शुक्रवार 13 जनवरी 1978 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 113-01-78 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 27/10/97 Om Shanti Avyakt BapDada Madhuban 13/01/78
2Intzār K|kē pahlē intzām karō
1Make preparations instead of waiting.
3Kalyāṇkārī , mahādānī , mahān vardānī banānē vālē dayā K|kē sāgar pitā śhiv vatsō̃ sē bōlē : 4Āj bāp bachchō̃ kō dēkh sadā harṣhit hōtē haĩ . 5Harēk bachchā vartamān samay mē̃ viśhva key|kī sarv ātmāō̃ mē̃ śhrēṣhṭh hai aur bhaviṣhya mē̃ bhī viśhva dvārā pūjyanīy haĩ . 6Aisē sarv śhrēṣhṭh gāyan aur pūjan yōgya yōgī tū ātmāē̃ , gyānī tū ātmāyē̃ , divy-guṇadhārī , sadā viśhva K|kē sēvādhārī bāp-dādā K|kē sadā snēh aur sahyōg mē̃ rahnē vālē - aisē bachchō̃ kō dēkh bāp kō kitnī khuśhī hōtī hai !
2Baba is always happy to see His children.
7Number-vār hōtē huē bhī last number kā maṇkā bhī viśhva kē āgē mahān hai . 8Aisē apnī mahāntā kō , apnī mahimā kō jāntē huē chaltē rahtē hō yā chaltē-chaltē apnē kō sādhāraṇ samajh lētē hō ?
3At present, compared to all the other souls of the world, every child of Mine is elevated, and in the future they also become worthy to be worshipped by the world.
9Alaukik bāp dvārā prāpt huī alaukik jīvan , alaukik karma sādhāraṇ nahī̃ haĩ . 10Last number K|kē maṇakē kō bhī āj ant tak bhakta ātmāyē̃ āṅkhō̃ par rakhtī haĩ . 11Kyōṅki last number bhī bāp-dādā K|kē nayanō̃ K|kē tārē haĩ , nūrē ratan haĩ .
4Seeing such souls who are worthy of the most elevated praise and worship, the ones who are yogi and gyani and with all the divine virtues, constant world servers, who are always lost in love for BapDada and constantly cooperate with Him, the Father experiences such great happiness!
12Aisē nūrē ratan kō ab tak bhī nayanō̃ par rakhā jātā hai . 13Apnē śhrēṣhṭh bhāgya kō jāntē huē , varṇan kartē huē anjān nahī̃ banō .
5Although all of you are numberwise, yet compared to the rest of the world, even the last bead of the rosary is great.
14Ēk bār bhī man sē , sachchē dil sē apnē kō bāp kā bachchā niśhchay kiyā us ēk second key|kī mahimā aur prāpti bahut baṛī hai .
6Knowing this greatness and praise of yours, do you conduct yourselves accordingly? 7Or, whilst moving along, do you consider yourselves to be ordinary?
15Direct bāp kā bachchā bannā - jāntē hō kitnī baṛī lottery ( L o t t e r y ) hai .
8The alokik life and the alokik task you have received through the alokik Father is not something ordinary.
16Ēk second mē̃ nām saṅskār śhūdra sē brāhmaṇ hō jātā hai . 17Saṅsār badal jātā - saṅskār badal jātē , dr̥iṣhṭi , vr̥itti , smr̥iti sab badal jātā ēk second K|kē khēl mē̃ .
9Even today, devotees place the last bead on their eyes because even the last bead is a star of BapDadas eyes; it is the light of the eyes.
18Aisā śhrēṣhṭh second bhūl jātē hō . 19Duniyā vālē ab tak nahī̃ bhūlē haĩ .
10Even today they place such jewels of light on their eyes.
20Āp ātmāē̃ chakkar lagātē badal bhī gaī̃ lēkin duniyā vālē nahī̃ bhūlē .
11Whilst knowing and speaking of your elevated fortune, do not become unaware of it.
21Abhī āp sabkā bhāgya varṇan kartē itnē khuśh hōtē haĩ - samajhtē haĩ bhagvān hī mil gayā . 22Jab duniyā vālē nahī̃ bhūlē haĩ , āp svayã anubhavī mūrtta tō sarv prāpti karnē vālī ātmāyē̃ hō , phir bhūl kyō̃ jātē hō ?
12Once you had the firm faith in your mind together with an honest heart, that you were a child of the Father, the praise and attainment from that one second were so great. 13Do you know how large your lottery win is when you become a direct child of the Father?
23Bhūlnā chāhiē nahī̃ lēkin bhūl jātē hō . 24Is nayē varṣh mē̃ bāp-dādā kō kaun-sī navīntā dikhāyēṅgē .
14Within one second, your name and sanskars change from those of a shudra to those of a Brahmin.
25Jō samay diyā huā thā us pramāṇ tō sab sampūrṇ hī dikhāī dētē .
15In this game of one second, the world, the sanskars, the attitude, vision and awareness change.
26Jab lakṣhya 77 ( san 1977 ) kā rakhā tō lakṣhya pramāṇ sarv brāhmaṇ ātmāō̃ kā apnā purūṣhārth sampann hōnā chāhiē . 27Āp tō parivartan kē liē taiyār hō nā . 28Ab kā jō samay milā hai vah brāhmaṇō̃ K|kē svayã purūṣhārth kē liē nahī̃ hai lēkin her|har saṅkalp her|har bōl dvārā dātā K|kē bachchē viśhva key|kī ātmāō̃ prati prāpt huē khazānō̃ kō dēnē arth|earth hai . 29Vah extra ( atirikta ) time ( T i m e ) svayã K|kē purūṣhārth prati nahī̃ lēkin dūsrō̃ kē prati samay , guṇ aur khazānā dēnē kē liē hai .
16Yet you forget such an elevated second!
30Bāp nē jis kārya kē liē samay aur khazānā diyā hai agar uskē badalē|badlē svayã prati samay aur sampati lagātē hō tō yah bhī amānat mē̃ khayānat hōtī hai . 31Yah viśhēṣh varṣh brāhmaṇ ātmāō̃ kē prati mahādānī vardānī bannē kā hai . 32Jaisē āp lōg programme banātē hō ki is mās mē̃ viśhēṣh yōg kā programme hōgā , dūsrē mās mē̃ viśhēṣh sēvā kā hōgā . 33Vaisē drama plan anusār yah extra samay mahādānī bannē kē liē milā hai .
17Even today, people of the world have not forgotten it.
34Ab tak purānī bhāṣhā , purānī bātē̃ , purānī rīti rasm vah achchhī rīti sab jāntē hō .
18You souls changed whilst going around the cycle but the people of the world have not forgotten it.
35Is varṣh kā samay iskē liē nahī̃ hai .
19They become so happy when they speak of your fortune.
36Jaisē bāp kē āgē svayã kō samarpaṇ kiyā vaisē ab apnā samay aur sarv prāptiyā̃ , gyān , guṇ aur śhaktiyā̃ viśhva key|kī sēvā arth|earth samarpaṇ karō . 37Jō saṅkalp uṭhtā hai tō caik karō ki viśhva sēvā prati hai . 38Aisē sēvā prati arpaṇ hōnē sē svayã sampann sahaj hō jāyēṅgē . 39Jaisē jab kōī sēvā kā viśhēṣh programme banātē hō tō viśhēṣh kārya mē̃ busy ( B u s y ) hōnē K|kē kāraṇ svayã K|kē ārām yā svayã kē prati sailēvēśan ( S a l v a t i o n ) dēnē vālī bātē̃ yā chaltē-chaltē anya ātmāō̃ dvārā I|āī|eye huī chhōṭī-chhōṭī parīkṣhāō̃ kō aṭainśan nahī̃ dētē hō , avoid ( A v o i d ) kartē hō .
