शुक्रवार 30 नवंबर 1979 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 130-11-79 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 25/10/98 Om Shanti Avyakt BapDada Madhuban 30/11/79

2Svamān mē̃ sthit ātmā K|kē lakṣhaṇ

1The qualifications of a soul who is stable in his self­respect.

3Bāp-dādā harēk bachchē kō padmāpadam bhāgyaśhālī ātmā dēkhtē haĩ .

2BapDada sees each child as a multimillion times fortunate soul.

4Harēk key|kī śhrēṣhṭh prārabdha sadā bāp K|kē sāmnē hai aur yahī bēhad K|kē bāp kō bachchō̃ par nāz hai .

3The elevated fortune of each one is constantly in front of the Father. 4This is what the unlimited Father is proud of in His children.

5Itnē sab bachchē viśhva kē āgē param-pūjya haĩ . 6Chāhē number-vār puruṣhārthī haĩ phir bhī last bachchā bhī duniyā kē āgē gāyan yōgya aur pūjyanīy hai . 7Last bachchē kā bhī abhī tak gāyan aur pūjan chal rahā hai .

5So many of His children are supremely worthy of being worshipped by the world. 6Although all of you effort­makers are numberwise, even the last numbered child is worthy of being remembered and worshipped by the world.

8Ēk bēhad K|kē bāp K|kē itnē bachchē aisē yōgya bantē haĩ .

7Even today, that last child is still being remembered and worshipped.

9Ab sōchō ki sabhī kitnē padamāpadma bhāgyaśhālī haĩ .

8So many children of the one unlimited Father become so worthy!

10Ab tak bhī bhakta lōg āp number-vār dēvtā dharm key|kī ātmāō̃ K|kē darśhan kē liē pyāsē haĩ . 11Cētan mē̃ aisē bhāgyaśhālī banē haĩ , aisē yōgya banē haĩ tab tō abhī tak bhī unkē darśhan K|kē pyāsē haĩ . 12Isliē bāp-dādā kō 16 hazār key|kī mālā K|kē last dānē par bhī nāz hai . 13Chāhē kaisē bhī hō̃ , albēlē puruṣhārthī hō̃ , madhyam puruṣhārthī hō̃ yā tīvr puruṣhārthī hō̃ lēkin bāp K|kē banē , pūjanīy aur gāyan yōgya banē kyōṅki pārasnāth bāp K|kē saṅg mē̃ lōhē sē pāras tō ban hī gayē .

9Now just consider how multimillion­times fortunate all of you are!

14Pāras key|kī value jarūr hōtī hai . 15Isliē kabhī bhī svamān mē̃ apnē kō cum|kam nahī̃ samajhnā .

10Even today, your devotees thirst for a glimpse of you numberwise souls of the deity religion.

16Dēh abhimān mē̃ nahī̃ ānā . 17Svamān mē̃ rahnē vālā kabhī bhī abhimān mē̃ nahī̃ ā saktā .

11It is because you have become so fortunate in the living form that, even today, people thirst for a glimpse of you.

18Vah sadā nirmāṇ hōtā hai . 19Jitnā baṛā svamān utnā hī ‘ hā̃ jī ’ mē̃ nirmāṇ .

12This is why BapDada is proud of even the last bead of the rosary of sixteen thousand.

20Svamān vālā sabkō mān dēnē vālā dātā hōtā hai . 21Chhōṭē-baṛē , jñānī-ajñānī , māyājīt yā māyāvaś , guṇvān hō yā kōī ēk-dō avaguṇavān bhī hō arthāt guṇvān bannē kā puruṣhārthī hō lēkin svamān vālē sabhī kō mān dēnē vālē dātā hōtē haĩ arthāt svayã sampann hōnē K|kē kāraṇ sadā merciful hōṅgē .

13No matter what you are like ­ whether you are a careless effort­maker, a mediocre effort­maker or an intense effort­ maker­ you belong to the Father and have become worthy of being remembered and worshipped. 14By remaining in the company of the Lord of Divinity, you have changed from iron and become like philosopher’s stone.

22Dātā athavā merciful . 23Kabhī kisī prakār key|kī ātmā kē prati saṅkalp mātra bhī raub mē̃ nahī̃ āyēṅgē . 24Yā rahm hōtā hai yā raub hōtā hai .

15A philosopher’s stone is definitely highly valued. 16This is why you must never consider yourself less than others in your self­respect.

