मंगलवार 16 जनवरी 1979 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 116-01-79 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 16-01-79 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Tilak , tāj aur takhtadhārī bannē key|kī yuktiyā̃
1The way to become one who constantly has the tilak, crown and throne.
3Dēh sē nyārē , dēhī rūp mē̃ sthit rahnē vālē pyārē bachchō̃ kē prati bābā bōlē : 4Bāpdādā sarv bachchō̃ K|kē vartamān aur bhaviṣhya dōnō̃ K|kē antar kō dēkhtē , āj bāpdādā bachchō̃ K|kē vartamān kō dēkhtē huē harṣhit bhī hō rahē thē aur sāth-sāth kaī bachchō̃ K|kē vichitr chalan kō dēkh rahm bhī ā rahā thā - bāp kitnā śhrēṣhṭh banātē haĩ aur bachchē apnī hī thōṛī see|sī|C gaphlat karnē K|kē kāraṇ vā albēlēpan K|kē kāraṇ śhrēṣhṭh sthiti sē nīchē ā jātē haĩ . 5Āj bāpdādā viśhēṣh rūp sē bachchō̃ K|kē bhinn-bhinn prakār K|kē hansī K|kē rūp dēkh rahē thē - brāhmaṇ janm hōtē hī bāpdādā saṅgamyugī viśhva sēvā key|kī jimmēdārī kā tājdhārī banātā . 6Lēkin āj ramaṇīk khēl dēkhā - kōī-kōī tō tāj aur tilakdhārī bhī thē lēkin kōī-kōī tājdhārī kē badlē kiē huē pichhlē vā abakē bhī chhōṭē sō baṛē pāp vā chaltē-chaltē key|kī huī avagyāō̃ key|kī gaṭhrī sir par thī .
2BapDada was seeing the difference between the present and the future of all the children.
7Kōī tājdhārī tō kōī sir par gaṭhrī liē huē thē . 8Usmē̃ bhī number-vār chhōṭī baṛī gaṭhrī thī aur kōī K|kē sir par double light kē bajāē , apnē brāhmaṇ jīvan K|kē sadā trustee svarūp K|kē bajāy gr̥ihasthīpan K|kē bhinn-bhinn prakār K|kē bōjh key|kī ṭōkrī bhī sir par thī .
3On seeing the children at the present moment, BapDada was happy, and yet, at the same time, on seeing the unique behaviour of some of the children, He also felt mercy. 4Baba makes you so elevated, yet because of some small mistake; because of their carelessness, children come down from their elevated stage.
9Jiskō dēkh bāpdādā kō rahm bhī ā rahā thā - aur kyā dēkhā !
5Today, BapDada was especially looking at the various amusing forms of the children.
10Kaī bachchē anēk prakār K|kē sahaj sādhan bāp dvārā prāpt hōtē huē bhī nirantar buddhi kā connection juṭā huā na hōnē K|kē kāraṇ sahaj kō muśhkil banānē K|kē kāraṇ , anēk prakār K|kē muśhkil sādhan apnānē mē̃ thakē huē rūp mē̃ dikhāī dē rahē thē . 11Sahaj mārg kē bajāē purūṣhārth K|kē sādhan , haṭh K|kē pramāṇ use kar rahē thē . 12Aur kyā dēkhā ! 13Jaisē sūrya kē āgē bādal ānē sē sūrya chhip jātā hai aisē bār-bār māyā K|kē bādalō̃ K|kē kāraṇ kaī bachchē gyān sūrya sē kinārē hō sūrya kō pānē kē liē prayatna kartē rahtē .
6As soon as you take Brahmin birth in the confluence age, BapDada gives you the crown of serving the world.
14Kab sanmukh kab kinārē , isī khēl mē̃ lagē huē haĩ .
7However, today, Baba saw an entertaining game.
15Sāth-sāth bachchē naṭkhaṭ hōnē K|kē kāraṇ bāp K|kē yād kī gōdī sē nikal māyā key|kī dhūl mē̃ dēh abhimān key|kī smr̥iti rūpī miṭṭī mē̃ khēltē rahtē haĩ .
8Some had the crown and also their tilak, but others were carrying on their head a bundle of the big and small sins they had committed now and in the past and also the burden of their disobedience.
