सोमवार 8 जुलाई 1974 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 108-07-74 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 05/06/95 Om Shanti Avyakt BapDada Madhuban 08/07/74
2Master knowledgeful va sarv-śaktivān vibhinna prakār key|kī queue sē mukt 3Sarv sambandhō̃ key|kī rasnā dēnē vālē , sarv ichchhāē̃ pūrṇ karnē vālē avyakt mūrt bāp-dādā bōlē :
1Be master knowledgefull and a master almighty authority and you will become liberated from all types of queues. 2What mela would you call this today? 3Of the Father and the children.
4Āj kaun-sā mēlā kahē̃gē ? 5- bāp aur bachchō̃ kā . 6Vah tō laukik sambandh mē̃ bhī hōtā hai .
4That also takes place in a lokik relationship,but what is the speciality of today's mela that doesn't take place anywhere else?
7Lēkin āj K|kē mēlē key|kī viśhēṣhtā kyā hai jō aur kahī̃ bhī nahī̃ hōtī ?
5There is of course the mela of thesouls and the Supreme Soul, but tell Baba something more alokik.
8Ātmāō̃ aur paramātmā kā mēlā tō hai hī , aur kōī alaukik bāt sunāō . 9Iskī viśhēṣhtā yah hai ki yah mēlā ēk hī samay , ēk sē sarv sambandhō̃ sē , sarv-sambandha K|kē snēh aur prāpti kā mēlā hai . 10Sirph bāp aur bachchō̃ kā , sadgurū aur follow karnē vālē va samān bannē vālē āgyākārī bachchō̃ kā hī nahī̃ , lēkin ēk hī samay , ēk sē sarv-sambandhō̃ sē milan manānē kā alaukik mēlā hai .
6The speciality of this mela is that this is the onlymela, where you experience all relationships as well as the love and attainments of all relationships at the same timefrom the One. 7It is not just the mela of the Father and the children, or the Satguru and His followers or the obedientchildren who are to become equal to the Father, but it is the alokik mela in which you experience celebrating ameeting of all relationships at the same time with the One.
11Yah alaukiktā va viśhēṣhtā aur kahī̃ nahī̃ milēgī .
8You will not find this uniqueness or this specialityanywhere else.
12Aisā mēlā manānē sab sāgar K|kē kaṇṭhē par āyē huē haĩ .
9In order to celebrate such a mela, all of you have come to the shore of the Ocean.
13Jabki sarv-sambandhō̃ sē sarv-prāpti kar saktē hō tō sirph ēk-dō sambandh sē milan va prāpti karnē mē̃ rājī nahī̃ hō jānā hai .
10Since you can haveall attainments from all relationships, don't become content with the meeting and attainment of just one or tworelationships.
14Thōṛē mē̃ rājī hōnē vālē , bhakta kahlāyē jātē haĩ .
11Those who become content with just a little are called bhagats.
15Bachchē sarv-sambandha aur sarv-prāpti K|kē adhikārī haĩ .
12Children have a right to allrelationships and all attainments.
16Isī adhikār kō prāpt karnē vālī ātmāyē̃ , gyānī tū ātmā aur yōgī tū ātmā bāp kō priya hai .
13Souls who attain this right and are knowledgeable and yogi souls are loved by theFather.
17Apnē sē pūchhō aisē bāp K|kē priya banē hō ?
14Ask yourself: Do you have love for such a Father?
18Kyā bāp samān nirākārī , nirahaṅkārī , nirvikārī , naṣhṭōmōhā aur smr̥itisvarūp banē hō ?
15Have you become incorporeal, egoless, viceless, aconqueror of attachment and embodiment of remembrance like the Father?
19Smr̥iti svarūp bannē vālē key|kī niśhānī kyā anubhav hōgī ?
16What sign would be experienced in thosewho are to become the embodiment of remembrance?
20Vah sadā sarv-samarthī-svarūp hōgā .
17They will constantly be the embodiment of total power.
21Naṣhṭōmōhā bannē kē liē sahaj yukti kaun-sī hai ?
18What is the easy yukti to become a conqueror of attachment?
22Iskē tō anubhavī hō nā ?
19You are experienced in this, are you not?