25Yah ‘ aisā kyō̃ ’ , ‘ aisā karnā nahī̃ chāhiē ’ , ‘ hōnā nahī̃ chāhiē ’ , ‘ gyān yah kahtā hai kyā ’ , yah bhī sūkṣhma raub kā aṅśh hai . 26Isliē merciful dātā svamān vālā sabhī kō mān dēgā , mān dēkar ūpar uṭhāyēgā . 27Agar kōī puruṣhārthī apnī kamzōrī sē yā albēlēpan K|kē kāraṇ nīchē gir bhī jātē haĩ arthāt apnī stage sē nīchē ā jātē haĩ tō bhī āp svamāndhārī puṇya ātmā hō . 28Puṇya ātmā kā kām hai - girē huē kō uṭhānā , sahyōgī banānā na ki ‘ kyō̃ girā ’ , ‘ girnā hī chāhiē ’ , ‘ karmō kā phal bhōg rahē haĩ ’ , ‘ karē̃gē tō zarūr pāvēṅgē ’ , svamānadhāriyō̃ K|kē saṅkalp mē̃ bhī kisī kē prati aisā saṅkalp yā bōl nahī̃ nikal saktā .

17Do not become body conscious.

29Aisē puṇya ātmā parvaśh kō bhī svatantr banāyēṅgē . 30Raub kā aṅśh bhī nahī̃ hōgā .

18Those who maintain their self­respect will never be arrogant; they are always humble.

31Svamāndhārī iskō kahā jātā hai . 32Aisē kō dēhābhimān kabhī ā nahī̃ saktā .

19The greater your self­respect, the more humble you will be in saying: “Ha ji”.

33Bāp-dādā harēk bachchē kō aisī puṇya ātmā key|kī nazar sē dēkhtē haĩ . 34Follow father .

20Those who maintain their self­respect are bestowers who constantly give respect to others.

35Bāmbē nivāsī follow father karnē mē̃ hōśhiyār hai nā  ? 36Bāmbē haĩ hī bāp key|kī . 37Isliē sākār bāp kā ānā bhī jyādā bāmbē mē̃ hī huā . 38Jitnā bār sākār mē̃ ānā huā utnī pālnā milī .

21Those who maintain their self­respect are bestowers of respect to souls, whether they are young or old, enlightened or unenlightened, conquerors of Maya or influenced by Maya, virtuous or those who still have one or two defects, that is, those who are still making effort to become virtuous.

39Tō aisī puṇya ātmā dhartī nivāsī bhī aisē puṇya ātmā arthāt kisī K|kē pāp kō bhī parivartan kar dē̃ .

22Because they themselves are complete and full, they will constantly be merciful. 23A bestower means someone merciful.

40Kisī key|kī bhī kamī kō na dēkhē̃ lēkin kamāl kō dēkhē̃ .

24Such a soul would not have the slightest thought of bossing any other soul.

41Tō vah kamī bhī kamāl mē̃ parivartan hō jāyēgī .

25Souls either have mercy or become bossy. “Why is this like this?

42Puṇya bhūmi K|kē nivāsī aisē mahān hō nā  ?

26You shouldn’t do this! 27This shouldn’t be like this!

43Bāmbē nivāsī tō number one ever ready hōṅgē .

28Does knowledge say this?” All of these thoughts are a subtle form of bossiness.

44Kisī ghaṛī bhī vināśh jvālā prajvalit hō jāē uskē pahlē ever ready hō nā  ? 45Us samay tō taiyārī nahī̃ karnē lagē̃gē  ?

29This is why a merciful bestower who maintains his own self­respect would give respect to everyone and in this way uplift them.

46Yah tō nahī̃ sōchē̃gē ki abhī sampann nahī̃ banē haĩ  ? 47Prajā nahī̃ banāī hai  ? 48Pahlē sē hī sab mē̃ sampann hōnā hai .

30If an effort­maker falls because of some weakness or because of carelessness, even if he comes down from his stage, you souls should maintain your self­respect and remain charitable.

49Prakr̥iti bhī āpkā intzār kar rahī hai - dāsī ban sēvā karnē kē liē .

31The duty of a charitable soul is to uplift souls who have fallen down and make them co­operative.

50Dāsī tō zarūr mālik kā intzār hī karēgī nā .

32You should not say things like: “Why did you fall?

51Isliē sadā mālikpan key|kī stage par rahō .

33You should not fall down!

52Kumār kē sāth - kumār aur brahmākumār .

34You are experiencing the result of your own karma!

