मंगलवार 19 दिसंबर 1978 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0>

0> >

119-12-78 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

119/12/78 Om ShantiAvyakt BapDadaMadhuban

2Reality hī sabsē baṛī royalty hai

2Reality is the Greatest Royalty.

3Sarv key|kī takdīr banānē vālē , bhāgya vidhātā , śhiv bābā apnē hōvanhār takdīrvān bachchō̃ prati bōlēḥ -

3BapDada is happy to see His children because He knows that you are the children who are to become deities.

4Āj bāp-dādā bachchō̃ kō dēkh harṣhit hōtē haĩ kyōṅki bāp jāntē haĩ ki yahī bachchē hōvanhār haĩ , her|har bachchē̃ K|kē vartamān aur bhaviṣhya takdīr kō dēkhtē huē bāp-dādā her|har bachchē key|kī taṣhwīr mē̃ takdīr dēkhtē haĩ .

4On seeing the present and future fortune of each child, BapDada is seeing the fortune in the image of each of you children. 5BapDadasees thefuturethrough the presentfeaturesof you Brahmins.

5Brāhmaṇō̃ K|kē vartamān features sē future kō dēkhtē haĩ .

6Each child has a right to heaven.

6Harēk bachchā svarg kā adhikārī hai . 7Bachchō̃ K|kē adhikār kō dēkh bāp-dādā kō bhī īśhvarīy phakhur hai ki sārē viśhva mē̃ aisē takdīrvān bachchē kisī K|kē hō nahī̃ saktē .

7On seeing the rights of you children, BapDada has the Godly, spiritual intoxication of knowing that no one in the whole world has such fortunate children!

8Aisā phakhur bachchō̃ kō bhī rahtā hai ki hamārē jaisī takdīr kisī kī hō nahī̃ saktī .

8Even you children yourselves have the spiritual intoxication that no one has such a fortune as yours.

9Bāp-dādā āj viśhēṣh rūp sē her|har bachchē mē̃ ēk viśhēṣhtā dēkh rahē haĩ ki har ēk mē̃ reality ( R e a l i t y ) key|kī rāyalṭī ( R o y a l t y ) kahā̃ tak āī hai  ! 10Reality hī rāyalṭī hai .

9Today,BapDada is especially looking at the specialityof each child and seeing to what extent there is therealityofroyaltyin each of you.Realityisroyalty.

11Issē baṛī rāyalṭī aur kōī nahī̃ hai .

10There is no greaterroyaltythan this.

12Rāyalṭī kin bātō̃ key|kī vā reality kis bāt key|kī  ?

11In what aspects is thereroyaltyand in what aspects is therereality?

13Pahlē apnē svarūp key|kī reality .

12Firstly, there is therealityof your own form.

14Agar reality arthāt apnē aslī svarūp key|kī sadā smr̥iti hai tō svarūp key|kī reality sē is sthūl sūrat mē̃ bhī alaukik rāyalṭī nazar āyēgī .

13If you are constantly aware of yourreality, your real form, then, together with therealityof your form, there will also be spiritualroyaltyvisible on your physical face.

15Jō bhī dēkhē̃gē unkē mukh sē yahī nikalēgā ki yah is duniyā K|kē nahī̃ haĩ lēkin alaukik duniyā K|kē phariśhtē haĩ athavā yah svarg kā kōī dēvtā utarā hai .

14Whoever sees you would say that you are not of this world, but that you are an angel of the alokik world, or that you are a deity who has come down from heaven.

16Aisē rāyalṭī sē anubhav hōgā .

15They will experience suchroyaltyin you.

17Dūsrī bāt smr̥iti mē̃ bhī reality arthāt ēk bāp dūsrā na kōī .

16Secondly, there is therealityof your awareness; therealityof belonging to the one Father and none other.

18Is reality key|kī smr̥iti sē karma mē̃ vā bōl mē̃ rāyalṭī dikhāī dēgī .

17Because of therealityof your awareness,royaltywill be visible in your words and deeds.

19Her|har karma satya arthāt śhrēṣhṭh hōnē K|kē kāraṇ jō bhī samparka mē̃ āyēṅgē unhē̃ her|har karma mē̃ bāp samān charitra anubhav hōṅgē .

18Because everything you do is truthful and elevated, whoever comes into contact with you will experience your activities to be like those of the Father.

20Her|har bōl mē̃ bāp K|kē samān authority aur prāpti key|kī anubhūti hōgī arthāt her|har bōl samarth arthāt phal dēnē vālā hōgā .

19Every word you speak will haveauthoritylike the Father's and be based on the experience of attainment. 20Every word will be powerful and will bear fruit.

21Jiskō kahā jātā hai sat-vacan .

21Such words are known as words of truth.

22Aisē karma aur bōl mē̃ reality key|kī rāyalṭī hōgī .

22There will be theroyaltyofrealityin your words and deeds.

23Samparka arthāt saṅg real hōnē K|kē kāraṇ pāras kā kārya karēgā .