16Gyān ratanō̃ sē khēlnē kē bajāē miṭṭī mē̃ khēltē haĩ . 17Bāp bār-bār miṭṭī sē kinārā karātē lēkin naṭkhaṭ saṅskārō̃ K|kē kāraṇ phir bhī mailē ban jātē . 18Kōī-kōī bachchē alpkāl K|kē sukhō̃ K|kē ākarṣhaṇmay vastuō̃ key|kī ākarṣhaṇ mē̃ ākar un hī vastuō̃ mē̃ itnē busy hō jātē jō samay aur avināśhī prāpti utnā samay bhūl jātī hai . 19Phir hōśh mē̃ ātē haĩ - aisē anēk prakār K|kē vichitr rūp bachchō̃ K|kē dēkhē .
9Some were wearing a crown whereas others had a bundle on their head.
20Ab apnē āpkō dēkhō mērā rūp kaunsā hai ?
10The bundles were numberwise; some big and others small.
21Bāpdādā tō her|har bachchē kō sadā śhrēṣhṭh svarūp mē̃ dēkhnā chāhtē haĩ . 22Tāj kō , diltakhta kō chhōṛ gaṭhrī kyō̃ uṭhātē hō ?
11Instead of being doublelight, instead of constantly being a trustee in Brahmin life, some had a basket of various burdens on their head.
23Tāj achchhā vā ṭōkrī , gaṭhrī achchhī lagtī haĩ !
12On seeing this, BapDada felt mercy for them. 13What did He see?
24Tīnō̃ K|kē phōṭō sāmnē rakhō tō kaunsā chitra pasand āvēgā . 2563 janm yah sab wonderful khēl khēlē - ab saṅgamyug par kaunsā khēl khēlnā hai . 26Sabsē achchhē tē achchhā khēl hai bāp aur bachchō̃ K|kē mēlē kā khēl .
14You have been given many easy methods by the Father, but, because your intellect is not constantly linked, because you make easy things difficult, because you have adopted difficult methods, many of you have become visibly tired.
27Bāp dvārā milē huē gyān ratanō̃ sē khēlā . 28Kahā̃ ratan aur kahā̃ miṭṭī ! 29Ab kyā karnā hai ?
15Instead of experiencing this to be an easy path, some of you seemed to be having to force yourselves to use the means of effort.
30Bachpan K|kē albēlēpan K|kē vā naṭkhaṭ K|kē khēl bahut samay khēlē ab tō vānaprasth mē̃ jānē kā samay samīp ā rahā hai isliē ab in sab bātō̃ key|kī samāpti kā dr̥iṛh saṅkalp karō - sadā tāj , takht aur tilakdhārī banō . 31In tīnō̃ kā āpas mē̃ sambandh hai . 32Tilak hōgā tō tāj takht jarūr hōgā . 33Apnē śhrēṣhṭh bhāgya , śhrēṣhṭh prāptiyō̃ kō bār-bār sāmnē lāō - jab sarv prāptiyō̃ kō aur prāpt karānē vālē kō sadā sāmnē rakhē̃gē tō kabhī bhī māyā sē sāmnā karnē mē̃ kamjōr nahī̃ banē̃gē .
16What else did Baba see?
34Sirph ēk bāt yād rakhō - sarv sambandhō̃ sē her|har kārya mē̃ bāpdādā sadā sāth hai . 35Sāth chhōṛnē K|kē kāraṇ hī yah vichitr khēl khēlnē paṛtē haĩ .
17Just as the sun is hidden when clouds come in front of it, so too, because of the clouds of Maya coming again and again, many children step away from the Sun of Knowledge and then try to find the Sun again.
36Viśhva key|kī jimmēvārī uṭhānē vālē bāp kā sāth hōtē bhī apnē had key|kī jimmēvārī K|kē bōjh key|kī ṭōkrī kyō̃ uṭhātē hō ?
18Sometimes, they would be in front of the sun and sometimes, they would step away from it. 19They remain busy in playing this game.
37Kyā viśhva kā bōjh uṭhānē vālē āpkā yah chhōṭā sā bōjh nahī̃ uṭhā saktē haĩ kyā ? 38Phir bhī purānē saṅskār K|kē vaśh bār-bār bōjh bhī uṭhātē aur phir thak kar chillātē bhī haĩ ki ab hamkō chhuṛāō .
20As well as this, because some children are mischievous, they come out of Baba’s lap of remembrance and begin to play in the dust of Maya and the mud of body consciousness.
