मंगलवार 28 जून 1977 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
>
28-06-77 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
West|waste ( W a s t e ) mat karō aur wait ( W e i g h t ) cum|kam karō
Sarv khazānō̃ kō mahādānī ban dān karnē vālē , apnē śhaktiyō̃ K|kē khajānō̃ mē̃ sampann hō viśhva-kalyāṇakārī ātmāō̃ prati bāp-dādā bōlē :
Āvāz sē parē apnē nirākārī stage aur ākārī stage , jahā̃ iśhārō̃ key|kī bhāṣhā jyādā hai arthāt movie hai , dōnō̃ hī sthiti mē̃ sākārī sr̥iṣhṭi K|kē samān āvāz nahī̃ hai - aisē āvāz sē parē sthiti achchhī lagtī hai ? Mukh dvārā sunnā , sunānā issē ūpar apnī vr̥itti dvārā vā dr̥iṣhṭi dvārā vā vibrations dvārā vā apnē śhrēṣhṭh anubhavō̃ K|kē prabhāv dvārā kisī ātmāō̃ key|kī sēvā karnā arthāt sunānā vā parichay dēnā , sambandh jōṛnā iskē anubhavī hō ? Jaisē vāṇī dvārā sambandh jōṛnā iskē anubhavī hō , vaisē vāṇī dvārā direction milē ki in ātmāō̃ key|kī vr̥itti vā dr̥iṣhṭi vā śhrēṣhṭh anubhavō̃ K|kē prabhāv sē sēvā karō tō kar saktē hō vā sirph vāṇī dvārā kar saktē hō ? Jaisē vāṇī dvārā ātmāō̃ kō bāp sē sambandh juṭānē K|kē number-vār nimitt bantē hō vaisē apnī sūkṣhma sthiti K|kē vā master sarv śhaktivān vā master gyān sūrya key|kī sthiti dvārā , ātmāō̃ kō svayã K|kē sthiti vā bāp K|kē sambandh kā anubhav , powerful vātāvaraṇ , vibration vā svayã K|kē śhakti svarūp K|kē samparka sē unhē̃ bhī karā saktē hō ? Kyōṅki jaisē samay samīp ā rahā hai , pāṇḍav sēnā K|kē pratyakṣha hōnē kā prabhāv gupta rūp mē̃ phailtā jā rahā hai . Sēvā key|kī rūprēkhā samay pramāṇ aur sēvā pramāṇ parivartan avaśhya hōgī . Jaisē ājkal bhī science dvārā her|har chīz kō quantity ( Q u a n t i t y ; mātra ) bajāē quality ( Q u a l i t y ; guṇ ) mē̃ lā rahē haĩ , aisā chhōṭā sā rūp banā rahē haĩ , jō rūp hai chhōṭā lēkin śhakti adhik bharī huī hōtī hai . Jaisē miṭhās K|kē vistār kō saccharin ( S e c c h a r i n e ) K|kē rūp mē̃ lātē haĩ . Vistār kō sār mē̃ lā rahē haĩ , isī prakār pāṇḍav sēnā arthāt silence key|kī śhakti vālī śhrēṣhṭh ātmāē̃ bhī jō ēk ghanṭē K|kē bhāṣhaṇ dvārā kiskō parichay dē saktē hō , vah ēk sēkēnḍa key|kī powerful dr̥iṣhṭi , dvārā powerful stage dvārā , kalyāṇ key|kī bhāvnā dvārā , ātmik bhāv dvārā smr̥iti dilā saktē hō vā aparōkṣha sākṣhātkār karā saktē hō ? Abhī aisī practice key|kī āvaśhyaktā hai . Iskē liē dō bātō̃ key|kī āvaśhyaktā hai , jissē aisī śhrēṣhṭh sēvā kē nimitt ban saktē hō , vah kaunsī dō bātō̃ key|kī taraph viśhēṣh attention dilātē haĩ . Vah jāntē hō kaun see|sī|C hōgī ?
