गुरुवार 30 जून 1977 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 130-06-77 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 06/10/97 Om Shanti Avyakt BapDada Madhuban 30/06/77

2Bāp-dādā key|kī her|har brāhmaṇ ātmā prati śhrēṣhṭh kāmanāē̃ 3Bhaviṣhya takdīr banānē kē nimitt banē huē master ālamāīṭī authority bachchō̃ prati avyakt bāp-dādā bōlē  :

1BapDada’s elevated hopes for every Brahmin soul. 2BapDada, the Instrument to bring benefit to the most elevated souls, is happy to see all the souls who play their part whilst constantly being loving and co­operative with Him, and who constantly have the fortune of happiness.

4Sarv khuśhnasīb , sarv śhrēṣhṭh ātmāō̃ K|kē kalyāṇ arth|earth nimitt banē huē bāp-dādā kē sāth sadā sahyōgī rahnē K|kē part bajānē vālī sarv ātmāō̃ kō dēkh bāpdādā bhī harṣhit hōtē haĩ . 5Bāp K|kē snēh vā lagan mē̃ rahnē vālī snēhī ātmāō̃ kō milan K|kē umaṅg , utsāh mē̃ dēkh bāp bhī bachchō̃ kō snēh aur umaṅg kā return dē rahē haĩ . 6Bāpdādā jāntē haĩ ki sabhī bachchō̃ K|kē andar snēh , sahyōg key|kī bhāvnā aur bāp samān bannē kā śhrēṣhṭh saṅkalp bhī hai . 7In sabkō dēkh bāp-dādā bachchō̃ kō svayã sē bhī sarv śhrēṣhṭh tāj , takht naśhīn paramdhām K|kē chamaktē huē sitārē aur viśhva K|kē sarv ātmāō̃ K|kē dil K|kē sahārē , viśhva key|kī ātmāō̃ kē āgē sadā pūrvaj aur pūjya - aisē śhrēṣhṭh dēkhnē chāhtē haĩ .

3Seeing the children who stay in Baba’s love and who have the deep desire as well as the zeal and enthusiasm to meet with Baba, Baba also gives the return of the children’s love and enthusiasm.

8Bachchō̃ kō śhrēṣhṭh dēkhtē bāp kō jyādā khuśhī hōtī hai . 9Harēk brāhmaṇ ātmā sadā ū̃chē tē ū̃chē bāp kē sāth ūñchī sthiti mē̃ sthit rahē .

4BapDada knows that every child has a deep feeling of love and co­operation, and also has the elevated thought to become equal to the Father.

10Jaisā ū̃chā nām , vaisā ū̃chā kām . 11Jaisā viśhva kē āgē ū̃chā mān hai , aisā hī svamān vā śhān sadā kāyam rahē - yahī bāp-dādā key|kī her|har brāhmaṇ ātmā mē̃ śhrēṣhṭh kāmnā hai . 12Bachchō̃ kō kyā karnā hai  ? 13Jō bāp-dādā dvārā gyān kā , guṇō̃ kā , śhaktiyō̃ kā śhrr̥iṅgār milā hai , us śhrr̥iṅgār kō dhāraṇ karō .

5Seeing all of this, BapDada wishes to see the children in their elevated stage with a crown even more elevated than His, to be seated on the heart­throne, to be the sparkling stars in Paramdham, the heart’s support for all the souls of the world and the constantly worthy­of­worship ancestors of all the souls of the world.

14Jaisē āpkē jaṛ chitra sadā sajē sajāē haĩ , aisē chaitanya rūp mē̃ bhī sadā sajē sajāē , bāp-dādā K|kē dil takht naśhīn , ati indriya sukh mē̃ jhūmtē huē sadā phariśhtē rūp K|kē naśhē mē̃ rahnā hai .

6Baba has great happiness on seeing the children become so elevated. 7Every Brahmin soul should constantly remain in the most elevated stage of all, with the highest­on­high Father.

15Yahī bāp-dādā kō return karnā hai . 16Return karnā ātā hai  ?

8As your name is so elevated, so your task should be just as elevated.

17Dil key|kī chāhnā aur karnā samān hō . 18Aisē nahī̃ ki chāhtē haĩ , lēkin kartē nahī̃ haĩ .

9Just as you have such elevated prestige in front of the world, so too you should constantly maintain your self respect and honour.

19Apnī sarv śhrēṣhṭh authorities ( A u t h o r i t i e s ) kō , kaunsī authority  ?

10These are the elevated hopes that BapDada has for all the Brahmin souls.

