बुधवार 28 नवंबर 1979 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 128-11-79 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 18/10/98 Om Shanti Avyakt BapDada Madhuban 28/11/79

2Pravr̥itti mē̃ rahtē bhī nivr̥itti mē̃ kaisē rahē̃  ?

1How to remain free whilst living at home with your family.

3Āj bāp-dādā apnē kalp pahlē vālē sikīladhē kōṭō̃ mē̃ sē kōī , bāp kō jānnē aur varsā pānē vālē kisī viśhēṣh group kō dēkh rahē thē .

2Today, BapDada was seeing a particularly special group of His long­lost and now­found children of the previous kalpa. 3Out of multimillions, they are the few from the handful who know the Father and claim their inheritance from Him.

4Kaunn-sā group hōgā  ?

4Which group would that be?

5Āj viśhēṣh pravr̥itti mē̃ rahnē vālē bachchō̃ kō dēkh rahē thē .

5Today, Baba was specially observing the children who live at home with their family.

6Chārō̃ ōr bachchō̃ key|kī pravr̥itti K|kē sthān bhī dēkhē . 7Vyavahār K|kē sthān bhī dēkhē .

6He also observed the homes of all the families. 7He looked at the places where they interact with one another.

8Parivār bhī dēkhē aur āj key|kī tamōguṇī prakr̥iti aur paristhitiyō̃ kā prabhāv kyā-kyā paṛtā hai , rājya kā prabhāv kyā-kyā paṛtā hai yah hāl-chāl dēkh rahē thē .

8Whilst observing the families, Baba also saw what influences there are of the impure elements and the adverse situations, and what influences there are of the kingdom.

9Dēkhtē-dēkhtē kaī bachchō̃ key|kī kamāl bhī dēkhī ki kaisē pravr̥itti mē̃ rahtē huē bhī nivr̥itt rahtē haĩ .

9Whilst observing this, Baba also saw the wonders of some children, of how they remained unattached whilst living at home with their families.

10Pravr̥itti aur nivr̥itti dōnō̃ kā balance rakhnē vālē bahut achchhā śhrēṣhṭh part bajā rahē haĩ .

10Those who can balance their freedom with their family life are playing a very good and elevated part.

11Sadā bāp K|kē sāthī aur sākṣhī hō bahut achchhā part bajātē , viśhva kē āgē pratyakṣha pramāṇ banē huē haĩ .

11They play their part very well with Baba as their constant Companion and by remaining detached observers, they have become examples in front of the world.

12Sadā bāp kī yād key|kī chhatrachhāyā K|kē andar kisī bhī prakār key|kī māyā K|kē war|vār sē va māyā K|kē anēk ākarṣhaṇ sē sadā safe rahnē vālē haĩ .

12Because they constantly stay under the canopy of protection of Baba’s remembrance, they remain constantly protected from any type of war that Maya can wage and any type of Maya’s attractions.

13Aisē viśhva sē nyārē aur nirālē bachchō̃ kō dēkh kar bāp bhī bachchō̃ K|kē guṇ gātē haĩ .

13When Baba sees such spiritual and special children, He constantly sings songs of their praise.

14Kaī aisē bachchē dēkhē jō rahtē pravr̥itti K|kē sthān par haĩ .

14Baba also saw some other children who live at home with their family.

15Lēkin sachchē bachchē hōnē K|kē kāraṇ sāhēb un par sadā rāzī rahtē haĩ .

15Because the children have an honest heart, the Lord is always pleased with them.

16Nyārē aur pyārē K|kē rāz kō jānnē K|kē kāraṇ sadā svayã bhī svayã sē rāzī rahtē haĩ .

16Because they know the secret of remaining loving and detached, they are always happy with themselves and also keep their families happy.

17Pravr̥itti kō bhī rāzī rakhtē haĩ .

17BapDada too is always happy with them.

18Sāth-sāth bāp-dādā bhī sadaiv un par rāzī rahtē haĩ . 19Aisē svayã kō aur sarv kō rāzī rakhnē vālē rāz yukta bachchō̃ kō kabhī bhī apnē prati va anya kisī kē prati kisī kō kāzī banānē key|kī zarūrat nahī̃ rahtī .

