सोमवार 26 नवंबर 1979 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 126-11-79 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > Avyakt BapDada 26th November 1979
2Prīt key|kī rīti 3Bāp dādā sarv bachchō̃ key|kī yād aur pyār kā return dēnē kē liē bachchō̃ K|kē samān sākār rūp mē̃ ātē haĩ .
1Baba has entered the corporeal form and become like all his children in order to give them the return of their love and remembrance.
4Kyōṅki samān bannā hī snēh kā return hai .
2BapDada is always loving and obedient to his children.
5Bāp bachchō̃ K|kē sadā snēhī aur sadā K|kē āgyākārī haĩ .
3When children call, Baba comes and takes a similar form.
6Bachchē bulātē haĩ aur bāp ā jātē haĩ , samān ban jātē haĩ . 7Bāp parkāyā pravēśh hōkar bhī prīt key|kī rīti nibhānē ā jātē haĩ . 8Ab bachchō̃ kō kyā karnā hai ? 9Vaisē tō sab bachchē snēhī haĩ , madhuban nivāsī bannā hī snēh kā return hai .
4All the children have love for Baba also.
10Dūradūr sē bhāg ānā , yah bhī snēh hai . 11Sampūrṇ snēh kā return kyā hai ?
5When they come running from distant lands to stay in Madhuban, they are giving proof of their love.
12Snēhī tō hō . 13Sāthasāth bāp kā bhī snēh hai .
6So you have love for Baba and he has love for you.
14Sadā ēk saṅkalp hai ki sarv bachchē bāp samān ban jāē̃ . 15Jaisē bāp āp sabkē samān , snēh K|kē kāraṇ , sākār vatan nivāsī , sākār rūpdhārī ban jātē haĩ vaisē āp sab bāp-samān ākārī avyakt vatan nivāsī banō yā nirakārī bāp K|kē guṇō̃ samān sarv guṇō̃ mē̃ bhī master ban jāō . 16Iskō kahā jātā hai sampūrṇ snēh kā return . 17Aisē sampūrṇ snēh kā return dēnē vālē banē hō yā bannā hai ?
7His constant desire for all the children is that they should become equal, that is to say like Baba.
18Banē jarūr hō lēkin number-vār . 19Āj bāp-dādā sarv snēhī bachchō̃ kā khēl dēkh rahē thē . 20Kyā khēl hōgā ?
8In the same way that Baba show his love by becoming corporeal, you must show your love by becoming subtle and angelic like Baba.
21Khēl dēkhnā tō āpkō bhī achchhā lagtā hai . 22Kyā dēkhā ? 23Amr̥itbēlē kā samay thā .
9Imbibe Babas virtues and become a master of all his qualities.
24Harēk ātmā , jō pakṣhī samān uṛnē vālī hai athavā rocket key|kī gati sē bhī tēz uṛnē vālī hai , āvāz key|kī gati sē bhī tēz jānē vālī hai , sab apnē-apnē sākār sthānō̃ par , jaisē plain|plane ērōḍrōm par ā jātē haĩ vaisē sab apnē rūhānī ērōḍrōm par pahũch gayē . 25Lakṣhya aur direction sabkā ēk hī thā . 26Lakṣhya thā uṛkar bāp samān bannē kā aur direction thā ēk second mē̃ uṛnē kā . 27Kyā huā ?
10This is called giving the return of love.
28Jaisē science K|kē sādhan aeroplane jab uṛtē haĩ tō pahlē checking hōtī hai phir māl bharnā hōtā hai . 29Jō bhī usmē̃ chāhiē - jaisē petrol chāhiē , havā chāhiē , khānā chāhiē , jō bhī chāhiē , uskē bād dhartī kō chhōṛnā hōtā hai phir uṛnā hōtā hai . 30Brāhmaṇ ātmā rūpī vimān bhī apnē sthān par tō ā hī gayē . 31Lēkin jō direction thā athavā hai ēk second mē̃ uṛnē kā , usmē̃ kōī checking karnē mē̃ rah gayē .
11Today BapDada was watching the game of his loving children.
