रविवार 10 दिसंबर 1978 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 110-12-78 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 10/12/78 Om ShantiAvyakt BapDada Madhuban

2Vistār kō na dēkh sār arthāt bindu kō dēkhō

1Do not see the expansion, but the point, the essence.

3Madhuban nivāsī tyāgī , tapasvī bachchō̃ prati bāp-dādā bōlēḥ -

2To be a resident of Madhuban means to be one who constantly moves along with the waves of the ocean of sweetness.

4Madhuban nivāsī arthāt madhurtā K|kē sāgar mē̃ sadā laharānē vālē bāp-dādā V|we viśhēṣh karmbhūmi , charitra bhūmi , madhur milan-bhūmi yā mahān puṇya bhūmi , aisī bhūmi K|kē sadā nivāsī kitnī mahān ātmāyē̃ haĩ  !

3How great the souls are who constantly live in BapDada’s special land; the land where He performed actions, the land of divine actions, the land where a sweet meeting is experienced, the great pure and charitable land!

5Nirākār bāp kō bhī is sākār bhūmi sē viśhēṣh snēh hai - aisē bhūmi K|kē nivāsī svayã kō bhī sadā aisē anubhav kartē haĩ madhuban arthāt madhur bhūmi . 6Vr̥itti key|kī bhī madhurtā - vāṇī key|kī bhī madhurtā aur her|har karma mē̃ bhī sadā madhurtā .

4The incorporeal Father also has special love for this corporeal land. 5Do those who live in this land also constantly have the same experience? 6Madhuban means the land of sweetness where there is sweetness in your attitude, sweetness in your words and constant sweetness in your every deed.

7Jaisī bhūmi vaisī hī bhūmi mē̃ rahnē vālī mahān ātmāyē̃ .

7As is the land, so are the great souls who live in that land!

8Madhuban sē jō ātmāē̃ anubhav karkē jātī haĩ vah bhī kyā kahtī haĩ  !

8What do souls say when they return fromMadhuban and give their experience?

9Madhuban hai saṅgamyugī svarg - arthāt svargabhūmi mē̃ rahnē vālē .

9Madhubanis the confluence-aged heaven. 10This means that you are the residents of heaven.

10Ab bhī svarg aur bhaviṣhya mē̃ bhī svarg - tō double svarg K|kē adhikārī kitnē viśhēṣh huē .

11So, how special are those who have a right todoubleheaven; to be in the heaven of this time and also the heaven of the future?

11Bāp-dādā āj khās madhuban nivāsiyō̃ sē milnē āyē haĩ .

12Today,BapDada has especially come to meet the residents ofMadhuban.

12Bābā pūchhtē haĩ svarg key|kī viśhēṣhtā athavā svarg kā viśhēṣh gāyan kyā hai  ?

13Baba is asking: What is the speciality or special praise of heaven?

13Svarg kā viśhēṣh gāyan hai ‘ ‘ sadā sampann arthāt aprāpta nahī̃ kōī vastu svarg K|kē khazānē mē̃ .

14The special praise of heaven is of always being full; that nothing is lacking in the treasure-store of heaven.

14’ ’ chāhē saṅgamyugī svarg yā bhaviṣhya kā svarg - dōnō̃ key|kī yah ēk hī viśhēṣhtā gāī huī hai .

15Whether it is the heaven of the confluence age or the heaven of the future, the speciality remembered of each is the same.

15Tō madhuban nivāsī arthāt saṅgamyugī svarg nivāsī aisī sampann sthiti kā anubhav kartē haĩ  ? 16Jismē̃ mahsūs hō ki ham sadā tr̥ipt ātmāē̃ haĩ - jaisē ichchhā mātram avidyā K|kē saṅskār bhaviṣhya svarg mē̃ natural hōṅgē vaisē madhuban nivāsiyō̃ K|kē yah natural saṅskār haĩ  ?

16So, as a resident of Madhuban, as a resident of the confluence-aged heaven, do you experience the complete stage in which you feel that you are a constantly satisfied soul? 17When you are in heaven of the future, younaturallyexperience thesanskar of being ignorant of the knowledge of desire; do you residents of Madhuban alsonaturallyhave this sanskar?

17Svargvāsī arthāt in sab bātō̃ mē̃ natural saṅskār svarūp hō  ?

18As a resident of heaven, are you anaturalembodiment of all those sanskars?

18Kōī bhī pūchhtē haĩ āp kahā̃ K|kē rahvāsī hō  ? 19Baṛī phalak sē , khuśhī sē kahtē hō nā ham madhuban nivāsī haĩ  ?

19When someone asks you where you live, you say, with great intoxication and happiness, that you live in Madhuban, do you not?

20Madhuban vāsī key|kī jaisē chhāp lagī huī haĩ - sāth-sāth jaisā sthān vaisī sthiti key|kī chhāp bhī hōgī nā . 21Jaisē kōlḍa store mē̃ jāyēṅgē tō jaisā sthān vaisī sthiti automatically hōgī nā .