23Because your connection and company will bereal, they would work like the Alchemist's stone.

24Jaisē pāras lōhē kō parivartan kar dētā hai - aisē reality key|kī rāyalṭī vālī ātmā kā saṅg asamarth kō samarth banā dēgā arthāt nakalī kō aslī banā dēgā .

24Just as the Alchemist's stone is said to be able to transform iron into gold, so too, the company of souls who have theroyaltyofrealitywould make weak ones powerful; they would make false things become real.

25Aisī ātmā K|kē real aur royal nayan arthāt divya dr̥iṣhṭi jādū key|kī vastu samān kām karē̃gē .

25The vision of therealandroyaleyes, that is, divine drishti of such souls would work like magic.

26Abhī-abhī mukti K|kē stage key|kī anubhūti , abhī-abhī jīvanmukti K|kē stage key|kī anubhūti , abhī-abhī last antim janm , abhī-abhī first janm kā spaṣhṭ sākṣhātkār karāyēṅgē .

26One moment, they would give the experience of thestageof liberation-in-life, the next moment they would give the experience of thelast, final birth and the next moment they would grant a very clear vision of yourfirstbirth.

27Abhī-abhī ati duḥkhī stage , abhī-abhī ati sukhmay jīvan kā anubhav karāyēṅgē .

27One moment, you would experience astageof extreme sorrow and the next moment, you would experience a life of great happiness.

28‘ ham sō-sō ham ’ K|kē jādū K|kē mantra kā anubhav karāyēṅgē arthāt 84 janmō̃ kā hī gyān smr̥iti mē̃ dilāyēṅgē .

28They would give you the experience of the magic mantra of “hum-so-so-hum”; they would remind you of the knowledge of your 84 births.

29Abhī-abhī sthūl vatan , saṅgam yug K|kē sukh key|kī anubhūti karāyēṅgē , abhī-abhī sukṣma phariśhtē svarūp kā anubhav karāyēṅgē . 30Abhī-abhī paramdhām nivāsī ātmik svarūp kā anubhav karāyēṅgē , abhī-abhī svarg K|kē sukhmay jīvan kā anubhav karāyēṅgē . 31Ēk second mē̃ in chārō̃ hī dhāmō̃ kā anubhav karāyēṅgē , yah hai jādū mantra .

29One moment, they will give you the experience of the joy of the confluence age in the corporeal world and the next moment they will give you the experience of the subtle angelic form. 30Then, in the next moment, you would experience from them the stage of the soul consciousness of a resident of Paramdham and next you would experience the happy life of heaven.

32Aisē rāyalṭī vālē sadā sarv karma indriyō̃ dvārā kōī na kōī prāpti karānē vālē arthāt dēnē vālē dātā hōṅgē . 33Aisē rāyalṭī vālē kisī bhī prakār K|kē māyāvī ākarṣhaṇ taraph saṅkalp dvārā bhī jhukē̃gē nahī̃ arthāt prabhāvit nahī̃ hōṅgē . 34Jaisē ājkal kī rāyalṭī vālī ātmāyē̃ sadā bharpūr rahnē K|kē kāraṇ yahā̃ vahā̃ kisī K|kē adhīn nahī̃ hōgī . 35Aisē sadā buddhi bharpūr rahnē K|kē kāraṇ , sthūl mē̃ kahtē haĩ pēṭ bharā huā hai aur yahā̃ buddhi her|har khazānē sē bharpūr hōgī , isīliē kōī bhī vyakti vā vaibhav K|kē taraph jō alpagya aur alpkāl K|kē haĩ , vahā̃ buddhi nahī̃ jāyēgī arthāt aprāpta kōī vastu nahī̃ hōgī - jō lēnē kē liē kahā̃ nazar jāē .

31To receive this magic mantra is to experience all four regions in asecond.

36Unkē nayanō̃ mē̃ sadā bindu rūp bāp hī samāyā huā hōgā . 37Yah hai rāyalṭī arthāt reality . 38Yah dēh bhī real nahī̃ , dēhī real hai .

32Those who have suchroyaltywill constantly enable others to attain something or other through all their physical organs; they would be bestowers.

39Tō apnē āp sē pūchhō reality key|kī rāyalṭī kahā̃ tak āī hai . 40Number-vār hōgī nā mērā number kaun sā hai - yah caik karō .

33Those with suchroyaltywould never surrender even with their thoughts to any of Maya's attractions, that is, they would not be influenced.

41First division mē̃ haĩ vā second mē̃ haĩ , third tō nahī̃ kahēgē nā .

34Because of being constantly full, evenroyalsouls of today don't depend on anyone.

42Pañjāb kā number kaun sā hai  ? 43- sab first division vālē haĩ nā  ? 44Agar sēkēṇṛ mē̃ bhī hō tō āj first mē̃ ā jānā . 45Second number vālō̃ kō bhī saṅgamyug mē̃ bhī sarv prāpti key|kī anubhūti nahī̃ hōgī .

