शनिवार 20 सितंबर 1975 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 120-09-75 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 05/02/96 Om Shanti Avyakt BapDada Madhuban 20/09/75
2Śhakti hōtē huē bhī jīvan mē̃ saphaltā aur santuṣhṭatā kyō̃ nahī̃ ?
1Whilst having power, why isn't there the experience of success and contentment?
3Sarvśhaktiyō̃ , siddhiyō̃ aur nidhiyō̃ K|kē dātā , śhiv bābā bōlē - 4Jaisē bāp sarv guṇō̃ K|kē sāgar haĩ , kyā āp bhī vaisē hī apnē kō master sāgar samajhtē hō ?
2Just as the Father is the Ocean of all virtues, in the same way, do you consider yourselves to be the master oceans?An ocean is imperishable, unshakeable and steady.
5Sāgar akhaṇḍ , achal aur aṭal hōtā hai . 6Sāgar key|kī viśhēṣh dō śhaktiyā̃ sadaiv dēkhnē mē̃ āyēṅgī - ēk samānē key|kī śhakti , jitnī samānē key|kī śhakti hai utnī sāmnā karnē key|kī bhī śhakti hai .
3Looking at an ocean, you would especially be reminded of twoparticular powers: the power to accommodate, and to the extent that you see the power to accommodate, accordingly,you will also see the power to face.
7Laharō̃ dvārā sāmnā bhī kartē haĩ aur her|har vastu va vyakti kō svayã mē̃ samā bhī lētē haĩ . 8Tō master sāgar hōnē K|kē kāraṇ apnē mē̃ bhī dēkhō ki yah dōnō̃ śhaktiyā̃ mujh mē̃ kahā̃ tak āī haĩ ?
4It faces the waves and also accommodates any person or any object within itself.So, since you are master oceans, check within yourself to see to what extent you have these two powers.
9Arthāt kitnē percentage mē̃ haĩ ?
5To whatpercentage do you have these powers?
10Kyā dōnō̃ śhaktiyō̃ kō samay-pramāṇ use kar saktē hō ?
6Are you able to use both the powers at the right time?
11Kyā śhaktiyō̃ dvārā saphaltā kā anubhav hōtā hai ?
7Do you experiencesuccess through having these powers?
12Kaī bachchē sarv śhaktiyō̃ kā svayã mē̃ anubhav bhī kartē haĩ aur samajhtē haĩ ki mujh mē̃ yah śhaktiyā̃ haĩ .
8Many children experience all the powers within themselves and also understand that they have these particularpowers within themselves.
13Lēkin śhaktiyā̃ hōtē huē bhī kahī-kahī vē|way saphaltā kā anubhav nahī̃ kartē .
9However, even whilst having these powers, in some cases, they are not able to experiencesuccess.
14Jñānasvarūp , ānand , prēm , sukh aur śhānti svarūp svayã kō samajhtē huē bhī svayã sē sadā santuṣhṭ nahī̃ athavā puruṣhārthī hōtē huē bhī prārabdha arthāt prāpti kā pratyakṣha phal K|kē rūp mē̃ jō anubhav hōnā chāhiē , vah kabhī-kabhī hī kar saktē haĩ .
10Even whilst considering themselves to be the embodiments of knowledge, bliss, love, peace and happiness,they are not constantly content with themselves; even whilst being effortmakers, they are only sometimes able toexperience the practical fruit; the reward or the attainment.
15Sarv niyamō̃ kā pālan bhī kartē haĩ , phir bhī svayã kō sadā harṣhit anubhav nahī̃ kartē .
11They observe all the disciplines, but in spite of that, theydo not constantly experience themselves to be cheerful.
16Mēhnat bahut kartē haĩ lēkin phal kā anubhav cum|kam kartē haĩ . 17Māyā kō dāsī bhī banātē haĩ , lēkin phir bhī kabhī-kabhī udāsī mahsūs kartē haĩ .