23- sadaiv apnē sāmnē sarv-sambandhō̃ sē bāp kō dēkhnā aur sarv-sambandhō̃ dvārā sarv-prāptiyō̃ kō dēkhnā .
20To constantlysee the Father in all relationships and to see all attainments through all relationships in front of you.
24Ab sarv-sambandha aur sarv prāptiyā̃ ēk dvārā anubhav hō rahī haĩ , tō phir aur kōī sambandh va prāpti rah jātī hai kyā ?
21Since youexperience all relationships and all attainments from One, what other relationships or other attainments could stillremain?
25Jahā̃ mōh arthāt lagāv hai tō kyā sahaj va svataḥ hī anēk taraph sē tōṛ , ēk taraph sē jōṛnē kā anubhav nahī̃ hōtā hai ?
22Do you not have the experience of breaking all attachments from many directions and connecting with Oneeasily and naturally?
26Ab tak bhī kahī̃ aur kisī kē sāth lagāv va mōh hai , tō siddha hōtā ki sarv-sambandha aur sarv prāptiyō̃ kā anubhav nahī̃ kar rahē haĩ . 27Āj bāp aur bachchō̃ key|kī rūh-rūhān va milan-mēlē kā samāchār sunātē haĩ .
23If you still have attachment to someone else, this proves that you are not experiencing allrelationships and all attainments. 24Today, Baba will tell you about the hearttoheart conversations and the news of the meeting of the Father with thechildren.
28Samāchār sunnē mē̃ sabkō interest ātā hai nā ?
25You have extra interest in listening to the news, do you not?
29Ab is samāchār mē̃ dēkhnā ki maĩ kahā̃ hū̃ ?
26Now, within this news, look at where you are.
30Pahlē tō amr̥it vēlē kā samāchār sunātē haĩ .
27Firstly, Baba will tell you the news of amrit vela.
31Amr̥it vēlē K|kē bhinn-bhinn pose aur pāzīśan pahlē bhī sunāī thī , āj aur bāt sunātē haĩ .
28Baba has already told you about the variety of postures andpositions at amrit vela.
32Jaisē amr̥itvēlā prārambh hōtā hai tō chārō̃ ōr sarv-baccē pahlē tō number milānē kā purūṣhārth kartē haĩ yā phir connection jōṛnē kā purūṣhārth kartē haĩ .
29Today, Baba will tell you something else. 30As soon as amrit vela begins, all the childreneverywhere make the effort to dial the number, that is to make a connection.
33Phir kyā hōtā hai line clear hōnē K|kē kāraṇ kōī kā tō number jaldī mil jātā hai aur kōī number milānē mē̃ hī samay bitā dētē haĩ .
31Some children, because of having aclear line, are able to get a connection very quickly whereas others spend their time in getting the connection.
34Kōī-kōī number na milnē K|kē kāraṇ dilśhikasta ban jātē haĩ aur kōī-kōī number milātē tō bāp sē haĩ , parantu bīch-bīch mē̃ connection māyā sē juṭ jātā hai .
32Somechildren become disheartened because they cannot connect with the number. 33Some children dial the Father's number,but are connected to Maya inbetween.
35Aisā māyā interfere kartī hai ki jō vah chāhtē huē bhī connection tōṛ nahī̃ saktē .
34Maya interferes in such a way that they are not able to break away even whenthey want to.
36Jaisē yahā̃ bhī āpkī is duniyā mē̃ kōī wrong number mil jātā hai , tō vah kahnē sē bhī kaṭ nahī̃ kartē haĩ , āp unkō aur vah āpkō kahē̃gē ki kaṭ karō .
35Here also, when you sometimes get connected to a wrong number, the other person does not put thephone down even when you ask them to. 36You will tell the other person to ring off and the other person will tell youto ring off.
37Aisē hī māyā bhī usī samay kamjōr bachchō̃ kā connection hī tōṛ dētī hai aur unhī̃ kō taṅg bhī kartī hai . 38Kyō̃ taṅg kartī hai , uskā bhī kāraṇ hai .
37In the same way, Maya also breaks the connection of the weak children and also causes them distress.There is a reason why she causes them distress.