20It is as though you are stamped with the stamp of being a resident ofMadhuban. 21As well as that stamp, you should also be stamped with the stage appropriate to this place. 22When you go into acoldroom,your stateautomaticallybecomes like the place.

22Tō madhuban key|kī jō mahimā hai aisē saṅskār banē haĩ  ?

23So, are your sanskars appropriate to the praise of Madhuban?

23Kyōṅki sākār rūp mē̃ lakṣhya svarūp sabkē āgē madhuban hai , kāpī sab madhuban kō kartē haĩ .

24In the corporeal form, it isMadhuban that everyone has as their aim; everyonecopiesMadhuban.

24Kisī key|kī bhī sthiti mē̃ halchal hōtī hai tō achalghar madhuban yād ātā hai ki madhuban achalghar mē̃ jānē sē achal hō jāyēṅgē - aisī bhāvnā sē , śhubh kāmnā sē is puṇya bhūmi par sabhī ātē haĩ - jab anēk ātmāō̃ key|kī halchal kā sādhan milnē kā sthān achalghar madhuban hai tō maghuban mē̃ rahnē vālē bhī sadā achal hōṅgē nā .

25When someone’s stage fluctuates, they rememberAchalghar Madhuban (the home of stability), that by going to AchalgharMadhuban they will become stable. 26Everyone comes to this sacred land with such faith and pure feelings. 27Since AchalgharMadhuban is the place where many souls are able to find the means to finish their upheaval, then those who live inMadhuban should also be constantly unshakeable, would they not?

25Aisī stage anēk ātmāō̃ kē liē mārg-darśan karnē vālī hōgī .

28Such astagebecomes a guiding light for many others because Madhuban is thelighthouse.

26Kyōṅki madhuban hai light house . 27Sarv sēvākēndrō̃ kō sahyōg dēnē vālē madhuban nivāsī haĩ .

29It is you residents ofMadhuban who co-operate with all the centres: you constantly co-operate with your thoughts, words and deeds with one another.

28Sadā saṅkalp vāṇī athavā karma sē ēk-dō K|kē sahyōgī haĩ tō sāthiyō̃ K|kē bhī sahyōgī hōṅgē nā .

30Therefore, you should also co-operate with your companions, should you not? 31All of you children have been given one year to show someresults.

29Sarv bachchō̃ kō ēk varṣh milā hai result nikālnē kē liē - tō ēk varṣh mē̃ ab kyā parivartan lāyā hai  ?

32So, what transformation have you brought about in one year, that when others hear your experience, they also become inspired to transform themselves?

30Jiskō dūsrē sunnē vālē svayã bhī parivartan hō jāē̃ - jaisē kaī bār dēkhā hōgā kōī-kōī ātmāyē̃ jab apnā sachchī dil sē , umaṅg sē , bāp K|kē snēh sē anubhav sunātī haĩ tō anubhav suntē-suntē bhī anēk ātmāē̃ parivartit hō jātī haĩ .

33Sometimes, when souls relate their experience with enthusiasm and with sincere love for the Father from the hearts, many other souls become transformed whilst listening to their experience. 34The transformation of one becomes a way of transforming many others. 35So, have you brought about such transformation that you have become anexamplefor others?

31Ēk kā parivartan anēk ātmāō̃ K|kē parivartan kā sādhan ban jātā hai .

36Have you had such awonderfulexperience in this one year? 37Who has taken ahigh jump?

32Tō aisā parivartan huā hai  ?

38Who has taken thegiftof alift?

33Jō anēkō̃ kō ēk ēgzāmpal rūp mē̃ hō - ēk varṣh mē̃ aisē kōī wonderful anubhav huā hai  ?

39Nowadays, very clear pictures of any place can be seen in many different places throughTV.

34Kis-kisanē highjump diyā - kisnē lift key|kī gift lī  ?

40So, Madhuban is also aTV station.There areTV setseverywhere.

35Jaisē ājkal T . V|we . mē̃ chārō̃ ōr ēk sthān kā chitra spaṣhṭ dikhāī dētā haĩ tō madhuban bhī T . V|we . station hai .

41Nowadays, the speed of thoughts and the state of someone’s mind can becheckedwith instruments ofscience.

36Chārō̃ ōr T . V|we . K|kē set lagē huē haĩ - aur T . V|we . station par jō act chaltā hai vah automatically sab taraph dikhāī dēt hai .

42Similarly, the thoughts and vibrations of the minds of the residents ofMadhuban spread everywhere. 43Therefore, let there beattentionpaid to your every thought.

37Tō madhuban vālō̃ kā her|har saṅkalp bhī chārō̃ ōr dikhāī dētā arthāt phailtā hai kyōṅki T . V|we . saiṭ chārō̃ ōr lagē huē haĩ . 38Jaisē ājkal science K|kē sādhanō̃ dvārā saṅkalpō̃ key|kī gati yā mansā sthiti kō caik kar saktē haĩ vaisē madhuban nivāsiyō̃ K|kē saṅkalpō̃ key|kī gati yā mānasik sthiti chārō̃ ōr phailtī hai .