20They think that they have attained God.
40Kyōṅki sadā kārya kō sāmnē rakhtē hō aur busy rahtē hō .
21You souls are the embodiments of experience who receive all attainments.
41Svayã prati samay na lagākar sēvā mē̃ viśhēṣh lagātē hō .
22Therefore, since the souls of the world have not forgotten this, why do you forget it?
42Aisē hī is nayē varṣh mē̃ her|har second aur saṅkalp kō sēvā prati samajhnē sē , is kārya mē̃ busy rahnē sē parīkṣhāō̃ kō pās|pass aisē karē̃gē jaisē kuchh hai hī nahī̃ . 43Saṅkalp mē̃ bhī nahī̃ āvēgā ki yah bāt kyā thī aur kyā huā . 44Svayã kō samarpaṇ karnē sē is sēvā key|kī lagan mē̃ yah chhōṭē baṛē papers yā parīkṣāē̃ svataḥ hī samarpaṇ hō jāvēṅgī . 45Jaisē agni K|kē andar her|har vastu kā nām rūp badal jātā hai vaisē parīkṣhā kā nām rūp badal parīkṣhā prāpti kā rūp ban jāvēgī .
23You should not forget it, but you do.
46Māyā śhabda sē ghabrāyēṅgē nahī̃ , sadā vijayī bannē key|kī khuśhī mē̃ nāchtē rahē̃gē . 47Māyā kō apnī dāsī anubhav karē̃gē tō dāsī sēvādhārī banēgī yā ghabrāyēṅgē . 48Svayã surrender ( S u r r e n d e r ) hō jāō sēvā mē̃ tō māyā svataḥ hī surrender hō jāvēgī . 49Lēkin surrender nahī̃ hōtē hō tō māyā bhī achchhī tarah sē chance ( avasar ) lētī hai .
24What newness will you show BapDada in this New Year?
50Chance ( C h a n c e ) lēnē K|kē kāraṇ brāhmaṇō̃ kā bh chancellor ( C h a n c e l l o r ) ban jātī hai .
25According to the time you were all given, you should all appear to be perfect.
51Māyā kō chancellor bannē nahī̃ dō . 52Svayã sēvā kā chance lē chancellor banō .
26According to the aim, all Brahmin souls should have completed all their efforts.
53Ab sunā samay kyō̃ milā hai . 54Ab kōī complain nahī̃ karnā .
27You are all ready for transformation are you not?
55Samay K|kē hisāb sē harēk kō complete ( C o m p l e t e ) hōnā hai . 56Complete ātmā kabhī complain ( C o m p l a i n t ) nahī̃ kartī hai . 57Hō hī jātā , hōtā hī hai , yah bhāṣhā nahī̃ bōltī . 58Nayā varṣh , naī bhāṣhā , nayā anubhav .
28The time that you Brahmins have been given is not for making effort for yourselves, but every thought and every word of you children of the Bestower has to be used in giving all the treasures you have attained to all souls of the world.
59Purānī chīz sambhālanā achchhā lagtā hai lēkin use ( U s e ) karnā achchhā nahī̃ hōtā . 60Tō āp use kyō̃ kartē hō ?
29This extra time is not for your own efforts, but is the time for giving others your virtues and treasures.
615000 varṣh kē liē sambhāl kar rakh dō . 62Purānē sē prīt nahī̃ rakhō . 63Sadaiv bhakta ātmāō̃ , bhikhārī ātmāō̃ aur pyāsī ātmāō̃ K|kē sāmnē apnē kō sākṣhāt bāp aur sākṣhātkār mūrtta samajhkar chalō .
30If you use this time and treasures for yourself instead of the purpose for which Baba gave them to you, you are being dishonest with the treasures entrusted to you.
64Tīnō̃ hī line lambī haĩ . 65Is queue ( paṅkti ) kō samāpt karnē mē̃ lag jāō .
31This year is the special year for Brahmins to become great donors and bestowers of blessings.
66Pyāsī ātmāō̃ key|kī pyās bujhāō , bhikhāriyō̃ kō dān dō . 67Bhaktō̃ kō bhakti kā phal bāp K|kē milan kā mārg batāō . 68Is queue kō sampann karnē mē̃ busy rahē̃gē tō svayã kē prati kyō̃ key|kī queue samāpt hō jāvēgī .
32Just as you make monthly programmes and have a special month for yoga and a special month for service, so too, according to the drama, you have been given this extra time to become great donors.
69Samay key|kī intzār mē̃ nahī̃ rahō lēkin tīnō̃ prakār key|kī ātmāō̃ kō sampann banānē K|kē intzām mē̃ rahō .
33Even now, all of you know very well the old language, the old situations and the old customs and systems.
70Ab tō nahī̃ pūchhē̃gē ki vināśh kab hōgā .
34This year, time should not be spent on this.
71Queue kō samāpt karō tō parivartan kā samay bhī samāpt hō jāēgā . 72Saṅgam kā samay satyug sē śhrēṣhṭh nahī̃ lagtā hai ? 73Thak gayē hō kyā ?
35Just as you have surrendered yourself to the Father, so now surrender all your time, attainments, knowledge, virtues and powers in serving the world.
74Jab pūchhtē hō vināśh kab hōgā tō thakē huē hō tab tō pūchhtē hō .
36Whatever thought you have, check whether it is for world service.
75Bāp kā bachchō̃ sē ati snēh hai . 76Bāp kō yah mēlā achchhā lagtā hai .
37By surrendering everything for service, you will very quickly become complete.
77Aur bachchō̃ kō svarg achchhā lagtā hai . 78Svarg tō 21 janm milēgā hī lēkin yah saṅgam nahī̃ milēgā . 79Tō thak mat jāō . 80Sēvā mē̃ lag jāō tō pratyakṣha phal anubhav karē̃gē .
38When you make a special programme for service, then because you are busy in a special task, you do not pay so much attention to having rest, or having facilities for yourself, or even to the trivial tests that may arise from other souls.
81Bhaviṣhya phal tō āpkā niśhchit hai hī lēkin pratyakṣha phal kā anubhav sukh sārē kalp mē̃ nahī̃ milēgā .
39You ignore all of those because you constantly have your task in front of you and remain busy in that.
82Isliē bhaktō̃ key|kī pukār sunō . 83Merciful banō , mahādānī ban mahān puṇyaātmā kā part bajāō . 84Achchhā - . 85Aisē bāp K|kē pharmānbardār dr̥iṛh saṅkalp aur second mē̃ āgyākārī bāp samān sadā viśhva K|kē kalyāṇkārī mahādānī mahān vardānī sarv kō sampann karnē vālē sadā svayã kō sēvā mē̃ tatpar karnē vālē aisē bāp samān bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē .
40You do not use time for yourself, but for service.
86Dīdī jī sē bātchīt 87Sabkō ēk bāt kā intzār hai vah kaun see|sī|C bāt hai ? 88Jō śhurū key|kī pahēlī hai maĩ kaun ? 89Vahī last tak bhī hai .
41In the same way, in the New Year, by remaining busy in this task and by using every second and every thought for service, you will pass all tests in such a way that it will be as though there were none.