20Sākārī karmēndriyā̃ arthāt karmchārī aur sāth-sāth apnī sūkṣhma śhaktiyā̃ man , buddhi , saṅskār arthāt kārya kalāō̃ kō yathārth rīti sē chalānē key|kī authority . 21Aisī authority dhāraṇ kī hai  ? 22Master sarvśhaktivān , master almighty authority hōkar apnē karmēndriyō̃ kō chalātē hō vā brāhmaṇ parivār K|kē hī sahyōgī kāryakarttāō̃ arthāt madadgār ātmāō̃ vā service sāthiyō̃ kē ūpar authority chalātē hō  ? 23Brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē samparka mē̃ snēh aur sahyōg key|kī bhāvnā rakhnī hai , na ki authority use karnī hai .

11So what do you children have to do?

24Aur karmēndriyō̃ kē ūpar sūkṣhma śhaktiyō̃ kē ūpar authority chalānī hai .

12Wear the ornaments of gyan, virtues and powers that you have received from BapDada.

25Usmē̃ kabhī bhī adhīn hōnā ki - mērē svabhāv , saṅskār aisē haĩ , ālamāīṭī authority K|kē yah bōl nahī̃ haĩ .

13Just as your non­living images are constantly adorned, so too, in the living form, you should always remain adorned.

26Jō svayã kē ūpar authority nahī̃ chalātē tō authority kō miss use ( M i s u s e  ; durūpayōg ) kartē haĩ .

14You should be seated on BapDada’s heart­ throne and, whilst dancing in supersensuous joy, maintain the intoxication of your angelic form.

27Tō authority kō miss use mat karō .

15This is the return you have to give to BapDada.

28Bāp-dādā nē sarv bachchō̃ K|kē milan-mēlē mē̃ bachchō̃ kā umaṅg-utsāh bhī dēkhā , śhrēṣhṭh bhāvnā bhī dēkhī , viśhva-kalyāṇ key|kī kāmnā bhī dēkhī . 29Sāth-sāth bāp samān bannē key|kī śhrēṣhṭh ichchhā bhī dēkhī . 30Lēkin in sab bātō̃ kō saṅkalp aur vāṇī tak dēkhā . 31Practical mē̃ sadā ‘ lakṣhya K|kē pramāṇ lakṣhaṇ ’ svayã kō vā sarv kō dikhāī dē - uskē balance mē̃ antar dēkhā .

16Do you know how to give a return?

32Balance karnē key|kī kalā abhī chaṛhtī kalā mē̃ chāhiē .

17Your heart’s desire and what you do should be the same.

33Saṅkalp hai , lēkin saṅkalp key|kī sampūrṇ stage - ‘ dr̥iṛh saṅkalp ’ hai .

18It should not be that you want to do something but are unable to do it.

34Sakãlpa hai , lēkin dr̥iṛhtā chāhiē .

19Have you adopted your most elevated authority?

35Svadarśa na jissē māyā kō sadā kē liē vidāī mil jātī hai , uskē sāth-sāth sv-darśan aur pardarśhan dōnō̃ chakkar ghūmtē rahtē haĩ . 36Pardarśhan māyā kā āhvān kartā hai . 37Svadarśhan māyā kō challenge kartā hai .

20Which authority? 21The authority to control accurately your physical organs, that is, your servers, as well as the authority to control your subtle powers of the mind, intellect and sanskars, which are also your servants.

38Pardarśhan key|kī līlā key|kī lahar bhī achchhī tarah sē dikhāī dētī hai . 39Bēhad K|kē drama K|kē her|har part K|kē ‘ trikāldarśhī ’ bannē kā lakṣhya bhī dēkhā .

22Have you adopted such authority? 23Are you able to use your physical organs as a master with all powers and as a master almighty authority?

40Lēkin vyarth bātō̃ K|kē trikāldarśhī bhī jyādā bantē haĩ . 41Pahlē bhī aisē huā thā , abhī hai aur yah hōtā hī rahēgā - aisē trikāldarśhī ban gaē haĩ .

24Or do you simply use your authority over the co­operative members of the Brahmin family, that is, the souls who help and service companions?

42Aur ēk majē key|kī bāt kyā hōtī hai , jō bhakti mē̃ bhī āpkō kāpī kī hai , vah kaun see|sī|C bāt hai  ?

25In connection with Brahmin souls you should use your feelings of love and co­operation, not use authority over them.

43‘ managaṛhant kahāniyā̃ ’ - jaisē gaṇēśh vā hanumān real haĩ kyā  ?

26You have to use your authority to rule your physical organs and subtle powers.

44Lēkin kahānī kitnī ramaṇīk haĩ  ! 45Aisē chhōṭī see|sī|C bāt kā bhāv badal , managaṛhant bhāv bharkar pūrī story|storey ( S t o r y  ; kahānī ) taiyārī kar lētē haĩ .

27To be subservient to those subtle powers and say that your nature or your sanskars are like that are not the words of an almighty authority.

46Aur sunnē , sunānē vālē baṛī rūchi aur samay dēkar suntē-sunātē haĩ .

