गुरुवार 23 अक्टूबर 1975 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 123-10-75 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 01/07/96 Om Shanti Avyakt BapDada Madhuban 23/10/75
2Intzār kō chhōṛkar intzām karō ! 3Viśhva key|kī takdīr kō ūñchā banānē vālē , māyāvī-sr̥ṣṭi kā mahāvināśh kar daivī-sr̥ṣṭi key|kī sthāpanā karnē vālē , rachayitā śhiv bābā , nav-nirmāṇ K|kē intzām mē̃ ēk-juṭ hō jānē kā āhvān kartē huē bōlē : 4Āj bāpdādā viśhva key|kī takdīr banānē vālē takadīr-vān bachchō̃ key|kī taṣhwīr dēkh rahē haĩ .
1Stop waiting and start making preparations.
5Kis-kis ātmā mē̃ kaun-kaun see|sī|C takdīr key|kī lakīrē̃ dikhāī dētī haĩ aur kaun-kaunsī ab spaṣhṭ hōnē vālī hai ? 6Har ēk K|kē takdīr key|kī lakīr apnī-apnī dikhāī dē rahī hai .
2Today, BapDada is seeing the image of the fortunate children who are creating the fortune of the whole world.Which lines of fortune are visible in which particular children, and which lines are still to be revealed?
7Takdīr key|kī rēkhāō̃ mē̃ mukhya chār subjects key|kī chār rēkhāyē̃ dikhāī dētī hai .
3Each one'slines of fortune visible are his own. 4In the lines of fortune, four lines of the four main subjects are visible.
8Bahut thōṛē bachchē haĩ jinkī chārō̃ key|kī chārō̃ hī rēkhāyē̃ spaṣhṭ haĩ arthāt chārō̃ hī subjects mē̃ tadbīr dvārā apnī ūñchī takdīr banāī hai .
5There arevery few children in whom all four lines are very clear, that is, very few who have created an elevated fortune throughmaking effort in all four subjects.
9Is pramāṇ pass with honours aur first class arthāt first division mē̃ aisē takdīrvān hī āyēṅgē jinhō̃ key|kī chārō hī takdīr key|kī lakīrē̃ spaṣhṭ haĩ .
6Therefore, only those whose all four lines of fortune are clear will pass withhonours, that is, only they will claim the number one; only they will come into the first class, the first division.
10Pass with honours key|kī takdīr key|kī lakīrē̃ chārō̃ hī ōr ēk samān chamaktī huī spaṣhṭ dikhāī dētī haĩ . 11Jō haĩ aṣhṭ ratna .
7Thelines of fortune of those who pass with honours are sparkling brightly and equally in all directions and are clearlyvisible; these are of the eight jewels.
12 dūsrē number mē̃ first division vālē sau ratna , jinkī chārō̃ hī lakīrē̃ dikhāī dētī haĩ lēkin samān spaṣhṭ rūp nahī̃ haĩ . 13Kōī jyādā tēj haĩ , kōī kuchh cum|kam .
8In the second number are the hundred jewels, those of the first division whosefour lines are visible, but are not all clearly visible to the same extent; some are brighter than others.
14Second division sōlah hajār .
9The seconddivision is of the sixteen thousand.
15Un sōlah hajār mē̃ sē pahlē dō tīn hajār key|kī rēkhāō̃ mē̃ chār subjects mē̃ sē tīn subjects 50 % marks mē̃ pās|pass haĩ aur ēk subjects mē̃ 25 % mē̃ pās|pass haĩ arthāt na K|kē barābar haĩ .
10Out of those sixteen thousand, the first two to three thousand have passed withfifty per cent marks in three of the four subjects and twenty five per cent marks in one subject, that is, it is almost likenil marks in the fourth subject.
16Aisē sarv takadīravānō̃ key|kī takdīr dēkhī .
11BapDada saw the fortune of such fortunate children.
17Āj bāpdādā chārō̃ taraph K|kē brāhmaṇ bachchō̃ key|kī janm-patrī dēkh rahē thē .
12Today, BapDada was looking at the horoscope of the Brahmin children in all four directions.
18Janm-patrī dēkhtē vartamān samay maijôrēṭī K|kē andar ēk viśhēṣh saṅkalp chaltā huā dēkhā .