90Sabkō intzār hai ākhir bhī bhaviṣhya mē̃ maĩ kaun yā mālā mē̃ maĩ kahā̃ ab yah intzār kab pūrā hōgā ? 91Sab ēk dō mē̃ rūh - rūhān bhī kartē haĩ 8 mē̃ kaun hōṅgē , 100 mē̃ kaun hōṅgē , 16 , 000 kā tō kōī savāl hī nahī̃ . 92Āikhar bhī 8 mē̃ yā 100 mē̃ kaun hōṅgē . 93Vidēśhī sōchtē haĩ ham kaun-sī mālā mē̃ hōṅgē last mē̃ ānē vālē sōchtē haĩ ham kaunn-sī mālā mē̃ hōṅgē aur śhurū mē̃ ānē vālē phir sōchtē haĩ last sō fast hai .
42You wont even think about what the situation was or why it happened.
94Nā mālūm hamārā sthān hai yā last vālē kā hai . 95Ākhir hisāb kyā hai ? 96Kitāb tō bāp kē pās hai nā .
43By surrendering yourself in love for service, all the big and little tests will also automatically surrender themselves.
97Fix nahī̃ kiyē gayē haĩ . 98Āp lōgō̃ nē bhī art kampaṭīśan ( A r t C o m p e t i t i o n ) key|kī tō chitra kaisē chunā .
44Just as the form and name of something change when put into a fire, in the same way, any test will change into an attainment.
99Pahlē thōṛē alag kiyē phir usmē̃ sē ēk , dō , tīn number lagāyā . 100Pahlē chunnē hōtē haĩ phir number war|vār fix hōtē haĩ . 101Tō ab chunē gayē haĩ .
45You will not be afraid of the word Maya, but will instead constantly dance in the happiness of being victorious.
102Lēkin fix nahī̃ huē haĩ . 103 ( pīchhē ānē vālō̃ kā kyā hōgā ) sadaiv kuchh sīṭas ( S e a t s ) ant tak bhī hōtī haĩ .
46When you experience Maya being your slave, would you be afraid of her or would your slave be your server?
104Rizarvēśan ( R e s e r v a t i o n s ) hōtī hai tō bhī last tak kuchh quota rakhtē haĩ lēkin vah kōṭō̃ mē̃ kōī , kōī mē̃ bhī kōī hōtā hai .
47When you surrender yourself to service, Maya will automatically surrender to you. 48However, when you do not surrender yourself, Maya also takes her chance.
105Achchhā āp sab kis mālā mē̃ hō . 106Apnē mē̃ ummadē̃ rakhō .
49By taking her chance, she becomes a chancellor over Brahmins.
107Kōī na kōī ēsī wonderful ( W o n d e r f u l ) bāt hōgī jiskē ādhār par āp sabkī ummīdē̃ pūrī hō jāvēṅgī . 108Aṣhṭ ratnō̃ key|kī viśhēṣhtā ēk viśhēṣh bāt sē hai . 109Aṣhṭ ratan practical ( P r a c t i c a l ) mē̃ jaisē yādgār haĩ viśhēṣh tō jō aṣhṭ śhaktiyā̃ haĩ vah her|har śhakti unkē jīvan mē̃ practical dikhāī dēgī . 110Agar ēk śhakti bhī praikṭīkal jīvan mē̃ cum|kam dikhāī dētī tō jaisē agar mūrti key|kī ēk bhujā khaṇḍit hō tō pūjyanīy nahī̃ hōtī isī prakār sē agar ēk śhakti key|kī bhī kamī dikhāī dētī tō aṣhṭ dēvtāō̃ key|kī list ( L i s t ) mē̃ ab tak fix nahī̃ kahē jāyēṅgē .
50Do not allow Maya to become your chancellor.
111Dūsrī bāt aṣhṭ dēvtāē̃ bhaktō̃ kē liē viśhēṣh iṣhṭ mānē jātē haĩ . 112Iṣhṭ arthāt mahān pūjya .
51You yourself should take any chance for service and become a chancellor.
113Iṣhṭ dvārā her|har bhakta kō her|har prakār key|kī vidhi aur siddhi prāpt hōtī hai . 114Yahā̃ bhī jō aṣhṭ ratan hōṅgē vah sarv brāhmaṇ parivār kē āgē ab bhī iṣhṭ arthāt her|har saṅkalp aur chalan dvārā vidhi aur siddhi kā mārg darśhan karnē vālē sabkē sāmnē ab bhī aisē hī mahānamūrtta mānē jāyēṅgē . 115Tō aṣhṭ śhaktiyā̃ bhī hōṅgī aur parivār K|kē sāmnē iṣhṭ arthāt śhrēṣhṭh ātmā , mahān ātmā , vardānī ātmā K|kē rūp mē̃ hōṅgē . 116Yah hai aṣhṭ ratanō̃ key|kī viśhēṣhtā .
52Now, do you understand why you have been given this time?
117Achchhā .
118Party sē bātchīt mē̃ bachchō̃ kē prati uchchārē anmōl gyān ratan 1191 . duniyā K|kē vibration ( V i b r a t i o n s ) sē athavā māyā sē safe rahnē kā sādhan 120Sadā ēk bāp dūsrā na kōī jō isī lagan mē̃ magan rahtē vah māyā K|kē her|har prakār K|kē war|vār sē bachē rahtē haĩ . 121Jaisē jab laṛāī K|kē samay bombs ( B o m b s ) girātē haĩ tō underground 1 ( U n d e r g r o u n d ) hō jātē , uskā asar unhē̃ nahī̃ hōtā tō aisē hī jab ēk lagan mē̃ magan rahtē tō duniyā K|kē vibration sē , māyā sē bachē rahē̃gē , sadā safe rahē̃gē .
53Now, stop complaining.
122Māyā key|kī himmat nahī̃ jō war|vār karē . 123Lagan mē̃ magan rahō .
54According to the present time, everyone has to become complete.
124Yahī hai safety kā sādhan . 1252 . bāp K|kē samīp ratanō̃ key|kī niśhānī
55A soul who is completely full never complains.
126Bāp K|kē samīp rahnē vālō̃ kē ūpar bāp K|kē sat K|kē saṅg kā raṅg chaṛhā huā hōgā . 127Sat K|kē saṅg kā raṅg hai rūhāniyat .
56Such a soul doesnt use the language, It just happens; it happens like that all the time.
128Tō samīp ratan sadā rūhānī sthiti mē̃ sthit hōṅgē .
57In the New Year, there should be a new language and new experiences.
129Śharīr mē̃ rahtē huē nyārē , rūhāniyat mē̃ sthit rahē̃gē .
58It feels good to take care of old things, but not so good to use them.
130Śharīr kō dēkhtē huē bhī na dēkhē̃ aur ātmā jō na dikhāī dēnē vālī chīz hai . 131Vah pratyakṣha dikhāī dē yahī kamāl hai . 132Rūhānī mastī mē̃ rahnē vālē hī bāp kō sāthī banā saktē , kyōṅki bāp rūh hai . 1333 . purānī duniyā K|kē sarv ākarṣhaṇō̃ sē parē hōnē key|kī sahaj yukti
59So, why do you use them?
134Sadaiv naśhē mē̃ rahō ki ham avināśhī khazānē K|kē mālik haĩ .
60Put them away carefully for five thousand years.
135Jō bāp kā khazānā gyān , sukh śhānti , ānand hai … vah sarv guṇ hamārē haĩ . 136Bachchā bāp key|kī prōparṭā ( P r o p e r t y ) kā svataḥ hī mālik hōtā hai . 137Adhikārī ātmā kō apnē adhikār kā naśhā rahtā hai , naśhē mē̃ sab bhūl jātā hai nā . 138Kōī smr̥iti nahī̃ hōtī , ēk hī smr̥iti rahē bāp aur maĩ - isī smr̥iti sē purānī duniyā K|kē ākarṣhaṇ sē automatically parē hō jāyēṅgē .