35So, too, when your intellect is always full – referred to as having a full stomach – when your intellect is full of all treasures, you will not be drawn to any short-lived or temporary person or object.

46Kōī prāpti hōgī kōī nahī̃ hōgī - jaisē kaī kahtē haĩ śhānti key|kī anubhūti tō hōtī hai lēkin atiindriy sukh kā anubhav nahī̃ hai .

36You would lack nothing; your vision would not be drawn anywhere to take something from them. 37You would always have the point form of the Father merged in your eyes.

47Khuśhī key|kī anubhūti hōtī hai lēkin śhakti rūp key|kī anubhūti nahī̃ hōtī .

38This is theroyalty, thereality;even the body is notreal,it is the soul that isreal.

48First ṛivīzan vālē kō her|har guṇ key|kī anubhūti her|har śhakti key|kī anubhūti hōgī .

39So, ask yourself to what extent you have thisroyaltyofreality.

49Agar kōī bhī kamī hai arthāt 14 kalā hai second ṛivīzan .

40It would of course benumberwise, butcheckto see what yournumberwould be.

50Aisī ātmāyē̃ abhī abhī śhrēṣhṭh prāpti sē vañchit rah jātī aur bhaviṣhya mē̃ bhī satōpradhān prāpti K|kē bajāy satō prāpti kartī haĩ .

41You wouldn’t speak of thethirddivision, but check whether your number is in thefirst divisionor thesecond division.

51Tō second ḍivijan hō gayē nā .

42What is thenumberof those from Punjab?

52First division vālē rājya K|kē , prakr̥iti K|kē satōpradhāntā kā sukh lē̃gē aur vah satō kā sukh lēgē , satōpradhān kā nahī̃ .

43All of you are part of thefirst division, are you not? 44Even if you are in thesecond division,then come into thefirst divisiontoday.

53Tō ab sōchō ki kyā lēnā hai  ? 54Satōpradhāntā key|kī prāpti vā satō key|kī prāpti . 55Sarv prāpti key|kī anubhūti vā kōī-kōī prāpti key|kī anubhūti , khud hī apnā judge banō - tō dharmarāj kē pās jānā nahī̃ paṛēgā .

45Those of thesecond numberwould not experience all the attainments of the confluence age; they would have some attainments but not others. 46Some say that they are able to experience peace but unable to experience supersensuousjoy.

56Samjhā - reality hī rāyalṭī kaisē hai .

47Some say that they experience joy, but not power.

57Phir sunāyēgē ki rāyalṭī kā vistār aur bhī kyā hai . 58Achchhā

48Those who are part of thefirst divisionwill experience every virtue and power.

59Aisē sadā royalty mē̃ rahnē vālē , sadā sarv prāpti K|kē anubhūti svarūp , her|har karma charitra arthāt śhrēṣhṭh karanēvālē , ēk second mē̃ chārō̃ dhām kā anubhav karānēvālē , aisē śhrēṣhṭh takdīrvān bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē .

49If something is lacking; if there are only 14 celestial degrees, they would be part of theseconddivision. 50Such souls would even now remain deprived of the elevated attainment and in the future also, instead of having satopradhanattainment, their attainment would be sato.

60Dīdī jī sē bātchīt

51Therefore, they belong to theseconddivision.

61Bhaviṣhya rājya kī royal family abhī sē pratyakṣha hōtī jāyēgī nā . 62Jō bāpdādā K|kē bōl sunē haĩ ki ant mē̃ sab spaṣhṭ sākṣhātkār hōgā - tō kyā vah divya dr̥iṣhṭi sē hōgā  ?

52Those of thefirst divisionwill experience the joy of the kingdom, ofsatopradhan matter, whereas those of the seconddivisionwould only experience the joy of the satostage, not the satopradhan stage of joy.

63Sākṣhātkār mē̃ ki sākṣhāt rūp mē̃ hōgā  ? 64Sabkō divya dr̥iṣhṭi sē sākṣhātkār hōnē kā drama tō aur hōgā lēkin yah sākṣhāt rūp mē̃ sākṣhātkār hōgā . 65Abhī jaldī hī harēk ātmā apnē reality dvārā rāyalṭī kā rūp pratyakṣha rūp mē̃ dikhāyēgī - jismē̃ yah kiskō bhī question nahī̃ hōgā ki yah hōgā yā nahī̃ hōgā . 66Abhī tō āpas mē̃ agar number bhī nikālō tō phir bhī question uṭhtē haĩ , yah kaisē yah aisē  !

53So, now consider what you are going to claim.

67Lēkin abhī jaldī hī pratyakṣha dēkhē̃gē . 68Rājā kaun-rānī kaun vā royal family kaun  !

54Will it be the attainment of thesatopradhan stage or just the sato stage?

69Iskē bhī purūṣhārth key|kī gati baṛī gahan hai .

55Are you going to experience all attainments or only some attainments?

