गुरुवार 21 दिसंबर 1978 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 121-12-78 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 26/4/98 Om Shanti Avyakt BapDada Madhuban 21/12/78
2Her|har kalp key|kī ati samīp ātmāō̃ kā rūp , rēkhā aur vēlā 3Sarv K|kē bhāgya vidhātā , jānī jānanhār śhiv bābā bachchō̃ prati bōlēḥ -
1The form, fortune and time of the souls who remain very close throughout the whole kalpa.
4Āj bāp-dādā amr̥itvēlē bachchō̃ sē madhur milan manātē , chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō dēkhtē huē āpas mē̃ ēk viśhēṣh bāt par rūh-rūhān kar rahē thē .
2Today, at amrit vela, whilst seeing and celebrating a sweet meeting with the children in all four directions, Bap and Dada were discussing one thing in particular.
5Kis bāt par ?
3What were they discussing?
6Her|har bachchē K|kē divya janm key|kī rūp-rēkhā vā janm key|kī ghaṛī arthāt vēlā kō dēkh rahē thē .
4They were looking at the form of the divine birth of every child and also at their form at the moment of their birth.
7Harēk key|kī vēlā aur rūp rēkhāō̃ K|kē ādhār par vartamān saṅgamyugī jīvan aur bhaviṣhya jīvan kā ādhār hai .
5The present confluenceaged life and the future life of the children are based on the time and form of their birth.
8Rūp mē̃ kyā dēkhā ?
6What did Baba see as their form?
9Janmatē hī śhakti rūp key|kī jhalak rahī vā viyōg sē yōg key|kī rēkhā rahī arthāt taṛap vā pyās-rūp rahā vā sēvādhārī svarūp rahā vā sadā ātē hī atiindriy sukh mē̃ sukh rūp rahā ! 10Uskē sāth rēkhāyē̃ kyā rahī , ātē hī sampūrṇ parvānē key|kī rēkhā rahī vā puruṣhārthī key|kī rēkhā rahī ?
7From the moment they were born, they had a sparkle of power, of Shakti, that is, having previously been separated (viyoga), they received the fortune of being connected (yoga) once again. 8From the moment they came, they had the form of being thirsty and eager for knowledge, of serving and also the form of supersensuous joy. 9What fortune came with that?
11Vardānī key|kī rēkhā rahī , himmat aur hullās key|kī rēkhā rahī vā janmatē hī sahyōg K|kē ādhār par chalnē key|kī rēkhā rahī .
10That of being a bestower of blessings, of having courage and enthusiasm and of moving along on the basis of receiving cooperation from the moment of birth.
12Aisē hī vēlā kō bhī dēkh rahē thē , second mē̃ niśhchay buddhi rahē , saptāh course kē bād rahē vā aur bhī adhik samay kē bād niśhchay buddhi banē vā sanśhay niśhchay kī yuddha chaltē-chaltē niśhchay buddhi banē .
11In the same way, Baba also saw how much time it took you to have faith: whether your intellect had faith within a second, whether you developed faith after taking the seven days course, or whether you took longer than that; whether your intellect had faith after battling between faith and doubt, or whether you are still battling as you move along.
13Vā ab bhī yuddha mē̃ hī chal rahē haĩ .
12The first number are those who have faith in a second.
14Second kā niśhchay arthāt nazar sē nihāl .
13This means to be amongst those who are taken beyond with just a glance.
15Second number śhrēṣhṭh bōl sē nihāl , tīsrā number saudāgar sē saudē K|kē muāphik mūlya kō bār-bār jānnē kē bād marajīvē banē , chauthā number jarā sā prāpti K|kē , snēh K|kē , samparka K|kē , parivartan K|kē ādhār par abhī sanśhay abhī niśhchay .
14The second number are those who are taken beyond by elevated words. 15The third number are those who die alive after finding out the value of the Businessmans bargain. 16The fourth number are those who, on the basis of their attainments, love, connections and transformation, have faith one moment and doubt in the next.