13Whilst looking at thehoroscope, Baba saw that the majority of children have one particular thought.
19Vah kyā ?
14What is that thought?
20Viśhva key|kī ādhāramūrtta ātmāyē̃ bhī kōī ādhār par khaṛī huī dēkhī̃ .
15Baba saw thatthe souls who are the support for the world are also dependent upon some support.
21Vah ādhār kyā ?
16What is that support?
22Duniyā K|kē vināśhkārī sādhanō̃ kō dēkhtē haĩ vā prakr̥iti key|kī halchal kab hōtī hai , kahā̃ hōtī hai , hōtī hai yā nahī̃ hōtī hai ? 23- is ādhār par ādhāramūrtta kō khaṛē huē dēkhā .
17Baba sawthe images of support standing on the support of looking at the instruments for the destruction of this world, or theyare wondering if, or when and where, there would be an upheaval of the elements.
24Aisē ādhār par ṭhaharnē vālē bachchō̃ sē bāpdādā kā praśhna hai ki sthāpanā karnē vālē vināśh K|kē ādhār par rahēgē tō sthāpanā karnē vālō̃ kā bhaviṣhya kyā hōgā ?
18BapDada has a question for thosewho are standing on such a support: If those who are carrying out establishment are dependent upon destruction, thenwhat would be their future?
25Vināśh jvālā prajjavalit karnē K|kē ādhāramūrtta kaun ?
19Who would then be the image of support for igniting the flames of destruction?
26Prakr̥iti kā parivartan karnē vālē kaun ?
20Whowould then transform the elements?
27Prakr̥iti va vināśh K|kē sādhanō̃ K|kē ādhār par khaṛē huē purūṣhō̃ sē uttam purūṣhōttam hō saktē haĩ athavā purūṣhōttam K|kē order par arthāt śhrēṣhṭh saṅkalp K|kē ādhār par , sarv ādhāramūrttō K|kē sampūrṇ bannē K|kē ādhār par vināśhkārī sādhan va prakr̥iti apnā kārya karēgī ?
21Can those who are standing on the support of the elements or the destruction bethe highest amongst human beings, that is, can they be the most elevated beings? 22Or, is it that the instruments fordestruction and the elements will carry out their task on the orders of the elevated thoughts of the elevated humanbeings and on the basis of all the images of support becoming complete?
28Order dēnē vālā kaun ?
23Who will give the order?
29Adhikārī kaun - prakr̥iti yā purūṣhōttam ?
24Who has allrights? 25The elements or the most elevated beings?
30Ādhāramūrtta kā kisī ādhār par rahnā unkō adhikārī kahē̃gē ?
26Would you call the images of support, "Those with all rights", ifthey are dependent on some support?
31Tō kyā dēkhā ?
27So what did Baba see?
32- intzām karnē vālē intzār mē̃ haĩ .
28Those who are making preparations are waiting inanticipation.
33Intazām karnē mē̃ albēlāpan aur intzār karnē mē̃ alert ( caukannē ) haĩ .
29They are careless in making preparations and alert in waiting. 30Seeing this, BapDada was amused andalso felt mercy.
34Iskō dēkhtē huē bāpdādā kō hansī bhī I|āī|eye aur rahm bhī āyā , - kyō̃ ?
31Why? 32Children are even now not able to recognise the cleverness of Maya.
35Māyā key|kī chaturāī kō ab tak bachchē parakh nahī̃ sakē haĩ .
33Maya is putting you tosleep in the sweet sleep of waiting.
36Intzār key|kī mīṭhī nīnd mē̃ māyā sulā rahī hai aur bachchē ādhē kalp K|kē sōnē K|kē sãskār-vaś hō kar kōī tō second kā jhuṭkā khātē haĩ aur phir hōśh mē̃ ātē haĩ , phir intzām karnē K|kē jōśh mē̃ ā jātē haĩ aur kōī tō kuchh minaṭō̃ K|kē liyē sō bhī jātē haĩ , phir jōśh aur hōśh mē̃ ātē haĩ . 37Tīsrī prakār K|kē bachchē kāphī ārām sē sōtē-sōtē bīch-bīch mē ôkh khōl kar dēkhtē rahtē haĩ ki abhī kuchh huā , abhī tak tō kuchh nahī̃ huā hai .