32Maĩ ātmā hū̃ , śharīr nahī̃ hū̃ - isī checking mē̃ rah gayē aur kōī gyān K|kē manan dvārā svayã kō śhaktiyō̃ sē sampann banānē mē̃ rah gayē . 33Maĩ master jñānasvarūp hū̃ , maĩ master sarvśhaktivān hū̃ - is śhuddha saṅkalp tak rahē , lēkin svarūp nahī̃ ban pāyē . 34Tō dūsrī stage bharnē tak rah gayē aur kōī phir bharnē mē̃ busy hōnē K|kē kāraṇ uṛnē sē rah gayē . 35Kyōṅki śhuddha saṅkalp mē̃ tō ramaṇ kar rahē thē lēkin yah dēh rūpī dhartī kō chhōṛ nahī̃ saktē thē .
12In the early hours of nectar, when all souls are able to fly like birds, faster even than rockets, faster than the speed of sound, all arrived at their places of departure.
36Aśharīrī stage par sthit nahī̃ hō pātē thē . 37Bahut chunē huē thōṛē sē bāp K|kē direction pramāṇ second mē̃ uṛkar sūkṣhmavatan yā mūlvatan mē̃ pahũchē . 38Jaisē bāp pravēśh hōtē haĩ aur chalē jātē haĩ , tō jaisē paramātmā pravēśh hōnē yōgya haĩ vaisē marjīvā janmadhārī brāhmaṇ ātmāyē̃ arthāt mahān ātmāyē̃ bhī pravēśh hōnē yōgya haĩ . 39Jab chāhō karmayōgī banō , jab chāhō paramdhām nivāsī yōgī banō , jab chāhō sūkṣhmavatan vāsī yōgī banō .
13Just as aircraft arrive at airports, you souls were arriving at your spiritual airports.
40Svatantr hō . 41Tīnō̃ lōkō̃ K|kē mālik hō . 42Is samay trilōkīnāth hō .
14All were aiming for the same destination and had the same set of instructions.
43Tō nāth apnē sthān par jab chāhē̃ tab jā saktē haĩ . 44Ēk second mē̃ uṛnē kā sahaj tarīkā
15The aim was to fly, the instruction was to depart in one second, and the destination was to achieve equality with Baba.
45Kaī bachchō̃ kā ēk saṅkalp pahuñchtā hai ki bāp tō nirbandhan haĩ aur hamē̃ tō dēh kā bandhan hai , karma kā bandhan hai . 46Lēkin bāp-dādā yah question pūchhtē haĩ ab tak kyā dēh sahit tyāg nahī̃ kiyā haĩ ? 47Pahlā-pahlā vāydā hai sab bachchō̃ kā ki tan-man-dhan tērā na ki mērā . 48Jab tērā hai , mērā hai hī nahī̃ tō phir bandhan kāhē kā ?
16But what happened?.....
49Yah tō loan par bāpdādā nē diyā hai . 50Āp trustee hō , na ki mālik . 51Jab marjīvā ban gayē tō 83 janmō̃ kā hisāb samāpt hō gayā .
17When the aircraft constructed by scientists are being prepared for take-off, the equipment is first checked and then supplies are loaded: food, oxygen, fuel, etc.
52Ab yah nayā 84 vā̃ janm hai .
18Only then will the aircraft take off.
53Is janm key|kī tulnā aur janmō̃ sē kar hī nahī̃ saktē hō . 54Is divya janm kā bandhan nahī̃ , sambandh hai . 55Karma bandhanī janm nahī̃ , yah karmayōgī janm haĩ .
19In the same way, the spiritual aircraft, that is the Brahmin souls, arrived at their point of departure, but disregarding their instruction to fly in one second, spent time in checking.
56Is alaukik divya janm mē̃ brāhmaṇ ātmā svatantr hai na ki partantr . 57Tērē kō mērē mē̃ lātē hō , tab partantr hōtē hō .
20Some were checking to ensure that I am a soul, not a body, and others were in the second stage of refuelling themselves: occupied in churning knowledge and filling themselves with all powers.
58Mērā pahlā hisāb , mērā pahlā saṅskār āyā kahā̃ sē ? 59Agar aisē svatantr hōkar rahō ki yah loan milī huī dēh hai tō second mē̃ uṛ saktē hō .
21There was the pure thought that I am the master embodiment of knowledge, the master almighty authority, but they did not take on these forms.
60Jō vāydē kartē hō ki jahā̃ biṭhāyēṅgē vahā̃ baiṭhē̃gē , jō kahē̃gē vah karē̃gē . 61Tō bāp key|kī bandhanī ātmā hō yā karma bandhanī ātmā hō ?
22Very few were able to follow their instructions to take off within one second, and fly to the subtle regions or to the soul world.