53Pravr̥itti K|kē jīvan mē̃ bhī kumār aur brāhmaṇ jīvan mē̃ bhī brahmākumār . 54Sirph kumār nahī̃ lēkin brahmākumār .

35Whatever you do, you will definitely receive the return of it!” Souls who maintain their self­respect would not have such thoughts or say such words to anyone.

55Agar sirph kumār rahē̃gē tō māyā āyēgī . 56Brahmākumār rahē̃gē tō māyā bhāg jāyēgī .

36Such charitable souls would completely free those souls from whatever influence they are under.

57Tō jaisē brahmā ādi dēv hai brahmākumār bhī ādi ratan hōṅgē .

37They would not have any trace of bossiness. 38This is what is known as having self­respect.

58Ādi dēv K|kē bachchē master ādi dēv .

39Such souls would never become body conscious.

59Ādi ratan samajhē̃gē tō apnē jīvan K|kē mūlya kō jānē̃gē .

40BapDada regards each child as a charitable soul.Follow the Father.

60Āp sab prabhu K|kē ratan , īśhvar K|kē ratan hō , tō āpkī kitnī value hō gaī .

41Are you people from Bombay clever in following the Father? 42Bombay was the father’s place.

61Sadā apnē kō ādi dēv K|kē bachchē master ādi dēv , ādi ratan samjhō tō jō bhī kārya karē̃gē vah samarth hōgā vyarth nahī̃ . 62Kumār jitnā service mē̃ rahē̃gē utnā māyājīt rahē̃gē .

43This is why sakar Baba went to Bombay a lot. 44Each time Baba went there, you received sustenance. 45So, you residents of that land are charitable souls and can transform the sins of others.

63Apnē kō free nahī̃ rakhnā . 64Apnē kō akēlā na samjhō , sāthī kō sāth rakhō .

46Do not look at anyone’s weaknesses, but look at the wonders they perform.

652 . kumār sab rīti sē nirbandhan haĩ .

47Then, whatever weakness there is will change into a wonder.

66Laukik zimmēvārī sē bhī nirbandhan aur māyā K|kē bandhanō̃ sē bhī nirbandhan .

48You are the great souls who reside in the land of charity, are you not?

67Kōī bhī bandhan K|kē adhīn nahī̃ . 68Bandhan mukt key|kī niśhānī hai - sadā yōgyukt .

49The people of Bombay would becomenumber one ever­ready souls.

69Yōgyukt banadhan-mukta zarūr hōṅgē .

50The flames of destruction can emerge at any moment.

70Man kā bhī bandhan nahī̃ .

51Are you ready for this?

71Laukik zimmēvārī tō khēl hai . 72Bandhan key|kī rīti sē nahī̃ lēkin direction pramāṇ khēl key|kī rīti sē hanskar khēlō tō chhōṭī-chhōṭī bātē̃ mē̃ thakē̃gē nahī̃ .

52You would not begin to make preparations at that time, will you? 53You would not think that you have not yet become complete or not yet created your subjects, would you?

73Agar bandhan samajhtē hō tō taṅg hōtē hō .

54You have to become complete in everything in advance.

74Kyā , kyō̃ kā praśhna uṭhtā hai .

55Even nature is waiting to become your servant and to serve you.

75Lēkin direction pramāṇ khēl khēl rahē haĩ aisā samajhnē sē athak rahē̃gē .

56A servant would definitely wait upon his master. 57Therefore, constantly remain in the stage of a master.

76Zimmēvār bāp hai , āp nimitt haĩ .

58BapDada meeting kumars: 59Kumars and Brahma Kumars.

77Kumār tō double nirbandhan haĩ kōī pū̃chh nahī̃ hai .

60You are a kumar in your family life and a Brahma Kumar in your Brahmin life.

78Sadā lucky rahnā , ghabrānā nahī̃ , apnē hāth sē bhōjan banānā bahut achchhā hai .

61You are not just a kumar, but a Brahma Kumar. 62If you remain just a kumar, Maya can come to you.

79Apnē liē aur bāp kē liē pyār sē banāō .

63If you remain a Brahma Kumar, Maya has to run away.

80Pahlē bāp kō khilāō . 81Apnē kō akēlā samajhtē hō tō thak jātē hō .

64So, just as Brahma is the Adi Dev (First Deity), similarly, Brahma Kumars are original jewels.

82Sadā yah samjhō ki ham dō haĩ , dūsrē kē liē banānā hai tō vidhipūrvak pyār sē banāō tō bahut achchhā lagēgā .