39Kyōṅki vē|way sārā din albēlē aur ālasya K|kē vaśh hōtē haĩ aur unkā attention kam hōtā hai .
38Because those children are under the influence of laziness andcarelessness throughout the day, they pay very little attention.
40Aisī albēlī ātmāō̃ kō māyā bhī viśhēṣh vardān K|kē samay bāp key|kī āgyā par na chalnē kā badalā lētī hai|badlā lētī hai aur aisī ātmāō̃ kā dr̥iśhya bahut āśhcharyajanak dikhāī dētā hai .
39Maya also seeks revenge on such careless souls at thetime of receiving blessings by not allowing them to follow Baba's directions. 40The scenes of such souls were veryamazing.
41Amr̥itvēlē K|kē thōṛē sē samay K|kē bīch anēk svarūp dikhāī dētē haĩ .
41At amrit vela, their form is only visible for a short time.
42Ēk tō kabhī-kabhī bāp kō snēh sē sahyōg lēnē key|kī arzī ḍāltē rahtē haĩ .
42Sometimes, in order to seek cooperation from theFather, they put in a request with a lot of love.
43Kabhī-kabhī bāp kō khuśh karnē kē liē bāp kō hī bāp key|kī mahimā aur karttavya key|kī yād dilātē rahtē hai ki āp tō merciful hō , āp tō sarvśhaktimān hō , vardānī hō , bachchō̃ kē liē hī tō āyē hō ādi ādi .
43Sometimes, in order to please the Father, they remind the Father of His praise and His duty, by saying: You are themerciful One; You are the Almighty Authority; You are the Bestower of Blessings; You are the only One for thechildren etc. etc.
44Kabhī-kabhī phir jōśh mē̃ ākar , māyā sē parēśhān hō sarvśhaktiyā̃ rūpī śhastra use karnē kā prayatna kartē haĩ . 45Vē|way phir kabhī talvār chalātē haĩ , aur kabhī ḍhāl kō sāmnē rakhtē haĩ .
44Sometimes, they become so forceful and distressed by Maya that they try to use the weapons of all powers.Sometimes, they use the sword and sometimes, they place the shield in front of them.
46Lēkin jōśh kē sāth āgyākārī , vaphādār aur nirantar smr̥iti svarūp bannē kā hōśh na hōnē K|kē kāraṇ unhō̃ kā jōśh yathārth niśhānē par nahī̃ pahũch saktā .
45Although they are forceful,because of not having the awareness of being obedient, faithful, and constantly an embodiment of remembrance, theirforce doesn't reach the target accurately.
47Yah dr̥iśhya baṛā hansī kā hōtā hai .
46This scene is very amusing.
48Kōī-kōī phir aisē bhōlē bachchē hōtē haĩ jō ki īśhvarīy prāpti aur māyā K|kē antar kō bhī nahī̃ jāntē . 49Nidrā kō hī śhānt-svarūp aur bīj rūp stage samajh lētē haĩ .
47There are also some innocent children who are not able to tell the difference between Godly attainment and Maya.They consider sleep to be the stage of being the embodiment of peace or the seed stage.
50Alpkāl K|kē nidrā dvārā rest K|kē sukh kō atīndriya sukh samajh lētē haĩ .
48They consider the rest of ashort sleep to be supersensuous joy.
51Aisē anēk prakār K|kē bachchē anēk prakār K|kē dr̥iśhya dikhātē rahtē haĩ .
49In this way, many children show many different scenes.
52Lēkin jō mahārathī bachchē ab tak gintī K|kē haĩ yā jō āp lōgō̃ key|kī gintī mē̃ haĩ vē|way unsē bhī cum|kam haĩ .
50However, the maharathichildren are very few, even fewer than the number you have actually counted.
53Āp lōg tō aṣhṭ samajhtē hō . 54Lēkin bāp key|kī gintī mē̃ aṣhṭ cum|kam haĩ .
51You may think there are eight, but inBaba's list even eight are not yet ready.