18Children who are raazyukt (one who understands all secrets) and who constantly keep themselves and everyone else happy don’t need to hire a counsellor (kaazi) either for themselves or for others. 19They have nocase in which they would need to have a counsellor.

20Kyōṅki case hī nahī̃ jō kāzī banānā paṛē . 21Kaī bār sunā hai nā ‘ ‘ miyā bībī rāzī tō kyā karēgā kāzī . 22Apnē hī saṅskārō̃ K|kē case apnē pās|pass bahut hōtē haĩ , jis par apnē andar hī bahas chaltī rahtī hai .

20Many times, you would have heard the saying: “When the husband and wife are happy together, what can a third person do?” You must have experienced many cases where your own sanskars argue with yourself; where they keep a debate going on within yourself. “Is this right or wrong? 21Should this happen or not?

23Right hai yā wrong hai , hōnā chāhiē yā nahī̃ hōnā chāhiē , kahā̃ tak hōnā chāhiē , yah bahas chaltī rahtī hai .

22How far should this happen?” This debate would constantly go on inside you. 23When you are not able to decide for yourself, you have to make someone else your officer.

24Aur jab apnē āp phaislā nahī̃ kar pātē tō dūsrō̃ kō kāzī banānā paṛtā hai .

24For some, it would be for a small matter and for others, it would be for a big matter.

25Phir kisī key|kī chhōṭī bāt hōtī hai , kisī key|kī lambī hōtī hai . 26Agar bāp aur āp dōnō̃ milkar phaislā kar dō tō second mē̃ samāpt hō jāē .

25However, if you and the Father were to make the decision together, everything would be finished within a second, and there would then be no need to have a counsellor, a judge or a lawyer.

27Aur kisī kō kāzī yā vakīl yā judge banānē key|kī zarūrat hī nahī̃ . 28Āg phailāyī nahī̃ jātī bujhāī jātī hai .

26One of the laws of a family is that when something happens in a family, the parents would not allow the news of it to reach their children.

29Pravr̥itti kā kāydā hōtā hai ki agar kōī bhī bāt pravr̥itti mē̃ hōtī hai tō mā̃-bāp bachchō̃ tak bhī pahuñchnē nahī̃ dētē haĩ  ! 30Vahā̃ hī spaṣhṭ kar samā dētē haĩ arthāt samāpt kar dētē haĩ .

27They would discuss it amongst themselves, and they bury it or accommodate it within themselves. 28If the news of the situation reached a third person, it would definitely spread, and the more something spreads, the more damage it causes.

31Agar tīsrē tak bāt gaī tō phailēgī zarūr .

29The more a physical fire spreads, the more damage it would cause.

32Aur jitnā kōī bāt phailtī hai utnā baṛhtī hai .

30All these small matters are like fires of the different vices.

33Jaisē sthūl āg jitnī phailēgī utnā nuksān karēgī .

31A fire would be extinguished there and then, and not allowed to spread.

34Yah bhī chōṭīmōṭī bātē̃ bhinn-bhinn prakār K|kē vikārō̃ key|kī āg hai . 35Āg kō vahā̃ hī bujhāyā jātā phailāyā nahī̃ jātā .

32In your family, only you and the Father should know about anything that happens; it should not reach a third person even though that one may be close, and even within the family.

36Pravr̥itti mē̃ bāp aur āp K|kē sivāē tīsrī samīp ātmā arthāt parivār key|kī ātmāō̃ mē̃ bhī bāt phailnī nahī̃ chāhiē .

33Husband and wife should become happy with one another. 34To become upset (naraaz) is the result of not knowing the secret (raaz).

37Miyā̃ bībī rāzī hō jāō . 38Nārāz arthāt rāz kō na jānnē K|kē barābar .

35It is when you haven’t understood the secrets of knowledge that you become upset, either with yourself or with others.

39Kōī-na-kōī gyān kā rāz miss kartē hō tab nārāz hōtē hō .

36When you hire a lawyer, a small matter becomes a big case.

40Chāhē svayã sē yā dūsrō̃ sē . 41Tō vakīl karnē sē vahī chhōṭī bāt baṛā case ban jātī hai .

37Therefore, to relate anything to a third person means to spread the things of your own household outside.

42Isliē tīsrē kō sunānā arthāt ghar key|kī bāt kō bāhar nikālnā .

38In the world nowadays, all the big legal cases are printed in the newspapers.