Ēk tō chārō̃ ōr yah attention dilātē haĩ key|kī kōī bhī chīz west|waste ( W a s t e ; bēkār ) mat karō aur dūsrī bāt wait ( W e i g h t ; vajan ) cum|kam karō . Vah lōg tō śharīr key|kī wait cum|kam karnē kē liē kahtē haĩ , lēkin bāp-dādā ātmā kē ūpar jō bōjh hai , jis bōjh K|kē kāraṇ ūñchī stage kā anubhav nahī̃ kar pātī , tō is wait kō cum|kam karō . Ēk west|waste mat karō aur dūsrā wait cum|kam karō . In dō bātō̃ kē ūpar viśhēṣh attention chāhiē . Apnī śhaktiyā̃ vā samay west|waste karnē sē jamā nahī̃ hōtī aur jamā na hōnē K|kē kāraṇ jō khuśhī vā śhaktiśhālī stage kā anubhav hōnā chāhiē , vah chāhtē huē bhī nahī̃ kar saktē . Jaisē āp śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā viśhva-kalyāṇakārī bannē kā kārya hai . Usī pramāṇ samay vā śhaktiyā̃ na sirph apnē prati lēkin anēk ātmāō̃ key|kī sēvā prati bhī stock jamā hōnā chāhiē . Agar west|waste hōtā rahēgā tō svayã bhī apnē kō bharpūr anubhav nahī̃ karē̃gē . Jaisē ājkal kī government bhī bachat key|kī scheme banātī hai . Vaisē apnē prati āvaśhyak samay vā śhaktiyō̃ mē̃ sē economy ( E c o n o m y ; bachat ) kā lakṣhya rakhtē huē bachat karnī chāhiē . Kyōṅki viśhva key|kī sarv ātmāē̃ āp śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā parivār hai . Jitnā baṛā parivār hōtā hai utnā hī economy kā khyāl rakhā jātā hai .
Āp jaisā baṛā parivār aur kiskā hai ? Tō sab ātmāō̃ kō sāmnē rakhtē huē , svayã kō bēhad key|kī sēvā arth|earth nimitt samajhtē huē , apnē samay aur śhaktiyō̃ kō kārya mē̃ lagātē hō ? Master rachtā key|kī sthiti smr̥iti mē̃ rahtī hai vā apnē prati hī kamāyā aur khāyā , vā kuchh khāyā , kuchh ganvāyā , aisē albēlē hō chal rahē hō ? Tō apnē sarv khajānō̃ key|kī budget ( B u d g e t ) banāō . Itnī baṛī jimmēvārī kā kārya uṭhānē vālī ātmāē̃ agar jamā na hōgā tō kārya kaisē saphal kar sakē̃gī . Ḍrāmānusār hōnā hī hai - yah huī knowledge key|kī bāt . Lēkin drama mē̃ mujhē bhī nimitt ban sēvā dvārā śhrēṣhṭh prāpti karnī hai , yah lakṣhya rakhtē huē her|har khazānē key|kī budget banāō . Budget mē̃ lakṣhya kyā rakhnā hai ? Salōgan yād hai ? cum|kam kharcha bālā naśhīn . Her|har khazānē kō check karō kitnā jamā hai ? Us jamā K|kē khātē sē bēhad K|kē ātmāō̃ key|kī sēvā hō saktī hai . Harēk subject key|kī bhī checking karō ki her|har subject dvārā bēhad key|kī sēvā kē nimitt ban saktē haĩ , vā sirph gyān dvārā kar saktē haĩ , dhārṇā dvārā nahī̃ ? Jab full pass hōnā hai tō full subject dvārā sēvā kē nimitt bannā āvaśhyak hai . Agar ēk bhī subject mē̃ kamī hai tō full pass nahī̃ lēkin pās|pass hōṅgē . Ēk hai pass with honour aur dūsrī stage hai pās|pass hōnā . Jō sirph pās|pass hōtē haĩ pass with honour nahī̃ tō unhō̃ kō pass with honour K|kē antar mē̃ dharmarāj key|kī sajāō̃ sē pās|pass hōnā paṛtā hai arthāt thōṛā bahut bhī sajāō̃ kā anubhav mē̃ pās|pass karē̃gē . Pass with honour aurō̃ kō pās|pass kartē huē dēkhē̃gē . Isliē her|har subject mē̃ full pass hōnā hai - her|har khazānē key|kī budget karō aur budget banāō arthāt west|waste mat karō . Her|har second , saṅkalp yā svayã kē prati śhaktiśhālī banānē arth|earth vā sarv ātmāō̃ key|kī sēvā arth|earth kārya mē̃ lagāō .