55Ab tak aṣhṭ ratnō̃ K|kē aṣhṭ śhakti svarūp , saṅkalp , bōl aur karma bāp samān bannē key|kī stage prāpt kartē jā rahē haĩ . 56Aisē aṣhṭ ratnō̃ sē milnē kē liē ḍrāmānusār bāp sē milnē mē̃ viśhēṣh adhikār prāpt nūndhā huā hai .
52Even now, the eight jewels are reaching the stage of becoming theembodiment of all eight powers, and creating a stage equal to the Father in their thoughts, words and actions.According to the drama, the eight jewels have received a special right from the Father in order to meet Him.
57Unhō̃ kō number milānē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ kyōṅki un ātmāō̃ kā connection nirantar hai .
53They donot need to connect through a number because those souls have a constant connection.
58Yah wireless kā connection viceless ( nirvikārī ) ātmāō̃ kō hī prāpt hōtā hai .
54Only viceless souls attain awireless connection. 55The moment they have a thought, they are able to meet Him.
59Saṅkalp kiyā aur milan huā . 60Aisē vardānī bachchē bahut cum|kam haĩ .
56There are very few children whohave this blessing.
61Yah hai amr̥it vēlē kā dr̥iśhya .
57This is the scene of amrit vela.
62Bāpdādā kē pās sārē din mē̃ pañch prakār key|kī queue lagtī hai ( 1 ) ēk queue hōtī hai bhinn-bhinn prakār key|kī arzī lē ānē vālō̃ key|kī , kabhī svayã kē prati arzī lē ātē haĩ ki hamē śhakti dō , sahyōg dō , buddhi kā tālā khōlō , himmat dō yā yukti dō .
58BapDada has five types of queues in front of Him. 59The first queue is of those who put in different requests.Sometimes they put in a request for themselves, saying: Give me some power, cooperate with me, open the lock ofmy intellect, give me courage, show me a yukti.
63Kabhī phir anya samparka mē̃ ānē vālī ātmāō̃ key|kī arzī lē ātē haĩ ki mērē pati va phalānē sambandhī key|kī buddhi kā tālā khōl dō .
60Sometimes they put in requests for souls who have come into theircontact: Open the lock of the intellect of my husband or of suchandsuch relation of mine.
64Kabhī-kabhī apnī key|kī huī service key|kī saphaltā na dēkhkar yah bhī arzī kartē haĩ ki hamārī saphaltā hō jāē , service ham karē̃gē aur saphaltā āp dēnā .
61Sometimes, not seeingsuccess in the service they've done, they put in a request for success in their service: We will do the service and Yougrant us success.
65Hamārī yād kī yātrā nirantar aur powerful hō jāē .
62Let my pilgrimage of remembrance become constant and powerful.
66Hamārē yah saṅskār khatm hō jāyē̃ .
63This sanskar of mine shouldfinish.
67Aisī bhinn-bhinn prakār key|kī arzī ḍālnē vālē bāp kē pās ātē rahtē haĩ .
64Souls who put in many requests come in front of the Father in this way. 65The second queue is of those who complain.
68 ( 2 ) dūsrī queue hōtī hai complaint karnē vālō̃ key|kī .
66Their language is: Why is this like this? 67How will this happen?
69Unhō̃ key|kī bhāṣhā hī aisī hōtī hai-yah kyō̃ , yah kaisē , kab aur kyō̃ hōgā ?
68Whenand how will this happen? 69I want this, but why does it not happen?
70Maĩ chāhtī hū̃ , phir bhī kyō̃ nahī̃ hōtā , yād kyō̃ nahī̃ ṭhahartī ?
70Why am I not able to stay in remembrance?Why do I not receive cooperation from my lokik and alokik family?
71Laukik aur alaukik parivār sē sahyōg kyō̃ nahī̃ miltā ? 72Aisī anēk prakār key|kī kampalēnṭsa hōtī haĩ .
71They have many such complaints. 72They havecomplaints in two particular aspects: Why do I have waste thoughts? 73Why is there the illness of the body?
73Unmē̃ bhī viśhēṣh dō bātō̃ mē̃ ki vyarth saṅkalp kyō̃ ātē haĩ , śharīr kā rōg kyō̃ ātā hai , yād kyō̃ ṭūṭtī hai ādi ? 74Is prakār key|kī kampalēnṭsa key|kī queue lambī hōtī hai .