43Jaisē āj kal key|kī duniyā mē̃ jō baṛē case hōtē haĩ vah akhbār tak phail jātē haĩ tō yahā̃ bhī brāhmaṇ parivār K|kē akhbār mē̃ paṛ jātē haĩ .

39Here too, they appear in the newspapers of the Brahmin family. 40Therefore, why don’t you resolve it between yourselves? 41Between just you and the Father, no third person should know anything of it.

44Tō kyō̃ nahī̃ āpas mē̃ phaislā kar lō .

42Some children have a thought that reaches Baba.

45Bāp jānē aur āp jānē̃ tīsrā kōī nahī̃ . 46Kōī-kōī bachchō̃ kā saṅkalp pahuñchtā hai ki ‘ ‘ miyā̃ bībī tō ṭhīk lēkin miyā̃ nirākār aur bībī sākār tō male|mail|mēl kam hōtā hai .

43They think that it’s fine for Husband and wife to settle everything, but sometimes, because the Husband is incorporeal and the wife is corporeal, they don’t get on so well, and this is why sometimes there is a meeting and sometimes there isn’t.

47Isliē kabhī milan hōtā hai kabhī nahī̃ hōtā hai - kabhī rūh-rūhān pahũchtī hai kabhī nahī̃ pahũchtī arthāt response nahī̃ miltā hai . 48Isliē kāzī karnā paṛtā hai .

44Sometimes, the heart­to­heart conversation reaches Baba and sometimes it doesn’t, that is, sometimes you don’t receive anyresponse, and this is why you have to have a counsellor.

49’ ’ lēkin miyā̃ aisē milā hai jō bahurūpī hai .

45However, you have found the Husband who has many forms.

50Jō rūp āp chāhō tō ēk second mē̃ jī hazūr kah hāzar hō saktē haĩ lēkin āp bhī bāp samān bahurūpī banō . 51Jaisā dēśh vaisā bhēṣ

46Whatever form you want Him to have, He can present Himself within a second in front of you in that form. 47However, you too have to become equal to the Father and adopt many forms.

52Bāp tō ēk second mē̃ āp kō uṛākar vatan mē̃ lē jāvēṅgē , bāp vatan sē ākār mē̃ ātē haĩ , āp sākār sē ākār mē̃ āō . 53Milnē K|kē sthān par tō pahũcō̃ .

48Baba can make you fly and take you with Him to the subtle region within a second. 49Baba comes from the incorporeal world into the subtle world, and so you too can come from the corporeal to the subtle world.

54Sthān bhī tō aisā baṛhiyā chāhiē nā  !

50At least reach the venue! 51The venue also has to be beautiful.

55Sūkṣhma vatan ākārī vatan milnē kā sthān hai .

52The subtle region, the angelic region, is the venue.

56Samay bhī fix hai , ēpvāiṇṭamēṇṭ bhī hai , sthān bhī fix hai , phir kyō̃ nahī̃ milan hōtā  ?

53The time for you is fixed; you’ve made theappointment; the venue is fixed; so, why does the meeting not take place?

57Sirph galatī|galtī kyā kartē hō ki miṭṭī kē sāth vahā̃ ānā chāhtē hō .

54The only mistake you make is that you want to take your clay with you.

58Yah dēh miṭṭī hai .

55Your body is clay.

59Jab miṭṭī kā kām karnā hai tab karō .

56When you have to work with your clay, then do so!

60Lēkin milnē K|kē samay is dēh K|kē bhān kō chhōṛnā paṛē . 61Jō bāp key|kī dress vah āp key|kī dress hōnī chāhiē .

57However, at the time of the meeting, you have to renounce the consciousness of your body, and put on the same dress as the Father wears.

62Samān hōnā chāhiē nā  !

58You have to be equal.

63Jaisē bāp nirākār sē ākārī vastra dhāraṇ kartē haĩ . 64Ākārī aur nirākārī bāp-dādā ban jātē haĩ - āp bhī ākārī phariśhtā dress pahan kar āō .

59Because Baba is incorporeal He adopts an angelic costume, and so the angelic one and the Incorporeal One together become BapDada. 60You too have to put on your angelic dress and come here.

65Chamkīlī dress pahan kar āō , tab milan hōgā .

61Only when you wear your shiningdress will the meeting take place.