44Do not be careless about this. 45If you residents ofMadhuban want to spread yourvibrationsof a special thought whilst sitting in Madhuban, you are able to sit somewhere and spread them in all four directions. 46Just as the fragrance of something physicalautomaticallyspreads everywhere, similarly, thevibrationsthrough your thoughts shouldautomaticallyspread everywhere.

39Isliē her|har saṅkalp par bhī attention hō . 40Ismē̃ albēlāpan na hō .

47This is the special service that the residents ofMadhuban have to do.

41Madhuban nivāsī madhuban mē̃ baiṭhē huē bhī kisī prakār K|kē viśhēṣh saṅkalp dvārā vibration phailānē chāhē tō is ēk sthān par baiṭhē huē bhī chārō̃ ōr phailā saktē haĩ - jaisē sthūl chīz key|kī khuśhbū chārō̃ ōr automatically phail jātī hai vaisē yah vibration saṅkalp K|kē dvārā chārō̃ ōr svataḥ phail jāē̃ , madhuban nivāsiyō̃ key|kī yah viśhēṣh sēvā hai . 42Jaisē madhuban mē̃ viśhēṣh bhaṭṭhī kartē hō tō vibration chārō̃ ōr pahũchtē haĩ nā . 43Chāhē patrō̃ dvārā samāchār na bhī jāē lēkin sūkṣhma vibration madhuban K|kē bahut sahaj chārō̃ ōr phail saktē haĩ . 44Tō aisī sēvā bhī kartē haĩ yā sirph yagya kō sambhālnē key|kī sēvā hī kartē haĩ .

48When you have a specialbhatthi in Madhuban, thosevibrationsreach everywhere.

45Kārōbār hai karma dvārā karmaṇā sēvā lēkin uskē sāthasāth mansā sēvā key|kī bhī zimmēvārī hai  ?

49Even if letters of news are not received, the subtlevibrationsfromMadhuban can easily be spread everywhere.

46Bāp-dādā tō varṣh key|kī result dēkhnē āyē haĩ nā . 47Jō sadā pās|pass rahtē haĩ vah pass with honour kahā̃ tak banē haĩ  ?

50Your business is to serve through your deeds, but together with that, you also have the responsibility to serve with your mind.

48Jō mahān ātmāō̃ kē sāth rahtē haĩ , sākār mē̃ bhī samīp haĩ aur sthān bhī mahān hai aisī ātmāō̃ key|kī prālabdh kyā bantī hai . 49Śāstrã mē̃ bhī madhuban key|kī mahimā viśhēṣh gāī huī hai - tō madhuban nivāsī her|har bāt mē̃ viśhēṣh ātmāē̃ her|har samay kōī viśhēṣhtā dikhānē vālī haĩ - jō bhī group āvē vah yah anubhav karē ki madhuban nivāsiyō̃ mē̃ yah viśhēṣhtā thī . 50Madhuban svarg mē̃ her|har ātmā sadā tr̥ipt ātmā sampann mūrtta thī . 51Iskā ādhār hai ki sadā ēk lakṣhya hō ki hamē̃ dātā kā bachchā ban sarv ātmāō̃ kō dēnā hai na ki lēnā hai - yah karē tō maĩ karū̃ , nahī̃ .

51BapDadahas come to see theresultsof one year.

52Harēk dātāpan key|kī bhāvnā rakhē tō sab dēnē vālē arthāt sampann ātmā hō jāyēṅgē .

52To what extent have those who remain constantly closepassed with honours?

53Sampann nahī̃ hōṅgē tō dē bhī nahī̃ sakē̃gē . 54Tō jō sampann ātmā hōgī vah sadā tr̥ipt ātmā zarūr hōgī .

53What reward has been created by the souls who live with great souls, by those who are close physically and who live in such an elevated place?

55Maĩ dēnē vālē dātā kā bachchā hū̃ - dēnā hī lēnā hai .

54In the scriptures too,Madhuban has been specially praised.

56Jitnā dēnā utnā lēnā hī hai . 57Practical mē̃ lēnē vālā nahī̃ lēkin dēnē vālā bannā hai .

55So, the residents ofMadhuban are special in every aspect and they reveal theirspeciality at every moment.

58Dātāpan key|kī bhāvnā sadā nirvighna , ichchhā mātram avidyā key|kī sthiti kā anubhav karātī hai - sadā ēk lakṣhya key|kī taraph hī nazar rahē .

56Everygroupthat comes should experience the residents of Madhuban to have this speciality; namely, that all the souls who live in the heaven of Madhuban are embodiments of being completely full and constantly satisfied.

59Vah lakṣhya hai bindu . 60Ēk lakṣhya arthāt bindī key|kī taraph sadā dēkhnē vālē .

