मंगलवार 4 फ़रवरी 1975 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 104-02-75 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > Avyakt BapDada 4th February 1975
2Gyān kō svayã mē̃ samānē sē hī anmōl mōtī aur amōgh śhakti key|kī prāpti
1All confluence-aged elevated souls are like chatrak(thirsty for nectar) birds.
3Gyān kā khazānā dēkar sadā-khuś banānē vālē tathā sarv śhaktiyā̃ dēnē vālē śhiv bābā bōlē - 4Abhī saṅgamyugī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ is samay cātak K|kē samān hai jaisē sīp K|kē liyē kahtē haĩ ki her|har bū̃d kō svayã mē̃ samānē sē mōtī banā dētī haĩ , aisē hī āp sabhī bhī jō gyān K|kē bōl va mahāvākya suntē hō aur dhāraṇ kartē hō , vah ēk-ēk bōl kyā ban jātā hai ?
2Just as it is said of oysters that they turn drops of water into pearls, by accumulating them in themselves, in the same way, what do all the elevated versions or words of knowledge that you hear and imbibe become? 3You also turn them into pearls, and each word here becomes one that makes you a multi-millionaire. 4Each word becomes invaluable when you imbibe it.
5Āp bhī usē mōtī banā dētē haĩ aur yahā̃ ēk-ēk bōl padam-pati banānē vālā ban jātā hai .
5Just as a chatrak bird swallows every drop, in the same way, you also listen to this knowledge, and merge it into yourself.
6Ēk-ēk bōl amūlya tab bantā hai jab usē dhāraṇ kartē hō .
6What practical form is visible from merging it into yourself?
7Jaisē cātak bū̃d kō dhāraṇ kar lētē haĩ , vaisē hī āp bhī is gyān kō sunkar samā lētē hō . 8Samānē kā pratyakṣha svarūp kyā dikhāī dētā hai ?
7It is just as when someones every thought, every word, and every deed becomes the basis for accumulating multimillions.
9Aisē her|har saṅkalp , her|har bōl aur her|har karma padamō̃ K|kē jamā karnē kā ādhār ban jātā hai . 10Arthāt her|har second K|kē bōl mē̃ vah ātmā padam-pati svarūp mē̃ dikhāī dētī hai .
8That is, with the words spoken at every second, that soul is visible as a multi-millionaire: the happiness and intoxication of physical wealth is visibly sparkling on his face, but it is still only temporary.
11Sthūl dhan kā naśhā aur khuśhī chēhrē par chamaktī huī dikhāī dētī hai lēkin hōtī vah alpkāl key|kī hī hai parantu jñān-cātak K|kē chēhrē par khuśhī key|kī jhalak sadā spaṣhṭ dikhāī dētī hai .
9However, the sparkle of happiness isconstantly and clearly visible on the faces of those who are thirsty for knowledge. 10Do you see your sparkle in the mirror, with your third eye, at every moment?
12Apnē darpaṇ mē̃ , tīsrē nētra dvārā , apnī aisī jhalak kō her|har samay dēkhtē hō ?
11Do you check your account of accumulation every second?
13Her|har second K|kē jamā kā hisāb check kartē hō ? 14Plus kitnā hōtā hai aur minus kitnā hōtā hai - aisā apnā spaṣhṭ hisāb rakhnē K|kē abhyāsī banē hō ?
12Do you have the practice of keeping a clear account: of how much debit and how much credit you have in your account? 13Do you make special time to check your account?
15Viśhēṣh samay nikāl kar hisāb-kitāb dēkhtē hō ? 16Abhī-abhī kamāī , abhī-abhī ganvāī - yah utār-caṛhāv agar jyādā hōgā tō sōchnē , dēkhnē aur karnē kā viśhēṣh samay nikālnā hōgā .
14If there is an income earned at one moment, and a loss the next.. if there is a lot of this fluctuation, you would then have to make special time to think about it, to check it, and do something about it.
17Agar ēk-ras kamāī hai , jamā hī hōtā jātā hai , bār-bār nuksān kī kōī bāt nahī̃ hai , arthāt khātā clear ( C l e a r ; spaṣhṭ ) hai tō jis samay bhī chāhē , ēk second mē̃ hisāb nikāl saktē haĩ ?
15If there is a constant income, and you are only accumulating all the time.. if there is no question of any loss - that is, if your account is clear - then, are you able to do your accounts whenever you want, in a second?
18Kyā result dēkhtē hō ?
16Do you check your result?
19Abhī tō anēk ātmāō̃ K|kē anēk janmō̃ K|kē banē huē khātē , jiskō pāp-karmō̃ kā khātā kahā jātā hai , uskō bhasma karānē vālē haĩ , vē|way svayã apnā aisā khātā banā nahī̃ saktē .