65The children of Adi Dev aremaster adi dev. 66When you consider yourself to be an original jewel, you can understand the value of your life.

83Kumār kā āpas mē̃ group hōnā chāhiē , kabhī kōī bīmār paṛē tō ēk key|kī duty hō .

67All of you are the jewels of Prabhu (God), the jewels of Ishwar (God), and so you are invaluable.

84Ēk-dūsrē key|kī madad kar sēvā karō . 85Kabhī bhī pū̃chh lagānē kā saṅkalp nahī̃ karnā , nahī̃ tō bahut parēśhān hō jāyēṅgē .

68When you constantly consider yourself to be master adi dev, the original jewels, the children of Adi Dev, whatever work you carry out will be successful.

86Bāhar sē tō patā nahī̃ chalātē lēkin agar lagā diyā tō muśhkil hō jāyēgī .

69Everything would be successful, and nothing would go to waste.

87Abhī tō svatantr hō phir zimmēvārī baṛh jāyēgī . 88Sabhī nē bāp kō companion banāyā hai nā  ?

70The busier you kumars remain in serving, the more you will be able to defeat Maya.

89Tō ēk companion chhōṛkar dūsrā banāyā jātā hai kyā  ?

71Do not keep yourselffree! 722. Kumars are free from bondage in every way.

90Yē tō laukik mē̃ bhī achchhā nahī̃ mānā jātā . 91Tō kumār kabhī apnē kō akēlā nahī̃ samjhō yadi akēlā samjhā , tō udās hō jāyēṅgē .

73You are free from bondage in terms of your worldly responsibilities and also free in terms of being bound by Maya. 74You do not have to depend on any bondage.

92Kumār jvālā rūp bankar jvālā jagāō tō jaldī vināśh hō jāyēgā .

75The sign of someone being free from bondage is that he is constantly yogyukt.

93Aisī yōg key|kī agni tēz karō jō vināśh key|kī jvālā tēz hō jāē̃ .

76Someone who is yogyukt would definitely be free from bondage.

94Kabhī bhī kisī bāt mē̃ kyō̃ aur kyā karnē vālē tō nahī̃ hō nā  ?

77There wouldn’t even be any bondage of the mind. 78Worldly responsibilities are like a game.

95Kisī bhī bāt mē̃ kyō̃ kyā vah kartē haĩ jō master trikāldarśhī nahī̃ . 96Jō tīnō̃ kālō̃ kō jāntē haĩ vah ‘ kyō̃ ’ , ‘ kyā ’ , nahī̃ karē̃gē .

79Don’t fulfil them as though they are a bondage, but fulfil them as a game whilst laughing and playing, and as if you are followingdirections, and you will not become tired over trivial matters.

97Kyō̃-kyā karnē vālē chhōṭē bachchē hōtē haĩ , āp sab tō vānaprasth tak pahũch gayē hō nā .

80When you think of them as a bondage, you become upset and start asking questions such as: “Why?” or “What?”.

98Vānaprasth sthiti mē̃ rahnē sē māyā sē parē rahē̃gē . 99Jitnī line clear hōgī utnā puruṣhārthī key|kī speed tēj hōgī .

81However, when you consider yourself to be playing a game and followingdirections, you will never become tired. 82Baba is responsible and you are just an instrument.

100Sabkī line clear hai  ? 101Kumār tō bahut kamāl kar saktē haĩ .

83Kumars are doubly free from bondage because you have no tails (someone following you).

102Rūhānī youth group hō nā .

84Constantly remainlucky.

103Ājkal K|kē youth gavarnamēnaṭ kō bhī badalnā chāhtē haĩ tō badal dētē .

85Do not be afraid. 86It is very good to prepare food just by yourselves.

104Vah kartē haĩ destruction , nuksān aur āp karē̃gē kanasṭrakśan .

87You can cook food for yourself and Baba with a lot of love.

105Āpkō vināśh nahī̃ karnā hai .

88First, offer it to Baba.

106Āp sthāpanā karē̃gē tō vināśh āpē hī hō jāyēgā .

89When you consider yourself to be alone, you become tired.

107Vighnō̃ kō apnē liē pāṭh samjhō

90Constantly remember that you are two: you and Baba.

108Kumāriyō̃ kō kahtē haĩ 100 brāhmaṇō̃ sē uttam ēk kanyā . 109Aur kumār kitnō̃ sē śhrēṣhṭh haĩ .

91When you have to prepare food for someone else, you prepare it accurately with a lot of love and you enjoy yourself a great deal.