39Ēk taraph pakaṛtē haĩ dūsrē taraph pukārtē haĩ - chhōṛō tō chhūṭē - yah ēk second key|kī himmat anēk janmō̃ kē liē anēk prakār K|kē bōjh sē chhuṛā dēgī .
21Instead of playing with the jewels of knowledge, they play with mud. 22Baba moves them away from the mud again and again, but, because of their sanskars of creating mischief, they still become dirty.
40Pahalāpahalā vāydā bāp sē kyā kiyā - yād hai ? 41Mērā tō ēk dūsrā na kōī .
23Some children are attracted by attractive things that bring temporary happiness.
42Jab mērāpan hī samāpt hō gayā , ēk mērā rah gayā tō phir had key|kī jimamēvāriyō̃ kā mērāpan kahā̃ sē āyā !
24They become so engrossed in those things that for that duration they forget about the imperishable attainment of the present time.
43Dēh kā mērāpan kahā̃ sē āyā .
25Then, they later regain consciousness.
44Kamjōriyō̃ K|kē saṅskārō̃ kā mērāpan kahā̃ sē āyā - svayã kō gyānī tū ātmā kahlātē hō - gyān svarūp arthāt kahnā , sōchnā aur karnā samān hō . 45Sadā samarth hō̃ - gyānī tū ātmā kā her|har karma samarth bāp samān , saṅskār guṇ aur kartavya samarth bāp K|kē samān hō̃ - tō samarth stage par sthit hōnē vālē yah vyarth K|kē vichitr khēl nahī̃ khēl saktē . 46Sadā milan K|kē khēl mē̃ busy rahtē , bāp sē milan manānā aur aurō̃ kō bāp samān banānā - tō is varṣh kyā karē̃gē ? 4778 varṣh bhī bīt gayā - āp sab tō 76 mē̃ taiyār thē nā .
26Baba saw many unique forms of the children.
48Vināśh kē sāth sthāpanā vālē bhī taiyār thē nā - yah abhī kā tō extra time milā hai - kisliē ? 49Svayã kē prati milā hai ?
27Now check yourself to see what your form is. 28BapDada wants to see every child constantly in this elevated form.
50Is extra samay kā bhī rahasya hai - pīchhē ānē vālē ulhanā na dē̃ ki hamē̃ bahut thōṛā samay milā - jaisē saudē kē pīchhē extra rūṅg ( ghātā ) dī jātī hai - vaisē drama anusār yah samay bhī sēvā kē prati amānat rūp mē̃ milā huā hai isī amānat kō bāpdādā key|kī śhrēṣhṭh mat pramāṇ use karō - samjhā is varṣh kyā karnā hai . 51Her|har samay aur saṅkalp mē̃ svayã kō viśhva sēvā mē̃ itnā busy rakhō jō yah sab vyarth K|kē khēl svataḥ samāpt hō jāē̃ - yah result bāpdādā dēkhnē chāhtē haĩ . 52Achchhā 53Sadā saṅkalp aur second K|kē bhī trustee samajhnē vālē , ēk bāp mērā aur nahī̃ kōī mērā aisē bēhad K|kē samarth saṅkalp vālē , sadā viśhva kalyāṇ K|kē saṅkalp mē̃ busy rahnē vālē , bāp samān samarth saṅskār vālē , vyarth kō bāp kē sāth sē sadā kē liē vidāī dēnē vālē , aisē gyānī tū ātmā bachchō̃ kō bāp key|kī bār-bār badhāī hō - sāthasāth aisē takhtnaśhīn bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē .
29Why do you put aside your crown and heartthrone and carry a basket of burdens?
54Party sē mulākāt ( madrās zone )
30Do you prefer the crown, the basket or the bundle?
55Sarv kā ākarṣhaṇ bāp key|kī taraph ākarṣhit karānē kā sādhan - chamaktā huā divya sitārā :
31If all three images were placed in front of you, which of the three would you prefer?
56Āpkā divya sitārā sadā chamaktā dikhāī dē tō sitārē key|kī chamak sarv kō apnē taraph svataḥ hī ākarṣhaṇ karēgī .
32You have been playing all these wonderful games for sixtythree births. 33What game do you want to play now at the confluence age?
57Kōī bhī light key|kī vastu chaltī huī ātmāō̃ kō apnē taraph ākarṣhit jarūr kartī hai .