17At present, you are the ones who inspire other souls to burn away the sins in their accounts of many past births: so, are you not able to create your account like this?
20Yah tō purānē khātē haĩ . 21Āp tō purānē khātē samāpt kar nayā janm , nayē khātē banānē vālē hō .
18All of those are old accounts, whereas you are the ones who finish the old accounts, and start the new accounts of your new birth.
22Purānē khātē sab khatm hō rahē haĩ - aisā anubhav hōtā hai ?
19Do you experience all your old accounts finishing?
23Yadi purānē khātē kō pūrṇ rīti sē chuktā karnē key|kī yukti nahī̃ ātī hai tō yah thōṛā-sā rahā huā khātā bār-bār dil kō khātā rahēgā .
20If you do not know the method to completely finish the old accounts, then the little accounts that remain will continually make your conscience bite.
24Yahā̃ bhī yadi māyā kā kōī karj hōtā hai tō karjdār bār-bār taṅg kartē haĩ .
21Here, also, if there is a little debt to Maya, then that creditor constantly harasses you.
25Aisē karj kō merge kahā jātā hai .
22Such a debt is also known as a worry.
26Yahā̃ bhī māyā kā kōī karj purānē khātē mē̃ rahā huā hai , tab hī māyā bār-bār parēśhān kartī hai va kisī-n-kisī mānasik karj K|kē rūp mē̃ hai .
23Here, there are some debts to Maya in the old accounts too, and this is why Maya distresses you again and again, or comes to you in some form of a mental debt.
27Vah karj cuktā karnā paṛtā hai .
24You have to settle that debt.
28Tō apnē khātē kō check karō ki kōī rahā huā karj , saṅkalp va saṅskār K|kē rūp mē̃ yā svabhāv K|kē rūp mē̃ rahā huā tō nahī̃ hai ? 29Jaisē śhārīrik rōg va karj buddhi kō ēkāgrachit nahī̃ karnē dētā , na chāhtē huē bhī apnī taraph bār-bār khīñch lētā hai , aisē hī yah mānasik karj kā merge buddhi-yōg kō ēkāgr nahī̃ karnē dētā . 30Balki vighna rūp ban jātā hai .
25So, check your account and see that no debt remains in the form of some thought, sanskar or nature. 26Just as any physical illness or debt doesnt allow the intellect to become concentrated or stable, but pulls your attention to itself again and again, even against your will: in the same way, the mental debt of any form of illness doesnt allow the yoga of the intellect to become concentrated, but becomes an obstacle instead.
31Abhī tō samay key|kī samāpti key|kī samīpatā hai , tō apnē bhī sab hisāb check karō aur samāpt karō .
27Now, the time of completion is very close. 28So, check all your accounts and finish any remaining accounts.
32Hisāb-kitāb ātā hai nā ? 33Master knowledgeful hō nā ?
29You know how to do your accounts, do you not?
34Purānē khātē kā karj yā tō vyarth saṅkalp-vikalp K|kē rūp mē̃ hōgā yā kōī saṅskār va svabhāv K|kē rūp mē̃ hōgā . 35In bātō̃ sē check karō ki saṅkalp ēk hai ?
30You are master knowledge-full, are you not? 31The debt of the old accounts will either be in the form of sinful thoughts, or in the form of a particular sanskar or nature.
36Yād bhī ēk kō kartē haĩ , athavā karnā ēk kō chāhtē haĩ , hōtā dūsrā hai ?
32From these things, check as to whether all your thoughts are unified.
37Apnī taraph kyā khīñchtā hai , kyō̃ khiñchtā hai ? 38Bōjh hai kōī , jō apnī taraph khīñchtā hai ?
33You also only remember One: that is, you try only to remember the One, but something else happens.
39Halkī chīj kabhī bhī nīchē nahī̃ āyēgī , vah chaṛhtī kalā mē̃ hī hōgī , kisī bhī prakār kā bōjh , kitnā bhī ūpar karnā chāhē tō ūpar nahī̃ jāyēgā , balki nīchē hī āyēgā . 40Aisē hī sārē din key|kī mansā , vāchā , karmaṇā mē̃ , samparka aur sēvā mē̃ in bātō̃ kō check karō . 41Sēvā mē̃ bhī plan aur practical mē̃ , saṅkalp aur karma mē̃ antar kyō̃ ? 42Us antar kā kāraṇ sōchōgē tō spaṣhṭ dikhāī dēgā ki kōī-na-kōī kamī hōnē K|kē kāraṇ plan aur practical mē̃ antar hōtā hai .
34What pulls you towards itself and why?
43Sarvśhaktiyō̃ mē̃ sē kisī viśhēṣh śhakti key|kī kamī hai .