70Samān hōtē huē bhī chāhē abhī plus mē̃ bhī dikhāī dētē hō̃ - phir bhī purūṣhārth key|kī gati guhya hōnē K|kē kāraṇ number one two|to|too hō hī jāyēgā . 71Abhī harēk K|kē purūṣhārth key|kī viśhēṣhtā dikhāī bhī dētī hai lēkin jaisē kōī dhūl K|kē andar hīrā chamaktā hō - kabhī spaṣhṭ dikhāī dēgā , kabhī chhipā huā nazar āyēgā - tō abhī K|kē purūṣhārth mē̃ chamaktē huē hīrē nazar zarūr ātē haĩ lēkin aisē dikhāī dētē haĩ , aur phir ant mē̃ ant arthāt last ghaṛī nahī̃ saṅgam kā ant arthāt kuchh samay pahlē sē hī pratyakṣhatā zarūr hōgī . 72Pratyakṣhatā kā part bajātē huē apnā vartamān mālā K|kē maṇakē kā number aur bhaviṣhya rājya kā svarūp dōnō̃ hī pratyakṣha hōṅgē . 73Lēkin abhī thōṛā sā rīs kī dhūl kā pardā hai .

56If you become your ownjudgenow and judge yourself, you won’t have to appear in front of Dharamraj.

74Abhī race mē̃ chaltē-chaltē kabhī race kē bajāē rīs mē̃ badal jātā hai , yahī dhūl kā pardā chamaktē huē hīrō̃ kō chhipā dētā hai aur jab yah pardā haṭ jāyēgā tō chhipē huē hīrē apnē pratyakṣakē sampann svarūp mē̃ ā jāyēṅgē - yah pardā samāpt hō jāyēgā . 75Sampannatā kā sākṣhātkār hōnē sē kōī mē̃ saṅkalp hī nahī̃ uṭhēgā ki yah bhī yah number lē saktē haĩ . 76Arthāt rīs kā pardā khatm hō jāyēgā aur sampann hīrē chamaktē huē stage par pratyakṣha hō jāyēṅgē . 77Jaisē sākār mē̃ mama bābā key|kī taraph kōī key|kī rīs nahī̃ hō saktī nā - aisē number-vār itnē spṣṭa hōṅgē jō kōī rīs kar hī̃ nahī̃ sakē .

57Do you now understand howrealityisroyalty?

78Aisē royal family abhī sē hī rāyalṭī mē̃ dikhāī dēgī .

58Baba will give you more details ofroyaltyat some other time.Achcha.

79Abhī tō 8 number bhī nahī̃ nikāl saktē nā  ! 80Abhī phir bhī question mark ā jātā hai phir fullstop ā jāyēgā . 81Abhī spaṣhṭ rūp mē̃ 8 number nikālnē mē̃ bhī question uṭhtā hai rakhē̃ nā rakhē̃ . 82Abhī tīvr purūṣhārth key|kī polish hō rahī hai , polish mē̃ thōṛī bahut kamī chhip jātī hai .

59To those who constantly maintain theirroyalty,to those who are constant embodiments of all attainments, to those whose every action is a divine activity, an elevated action, to those who give the experience of all four pilgrimage places in asecond, to the children who have such elevated fortune,BapDada’s love, remembrance and namaste.

83Jab 8 number haĩ tō kuchh tō kamī hōgī nā pahlē sē .

60BapDada meeting Didiji:

84Lēkin itnī nahī̃ hōgī jō spaṣhṭ dikhāī dē isliē polish hō rahī hai .

61Theroyal familyof the future kingdom will now begin to be revealed, will it not?

85Abhī tō tīvr purūṣhārth K|kē programme kā saṅkalp hai . 86Family mē̃ tō bahut ā jāyēṅgē .

62You heardBapDada say that, at the end, you will have a clear vision of everything.

87Achchhā . 88Āj tō pañjāb kā turn hai .

63So, would that be through divine vision?

89Jaisā nām hai vaisā hī kām hai nā  ! 90Śhēr key|kī viśhēṣhtā kyā hōtī hai  ?

64Will you see all of that in a vision or in the practical form?

91Śhēr key|kī viśhēṣhtā hai akēlē hōtē huē bhī apnē kō bādśhāh samajhtē haĩ arthāt nirbhay hōtē haĩ . 92Tō pañjāb K|kē nivāsī aisē nirbhay haĩ nā .

65Thedramaof everyone being able to see through divine vision will be something else, but you will also see everything in the practical form.

93Kisī bhī prakār K|kē māyā K|kē rūp sē ḍarnē vālē nahī̃ . 94Aisā hai nā pañjāb  !

66Souls will very soon reveal theirrealityin their form ofroyaltyin a practical way.

95Pañjāb key|kī dharnī kā viśhēṣh mahattva kyā hai - jāntē hō  ?

67No one will then have anyquestionsas to whether something is to happen or not.