34And, because of being under the influence of the sanskar of sleeping for half akalpa, some doze off for a second then become conscious again and develop force in making preparations, whereasothers fall asleep for a few minutes, then become conscious and develop that force. 35The third type of children aresleeping comfortably, and, every now and then, open their eyes to see whether anything has yet happened or not.They think: We will think about it when it happens. 36Would you not be amused if you were to see this scene?
38Jab hōgā tab dēkhā jāyēgā . 39Yah dr̥iśhya dēkh kyā hansī nahī̃ āyēgī ?
37Even whilst having received the third eye, they are not able to recognise Maya.
40Tīsrā nētra miltē huē bhī māyā kō parakh nahī̃ saktē , isliyē māyā kō achchhī tarah sē parakhnē K|kē liyē parakh-śakti kō viśhēṣh rūp sē apnē mē̃ dhāraṇ karō .
38Therefore, in order to recognise Mayavery clearly, especially imbibe the power to discriminate within yourself. 39Do not count the time as to whether thereare two months or four months, but make yourself powerful.
41Dō mās haĩ yā chār mās haĩ , yah samay key|kī gintī nahī̃ karō lēkin svayã kō samarth banāō . 42Hōgā athavā nahī̃ hōgā , kyā hōgā aur kab hōgā ?
40Instead of thinking about whether something willhappen or not, or when it will happen, stabilise yourself in the stage of being elevated.
43In saṅkalpō̃ kē bajāē purūṣhōttam sthiti mē̃ sthit hō saṅgaṭhan kō sampūrṇ banānē K|kē saṅkalp K|kē ādhār sē prakr̥iti kō order dēnē K|kē adhikārī banō .
41Then, on the basis of having the thought of making the gathering perfect, become one who has all rights to give theorder to the elements. 42"It should happen, but I don't know what will happen.
44Hōnā tō chāhiē lēkin patā nahī̃ kyā hōgā , śhāyad hō , dō chār mās mē̃ tō kuchh dikhāī nahī̃ dētā hai , saṅgamyug cālīs varṣh kā hai athavā pacās varṣh kā hai - isī prakār K|kē saṅkalp bhī sampūrṇ niśhchay kē āgē bāp K|kē va svayã K|kē sthāpanā K|kē kārya mē̃ vighna ḍālnē vālā ati sūkṣhma rūp kā royal sanśhay hai .
43Perhaps, it may happen in two to fourmonths, even though, at present, nothing is visible. 44I don't know whether the confluence age is forty years or fiftyyears." 45These types of thoughts are an extremely subtle form of royal doubts; they create an obstacle to your havingcomplete faith in the Father and your task of establishment.
45Jab tak yah sanśhay hai tab tak sampūrṇ vijayī nahī̃ ban saktē .
46Whilst you have these thoughts, you cannot becomecompletely victorious.
46Gāyan hī hai - niśhchay buddhi vijayanti .
47The praise is: Those who have faith in the intellect are victorious.
47 tō vijayī ātmā kō sanśhay K|kē royal rūp kā saṅkalp hō nahī̃ saktā .
48And so, victorious soulscan have no thoughts of the royal form of doubt.
48Sampūrṇ niśhchay buddhi apnē viśhva-parivartan K|kē kārya mē̃ din-rāt busy rahēgē . 49Jaisē kōī viśhēṣh kārya key|kī zimmēvārī hōtī hai tō din-rāt intzām mē̃ lag jātē haĩ , na ki intzār kartē haĩ ki jab time hōgā tab stage sajāyēṅgē va sādhanō̃ kō apanāyēṅgē .
49Someone who has complete faith in the intellect will remain busy in his task of world transformation day and night.When someone has a responsibility for carrying out a particular task, he remains engaged in making preparations forthat day and night; he doesn't wait for anything, thinking that he will decorate the stage when it is time for it, or thathe will use those facilities then.
50Samay K|kē pahlē intzām kiyā jātā hai .
50Preparations are made in advance.
51Tō viśhva K|kē parivartan key|kī zimmēvārī , yah bhī parivartan samārōh abhī manānē kā hai .