66Dress pahannā nahī̃ ātā hai kyā  ?

62Do you not know how to put on thisdress?

67Dress pahanō aur pahũch jāō yah aisī dress hai jō māyā K|kē water yā fire proof hai .

63As soon as you put on this dress, you can reach here. 64This dress iswaterproof and fireproof against any form of Maya.

68Is purānī duniyā K|kē vr̥itti aur vibration proof hai .

65It has also been madeproof against the attitudes and vibrations of this old world.

69Itnī baṛhiyā dress āpkō dī hai phir vah ēpvāiṇṭamēṇṭ K|kē time par bhī nahī̃ pahantē .

66You have been given such a beautifuldress, and yet you don’t put it on when you have your appointment!Do you love your old dress more?

70Purānī dress sē jyādā prīt hai kyā  ?

67It looks very nice if both are wearing a shining dress when you are in the region of light.

71Jab dōnō̃ samān chamkīlī dress vālē hōṅgē aur camakīlē vatan mē̃ hōṅgē tab achchhā lagēgā .

68The couple would not seem well matched if one were wearing an old dress and the other one wearing a shining dress.

72Ēk purānī dress vālā aur ēk chamkīlī dress vālā , jōṛī mil nahī̃ saktī , is liē anubhav nahī̃ hōtā .

69It is because of this that you experience a meeting. 70The oldvibrations interfere and this is why you don’t receive any responseto your heart­to­heart conversation.

73Purānē vibrations interfere kar dētē haĩ . 74Isliē āpsī rūh-rūhān kā response nahī̃ miltā hai .

71It is because you are not able to understand clearly that you take some temporary support of others.

75Clear samajh mē̃ nahī̃ ātā . 76Isliē aurō̃ kā alpkāl kā sahārā lēnā paṛtā hai . 77Kāzī kō chhōṛō aur rāzī hō jāō

72In fact, this relationship of Husband and wife should be so close and loving that you would be able to understand everything just through signals.

78Vaisē yah miyā̃ bībī kā nātā itnā snēhī aur samīp kā hai jō iśhārē sē bhī samajh lē̃ .

73Even more subtle than signals, you should be able to understand one another through your thoughts. 74Such should be your relationship of love!

79Iśhārē sē bhī sūkṣhma saṅkalp mē̃ hī samajh lē̃ .

75Then, why do you allow a third person to come between you?

80Yah aisā prīt kā nātā hai . 81Phir bīch mē̃ tīsrē kō kyō̃ ḍāltē hō  ?

76To allow a third person to interfere means towaste your time and energy.

82Tīsrē kō ḍālnā arthāt apnī inarjā aur time kō west|waste karnā .

77Yes, you can tell another person what your heart­ to­heart conversation was like.

83Hā̃ , yah rūh-rūhān karō ki mērā milan kaisē huā , mērī rūh-rūhān kyā huī , ham-śarīk sahyōgī ban āpas mē rūh-rūhān karō .

78You can co­operate with one another on this level and share yor experiences with one another, but you mustn’t have a heart­to­heart conversation with a third person you have made your counsellor.

84Kāzī banā K|kē rūh-rūhān nahī̃ karō .

79Don’t talk to one another as though you have acase.

85Case lēkar rūh-rūhān nahī̃ karō - tō kāzī kō chhōṛ dō aur rāzī hō jāō .

80So, let go of the counsellor and make it up with one another and become happy.

86Jab pasand kar liyā phir bīch mē̃ kisī kō kyō̃ ḍāltē hō  ?

81Since you have chosen your Partner, why do you allow a third person to come between you?

87Bīch mē̃ ḍāltē hō tō bīch bhãvar mē̃ ā jātē hō . 88Bachānē key|kī mēhnat phir bhī miyā̃ kō hī karnī paṛtī hai isliē viśhva-kalyāṇ kā kārya rah jātā hai .

82When you allow someone else to come between you, you end up nowhere, in the middle of the ocean. 83Then, because your Husband has to make effort to save you, the task of world transformation has to wait.

89Phir pūchhtē haĩ vināśh kab hōgā  ?

84Then you ask when destruction will take place!

90Ab bībiyā̃ taiyār hī nahī̃ tō vināśh kyā karē .

85Since you wives are not yet ready, how can destruction take place?