1107 śītalāō̃ kē sāth ēk kumār dikhātē haĩ tō āp 700 brāhmaṇō̃ sē uttam huē . 111Kumār hārḍavarkar haĩ , jō karnā chāhē̃ vah kar saktē haĩ .

92You kumars should form a group so that if one of you falls ill, someone would be responsible to look after and serve him.

112Harēk kumār kō apnā group taiyār karnā chāhiē . 113Āpas mē̃ rīs nahī̃ lēkin race karō .

93Never think of attaching a tail (a partner) to yourself, otherwise you will become very distressed.

114Māyā kitnā bhī hilānē key|kī kōśhiśh karē lēkin āp aṅgad K|kē muāphik zarā bhī nahī̃ hilō , nākhūn sē bhī hilā na sakē .

94It is not possible to see this externally, but if you have attached a tail to yourself internally, then there will be difficulties.

115Agar zarā bhī kamzōrī K|kē saṅskār hōṅgē tō māyā apnā banā lēgī .

95At present, you are free, but then, your responsibilities will increase.

116Isliē marjīvā banō , purānē saṅskārō̃ sē marjīvā .

96Have all of you made Baba your Companion?

117Kōī bhī vighna āpkē liē pāṭh hai , āp unkē anubhavī bantē-bantē pass with honour hō jāyēṅgē .

97So, would you leave your Companion and make someone else your companion?

118Kuchh bhī hōtā hai tō ussē pāṭh lē lēnā chāhiē .

98Even in lokik life, this is not considered good.

119Kyō̃-kyā mē̃ nahī̃ jānā chāhiē . 120Kumār tō haĩ hī sadā sēvādhārī .

99So, you kumars should never consider yourselves to be alone.

121All-round sēvā - mansā-vāchā-karmaṇā , sab mē̃ sēvādhārī .

100It is when you consider yourself to be alone that you become unhappy.

122Agar itnē sab all-round sēvādhārī haĩ tō bahut hainḍas hō gayē . 123Āp sab bahut kamāl kar saktē hō .

101Kumars should become a powerful form of fire and ignite the flames so that destruction can take place very quickly.

124Adhar kumār kē sāth - ādhākalp āp darśhan karnē jātē rahē , abhī bāp paramdhām sē ātē haĩ āpkē darśhan kē liē .

102So, now intensify the fire of yoga so that the flames of destruction become powerful. 103You are not those who question everything in any situation, are you?

125Dēkhnē kō hī darśhan kahtē haĩ . 126Bāp bachchō̃ kō dēkhnē kē liē ātē haĩ .

104Only those who are notmaster trikaldarshi would have questions.

127Vah darśhan nahī̃ yah darśhan arthāt milnā . 128Aisā darśhan jissē prasann hō jāē̃ .

105Those who know all the three aspects of time would not ask questions such as: “Why?” and “What?”.

129Adhar kumār arthāt sadā pavitra pravr̥itti mē̃ rahnē vālē .

106Only little children ask: “Why?” or “What?”. 107All of you have reached your stage of retirement.

130Bēhad key|kī pravr̥itti mē̃ sadā sēvādhārī , had key|kī pravr̥itti mē̃ nyārē .

108By remaining in the stage of retirement, you will also remain beyond any type of Maya.

131Adhar kumār kā group hai - kamal puṣhpō̃ kā guldastā .

109Theclearer the line of your intellect is, the faster your speed of effort will be.

132Pravr̥itti mē̃ rahtē vighna-vināśhak key|kī stage par rahtē hō nā  ?

110Is the line of all of youclear? 111Kumars can perform great wonders.

133Vighna-vināśhak stage hai - sadā bāp-samān master sarvśhaktivān key|kī sthiti mē̃ rahnā .

112You are a spiritual youthgroup, are you not? 113Nowadays, if youth want to change the Government, they are able to do so.

134Is sthiti mē̃ rahē̃gē tō vighna war|vār kar hī nahī̃ saktē .

114Those people carry outdestruction whereas you bring about construction.

135Agar sadā master sarvśhaktivān key|kī sthiti mē̃ nahī̃ rahtē tō kabhī vighn-vaś kabhī vighna-vināśhak .

115It is not destruction that you have to bring about. 116When you are bringing about creation, destruction takes place by itself.

136Jitnā samay vighnō̃ K|kē vaśh hō utnā samay lākh guṇā ghāṭē mē̃ jātā hai .

117A kumari is said to be more elevated than a hundred brahmins, and so how elevated are you kumars?