16Tō bāp-dādā āj her|har bachchē key|kī in bātō̃ kō dēkhtē huē rūh-rūhān kar rahē thē . 17Is marajīvē jīvan kā sadā nirvighna vā sadā tīvr puruṣhārthī , sadā prāpti dvārā anubhavī mūrtta vā puruṣhārthī jīvan vā chaṛhtī kalā vā utartī kalā , isī raphtār mē̃ chalnē vālī jīvan - in tīnō̃ prakār key|kī jīvan kā ādhār rūp , rēkhā aur vēlā par hai .
17Today, Bap and Dada were looking at and discussing all these aspects of you children as to whether your dyingalive life is one of being constantly free from obstacles, of being a constantly intense effortmaker, of being a constant embodiment of experience through your attainments; whether you are leading a life of making effort, or whether you are leading a life where you are constantly going up and down based on your form, fortune and time.
18Jō her|har kalp key|kī ati samīp ātmāyē̃ vā padmāpadma bhāgyaśhālī ātmāyē̃ haĩ unkī rūp , rēkhā aur vēlā kyā hōtī hai , vah jāntē hō ? 19Aisī ātmāyē̃ second mē̃ pahũchī aur bāp key|kī banī .
18Do you know the form, fortune and time of the souls who remain close and multimilliontimes fortunate every kalpa? 19Such souls came to Baba and belonged to Him within a second on the basis of the touchings they received of their fortune in the previous kalpa.
20Kalp pahlē K|kē bhāgya key|kī touching K|kē ādhār par janmatē hī aisē anubhav karē̃gē brāhmaṇ bannā hai , nahī̃ lēkin brāhmaṇ thē , pahlē bhī thē aur ab bhī haĩ , second mē̃ apanā-pan anubhav hōgā .
20It wasn't that they felt that they had to become a Brahmin, but rather that they were Brahmins previously and that they are that now. 21They would have a feeling of belonging within a second. 22The moment they saw Baba, they recognised Him.
21Dēkhā aur jānā . 22Aisī vēlā vālē key|kī rūp-rēkhā kyā hōtī hai ?
23What would be the form and fortune of those who came the moment that they saw Baba?
23Pahlē number key|kī vēlā jō abhī sunāī unkā rūp kyā hōgā ?
24What would be the form of those who came at the beginning? 25From the moment of their birth, they received a right to all the property.
24Janmatē hī sirph ēk rūp - - śhakti vā śhānti vā sukh kā nahī̃ , lēkin jaisē janmatē hī sarv property K|kē adhikārī hōtē haĩ , aisē her|har svarūp K|kē anubhūti kā adhikār anubhav karē̃gē .
26Similarly, they received the right to experience each and every form. 27Just as a whole tree is latent in the seed, so too, the foremost souls, the souls who are close to the Father, the souls who came during the first period, would experience the treasure of all forms of attainment.
25Jaisē bīj mē̃ sārē vr̥ikṣha kā sār samāyā huā hai aisē number one arthāt bāp samān samīp ātmāyē̃ vā number one vēlā vālī ātmāyē̃ sarv svarūp key|kī prāpti K|kē khazānē K|kē ātē hī anubhavī hōṅgē .
28They would experience those treasures to be their original form. 29To experience happiness and not peace, or to experience peace and not happiness or power, is not the experience of those who come in the first period. 30They claim a right to their inheritance within a second.
26Aisē anubhav kartē haĩ ki yahī svarūp nijī svarūp hai .
31This is their time and form. 32What would be their fortune?
27Sukh kā anubhav hōtā , śhānti kā nahī̃ vā śhānti kā hōtā sukh kā nahī̃ śhakti kā nahī̃ , yah first number key|kī vēlā kā anubhav nahī̃ . 28Second mē̃ varsē K|kē adhikārī yah hai vēlā aur svarūp .
33They would not have the slightest thought as to whether their intellect already has faith or whether they still have to develop faith, but from the moment of birth, they would have the fortune of their intellect having natural faith.