91Samjhā , vināśh kyō̃ nahī̃ hō rahā  ?

86Do you now understand why destruction is not taking place?

92Ḍrē̃s kā parivartan karnē nahī̃ ātā tō viśhva kō kaisē parivartan karē̃gē .

87When you don’t even know how to change yourdress, how are you going to change the world? 88Achcha.

93Achchhā , ab pravr̥itti vālō̃ kā hall|hāl - chāl phir sunāvēṅgē .

89Baba will tell you about the condition of the householders at some other time.

94Āj tō āp key|kī pravr̥itti kā hall|hāl sunāyā .

90Today, Baba spoke to you of your internal household.

95Aisē sadā rāz yukta , yuktiyukt , sadā samīp sambandh mē̃ rahnē vālē , sadā rāzī rahnē vālē aur sarv kō rāzī rakhnē vālē , sadā milan manānē vālē , aisē sadā bāp K|kē sāthī aur sākṣhī bachchō̃ kō bāp-dādā kā yād-pyār aur namastē .

91To those who are constantly raazyukt and yuktiyukt and who always have a close relationship; to those who are constantly happy and keep others happy; to those who are constantly able to celebrate a meeting; to the children who are detached observers and Baba’s companions, BapDada’s love, remembrance and namaste.

96Teachers kē prati avyakt mahāvākya  : teachers arthāt bāp samān sarvaśhrēṣhṭha ātmāyē̃ .

92Elevated avyakt versions of BapDada for the teachers: 93Teachers are the most elevated souls and are equal to the Father.

97Teachers kō her|har varṣh kōī nayā plan banānā chāhiē .

94Teachers should make a new plan every year.

98Sēvā K|kē plan tō students bhī banātē haĩ . 99Lēkin teachers kō viśhēṣh kyā karnā hai  ?

95Even students are able to make service plans, so what do the teachers especially have to do?

100Ab aisā apnā saṅgaṭhan banāō jō sabkē mukh sē yah nikalē ki yah anēk hōtē bhī ēk haĩ .

96Now, create such a gathering that everyone says that although you are many you are united.

101Jaisē yahā̃ dīdī-dādī dō haĩ lēkin kahtē haĩ dōnō ēk haĩ tō yah prabhāv paṛtā hai nā .

97Didi and Dadi are separate from each other, and yet everyone experiences them to be one. 98Therefore, this makes a great impact on everyone.

102Jab yē dō hōtē huē bhī ēk-samān ēk dūsrē kō regard dētē , dō hōtē huē ēk dikhā rahī haĩ tō āp anēk hōtē huē ēk kā pramāṇ dē saktē hō .

99Since they are two, and yet giving regard to one another, they are like one, and are visible to all others as one. 100All of you can also give the example of being united, even though there are many of you.

103Jaisē kahtē haĩ ki sab key|kī vāṇī ēk hī hōtī hai , jō ēk bōltī vahī sab bōltē haĩ , ḍrais bhī ēk jaisī , vāṇī sabkī ēk hī gyān K|kē points key|kī hōtī , bhalē sunānē kā ḍhaṅg alag hō , sār ēk hī hōtā hai .

101People say that all of you speak the same things; everyone speaks what one of them speaks. 102You all dress in the same way. 103The words you all speak are the same points of knowledge. 104Although the way you speak knowledge may differ from one another, the essence of it is the same.

104Vaisē aisā group banāō jō sab kahē̃ yah anēk nahī̃ haĩ , ēk haĩ .

105Similarly, you must become such a group that everyone says that all of you are united.

105Yahī viśhēṣhtā hai nā .

106This too will be a speciality.

106Tō example kōī nimitt banē̃ jiskō phir sab follow karē̃gē .

107Someone should be the instrument to become a sample and then others willfollow.

107Ismē̃ jō ōṭē sō arjun .

108Whoever takes this initiative becomes Arjuna.

108Tō kaun arjun banēgā  ?

109Who will become Arjuna?

109Jō arjun banē̃gē usē first prize milēgī .

110Those who become Arjuna will receive the first prize.

110Sirph ēk bāt kā dhyān dēnā paṛēgā .

111However, you do have to pay attention to something.

111Kaunsī bāt  ?

112What is that?

112Kyā karnā paṛēgā  ?

113What do you have to pay attention to?