74Why doesmy remembrance break? 75The queue of such complaints is a long one. 76Thirdly, some consider Baba to be the Fortuneteller and start a queue in front of Him: Will my illness finish?
75 ( 3 ) kaī bāp-dādā kō jyōtiṣhī samajh kar queue lagātē haĩ . 76Kyā hamārī bīmārī miṭēgī ?
77Willthere be success in service? 78Will this particular relative of mine follow the path of knowledge?
77Kyā service mē̃ saphaltā hōgī ?
79Will service expandin our town or our village?
78Kyā mērā phalānā sambandhī gyān mē̃ chalēgā ?
80Will there be success in my interaction with others?
79Kyā hamārē gānv va śhahar mē̃ service vr̥iddhi kō pāvēgī ?
81Should I continue with thisinteraction or should I break off this interaction?
80Kyā vyavahār mē̃ saphaltā hōgī ?
82Should I do business or get a job?
81Yah vyavahār karū̃ yā yah vyavahār chōḍū̃ ?
83Can I become a maharathi? 84DoYou think I will become this?
82Business karū̃ yā naukrī karū̃ ? 83Kyā maĩ mahārathī ban saktī hū̃ ?
85They come to Baba with trivial household matters: Will my motherinlaw's angerreduce?
84Kyā āp samajhtē hō , ki maĩ banū̃gī ?
86I am in bondage, so will my bondage ever break?
85Aisē-aisē gr̥ihasth-vyavahār key|kī chhōṭī-chhōṭī bātē̃ , ki kyā mērī sās kā krōdh kam hōgā ?
87Will I ever become free? 88Some even ask: Will I surrendermyself totally?
86Maĩ bāndhēlī yā bā̃dhēlā hū̃ , kyā mērā bandhan ṭūṭēgā ?
89Will this desire of mine be fulfilled? 90There is also a queue of such souls.
87Kyā maĩ svatantr banūṅgī va banūṅgā athavā kaī yah bhī viśhēṣh bātē̃ pūchhtē haĩ ki kyā maĩ total surrender hūṅgā ?
91The fourth queue is of those who complain like this; Why did You come at such a time when I have became so old, ornow when I have a body that is ill?
88Kyā mērī yah ichchhā pūrī hōgī ?
92Why did You not awaken me earlier?
89Aisē yah bhī queue hōtī hai .
93Why did you awaken me so late?
90 ( 4 ) chauthī queue hōtī hai ulhanā dēnē vālō̃ key|kī .
94Why didYou come in the land of Sind? 95Why did the sisters from there emerge first?
91Āp aisē time par kyō̃ āyē jab ham buḍḍhī ban gaī aur ab maĩ bīmār śharīr vālī ban gaī ?
96Why did you make me into a brother at the confluence age? 97Why wasthe system created of putting the Shaktis first?
92Āpnē pahlē kyō̃ nahī̃ jagāyā ?
98Was I meant to be in bondage even in my last birth?
93Dērī sē kyō̃ jagāyā ?
99Why did I alonehave such a karmic bondage?
94Āp sindh dēśh mē̃ hī kyō̃ āyē ? 95Pahlē vahā̃ key|kī bahanē̃ kyō̃ nikalī̃ ?
100Why did you make me so poor that I am unable to cooperate with wealth?
96Saṅgamyug par hamē̃ gōp kyō̃ banāyā ?
101Why did Inot have the part to meet Baba in the sakar form?
97Śhakti first yah rīti rasm kyō̃ banī ?
102There is also a queue of those who hand in such complaints.
98Kyā is last janm mē̃ hī mujhē bāndhēlī bannā thā ?
103There is also a fifth queue which is now getting smaller.
99Aisā karma - bandhan mērā hī kyō̃ banā ?
104That is of asking for something in a royal way.
100Mujhē garīb kyō̃ banāyā , ki jō maĩ dhan sē sahyōg nahī̃ kar saktī .
105They neveruse the word "mercy" or "blessings" but they still have that desire.
101Sākār rūp mē̃ milnē kā part hamārā kyō̃ nahī banā ?
106Did you hear how many types of queues there are?