61Do not have love for the old things.
139Naśhē mē̃ rahnē vālē K|kē sāmnē sadā niśhānā bhī spaṣhṭ hōgā . 140Niśhānā hai phariśhtēpan kā aur dēvatāpan kā . 1414 . ēk second kā wonderful khēl jissē pass with honour ban jāyē̃
62Always consider yourself to be practically like the Father, an embodiment of one who grants visions to all the bhagat souls, the beggar souls and the thirsty souls.
142Ēk second kā khēl hai abhī-abhī śharīr mē̃ ānā aur abhī-abhī śharīr sē avyakt sthiti mē̃ sthit hō jānā . 143Is second K|kē khēl kā abhyās hai , jab chāhō jaisē chāhō usī sthiti mē̃ sthit rah sakō . 144Antim paper second kā hī hōgā jō is second K|kē paper mē̃ pās|pass huā vahī pass with honour hōgā . 145Agar ēk second key|kī halchal mē̃ āyā tō fail , achal rahā tō pās|pass .
63The queues of all three are very long.
146Aisī controlling power ( C o n t r o l l i n g P o w e r ) hai .
64Engage yourself in finishing these queues.
147Abhī aisā abhyās tīvr rūp kā hōnā cāhaē .
65Quench the thirst of the thirsty souls.
148Jitnā haṅgāmā hō utnā svayã key|kī sthiti ati śhānt . 149Jaisē sāgar bāhar āvāz sampann hōtā andar bilkul śhānt , aisā abhyās chāhiē . 150Controlling power vālē hī viśhva kō control kar saktē haĩ . 151Jō svayã kō nahī̃ kar saktē vah viśhva kā rājya kaisē karē̃gē .
66Give alms to the begging souls.
152Samēṭnē kī śhakti chāhiē . 153Ēk second mē̃ vistār sē sār mē̃ chalē jāyē̃ .
67Show the path of meeting God as the fruit of bhakti to the bhagats.
154Aur ēk second mē̃ sār sē vistār mē̃ ā jāyē̃ yahī hai wonderful khēl .
68When you become busy in finishing these queues, your queue of all questions will come to an end.
1555 . atindrīy sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūltē rahō 156Āpkō sabhī ātmāyē̃ sukh mē̃ jhūltā dēkh duḥkhī sē sukhī ban jāyē̃ .
69Do not wait in anticipation of time, but make preparations to make all three types of souls complete.
157Āpkē nayan , mukh chēhrā sab sukh dē̃ , aisā sukhdāyī banē̃ .
70Now, you will not ask when destruction will take place will you?
158Aisā sukhdāī jō bantā usē saṅkalp mē̃ bhī duḥkh key|kī lahar nahī̃ ā saktī . 159Achchhā .
71Finish this queue of questions and the time for transformation will also finish.
160Madhuban nivāsī bhāī-bahanō̃ sē 161Madhuban nivāsī sabhī sadā bāp kī yād mē̃ lavlīn rahnē vālē hō nā .
72Do you not feel that the confluence age is more elevated than the golden age?
162Bāp K|kē samān sadā athak aur sadā double light ( D o u b l e L i g h t ) sthiti mē̃ sthit hō nā .
73Have you become tired? 74You ask when destruction will take place because you are tired.
163Jō jitnā halkā hōtā utnā athak hōtā .
75Baba has extreme love for the children.
164Kisī bhī prakār kā bōjh thakātā hai . 165Jaisē śharīr K|kē bōjh vālā bhī thak jātā , halkā thaktā nahī̃ . 166Aisē kisī bhī prakār kā bōjh chāhē mansā kā hō , chāhē samparka , sambandh kā hō , lēkin bōjh thakāvaṭ mē̃ lāyēgā . 167Madhuban nivāsiyō̃ kō athak bhav kā vardān milā huā hai .
76Baba likes this mela and children like heaven.
168Tō athak hō nā ? 169Aur bhī mēlā chalē ? 170Jitnā āgē chalē̃gē utnā yah mēlā baṛā hī hōgā , cum|kam nahī̃ .
77You will be in heaven for twentyone births, but you will not receive this confluence age again.
171Jitnā baṛhātē jāyēṅgē utnā baṛhtā jāyēgā . 172Kitnā bhī plan banāō , jitnā banāyēṅgē utnā baṛhtā jāyēgā kyōṅki saṅgam par hī īśhvarīy parivār key|kī vr̥iddhi hōtī hai . 173Jitnā samay cum|kam utnī vr̥iddhi jyādā . 174Yah tō nahī̃ samajhtē aur bahut ā jāyēṅgē tō ham rah jāyēṅgē .
78So do not become tired.
175Jō khud tyāgīmūrtta bantē unkē liē sabkā svataḥ hī khyāl rahtā hai .
79Engage yourself in service and you will experience the practical fruit of it.
176Tō āp lōg tō niṣhkāmī hō nā . 177Jitnā her|har kāmnā sē nyārē rahē̃gē utnā her|har kāmnā sahaj pūrī hōtī jāyēgī .
80Your future fruit is fixed, but you will not be able to experience this instant fruit throughout the entire kalpa.
178Khuśhī mē̃ , prāpti mē̃ thakāvaṭ nahī̃ hōtī . 179Madhuban nivāsiyō̃ nē purūṣhārth kā nayā tarīkā kyā nikālā hai ?
81Therefore, listen to the call of your bhagats and become merciful great donors and play your part of being the great charitable souls.
180Madhuban nivāsiyō̃ kō purūṣhārth key|kī naī yuktiyā̃ nikālnī chāhiē . 181Jō sab follow ( F o l l o w ) karē̃ . 182Nayā varṣh śhurū huā tō naī bāt nikālnī chāhiē . 183Sahaj purūṣhārth key|kī naī inavēnśan ( I n v e n t i o n ) nikālō aur prēkṭikal anubhav karkē dūsrō̃ kō sunāō .
82Achcha.
184Sarv ātmāē̃ āpkō ūñchī nazar sē dēkhtī haĩ . 185Jaisē ākāśh kē ūpar chamaktē huē sitārō̃ kō ūñchī nazar sē dēkhtē vaisē āp sabkō sarvaśhrēṣhṭha mahān , luckiest ( L u c k i e s t ) , samīp ātmāō̃ key|kī nazar sē dēkhtē haĩ . 186Tō jis nazar sē dēkhtē usī mē̃ sthiti rahō . 187Āpkā uṭhnā , baiṭhnā , chalnā sabhī charitra K|kē rūp mē̃ dēkhtē .
83To such obedient children of the Father who have determined thoughts and become obedient within a second; to the world benefactors, the great donors and the bestowers of blessings who, like the Father, make everyone complete, to those who remain constantly busy in service; to such children who are equal to the Father, BapDadas love, remembrance and namaste.
188Jaisē bāp K|kē her|har karttavya kō āpnē charitra K|kē rūp mē̃ dēkhā nā . 189Tō her|har karma kartē charitravān hōkar chalnā paṛē . 190Sādhāraṇ nahī̃ . 191Madhuban viśhva kē āgē stage ( mañch ) hai , stage par jō actor ( A c t o r ) hōtā uskā her|har act ( A c t ) par kitnā attention ( A t t e n t i o n ) rahtā hai .
84BapDada meeting Dadis
192Hāth uṭhāyēgā tō bhī attention sē .