62Yah bhī bāp nē direction diyā hai ki karma karō . 63Āp svatantr hō , chalānē vālā chalā rahā hai , āp chal rahē hō .
23Just as Baba is able to come and go in one second, so too can Brahmin souls, the mahatmas(great souls).
64Āpkī sarasvatī mā̃ key|kī yah viśhēṣh dhārṇā thī hūkmī hukm chalāyē rahā tab number āgē lē liyā . 65Follow father aur mother . 66Māyā kā royal rūp aur us par vijay prāpt karnē key|kī vidhi 67 karmabhōg hai , karmbandhan hai , saṅskārō̃ kā bandhan hai , saṅgaṭhan kā bandhan hai - is vyarth saṅkalp rūpī jāl kō apnē āp hī emerge kartē hō aur apnē hī jāl mē̃ svayã phans jātē hō , phir kahtē hai ki abhī chhuṛvāō .
24When you desire, be a karma yogi.
68Bāp kahtē haĩ ki tum hō hī chhūṭē huē .
25When you desire, be a resident of the soul world.
69Chhōṛō tō chhūṭō . 70Ab nirbandhanī hō yā bandhanī hō .
26When you desire, be a resident of the subtle regions.
71Pahlē hī śharīr chhōṛ chukē hō , marjīvā ban chukē hō . 72Yah tō sirph viśhva key|kī sēvā kē liē śharīr rahā huā hai , purānē śharīrō̃ mē̃ bāp śhakti bhar kar chalā rahē haĩ . 73Zimmēvārī bāp kī hai , phir āp kyō̃ lē lētē hō . 74Zimmēvārī sambhāl bhī nahī̃ saktē hō lēkin chhōṛtē bhī nahī̃ hō .
27The choice is yours.
75Zimmēvārī chhōṛ dō arthāt mērā-pan chhōṛ dō . 76Mērā purūṣhārth , mērā invention , mērī service , mērī touching , mērē guṇ bahut achchhē haĩ , mērī haiṇḍaliṅg-pôvar bahut achchhī hai . 77Mērī nirṇay śhakti bahut achchhī hai . 78Mērī samajh hī yathārth hai .
28At this time you are master of the three worlds.
79Bākī sab misaanḍarasṭainḍiṅg mē̃ haĩ . 80Yah mērā-mērā āyā kahā̃ sē ?
29A master can return home whenever he chooses.
81Yahī royal māyā hai , issē māyājīt ban jāō tō second mē̃ prakr̥iti jīt ban jāvēṅgē . 82Prakr̥iti kā ādhār lē̃gē lēkin adhīn nahī̃ banē̃gē . 83Prakr̥itijīt hī viśhva jīt va jagatjīt hai .
30The thought of some children reaches Baba..Baba is totally free from the bondage of the body, whilst we still have bondage of the body and of karma accounts!.
84Phir ēk second kā direction aśharīrī bhav kā sahaj aur svataḥ hō jāvēgā . 85Khēl kyā dēkhā .
31However, Baba asks a question: have you not yet renounced everything including your body?
86Tērē kō mērē banānē mē̃ baṛē hōśhiyār haĩ . 87Jaisē jādū mantra sē jō kōī kārya kartē haĩ tō patā nahī̃ paṛtā ki ham kyā kar rahē haĩ .
32This is the first promise of all children, that body, mind, and wealth are all yours and not mine.
88Yah royal māyā bhī jādū-mantra kar dētī haĩ jō patā hī nahī̃ paṛtā ki ham kyā kah rahē haĩ .
33If it is mine and not yours then how can there be this bondage? 34BapDada has merely given this on loan.
89Ab kyā karē̃gē ? 90Ab karma bandhanī sē karma yōgī samjhō .
35You are trustees for this and not the owners.
91Anēk bandhanō̃ sē mukt ēk bāp K|kē sambandh mē̃ samjhō tō sadā ever-ready rahē̃gē . 92Saṅkalp kiyā aur aśharīrī banā , yah practice karō .
36If there has been a living death and rebirth, the account of 83 births is closed, and the new 84th birth is taken.
93Kitnā bhī sēvā mē̃ busy hō̃ , kārya key|kī chārō̃ ōr key|kī khīñcatān hō , buddhi sēvā K|kē kārya mē̃ ati busy hō - aisē time par aśharīrī bannē kā abhyās karkē dēkhō . 94Yathārth sēvā kā kabhī bandhan hōtā hī nahī . 95Kyōṅki yōg yukta , yuktiyukt sēvādhārī sadā sēvā kartē bhī uparām rahtē haĩ . 96Aisē nahī̃ ki sēvā jyādā hai isliē aśharīrī nahī̃ ban saktē .