12They make a lot of effort, but they experience less fruit.Even in spite of making Maya their servant (dasi), they sometimes experience unhappiness (udasi).
18Iskā kāraṇ kyā hai ?
13What is thereason for this?
19Śhaktiyā̃ bhī hai , sāth-sāth gyān bhī haĩ , niyamō̃ kā pālan bhī kartē haĩ , tab kamī kis bāt mē̃ hai ki svayã , svayã sē hī kanphyūj rahtē haĩ ?
14They have all the powers as well as the knowledge and they are even following all the disciplines; soin which aspect are they lacking that they become confused with themselves?
20Ismē̃ kamī yah hai ki prāpt kī huī śhakti kō va gyān key|kī points kō jis samay , jis rīti sē kārya mē̃ lagānā chāhiē us samay , us rīti sē use karnā nahī̃ ātā hai .
15The aspect that is missing is that they do not know how to use at the right time with the right method the powers andthe points of knowledge that they have attained.
21Bāp sē prīti hai , gyān sē bhī prīti hai , divya guṇ-sampanna jīvan sē bhī prīti hai - lēkin prīti K|kē sāth-sāth rīti nahī̃ ātī hai va rīti kē sāth prīti nahī̃ ātī .
16They have love for the Father, they also have love for knowledgeand a life that is complete with all divine virtues. 17However, together with that love (preet), they do not know themethod (reet), or, if they know the method, they don't know how to have love.
22Isliē amūlya vastu bhī sādhāraṇ prāpti kā ādhār ban jātī haĩ .
18Therefore, even something invaluablebecomes the basis of ordinary attainment.
23Jaisē sthūl mē̃ bhī kitnā hī baṛā yantra va mūlyavān vastu pās|pass hōtē huē bhī use karnē key|kī rīti nahī̃ ātī hai tō us dvārā jō prāpti hōnī chāhiyē vah nahī̃ kar pātē haĩ , aisē hī gyānvān bachchē bhī gyān aur śhaktiyō̃ dvārā jō prāpti hōnī chāhiyē , nahī̃ kar pātē haĩ .
19In a physical aspect, no matter how great a weapon may be or howvaluable a possession you may have, if you don't know how to use it, you are not able to receive the attainment youshould from that. 20In the same way, knowledgeable children are not able to receive the attainment they should fromknowledge and the powers.
24Aisī ātmāō̃ kē ūpar bāpdādā kō bhī rahm ātā hai .
21BapDada feels mercy for such souls.
25Ab vah rīti , jō na ānē K|kē kāraṇ prāpti kā anubhav nahī̃ kar pātē , vah rīti kaisē āyē ?
22Because of not knowing the method, you are not able to receive the attainment that you should. 23So how can youadopt the method?
26Ismē̃ chāhiyē - nirṇay śhakti .
24For this, you need the power to discern.
27Nirṇay śhakti na hōnē K|kē kāraṇ jahā̃ samānē key|kī śhakti use karnī chāhiyē vahā̃ sāmnā karnē key|kī śhakti use kar lētē haĩ .
25Because you do not have the power to discern, you usethe power to face at a time when you are supposed to use the power to accommodate.
28Jahā̃ samēṭnē kī śhakti use karnī chāhiyē , vahā̃ vistār karnē key|kī śhakti use kar lētē haĩ .
26When you need to use thepower to pack up, you use the power to create expansion.
29Isliyē saṅkalp saphaltā kā hōtā hai , lēkin svarūp mē̃ va prāpti mē̃ saṅkalp-pramāṇ saphaltā nahī̃ hōtī hai .
27This is why, the thought may be of success, but you are notable to receive the attainment of success according to your thought.
30Viśhēṣh śhakti key|kī prāpti kā mukhya ādhār kyā hai ?
28What is the main basis of attaining a specialpower?
31Nirṇay śhakti kō tēj karnē kē liē kis bāt key|kī āvaśhyaktā hai ?
29What do you need in order to strengthen your power of discernment?