28Those who do not use authority over themselves are misusing their authority.

47Aisī bhī lahar dēkhī .

29So, do not misuse your authority.

48Bāp-dādā , śhrēṣhṭh pad pānē kē liē vā sarv K|kē snēhī bannē kē liē sadaiv yahī śhikṣhā dētē haĩ ki ‘ svayã kō badalnā hai .

30In the gathering of this meeting BapDada saw all the children’s zeal and enthusiasm, their elevated feelings and also their desire to benefit the world.

49’ lēkin svayã kō badalnē kē bajāē , paristhitiyō̃ kō aur anya ātmāō̃ kō badalnē kā sōchtē haĩ - yah badalē|badlē , tō maĩ ṭhīk hū̃gā .

31Together with this, BapDada also saw their elevated desire to become equal to the Father. 32However, BapDada only saw these things in terms of thoughts and words.

50Paristhiti badalē|badlē tō maĩ parivartan hū̃gā . 51Salvation milē tō parivārtit hū̃gā .

33There is a difference in the practice of the qualifications and its aim visible to yourself and others.

52Sahyōg va sahārā milē tō parivartan hū̃gā . 53Iskī result kyā hōtī  ?

34You now have to have the art of total balance in the ascending stage.

54Jō kisī bhī ādhār par parivartan hōtā hai , uskō janm-janm prālabdh bhī kisī ādhār par hī rahēgī .

35You have the thought, but the complete stage for thoughts is to have determined thoughts.

55Uskā kamāī kā khātā jis bāt mē̃ jitnō̃ kā ādhār lētē haĩ vah śēyarsa ( S h a r e s  ; hissē ) mē̃ baṇṭ jātā hai . 56Svayã kā khātā jamā nahī̃ hōtā . 57Isliē jamā hōnē key|kī śhakti aur khuśhī sē sadā vañchit rahtē haĩ .

36Together with your spinning the discus of self­realisation through which Maya is bid farewell for all time, there is also spinning at the same time the discus of looking at others.

58Isliē sadā lakṣhya rakhō ki svayã kō parivartan hōnā hai .

37To look at others is to invoke Maya, whereas to look at oneself challenges Maya.

59Maĩ svayã viśhva key|kī ādhār mūrtta hū̃ , sivāē bāp K|kē ādhār K|kē alpkāl K|kē ādhār samay par chhōṛ dēgē .

38BapDada is able to see very clearly the waves of the wonderful game of looking at others.

60Vināśhī hilnē vālē ādhār āpkō bhī sadā kōī na kōī halchal mē̃ lātē rahē̃gē . 61Ēk samāpt hōṅgē , dūsrā janma lē̃gē - isī mē̃ hī aur śhaktiyā̃ vyarth hōṅgī .

39Baba also saw that everyone who has the aim of becoming trikaldarshi for every part within the unlimited drama, also becomes trikaldarshi about wasteful things a great deal.

62Aur bāt , chaltē-chaltē albēlē hōnē K|kē kāraṇ , kamzōrī K|kē bōl bār-bār aisē bōltē , jaisē baṛā mān sē bōl rahē haĩ - saṅkōch nahī̃ hōtā .

40You think: It happened earlier in the same way, it is the same now, and it will remain the same. 41You become trikaldarshi in this way.

63Sachchāī , saphāī samajhkar bōltē haĩ . 64Kyā bōltē haĩ  ? 65Maĩ disturb ( D i s t u r b ) hū̃ , maĩ kuchh karkē dikhāūṅgī .

42Do you know something amusing on the path of bhakti which is also copied from you? 43Stories of imagination.

66Kyā karkē dikhāūṅgī  ?

44Are Ganesh and Hanuman real?

67Haṅgāmā  ? 68Yā apnē āpkō kuchh karkē dikhāūṅgī .

45However, their stories are so entertaining.

69Dis-service hōgī yah dēkh lēnā , maĩ hū̃ hī kamzōr , saṅskār vaśh hū̃ . 70Maĩ badal nahī̃ saktī .

46In the same way, you change the reason behind a very trivial matter and create a whole story with your imagination.

71Āpkō yah salvation dēnī hī hōgī . 72Aisē-aisē bōl bahut easy rūp mē̃ , bahādurī dikhānē K|kē rūp mē̃ , dabānē aur dhamakānē K|kē rūp mē̃ , bahut bōltē haĩ .

47Those who listen to these stories and relate them do so with great interest and also give a lot of their time to them.

73Bāp-dādā kō rahm ātā hai .

48BapDada also saw this wave.

74Aisī kamzōr ātmāē̃ , jō saṅkalp kē bād vāṇī tak bhī lātī haĩ , karma tak bhī lātī haĩ . 75Ismē̃ akalyāṇ kiskā  ?