37This birth can be compared with no other.
97Yād rakhō mērī sēvā nahī̃ bāp nē dī hai tō nirbandhan rahē̃gē .
38In this divine birth there is no bondage, only relationship.
98 trustee hū̃ , bandhan mukt hū̃ aisī practice karō .
39This is not a birth of karma bondage, but of karma yoga.
99Ati K|kē samay ant key|kī stage , karmātīt avasthā kā abhyās karō tab kahē̃gē tērē kō mērē mē̃ nahī̃ lāyā hai . 100Amānat mē̃ khyānāt nahī̃ kī hai samjhā , abhī kā abhyās kyā karnā hai ? 101Jaisē bīch-bīch mē̃ saṅkalpō̃ key|kī traffic kā control kartē hō vaisē ati K|kē samay ant key|kī stage kā anubhav karō tab ant K|kē samay pass with honour ban sakē̃gē . 102Aisē sadā bandhan mukt , bāp-samān jab chāhē̃ prakr̥itijīt , saṅkalp aur saṅskār mē̃ bhī trustee sadā dēh key|kī smr̥iti sē bhī uparām , aisē viśv-upakārī viśhva-kalyāṇakārī bachchō̃ kō bāp-dādā kā yād , pyār aur namastē .
40In this divine spiritual birth, the brahmin soul is free and independent.
103Party kē sāth 104Avyakt bāp-dādā key|kī mulākāt ( bāmbē aur pūnā zone )
41Only when you change yours to mine do you fall back into dependance and bondage again.
105Svayã dvārā bāp kā sākṣhātkār karānē kē liē mastak par bhāgya kā sitārā sadā chamaktā rahē 106Sadā apnē mastak par bhāgya kā sitārā chamaktā huā dikhāī dētā hai ? 107Yā sitārē key|kī chamak kē āgē kabhī-kabhī māyā K|kē bādal bhī ā jātē haĩ ? 108Agar bādal hōtē haĩ tō sitārē chhip jātē haĩ aur bādal nahī̃ hōtē tō bahut sundar chamaktē rahtē haĩ .
42How is the first sanskar created?
109Aisē āpkē bhāgya kā sitārā sadā chamaktā hai yā bādal ā jātē haĩ ? 110Brāhmaṇ banē aur sitārā chamkā|chamakā , lēkin sitārē kē āgē bādal na āē̃ .
43By remaining free, independent, and in the consciousness that this body is only taken on loan. in this way you can fly in one second.
111Sitārē key|kī chamak chhipnē na dē̃ , yah hai attention . 112Jaisē phōṭō nikāltē haĩ , agar bādal āgē ā jāē̃ tō phōṭō ṭhīk nikalēgā ?
44You have given the promise that wherever you sit me, there I will remain; whatever you ask of me will be done.
113Features hī nahī̃ dikhāī dēgē , aisē hī agar chamaktē huē sitārē kē āgē bādal ā jāē̃ tō sākṣhātkār kaisē karāēṅgē .
45So are you a soul in bondage of karma accounts, or a soul who is in bondage of Baba?
114Āp tō bāp kō pratyakṣha karānē vālē arthāt svayã dvārā bāp kā sākṣhātkār karānē vālē hō . 115Bādalō̃ K|kē bīch sē kaisē sākṣhātkār hōgā ? 116Tō sākṣhātkār kab karāyēṅgē ?
46Baba has given directions that action must be performed, but there should be the feeling that it is the lord and master who is inspiring us to move.
117Kyā jab vināśh hōgā tab , abhī hī aisā bannā paṛēṅgā agar bahut samay kā bādalō̃ kō dūr karnē kā abhyās nahī̃ hōgā tō bādal bhī usī samay last ghaṛī āyēṅgē . 118Sākṣhātkār kē liē khaṛē hō̃ aur bādal ā jāē̃ tō sārā programme hī upset hō jāyēgā . 119Ab aisē abhyāsī banō jō dūr sē hī bādal bhāg jāē̃ . 120Jaisē science K|kē sādhan tūphān kō , pahāḍō̃ K|kē rāstē kō change kar saktē haĩ nā .
47You are moving, but only through his inspiration.
121Vah science tō apūrṇ hai . 122Science kabhī sampūrṇ hō nahī̃ saktī kyōṅki manuṣhya-mat hai .