29Ab rēkhā kyā hōgī ? 30Niśhchay buddhi bannā vā niśhchay karnā hai , yah saṅkalp mātra bhī nahī̃ hōgā .
34They would not go into the details of "how?" or "in this way or that way", but would naturally have faith; they would have no questions as to how to develop faith.
31Janmatē hī natural niśhchay buddhi key|kī rēkhā hōgī kaisē vā aisē K|kē vistār mē̃ nahī̃ jāyēṅgē , haĩ hī ismē̃ aisē aur vaisē kā praśhna nahī̃ uṭhtā .
35Other souls too would be able to see a very clear line of unbroken faith throughout their whole life. 36The line of their fortune of faith would be constant and not broken every now and then.
32Aisē pūrē jīvan K|kē aṭūṭ niśhchay kī rēkhā anya ātmāō̃ kō bhī spaṣhṭ dikhāī dēgī .
37The tilak of victory, their consciousness, would be constantly visible on their forehead.
33Niśhchay kī rēkhā key|kī line akhaṇḍ hōgī , bīch-bīch mē̃ khaṇḍit nahī̃ hōgī . 34Aisī rēkhā vālē K|kē mastak mē̃ arthāt smr̥iti mē̃ sadā vijay kā tilak nazar āyēgā . 35Aisī rēkhā vālē , jaisē brāhmaṇō̃ kā bhaviṣhya śhrīkr̥iṣhṇa rūp mē̃ janm sē hī tājdhārī dikhāyā hai , aisē janmatē hī sēvā key|kī jimmēvārī K|kē tājdhārī hōṅgē , sadā gyān ratanō̃ sē khēlnē vālē hōṅgē .
38Just as the future form of a Brahmin as portrayed in the picture of Shri Krishna is of one who has a crown from the moment of birth, so too, from the moment of birth, those who have this fortune would have the crown of responsibility of service, and would constantly be playing with the jewels of knowledge. 39Such souls would be leading a life in which they constantly swing in the swings of remembrance and happiness.
36Sadā yād aur khuśhī K|kē jhūlē mē̃ jhūltē huē jīvan bitānē vālē hōṅgē .
40In every act they perform, they would constantly experience the hand of blessing over them.
37Sadā her|har karma mē̃ vardān kā hāth apnē ūpar anubhav karē̃gē . 38Her|har dincharyā mē̃ apnē sāth sarv sambandhō̃ sē samīp aur sākār rūp mē̃ sāth kā anubhav karē̃gē .
41In every activity throughout the whole day, they would experience the Company and closeness in all relationships and also experience the company in the corporeal form.
39Svataḥ yōgī aur sahaj yōgī hōṅgē .
42They would be easy and natural yogis.
40Yah hai number one rūp , rēkhā aur bēlā vālō̃ key|kī niśhānī .
43These things would indicate those who have the foremost form, fortune and time.
41Ab apnē āpkō caik karō - pahlē number key|kī rūp , rēkhā aur vēlā vālē kitnē hōṅgē ?
44Now, check yourself. 45How many would have the first number form, fortune and time?
428 vā 108 ?
468 or 108?
43Āp sab kahā̃ hō ?
47Which number do each of you have?
44Abhī bhī change kar saktē hō .
48You can still change it even now.
45Last sō fast jā saktā hai .
49Those of you who have come last can go fast.
46Abhī bhī parivartan key|kī margin hai .
50There is still room for transformation.
47Abhī too late kā board nahī̃ lagā hai .
51The too late board has not yet been put up.
48Gupta puruṣhārthī din rāt ēk dr̥iṛh saṅkalp K|kē puruṣhārthī high jump lagā saktē haĩ .
52Incognito effortmakers, those effortmakers with singleminded determination, can take this high jump.
49Isliē phir bhī apnē bhāgya kō sadā number one banānē K|kē purūṣhārth key|kī lottery ḍālō tō number nikal āyēgā .