51The responsibility for world transformation, theceremony for this transformation, has to be celebrated at this time.
52Sarv ātmāō̃ kō apnē-apnē anusār satōpradhān banānē kā va bāp kā parichay dēnē kā viśhāl viśhva kā sammēlan karnā hai .
52All you souls have to participate in the unlimitedworld conference of making yourselves satopradhan and giving the Father's message.
53Iskē liyē pahlē sē hī āp kō apnī sthiti key|kī stage banānē kā intzām karnā hai yā us samay karōgē ?
53For this, will you makepreparations for creating your stage in advance or will you do it at that time?
54Jaisē sthūl stage K|kē binā , bhāṣhaṇ karnā va sandēśh dēnā nahī̃ hō saktā vaisē antim samay par svayã K|kē sampūrṇ sthiti key|kī stage binā viśhāl viśv-sammēlan mē̃ sandēśh kaisē dē sakē̃gē ?
54Just as without a physical stage, youcannot give a lecture or a message, in the same way, without having created the stage of your perfect stage, howwould you be able to give the message at the final moment to the unlimited world conference?
55Arthāt bāp kō prasiddh va prakhyāt kaisē kar sakē̃gē ?
55How would you beable to reveal the Father?
56Tō stage kō pahlē sē taiyār karē̃gē athavā us samay karē̃gē ?
56Will you prepare the stage in advance or will you prepare it at that time?
57Isliē intzār kō chhōṛ intzām mē̃ lag jāō .
57Therefore, stopwaiting and start making preparations.
58Yah saṅkalp bhī vyarth saṅkalp hai , is vyarth kō bhī samarth mē̃ parivartan karō .
58This is also a wasteful thought. 59So transform this wasteful thought into apowerful one.
59Adhikārī banō .
60Become those who have all rights.
60Prakr̥iti kō order karnē K|kē samarth stage kō banāō . 61Saṅgaṭhit rūp sē sarv brāhmaṇō̃ K|kē andar rahm key|kī bhāvnā , viśhva-kalyāṇ key|kī bhāvnā , sarv-ātmāō̃ kō duḥkhō̃ sē chhuṛānē key|kī śhubh kāmanāē jab tak dil sē utpanna nahī̃ hōṅgī tab tak viśhva-parivartan rūkā huā hai .
61Create a powerful stage with which you can order the elements.Whilst all of you Brahmins do not collectively have in your heart feelings of mercy, world benefit and the goodwishes of liberating all souls from their sorrow, world transformation will still be waiting.
62Abhī halchal mē̃ hō - ēk hī saṅkalp mē̃ achal aur aṭal nahī̃ hō .
62At present, you arefluctuating; you are not unshakeable and firm in just one thought.
63Aṅgad samān aḍōl bannā arthāt antim ghaṛī lānā .
63To become as unshakeable as Angad means tobring about the final moment.
64Tō saṅgaṭhit rūp sē aisē ēk saṅkalp kō apnāō arthāt dr̥iṛh saṅkalp key|kī ikaṭṭhī aṅgulī sabhī dō , tō yah kaliyugī parvat parivartan karkē golden world kō lā sakē .
64Adopt one thought in a collective way, that is, all of you should together give a fingerof determined thought and this ironaged mountain will be transformed and you will be able to bring about the goldenworld.
65Samjhā ? 66Kyā intzām karnā hai ?
65Do you understand what preparations you have to make?
67Achchhā .
66Achcha.
68Ant mē̃ bāpdādā nē ēk saṅkalp mē̃ aṅgad samān achal rahnē vālē ki - yah sab huā hī paṛā hai , aisē sampūrṇ niśhchay buddhi , her|har saṅkalp , bōl aur karma mē̃ sadā vijayī , aisē adhikārī bachchō̃ kō yād-pyār diyā aur namastē key|kī .
67To those who constantly remain unshakeable in one thought like Angad; to those who have complete faith in theintellect and who are victorious in every thought, word and deed; to such children who have all rights; love,remembrance and namaste from BapDada.
69Dīdī jī kē sāth 70Saṅgaṭhan kā bal arthāt ēk hī saṅkalp
68The power of the gathering means to have just one thought.