85What one thing is everyone waiting for?
193Kyōṅki usē mālūm hai ki hamē̃ sab dēkhnē vālē haĩ . 194Āpkē her|har kārya kā mahatva hai .
86The answer to the riddle of the beginning, Who am I? This will continue until the end.
195Bāp-dādā bhī jitnā madhuban key|kī ātmāō̃ kā mahatva hai usī mahatva sē dēkhtē haĩ achchhā .
87Everyone is in anticipation of knowing who they will be in the future and where they will be in the rosary.
196Nayā plan banāō ki svataḥ aur sahajyōgī kaisē banē . 197Kyōṅki sabhī is varṣh mē̃ yahī lakṣhya rakh karkē chal rahē haĩ ki ab last mē̃ sahajyōg aur svataḥ yōg kā anubhav zarūr hōnā chāhiē . 198Tō sahajyōg kis ādhār par hōtā aur yā svataḥ yōgī kis yukti sē ban saktē . 199Yah plan nikālō aur anubhav karō phir sabhī kō sunāō tō vah āpkē guṇ-gān karē̃gē .
88When will this anticipation finish?
200Mēhnat cum|kam aur saphaltā jyādā aisē nayē purūṣhārth K|kē tarīkē banāō . 201Plan aisā taiyār karō .
89Everyone discusses this with one another and asks, Who will become part of the 8?
202Jiskō dēkh sab madhuban nivāsiyō̃ kō thanks ( T h a n k s ) dē̃ . 203Achchhā 204Rājasthān party : 2051 . madhuban mē̃ her|har kadam mē̃ sahaj kamāī kā anubhav hōtā hai ?
90Who will become part of the 100? There is no question of who will become part of the 16,000 but of who will ultimately become part of the 8 and the 100?
206Madhuban kō vardān bhūmi kahā hai . 207Tō vardān sahaj prāpti kō hō kahā jātā hai . 208Tō madhuban mē̃ ānē sē hī mēhnat karnā samāpt hō jātā aur sahaj prāpti hōnā śhurū hō jātī .
91The foreigners wonder which rosary they will become part of, and those who came at the beginning wonder whether they themselves have a place in the rosary, or only those who have come last.
209Tō is thōṛē sē samay mē̃ kitnī kamāī jamā kī ? 210Madhuban mē̃ ānā arthāt kamāī kī khān ikaṭṭhī karnā . 211Tō aisā mahatva jāntē huē thōṛē sē samay mē̃ khazānā jamā kiyā . 212Kyōṅki madhuban hai hī direct bāp dādā key|kī karmbhūmi , caritrabhūmi , sēvābhūmi , tapasyā bhūmi .
92What is the result?
213Yahā̃ tapasyā kā vibration , vāyumaṇḍal hai .
93Baba has the account book, but He hasnt fixed the position of anyone.
214Yah sab bātē̃ is bhūmi mē̃ ānē sē sahaj anubhav kar saktē haĩ .
94How did you select the winner in the art competition?
215Jaisē kōī viśhēṣh kamāī kī season hōtī tō kamāī K|kē bagair rah nahī̃ saktē .
95First, you made a short list of the good ones, and then you chose the first, second and third numbers.
216Nīnd kā bhī samay tyāg dētē . 217Tō madhuban mē̃ extra lottery hai kamāī karnē key|kī . 218Tapasvīkumār hō nā .
96You first have to make a shortlist and then place them numberwise. 97So, now, the shortlist has been made but as yet no one is fixed.
219Tapasvī key|kī tapasyā sirph baiṭhnē K|kē samay nahī̃ , tapasyā arthāt lagan , chaltē-phirtē bhōjan kartē bhī lagan hai nā . 220Ēk key|kī yād mē̃ , ēk kē sāth mē̃ bhōjan svīkār karnā yah tapasyā huī nā . 221Jō bhī chance miltā hai uskō achchhī tarah lēkar sampann banō aur dūsrō̃ kō bhī banāō . 2222 . gyān sāgar K|kē bachchē sadā gyān ratnō̃ sē hī khēltē rahtē hō ?
98What will happen to those who come at the end?
223Sabsē baṛē sē baṛē , avināśhī ratna gyān ratna haĩ .
99There are always some seats kept empty till the end.
224Gyān sāgar K|kē bachchē gyān ratnō̃ sē khēlē̃gē .
100Even when reservations are made, they keep a quota aside till the end.
225Ādhākalp patthar buddhi rahē aur pattharō̃ sē khēlā , isliē duḥkh-aśhānti rahī .
101However, out of the handful selected from the many, there are a lucky few.
226Āp kissē khēltē ? 227Gyān ratnō̃ sē .
102Achcha, in which rosary are you?
228Jaisē rājā K|kē bachchē , sōnē-chāndī K|kē khilaunē sē khēltē haĩ tō gyān sāgar K|kē bachchē sadā gyān ratnō̃ sē khēltē haĩ . 229Gyān ratnō̃ mē̃ khēlnē sē duḥkh-aśhānti key|kī lahar nahī̃ āyēgī . 230Gyān ratna bhī haĩ , tō knowledge bhī . 231Knowledge K|kē ādhār par aśhānti key|kī lahar ā nahī̃ saktī .
103Have hopes in yourself.
232Abhī nayā jīvan hai , duḥkh-aśhānti key|kī jīvan aisē lagēgī - mērī nahī̃ , dūsrē key|kī jīvan thī .
104There will be one or another wonderful aspect on the basis of which your hopes will be fulfilled.
233Bītī huī jīvan par hansī āyēgī . 2343 . sabhī santuṣhṭ maṇiyā̃ hō nā .
105The speciality of the eight jewels lies in one particular aspect.
235Maṇi sadaiv mastak K|kē bīch mē̃ chamaktī hai . 236Tāj K|kē andar sundar maṇiyā̃ hōtī haĩ .
106The practical memorial of the eight jewels is special in that you are able to see every power in their practical life.
237Tō jō santuṣhṭ maṇi haĩ vah sadaiv bāp K|kē mastak mē̃ rahtē haĩ . 238Arthāt bāp kī yād mē̃ rahtī haĩ , bāp bhī unkō yād kartē . 239Jab bachchē bāp kō yād kartē tō bāp bhī return ( R e t u r n ) dētē haĩ .
107If even one power is missing, then just as an idol that has an arm missing would not be worthy to be worshipped, in the same way, if one of the powers is missing, you would not be fixed as one of the eight deities.
240Sadā bāp kī yād mē̃ rahnē vālē her|har paristhiti mē̃ santuṣhṭ rahē̃gē .
108Secondly, the eight deities are the ones specially loved by the bhagats.
241Chāhē paristhiti asantōṣ kī hō , duḥkh key|kī ghaṭnā hō lēkin sadā sukhī .
109The specially loved ones means those who are the great, worshipworthy souls.
242Duḥkh key|kī paristhiti mē̃ sukh key|kī sthiti hō , aisī knowledge key|kī śhakti hai .
110Every bhagat receives every type of method for success from their specially loved deities.
243Kaisī bhī paristhiti hō lēkin sthiti ēkras . 244Knowledge key|kī śhakti K|kē ādhār par paristhiti jō pahāṛ K|kē muāāphik hai vah bhī rāī anubhav hōgī . 245Arthāt kuchh nahī̃ .
111Here also, those who are to become part of the eight will be the ones who through their every thought and action show the path in terms of the method and its success to the Brahmin family.
246Kyōṅki nathiṅg-nyū . 247Aisī sthiti hai ? 248Kuchh bhī hō jāyē , nathiṅg-nyū , iskō kahā jātā hai mahāvīr .