96Pañjāb nē sthāpanā K|kē ādi mē̃ apnā viśhēṣh śhakti rūp kā dr̥iśhya achchhā dikhlāyā . 97Anēk prakār key|kī halchal mē̃ bhī achal rahē haĩ . 98Kyōṅki pañjāb key|kī dharnī viśhēṣh dharm key|kī dharnī hai , aisē dharm key|kī dharnī mē̃ ādi sanātan dharm key|kī sthāpanā karnā ismē̃ sāmnā karkē vijayī banē haĩ .

68If you were all to benumberednow, there would bequestionsraised such as, “How did this one get this?” “This one should be like this.” Now, you will very soon see all of this in a practical way as to who is to become the king, who is to become the queen and who will become part of theroyal family.

99Pañjāb key|kī dharnī key|kī viśhēṣhtā charitra mē̃ hai ki chārō̃ ōr haṅgāmē key|kī āg K|kē bīch thōṛē sē bachchē vijayī bankar pañjāb mē̃ bhī vijay kā jhaṇḍā laharāyā . 100Hiṃsak dharnī kē ūpar ahiṃsak key|kī vijay huī .

69The philosophy of the efforts you have to make for this is very deep. 70Even though some may be equal or may be seen as having aplusgrade at this time, there will still be the different numbers ofoneandtwoetc., because the philosophy of effort is very deep.

101Tō yah bhī pañjāb key|kī dharnī kā charitra viśhēṣh rūp mē̃ gāyā jātā hai . 102Dūsrī viśhēṣhtā - pañjāb mē̃ nadiyō̃ kā gāyan jyādā hai - aisē hī pañjāb sē gyān gaṅgāyē̃ bhī adhik nikalī haĩ . 103Ādi samay K|kē hisāb sē pañjāb sē gyān nadiyā̃ bhī jyādā nikalī haĩ tō pañjāb key|kī dharnī kanyā dān mē̃ śhrēṣhṭh nikalī arthāt mahādānī nikalī . 104Tīsrī bhī viśhēṣhtā hai - pañjāb key|kī bhūmi mē̃ sēvā K|kē vistār key|kī bhūmi bhī mahattvapūrṇa hai jaisē nadiyō̃ kā pānī chārō̃ ōr vistār sē phailā huā hai vaisē pañjāb mē̃ bhī sēvākēndrō̃ kā vistār achchhā hai .

71You are able to see at present the speciality of each one’s effort.

105Jagah-jagah par tīrtha sthān banāyē huē haĩ . 106Mahimā sun karkē khuśh hō gayē , sadā hī aisē khuśh rahō . 107Pañjāb kā vistār dēkh bāp-dādā khuśh hōtē haĩ - abhī kyā karnā hai  ?

72However, just as a diamond hidden under dirt sparkles, is sometimes very clearly visible and invisible at other times, so according to the efforts of the present time, all are also visible as sparkling diamonds.

108Pañjāb key|kī dharnī sē nām sē kām karnē vālī , sār vālī ātmāyē̃ nikālō .

73However, at the end - not the end of the final moments, but a short time before the end of the confluence age - revelation will take place.

109Jiskā nām suntē anēk ātmāyē̃ apnā bhāgya banā sakē . 110Aisī viśhēṣh sēvā abhī aur bhī karnī hai .

74Whilst you are playing yourpartof revelation, both, yournumberin the present rosary and also your future royal form, will be revealed.

111Sirph sēvā nimitt aisī viśhēṣh ātmāō̃ kā bhī part hai .

75However, at this present time, there is still a dusty curtain of competition.

112Tō aisī ātmāō̃ kō ab samparka sambandh mē̃ lāō . 113Samjhā kyā karnā hai  !

76In thisrace, at present, instead of racing, you sometimes turn it into a competition.

114Baṛē āvāz sē lalkār karō - chhōṭē āvāz sē kartē hō tō chhōṭā āvāz vahā̃ K|kē gurūdvārō̃ K|kē āvāz mē̃ chhip jātā hai .

77This dusty curtain hides the sparkling diamonds. 78When this curtain is opened, the hidden diamonds will be revealed in their perfect, practical form.

115Achchhā . 116Party sē mulākāt

79This curtain will then be completely removed.

117Bāp-dādā her|har bachchē kō sarvaśhrēṣhṭha ātmā K|kē rūp mē̃ dēkhtē haĩ , kyōṅki viśhva K|kē andar kitnī bhī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ haĩ lēkin āpkē āgē kyā hai  ? 118Tuchchh arthāt kuchh bhī nahī̃ . 119Jō ātmāyē̃ apnē avināśhī bāp key|kī viśhēṣh racanā-svarga K|kē adhikārī nahī̃ ban saktī - tō kyā huī  ?

80When this vision of perfection is seen, none of you will have thoughts of someone claiming a certainnumber; that is, the curtain of competition will have been removed and the perfect sparkling diamonds will come onto the practicalstage. 81No one was able to compete with Mama and Baba in the sakar form.