Dūsrī bāt wait cum|kam karō . ēk tō pichhlē janmō̃ kā rahā huā hisāb-kitāb kā bōjh samāpt karnē mē̃ lagē hō , lēkin vah bōjh kōī baṛī bāt nahī̃ hai . Brāhmaṇ bankar vā brahmākumār / brahmākumārī kahlākar viśhva-kalyāṇakārī vā viśhva-sēvādhārī kahalākār phir bhī agar aisā kōī vikalp vā vikarma kartē haĩ tō vah bōjh us bōjh sē sauguṇā hai . Aisē kitnē prakār K|kē bōjh apnē saṅskārō̃ K|kē vaśh , svabhāv K|kē vaśh , gyān , buddhi K|kē abhimān vaśh , nām aur śhān K|kē svārtha vaśh , svayã K|kē salvation prāpt karnē K|kē vaśh , vā albēlēpan vā ālasya K|kē vaśh , ab tak kitnē bōjh uṭhāē haĩ ? Sadaiv yah dhyān par rakhnā hai ki gyānī tū ātmā kahlātē athavā serviceable kahlātē aisā kōī karma vā vātāvaraṇ phailānē K|kē vibration utpanna hōnē kē nimitt na banē jissē service kē bajāē dis service hō . Kyōṅki service bhī hō lēkin ēk bār key|kī dis-service das bār key|kī service kō samāpt kar dētī hai . Jaisē rabaṛ miṭ jātā hai vaisē ēk bār key|kī dis-service das bār K|kē service K|kē khātē kō khatm kar dētī hai . Aur vah samajhtā rahtā ki maĩ bahut service kartā hū̃ . Lēkin khātā khālī hōnē K|kē kāraṇ niśhānī dikhāī bhī dētī haĩ lēkin abhimān K|kē vaśh bāhar sē miyāmi ù è ban jātē haĩ . Niśhānī kyā hōtī hai ? Ēk tō yād mē̃ śhakti vā prāpti kā anubhav nahī̃ hōtā . Andar key|kī santuṣhṭatā nahī̃ hōgī . Her|har samay kōī na kōī paristhiti vā vyakti vā prakr̥iti kā vaibhav , sthiti kō halchal mē̃ lānē K|kē vā khuśhī , śhakti khatm karnē kē nimitt banē̃gē . Bāhar kā dikhāvā itnā sundar hōgā jō anēk ātmāē̃ unhē̃ na parakhnē kāraṇ sabsē achchhā khuśh mijāj aur puruṣhārthī samajhē̃gē . Lēkin andar bilkul uljhan mē̃ khōkhalāpan hōtā hai . Nām , śhān kā khātā full hōtā hai - lēkin khazānō̃ kā khātā , anubhūtiyō̃ kā khātā khālī K|kē barābar hōtā hai arthāt nām mātra hōtā hai . Aur niśhānī kyā hōgī ? Aisī ātmā svayã vighnō̃ K|kē vaśh hōnē K|kē kāraṇ sēvā K|kē kārya mē̃ vighna rūp ban jātī hai . Nām vidhna vināśhak hai lēkin bantē vighna rūp haĩ . Aisē ātmāō̃ kē ūpar samay prati samay K|kē bōjh sē wait baṛhnē K|kē kāraṇ anēk prakār K|kē mānasik vyarth chintan vā mānasik aśhānti , aisē anēk rōg paidā kar lētē haĩ . Dūsrī bāt wait hōnē K|kē kāraṇ purūṣhārth key|kī raphtār tīvr nahī̃ hō saktī . High jump ( ūñchī kūd ) tō chhōṛō lēkin dauṛ bhī nahī̃ lagā saktē . Plan banāyēṅgē ki yah karē̃gē , yah karē̃gē lēkin saphal nahī̃ hō saktē . Tīsrī guhya bāt aisī wait vālī ātmāē̃ , jō vighna rūp vā dis-service kē nimitt bantī hai , bāp kō arpaṇ kiyā huā apnā tan-man vā īśhvarīy sēvā arth|earth milā huā dhan , apnē