34The best game is the game of the children meeting the Father.
58Yah tō avināśhī sitārā hai , tō chamaktē huē sitārō̃ K|kē taraph sarv key|kī ākarṣhaṇ svataḥ hōgī .
35Play with the jewels of knowledge that you have received from the Father. 36There is such a vast difference between jewels and mud!
59Sitārō̃ key|kī taraph ākarṣhit hōnā arthāt bāp K|kē taraph ākarṣhit hōnā tō sadā anubhav kartē hō ki hamārā ātmik svarūp kā sitārā chamak rahā hai ! 60Sadā chamaktā hai vā kabhī-kabhī chamaktā hai .
37What are you going to do now? 38You have been playing childish games of carelessness and mischief for a long time. 39The time for going into the stage of retirement is now coming closer.
61Jab bāp dvārā , knowledge dvārā sitārā chamak gayā tō abhī bujh tō saktā nahī̃ lēkin camka key|kī percentage cum|kam aur jyādā hō saktī hai , uskā kāraṇ kyā ?
40Therefore, now have determination to finish all of those things. 41Become one who constantly has the crown, tilak and throne.
62Attention key|kī kamī .
42All three are deeply connected.
63Jaisē dīpak mē̃ agar sadā ghr̥it ḍāltē rahē̃ .
43If you have the tilak, you would definitely have the crown.
64Tō vah ēkras jaltā rahēgā , ghr̥it kam huā tō halchal karēgā .
44Always keep your elevated fortune and your elevated attainments in front of you.
65Aisē attention kam hō jātā hai tō percentage bhī chamak key|kī kam hō jātī . 66Isliē bāpdādā key|kī śhrēṣhṭh mat hai rōj amr̥itvēlē sārē din kē liē attention rakhō .
45When you constantly keep in front of you all your attainments and the One from whom you have attained everything, you can never become weak in facing Maya. 46Simply remember one thing.
67Rōj amr̥itvēlē apnī dincharyā kō saiṭ karō .
47BapDada is with you in all relationships and in everything you do.
68Agar kōī bhī programme saiṭ nahī̃ hōtā hai tō uskī result kyā nikaltī ?
48It is only when you let go of Baba's companionship that you end up playing these unique games.
69Saphal nahī̃ hōtā , tō yahā̃ bhī agar rōj apnī dincharyā saiṭ nahī̃ karē̃gē tō saphaltā mūrt anubhav nahī̃ kar sakē̃gē . 70Attention rahtā bhī hai , lēkin aur anḍar line karō .
49When you have the company of the Father who carries the responsibility for the whole world, why do you still carry a basket filled with the burdens of your limited responsibilities?
71Vahā̃ attention hōgā vahā̃ kisī bhī prakār kā tension nahī̃ hō saktā .
50Can the One who is carrying the burden of the whole world not carry your little burden?
72Jaisē rāt hōgā tō din nahī̃ hō saktā , tension hai rāt , attention haĩ din .
51Because you become influenced by your old sanskars, you pick up that bundle of burdens again and again.
73Tō din aur rāt dōnō̃ ikaṭṭhē nahī̃ rah saktē .
52Then, when you become tired, you cry out for liberation.
74Agar kisī bhī prakār kā tension hai tō siddha hai attention nahī̃ hai .
53On the one hand, you hold onto everything and on the other hand, you call out for liberation.
75Sādhāraṇ attention aur sampūrṇ attention mē̃ bhī antar hai .
54Once you let go, you can become free.
76Sampūrṇ attention arthāt jō bāp K|kē guṇ vā śhaktiyā̃ haĩ vah apnē mē̃ hō .
55This courage of one second frees you from all the many types of burden for many births.
77Bāp K|kē bachchē banē tō uskā proof bhī tō chāhiē nā .
56Do you remember the first promise you made to Baba?
78Sādhāraṇ attention arthāt ham haĩ hī bāp K|kē bachchē … .
57Mine is one Shiv Baba and none other.
79Agar itnē śhrēṣhṭh bāp K|kē bachchē aur śhrēṣhṭhatā na hō tō kaun mānēgā ki yah śhrēṣhṭh bāp K|kē bachchē haĩ . 80Tō jō bāp mē̃ viśhēṣhtā vahī bachchō̃ mē̃ dikhāī dē - iskō kahā jātā hai tīvr puruṣhārthī .