49The teaching that BapDada always gives in order for you to be loving towards everyone and claim a high status is: Change the self.

76Samajhtē aisē haĩ jaisē ki bāp kā akalyāṇ hōnā hai , service kā akalyāṇ .

50However, instead of changing yourself, you think of changing the situations or changing other souls.

77Samajhtē haĩ bāp kō nuksān paṛēgā . 78Lēkin in bātō̃ K|kē saṅskār banānē vālē apnā hī akalyāṇ karnē kē nimitt ban jātē haĩ . 79Ḍrāmānusār viśv-sēvā kā kārya niśhchit hī saphal huā paṛā hai .

51You think, “If this one changes, I will be OK.” “I will be transformed if this situation changes.” “I will change if I receive these facilities.” Or, “I will transform if I receive co­operation and support.” What would be the result of this?

80Kōī hilā nahī̃ saktā . 81Yah tō bāp-dādā nimitt banā hai , ēk karma kā padma guṇā phal dēnē kē liē .

52When any transformation takes place on the basis of a support, then the reward for many births is also based upon some support.

82Bachchō̃ kō sēvā arth|earth nimitt banātē haĩ . 83Karē̃gē tō padmaguṇā pāyēṅgē .

53The account of your income is shared out according to how much support you take in every situation.

84Tō bachchō̃ K|kē bhāgya banānē kē liē nimitt banāyā huā hai . 85Bākī kōī K|kē hilnē sē kārya nahī̃ hil jātā hai .

54Because you are unable to accumulate anything in your account, you remain deprived of the happiness and power of having accumulated.

86Kalpakalpa key|kī niśhchit bhāvī , vijay key|kī huī paṛī hai .

55Therefore, always keep the aim of transforming yourself.

87Isliē aisī kamzōr bhāṣhā kō parivartan karō .

56You yourself have to be an image of support for the world.

88Arthāt svayã kā kalyāṇ karō . 89Bāp , kalyāṇkārī samay aur viśhva kalyāṇ karnē K|kē kārya K|kē samarth ban , svayã kā bhaviṣhya banāō . 90Bāp jāntē haĩ , mēhnat bhī bahut kartē haĩ  ; tyāg bhī kiyā hai , sahan bhī bahut kartē haĩ .

57If, instead of taking support from the Father, you leave something to another support, even the support of time, then those perishable supports that constantly shake, will constantly bring you into some kind of upheaval.

91Lēkin jissē snēh hōtā hai uskī chhōṭī-sī kamzōrī bhī dēkh nahī̃ saktē haĩ .

58As one finishes another one will take birth and through this your energy will be wasted.

92Sadā śhrēṣhṭh banānē key|kī śhubh bhāvnā rahtī hai . 93Isliē yah sab dēkhtē , suntē huē bhī , sampann banānē kē liē iśhārā dē rahē haĩ .

59Furthermore, as you move along, because you are careless, you repeatedly speak words of weakness with great pride and without hesitation.

94Bāp-dādā sadā bachchō̃ kē sāth her|har kadam mē̃ sahyōgī hai aur ant tak rahē̃gē .

60You say them considering it to be honesty and cleanliness.

95Bāp kō kisī kē prati ghr̥iṇā nahī̃ hōtī . 96Sadaiv apkārī K|kē bhī ‘ śhubh chintak ’ haĩ .

61What do you say? “I am upset, but I will definitely prove something.” What will you prove?

97Isliē sadā sahyōg lētē chaltē chalō . 98Amr̥itvēlē kā mahatva jān bāp dvārā vardān lētē rahō .

62Will you show some kind of turmoil or will you definitely become something worthwhile?

99Season key|kī samāpti key|kī arthāt sahyōg key|kī samāpti nahī̃ hai . 100Harēk bachchē kē sāth sarv svarūpō̃ sē sarv sambandhō̃ sē , ‘ bāp-dādā kā sadā hāth aur sāth hai . 101’ abhī ḍrāmānusār samay milā hai , yah apnā luck ( L u c k  ; bhāgya ) samajh samay kā lābh uṭhāō . 102Vināśh key|kī ghaṛī K|kē kāṇṭē ‘ āp ’ hō .

63Just look and you will see that there is some disservice. “I am weak and influenced by my sanskars.” “I am not able to change.” “You will have to help me overcome this.” Many very easily speak these types of words to show their courage, or to suppress others or threaten them.

103Āpkā sampann hōnā samay kā sampann hōnā hai . 104Isliē sadā sva-chintan , svadarśhan chakradhārī banō . 105Achchhā .

64When BapDada sees that after having these thoughts, some souls even put them into words or actions, He feels mercy for them.