53Therefore, take a chance in the lottery of making effort to make your fortune the foremost fortune, and you might win it. 54Do you understand what you have to do?
50Samjhā kyā karnā hai .
55This is your last chance.
51Last chance hai isliē bītī sō bītī karō , bhaviṣhya kō śhrēṣhṭh banāō .
56Therefore, because BapDada is still giving everyone a chance, let the past be the past and elevate your future.
52Isliē bāp-dādā phir bhī sabkō chance dē rahē haĩ , phir ulhanā nahī̃ dēnā - ham kar saktē thē lēkin kiyā nahī̃ .
57Dont complain afterwards and say that you could have done it, but didnt do it because you didnt have time or because the circumstances werent right.
53Samay nahī̃ milā , sarakamasṭānasiz nahī̃ thē , abhī bhī merciful bāp K|kē rahm kā hāth sabkē ūpar hai isliē apnē ūpar bhī merciful banō .
58Even now, the hand of mercy of the merciful Father is over everyone. 59Therefore, have mercy on yourself.
54Achchhā .
60Achcha.
55Aisē sadā bāp K|kē vardānō̃ K|kē hāth apnē ūpar anubhav karnē vālē , sadā apnē ūpar aur sarv kē ūpar merciful , aṭūṭ akhaṇḍ niśhchaybuddhi , akhaṇḍ yōgī , sadā vijay K|kē tilakdhārī , janmatē hī tājdhārī , aisē sadā takhtnaśhīn bachchō̃ kō bāp-dādā kā yādpyār aur namastē . 56Party sē mulākāt 571 . nijdhām aur nijasvarūp key|kī smr̥iti sē uparām sthiti - apnē nijasvarūp aur nijdhām key|kī sthiti sadā yād rahtī hai ?
61To those who constantly experience the hand of blessings on the self; to those who constantly have mercy on the self and others; to those who have a constant and unbroken line of faith in the intellect and who constantly have a tilak of victory; to those who have had a crown from their moment of birth; to the children who are constantly seated on the heartthrone, BapDadas love, remembrance and namaste. 62BapDada meeting groups:
58Nirākārī duniyā aur nirākārī rūp dōnō̃ key|kī smr̥iti is purānī duniyā mē̃ rahtē bhī sadā nyārā aur pyārā banā dētī hai .
631. The stage of being beyond by remaining aware of your original land and original form.Do you remember your stage of your original form and your original land?
59Is duniyā K|kē haĩ hī nahī̃ . 60Haĩ hī nirākārī duniyā K|kē nivāsī , yahā̃ sēvā arth|earth avatarit huē haĩ - tō jō avatār hōtē haĩ unhō̃ kō kyā yād rahtā hai ?
64When you remain aware of the incorporeal world and your incorporeal form, then, although you have to live in this old world, you are able to become full of love and completely detached. 65You do not belong to this world anyway.
61Jis kārya arth|earth avatār lētē haĩ vahī kārya yād rahtā hai nā !
66You are the residents of the incorporeal world who have incarnated here for the sake of service.
62Avatār avatarit hōtē hī haĩ dharm key|kī sthāpanā kē liē - tō āp sabhī bhī avatarit arthāt avatār hō tō kyā yād rahtā hai ?
67What do incarnations remember all the time? 68They always remember the task for which they incarnated.
63Yahī dharm sthāpan karnē kā kārya .
69Incarnations incarnate to establish a religion.
64Svayã dharm ātmā ban dharm sthāpan karnē K|kē kārya mē̃ sadā rahnē vālē , tō śhakti avatār hō nā !
70So, since all of you are also incarnations who have incarnated to do a task, what do you always remember?
65Har ēk śhakti , avatār haĩ .
71This task of establishing a religion!
66Pāṇḍav bhī śaktirūp haĩ . 67Ēk sarvśhaktivān hai bāki sab śhaktiyā̃ haĩ , tō sab śhakti avatār haĩ .