57The basis of this is to have one constant aim: As a child of the Bestower, I have to give and not take.

61Anya kōī bhī bātō̃ kō dēkhtē huē bhī nahī̃ dēkhē̃ .

58I should not think that only when the other one does it I will do it.

62Nazar ēk bindu key|kī taraph hī hō - jaisē yādgār rūp mē̃ bhī dikhāyā hai ki machhlī K|kē taraph nazar nahī̃ thī lēkin āṅkh key|kī bhī bindu mē̃ thī .

59Each of you should believe that you are a bestower, and all of you would then become those who bestow; you would become souls who are completely full.

63Tō machhlī hai vistār - aur sār hai bindu .

60If you are not full, you would not be able to give.

64Tō vistār kō nahī̃ dēkhā lēkin sār arthāt ēk bindu kō dēkhā .

61Constantly full souls would definitely be constantly satisfied souls.

65Isī prakār agar kōī bhī bātō̃ K|kē vistār kō dēkhtē tō vighnō̃ mē̃ ātē - aur sār arthāt ēk bindu rūp sthiti ban jātī aur fullstop arthāt bindu lag jātī .

62You are a child of the Bestower who bestows; in fact, to give is to receive. 63You receive to the extent that you give. 64In apracticalway, you have to become those who give, not those who take.

66Karma mē̃ bhī full sṭāpaarthāt bindu . 67Smr̥iti mē̃ bhī bindu arthāt bījrūp stage hō jātī .

65The feeling of being abestower is to experience the stage of being constantly free from obstacles and ignorant of the knowledge of desires.

68Yah viśhēṣh abhyās karnā hai .

66Your vision should always be on the one aim.

69Vistār kō dēkhtē bhī na dēkhē̃ , suntē huē bhī na sunē̃ - yah practical abhī sē chāhiē . 70Tab ant K|kē samay chārō̃ ōr key|kī halchal key|kī āvāz jō baṛī duḥkhadāyī hōgī , dr̥iśhya bhī ati bhayānak hōṅgē - abhī key|kī bātē̃ uskī bhēṇṭ mē̃ tō kuchh nahī̃ haĩ - agar abhī sē hī dēkhtē huē na dēkhnā , suntē huē na sunnā yah abhyās nahī̃ hōgā tō ant mē̃ is vikarāl dr̥iśhya kō dēkhtē ēk ghaṛī K|kē paper mē̃ sadā kē liē fail marks mil jāvēgī . 71Isliē yah bhī viśhēṣh abhyās chāhiē . 72Aisī stage hō jismē̃ sākār śharīr bhī ākārī rūp mē̃ anubhav hō .

67That aim is of a point.

73Jaisē ākār rūp mē̃ dēkhā sākār śharīr bhī ākārī phariśhtā rūp anubhav kiyā nā .

68To have one aim means constantly to see just the point; it means that whilst seeing other things, you do not see them.

74Chaltē-phirtē kārya kartē ākārī phariśhtā anubhav kartē thē .

69Your vision should always be on the one point.

75Śharīr tō vahī̃ thā nā - lēkin sthūl śharīr kā bhān nikal jānē kāraṇ sthūl śharīr hōtē bhī ākārī rūp anubhav kartē thē . 76Tō aisā abhyās āp sabkā hō - karmēndriyō̃ dvārā karma hōtā rahē lēkin mansā śhakti dvārā vāyumaṇḍal śhaktiśhālī , snēh sampann , sarv K|kē sahyōg K|kē vibration kā phailā huā hō - jis bhī sthān par jāē̃ tō yah phariśhtā rūp dikhāī dē . 77Karma kar rahē haĩ lēkin ēk hī samay par karma ōr mansā dōnō̃ sēvā kā balance hō . 78Jaisē śhurū-śhurū mē̃ yah abhyās karāyā thā karma bhal bahut sādhāraṇ hō lēkin sthiti aisī mahān hō jō sādhāraṇ kām hōtē huē bhī sākṣhātkār mūrtta dikhāī dē̃ - kōī bhī sthūl kārya dhōbīghāṭ yā saphāī ādi kā kar rahē haĩ , bhaṇṛārē kā kārya kar rahē haĩ lēkin sthiti aisī mahān hō - aisā bhī samay practical mē̃ āvēgā jō dēkhnē vālē yahī varṇan karē̃gē ki itnī mahān ātmāyē̃ phariśhtā rūp aur kārya kyā kar rahī haĩ .

70In the memorial of this, it is shown that the archer’s vision was not just on the fish, but on the point (pupil) in the eye of the fish.

79Kārya sādhāraṇ aur sthiti ati śhrēṣhṭh .

71So, the fish is the expansion and the eye is the point.

80Jaisē satyugī śahazādiyō̃ key|kī ātmāyē̃ jab ātī thī̃ tō vah bhaviṣhya K|kē rūp practical mē̃ dēkhtē huē āśhcharya khātī thī̃ nā ki itnē baṛē mahārājē aur kārya kyā kar rahē haĩ .