106Aisē bhaviṣhya takdīr banānē kē nimitt banī huī ātmāē̃ , svayã dvārā kal key|kī taṣhwīr dikhānē vālē , sadā bāp kō return dēnē vālē master almighty authority bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē . 107Party sē 108Mahādānī bachchō̃ key|kī niśhānī kyā dikhāī dēgī  ? 109Mahādānī bannē sē lābh kaun-kaun sē hōtē haĩ  ?

65Who experiences loss in this?

110Mahādānī arthāt bāp aur sēvā K|kē sivāē aur kōī bhī bāt apnē taraph ākarṣhit na karē .

66They think that it is Baba’s loss or a loss in service.

111Sadā isī lagan mē̃ magan . 112Mahādānī arthāt jō her|har samay dētā rahē .

67They think damage would be caused to Baba.

113Kōī bhī ātmā khālī hāth na jāē . 114Agar mahādānī nahī̃ banē̃gē tō vardānī phir kaisē banē̃gē  ?

68However, those who create sanskars in these aspects become instruments to cause themselves loss.

115Jō mahādānī , vardānī dōnō̃ hai vahī viśhva-kalyāṇakārī haĩ .

69According to the drama, the task of world service is guaranteed to succeed.

116Sadaiv jō miltā rahtā hai vah dēnē sē baṛhēgā .

70No one can prevent this from happening.

117Mahādānī bachchō̃ kā aisā kōī samay yā din nahī̃ jā saktā jismē̃ dān na karē . 118Mahādānī bannā arthāt dūsrō̃ key|kī sēvā karnā , dūsrō̃ key|kī sēvā karnē sē svayã key|kī sēvā svataḥ hō jātī hai . 119Mahādānī bannā arthāt svayã kō mālāmāl karnā , dūsrō̃ kō dān hī dēnā hai . 120Jitnī ātmāō̃ kō sukh vā śhakti kā vā gyān kā dān dētē hō , utnī ātmāō̃ key|kī prāpti key|kī āvāz yā sukriyā jō nikaltā , vah āpkē liē āśhīrvād kā rūp hō jātā .

71BapDada becomes the Instrument to give you a multimillion­fold return of one.

121Unkī āśhīrvād āpkō āgē baṛhātī rahēgī . 122Itnī ātmāō̃ key|kī āśhīrvād milnē sē apār khuśhī rahēgī .

72He makes children instruments for service; for anything you do, you receive multi­million fold reward.

123Isliē chārō̃ hī subject mē̃ mahādānī bannē kē liē amr̥itvēlē apnā programme banāō .

73Children have been made instruments to create their fortune. 74The task cannot be shaken by those who may themselves fluctuate.

124Ēk bhī subject mē̃ cum|kam na hōnā chāhiē .

75Every kalpa, the destiny of victory is fixed.

125‘ aur saṅg tōṛ ēk saṅg jōṛō ’ - - yah kahāvat kyō̃ prasiddh haĩ  ?

76Therefore, transform your weak language, that is, bring benefit to yourself.

126Kyōṅki ēk bāp kā pyārā bannē kē liē sarv sē nyārā bannā paṛtā hai . 127Jab ēk mē̃ sarv sambandhō̃ key|kī prāpti hō jātī hai tō sahaj hī sarv sē kinārā hō jātā . 128Tō sarv sē tōṛnā aur ēk sē jōṛnā āpkē liē sahaj hai . 129Kyōṅki ēk dvārā sarv prāpti hōnē sē aprāpta kōī vastu nahī̃ rahtī jis taraph buddhi bhaṭakē .

77This is now the time of benefit.

130Pahlē pyār miltā hai phir nyārē hōtē - isliē bhī sahaj hai .

78Therefore, become powerful in the task of world benefit and create your future.

131Tō ‘ sabsē nyārā aur bāp kā pyārā , isī kō hī kamal puṣhp samān kahā jātā hai .

79Baba knows that you make a lot of effort; that you have had renunciation and tolerated a great deal.

132’ tō check karō kamal puṣhp samān haĩ  ? 133Kīchaṛ K|kē chhīṇṭē tō nahī̃ paṛtē  ?

80However, Baba cannot bear to see the slightest weakness in those He loves.

134Yōgya teacher key|kī niśhānī kyā hai  ?

81He constantly has good wishes for you to become elevated.

135Yōgya teacher arthāt her|har second , her|har saṅkalp dvārā sēvā karnē vālī .

82This is why, whilst seeing and hearing all of that, He is signalling you to become complete.

136Agar second va saṅkalp vyarth jātā hai usē teacher kahē̃gē , lēkin yōgya teacher nahī̃ .

83BapDada constantly co­operates with the children at every step and will continue to do so until the end.

137‘ yōgya teacher arthāt yōgyukt arthāt yuktiyukt . 138’ jō yōgyukt hōgā uskā her|har saṅkalp samarth hōgā . 139Jab saṅkalp rūpī bīj samarth hōgā tō phal bhī samarth hōgā . 140Nimitt hai arthāt ēkjāmpal ( E x a m p l e  ; udāharaṇ ) hai , jaisē ēkjāmpal hōgā vaisē aur bhī hōṅgē .