71Rūhānī yātrī jō double yātrā karnē ātē haĩ - ēk madhuban key|kī yātrā , dūsrī viśhēṣh madhuban mē̃ rūhānī yātrā .
69(Speaking to Didiji) Spiritual pilgrims are those who come on the double pilgrimage. 70One is the pilgrimage to Madhuban and the other isthe special spiritual pilgrimage in Madhuban.
72Tō double yātrā karnē vālē yātrī jō bhī ātē haĩ vah ārām sē apnī yātrā saphal karkē jātē haĩ .
71So, do all the pilgrims who come on the double pilgrimage returnhaving made their pilgrimage comfortably and worthwhile?
73Sab santuṣhṭ rahtē haĩ .
72Do all of you remain content?
74Gāyā jātā hai ki yadi dil baṛā hai , tō jagah bhī baṛī hai .
73It is sung: If your heart isbig, then the place is also big.
75Sthūl jagah bhalē hī kam hō lēkin ānē vālō̃ key|kī , svāgat karnē vālō̃ key|kī aur saiṭ karnē vālō̃ key|kī dil baṛī hai tō jagah key|kī kamī mahsūs nahī̃ hōgī .
74Even though the place may be very small, if the hearts of those who come, of thosewho welcome them and of those who accommodate them are large, then there is no feeling of a lack of space.
76Phir 63 janmō̃ key|kī , key|kī huī yātrāō̃ sē tō sab sēlavēśansa saṅgam key|kī yātrā par jyādā miltī haĩ .
75Then,the pilgrimage of the confluence age gives you much more facilities than the pilgrimages that you have been on forsixtythree births.
77Vah jaṛ chitrō̃ key|kī yātrā kitnī muśhkil hōtī hai .
76The pilgrimages to the nonliving images are so difficult.
78Āp lōg bhī tō yah dēkh-rēkh kartī hō ki hamārā saṅgaṭhan ēk saṅkalp vālā kahā̃ tak banā hai ?
77All of you also see to what extent yourgathering has become united with one thought.
79Śhāstrō̃ mē̃ gāyan hai ki brahmā kō saṅkalp uṭhā ki sr̥iṣhṭi rachē̃ tō sr̥iṣhṭi rachī gaī .
78In the scriptures, it is remembered that Brahma had a thought tocreate the world and so the world was created.
80Yahā̃ akēlē brahmā key|kī tō bāt nahī̃ , lēkin brahmā sahit sab brāhmaṇō̃ kā bhī jab ēk sāth yah saṅkalp uṭhē ki ab ham sab ever ready haĩ aur naī duniyā key|kī sthāpan hōnī hī chāhiē yā hōgī hī - aisā dr̥iḍh saṅkalp jab brāhmaṇō̃ K|kē andar utpanna hō , tab hī sr̥iṣhṭi kā parivartan hō arthāt naī sr̥iṣhṭi key|kī rachnā practical mē̃ dikhāī dē .
79Here, it is not a question of Brahma alone, but it is when all Brahmins, together with Brahma, have the same thoughtof all being everready, and that the establishment of the new world has to happen or will happen; it is when such adetermined thought arises in all Brahmins, that the world can then be transformed, that is, only then can youpractically see the creation of the new world.
81Ismē̃ bhī saṅgaṭhan kā bal chāhiē . 82Ēk dō kā vā sirph āṭh kā nahī̃ , lēkin sārē saṅgaṭhan kā ēk saṅkalp chāhiyē .
80In this also, you need to have the power of the gathering; not just thepower of one or two or of the eight, but everyone in the gathering has to have the same thought.
83Saṅkalp sē sr̥iṣhṭi rachnā , iskā rahasya is prakār sē hai . 84Saṅkalp utpanna hōgā aur second mē̃ samāpti kā nagāṛā bajnā śhurū hō jāyēgā .
81The significance ofcreating the world through thought means that you would have a thought and within a second, the drums ofcompletion would beat.
85Ēk taraph samāpti kā nagāṛā , dūsrī taraph naī duniyā kā nazārā sāth-sāth dikhāī dēgā .
82On the one hand, the drums of completion would beat and on the other hand, you would see the scenes of the newworld.