58When the consciousness of “mine” has finished, and only One who is yours remains, how can you have the consciousness of “mine” about limited responsibilities? 59Where did the consciousness of “mine” for your own body come from?
81Tīvr puruṣhārthī arthāt sōchnā aur karnā samān .
60Where did the consciousness of “mine” for sanskars of weakness come from?
82Plan aur practical samān .
61You call yourselves enlightened souls.
832 . āpkā svadharm hai yād aur karttavya hai sēvā : sabhī sadā yād aur sēvā isī mē̃ tatpar rahtē hō ?
62However, to be an embodiment of knowledge means that your thinking, speaking and doing are all equal and constantly powerful.
84Jō sadā yād aur sēvā mē̃ lagē huē haĩ unhō̃ sē māyā bhī sadā kē liē namaskār karkē kinārā kar lētī hai .
63Every act of an enlightened soul is as powerful as the Father's act. 64Your sanskars, virtues and task should be as powerful as those of the Father.
85Māyā bhī jāntī hai ki yah sadā busy rahnē vālē haĩ tō disturb nahī̃ kartī . 86Khālī rahnē vālō̃ kō disturb kartī haĩ .
65Those who remain stable in a powerful stage cannot engage themselves in those amazingly wasteful games.
87Tō sadā busy rahō phir māyā ā nahī̃ saktī . 88Yād sē apnā bhaviṣhya banātē , sēvā sē aurō̃ kā bhī aur apnā bhī .
66Whilst constantly remaining busy in the game of celebrating a meeting with BapDada, become equal to Baba and make others equal to the Father.
89Tō yād hī āpkā svadharm hai aur sēvā karnā hī āpkā karttavya hai .
67So what will you do this year? 68Why have you been given this extra time?
903 . chaṛhtī kalā key|kī niśhānī - sampūrṇ mañjil samīp dikhāī dē : sadā her|har karma mē̃ chaṛhtī kalā kā anubhav kartē haĩ ? 91Kadam āgē baṛhāyā arthāt chaṛhtī kalā huī .
69(For the self.) 70This extra time is also very significant; it is so that those who have come later do not complain that they received very little time.
92Her|har kadam mē̃ chaṛhtī kalā hōnē sē sampūrṇ stage tak bahut jaldī pahũch jāyēṅgē . 93Chaṛhtī kalā vālē kō sadā apnī sampūrṇ stage arthāt mañjil spaṣhṭ dikhāī dēgī .
71Just as when you buy something, you are given a little of something else free, so too, according to the drama, this extra time for service has been entrusted to you.
94Jitnā jis vastu K|kē nazdīk jātē haĩ utnā hī vah vastu spaṣhṭ dikhāī dētī hai , spaṣhṭatā hī samīpatā key|kī niśhānī hai .
72Therefore, use this treasure with which you have been entrusted according to BapDada’s elevated directions. 73Do you understand what you have to do now?
95Abhī samay hai tīvr purūṣhārth kā , dauṛ lagānē kā samay ab ā gayā , ab high jump lagāō . 96Samay cum|kam hai aur mañjil ūñchī hai .
74When you keep yourself busy in world service, at every moment and in every second, all of those wasteful games will automatically stop.
97High jump dēnē kē liē double light chāhiē .
75This is the result that BapDada wants to see. 76Achcha.
98Binā double light banē jump nahī̃ dē saktē . 994 . her|har karma kō śhrēṣhṭh banānē kā sādhan - follow father : jaisē sākār bāp kē ūpar itnī jimmēvārī hōtē huē bhī sadā double light dēkhī - uskē antar mē̃ tō āpkē pās|pass bhī tō kuchh bhī jimamēvārī nahī̃ hai , apnē kō sadā nimitt samajhkar chalō , jimmēvār bāpdādā haĩ āp nimitt haĩ , nimitt samajhkar chalnē sē double light hō jāyēṅgē . 100Bāp bhī itnī baṛī javābdārī sambhālatē huē nimitt samajhkar chalē , tō follow father .
77To those who consider themselves to be trustees at every second and in every thought; to those who maintain the powerful thought of belonging to the one Father and none other; to those who are constantly busy in thinking benevolent thoughts for world benefit; to those whose sanskars are as powerful as the Father's; to those who bade farewell to everything wasteful by constantly remaining in the Father’s company; to the children who are enlightened souls, and who remain seated on His heartthrone; to such children, BapDada’s love, remembrance and namaste.