84Baba does not dislike anyone.

141Sunnē kā andāj kitnā hai  ? 142Isī season mē̃ bhī kitnā sunā hōgā  ?

85He constantly has positive thoughts for even those who defame Him.

143Ab drama key|kī bhāvī sunā rahī hai ki - āvāz sē parē jānā hai .

86Therefore, constantly take His co­operation and continue to move along.

144Yah śharīr key|kī khiṭkhiṭ bhī nimitt sunā rahī hai ki śhikṣhā bahut hō gaī hai .

87Realise the importance of amrit vela and continue to take blessings from Baba.

145Abhī sunnē kē bād samānā arthāt svarūp bannā - uskī season hai .

88The end of the season does not mean the end of His co­operation.

146Sunnē key|kī season kitnē varṣh chalī  ! 147Chāhē sākār dvārā , chāhē rivāīj course dvārā , sunnē kā season bahut chalā hai .

89BapDada’s hand and company are with every child in every form and in every relationship.

148Tō abhī svarūp dvārā service karnā .

90Now, according to the drama, you have been given some time.

149Abhī last yahī season rah gayā hai nā , jismē̃ hī pratyakṣhatā kā nagāṛā bajēgā .

91Therefore, consider this to be your fortune and take benefit from it.

150Āvāz band hōgā , silence hōgā .

92You are the hands of the clock of destruction.

151Lēkin silence dvārā hī nagāṛā bajēgā .

93When you become complete, time will come to an end.

152Jab tak mukh sē nagāṛē jyādā haĩ , tab tak pratyakṣhatā kā nahī̃ . 153Jab pratyakṣhatā kā nagāṛā bajēgā tab mukh K|kē nagāṛē band hō jāēṅgē .

94Therefore, constantly maintain thoughts of the original self and be a spinner of the discus of self­realisation.

154Gāyā huā bhī hai ‘ science kē ūpar silence key|kī jīt ’ , na ki vāṇī key|kī . 155Samay key|kī samāpti key|kī niśhānī kyā hōgī  ? 156Ôṭōmēṭīkalī āvāz mē̃ ānē key|kī dil nahī̃ hōgī - programme prāmāṇ nahī̃ , lēkin natural sthiti . 157Jaisē sākār bāp kō dēkhā , tō sampūrṇtā key|kī niśhānī kyā dikhāī dī  ?

95Achcha.

158Dō minute haĩ yā ēk minute hai , uskī pahchān is sthiti sē hōtī jā rahī hai . 159Automatic vairāg āēgā jyādā āvāz mē̃ ānē sē . 160Jaisē abhī chāhtē huē bhī ādat āvāz mē̃ lē ātī , vaisē chāhtē huē bhī āvāz sē parē hō jāēṅgē . 161Programme banākar āvāj mē̃ āēṅgē .

96To the souls who have become instruments to create their future fortune; to those who reveal the image of tomorrow through the self; to the master almighty authority children who constantly give a return to the Father, BapDada’s love, remembrance and namaste.

162Jab yah change dikhāī dē , tab samjhō abhī vijay kā nagāṛā bajnē vālā hai . 163Ājkal chārō̃ ōr majority sē pūchhē̃gē tō sabkō sukh sē bhī śhānti ādhik chāhiē . 164Vah ēk ghaṛī bhī śhānti kā anubhav itnā śhrēṣhṭh māntē haĩ jaisē bhagvān key|kī prāpti hō gaī . 165Tō ēk second mē̃ śhānti kā anubhav karānē vālē svayã śhānt svarūp mē̃ sthit hōṅgē nā .

97BapDada meeting a group:

166Vināśh kab hōgā  ? 167Uskē liē kaun nimitt banēgā  ?

98What sign would be visible in the children who are great donors?

168Ghaṛī key|kī suiyā̃ kaun see|sī|C hōgī  ? 169Ghaṇṭē bajnē kē nimitt suī hōtī hai nā  ?

99What benefits do you have when you become a great donor?

170Tō vināśh K|kē ghaṇṭē bajnē kē liē suī kaun hai  ? 171Sarv śhaktiyō̃ kā stock jamā kiyā hai  ? 172Kyōṅki agar stock jamā nahī̃ hōgā tō anēk janm key|kī prālabdh kō bhī pā na sakē̃gē .

100To be a great donor means that nothing but the Father and service attracts you towards itself, and you remain constantly absorbed in this love. 101A great donor is one who continues to give at every moment.

173Isī ēk janm mē̃ anēk janmō̃ kā jamā kartē hō .

102No soul should return from you empty­ handed.