137Jaisē ēk ghaṇṭā saphal kartē hō tō lākh guṇā jamā hōtā aisē ēk ghaṇṭā west|waste jātā hai tō lākh guṇā ghāṭā hōtā hai .

118One kumar is shown with seven Sitlas (Goddess of Coolness), and so you are more elevated than seven hundred brahmins.

138Isliē ab vyarth kā khātā band karō . 139Her|har second attention .

119Kumars arehard workers and can do whatever they want.

140Baṛē-sē-baṛē bāp K|kē baṛē bachchē hō tō sadā yah attention dō .

120Each of you kumars should prepare your owngroup.

141Pravr̥itti mē̃ rahtē sadā māyā sē nivr̥itt .

121Have a race, but not a competition, amongst yourselves.

142Nyārā aur pyārā . 143Nyārē hōkar phir pravr̥itti K|kē kārya mē̃ āō tō sadā māyāproof arthāt nyārē rahē̃gē .

122No matter how much Maya tries to shake you, you must remain like Angad and not be shaken even slightly.

144Nyārā sadā prabhu kā pyārā hōtā hai .

123Maya should not even be able to rattle your nails.

145Nyārāpan arthāt ṭrasṭīpan . 146Trustee key|kī kisī mē̃ attachment nahī̃ hōtī .

124If you have even a slight sanskar of weakness, Maya can make you belong to her.

147Kyōṅki mērāpan nahī̃ hōtā . 148Tō sabhī trustee hō nā .

125Therefore, die alive; kill your old sanskars.

149Gr̥ihasthī samajhē̃gē tō māyā āyēgī .

126Any obstacle is just a lesson for you.

150Trustee samajhē̃gē tō māyā bhāg jāyēgī . 151Mērēpan sē māyā kā janm hōtā hai .

127By learning these lessons, you become able topass with honour.

152Jab mērāpan nahī̃ tō māyā kā janm hī nahī̃ . 153Jaisē gandgī mē̃ kīḍē paidā hōtē haĩ vaisē hī jab mērāpan ātā hai tō māyā kā janm hōtā hai .

128Whatever happens, you should learn a lesson from it and not start asking too many questions. 129Kumars are constant servers. 130You have to do all­round service.

154Tō māyājīt bannē kā sahaj tarīkā - sadā trustee samjhō .

131You serve through your thoughts, words and deeds.

155Ismē̃ tō hōśhiyār hō nā  ? 156Brahmākumār arthāt trustee .

132Because all of you are all­round servers, there are many hands available.

157Chāhē pravr̥itti mē̃ hō lēkin hō brahmākumār na ki pravr̥itti kumār . 158Jab brahmākumār key|kī smr̥iti rahtī hai tō pravr̥itti mē̃ bhī nyārē brahmākumār kē bajāē kōī aur sambandh samjhā tō māyā āyēgī . 159Isliē apnā alaukik surname sadā yād rakhō . 160Jaisē laukik mē̃ sab bātō̃ K|kē anubhavī hō , aisē master gyānsāgar ban gyān key|kī gahrāī mē̃ bhī anēk anubhav rūpī ratnō̃ kō prāpt kartē jā rahē hō nā  ?

133Together, you can all perform great wonders.

161Jitnā sāgar K|kē talē mē̃ jātē haĩ utnā kyā miltā hai  ? 162Ratna .

134BapDada meeting Udhar­Kumars (married brothers):

163Aisē hī jitnā gyān key|kī gahrāī mē̃ jāyēṅgē utnā anubhav K|kē ratan milē̃gē aur aisē anubhavī mūrtta hō jāyēṅgē jō āpkē anubhavō̃ kō dēkh aur bhī anubhavī ban jāyēṅgē .

135For half a kalpa you have been going to places for a glimpse, and now Baba has come from Paramdham to have a glimpse of you. 136Looking at something is called having a glimpse.

164Aisē anubhavī banē hō  ?

137Baba comes to see His children.

165Ēk hai gyān sunnā aur sunānā , dūsrā hai anubhavī mūrtta bannā . 166Sunnā va sunānā - pahlī stage , anubhavī mūrtta bannā yah hai last stage .

138Here, it is not that type of a glimpse. 139Here, to have a glimpse is to celebrate a meeting; it is a glimpse through which you become fully satisfied.

167Jitnā anubhavī hōṅgē utnā avināśhī aur nirvighna hōṅgē .

140Udhar kumars are those who constantly live in a pure household.

