रविवार 30 जून 1974 की अव्यक्त मुरली - 2

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

>

30-06-74 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

Rūhānī sēnā kā mukhya law

Rūhānī sēnā K|kē sarvōcca sēnāpati śhiv bābā apnē bachchō̃ kē prati bōlē  :

Rūhānī sēnā sadaiv śhastradhārī , law and order mē̃ chalnē vālī hōtī hai . Sēnā kā mukhya guṇ yahī dēkhā jātā hai , ki law and order kahā̃ tak hai  ? Tō kyā āp sab law and order mē̃ hō  ? Rūhānī sēnā kē liē mukhya law kaun-sā hai ki jismē̃ sab law ā jāē̃  ? Rūhānī sēnā kē liē mukhya law yahī hai ki kabhī bhī apnī dēh kō va anya dēhdhārī key|kī taraph nahī̃ dēkhnā hai . Bāp key|kī taraph hī her|har kadam uṭhānā hai . Yah hai rūhānī sēnā kē liē mukhya law . Agar jarā bhī dēhdhārī va apnī dēh kō dēkhā , tō jō mañjil hai ki-bāp tak pahuñchnā va bāp sē milnā , tō vahā̃ tak pahuñch nahī̃ sakē̃gē . Achchhā .

Is murlī kā sār

( 1 ) rūhānī sēnā kā mukhya law yahī hai ki kabhī bhī na tō apnī dēh aur na hī anya kisī dūsrē key|kī dēh kō dēkhnā hai .

( 2 ) apnā her|har kadam bāp kī ōr hī uṭhānā hai .