112They will have all the eight powers and will be elevated, great souls who are bestowers of blessings within the family.
2494 . apnē kō padmāpadma bhāgyaśhālī samajhtē hō ?
113This is the speciality of the eight jewels.
250Her|har kadam mē̃ padmō̃ key|kī kamāī jamā hō rahī hai . 251Aisē anginat padmō̃ kā mālik anubhav kartē hō sārī sr̥iṣhṭi K|kē andar aisā apnā śhrēṣhṭh bhāgya banānē vālē kōṭō mē̃ kōī haĩ nā . 252Jō gāyan hai kōṭō mē̃ kōī , kōī mē̃ kōī yah ham ātmāō̃ kā gāyan hai , kyōṅki sādhāraṇ rūp mē̃ āyē huē bāp kō aur bāp K|kē karttavya kō jānnā yah kōṭō mē̃ kōī kā part hai . 253Jān liyā , mān liyā aur pā liyā .
114Meeting groups:
254Jab viśhva kā mālik apnā hō gayā tō viśhva apnī hō gaī nā .
115 1. The method to remain safe from Maya and the vibrations of the world.
255Jaisē bīj apnē hāth mē̃ hai tō vr̥ikṣha tō hai hī nā . 256Jiskō ḍhūṇḍhtē thē uskō pā liyā . 257Ghar baiṭhē bhagvān milā . 258Tō kitnī khuśhī hōnī chāhiē .
116Souls who constantly remain absorbed in the love of the one Father and none other remain safe from every type of attack from Maya.
259Bhagvān nē mujhē apnā banāyā , isī khuśhī mē̃ rahō tō kahī̃ bhī ā̃kh nahī̃ ḍūbēgī . 260Sāmnē dēkhtē bhī nazar nahī̃ jāyēgī . 261Bāp milā sab kuchh milā yahī sabsē baṛī khuśhī hai , isī khuśhī mē̃ man sē nāchtē rahō . 262Issē baṛī khuśhī key|kī bāt hai hī kyā ?
117When bombs are dropped during a war, everyone remains underground so that they are not harmed affected by the bombs; so too, when you remain absorbed in love, you will remain safe from Maya and from the vibrations of the world.
263Isliē gāyan hai atīndriya sukh pūchhnā hō tō gōp-gōpiyō̃ sē pūchhō . 2645 . sadā apnē kō khuśhnasīb samajhtē hō ? 265Sārē viśhva K|kē andar sabsē śhrēṣhṭh nasīb arthāt takdīr hamārī hai , aisā niśhchay rahtā hai . 266Hamārē jaisā khuśhnasīb aur kōī hō nahī̃ saktā .
118You will remain constantly safe.
267Bāp nē svayã ākar apnā banāyā .
119Maya will not have the courage to attack you.
268Is bhāgya kā varṇan kartē sadā khuśhī mē̃ nāchtē rahō . 269Unhī̃ kā nasīb kyā hai ?
120Remain absorbed in love; this is your means of safety.
270Abhī-abhī sukh hōgā , abhī-abhī duḥkh hōgā , lēkin āpkā nasīb avināśhī hai . 271Sadā aisē ānand svarūp nasīb vālē hō . 272Jō svapn mē̃ bhī nahī̃ thā vah prāpti hō gaī , bāp milā sab-kuchh milā . 273Isī khuśhī mē̃ rahō tō sadā samarthī svarūp rahē̃gē .
121
2746 . sabsē śhrēṣhṭh brāhmaṇ jīvan gāyā huā hai , brāhmaṇō̃ kā nām bhī ū̃chā aur kām bhī ū̃chā aur sthiti bhī ūñchī . 275Jaisē brāhmaṇō̃ key|kī mahimā ūñchī hai vaisē apnē kō sachchē brāhmaṇ arthāt ūñchī sthiti vālē anubhav kartē hō . 276Ū̃chē sē ū̃chā bāp aur ū̃chē sē ū̃chē āp . 277Bāp aur āp dōnō̃ ū̃chē is smr̥iti mē̃ rahō tō karma aur saṅkalp automatic ū̃chē rahē̃gē .
122
278Yōg agni sē purānē khātē bhasma karō . 279Aisī agni tēz hō jō vyarth kā nāmniśhān hī khatm hō jāyē . 280Saṅgam par purānā khātā khatm kar nayā chālū karnā hai . 281Agar purānā khātā bhī chaltā rahē tō jō prāpti hōnī chāhiē khuśhī key|kī vah nahī̃ hōgī , abhī-abhī kamzōr , abhī-abhī samarth hōṅgē .
123
282Bāp sadā samarth hai , tō bachchō̃ kō bhī sadā samarth bannā hai .
124 2. The sign of jewels who are close to the Father.
283Achchhā . 284Is murlī key|kī pramukh bātē̃ : 2851 . yah extra time svayã K|kē purūṣhārth prati nahī̃ lēkin dūsrō̃ kē prati samay , guṇ , aur sarv khajānē dēnē kē liē haĩ .
125The souls who remain close to the Father will be coloured by the Fathers company of truth. 126The colour of the company of the truth is spirituality.
2862 . svayã sarainḍar hō jāō sēvā mē̃ tō māyā svataḥ hī sarainḍar hō jāyēgī . 287Lēkin saraiṇḍar nahī̃ hōtē tō māyā bhī achchhī tarah chance lētī hai .
127So, jewels who are close will constantly remain stable in a spiritual stage; whilst being in a body, they will be detached from their body and stable in their spirituality.
288Chance lēnē kāraṇ brāhmaṇō̃ kā bhī chancellor ban jātī hai . 289Māyā kō chancellor bannē nahī̃ dō .
128Even though the body is visible, the wonder is not to see the body but to see the soul that is invisible.
290Svayã sēvā kā chance lē chancellor banō . 291Mahārāṣhṭra key|kī party kē sāth bātchīt 292Sadaiv svayã kō sarvaśhrēṣhṭha mahān ātmā samajhtē hō .
129Those who maintain their spiritual intoxication are able to make Baba their Companion because Baba is also the Spirit.
293Mahān ātmā jiskī smr̥iti sē svataḥ hī her|har saṅkalp aur her|har karma mahān athavā sarvaśhrēṣhṭha hōtē haĩ . 294Jaisē ājkal kī duniyā mē̃ alpkāl key|kī pāzīśan ( P o s i t i o n ) vālī ātmāē̃ apnē position key|kī smr̥iti mē̃ rahnē K|kē kāraṇ din-rāt svataḥ hī usī naśhē mē̃ rahtī haĩ vaisē bāp dvārā prāpt huī position kō smr̥iti mē̃ rakhnā sahaj aur svataḥ hai . 295Jaisī pāzīśan hai vaisā hī karma , jaisā nām vaisā hī śhrēṣhṭh karma bhī hai isliē vartamān samay sahajyōgī kē sāth karmayōgī bhī kahalāyēṅgē . 296Karmayōgī arthāt her|har karma dvārā bāp sē snēh aur sambandh kā her|har ātmā kō sākṣhātkār hōgā .
130
297Jaisē had key|kī ātmāō̃ sē snēh rakhnē vālī ātmā kā unkē chēhrē aur jhalak sē dikhāī dētā hai ki kōī sē snēh mē̃ lavlīn hai . 298Aisē apnē āp sē pūchhō ki her|har karma bāp kē sāth snēhī ātmā kā anubhav karātā hai . 299Iskō hī kahā jātā hai karmayōgī . 300Karmayōgī key|kī yā sahaj rājyōgī key|kī paribhāṣhā baṛī guhya hai .