168Anubhavī kō baṛhātē jāō , her|har guṇ mē̃ anubhavī mūrtta banō . 169Jō bōlō vah anubhav hō . 170Pāṇḍav sab anubhavī mūrt hō nā  ?

141In an unlimited household, you are constant servers, but in a limited household, you are constantly detached.

171Anubhavī kō kōī hilānā bhī chāhē̃ tō hilā nahī̃ saktā .

142This group of udhar kumars is a bouquet of lotus flowers.

172Anubhav kē āgē māyā key|kī kōī bhī kōśhiśh saphal nahī̃ hōgī .

143Whilst living at home, is your stage that of a destroyer of obstacles?

173Māyā K|kē vighnō̃ K|kē bhī tō anubhavī hō gayē hō nā  ? 174Anubhavī kabhī dhōkhā nahī̃ khātē . 175Anubhav kā foundation mazbūt hō .

144The stage of a destroyer of obstacles is to be constantly equal to the Father; it is the stage of a master almighty authority.

176Sadā puruṣhārthī key|kī tīvragati sē chaltē rahō .

145When you remain in this stage, no obstacle will attack you.

177Śhuddha saṅkalp kā stock hō tō vyarth khatm hō jāyēgā . 178Jō rōz gyān suntē hō , usmē̃ sē kōī-na-kōī bāt par manan kartē rahō .

146When you are not constantly in the stage of a master almighty authority, then sometimes obstacles will influence you and sometimes you become able to destroy obstacles.

179Vyarth saṅkalp chalnā arthāt manan śhakti key|kī kamī hai .

147Any time you become influenced by an obstacle, you lose a hundred thousand­fold.

180Mananā karnā sīkhō . 181Ēk hī śhabda lēkar K|kē uskī guhyatā mē̃ jāō .

148When you spend an hour in a worthwhile way, you accumulate a hundred thousand­fold.

182Apnē āpkō rōz kōī-na-kōī topic sōchnē kō dō , phir vyarth saṅkalp samāpt hō jāyēṅgē .

149Similarly, when you waste an hour, you incur a loss of a hundred thousand­fold.

183Jab bhī kōī vyarth saṅkalp āyē tō buddhi sē madhuban pahũch jānā .

150Therefore, now stop your account of wastage. 151Payattention at every second.

184Yahā̃ kā vātāvaraṇ , yahā̃ kā śhrēṣhṭh saṅg yād karē̃gē tō bhī vyarth khatm hō jāyēgā . 185Line change hō jāyēgī .

152You are the greatest children of the greatest Father, and so you should constantly payattention to this.

186Adhar kumār agar brahmākumār nahī̃ banē āgē nahī̃ baṛh saktē .

153Whilst living at home, remain constantly free from Maya. 154Remain loving whilst detached.

187Apnē kō sadā padmāpadam bhāgyaśhālī ātmā samajhkar her|har karma karō tō her|har karma śhrēṣhṭh hōgā .

155By carrying out your household duties whilst remaining detached, you become constantlyMaya­proof. 156This is what detached means.

188Āpkē dvārā bahutō̃ kō sandēśh miltā rahēgā .

157Those who are detached are constantly loved by God.

189Āp sab messenger hō .

158To be detached means to be atrustee.

190Jahā̃ bhī jāō , jō bhī samparka mē̃ āyē unhē̃ bāp kā parichay dētē rahō .

159A trustee has no attachment to anyone because he has no consciousness of “mine”.

191Bīj ḍāltē jāō .

160So, are all of youtrustees?

192Aisē bhī nahī̃ sōchnā itnā kahā lēkin āyē 2-4 hī .

161When you consider yourself to be a householder, Maya can come.

193Kisī bīj kā phal jaldī nikaltā hai kisī bīj kā phal season mē̃ nikaltā hai .

162However, when you consider yourself to be atrustee, Maya will run away.

194Avināśhī bīj hai , phal avaśhya dēgā , isliē bīj ḍāltē jāō arthāt message dētē jāō .

163When you have the consciousness of “mine”, you give birth to Maya.

195Sadā yād aur sēvā kā bēlēnsa rakhtē huē blissful banō .

164When you have no consciousness of “mine”, Maya cannot take birth.

196Kumāriyā̃ - kumāriyā̃ tō haĩ hī bāp key|kī sēvā K|kē hainḍas . 197Sab brahmā key|kī bhujāyē̃ hō nā  ?

165Just as insects breed in rubbish, so too, Maya starts to breed in your consciousness of “mine”.