120Jō bachchā bāp K|kē property K|kē adhikār sē vañchit rah jāē - tō vah kyā huā  ?

82So, too, souls will be revealed, numberwise in such a way that no one will be able to compete with them.

121Tō kitnī bhī ājkal kī nāmīgrāmī ātmāyē̃ haĩ lēkin āpavē śhrēṣhṭh prāpti kē āgē kuchh bhī nahī̃ hai . 122Tō sabsē śhrēṣhṭh huē nā .

83So theroyaltyof theroyal familywill be visible in a practical form even now. 84At the moment, you are not even able to place the eight!

123Āj key|kī duniyā K|kē president bhī āpkō kahē̃ brahmākumār kē bajāē president ban jāō tō banē̃gē  ? 124Nahī̃ nā - kyōṅki jāntē hō ki kahā̃ āj key|kī purānī duniyā kā alpkāl kā martabā aur kahā̃ sadākāl kā martabā .

85At the moment, there is still aquestion mark, but, at that time, there will be afull stop. 86At this time, there is aquestion markabout finding the correct eight and whether someone should be placed amongst the eight or not. 87At this time, souls are beingpolishedby their intense efforts.

125Tō saṅkalp mātra bhī buddhi vahā̃ nahī̃ jhuk saktī .

88Whilst beingpolished, some weaknesses become hidden.

126Kyōṅki jab rājāō̃ K|kē rājā ban rahē hō tō yah kyā hai  ? 127Yah tō bētāj bhī bādśhāh nahī̃ haĩ , bādśhāh mē̃ tō power hōtī hai-vah kahā̃ hai  ?

89Although there are the eight, they must have lacked something at the start, although there wouldn't have been enough lacking to be seen visibly; this is why they are beingpolished.

128Ēk bētāj dūsrā binā śhakti , tō āṅkh nahī̃ ḍūbēgī nā .

90At present, you are thinking about creating aprogrammefor intense efforts.

129Aisī śhrēṣhṭhatā vā mahāntā sadā smr̥iti mē̃ rahē .

91There will be many within thefamily.Achcha. 92Today, it is Punjab’sturnto meet Baba.

130Sadā smr̥iti svarūp rahnē sē sarv prāpti kā anubhav kar sakē̃gē .

93Your task is according to your name, is it not? 94What is the speciality of lions?

131Thōṛē mē̃ rāzī hōnē vālē nahī̃ , thōṛē mē̃ rāzī kaun hōtē haĩ  ? 132Bhakta .

95Even whilst being alone, a lion has the speciality of considering itself to be an emperor; a lion is fearless.

133Tō bhakta tō nahī̃ hō nā - adhikārī hō nā .

96So, you people of Punjab are fearless, are you not?

134Adhikārī kō apnē sarv adhikār kā anubhav hōtā , āj ghar mē̃ rahnē vālē bhī apnē pūrē adhikār māṅgtē haĩ , naukar bhī pūrē adhikār mā̃gēgā - agar thōṛā bhī kam hōgā tō kahēgā mērā adhikār dō . 135Tō bāp tō sarv adhikār dēnē vālē haĩ , tō sarv adhikār prāpt karō . 136Bhakta nahī̃ lēkin adhikārī banō . 137Bhakta ātmā jab tak brāhmaṇ na banē tab tak svarg mē̃ nahī̃ ā saktē , bhakta sē brāhmaṇ bannā paṛē , phir brāhmaṇ sē dēvtā banē .

97You are not afraid of any form of Maya.

138Bhaktapan kā aṅśhmātra bhī na hō - iskō kahā jātā hai sampūrṇ adhikārī .

98All of you from Punjab are like that, are you not?Do you know what special importance the land of Punjab has?

139Bhakta aur bhagvān kā milan , bachchē aur bāp kā milan - dōnō̃ mē̃ rāt din kā phark hōtā hai nā .

99Those from Punjab showed their form of power in a very good way at the start of establishment.

140Tō kaun sā milan achchhā lagtā hai  ? 141Jab māyā K|kē vaśhībhūt hō jātē hō tō kis rūp mē̃ miltē hō  ?

100You remained unshakeable amidst many types of upheaval because the land of Punjab is the special land of righteousness.

142‘ ‘ kr̥ipā karō , āśhīrvād karō , śhakti dō , kyā karū̃ , kaisē karū̃ kōī rāstā dō , hamārē pās|pass māyā kō na bhējō ’ ’ - yah kamjōrī haĩ nā .

101Whilst establishing the original eternal deity religion in the land of righteousness, you had to face opposition and you became victorious.

143Mahāvīr kahē duśhman na āyē aur maĩ mahāvīr hū̃ , tō uskō kyā kahē̃gē  ? 144Mahāvīr tō duśhman kā āhvān kartē haĩ ki āō aur ham vijayī banē̃ .