72Therefore, he did not see the expansion, but saw the essence, the point. 73When you look at the expansion, you become obstructed, whereas when you stabilisein the essence, that is, in the point form, your stage becomes that of a point; afull stopis applied.

81Viśhva mahārājā aur bhōjan banā rahē haĩ .

74You also put a point, afull stopto your actions.

82Vaisē hī ānē vālī ātmāyē̃ yah varṇan karē̃gī ki hamārē itnē śhrēṣhṭh pūjya īṣhṭ dēv aur yah kārya kar rahē haĩ  ! 83Chaltē-phirtē īṣṭadēv yā dēvī kā sākṣhātkār spaṣhṭ dikhāī dē .

75To have the point in your awareness means to have the seedstage. 76You especially have to practisethis. 77To see the expansion, but not see it; to hear it but not hear it: you need topractisethis from this moment onwards.

84Ant mē̃ pūjya svarūp pratyakṣha dēkhnē lagē̃gē phariśhtā rūp pratyakṣha dikhāī dēnē lagēgā .

78Only then, at the end, when there are the sorrowful sounds of upheaval and the extremely fearsome scenes, will you be able topass.

85Jaisē kalp pahlē kā bhī gāyan hai arjun kā - sādhāraṇ sakhā rūp bhī dēkhā lēkin vāstavik rūp kā sākṣhātkār karnē kē bād varṇan kiyā ki āp kyā hō  ! 86Itnā śhrēṣhṭh aur vah sādhāraṇ sakhā rūp  ! 87Isī rīti āpkē bhī sākṣhātkār hōṅgē calatēphiratē .

79The things of the present time are nothing compared to the things that are to happen at that time. 80If you do not practise from this moment on, seeing but not seeing, and hearing but not hearing, then, at the end, when you see those fearsome scenes, you willfailthat momentary test paper for all time.

88Divya dr̥iṣhṭi mē̃ jākar dēkhē̃ vah bāt aur hai .

81Therefore, it is essential that you especially practise this.

89Jaisē śhurū mē̃ chaltē-phirtē dēkhtē rahtē thē . 90Yah dhyān mē̃ jākar dēkhnē key|kī bāt nahī̃ .

82Yourstageshould be such that you experience a corporeal body to be in the angelic form.

91Jaisē ēk sākār bāp kā ādi mē̃ anubhav kiyā vaisē ant mē̃ abhī sabkā sākṣhātkār hōgā .

83You saw Baba in a subtle form. 84Although he had a corporeal body, you experienced that body to be angelic and subtle.

92Yah sādhāraṇ rūp gāyab hō jāvēgā , phariśhtā rūp yā pūjya rūp dēkhē̃gē .

85Whilst he was walking and moving around doing everything, you experienced him to be a subtle angel.

93Jaisē śhurū mē̃ ākārī brahmā aur śhrīkr̥iṣhṇa kā sāth-sāth sākṣhātkār hōtā thā . 94Vaisē abhī bhī yah sādhāraṇ rūp dēkhtē huē bhī dikhāī na dē .

86He was in the same physical body, but, because the consciousness of his physical body was removed, you experienced his subtle form even though he had the physical body.

95Āpkē pūjya dēvī yā dēvtā rūp yā phariśhtā rūp dēkhē̃ .

87So, all of you should practise this same thing.

96Lēkin yah tab hōgā jab āp sabkā purūṣhārth dēkhtē huē na dēkhnē kā hō - tab hī anēk ātmāō̃ kō bhī āp mahān ātmāō̃ kā yah sādhāraṇ rūp dēkhtē huē bhī nahī̃ dikhāī dēgā .

88Whilst continuing to work through your physical organs, use the power of your mind. 89There should be powerfulvibrationsfilled with the love of everyone’s co-operation in the atmosphere.

97Āṅkh khulē-khulē ēk sēkēnḍa mē̃ sākṣhātkār hōgā .

90Wherever you go, this angelic form should be visible.

98Aisī stage banānē kē liē viśhēṣh abhyās batāyā ki dēkhtē huē bhī na dēkhō , suntē huē bhī na sunō .

91You are performing actions, but serving through your physical body should bebalancedwith serving through your mind.

99Ēk hī bāt sunō aur ēk bindu kō hī dēkhō .

92In the beginning, you were made to practisethis.

100Vistār kō na dēkh ēk sār kō dēkhō . 101Vistār kō na suntē huē sadā sār kō hī sunō .

93While performing an ordinary task, your stage should be so elevated that, even whilst doing that ordinary task, your appearance is of an image granting visions.

102Aisē jādū key|kī nagarī yah madhuban ban jāvēgā - tō sunā madhuban kā mahattva arthāt madhuban nivāsiyō̃ kā mahattva . 103Achchhā .