vighnō̃ K|kē kāraṇ west|waste kartī hai arthāt saphaltā nahī̃ pātī , uskē west|waste karnē kā bhī bōjh chaṛhtā hai . Isliē pāpō̃ key|kī gahan gati kō bhī achchhī rīti jānō . Ab kyā karnā hai ? West|waste mat karō aur wait cum|kam karō . Dharmarāj purī mē̃ jānē K|kē pahlē apnā dharmarāj banō . Apnā pūrā cōpaḍā khōlō aur check karō pāp aur puṇya kā khātā kyā rahā huā hai , kyā jamā karnā hai ; aur viśhēṣh svayã prati plan banāō . Pāp K|kē khātē kō bhasma karō . Puṇya K|kē khātē kō baṛhāō . Bāp-dādā bachchō̃ K|kē khātē kō dēkhtē huē samajhtē haĩ mālāmāl hō jāē . ( barsāt paṛ rahī hai ) prakr̥iti bhī pāṭh paṛhā rahī hai . Jaisē prakr̥iti apnē mausam vā samay pramāṇ apnē tīvr gati sē kārya kar rahī hai aisē brāhmaṇō̃ key|kī kamāī jamā karnē key|kī mausam hai . Tō mausam pramāṇ tīvr raphtār sē jamā karō . Achchhā .
Sadā phariśhtē , vēṭalēs arthāt light rūp , her|har second aur saṅkalp mē̃ bhī pichhlā bōjh bhasma kartē , bhaviṣhya jamā karnē vālē , sadā viśhva sēvādhārī svarūp mē̃ sthit rah ātmāō̃ kō sarv khazānē mahādānī ban dān karnē vālē , apnē śhaktiyō̃ K|kē khajānō̃ mē̃ sampann hō śhaktiyō̃ dvārā vardānī bannē vālē , rahm dil ātmāē̃ , sadā viśhva kalyāṇkārī ātmāō̃ kō bāp-dādā kā yād-pyār aur namastē .
Party sē
Sadā svachintan aur śhubhchintak dōnō̃ stage rahtī haĩ ? Jab śhubhchintak hōtā hai tō vyarth samāpt hō jātā hai . Vyarth kā rahtā hai arthāt śhubh chintak kā anubhav cum|kam hai . Jaisē agar ēk bār baṛhiyā chīz kā taste ( T a s t e ) kar liyā tō ghaṭiyā chīz svīkār karnē kā saṅkalp bhī nahī̃ āēgā . Vaisē śhubh chintan mē̃ rahnē vālā vyarth chintan kar nahī̃ saktā . Chintan chalānā arthāt uskā svarūp ban jāē . Jaisē sāgar K|kē andar rahnē vālē jīv-jantu sāgar mē̃ samāē huē hōtē , bāhar nahī̃ nikalnā chāhtē . Machhlī bhī pānī K|kē andar rahtī , bāhar I|āī|eye tō khatm . Sāgar va pānī hī uskā saṅsār hai , itnā baṛā bāhar kā saṅsār uskē liē kuchh bhī nahī̃ , aisē gyān sāgar bāp mē̃ samāē huē - inhō̃ kā saṅsār bhī bāp arthāt sāgar hōtā hai . Aisē anubhav kartē hō vā bāhar chakra lagānē kō dil hōtī hai ? Jab tak yah anubhav nahī̃ kiyā , svarūp mē̃ samānē kā , tab tak jō brāhmaṇ jīvan kā gāyan hai - atīndriya sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūlnē kā , harṣhit hōnē kā , vah nahī̃ hō saktā . Aisē anubhavī hī is brāhmaṇ jīvan K|kē sukh K|kē mahatva kō jāntē haĩ . Brāhmaṇō̃ kō chōṭī kahtē haĩ , yah chōṭī arthāt , ūñchī stage hai . Agar yahā̃ tak nahī̃ pahũchē tō vijay kā jhaṇḍā kaisē laharāyēṅgē ? Ūñchī chōṭī par jākar jhaṇḍā laharāēṅgē tō vijayī kahā jāēgā .