131
301Karmayōgī yā sahaj rājyōgī kā her|har saṅkalp bāp K|kē snēh K|kē vibration ( V i b r a t i o n ) phailānē vālē hōṅgē jaisē jaṛ chitra bhī śhānti K|kē alpkāl K|kē sukh K|kē vibration ab tak bhī ātmāō̃ kō dēnē kā kārya kar rahē haĩ tō avaśhya chaitanya rūp mē̃ saṅkalp dvārā , vāṇī dvārā , karma dvārā viśhva mē̃ sadā sukh-śhānti bāp K|kē snēh K|kē vibration phailānē kā karttavya kiyā hai . 302Tab jaṛ chitrō̃ mē̃ bhī śhānti hai . 303Jab science kā yantra garmī kā yā sardā kā vibration vāyumaṇḍal banā saktē haĩ tō master sarvśhaktivān apnē silence ( S i l e n c e ) arthāt yād kī śhakti sē apnē lagna key|kī sthiti dvārā jō vāyumaṇḍal yā vibration phailānā chāhē̃ vah sab banā saktē haĩ . 304Aisī praikṭikas karō .
132
305Abhī-abhī sukh kā yā śhānti kā vāyumaṇḍal yā śhakti rūp kā vāyumaṇḍal banā saktē hō . 306Jis vāyumaṇḍal K|kē andar jō bhī ātmāē̃ hō̃ vah anubhav karē̃ ki yahā̃ duḥkh sē sukh K|kē vāyumaṇḍal mē̃ ā gayē haĩ . 307Mahsūs karē̃ ki yahā̃ bahut sukh prāpt hō rahā hai . 308Jaisē ēyarakaṇḍīśan ( A i r C o n d i t i o n ) mē̃ sardā va garmī kā anubhav kartē haĩ ki sachmuch garmī sē ṭhaṇḍī havā mē̃ ā gayē haĩ .
133 3. The easy method to go beyond the attractions of the old world.
309Ṭhaṇḍī sē garmī mē̃ ā gayē haĩ . 310Aisē āpkī chalan aur chēhrē dvārā āpkē saṅkalp śhakti dvārā sukh-śhānti aur śhakti kā anubhav karē̃ . 311Jaisē ēk second mē̃ andhkār sē rōśhnī kā anubhav kiyā nā .
134Always have the intoxication that you are the masters of the imperishable treasures. 135All the Fathers treasures of knowledge, virtues, happiness, peace and bliss etc are your virtues.
312Aisē ājkal K|kē manuṣhya apnī śhakti sē anubhav nahī̃ kar sakē̃gē . 313Lēkin āp sabkō apnī prāpti K|kē ādhār sē , yād K|kē ādhār sē anubhavī banānā paṛēgā . 314Yah hai vāstavik sahaj rājyōg yā karmyōg key|kī paribhāṣhā . 315Svayã prati śhānti kā yā śhakti kā anubhav kiyā yah kōī baṛī bāt nahī̃ lēkin apnē yād kī śhakti dvārā ab viśhva mē̃ vibration dvārā vāyumaṇḍal banāō .
136A child is automatically the master of his fathers property.
316Tab kahē̃gē number one sahaj rājyōgī . 317Sirph svayã santuṣhṭ na rah jāō . 318Santuṣhṭ rahnā aur sarv kō santuṣhṭ karnā hai .
137A soul with all rights has the intoxication of having all rights and is thereby able to forget everything else.
319Yah hai yōgī kā karttavya . 320Achchhā . 321Bāp dvārā sadā khuśh rahnē kā sādhan milā huā hai nā . 322Kaisī bhī paristhiti hō lēkin apnē pās|pass sādhan haĩ tō sadā khuśh rahē̃gē .
138You should not be aware of anything other than belonging to one Baba and none other and you will automatically be able to go beyond the attractions of the old world.
323Sirph bāp kō yād karnē kā sādhan hī bahut baṛā hai . 324Bābā kahnā aur khuśhī prāpt hōnā .
139The target is always very clear in front of those who maintain their intoxication.
325Aisā sādhan sadā use kartē rahō .
140The target is to become an angel and a deity.
326Bābā śhabda yād karnā arthāt switch on hōnā . 327Jaisē switch on karnē sē second mē̃ andhkār bhāg jātā hai . 328Aisē hī bābā kahnā arthāt andhkār yā duḥkh-aśhānti , uljhan , udāsī , tension sabkī second mē̃ samāpti hō jātī hai , aisā mantra bāp nē diyā hai . 329Ēk śhabda kā tō mantra hai .
141
330Sirph bābā . 331Kaisā bhī samay hō yah mantra ēk second mē̃ pār kar lēnē vālā hai . 332Sirph is mantra kō vidhipūrvak samay par kārya mē̃ lagāō . 333Yah ēk śhabda kā mantra wonderful ( W o n d e r f u l ) jādū karnē vālā hai .
142
334Is ēk śhabda K|kē mantra dvārā jō chāhō vah lē saktē hō . 335Chāhē sukh-śhānti , chāhē śhakti ānand jō chāhō sab prāpti karānē vālā mantra hai isliē jdū mantra kahtē haĩ . 336Bāp tō sadā yahī bachchō̃ kē prati kāmnā kartē haĩ ki bāp samān bēhad K|kē sēvādhārī bannā hai . 337Vah sab haĩ had key|kī zimmēvāriyā̃ lēkin bāp key|kī zimmēvārī hai bēhad key|kī .
143
338Tō bēhad key|kī zimmēvārī mē̃ bāp samān bannā paṛē nā .
144 4. The wonderful game of one second through which you can pass with honour.
339Jaisē had key|kī zimmēdārī nibhānē mē̃ samay - śhakti dēnī paṛtī hai nā . 340Tō bāp key|kī yah śhubh kāmnā bhī pūrī karnī hī hai .
145The game of one second is to be in the body one moment and to go beyond the body in the next and remain stable in the avyakt stage.
341Ab rājyōgī bannā hai . 342Rājyōgī rājarājēśvar banē̃gē . 343Tō pahlī stage hai rājyōgī key|kī . 344Rājyōgī bannā kaṭhin nahī̃ hai .
146Do you practice this game of one second, so that you are able to remain stable in whatever stage you want as and when you want?
345Gharbār chhōṛnē vālā yōgī bannā kaṭhin hōtā hai . 346Achchhā .
147The final paper will be of just one second.
347Alag-alag group kē sāth : 3481 . is samay dō kārya sāth-sāth hō rahē haĩ .
148Those who fluctuate in this second will fail and those who remain unshakeable will pass.
349Ēk taraph pichhlā hisābakitāb chuktū kar rahē hō aur dūsrē taraph bhaviṣhya aur vartamān jamā bhī kar rahē hō . 350Ēk kā lākh guṇā jamā hōnē kā samay abhī hai . 351Isliē sadaiv is bāt par attention chāhiē ki her|har samay jamā hōtā hai . 352Chuktū kartē samay bhī jamā kar saktē hō .
149Do you have such controlling power?
353Kyōṅki chuktu karnē kā sādhan hai yād .
150Now, you should practise this intensely.
354Yād sē jamā bhī hōtā aur chuktu bhī hōtā . 355Aisā na hō chuktū karnē mē̃ hī time chalā jāē .
151The more upheaval there is, the more peaceful your stage should be.
356Agar trustee ban chuktū kartē hō tō bhī jamā hōtā hai . 357Vidhipūrvak kārya karnē sē chuktū K|kē sāthasāth jamā bhī hōgā .