174Itnā jamā kiyā hai jō 21 janm vah prālabdh bhōgtē rahō  ?

103If you do not become a great donor how would you become a bestower of blessings?

175Itnī jamā kiyā hai , jō bhikhārī ātmāō̃ kō mahādānī ban dān kar sakō  ?

104Those who are great donors and bestowers of blessings are the world benefactors.

176Sadā stock kō check karō . 177Stock mē̃ sarvśhaktiyā̃ chāhiē .

105When you constantly give what you receive, it increases.

178Aisē nahī̃ samānē key|kī śhakti hai , sahan śhakti nahī̃ tō harjā nahī̃ .

106There cannot be any time or any day in which you would not have donated something.

179Lēkin final paper mē̃ question vahī āēgā jis śhakti key|kī kamī hai .

107To be a great donor means to serve others; by serving others, you automatically serve yourself.

180Aisē kabhī nahī̃ sōchnā - chhaḥ nahī̃ dō tō haĩ , dhāraṇ nahī̃ hai , service tō hai hī . 181Service nahī̃ hai , yōg tō hai hī .

108To be a great donor means to make the self full of all treasures and to donate them to others.

182Lēkin sab chāhiē . 183Jaisē bāp mē̃ sab hai nā gyān , śhakti , guṇ … tō follow father karnā hai . 184Sadā svachintan mē̃ apnē stock kō jamā karnē mē̃ lagō .

109To however many souls you give happiness, peace, power and knowledge, the sound of attainment or gratitude that emerges from those souls becomes blessings for you.

185Isī samay kō āgē chal karkē bahut yād karnā paṛēgā .

110Their blessings will continue to help you progress.

186Tō pīchhē yah na sōchnā paṛē , paścāttāp nahī̃ karnā paṛē , uskē liē abhī sē ‘ svachintan ’ mē̃ lagō .

111You will experience limitless happiness by receiving blessings from all these souls.

187Sadaiv apnē kō her|har subject mē̃ āgē baṛhānē mē̃ lagē hō  ? 188Her|har guṇ K|kē anubhav kō āgē baṛhātē jāō .

112Therefore, in order to become a great donor in all four subjects, make a programme for yourself at amrit vela.

189Jitnā āgē baṛhāēṅgē utnī navīntā kā anubhav karē̃gē .

113You shouldn’t be lacking in any subject.

190Anubhavī mūrtta hōnē key|kī research ( R e s e a r c h  ; khōj ) karō tō bahut majā āēgā . 191Jaisē bāp sāgar hai vaisē master sāgar banō .

114Why is the saying, “Break away from everyone else and connect all relationships with One” so well­known?

192Abhī aisā purūṣhārth chāhiē . 193Sēvādhāriyō̃ nē sēvā kā part tō bajāyā .

115In order to be loving to the one Father, you have to detach yourself from everyone else.

194Sēvādhārī key|kī viśhēṣhtā kaun see|sī|C hōtī hai jisē sab dēkh kahē̃ ki yah sabsē first class sēvādhārī hai  ?

116When you have attained all relationships with the One, you are easily able to move away from everyone else.

195Sēvā karnē mē̃ bhī number-vār hōtē haĩ . 196Number one sēvādhārī key|kī viśhēṣhtā kyā hōgī  ?

117Then it becomes easy for you to break away from everyone else and to connect with One.

197First class sēvādhārī key|kī viśhēṣhtā yahī dikhāī dēgī - jō sēvā kartē bhī sēvā dvārā bāp K|kē guṇō̃ aur karttavya kō prasiddh karē - sirph karmaṇā service nahī̃ .

118When you have attained everything from One, nothing would be lacking that your intellect would need to wander. 119First, you receive love, and then you become detached, and this is why it is easy.

198Chāhē sthūl kar rahē hō , lēkin her|har karma dvārā , her|har kadam dvārā bāp K|kē guṇ aur karttavya kō prasiddh karē .

120To be detached from everyone and loving to the Father is known as being like a lotus. 121Check whether you are like a lotus.

199Yah hai first class sēvā .

122You are not being splashed with mud, are you?

200Sēvā kartē huē bhī master gyān sāgar , sukh kā sāgar , śhānti kā sāgar anubhav hō .

123What is the sign of a worthy teacher? 124A worthy teacher is one who serves at every second and in every thought.

201Tō aisā lakṣhya rakhā yā sirph karmaṇā mē̃ athak bannē kā lakṣhya rakhā  ?

125If a second or a thought goes to waste, then you would be called a teacher, not a worthy teacher.

202First class sēvādhārī arthāt ēk samay mē̃ tīnō̃ prakār key|kī sēvā karē .

126A worthy teacher is one who is yogyukt and, therefore, yuktiyukt. 127Every thought of a yogyukt soul is powerful.