72You are righteous souls who are constantly engaged in the task of establishing a religion, and so you are incarnations of power (Shakti), are you not?
68Sirph yah bhī smr̥iti rahē tō kitnī mīṭhī jīvan kā anubhav karē̃gē .
73All of you Shaktis are an incarnation. 74If you remember just this small thing, you can remain beyond.
69Ham is mr̥ityulōk K|kē nahī̃ lēkin avatār haĩ . 70Sirph yah chhōṭī see|sī|C bāt yād rahē tō uparām hō jāyēṅgē .
75If you dont consider yourself to be an incarnation, but a householder, then the cart of your life would remain stuck in the mud.
71Agar apnē kō avatār na samajh gr̥ihasthī samajhtē hō tō gr̥ihasthī key|kī gāṛī kīchaṛ mē̃ phansī rahtī .
76A householder means the stage of being burdened, whereas an incarnation is one who is completely light.
72Gr̥ihasthī hai hī bōjh key|kī sthiti aur avatār bilkul halkā .
77A householder is constantly trapped, whereas an incarnation is always free.
73Vah phansā huā hai vah bilkul nyārā . 74Kabhī avatār kabhī gr̥ihasthī yah chakkar agar chaltā rahtā tō saṅgamyugī śhrēṣhṭh jīvan kā , suhāvanē sukh K|kē jīvan kā kabhī-kabhī anubhav hōgā , sadā nahī̃ .
78If you become caught up in the cycle of being sometimes a householder and sometimes an incarnation, then you would only sometimes, and not all the time, experience this confluenceaged elevated life to be a life filled with wonderful happiness.
75Aisē sukh K|kē din phir kabhī nahī̃ ānē hai , ēk ēk saṅgam kā din ati priya hai tō aisē priya din kā suhāvanā samay kaisē vyatīt kartē hō ?
79You wont receive days of such happiness again; each and every day of the confluence age is extremely lovely. 80So, how are you spending these lovely days of the confluence age?
76Amūlya rīti sē vyatīt kartē hō vā sādhāraṇ rīti sē ?
81Do you spend them in an invaluable way or only in an ordinary way?
77Ēk-ēk second key|kī value kyā hai - uskō jāntē hō ?
82Do you know the value of each second?
785000 varṣh key|kī śhrēṣhṭh prālabdh kā ādhār yah thōṛī see|sī|C ghaṛiyā̃ haĩ , tō aisē amūlya ghaṛiyō̃ kō amūlya rīti sē use karnā chāhiē nā .
83The elevated reward of five thousand years is based on just these few moments of the confluence age, and so you should use these invaluable moments in an invaluable way.
79Ratan kō agar patthar samān use karē̃gē tō result kyā hōgī ?
84To use them in an ordinary way means to put the value of stones on these jewels.
80Sādhāraṇ rīti sē vyatīt karnā arthāt ratan key|kī value patthar K|kē samān karnā .
85If you are wasting your time, then you are treating the jewels as stones. 86To value time means to value yourself.
81Agar samay kō vyarth ganvātē haĩ tō ratan kō patthar K|kē samān use kartē haĩ . 82Samay kā mūlya rakhnā arthāt apnā mūlya rakhnā .
87You do, of course, recognise the time, but to behave as an embodiment of recognition is a matter you have to pay attention to.
83Samay key|kī pahchān hai hī , lēkin pahchān svarūp hōkar chalnā - yah hai attention key|kī bāt .
88What can you not achieve in just one second of the confluence age?
84Is saṅgam kā ēk second bhī kyā nahī̃ kar saktā . 85Ēk second mē̃ yahā̃ sē chārō̃ dhām kā anubhav karkē ā saktē hō .
89Within a second, you can leave here and tour everywhere in all four lands (pilgrimage of the path of bhakti) and then return.
86Aisē anubhavī hō ?
90Have you experienced this?
87Chhōṭī-chhōṭī bātō̃ mē̃ tō time nahī̃ chalā jātā .
91You are not wasting your time in trivial matters, are you?