152An ocean is very noisy externally, but deep down, it is extremely silent; similarly, you need to have this practice this.
3582 . svadarśhan chakradhārī hō nā . 359Svadarśhan chakradhārī sō bhaviṣhya chatradhārī .
153Only those who have controlling power will be able to control the world.
360Agar svadarśhan chakradhārī nahī̃ tō chatradhārī bhī nahī̃ .
154How would those who are not able to control themselves rule the world?
361Svadarśhan chakra anēk vyarth chakkarō̃ kō samāpt kar dētā hai . 362Svadarśhan chakra kē āgē kōī chakra ṭhahar nahī̃ saktā hai . 363Second mē̃ samāpt hō jāyēgā . 364Tō apnā alaṅkār sadā kāyam rakhtē hō ki kabhī thak jātē hō ?
155You need the power to pack up.
365Svadarśhan chakra dhāraṇ karnā arthāt halkā rahnā . 366Halkī chīz jō hōtī uskō sadā dhāraṇ karnā muśhkil nahī̃ hōtā . 367Svadarśhan chakradhārī bannā hī halkā bannā hai . 368Tō nirantar yah chakkar ghūmtā rahē .
156In one second, you should be able to go into the essence of the expansion and in one second, go into the expansion of the essence; this is the wonderful game.
369Iskō chhōṛnā nahī̃ kyōṅki prāpti kā anubhav hai nā . 3703 . jitnā pyāsī ātmāō̃ key|kī pyās bujhātē utnā svayã bhī tr̥ipt ātmā rahtē . 371Dūsrō̃ kō khuśhī dēnā arthāt svayã khuśh rahnā . 372Jaisē dān dēnē sē dhan baṛhtā , aisē anya ātmāō̃ kō khuśhī , śhānti , śhakti dēnā nahī̃ lēkin bharnā hai .
157
373Jab lagna lag jātī hai sēvā key|kī tō sōtē huē bhī svapn mē̃ bhī sēvā karē̃gē . 374Svapn mē̃ bhī sēvā K|kē achchhē-achchhē plan āyēṅgē , jaisē yōg dvārā touching huī hai . 375Lagan kā return svapn mē̃ bhī miltā , iskō kahā jātā hai lagan mē̃ magan . 376Āp bachchō̃ kē liē brāhmaṇō̃ kā saṅsār , saṅsār hai bākī asãsār hai .
158
377Dēkhtē huē bhī nahī̃ dēkhtē , rahtē huē bhī nahī̃ rahtē .
159 5. Continue to swing in the swing of supersensuous joy.
378Isliē sēvādhārī K|kē svapn mē̃ kyā āyēgā , bāp aur sēvā , aur kuchh hai hī nahī̃ .
160Seeing you constantly swinging in happiness, other souls will also experience happiness and forget their sorrows.
379Achchhā . 3804 . māyā kō ēk śhabda sē mūrcchit karō - vah kaun-sā śhabda ?
161Your eyes and face should give happiness to others; become bestowers of happiness to this extent.
381 bābā jahā̃ bābā hai vahā̃ māyā nahī̃ . 382Agar dil sē , sambandh sē , snēh sē bābā kahā aur māyā bhāgī .
162Those who become such bestowers of happiness cannot experience any waves of sorrow even in their dreams.
383Jaisē kitnā bhī baṛā ḍākū hō lēkin jab pakaṛā jātā hai tō baṛā ḍākū bhī bakrī ban jātā . 384Tō bābā śhabda nikalnā aur ḍākū kā pakaṛā jānā . 385Māyā jō second K|kē pahlē śhēr K|kē rūp vālī hōtī vah second bād bakrī ban jātī . 386Tō is sādhan kō sadā sāth rakhō .
163
387Bābā bhūlā mānā sab kuchh bhūlā . 388Sādhan sahaj hai sirph bār-bār use ( U S E ) karnē kā tarīkā ānā chāhiē . 389Second mē̃ parivartan hō iskō kahā jātā hai use karnē kā tarīkā ātā hai . 390Sadā yah yād rakhō mērā bābā , jab mērā bābā ā gayā tō māyā bhāg gaī .
164
3915 . sahajyōgī key|kī stage svataḥ banī rahē uskī vidhi : amr̥itvēlē K|kē mahatva kō jānō . 392Amr̥itvēlā hai din kā ādi . 393Jō amr̥itvēlē arthāt sārē din K|kē ādi K|kē samay powerful stage ( P o w e r f u l S t a g e ) banāyēṅgē tō sārā din madad milēgī . 394Sārē din key|kī jīvan mahān ban jāyēgī .
165Blessing:May you be a jewel of contentment and claim the three certificates of contentment by performing elevated actions and leading a yogi life.The indication that you are performing elevated action is that you will be content and others will also be content with you.
395Kyōṅki jab amr̥itvēlē viśhēṣh bāp sē śhakti bhar lī tō śhakti svarūp hō chalnē sē muśhkil nahī̃ hōgā , chāhē jaisā kārya āvē muśhkil kā anubhav nahī̃ , lēkin prāpt śhakti K|kē ādhār sē sahaj hō jāyēgā . 396Issē sahaj yōgī key|kī stage svataḥ banī rahēgī . 397Amr̥itvēlē kō miss karnā arthāt saṅgam key|kī viśhēṣh prāpti kō khatm karnā . 398Jō bhī īśhvarīy maryādāyē̃ haĩ un maryādāō̃ pūrvak jīvan bitānē sē example ban jāyē̃ .
166It should not be that you are content and that it doesnt matter whether or not others are content.
399Viśhva āpkē jīvan kō dēkhtē apnī jīvan banāyēgī , tō maryādā kī lakīr K|kē andar rahō tō māyā ā nahī̃ saktī . 400Kuchh bhī hō lēkin svayã kā umaṅg-utsāh her|har second nayā hōnā chāhiē .
167When you become one who leads a yogi life, you automatically have an impact on others. 168If someone is discontent with himself, or if others are not content with him, it can be understood that that soul is not yet yogyukt.
401Svayã K|kē umaṅg-utsāh kā ādhār svayã hai , usmē̃ kōī dūsrā rōk nahī̃ saktā , usmē̃ sadā chaṛhtī kalā hōnī chāhiē . 402Rūknā kām hai kamazōrō̃ kā . 403Achchhā . 404Is murlī key|kī viśhēṣh bātē̃
169The three certificates of a yogi life are: 1) to be content with the self; 2) the Father is content with you;3) both your lokik and alokik family are content with you.
4051 . jō jitnā halkā hōtā utnā athak hōtā . 406Kisī bhī prakār kā bōjh thakātā hai .
170When you have attained all three certificates, you can be called a jewel of contentment.
4072 . madhuban viśhva kē āgē stage hai , stage par jō actor hōtā hai uskā her|har act par kitnā attention rahtā hai . 408Madhuban mē̃ ānā arthāt kamāī kī khān ikaṭhṭhā karnā . 4093 . tapasvī key|kī tapasyā sirph baiṭhnē K|kē samay nahī̃ , tapasyā arthāt lagan , chaltē-phirtē bhōjan kartē bhī lagan . 4104 . knowledge key|kī śhakti K|kē ādhār par paristhiti jō pahāṛ K|kē muāiphak hai vah bhī rāī anubhav hōgī .
171Slogan:To remain constantly busy in remembrance and service is the greatest fortune of happiness.
411Arthāt kuchh nahī̃ , kyōṅki nathiṅg-nyū .
172* * * O M S H A N T I * * *