32Kōī bhī yantra spaṣhṭ nirṇay nahī̃ kar pātā tō uskā kāraṇ kyā hōtā hai ?
30If an instrument is not able to giveproper recognition of something, what is the reason for that?
33Nirṇay śhakti kō baṛhānē kē liē apnī śhrēṣhṭh sthiti - nirākārī , nirahaṅkārī , nirvikārī aur nirvikalpatā kī chāhiē .
31In order to increase your power of discernment, youneed to have the elevated stage of being incorporeal, egoless, viceless and free from sin.
34Agar in chārō̃ mē̃ sē kisī bhī bāt key|kī kamī rah jātī hai , tō yah śhrēṣhṭh dhārṇā na hōnē K|kē kāraṇ spaṣhṭatā nahī̃ hōtī hai .
32If any one aspect out of thefour is lacking, then, due to not having this elevated dharna, there isn't that clarity.
35Śhrēṣhṭh hī spaṣhṭ hōtē haĩ .
33Only that which is elevated isclear.
36Yahī uljhan buddhi kō svachchha nahī̃ bannē dētī .
34It is this confusion which doesn't allow the intellect to become clean.
37 svachchhatā hī śhrēṣhṭhatā hai .
35Cleanliness is greatness.
38Isliē apnī nirṇay śhakti kō baṛhāō .
36Therefore,increase your power of discernment.
39Tab hī bāp K|kē samān sarv-guṇō̃ mē̃ master sāgar anubhav kar sakē̃gē .
37Only then will you be able to experience yourself to be a master ocean of allvirtues, the same as the Father.
40Jaisē sāgar anēk vastuō̃ sē sampann hōtā hai vaisē svayã kō bhī sarvśhaktiyō̃ sē sampann svarūp kā anubhav karō , kyōṅki sampannatā kā vardān saṅgamyug par hī miltā hai .
38Just as an ocean is full of many things, in the same way, experience your form to be complete with all powers,because it is only at the confluence age that you receive the blessing to become complete.
41Sampann-svarūp kā anubhav sivāy saṅgamyug K|kē aur kahī̃ bhī nahī̃ kar sakē̃gē .
39Apart from at theconfluence age, you will never be able to experience the complete stage.
42Āpkē hī daivī jīvan K|kē sarvguṇ sampann hōnē kā gāyan hai . 4316 kalāō̃ kā bhī gāyan hai .
40The memorial of being complete with allvirtues is of your divine life. 41There is also the praise of being sixteen celestial degrees complete.
44Lēkin sampann kā svarūp kyā hōtā hai ?
42However, what isthe form of something that is complete?
45Guṇ aur kalā key|kī knowledge is īśhvarīy jīvan mē̃ hī hai .
43Only in this Godly life is the knowledge and art of virtue experienced.
46Isliyē sampann bannē kā ānand is īśhvarīy jīvan mē̃ hī prāpt kar saktē hō .
44Thisis why it is only in this Godly life that you are able to experience the bliss of being complete.
47Rīti sīkhnē K|kē liyē , bāp dvārā jō bhī prāpt hōtā jā rahā hai , chāhē gyān , chāhē śhaktiyā̃ , inhō̃ kō samay pramāṇ kārya mē̃ lagātē jāō .
45In order to learn the method, whatever you keep on receiving from the Father, whether it is knowledge or powers,continue to use them according to the time.
48Bahut achchhī bātē̃ haĩ aur bahut achchhī chīj hai , sirph yah samajh kar andar samā na lō|low .
46Do not merge it within yourself thinking that it is a very good aspect, orsomething very good.
49Arthāt buddhi key|kī tijōrī mē̃ rakh na lō|low .
47That is, do not lock it away in your intellect.
50Sirph bank balance na banātē jāō yā kaī bujurgō K|kē muāphik gaṭhariyā̃ bāndh kar andar rakh na dō .