88Ab high jump lagāō .
92Now take a high jump!
89Abhī dhīrē-dhīrē chalnē kā samay samāpt huā .
93The time of moving along slowly has now passed.
90Bachpan nāz nakhrē sē chalnē kā hōtā , bachpan kā nāz achchhā bhī lagtā - lēkin baṛā hōkar nāz sē chalē tō achchhā lagēgā !
94Childhood is the time of mischievous behaviour. 95The mischief of childhood can also be enjoyable, but would it seem right to be mischievous after you have grown up?
91Tō ab bachpan bīt chukā , ab vānaprasth tak pahũch gayē .
96Your childhood has gone by and you have now reached your stage of retirement.
92Ab yah nāz nakhrē śhōbhtē nahī̃ .
97This mischief no longer seems right.
93Vānaprasth mē̃ sirph ēk hī kārya rah jātā - bāp kī yād aur sēvā , iskē sivāy aur kōī bhī yād na āyē , uṭhō tō bhī yād aur sēvā sōō tō bhī yād aur sēvā - isī kō kahā jātā hai vānaprasth .
98During your stage of retirement, you have only one task left, and that is to remember the Father and do service. 99Even when you sleep, it is in remembrance and whilst doing service. 100This is known as the stage of retirement.
94Abhī tak bhī agar bachpan key|kī bātē̃ vā bachpan K|kē saṅskār rah gayē hō̃ tō samāpt karō .
101If, even now, you still have any particular aspects or sanskars of childhood, then finish them now!
95Bandhan hai , kyā karū̃ , kaisē karū̃ yah sab bachpan K|kē nāz nakhrē haĩ , ab yah din samāpt hō gayē , haĩ kyā ?
102To say that you have a certain bondage or ask what you should do or how you should do it is all like childish mischief. 103Are these days now over?
96Trikāldarśhī apnē kō nahī̃ jān saktē jō kahtē hō kyā karū̃ !
104Are you so unaware of yourself as a trikaldarshi soul that you have to ask what you can do?
97Ab ismē̃ time nahī̃ ganvānā - hōnā tō chāhiē , hōtā nahī̃ hai , chāhtē haĩ kar nahī̃ pātē , yah bachpan key|kī bātō̃ kā khēl ab samāpt .
105Dont waste any more time in this. It should happen like this, but , I want to do it, but etc are all childish games that should now have ended.
98Iskā hī ab samāpti samārōh manāō .
106Now, celebrate this completion ceremony.
99Achchhā .
107Achcha.
1002 . trustee samajhnē sē powerful stage key|kī anubhūti 101Sabhī sadā apnē kō trustee samajhkar chaltē hō ?
108 1. To consider yourself to be a trustee is to experience a powerful stage.
102Trustee arthāt sadā halkā , gr̥ihasthī arthāt sadā bōjh vālā .
109Do all of you constantly move along whilst considering yourselves to be trustees?
103Gr̥ihasthī hōṅgē tō utartī kalā mē̃ jāyēṅgē , trustee hōṅgē tō chaṛhtī kalā mē̃ jāyēṅgē .
110A trustee is one who is constantly light, whereas a householder is one who is constantly carrying a burden.
104Trustee sadā bēphikar bādśhāh hōtē arthāt phikar sē phārig hōtē haĩ unhē̃ rūhānī phakhur rahtā hai ki ham master sarvśhaktivān haĩ .
111If you are a householder, you would be in the stage of descent, whereas if you are a trustee, you would be in the stage of ascent.
105Kaisē bhī sarakamasṭānsēj hō lēkin svayã halkā rahēgā , svayã sadā nyārā .
112Trustees are constantly carefree emperors and beyond any type of worry.
106Jarā bhī vātāvaraṇ K|kē prabhāv mē̃ nahī̃ āyēṅgē .
113They have the spiritual intoxication of being a master almighty authority.