94No matter that you are doing something physical like the laundry or cleaning or cooking, your stage should still remain elevated.

104Madhuban key|kī śhakti sēnā arthāt viśhēṣh ātmāō̃ key|kī sēnā . 105Harēk apnī viśhēṣhtā kō achchhī tarah sē jāntē hō .

95Such a time will come in apracticalway when those who see you will say: You are all such great angelic souls and yet look at the type of work you do!

106Viśhēṣhtā K|kē kāraṇ hī viśhēṣh bhūmi K|kē nivāsī banē haĩ yah khuśhī rahtī hai  ?

96The work you do is very ordinary and yet your stage is so elevated!

107Pichhlā khātā tō harēk kā apnā-apnā hai jō chuktu bhī hōtā rahtā hai lēkin sāth-sāth drama anusār kōī na kōī viśhēṣhtā bhī hai . 108Jis kāraṇ viśhēṣh part milā hai . 109Sadā puṇya bhūmi aur śhrēṣhṭh ātmāō̃ K|kē saṅg kā viśhēṣh part yah cum|kam bhāgya nahī̃ hai .

97When the souls of the golden-aged princesses were invoked, they would be amazed to see thepracticalwork they did before they became that form of the future; that they are such great empresses, and yet look at what they used to do! 98A world emperor, yet that one is cooking!

110Jaṛ chitrō̃ K|kē mandir K|kē pujārī bhī apnē kō kitnā mahān samajhtē haĩ - haĩ pujārī - lēkin naśhā kitnā rahtā .

99In the same way, souls who come will also say that you are their elevated worthy of worship deity souls and yet you are doing this work!

111Kyōṅki samajhtē haĩ mūrti K|kē samīp sambandh vālē haĩ . 112Tō jaṛ chitrō̃ K|kē pujārī bhī itnā naśhā rakhtē yahā̃ tō pujārī key|kī bāt nahī̃ .

100As you walk and move around, others will be able to have a clear vision of their special, loved deity in you.

113Yahā̃ tō samparka mē̃ rahnē vālē saṅg mē̃ rahnē vālē saṅgī sāthiyō̃ kō kitnā naśhā aur khuśhī hōnī chāhiē .

101At the end, they will see your worthy of worship form and also your angelic form in a practical way.

114Īśhvarīy parivār mē̃ I|āī|eye huī ātmā mē̃ kōī viśhēṣhtā na hō yah hō nahī̃ saktā . 115Tō apnī viśhēṣhtā kō jān uskō karma mē̃ lagāō .

102The praise ofArjuna in the previous cycle was that he saw the ordinary form in the form of a friend, but, on seeing the actual form of God, he asked: “Who are You?

116Jō bhī guṇ athavā viśhēṣhtā hō chāhē karmaṇā kā guṇ hō chāhē madhurtā kā guṇ hō - snēh kā hō uskō kārya mē̃ lagāō .

103You are so elevated, and yet you have such an ordinary form of a friend!” Similarly, others will have visions of you whilst you walk and move around.

117Jaisē lōhā pāras sē lag pāras ban jātā hai vaisē ēk guṇ yā viśhēṣhtā sēvā mē̃ lagānē sē sēvā kā phal ēk kā lākh guṇā milnē sē vah ēk viśhēṣhtā anēk samay kā phal dēnē K|kē lāyak ban jātī .

104To see something through divine vision is a different matter. 105In the beginning, you used to see those things while walking and moving around. 106This is not a matter of seeing something in trance.

118Jaisē ēk bīj ḍālnē sē kitnē phal nikaltē vaisē ēk bhī viśhēṣhtā karma mē̃ lagānā arthāt dharnī mē̃ bīj ḍālnā hai . 119Tō samajhē kitnē khuśhnasīb hō  !

107Just as people experienced seeing sakar Baba in this way in the beginning, so too, at the end, people will see all of you in the same way.

120Brāhmaṇ parivār mē̃ janm huā hai tō janm kē sāth kōī na kōī viśhēṣhtā key|kī takdīr sāth lēkar hī āyē haĩ .

108Your ordinary form will disappear and they will see both your angelic and your worthy of worship form.

121Sirph antar yah hō jātā ki uskō kārya mē̃ kahā̃ tak lagātē haĩ .

109In the beginning, you had visions of the angelic Brahma and of Shri Krishna at the same time.

122Janm kā bhāgya hai lēkin bhāgya kō karma yā sēvā mē̃ lagānē sē anēk samay K|kē bhāgya kā phal nikālnā , bīj bōnē kā yah tarīkā ānā chāhiē .

110Similarly, now, whilst looking at your ordinary form, they should not see that, but be able to see your worthy of worship form and your angelic form.

123Phal tō avaśhya nikalēgā . 124Bīj bōnā arthāt viśhēṣhtā rūpī bīj kō sēvā mē̃ lagānā .

111However, this will only happen when you all make the effort to see but not see.