48This was the special dharna(imbibing) of your Mama, Saraswati.
123Kabhī nīchē kabhī ūpar hōtī rahtī hai . 124Tō unlawful hō gaī nā .
49The soul moves only on the strength of srimat(supreme directions).
125Bāp key|kī śhrī mat par chalnē vālē tō jō chāhē̃ vah kar saktē haĩ . 126Tō vighnō̃ kō dūr karnē kā bahut samay kā abhyās chāhiē . 127Purūṣhārth tō sab kar rahē hō lēkin purūṣhārth key|kī speed kaun-sī hai ? 128Puruṣhārthī hū̃ , ismē̃ khuśh nahī̃ hōnā lēkin kis speed kā purūṣhārth hai ?
50It was on the basis of this that she gained top place.
129Kām hō ēk second kā āp karō dō ghaṇṭē mē̃ , tō time tō pūrā hō jāyēgā nā . 130Praśhnō̃ kā uttar ṭhīk dē lēkin time par na dē tō pās|pass hōṅgē yā fail ? 131Chal rahē haĩ , kar rahē haĩ issē abhī kām nahī̃ chalēgā . 132Ismē̃ bhī khuśh hō jānā ki rōz class tō kartē haĩ , regular pankcual haĩ , sēvā bhī kartē haĩ lēkin jō bāp kā direction hai - nirantar yōgī , sahajyōgī - usmē̃ regular aur pankcual banō .
51So follow the father and the mother.
133Bāp kē pās vah present mark paṛēgī nā . 134Uskī bhī marks miltī haĩ lēkin number āgē tō isī present mark sē banē̃gē . 135Kaun-sī mālā mē̃ ānē vālē hō ?
52What happens is that you yourselves emerge a net of waste thoughts: this is the settling of karma accounts; this is the bondage of sanskars.
136Agar kabhī-kabhī isī sthiti mē̃ sthit rahtē hō tō kabhī-kabhī pūjnē vālī mālā mē̃ āyēṅgē , pīchhē kā manakā banē̃gē . 137Mātāē̃ kaun-sī sēvā karē̃gī ?
53Having spread this net, you become entangled in it, and then call out free me.
138Sab number ban jāyēṅgī ? 139Number one bhī group banēgā . 140Jitnā service karō utnā hī lākh guṇā , padam guṇā hōkar milēgā .
54Baba replies: you are already free - let go of the net and you will find yourself liberated.
141Isliē yah saṅgamyug hai karnē aur pānē kā . 142Abhī-abhī karnā , abhī-abhī pānā .
55The body has been renounced, there has been the living death.
143Pravr̥itti mē̃ rahtē bhī double sēvā karō , hainḍas bhī ban jāyēṅgē aur centre bhī khul jāyēṅgē . 144Surrender hainḍas tō cum|kam hī haĩ , vah chakkar lagātē rahē̃ lēkin sambhālnē vālē pravr̥itti vālē hō̃ , aisē bhī centre khul saktē haĩ . 145Agar bachchō̃ kā , gr̥ihasthī kā jhañjhaṭ hai tō kamrā alag lēkar sambhālō . 146Agar bacacō̃ ādi key|kī khiṭ-khiṭ nahī̃ hai , kōī vighn-rūp nahī̃ haĩ tō ghar mē̃ bhī centre sambhālō .
56The body remains now only for the service of the world.
147 ( paristhitiyā̃ ānā bhī good-luck hai kyōṅki issē foundation mazbūt hōtā hai ) :
57Baba is filling power in these old bodies now and takes up responsibility for their functioning.
148Sadā achal-aḍōl rahtē hō ? 149Kalp pahlē bhī rāvaṇ sēnā nē hilānē key|kī kōśhiśh key|kī lēkin aṅgad achal rahē .
58When this is rightly Babas responsibility why do you take all the burden upon yourself?
150Paristhitiyā̃ āyēṅgī aur chalī jāyēṅgī , svasthiti sadā āgē baṛhāyēgī . 151Paristhiti kē pīchhē bhāgnē sē svasthiti chalī jāyēgī .
59Although you are not able to fulfil this responsibility, still you are not prepared to renounce it!
152Kōī bhī paristhiti āyē tō āp high jump dō , issē pār hō jāyēṅgē . 153Paristhiti ānā bhī good-luck hai .
60So now renounce this responsibility, that is, renounce the consciousness of my.