Vartamān samay kā purūṣhārth kyā hai ? Sunnā , sunānā chaltā rahtā , abhī anubhavī bannā hai . Anubhavī kā prabhāv jyādā hōtā . Vahī bāt anubhavī sunāvē aur vahī bāt sunī huī sunāvē tō antar paṛēgā nā ? Lōg bhī abhī anubhav karnā chāhtē . Yōg śhivir mē̃ viśhēṣh anubhav kyō̃ kartē ? Kyōṅki anubhavī bannē kā sādhan hai - sunānē kē sāth anubhav karāyā jātā hai . Issē result achchhī nikaltī hai . Jab ātmāē̃ anubhav chāhtī haĩ tō āp bhī anubhavī bankar anubhav karāō . Anubhav kaisē hō ? Uskē liē kaun sā sādhan apnānā hai ? Jaisē kōī inventor ( āviṣkārak ) vah kōī bhī invention nikālnē kē liē bilkul ēkānt mē̃ rahtē haĩ . Tō yahā̃ key|kī ēkānt arthāt ēk K|kē ant mē̃ khōnā hai , tō bāhar key|kī ākarṣhaṇ sē ēkānt chāhiē . Aisē nahī̃ sirph kamrē mē̃ baiṭhnē key|kī ēkānt chāhiē , lēkin man ēkānt hō . Man key|kī ēkāgratā arthāt ēk key|kī yād mē̃ rahnā , ēkāgr hōnā yahī ēkānt hai . Ēkānt mē̃ jākar invention nikāltē hai nā ! Chārō̃ ōr K|kē vibration sē parē chalē jātē tō yahā̃ bhī svayã kō ākarṣhaṇ sē parē jānā paṛē . Aisē bhī kaī hōtē jinhē̃ ēkānt pasand ātā , saṅgaṭhan mē̃ rahnā , hansnā , bōlnā jyādā pasand nahī̃ ātā , lēkin yah huā bāhar mukhatā mē̃ ānā . Abhī apnē kō ēkānt vāsī banāō arthāt sarv ākarṣhaṇ K|kē vibration sē antarmukh banō . Ab samay aisā ā rahā hai jō yahī abhyās kām mē̃ āēgā . Agar bāhar K|kē ākarṣhaṇ K|kē vaśhībhūt hōnē kā abhyās hōgā tō samay par dhōkhā dē dēgā . Sarakamasṭansēs ( paristhitiyā̃ ) aisē āyēṅgē jō is abhyās K|kē sivāē aur kōī ādhār hī nahī̃ dikhāī dēgā . Ēkāntvāsī arthāt anubhavī mūrtta . Dillī vālē sēvā K|kē ādi kē nimitt banē haĩ tō is viśhēṣhtā mē̃ bhī nimitt banō . Tō is sthiti K|kē anubhav kō dūsrē bhī copy karē̃gē . Yah sabsē baṛē tē baṛī sēvā hai . Saṅgaṭhit rūp mē̃ aur inḍīvijaval rūp mē̃ dōnō̃ hī rūp sē aisē abhyās kā vātāvaraṇ phailāō .