102Thespecialityof the land of Punjab, remembered amongst the divine activities, is that amidst the fire of upheaval, a few children become victorious and hoisted the flag of victory in Punjab.

145Mahāvīr paper kō dēkh ghabrāyēṅgē nahī̃ , challenge karē̃gē kyōṅki trikāldarśhī hōnē K|kē kāraṇ jāntē haĩ ki ham kalp-kalp K|kē vijayī haĩ .

103It was the non-violent ones who gained victory over the land of violence. 104This activity of Punjab has also been remembered in a special way.

146Achchhā 147Rājasthān aur Indore zone key|kī party kē sāth bāt cīt bāp-dādā key|kī personal mulākāt –

105The second speciality is that the rivers in Punjab are praised more.

148Rājasthān kō vardān bahut milā huā hai .

106Many Ganges of knowledge too have emerged from Punjab.

149Pahlē-pahlē sēvā kā sādhan gift mē̃ rājasthān kō milā . 150Pahlā-pahlā tīrthasthān tō rājasthān hī huā . 151Bāp dādā dōnō̃ kā rājasthān kō vardān hai .

107In terms of the beginning, many rivers of knowledge emerged from Punjab and so the land of Punjab became elevated in terms of donating their daughters.

152Vardān phal tō zarūr dēgā hī̃ lēkin kis samay dēgā vah samay dēkh rahē haĩ . 153Mēlē K|kē sāth-sāth viśhēṣh rūp sē aisā vātāvaraṇ banāō jaisē chumbak sabkō apnē taraph ākarṣhit kar lētā hai , aisē rūhānī vātāvaraṇ , rūhō̃ kō apnē taraph ākarṣhit karē , yah hai mēlē key|kī saphaltā . 154Viśhēṣh attention rakhtē huē her|har varg key|kī ātmāō̃ kō is mēlē K|kē sādhan dvārā samparka mē̃ lānā . 155Sādhan bahut ākarṣhaṇ vālā hai , sādhan kā pūrā lābh uṭhāō , sabmē̃ āvāz phail jāyē .

108They were great donors.

156Mēhnat karnē sē phal zarūr nikalēgā .

109There is also a third speciality.

157Ēk din āyēgā zarūr jō rājasthān key|kī saṅkhyā kamāl key|kī list mē̃ āyēgī - sirph iskē liē parōpkārī banō .

110The land of Punjab is also filled with importance in terms of being the land for the expansion of service.

158Parōpkārī sē viśhva upkārī ban jāyēṅgē . 159Bāp-dādā key|kī viśhva dharnī jis par bāp key|kī nazar paṛī vah phal avaśhya dēgī .

111Just as the water of the rivers flows in all directions, so too, there is very good expansion of service centresin Punjab; there are pilgrimage places everywhere.

160Rājasthān key|kī mahimā bāp jāntē haĩ , rājasthān mē̃ rahnē vālē cum|kam jāntē haĩ , bāp jāntē haĩ ki kyā hōnē vālā hai .

112You have become very happy on hearing your praise. 113So, constantly remain as happy as this!BapDada is very happy to see the growth of Punjab.

161Hōgā phir sunnā  !

114What do you have to do now?

162Mukhya kēndra bhī rājasthān mē̃ hai nā tō āspās bhī zarūr ākarṣhaṇ K|kē kēndra banē̃gē .

115In Punjab you now have to find souls who will carry out a task just with their name.

163Vah bhī time āyēgā . 164Sākār bāp key|kī pahlī-pahlī nazar kahā̃ gaī  ? 165Rājasthān par , tō kōī tō viśhēṣhtā hōgī nā .

116Find such souls who have that strength, so that, on hearing their name, many other souls will also create their fortune.

166Samay jab pahũch jātā hai , pardā khul jātā hai aur dr̥iśhya sāmnē ā jātā .

117You now have to do a lot more of such great service. 118Such special souls havepartsjust for service.

167Achchhā . 168Teachers sē mulākāt ( ma . pra . )

119So, form connections and relationships with such souls.

169Teachers kā viśhēṣh karttavya hī hai bāp kī yād aur sēvā .

120Do you understand what you have to do? 121Now, issue a very loud and clear challenge.

170Tō sabhī teachers nē himmat achchhī dikhāī hai , mēhnat bhī achchhī kar rahē haĩ , aur mēhnat kā phal bhī din pratidin phalībhūt hōtā jāyēgā .

122When the challenge you issue is in a soft voice, that sound is lost in the noise of their Gurudwaras (Sikh temples). 123Question: Who can maintain permanent intoxication?

171Madhy-pradēś kō vardān hai phalatā phūltā rahēgā .

124What are the signs of those who have permanent intoxication?

172Kyōṅki ēkmat aur ēkras avasthā mē̃ rahtē huē ēk hī kārya mē̃ lagnē vālī ātmāyē̃ - svayã bhī sadā praphullit rahtē haĩ aur dharnī kō bhī phaldāyak banātē haĩ .