86Vahā̃ hī vināśh key|kī ati hōgī aur vahā̃ hī jalmaī K|kē bīch chārō̃ ōr vināśh mē̃ ēk hissā dhartī aur bākī tīn hissā tō jalmaī hōgī nā ?
83On the one hand, there would be the climax of destruction, and in the same place, amidst the flood anddestruction, there would be one quarter land and three quarters water.
87Yah jō sabhī pīchēpīchē anēk dharmō K|kē kāraṇ anēk dēśh banē haĩ , vah anēk dharm jab samāpt hōṅgē tō anēk dēśh bhī ēk sairagāh K|kē rūp mē̃ jal K|kē bīch ēk ṭāpū K|kē muāphik hō jāyēṅgē .
84Many different countries have been created dueto the many religions that have been established towards the end. 85When the many religions finish, then all the manycountries will come together in a form of one big island.
88Tō ēk taraph vināśh key|kī ati K|kē nagāṛē hōṅgē , dūsrī taraph first prince ( śhrīkr̥iṣhṇa ) K|kē janm kā āvāj buland hōgā , vah pattē par nahī̃ āyēgā .
86On the one hand, there would be the drums of the climax ofdestruction and on the other hand, the sound of the birth of Shri Krishna, the first prince, would be heard everywhere.He would not come floating on a pipal leaf.
89Dikhātē haĩ nā jalmaī kē bād pattē par śhrīkr̥iṣhṇa āyā . 90Tīn hissē jalmaī mē̃ hōnē K|kē kāraṇ bhārat jab paristān bantā hai tō uskō jalmaī dikhā diyā hai .
87Shri Krishna has been portrayed floating on a leaf after the flood.Because three quarters of the land was covered with water, and one quarter was land, when Bharat became Paristhan,it has been portrayed as a flood.
91Aisē jalmaī K|kē bīch pahlā pattā jō first ātmā hai uskē janm kā chārō̃ ōr āvāj prasiddh hōgā ki first prince pratyakṣha hō chukā hai , janm hō chukā hai .
88Amidst such a flood, the news of the birth of the first leaf, that is, the first soul,would be heard everywhere; the news that the first prince has now been revealed, that his birth has taken place.
92Tō vah bhī ati mē̃ hōgā arthāt jalmaī K|kē tīn hissē kā nazārā hōgā aur ēk hissā bhārat-paristān K|kē rūp mē̃ pragaṭ hōgā .
89Thatwould also be in an extreme situation, that is, there would be scenes of water on three parts and the fourth part,Bharat, would emerge as Paristhan.
93Jō dikhātē haĩ ki sōnē key|kī dvārikā pānī sē nikal āyī , lēkin pānī sē nahī̃ - tīn hissē pānī mē̃ hōṅgē . 94Isliyē pānī K|kē bīch sōnē key|kī dvārikā dikhāī dēgī .
90The memorial shown of the Golden Dwaraka emerging from water is not reallyfrom water. 91Three parts would be covered with water and this is why Dwaraka has been shown in water.
95Isliyē kahtē haĩ ki sōnē key|kī dvārikā pānī sē nikal āyī .
92This is whyit is said that the Golden Dwaraka emerged from water.
96Sirph us bāt kā pūrā varṇan nahī̃ kar sakē haĩ aur usī samay par first ātmā K|kē janm key|kī jayjaykār hōgī .
93It is just that they have not been able to describe it fully. 94So,the cry of victory of the birth of the first soul would be heard at that time.
97Aisē nazārē sāmnē ātē haĩ tō purānī duniyā K|kē mahāvināśh kā nagāṛā aur nayē first prince K|kē janm kā nazārā sāthasāth dikhāī dēgā .
95When such scenes come in front of you,then the drums of the great destruction of the old world will be heard, and the scenes of the birth of the first princewill be visible at the same time!
98Jaisē nagāṛā bajānē sē pahlē nagāṛē kō garm kiyā jātā hai tab āvāj buland hōtī hai .
96Before drums are beaten, the drums are first warmed; only then would the soundheard be very loud.
99Yah bhī yōg agni sē nagāṛā bajnē K|kē pahlē taiyārī chāhiē tab nagāṛē mē̃ āvāz buland hōgī .