113Sirph ēk dūsrē kō sahyōg dē̃ , viśhēṣhtā dēkhtē huē , kamzōriyō̃ kō na dēkhnā , na sunnā , yah abhyās pakkā karnā paṛēgā .

114You have to co­operate with one another, and see each other’s specialities, and not see each other’s weaknesses. 115Don’t listen to them either.

114Dēkhtē huē bhī kamzōrī kō samākar sahyōg dētē rahē̃ . 115Tiraskār nahī̃ karē̃ lēkin taras key|kī bhāvnā rakhē̃ .

116You will have to make this practice very firm. 117Whilst seeing everyone, you must be able to accommodate the weaknesses of those souls and co­operate with them.

116Jaisē duḥkhī ātmāō̃ kē ūpar merciful bantē hō vaisē kamzōriyō̃ K|kē upar bhī merciful banō .

118You should not have any feeling of wanting to reject or disregard such souls, but have feelings of mercy for them.

117Agar aisē merciful ban gayē tō kyā hō jāyēgā  ? 118Anēk hōtē huē bhī ēk ban jāyēṅgē .

119Just as you are merciful towards souls who are experiencing sorrow, so too, you must become merciful towards those who have weaknesses.

119Vaisē bhī laukik mē̃ dēkhō - jō samajhdār parivār hōtē haĩ , snēhī parivār hōtē haĩ vah kyā kartē haĩ , ēk dūsrē key|kī kamzōrī key|kī bāt samākar ēk-dūsrē K|kē sahyōgī bankar bāhar apnā nām bālā kartē haĩ .

120What will happen when you become merciful in this way? 121Although you are many, you will also become united. 122In the world outside, sensible and loving families accommodate the weaknesses of one another. 123They co­operate with one another and thereby glorify the family name.

120Agar kōī parivār mē̃ garīb hōtā hai tō uskō madad dēkar K|kē bharpūr kar dētē haĩ .

124They would help a poor member of the family and give him what he needs.

121Yah bhī parivār hai .

125This too is a family.

122Agar kōī saṅskār K|kē vaśh haĩ , tō kyā karnā chāhiē .

126What should you do if some are influenced by their sanskars?

123Sahyōg dēkar , himmat baṛhākar K|kē hullās mē̃ lātē huē uskō apnā sāthī banānā chāhiē phir dēkhō anēk hōtē bhī ēk hō jāyēṅgē .

127Co­operate and encourage them. 128Increase their enthusiasm and make them your companion. 129Then, although there are many of you, all of you will be seen to be united.

124Yah karnā muśhkil hai kyā  ?

130Is it difficult to do this?

125Jab vardānī mūrtta hō tō vardānī kabhī kisī key|kī kamzōrī nahī̃ dēkhtē .

131Since you are images that grant blessings, then such blessed souls as you do not look at anyone’s weaknesses.

126Vardānī sadā sab kē ūpar merciful hōtē haĩ .

132So, what will you do? 133Drop such an atmic bomb and see what happens.

127Aisē karkē dikhāō .

134This is the duty of you teachers.

128Tō kyā karē̃gē  ? 129Aisā kōī ātmik bomb lagā kar dikhāō . 130Teachers kā karttavya hī yah hai .

135Just as Baba doesn’t keep the children’s weaknesses in His heart, but, as the Comforter of Hearts, comforts your heart, so too, the teachers must become equal to the Father.

131Jaisē bāp kamzōrī dil par nahī̃ rakhtē lēkin dilārām bankar dil kō ārām dētē haĩ tō teachers arthāt bāp samān .

136Don’t look at anyone’s weaknesses! 137Instead of taking their weaknesses in your heart, comfort everyone’s heart in the same way as the Comforter of Hearts does.

132Kisī key|kī kamzōrī tō dēkhō hī nahī̃ .

138Then, everyone will sing songs of your praise.

133Dil par dhāraṇ nahī̃ karō lēkin harēk key|kī dil kō dilārām samān ārām dō .

139Then, no matter whether they are to become your companions or your subjects, blessings will emerge from the lips of all of them.

134Tō sab āpkē guṇgān karē̃gē . 135Sāthī hō̃ chāhē prajā hō , her|har ātmā K|kē mukh sē duāyē̃ nikalē̃ .

