jānkar , maĩ-pan kō bhūl nimitt-mātra ban kar , śhrīmat K|kē ādhār sē yuz karō . 54 ( 4 ) yadi sākṣhīpan nahī̃ , tō phir sazā hai .
51* * * O M S H A N T I * * *