107Gr̥ihasthī samajhnē sē kyā , kyō̃ śhurū hō jātā , trustee samajhē̃gē tō fullstop ā jātā , fullstop arthāt powerful stage kā anubhav .
114No matter what the circumstances are, they would always remain light and detached and not even slightly influenced by the atmosphere.
1083 . aṅgad samān sthiti banānē kē liē niśhchay kā foundation mazbūt karō
115When you consider yourself to be a householder, the questions of why? and what? etc. arise.
109Sabhī aṅgad K|kē samān achal hō ? 110Māyā K|kē kisī bhī prakār key|kī halchal mē̃ bhī achal .
116When you consider yourself to be a trustee, you are able to apply a fullstop.
111Māyā kā kōī bhī war|vār sthiti kō hilā na sakē .
117To put a fullstop means to experience a powerful stage. 118
112Hilnē kā kāraṇ kyā hōtā hai ? 113Niśhchay kā foundation mazbūt na hōnē K|kē kāraṇ hī hiltē haĩ .
119 120 121 2. In order to create a stage like that of Angad (the unshakeable one), make the foundation of your faith strong.
114Agar niśhchay hō ki kalyāṇkārī samay hai , her|har bāt mē̃ kalyāṇ hai , tō kitnē bhī tuphān kyō̃ na āyē̃ lēkin hilā nahī̃ saktē .
122 123 124Are all of you as unshakeable as Angad? 125Are you able to remain unshakeable in every type of Mayas upheaval?
115Ab niśhchay K|kē foundation kō tīvr purūṣhārth kā pānī dēkar mazbūt karō tō sadā aṅgad K|kē samān rahē̃gē .
126None of Mayas attacks should be able to shake your stage. 127What causes your stage to shake?
116Māyā K|kē war|vār kō war|vār nahī̃ samajhē̃gē .
128Your stage shakes when your foundation of faith is not strong.
117Abhī hilnē kā samay gayā , yadi abhī bhī hiltē rahē tō last paper mē̃ bhī hil jāyēṅgē tō phir janm-janm kē liē fail hō jāyēṅgē .
129When you have the faith that the time is beneficial, and that there is benefit in every situation, then, no matter how many storms come, they will not be able to shake you.
118Isliē smr̥iti K|kē sãskaraṇ mazbūt karō . 119Sadā yād rakhō ki yah aṅgad kā yādgār hamārā hī yādgār hai tō śhakti āyēgī .
130Now, make the foundation of your faith strong by watering it with intense effort, and you will constantly remain as unshakeable as Angad.
1204 . himmat aur hullās kō ēkras banānē kē liē ēkras sthiti ḥ
131Then, you will not consider any of Mayas attacks to be an attack.
121Sadā himmat aur hullās ēkras rahtā hai ?
132The time of fluctuation has now passed.
122Jab ēkras sthiti hōgī tō himmat aur hullās bhī sadā ēkras hōgā , nīchē ūpar nahī̃ .
133If you are still continuing to shake even now, then you would also shake at the time of the final paper and fail for birth after birth.
123Kabhī bahut , kabhī cum|kam uskā kāraṇ kyā hai ?
134Therefore, strengthen the foundation of your sanskars of awareness.
124Sarv prāpti kā anubhav sadā sāmnē vā smr̥iti mē̃ nahī̃ rahtā .
135Constantly remember that the memorial of Angad is your memorial and you will receive strength.
125Āj alpkāl key|kī prāpti bhī himmat aur hullās mē̃ lātī hai tō yah tō sadākāl key|kī aur sarv prāpti-isakā pariṇām kyā hōgā ?
1364. A constant stage to make your courage and enthusiasm constant. 137Are your courage and enthusiasm constantly steady?
126Bāp dvārā janm sē hī jō prāpti huī hai un sabkī list sāmnē rakhō .
138When your stage is steady, your courage and enthusiasm will also always be steady; they will not fluctuate.
127Jab prāpti aṭal , achal hai tō himmat aur hullās bhī achal hōnā chāhiē .