125Yahā̃ tō sab sadā bhāgya K|kē takhtnaśhīn haĩ . 126Jis bhāgya K|kē liyē kalp pahlē key|kī yādgār mē̃ bhī ab tak ēk second kā samīp rahnā bhī mahān samajhtē haĩ - tō jō practical mē̃ haĩ unhī̃ key|kī khuśhī , unhī̃ kā bhāgya kitnā śhrēṣhṭh hai .

112Only then will all souls not see the ordinary forms of you great souls even whilst looking at you, but they will have visions with their eyes open in just asecond. 113In order to create such astage, you have been told especially topractise seeing but not seeing and hearing but not hearing.

127Śhrēṣhṭhatā kō sāmnē rakhnē sē vyarth bātē̃ samāpt hō jātī haĩ .

114Listen to just the One and see just the one Point. 115Do not see the expansion, but just see the essence.

128Achchhā – 129Pāṇḍav arthāt sadā K|kē vijayī .

116Do not hear all the expansion, but always hear the essence.

130Pāṇḍavō̃ kā nām vijay K|kē kāraṇ hī prasiddh hai .

117Only then will Madhuban become the land of magic.

131Pāṇḍav sēnā vah bhī viśhēṣh sāgar K|kē kaṇṭhē par śhrēṣhṭh saṅg mē̃ rahnē vālī .

118So, did you hear how important Madhuban is, that is, how important the residents of Madhuban are?Achcha.

132Tō aisī pāṇḍav sēnā sadā vijayī hō  ?

119Speaking to Madhuban sisters:

133Vijay kā khēl sadā chaltā hai yā hār-jīt kā - ab K|kē samay aur sahyōg K|kē pramāṇ drama anusār jō bhāgya prāpt hai usī pramāṇ sadā vijayī kā khēl chalnā chāhiē .

120The Shakti Army ofMadhuban means the army of special souls. 121Each of you knows your own speciality very well. 122Are you happy that you have become the residents of this special land because of yourspecialities?

134Drama anusār jō viśhēṣhtā prāpt hai usē sadā kārya mē̃ lagāō tō aurō̃ key|kī bhī viśhēṣhtā dikhāī dēgī . 135Viśhēṣhtā na dēkh bātō̃ kō dēkhtē hō isliē hār hōtī hai .

123The past accounts of each of you are individual to you and they will continue to be settled. 124However, together with those, according to thedrama, you have one or anotherspeciality and it is due to this that you have received this specialpart.

136Harēk key|kī viśhēṣhtā kō smr̥iti mē̃ rakhō ēk dō mē̃ faithful rahō tō unkī bātō̃ kā bhāv badal jāvēgā .

125To have the specialpartof constantly living in the land of charity and in this company of elevated souls is not a small fortune!

137Agar āpas mē̃ dō mitr hōtē haĩ aur unkē bīch tīsrā unkī kuchh glāni karnē ātā tō vah uskē bhāv kō badal dētē haĩ .

126The priests who look after the temples of the non-living idols consider themselves to be so great. 127Even though they are worshippers, they have such great intoxication.

138Jaisē āpkō kōī brahmā bāp kē liē kahē ki yah kyā , yah tō gālī dētē haĩ - lēkin tum unhē̃ niśhchay sē samajhāvēṅgē ki yah gālī nahī̃ hai yah tō spaṣhṭīkaraṇ hai .

128This is because they consider themselves to have a very close relationship with those idols. 129The worshippers of those non-living idols have so much intoxication, whereas here, it isn’t even a question of being a worshipper.

139Jahā̃ niśhchay hōtā hai vahā̃ śhabda kā bhāv badal sādhāraṇ bāt hō jātī hai .

130Here, you live in connection and have that company and so you companions should have so much happiness and intoxication!

140Harēk key|kī viśhēṣhtā kō dēkhō tō anēk hōtē bhī ēk dikhāī dēgē .

131It is impossible for souls who come into this Godly family not to have a speciality.

141Ēk mat saṅgaṭhan hō jāvēgā .

132So, recogniseyour speciality and use it.

142Kōī kiskī glāni key|kī bātē̃ sunāvē tō usē ṭēkā dēnē kē bajāē sunānē vālē kā rūp parivartan kar dō .

133Whatever virtue orspeciality you have, whether it is of some kind of work or of being sweet and loving, you must use it.

143Arth|earth mē̃ bhāvnā parivartan kar dō . 144Yah abhyās chāhiē nahī̃ tō ēk key|kī bāt dūsrē sē sunī , dūsrē key|kī tīsrē sē sunī aur phir vah vyarth bātē̃ vātāvaraṇ mē̃ phailtī rahtī̃ , jis kāraṇ powerful vātāvaraṇ nahī̃ ban pātā . 145Sākṣhātkār mūrtta bhī nahī̃ ban saktē .