102Aisē anēk prakār sē ulhanā dēnē vālō̃ key|kī queue bhī hōtī hai .
107Each of you should check yourself to see in how many queuesyou were standing?
103 ( 5 ) pāñchvī queue bhī hōtī hai vah ab kam hōtī jā rahī hai vah hai royal rūp sē māṅgnē key|kī .
108Nowadays, you have to stand in many queues in one day. 109In the same way, many children standin these queues in front of BapDada throughout the day.
104Abhī kr̥ipā va āśhīrvād śhabda nahī̃ kahtē lēkin usmē̃ chāhnā tō bharī hī hōtī hai . 105Sunā kitnē prakār key|kī queue lagtī hai ?
110Not only do they speak of these things to the avyakt orsubtle form, but when Baba comes from the avyakt form to meet them in the corporeal form, they still continue to askthese little things.
106Ab harēk apnē kō dēkhē ki sārē din mē̃ āj hamnē kitnī queue mē̃ number lagāyē . 107Jaisē ājkal ēk hī din mē̃ anēk queue lagānī paṛtī haĩ nā ? 108Vaisē hī bāp-dādā kē pās bhī kaī bachchē sārē din mē̃ in queue mē̃ ṭhahartē rahtē haĩ .
111Stabilise yourself in the stage of being master knowledgefull and a master almighty authority andall types of queues will finish and there will then be queues of your subjects and bhagats in front of each of you. 112Howcan that queue begin whilst you are still busy in these queues?
109Na sirph avyakt rūp mē̃ va sūkṣhma rūp mē̃ yah bātē̃ kartē rahtē haĩ , lēkin jab avyakt sē vyakt mē̃ milnē ātē haĩ tō bhī yah chhōṭī-chhōṭī bātē̃ pūchhtē rahtē haĩ ! 110Master knowledgeful aur master sarvśhaktimān key|kī stage par sthit hō jāō tō sab prakār key|kī queue samāpt hō āp ēk-ēk kē āgē āpkī prajā aur bhaktō̃ key|kī queue lagē . 111Jab tak svayã hī is queue mē̃ busy hō , tab tak vah queue kaisē lagē ? 112Isliē ab apnī stage par sthit hō , in sab queue sē nikal , bāp kē sāth saṅgamyug mē̃ mēlē key|kī anōkhī viśhēṣhtā yah hai ki yah mēlā ēk hī samay , ēk sē sarv - sambandhō̃ sē , sarv-sambandhō̃ K|kē snēh aur prāpti kā milan manānē kā alaukik mēlā hai .
113Therefore, now stabilise yourself in your stage,remove yourself from all these queues.
113Sadā milan manānē key|kī lagan mē̃ apnē samay kō lagāō aur lavlīn ban jāō tō yah sab bātē̃ samāpt hō jāvēṅgī .
114Constantly use your time in staying in the deep love of celebrating a meetingwith the Father, and remain absorbed in love and then all these things will finish.
114In sab ārjiyō̃ va kampalēnṭsa kā response phir dūsrī bār karē̃gē jō phir bār-bār yah bātē̃ pūchhnē key|kī va ismē̃ samay ganvānē key|kī āvaśhyaktā na rahē .
115Now Baba will respond to all theserequests and complaints another time, so that there will be no need to ask these questions time and again and therebywaste your time.
115Achchhā !
116Achcha.
116Aisē anēk prakār key|kī queue sē mukt , bāp-dādā kō sadā sāthī-sadā sahyōgī , ēk second mē̃ milan manānē vālē , sarv-sambandha ēk bāp sē manānē vālē , sarv prāpti svarūp , icchā-mātram avidyā key|kī sthiti mē̃ sadā rahnē vālē aur aṣhṭ śhakti svarūp bachchō̃ kō bāp-dādā kā yād pyār , good night aur namastē .
117To such cooperative companions of BapDada who celebrate a meeting in one second and are free from all types ofqueues; to those who fulfil all relationships with the one Father; to those who are an embodiment of all attainmentsand constantly stable in the stage of being completely ignorant of all desires and to the children who are to becomethe embodiment of the eight powers, BapDada's love, remembrances, good night and namaste. 118* * * O M S H A N T I * * *