139What is the reason for sometimes having too much and sometimes too little courage and enthusiasm?
128Achal kē bajāē kab man chañchal hō jātā vā sthiti chañchaltā mē̃ ā jātī - yah chañchaltā K|kē saṅskār kis mē̃ hōtē haĩ ? 129Ab tō viśhva mē̃ āp ātmāyē̃ sabsē bujurg hō , anubhavī hō phir chañchaltā kyō̃ ?
140It is because you dont constantly experience having all attainments. 141Nowadays, temporary attainment brings about courage and enthusiasm, whereas this attainment of everything is for all time, and so keep a list of all your attainments in front of you at all times.
130Sadā bāp aur prāpti kō sāmnē rakhnē sē achal arthāt ēkras ban jāyēṅgē . 131Sab vighna khatm hō jāyēṅgē .
142Since your attainment is unshakeable and steady, your courage and enthusiasm should also be likewise.
132Janm sē hī vijay kā tilak lagā huā hai sirph vah miṭ na jāy yah attention rakhnā hai . 133Sadaiv nayā umaṅg , nayā hullās aur nayā plan hōnā chāhiē .
143Who would have mischievous sanskars of allowing the mind to become mischievous or allowing their stage to fluctuate instead of keeping it steady?
134Kōī aisē service K|kē sādhan banāō jissē cum|kam kharchā aur saphaltā jyādā hō .
144You are the oldest and most experienced souls in the whole world, so why should there be any mischief?
135Abhī bahut sēvā key|kī margin hai . 136Uskō pūrā karō , her|har programme mē̃ viśhēṣhtā vā navīntā zarūr hō .
145By constantly keeping Baba and your attainments in front of you, you will become unshakeable and steady and all obstacles will end.
137Sabkō anubhav karānē kā plan banāō .
146You have had the tilak of victory from your moment of birth.
138Achchhā . 139Teachers sē bātchīt
147Simply pay attention that it never rubs off.
140Teachers tō bāp samān haĩ nā , jaisē bāp śhikṣhak hai vaisē āp bhī śhikṣhak hō tō samāntā hō gaī nā ! 141Tō samān vālē kō kyā kahā jātā hai ? 142Phrēṇḍ .
148You should constantly have new courage, new enthusiasm and new plans. 149Create such instruments for service through which there will be greater glorification and less expense.
143Teacher bhī bāp-dādā key|kī phrēṇḍsa haĩ , yah phrēṇḍas kā sambandh bhī yād rahē tō sahajyōgī hō jāyēṅgē .
150There is still space for a lot of service to be done and so fill this space. 151Let there be some speciality and newness in every programme.
144Phrēṇḍsa kā nātā bahut samīp kā nātā hai .
152Create plans to give everyone an experience. 153Achcha.
145Phrēṇḍsa āpas mē̃ jitnā spaṣhṭ hōtē hai utnā mā̃ bāp sē bhī nahī̃ hōtē . 146Phrēṇḍsa kā sambandh yād rahē tō tumhī̃ sē khāū̃ , tumhī̃ sē baiṭhū̃ , tumhī̃ sē khēlū̃ yah abhyās sahaj hō jāyēgā .
154Blessing:May your treasurestore of love overflow and give everyone the sustenance of love and power.The more you distribute the Fathers love to everyone, the more your treasurestore of love will overflow with love and you will experience love being showered on you at every moment.
147Tō sabhī phrēṇḍsa kō mubārak hō .
155Give love in one step and receive love again and again.
148Pañjāb aur dillī dōnō̃ key|kī teachers haĩ , tō dōnō̃ bhāī-bahan hō gayē , dillī hai bhāī pañjāb hai bahan . 149Pañjāb bhī dillī sē nikalā nā .
156At present, everyone needs love or power. 157So give the Fathers love to some and His power to others. 158Slogan:Those who remain beyond the deviousness of Maya are very much loved by the Father.
150Achchhā . 151Ōmśhānti .
159* * * O M S H A N T I * * *