203Mūrtta dvārā bhī , mansā dvārā bhī aur karma dvārā bhī .

128When the seed of thought is powerful, the fruit will also be powerful.

204Mūrtta sē alaukik sēvādhārī key|kī jhalak arthāt phariśhtēpan key|kī jhalak dikhāī dē aur mansā apnē śhrēṣhṭh vr̥itti dvārā sēvā karē - aisē ēk hī samay mē̃ tīn sēvāē̃ ikaṭṭhī hō - iskō kahā jātā hai first class sēvādhārī . 205Sēvā karnā yah ēk guṇ huā , lēkin master sarv guṇ K|kē sāgar rahnā yah viśhēṣhtā hai jō aur kahā̃ hō nahī̃ saktī . 206Athak tō sab ban saktē , lēkin all-round sēvādhārī , ēk samay mē̃ tīn prakār K|kē sēvādhārī nahī̃ milē̃gē . 207Tō jō brāhmaṇō̃ key|kī viśhēṣhtā hai vah lakṣhya rakh lakṣhaṇ dvārā dikhānā .

129An instrument is one who is an example.

208Abhī viśhēṣh kām kyā karē̃gē  ?

130Others become like those who are examples.

209Sunāyā thā nā ki yād kī yātrā kā , her|har prāpti kā aur bhī antarmukh hō , ati sūkṣhma aur guhya tē guhya anubhav karō , research karō , saṅkalp dhāraṇ karō aur phir uskā pariṇām dēkhō , siddhi dēkhō - jō saṅkalp kiyā vah siddha huā yā nahī̃  ? 210Jō śhakti dhāraṇ kī us śhakti key|kī practical result hōnē kitnē percent rahī  ? 211‘ abhī anubhavō̃ key|kī guhyatā key|kī prayōgśhālā mē̃ rahnā . 212’ aisē mahsūs hō jaisē yah sab kōī viśhēṣh lagan mē̃ magan is saṅsār sē uparām haĩ .

131Achcha.

213Karma aur yōg kā balance aur āgē baṛhāō . 214Karma kartē yōg key|kī powerful stage rahē - iskā abhyās baṛhāō . 215Balance rahnā arthāt tīvr gati .

132Blessing:May you be a loving and detached soul like the Father and remain double light by giving everything to the Father.To be double light is to give everything to the Father.

216Balance na hōnē K|kē kāraṇ chaltē-chaltē tīvr gati key|kī bajāē sādhāraṇ gati hō jātī haĩ . 217Tō abhī jaisē sēvā kē liē invention kartē vaisē in viśhēṣh anubhavō̃ K|kē abhyās kē liē samay nikālō aur navīntā lākar K|kē sabkē āgē ‘ ēkjāmpal ’ banō . 218Abhī varṇan sab kartē yōg arthāt yād , yōg arthāt connection . 219Lēkin connection kā practical rūp , pramāṇ kyā hai , prāpti kyā hai , uskī mahīntā mē̃ jāō .

133Even the body is not yours.

220Mōṭē rūp mē̃ nahī̃ , lēkin rūhāniyat key|kī guhyatā mē̃ jāō .

134Baba has given you that body for the sake of service.

221Tab phariśhtā rūp pratyakṣha hōgā . 222‘ pratyakṣhatā kā sādhan hī hai svayã mē̃ pahlē sarv anubhav pratyakṣha hō .

135You have promised Baba: This body, mind and wealth all belong to You. 136When even the body doesn’t belong to you, what else remains?

223’ jaisē vidēśh key|kī sēvā mē̃ bhī result kyā sunī  ? 224Prabhāv kiskā paṛtā  ?

137Always keep the example of a lotus in your awareness; that you are as loving and detached as a lotus.

225Dr̥iṣhṭi kā aur rūhāniyat key|kī śhakti kā , chāhē bhāṣhā nā samajhē lēkin jō chhāp lagtī hai vah phariśhtēpan key|kī , sūrat aur nayanō̃ dvārā rūhānī dr̥ṣṭī key|kī . 226Result mē̃ yahī dēkhā nā .

138Souls who remain detached claim a right to God’s love. 139Slogan:Those who remain within the line of the code of conduct are those who are the most elevated beings following the highest code of conduct.

227Tō ant mē̃ na samay hōgā , na itnī śhakti rahēgī . 228Chaltē-chaltē bōlnē key|kī śhakti bhī kam hōtī jāēgī . 229Lēkin jō vāṇī karma kartī hai ussē kaī guṇā adhik rūhāniyat key|kī śhakti kārya kar saktī hai . 230Jaisē vāṇī mē̃ ānē kā abhyās hō gayā hai , vaisē rūhānīyat kā abhyās hō jāēgā tō vāṇī mē̃ ānē kā dil nahī̃ hōgā .

140* * * O M S H A N T I * * *