101Her|har karma karnē K|kē pahlē caik karō ki follow father haĩ ?
78BapDada meeting a group from Nairobi:
102Issē her|har karma ati śhrēṣhṭh hōgā . 103Śhrēṣhṭh karma key|kī prālabdh automatically śhrēṣhṭh hōgī .
79Do all of you consider yourselves to be the handful of great souls from the few out of multimillions?
104Bāp kō kāpī karō tō bhī bāp samān ban jāyēṅgē . 105Samān bannē vālē hī samīp ratan bantē haĩ . 1065 . dēh sē nyārē dēhī rūp mē̃ sthit rahnē vālē hī bāp K|kē pyārē : sabhī apnē kō dēh sē nyārē aur bāp K|kē pyārē anubhav kartē hō ?
80The more you consider yourself to be an elevated soul, the more every act you do will automatically become elevated because your stage becomes equal to your awareness. 81You have already experienced this by remaining in the awareness of the body for half a kalpa.
107Jitnā dēh sē nyārē bantē jāyēṅgē utnā hī bāp K|kē pyārē banē̃gē .
82What was your stage like? 83You experienced temporary happiness and temporary sorrow.
108Bāp pyārā tab lagtā hai jab dēh sē nyārē dēhī rūp mē̃ sthit hōtē . 109Tō sadā isī abhyās mē̃ rahtē hō ?
84So, when you constantly have the awareness of soul consciousness, your stage will automatically become one of permanent happiness and peace.
110Jaisē pāṇḍavō̃ key|kī guphāyē̃ dikhātē haĩ nā , tō guphāyē̃ kōī aur nahī̃ haĩ , lēkin pāṇḍav inhī̃ guphāō̃ mē̃ rahtē haĩ . 111Isī kō hī kahā jātā hai antarmukhtā . 112Jaisē guphā K|kē andar rahnē sē bāhar K|kē vātāvaraṇ sē parē rahtē haĩ aisē anturmukhī arthāt sadā dēh sē nyārē aur bāp K|kē pyārē rahnē K|kē abhyās key|kī guphā mē̃ rahnē vālē duniyā K|kē vātāvaraṇ sē parē hōtē , vah vātāvaraṇ K|kē prabhāv mē̃ nahī̃ ā saktē . 113Jō bāp kā pyārā hōgā vah nyārā jarūr hōgā-kyōki jissē pyār hai vah jaisā hōgā vaisā hī banēgā .
85Do you have this awareness?
114Bāp sadā nyārā hai tō jō bāp kā pyārā hōgā vah bhī sadā nyārā hōgā .
86Achcha. 87Your occupation is that of a purifier, and so easily conquer Maya with this awareness.
115Tō sadā nyārē rahō yahī abhyās chaltā rahē iskē sivāē nīchē nahī̃ āō .
88All of you rivers of knowledge are constantly connected with the Ocean.
116Nairābī party sē mulākāt : sabhī apnē kō kōṭō̃ mē̃ kōī aur kōī mē̃ bhī kōī aisī mahān ātmā samajhtē hō ?
89You are the ones to whom many souls come in order to bathe in knowledge and become pure. 90So, do you constantly remain engaged in this task of purifying others?
117Jitnā apnē kō mahān arthāt śhrēṣhṭh ātmā samajhē̃gē utnā her|har karma svataḥhī śhrēṣhṭh hōgā .
91Rivers are only important when they are connected to an ocean. 92If a river does not flow into a sea or ocean, it becomes stagnant.
118Kyōṅki jaisī smr̥iti vaisī sthiti svataḥ hī hōtī hai .
93You living rivers are praised as purifiers. 94Therefore, remain occupied in your task.
119Jaisē anubhavī hō ki ādhā kalp dēh key|kī smr̥iti mē̃ rahē tō sthiti kyā rahī ?
95To remain unoccupied means to be attacked by Maya. 96To remain occupied means to be protected from Maya.
120Alpkāl kā sukh aur alpkāl kā dukh . 121Tō sadā ātmik svarūp key|kī jab smr̥iti rahēgī tō sadākāl K|kē sukh aur śhānti key|kī sthiti ban jāyēgī .
97So, do you constantly remain occupied or do you still feel mercy for that companion (Maya) you have had for such a long time that you give her a chance to come? 98One never forgets one’s occupation.