48Do not just continue to accumulate a bankbalance. 49Or, like elderly people, do not just keep a bundle of wealth hidden away.
51Sirph sunnē aur rakhnē kā ānand nahī̃ lō|low , lēkin bār-bār svayã kē prati aur sarv ātmāō̃ kē prati kām mē̃ lagātē jāō kyōṅki is samay key|kī jō prāpti hō rahī hai , in prāptiyō̃ kō use karnē sē īśhvarīy niyam-pramāṇ jitnā use karē̃gē utnī vr̥iddhi hōgī , jaisē dān K|kē liyē kahāvat hai - dhan diyē dhan na khuṭē , arthāt dēnā hī baṛhnā hai , aisē hī in īśhvarīy prāptiyō̃ kō anubhav mē̃ lānē sē prāpti cum|kam nahī̃ hōgī , balki aur hī prāpti svarūp kā anubhav karōgē .
50Do not simply experience the blissof listening to it and possessing it, but continually use it for yourself and for all other souls, because according to theGodly principle, the more the attainment of the present time is used, the more it will increase. 51Just as for donation, itis said: "Wealth never finishes by giving it", that is, to give it means to increase it, in the same way, by experiencingthe Godly attainments in this way, there will not be little attainment, but instead, you will experience yourself to be anembodiment of all attainments.
52Bār-bār yuz karnē sē , jaisā samay vaisā svarūp apnā banā sakē̃gē va jis samay jō śhakti use karnī chāhiyē vah śhakti us rīti use kar sakē̃gē . 53Samay par dhōkhā khānē sē bach jāyēṅgē .
52By using it again and again, you will be able to make your form that which isrequired by the time, and you will be able to use whatever power is needed at that particular time in the right way.You will be saved from being deceived at any time of need.
54Dhōkhā khānē sē bachnā arthāt duḥkh sē bachnā .
53To be saved from being deceived means to be savedfrom sorrow.
55Tō kyā ban jāyēṅgē ?
54So what will you become?
56- sadā harṣhit arthāt sadā sukhī , khuśhnasīb ban jāyēṅgē .
55Constantly cheerful, that is, constantly happy and you will have the fortuneof happiness.
57Tō ab apnē ūpar rahm karkē , prāptiyō̃ kō use karkē aur prīti kē sāth rīti kō jān karkē , sadā master gyān sāgar banō , śhakti kā sāgar banō aur sarv prāptiyō̃ kā sāgar banō .
56So now, have mercy on yourself. 57And, by using all the attainments, and by knowing the methodtogether with having love, become those who are constantly master oceans of knowledge. 58Become the oceans ofpower and the oceans of all attainments.
58Achchhā .
59Achcha.
59Aisē sarv anubhavō̃ sē sampann māyājīt , jagatjīt , apnē anubhavō̃ dvārā sarv kō anubhavī banānē vālē bāpdādā K|kē bhī bālak sō mālik , aisē bāp K|kē mālik aur viśhva K|kē mālik ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē ! 60Is murlī key|kī viśhēṣh bātē̃ athavā tathya
60To those who are the conquerors of Maya and so the conquerors of the world complete with all experiences; to thosewho make others experienced through their own experience; to those who are BapDada's children and also Hismasters; to such souls who are the masters of the Father and the masters of the world, BapDada's love, remembranceand namaste.
611 . gyānsāgar bāp dvārā prāpti key|kī huī śhaktiyō̃ va gyān K|kē tathyō̃ kō jis samay jis rīti sē kārya mē̃ lagānā chāhiyē us samay us rīti sē upyōg na kar savanē K|kē kāraṇ svayã mē̃ ulajhē huē rahtē haĩ aur saphaltā va siddhi key|kī anubhūti apnē jīvan mē̃ nahī̃ kar pātē haĩ . 622 . upyōg key|kī uchit rīti kō jānnē K|kē liyē apnī nirṇay śhakti kō baṛhānā āvaśhyak hai .
61* * * O M S H A N T I * * *