154Yah paper foundation kō mazbūt karnē kā sādhan hai . 155Yah niśhchay kō hilākar dēkhnē kē liē ātē hai .
61Conquer Maya in this way and you will be able to conquer matter, to utilise matter without coming into its bondage.
156Ēk bārī aṅgad samān mazbūt hō jāyēṅgē tō yah namaskār karē̃gē .
62Only the one who conquers matter can become the conqueror of the world.
157Pahlē vikarāl rūp sē āyēṅgē aur phir dāsī rūp sē āyēṅgē . 158Challenge karō ham mahāvīr haĩ .
63Then the instruction to remain stable in the bodiless stage can be carried out instantly and with great ease.
159Pānī kē ūpar lakīr ṭhahartī hai kyā ? 160Āp master gyān sāgar K|kē upar kōī paristhiti war|vār kar nahī̃ saktī .
64So Baba was watching the game of the children very cleverly transforming yours into mine.
161Lakīr ḍāl nahī̃ saktī . 1623 - ēk ras sthiti banānē kā sādhan - ēk bal ēk bharōsā : sadā ēk bal ēk bharōsā isī lagan mē̃ rahtē hō !
65Maya, in its royal form, casts a spell over the soul, and the soul itself remains totally unaware of what is happening.
163Jō sadā ēk bharōsē mē̃ rahē haĩ vahī sadā ēkras rahtē haĩ . 164Aur kōī bhī ras aisī ātmāō̃ kō ākarṣhit nahī̃ kar saktā .
66Now liberate yourself from the numerous bonds and come into the relationship of the one Baba, and in this way you will remain ever-ready for takeoff.
165Aisī ātmāyē̃ sadā svayã bhī light hāūs ban nirvidhna hōkar chaltī haĩ aur anēkō̃ kē nimitt rāstā dikhānē vālī bantī haĩ . 166Tō rōz kitnī ātmāō̃ kō light house bankar rāstā dikhātē hō ? 167Yahī brāhmaṇō̃ kā kartavya hai , yahī dhandhā athavā vyavahār hai . 1684 - anubhavī mūrt K|kē dvārā bāp key|kī sūrat key|kī pratyakṣhatā - sadā bāp K|kē guṇō̃ mē̃ anubhav mūrtta hō ?
67The thought emerges, and instantly you become bodiless.
169Jō bāp K|kē guṇ gātē hō un sabkē anubhavī hō nā ? 170Ānand kā sāgar bāp hai tō usī ānand K|kē sāgar key|kī laharō̃ mē̃ laharānē vālē anubhavī mūrtta . 171Jō sadā sarv guṇō̃ K|kē anubhavī haĩ aisē anubhavī mūrt dvārā bāp key|kī sūrat pratyakṣha hōtī hai . 172Āp sab bāp kō pratyakṣha karnē vālē hō .
68Rehearse this, especially when you are busy.
173Itnē mahān hō jō param ātmā kō bhī pratyakṣha karnē vālē hō . 174Harēk key|kī sūrat sē bāp K|kē guṇ dikhāī dē̃ . 175Jō bhī samparka mē̃ āyē usē ānand , prēm , sukh sab guṇō̃ key|kī anubhūti hō . 1765 - pīchhē ānē vālō̃ kā bhāgya bhī cum|kam nahī̃ , bahut śhrēṣhṭh hai - kaisē ?
69Stay in the consciousness that you are a trustee, liberated from bondage.
177Pīchhē ānē vālē banī banāī par āyē haĩ . 178Jaisē dādē paradādē bīj ḍāltē haĩ aur pautrē dhautrē khātē haĩ . 179Tō pīchhē ānē vālē phal khānē vālē haĩ . 180Abhī kitnē achchhē sādhan , kitnē achchhē sthān banē banāyē milē haĩ .
70Achcha, to such souls who remain constantly free from bondage, and who like Baba utilise matter when they choose to, who are conquerors of matter, trustees of thoughts and sanskars, who are beyond consciousness of the body.... to such world benefactors, BapDadas love, remembrance and namaste.
181Manthan karnē vālē dūsrē haĩ āp makkhan khānē vālē hō . 182Isliē sadā khuśh hō . 183Sadā apnē bhāgya kō aur dēnē vālē dātā kō yād rakhō . 184Bāpdādā sadā kahtē haĩ chhōṭē subhānaallā hōtē haĩ arthāt samān allāh .
71* * * O M S H A N T I * * *