122Aisī smr̥iti rahtī hai ?
99Your occupation is that of a purifier.
123Achchhā - āpkā occupation hai patit pāvanī - is smr̥iti sē sahaj māyājīt banē̃gē : āp sab sadā sāgar sē sambandh rakhnē vālī gyān nadiyā̃ hō jismē̃ anēk ātmāyē̃ gyān snān kar pāvan bantī haĩ tō pāvan banānē key|kī sēvā mē̃ sadā tatpar rahtē hō ?
100Therefore, don’t forget your occupation! 101Don’t leave your occupation and you will be able to become a conqueror of Maya. 102Those who constantly conquer Maya are able to be seated on Baba’s heartthrone. 103To be defeated means to come off the throne.
124Nadiyō̃ kā mahatva tab hai jab sāgar sē sambandh hai , agar sāgar sē sambandh nahī̃ tō nadī bhī nālā ban jātī .
104When someone is defeated, he doesn’t receive the throne. 105So here, too, to be defeated by Maya means to come off the throne.
125Tō āp chaitanya gyān nadiyō̃ kā hī gāyan hai patit pāvanī , isī sēvā mē̃ sadā busy rahō .
106The occupation of teachers is to constantly remain a mine of contentment and to make everyone content. 107Teachers are always content.
126Māyā kā war|vār hōnā arthāt khālī hōnā . 127Busy rahnā arthāt māyā K|kē war|vār sē bach jānā .
108To be a teacher means that you are constantly engaged in serving others and making them content.
128Tō sadā busy rahtē hō yā bahut samay key|kī sāthī kē ūpar rahm ātā hai jō usē bhī chance dē dētē hō̃ !
109To the extent that you are complete, you will accordingly be able to make others the same.
129Jiskā jō occupation hōtā vah kabhī bhūltā nahī̃ .
110The speciality of teachers is to be content about everything.
130Āpkā occupation hī hai patit pāvanī tō apnā occupation na bhūlnā hai , na chhōṛnā hai tō māyājīt ban jāyēṅgē .
111Only when you are equal to the Father in His virtues and His task will you be able to remain content.
131Sadā K|kē māyājīt hī bāp K|kē diltakhtanaśhīn bantē haĩ . 132Hār khānā arthāt takht sē nīchē ānā .
112Always check that the Father’s virtues are your virtues and that the Father’s task is your task.
133Agar kōī hār khālē tō takht thōṛā hī milēgā . 134Tō yahā̃ bhī māyā sē hār khānā arthāt takht sē nīchē ānā .
113Those who check themselves in this way remain constantly content and also make others content.
135Teachers kā occupation hai sadā santuṣhṭatā key|kī khān rahnā aur sarv kō santuṣhṭ banānā : teachers tō haĩ hī sadā santuṣhṭ .
114Teachers are mines of contentment; they are always full and unending like a mine; this is the occupation of teachers.
136Teachers arthāt sarv kō santuṣhṭ banānē key|kī sēvā par upasthit .
115At the time of taking leave: 116How many 18th January anniversaries have gone by?
137Jitnā svayã sampann hōṅgē utnā aurō̃ kō bhī banā sakē̃gē .
117What is the result of all the years that have gone by?
138Teachers key|kī viśhēṣhtā hī hai her|har bāt mē̃ santuṣhṭ .
118The result required is that of transformation.
139Santuṣhṭ bhī tab rah sakē̃gē jab sadā bāp K|kē guṇō̃ aur karttavya mē̃ samān banē̃gē .
119The things of the previous year should not continue this year. 120So what newness have you brought?
140Sadā yah caik karō ki jō bāp kā guṇ vahī mērā hai , jō bāp kā karttavya vahī mērā karttavya hai .
121At the end of your visit to Madhuban, you are asked what you are leaving behind and what you are taking back with you.
141Aisē caik kar chalnē vālē sadā santuṣhṭ rahtē bhī haĩ aur sarv kō bhī banātē haĩ .
122So, too, in this year’s result, check what you have renounced and what you have attained.
142Teachers arthāt santuṣhṭatā key|kī khān . 143Sadā sampann , khān K|kē samān akhuṭ hō .
123You are celebrating the New Year, and the New Year means a year filled with newness.
144Yahī teachers kā akyūpēśan hai .
124Check amongst yourselves to see what results there are.
