मंगलवार 21 अक्टूबर 1975 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 121-10-75 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 2Bēhad key|kī vairāgy-vr̥tti hī viśhva parivartan kā ādhār 3Nayē viśhva K|kē parivartak , sarv ātmāō̃ K|kē parampriya śhiv bābā nē nav-viśv-nirmāṇ K|kē ādhāramūrtta bachchō̃ sē madhur mulākāt kartē huē yē anmōl mahāvākya uchchārē :
021-10-1975 Avyakt BapDada 21-10-1975
4Abhī nayī duniyā lānē kē nimitt banē huē hō ?
1An attitude of unlimited disinterest is the basis of world transformation.
5Naī duniyā kab āyēgī , yah sabkō intzār hai .
2Are all of you instruments for the new world?
6Sabkē andar saṅkalp hai key|kī tithi tārīkh kā mālūm paṛ jāyē ki naī duniyā kab ānē vālī hai ?
3Everyone is waiting for when the new world will come. 4Everyone has the thought: We should know the date when the new world is going to come.
7Tithi tārīkh mālūm paṛēgā ?
5Will you know the date and time?
8Mālūm hōnā tō zarūr chāhiē jabki trikāldarśhī haĩ arthāt tīnō̃ kālō̃ kō jānnē vālē haĩ tō bhaviṣhya kā jānnā bhī aisē hī hōgā jaisē vartamān kō jānnā aur bhaviṣhya kō jānnē kā ādhār bhī vartamān hōgā .
6Since you are trikaldarshi, that is, you know all three aspects of time you should definitely know this. 7Therefore, knowing the future would be the same as knowing the present and the basis of knowing the future would be the present.
9Naī duniyā mē̃ ānē vālē bhī tō brāhmaṇ hī haĩ .
8It is Brahmins who are going to come into the new world.
10Tō naī duniyā mē̃ jō ānē vālē haĩ unhō̃ key|kī vartamān sē hī bhaviṣhya key|kī tithi tārīkh automatically siddha hō hī jāyēgī .
9By knowing the present of those who are going to come in the new world, you will automatically know the date and time of the future.
11Jab naī duniyā kahtē haĩ tō naī duniyā key|kī adhikārī ātmāō̃ mē̃ bhī nayāpan hōnā chāhiē .
10Since you speak of the new world, then those souls who have a right to the new world should have some newness.
12Kōī bhī purānā saṅskār va saṅkalp va bōl va kōī activity purānēpan key|kī na hō .
11There should not be any old sanskars, thoughts, words or activities of the past.
13Jaisē abhī bhī ēk-dō mē̃ purānī chāl dēkh kar kahtē hō nā ki yah inkī purānī chāl hai athavā ab tak yah purānī ādat va chāl inkī gaī nahī̃ hai .
12Nowadays, when you see one another, you say: This is his same old behaviour. 13That is, this one has not yet finished his past habits or way of behaving.
14Kisī bhī bāt mē̃ purānāpan na hō .
14There should not be anything of the past in any situation.
15Saṅkalp bhī purānē svabhāv va saṅskār K|kē vaśh na hō .
15Even your thoughts should not be influenced by your old nature or sanskars.
16Jab majority va mukhya ātmāō̃ mē̃ aisī navīntā dikhāī dē tab naī duniyā K|kē ānē key|kī tithi tārīkh spaṣhṭ hō jāyēgī .
16When such newness is visible in the majority and the main souls, then the date and time of the new world that is to come will be clearly visible.
17Jō nimitt haĩ un mukhya ātmāō̃ mē̃ navīntā kā aur parivartan kā anubhav hōgā .
17The main souls who are the instruments will experience newness and transformation.
18Unhō̃ K|kē parivartan K|kē ādhār par viśvaparivarta na key|kī tārīkh pratyakṣha hōgī .
18Through their transformation, the date for world transformation will be revealed.
19Viśhva-parivartan hōnē K|kē pahlē viśhva key|kī sarv-ātmāō̃ mē̃ vairāgya vr̥itti hōgī .
19Before world transformation takes place, there will be an attitude of disinterest in all the souls of the world.
20Aur vairāgya vr̥itti sē hī bāp K|kē parichay kō dhāraṇ kar sakē̃gē ki hā̃ ham ātmāō̃ kā bāp ā chukā hai .
20Then, through the attitude of disinterest, they will be able to accept the Father’s introduction: Yes, the Father of us souls has already come.
21Tō jaisē viśhva key|kī ātmāō̃ mē̃ vairāgy-vr̥tti hī parivartan kā ādhār hōgā vaisē hī jō nimitt banī huī ātmāyē̃ haĩ unhō̃ mē̃ bhī sampūrṇ parivartan kā ādhār bēhad kā vairāgya banēgā .