140Blessings should constantly emerge from them of your being constantly a very loving and co­operative soul; one who is equal to the Father, the Comforter of hearts, in comforting their hearts.

136Āpkē liē āśhīrvād nikalē ki yah sadā snēhī aur sahyōgī ātmā hai , yah bāp-samān merciful , dilārām key|kī bachchī dilārām hai .

141Only then would you be called a worthy teacher. 142If teachers continue to look at everyone’s defects, what difference would there be between the students and the teachers?

137Tab kahē̃gē yōgya teacher .

143A teacher is one who is seated on the Father’s gaddi.

138Agar teacher hī kamī dēkhē̃ tō student aur teacher mē̃ antar hī kyā huā  ?

144Therefore, now perform such wonders! 145Do you now understand who should be called a teacher?

139Teacher tō bāp K|kē gaddī naśhīn haĩ .

146Anyone can claim a prize in this.

140Sāth mē̃ bāp key|kī gaddī par virājmān hō nā .

147A teacher should never speak of anyone’s weaknesses.

141Sabsē samīp tō sāthī hī baiṭhē̃gē nā .

148Teachers should only speak of specialities.

142Teacher arthāt gaddīnaśhīn . 143Tō aisī kamāl karkē dikhāō .

149A teacher means one who is equal to the Father in supporting those who don’t have courage.

144Samjhā teacher kiskō kahtē haĩ  ?

150Do you understand who is called a teacher?

145Ismē̃ kōī bhī prize lē saktā hai .

151You are progressing well. 152Now, create the essence of the gathering.

146Teacher K|kē mukh sē kabhī bhī kisī key|kī kamzōrī varṇan nahī hōnī chāhiē , viśhēṣhtā hī varṇan hō . 147Teacher kā arth|earth hī hai bāp-samān himmathīn key|kī lāṭhī bannē vālī .

153BapDada meeting groups: 154What form does BapDada constantly see of all the children? 155Baba constantly sees the complete and perfect form of the children because He knows that, although you may be fluctuating today, you will eventually become unshakeable.

148Samjhā , teacher kiskō kahtē haĩ  ? 149Vistār tō achchhā banā rahī hō .

156You were this and you have to play the same part and become perfect again.

150Ab saṅgaṭhan kā sār banānā hai . 151Party sē  : bāp-dādā bachchō̃ kā kaun-sā svarūp sadā dēkhtē haĩ .

157This fluctuation only comes in the middle; it didn’t exist in the beginning and it will not remain in the future. 158This is a matter of the middle period.

152Bāp bachchō̃ kā sadā sampann , sampūrṇ svarūp hī dēkhtē haĩ .

159Therefore, Baba constantly sees each of you children in your elevated form.

153Kyōṅki bāp jāntē haĩ ki bhalē āj zarā halchal mē̃ haĩ lēkin achal hōnā hī haĩ , thē aur vahī part bajā kar sampann bannā hī hai , bīch key|kī halchal hai , na thī , na rahēgī .

160You have stayed down below for so many births! 161For sixty­three births, you have been experiencing coming down. 162You have become tired whilst coming down, haven’t you? 163Or do you still want to taste some more.

154Yah madhyakāl key|kī bāt hai .

164You now have to constantly ascend.

155Isliē bāp sadā her|har bachchē kō śhrēṣhṭh rūp mē̃ dēkhtē haĩ .

165Your descent has finished. 166Only the confluence age is the age of ascent.

156Tō bachchō̃ kō kyā karnā chāhiē  ?

167It is after this age that you begin to descend.

157Bachchō̃ kō bhī apnā sadā śhrēṣhṭh rūp hī dikhāī dē . 158Phir kabhī bhī nīchē āyēṅgē hī nahī̃ .

168If you are going to continue to ascend and descend in this short time, then when do you think you will ascend?

159Nīchē tō kitnā janm rahē hō . 16063 janm utarnē kā hī anubhav kiyā .

169You tell others, “If not now, then never!”, so why are you not aware of the same thing?

161Ab tō utartē-utartē thak gayē hō nā , ki abhī bhī taste karnī ha .

170When you are aware, you will constantly have an ascending stage and will really enjoy yourself.

162Ab chaṛhnā hī chaṛhnā hai .

171You will lack nothing in this life.

163Utarnā samāpt huā sirph saṅgam yug hī chaṛhnē kā yug hai phir tā utarnā śhurū hō jāyēgā .