145Vidāī K|kē samay : kitnī 18 January ā gaī ? 14610 varṣh samāpt hō gaē uskā result kyā ?
125See to what extent you think that on the whole there has been transformation within the majority.
147Vaisē bhī 10 varṣh tō kōī cum|kam nahī̃ haĩ .
126This is why BapDada told you earlier that He would come to see the result.
148Sākār K|kē 42-43 varṣh aur avyakt K|kē 10 varṣh , tō 50 sē ūpar chalē gayē nā .
127So, what is the result? 128Service is increasing and all the serviceable souls are also progressing in their efforts.
149Tō uskī result kyā ? 150Result chāhiē - parivartan .
129When the balance is equal between the two, completion will take place.
151Jō aglē varṣh key|kī bātē̃ haĩ vah is varṣh mē̃ nahī̃ hōnī chāhiē .
130Do all of you remain happy whilst remembering your elevated fortune of the confluence age?
152Tō navīntā kyā I|āī|eye ? 153Jaisē madhuban mē̃ jō ātē haĩ unhō̃ sē pūchhtē haĩ kyā chhōṛā kyā pāyā .
131In no other age can you receive the fortune that you receive in the confluence age. 132Each second of the confluence age is extremely fortunate.
154Tō is varṣh key|kī result mē̃ bhī dēkhō kyā-kyā chhōṛā kyā pāyā .
133Each second is instrumental to create your fortune for many births.
155Kyā-kyā vardān pāyē , kyā-kyā vyarth chhōṛā . 156Dōnō̃ key|kī result dēkhō . 157New year manātē haĩ , jab varṣh nayā huā , nayā varṣh arthāt navīntā bharā huā .
134Therefore, whilst constantly remembering such an elevated fortune, see how much fortune you have within yourself and constantly dance and sing in happiness, “Wah, how wonderful is my fortune!”
158Iskī āpas mē̃ result nikālnā .
135Can your internal happiness be seen externally?
159Total mējōriṭī bhī kahā̃ tak apnē mē̃ parivartan samajhtē haĩ .
136Others who see you should experience you to have found or attained something.
160Isliē bāp-dādā nē pahlē bhī kahā ki result lēnē kē liē āyēṅgē tō vah result kyā huī ?
137Remain constantly happy in this way. 138Constantly pay attention so that Maya cannot snatch your treasure of happiness away.
161Sēvā vr̥iddhi kō pā rahī hai , sēvādhārī ātmāyē̃ svayã K|kē purūṣhārth mē̃ kyā vr̥iddhi pā rahī haĩ , dōnō̃ kā balance jab samān hōgā tab samāpti hōgī .
139Achcha. 140Blessing: May you be an embodiment of happiness and become cryproof by having all your tears dried in the heat of yoga.
162Sabhī sadā saṅgamyug K|kē śhrēṣhṭh bhāgya kō sumiraṇ kar hārṣit rahtē hō ?
141Many children say that they cry because soandso is causing them sorrow.
163Saṅgamyug kā bhāgya aur kōī bhī yug mē̃ pā nahī̃ saktē .
142However, even though the other person is giving, why do you accept that?
164Saṅgamyug kā ēk-ēk second ati bhāgyaśhālī hai .
143Their duty is to give, but you should not accept it. 144Children of God never cry.
165Ēk second kaī janmō̃ kā bhāgay banānē kē nimitt bantā hai .
145Their tears have stopped. 146There are no tears in the eyes or in the mind.
166Tō aisē śhrēṣhṭh bhāgya kō sadā yād rakhtē , andar mē̃ bhāgya kō dēkh karkē sadā khuśhī mē̃ nāchtē rahō .
147Where there is happiness, there can be no tears. 148To shed tears of love or happiness is not crying.
167Vāh mērā bhāgya - aisē andar key|kī khuśhī bāhar dikhāī dētī hai dūsrē bhī dēkhnē vālē anubhav karē̃ ki inhō̃ kō kuchh milā hai , kuchh pāyā hai .
149So, let all your tears be dried in the heat of yoga and consider all obstacles to be a game and you will then become an embodiment of happiness.
168Aisē sadā khuśh rahō . 169Sadā attention rakhō tō māyā khuśhī kā khazānā chhīn nahī̃ saktī .
150Slogan: Maintain the royalty of your purity and you will become detached from all limited attractions.
170Achchhā - ōm śhānti .
151* * * O M S H A N T I* * *