125Answer: Only those who are seated onBapDada’s heart-throne can have permanent intoxication. 126The place for the elevated confluence-aged souls is the Father’s heart-throne.

173Jaisē ājkal science dvārā abhī-abhī bīj ṛālā abhī-abhī phal milā .

127You cannot find such a throne throughout the whole cycle.

174Pahlē sē tīvragati hai jō bīj ḍālā vah prāpt hō jātā hai . 175Aisē hī apnē silence K|kē bal sē sahaj aur tīvragati sē pratyakṣhatā bhī dēkhē̃gē , high jump lagānē vālē hō nā . 176Patthar tōṛnē vālē tō nahī̃ .

128You will continue to receive the throne of the kingdom of the world or the kingdom of astate, but you will not find such a throne again. 129This is such an unlimited throne that, whether you are walking around, eating or sleeping, you are on the throne.

177Jaisī nimitt ātmāyē̃ hōtī haĩ , vaisē vāyumaṇḍal bhī bantā hai , svayã sahyōgī haĩ tō ānē vālī ātmāō̃ kō bhī sahyōgī banā dētī .

130Those children who are seated on the throne in this way have forgotten the old bodies and the bodily world and, while seeing, do not see anything.

178Svayã uljhan mē̃ hōṅgē tō ānē vālī ātmāō̃ mē̃ bhī vahī vibration phailtā hai .

131Question: On the basis of whichdharnacan you remain constantly merged in the ocean of happiness? 132Be introverted.

179Tō nimitt ātmāō̃ kō sadā nirvighna ēk bāp key|kī lagan mē̃ magan rahnē vālē , isī sthiti mē̃ rahnā hai .

133Those who are introverted are always happy. 134Residents of Indore means those who are introverted and are constantly happy.

180Achchhā . 181Praśhna  : kis dhārṇā K|kē ādhār sē sadā sukh K|kē sāgar mē̃ samāyē rahē̃gē  ?

135The Father is the Ocean of Happiness and so the children would also remain merged in love in the ocean of happiness.

182Uttar  : antarmukhī banō - antarmukhī sadā sukhī . 183Indore nivāsī arthāt antarmukhī sadā sukhī .

136The children of the Bestower of Happiness would also bebestowers of happiness, the ones who distribute the treasures of happiness to all souls.

184Bāp sukh kā sāgar hai tō bachchē bhī sukh K|kē sāgar mē̃ lavlīn rahtē hōṅgē .

137Whoever comes and with whatever loving feeling they come, they should have them fulfilled through you.

185Sukhdātā K|kē bachchē svayã bhī sukh dātā .

138So, become images that are complete and perfect.

186Sarv ātmāō̃ kō sukh kā khazānā bā̃ṭanē vālē . 187Jō bhī āvē jis bhāvnā sē āyē vah bhāvnā āpsē sampann karkē jāē - sarv sampann mūrtiyā̃ banō .

139Just as nothing is lacking in the Father’s treasure-store, similarly, children would also be fully satisfied souls, the same as the Father. 140Achcha. 141Om shanti.

188Jaisē bāp K|kē khazānē mē̃ aprāpta kōī vastu nahī̃ , vaisē bachchē bhī bāp samān tr̥ipt ātmā hōṅgē .

142Blessing:May you be atrusteewho is free from bondage and with the mantra of manmanabhav, become free from any bondage of the mind.

189Praśhna  : sthāī naśē̃ mē̃ kaun rah saktē haĩ  ?

143Any type of bondage is a cage.

190Sthāī naśhē mē̃ rahnē vālō̃ key|kī niśhānī kyā hōgī  ?

144A caged bird has now become a bondage free, flying bird.

191Uttar  : sthāī naśhē mē̃ vahī rah saktē jō bāp-dādā K|kē dil takhtnaśhīn haĩ . 192Saṅgamyugī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā sthān hī hai bāp kā diltakhta .

145Even if there is any bondage of the body, the mind is a flying bird because, by your beingmanmanabhav, any bondages of the mind are broken.

193Aisā takht sārē kalp mē̃ nahī̃ mil saktā , viśhva K|kē rājya kā vā state K|kē rājya kā takht tō miltā rahēgā lēkin aisā takht phir nahī̃ milēgā - yah itnā viśhāl takht hai jō chalō phirō , khāō-sōyō lēkin sadā takhtnaśhīn .

146There is no bondage even in looking after matter. 147Those who look after everything astrusteesare free from bondage. 148A householder means to have a burden and those who have a burden can never fly.

194Jō aisē takhtnaśhīn bachchē haĩ vah purānī dēh vā dēh key|kī duniyā sē vismr̥it rahtē haĩ , dēkhtē huē bhī nahī̃ dēkhtē .

149If you are atrustee, you are free from bondage and you can reach yoursweet homewith your flying stage in asecond. 150Slogan: Make unhappiness your servant and do not let it show on your face.

195Achchhā - ōmśhānti .

151* * * O M S H A N T I * * *