172In your future life, you will not even be aware of the contrast between having all attainments and no attainments.

164Agar itnē thōṛē sē samay mē̃ bhī utarnā chaṛhnā hōtā rahēgā tō phir kab chaṛhē̃gē .

173At this time, you are aware of both, and so the pleasure of it is experienced now. 174To become a Brahmin means to have no more desires.

165Jaisē aurō̃ kō kahtē hō ab nahī̃ tō kabhī nahī̃ .

175Since Baba has given you all treasures and also the key to the treasure­store, why are you still asking for things?

166Aisē apnē kō bhī yahī smr̥iti dilānī hai .

176Are you hiding anything that you are asking for something?

167Ab nahī̃ chaṛhē tō utarnā śhurū hō jāyēgā .

177Baba has given you everything you need without your having to ask for it.

168Tō sadā chaṛhtī kalā . 169Ismē̃ bahut mazā āyēgā .

178Baba does not like it when you ask for something.

170Is jīvan mē̃ aprāpta kōī vastu nazar nahī̃ āyēgī .

179Would it seem right if the child of the Master of the World asks for something?

171Bhaviṣhya jīvan mē̃ tō aprāpti aur prāpti K|kē jīvan kā patā hī nahī̃ hōgā , abhī dōnō̃ kā patā hai tō mazā abhī hai nā .

180Baba has already given you what you need. 181So, what are you going to do now? 182When you constantly maintain the intoxication of being the children of the Master of the World, your begging for anything will stop.

172Brāhmaṇ bannā arthāt chāhiē-chāhiē samāpt .

183You now have to fly everywhere the flag of being the conquerors of Maya.

173Jab bāp nē sarv khazānē dē diyē , chābī bhī dē dī phir māṅgtē kyō̃ hō  ?

184When this flag is flying high, all other flags will come down. 185You are now pulling the cord of the flag.

174Kyā kuchh chhipākar rakh liyā hai jō kahtē hō  ? 175Chāhiē  !

186Then, when the flag is flying high, the flowers of revelation will shower down on everyone.

176Bāp nē binā māṅgē sab dē diyā . 177Āpkā māṅgnē kā rūp bhī bāp kō achchhā nahī̃ lagtā .

187Co­operate with one another and spread thevibrations of being a conqueror of Maya. 188Make your fortress strong.

178Viśhva K|kē mālik K|kē bālak māṅgē̃ tō achchhā lagēgā  ?

189Make your fortress so strong that Maya has no courage to come.

179Jō āpkō zarūrat hai vah sab dē hī diyā .

190If she does come to someone, chase her away from a distance.

180Tō ab kyā karē̃gē . 181Isī naśhē mē̃ rahō ki ham viśhva K|kē mālik K|kē bālak haĩ tō māṅgnā samāpt hō jāyēgā .

191Blessing:May you be an embodiment of success who uses the instrument of pure thoughts to experiment with the power of silence.The special instrument for the power of silence is pure thoughts.

182Ab māyājīt kā jhaṇḍā chārō̃ ōr buland karō , jab yah jhaṇḍā buland hō jāyēgā tō sab jhaṇḍē nīchē jhuk jāyēṅgē .

192You can see whatever you want, and become an embodiment of success, by using the instrument of pure thoughts. 193First of all, experiment with this on yourself.

183Abhī rassī khīñch rahē hō . 184Jab jhaṇḍā chaṛh jāyēgā tō pratyakṣhatā K|kē phūlō̃ key|kī varṣhā hōgī .

194Experiment with this on any physical illness, and then, with the power of silence, whatever karmic bondage you have will change into a sweet relationship.

185Ēk dō kō sahyōgī banākar māyājīt ka vibrations phailāō ab aisā kilā mazbūt karō .

195With the power of silence, you will experience the karma bhog, the severe bondage of karma, to be like a line drawn on water.

186Itnā kilā pakkā hō jō māyā key|kī himmat hī na rahē .

196So, use the power of silence to experiment on your body, mind and sanskars and become an embodiment of success.

187Agar kisī mē̃ āyē bhī tō usē dūr sē bhagā dō .

197Slogan:Remain aware that you are an ignited lamp of your Brahmin clan, and glorify its name. 198* * * O M S H A N T I * * *