21So, just as the attitude of disinterest will be the basis of transformation in the souls of the world, in the same way, for souls who have become instruments, the basis of their complete transformation will be unlimited disinterest.
22Tō saṅgaṭhan mē̃ bhī bēhad K|kē vairāgy-vr̥tti kō lānē kā purūṣhārth karō .
22So, make effort to bring about an attitude of unlimited disinterest even in the gathering.
23Ēk-dō K|kē sāthī va sahyōgī banō .
23Be co-operative companions of one another.
24Jab vairāgy-vr̥tti emerge rūp mē̃ hōgī tō purānē saṅskār va svabhāv bahut jaldī aur sahaj hī vairāgy-vr̥tti K|kē andar merge hō jāyēṅgē .
24When the attitude of disinterest has emerged in you, then your old sanskars and nature will very quickly and easily merge into that attitude of disinterest. 25All of you think: What will happen when we forget everything of the past?
25Sab sōchtē haĩ nā ki kyā hōgā jō purānā pan sab bhūl jāyēgā .
26When people have limited disinterest, all the old sanskars of attraction easily finish.
26Manuṣhya kō jab had kā vairāgya hōtā hai tō purānē ākarṣhaṇ K|kē saṅskār aur svabhāv ādi kō samāpt karnē mē̃ vairāgy-vr̥tti hī ādhār banēgī .
27In the same way, the basis of finishing the old sanskars and nature of the different types of attraction of the household will be the attitude of disinterest.
27Is sē hī change āyēgī .
28It is through this that there will be change.
28Ab aisī dharnī banāō aur aisē bēhad K|kē vairāgiyō̃ kā saṅgaṭhan banāō , jinhō̃ K|kē vāibrēśansa aur vāyumaṇḍal dvārā anya ātmāō̃ mē̃ bhī vah saṅskār emerge hō jāyē̃ .
29Now, prepare such grounds and create a gathering of those who have such unlimited disinterest that, through their vibrations and atmosphere, these sanskars emerge in other souls too.
29Jaisē sēvādhāriyō̃ kā saṅgaṭhan hōtā hai vaisē bēhad K|kē vairāgiyō̃ kā saṅgaṭhan majbūt hōnā chāhiē jiskō dēkhtē hī anya ātmāō̃ kō bhī aisā vibration āyē .
30Just as you have a gathering of serviceable souls, in the same way, there should be a strong gathering of those who have unlimited disinterest so that, when others see them, those souls would receive those vibrations.
30Ēk taraph bēhad kā vairāgya hōgā dūsrī taraph bāp K|kē samān bāp K|kē lav|love mē̃ lavlīn hōṅgē , tab hī bēhad kā vairāgya āyēgā .
31On one side there would be unlimited disinterest and on the other side they would be equal to the Father and merged in His love. 32Only then would there be unlimited disinterest.
31Ēk second bhī aur ēk saṅkalp bhī is lavlīn avasthā sē nīchē nahī̃ āyēṅgē .
33They would not come down from this stage of being merged in love for even a second or with a single thought.
32Aisē lovely bāp K|kē lovely bachchō̃ kā saṅgaṭhan hō .
34There should be a gathering of such lovely children of the lovely Father.
33Unkō kahē̃gē lovely saṅgaṭhan .
35That would be called a lovely gathering.
34Ēk taraph ati lav|love dūsrī taraph bēhad kā vairāgya dōnō̃ kā saṅgaṭhan sāth-sāth samān dikhāī dēgā , aisā saṅgaṭhan banāō tō vah tārīkh spaṣhṭ dikhāī dēgī .
36On one side there is deep love and on the other side unlimited disinterest: the gathering of both should be visible as close and equal. 37Create such a gathering and that date will be clearly visible.
35Yah saṅgaṭhan hī tārīkh kō prasiddh karēgā .
38This gathering will reveal the date. 39Achcha.
36Is murlī kā sār 371 . naī duniyā key|kī adhikārī ātmāō̃ mē̃ kōī bhī purānā saṅskār , saṅkalp , bōl va aikṭiviṭī purānēpan key|kī na hō tab hī nayī duniyā āyēgī . 382 . jaisē viśhva key|kī ātmāō̃ mē̃ vairāgya vr̥itti hī parivartan kā ādhār hōgī vaisē hī jō nimitt banī huī ātmāyē̃ haĩ unhī̃ mē̃ bhī sampūrṇ parivartan kā ādhār bēhad kā vairāgya banēṅgā . 393 . ēk taraph ati lav|love aur dūsrī taraph bēhad kā vairāgya dōnō̃ kā saṅgaṭhan sāth-sāth samān dikhāī dēgā tō aisā saṅgaṭhan hī nayī duniyā key|kī tithi tārīkh kō prasiddh karēgā .
40*** Om Shanti ***