97Before the drums are beaten, you need to have made preparations with the fire of yoga. 98Onlythen would the sound of the drums heard be loud.
100Intzām mē̃ lagē huē hō nā ?
99You are all busy in making preparations, are you not?
101Intzār karnē vālō̃ kō bhī intzām mē̃ lagāō tab jayjaykār hō jāyēgī .
100Let thosewho are waiting become engaged in making preparations and there will be victory.
102Jab śharīr kō chalānā ā jāyēgā tab rājya chalānā ā jāyēgā .
101When you know how to rule your body, you will know how to rule the kingdom.
103Śharīr kō chalānā arthāt rājya karnā .
102To rule the body means to rule akingdom.
104Tō rājya karnē K|kē saṅskār bharnē haĩ nā ?
103So, you have to fill yourselves with sanskars of ruling, do you not?
105Knowledgeful kahā jātā hai tō full knowledge mē̃ tan , man , dhan aur jan sab ā jātā hai .
104You are called knowledgefull;therefore, full includes knowledge of everything: body, mind, wealth and people.
106Agar ēk key|kī bhī knowledge cum|kam hai tō knowledgeful nahī̃ kahē̃gē .
105If knowledge of even one aspect islacking, you would not be called knowledgefull.
107Samjhā ?
106Do you understand?
108Sadā saphaltāmūrt bannē kā ādhār bhī knowledgeful hai .
107The basis of constantly being an embodimentof success is to be knowledgefull.
109Knowledge nahī̃ tō saphaltāmūrt bhī nahī̃ hō saktē . 110Samay K|kē pramāṇ purūṣhārth key|kī gati bhī tīvr hōnī chāhiē .
108If you are not knowledgefull, you cannot become an embodiment of success.According to the time, your speed of effort should be intense.
111Samay key|kī raphtār tēj hai aur chalnē vālō̃ key|kī raphtār ḍhīlī hai tō samay par kaisē pahũchēṅgē ?
109If the speed of time is fast and the speed of thosemoving along is slow, then how would they be able to arrive on time?
112 ēk bal , ēk bharōsā , - yah hai mukhya subject .
110One strength and one support is the mainsubject.
113Her|har samay ēk key|kī hī yād mē̃ ēk-ras rahnā .
111At this time, constantly stay in the remembrance of One.
114Isī purūṣhārth mē̃ hī sadā saphal hō tō muzil par pahũch hī jāyēṅgē .
112If you constantly remain successful in this effort,you will reach your destination.
115Jō aṭūṭ snēh mē̃ rahtē haĩ unkō sahyōg bhī svataḥ prāpt hōtā hai .
113Those who maintain unbroken love receive cooperation automatically.
116Murlī hai lāṭhī , is lāṭhī K|kē ādhār sē kōī kamī bhī hōgī tō vah bhar jāyēgī .
114Murli is like a walkingstick, and if there are any weaknesses remaining, they will be removed with this stick.
117Yah ādhār hī apnē ghar tak aur apnē rājya tak pahuñchāyēgā lēkin lakṣhya sē , niyamapūrvak nahī̃ , lēkin lagan sē .
115Thissupport, not just as a discipline but out of love, will enable you to reach your home and your kingdom.
118Tō lagan sē murlī paṛhnā va sunnā arthāt murlīdhar key|kī lagan mē̃ rahnā .
116So, to listen toand study the murli with love means to be lost in the love of Murlidhar.
119Murlīdhar sē snēh key|kī niśhānī murlī hai .
117The sign of love for Murlidhar is the murli.
120Jitnā murlī sē snēh hai utnā hī samjhō murlīdhar sē bhī snēh hai .
118The more love you have for the murli, the more love you will have for Murlidhar.
121Sachchē brāhmaṇ key|kī parakh murlī sē hōgī .
119The recognition of a true Brahminis from his love for the murli.
122Murlī sē lagan arthāt sachchā brāhmaṇ .
120To have love for the murli means to be a true Brahmin.
123Murlī sē lagan cum|kam arthāt hāph-kāsṭa brāhmaṇ .
121To have less love for the murlimeans to be a halfcaste Brahmin. 122Achcha. 123* * * O M S H A N T I * * *