35Is there some burden that pulls you towards itself?
44Jaisē yōddhā maidān mē̃ sarvaśastradhārī nahī̃ ban jātē haĩ tō samay par kisī sādhāraṇ śhastra key|kī bhī āvaśhyaktā paṛ jātī hai tō unhē̃ sādhāraṇ śhastra key|kī kamī bhī bahut nuksān kar dētī hai .
36Anything light will never come down: it will stay in the stage of ascent. 37However, any type of burden will not go up: no matter how much you try to make it ascend, it will only come down.
45Yahā̃ bhī sarvśhaktiyō̃ kā samūh chāhiē arthāt sarv-śastradhārī chāhiyē .
38In the same way, check your thoughts, words, deeds, connections, and service, throughout the day.
46Apnī buddhi sē bhalē hī judge kartē hō ki yah tō sādhāraṇ bāt hai , yah kabhī bhī samay par baṛā dhōkhā dētī hai .
39In service too, why is there a difference between your plans and the practical form in your thoughts and deeds?
47Isliyē title hī hai - master sarv-śaktivān . 48Bāp sarvśhaktimān aur bachchē master sarvśhaktivān nahī̃ ? 49Vijayī kā arth|earth hī hai - sarvaśastradhārī .
40If you think about the reason for this, you will clearly be able to see that - because of one or another weakness - there is a difference between the plans and the practice.
50Caikiṅg kē sāth change kyō̃ nahī̃ kar pātē hō ?
41You lack one particular power, out of all powers.
51Change tab hōṅgē jab sarvśhaktiyā̃ svayã mē̃ samāyī hōṅgī , arthāt knowledgeful K|kē sāth-sāth powerful dōnō̃ kā balance chāhiē .
42When a soldier goes onto the battlefield without all of his equipment, and at the time of need he lacks even an ordinary weapon: because he lacks even that, there is damage caused.
52Agar knowledgeful 75 % aur powerful mē̃ tīn-chār marks bhī cum|kam haĩ , tō bhī balance barābar-barābar chāhiē .
43So here, too, you need to have all the powers working together: that is, you need to have all your weapons.
53Knowledgeful kā result hai - planning , powerful key|kī result hai - practical . 54Knowledgeful kā result hai - saṅkalp aur powerful kā result hai - svarūp mē̃ ānā .
44With your intellect, you may be judging that something is ordinary, but even that ordinary matter deceives you when the time comes, and this is why your title is a master almighty authority.
55Dōnō̃ key|kī samīpatā aur samāntā hī dōnō̃ kā samān rūp bannā arthāt sampūrṇ bannā .
45The Father is the Almighty Authority, and the children are the master almighty authorities. 46To be victorious means to be one with all weapons.
56Yōg mē̃ aur sēvā mē̃ jitnā samay svayã kō busy rakhōgē tō automatically karjdār kō ānē key|kī himmat va phursat nahī̃ milēgī . 57Achchhā ! 58Avyakt vāṇī kā sār 591 . sīp K|kē liyē kahtē haĩ ki her|har bū̃d kō svayã mē̃ samānē sē mōtī banā dētē haĩ .
47Together with checking, why are you not able to bring about change?There will only be change when you have all powers merged within yourself.That is, together with being knowledge-full, you also need that to be balanced with being powerful.
60Aisē hī āp bhī jō gyān K|kē bōl yā mahāvākya suntē hō , us ēk-ēk bōl kō mōtī banā dētē hō .
48If you are 75% knowledge-full, and have three to four marks less in being powerful, even then you still need to have an accurate balance.
612 . jaisē cātak bū̃d kō dhāraṇ kar lētē haĩ , vaisē hī āp bhī is gyān kō sunkar samā lētē hō .
49The result of being knowledge-full is that planning. 50And the result of being powerful is the practical form.
62Samānē kā pratyakṣha svarūp yah hai ki her|har karma padmō̃ K|kē jamā karnē kā ādhār ban jātā hai .
51The result of being knowledge-full is to have the thoughts. 52And the result of being powerful is to become the embodiment.
633 . yahā̃ bhī yadi kōī karj lētā hai tō karjdār bār-bār taṅg kartā hai . 64Aisē karj kō merge kahā jātā hai .
53The closeness or equality of the two means to become an equal form in both aspects: that is, to become perfect.
65Yahā̃ bhī māyā kā kōī karj purānē khātē mē̃ rahā huā hai , tab māyā bār-bār parēśhān kartī hai . 664 . knowledgeful K|kē sāth-sāth powerful bhī hō , tab change hōgā .
54The more you keep yourself busy in knowledge and yoga, the less courage and time the creditor will automatically have, to come to you. 55Achcha. 56* * * O M S H A N T I * * *