134Just as the philosopher’s stone was said to be able to change iron into gold, in the same way, when you use your virtue or speciality in service, you claim one hundred thousand fold fruit of that service. 135Therefore, one specialitymakes you worthy of being rewarded for a long period of time.

146Isliē sadaiv sabkē prati śhubh bhāvnā , kalyāṇ key|kī bhāvnā hō .

136When one seed is planted, so much fruit develops on that tree.

147Ēk-dō key|kī glāni key|kī bātē̃ sunnā time west|waste karnā hai . 148Kamāī sē vañchit hōnā hai .

137Similarly, to use even your onespeciality for service in a practical way means to plant a seed.

149Agar parivartan kar saktē hō tō sunō - nahī̃ tō suntē huē bhī na sunō .

138So, do you understand how fortunate you are? 139You have taken birth in the Brahmin family.

150Harēk key|kī viśhēṣhtā kā varṇan karō . 151Kōī kahē bhī ki hamnē aisā dēkhā tō bhī āpkē mukh sē kōī aisī bāt na nikalē .

140So, together with having the fortune of this birth, you have also brought with you the fortune of one or another speciality.

152Āp unkī viśhēṣhtā sunā kar us bāt kō change kar dō .

141The only difference seen is to what extent you actually use thatspeciality.

153Sabkē mukh sē harēk kē prati vāh-vāh nikalē . 154Tab hī bāp key|kī vāh-vāh hōgī . 155Kōī key|kī bāt agar nīchē ūpar dēkhtē hō , suntē hō tō dil mē̃ nahī̃ rakhō̃ , ūpar diyā aur khatm .

142You have the fortune of your birth, but you should know how to plant the seed to create the fruit of your future fortune for a long period of time by using your present fortune in practice for service.

156Apnē āp kō sadā khālī aur halkā rakhō .

143The fruit will definitely emerge.

157Agar dil K|kē andar kisī bhī prakār key|kī bāt hōgī tō jahā̃ bātē̃ haĩ vahā̃ bāp nahī̃ .

144To sow a seed means to use the seed of speciality for service. 145Here, everyone is constantly seated on the throne of fortune.

158Kiskē avguṇ kō ēk dō K|kē sāmnē varṇan nahī̃ karnā chāhiē kyōṅki varṇan karnā arthāt bīmārī K|kē germs kō phailānā hai .

146This fortune which was created in the previous cycle is even now still remembered by souls who consider themselves to be very fortunate when they come close to God for even asecond.

159Kōī aisē germs hōtē haĩ tō usī samay kōī powerful davāī ḍāl khatm kiyā jātā hai .

147So, how great the happiness and fortune should be of those who have this fortune in apracticalway at this time!

160Kōī pūchhē phalānā kaisē hai tō dil sē nikalē bahut achchhā hai .

148When you keep this greatness in front of you, everything wasteful stops.

161Anēk bhāvō̃ sē anēk ātmāyē̃ ātī haĩ lēkin āp key|kī taraph sē śhubh bhāvnā key|kī bātē̃ hī lē jāē̃ .

149Achcha. 150Blessing: May you be a conqueror of Maya who sees the games of the fearsome forms of Maya as detached observer.

162Bhāvnā śhubh hō , ēv bhāvnā , ēk kāmnā ēk key|kī hī lagan mē̃ nirvighna - vyarth bātō̃ kā stock khatm aur khuśhī key|kī bātō̃ kā stock jamā hō - khuśhī mē̃ jhūlnē vālī ātmāyē̃ sabkō nazar āyē̃ .

151Those whowelcomeMaya are not afraid on seeing a fearsome form of Maya. 152When you watch a game as a detached observer, you enjoy yourself because, externally, Maya has the form of a lion but she doesn’t have as much strength as even a cat.

163Her|har bōl mē̃ rūhāniyat hō - rūhāniyat K|kē śhabda bahut mīṭhē hōtē haĩ .

153It is just that you become afraid and make her into something big by thinking, “What can I do?

164Samay pramāṇ stage bhī bahut ūñchī hōnī chāhiē . 165Chaṛhtī kalā kā arth|earth hī hai jō pahlē thā uskō pār kar chalē̃ .

154How will this happen?” However, remember the lesson of “Whatever is happening is good and whatever is to happen will be even better”.

166Aisī sthiti hōnī chāhiē sākṣhātkār mūrtta dikhāī dē̃ - phir dēkhō kitnī bhīṛ hōtī hai .

155Watch the game as a detached observer and you will become a conqueror of Maya.

167Tumhārī sthiti sadaiv ēkāgr rahē tab nām bālā hōgā - vr̥itti key|kī , dr̥iṣhṭi key|kī , svabhāv key|kī caikiṅg karnē vālē sab āyēṅgē lēkin unhē̃ real gyān kā parichay hō jāē .

156Slogan: Those who are tolerant do not become jealous on seeing anyone’s nature. 157They listen to wasteful matters with one ear and let it out through the other.

168Achchhā - ōmśhānti .

158* * * O M S H A N T I * * *