198Sabhī taiyār hō  ? 199Ṭōkrī vālī hō yā tāj vālī  ? 200Yā hōgī ṭōkrī yā hōgā tāj .

166So, the easy way to become a conqueror of Maya is constantly to consider yourself to be atrustee.

201Dōnō̃ sāth kaisē rakhē̃gē  ?

167All of you are clever in this, are you not?

202Sabhī sahyōgī hō nā  ?

168A Brahma Kumar means atrustee.

203Jab kahē̃ tab taiyār . 204Direction pramāṇ chalnē vālī hō nā  ?

169Although you live at home, you are a Brahma Kumar, not a household kumar!

205Agar tēzī sē chalnā śhurū karē̃gī tō mañjil par pahũch jāyēṅgī . 206Kumāriyā̃ tō haĩ hī sadā santuṣhṭ .

170When you remain aware of being a Brahma Kumar, you remain detached whilst remaining in your household.

207Kumāriyō̃ kō māyā ātī hai  ? 208Jaisē kumāriyō̃ kō aur kōī pū̃chh nahī̃ tō māyā kā pū̃chh kahā̃ sē āyā .

171However, if instead of considering yourself to be a Brahma Kumar, you consider yourself to be in some other relationship, Maya can come.

209Jaisē aur sabsē nirbandhan vaisē māyā sē bhī nirbandhan .

172Therefore, constantly remember that your relationships are spiritual.

210Kumāriyā̃ arthāt nirbandhan , kōī bhī pū̃chh nahī̃ .

173You are experienced about everything in your worldly life.

211Kumāriyā̃ haĩ hī sadā double light , na karmō̃ K|kē bandhan kā bōjh aur na ātmā kē ūpar pichhlē saṅskārō̃ kā bōjh . 212Sabhī bōjhō̃ sē halkē .

174Are you just as experienced in being a master ocean of knowledge who discovers the jewels of experience by going into the depths of knowledge?

213Aisē hō nā  ? 214Kumārī arthāt svatantr , sab rīti sē .

175What do you discover when you go deeper into an ocean? 176Jewels!

215Sirph sambandh key|kī rīti sē nahī̃ , tan sē nahī̃ lēkin man sē bhī svatantr . 216Aisē halkē hō nā  ?

177So too, the more you go into the depths of knowledge, the more jewels of experience you will discover.

217Jitnā yād mē̃ speed baṛhātī jāyēṅgī utnā halkī rahē̃gī .

178By doing this, you will become an embodiment of experience.

218Yād hī sādhan hai double light bannē kā . 219Tō sadā apnē kō halkā rakhō . 220Kōī bhī bāt āyē - ḍōnṭa care .

179Then, when others see how experienced you are, they too will want to become experienced.

221Jump dē dō tō bāt nīchē rah jāyēgī .

180Have you become experienced in this way?

222Halkē bahut baṛā jump dē saktē haĩ . 223Mātāō̃ sē - sabhī śhaktiyō̃ K|kē hāth mē̃ bāp key|kī pratyakṣhatā kā jhaṇḍā hai nā  ?

181One is to listen to knowledge and speak knowledge, and the other is to become an embodiment of experience.

224Śhaktiyō̃ kō jaisē aur śhastra diyē haĩ , ab śhaktiyō̃ kō bāp kō pratyakṣha karnē kā jhaṇḍā laharānā hai .

182To listen to knowledge and speak knowledge is the first stage and to become an embodiment of experience is the final stage.

225Harēk śhakti dvārā bāp pratyakṣha hō jāē . 226Tabhī jay-jayakār hō jāyēgī .

183The more experienced you become, the more eternally free from obstacles you will become.

227Śhaktiyō̃ dvārā bāp key|kī pratyakṣhatā huī hai tabhī sadā śhiv-śhakti ikaṭhṭhā dikhāyā hai .

184Continue to develop your experience and become an embodiment of experience of every virtue.

228Jō śhiv key|kī pūjā karē̃gē vah śhakti key|kī zarūr karē̃gē .

185You should have experienced whatever you speak of.

229Bāp aur śhaktiyō̃ kā gahrā sambandh hai .

186Are all of you Pandavas embodiments of experience?

230Isliē pūjā sāth-sāth hōtī hai . 231Śhaktiyō̃ nē bāp key|kī pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharāyā hai tabhī tō pūjā hōtī hai . 232Jhaṇḍā laharānā arthāt ūñchā āvāz hō .

187When someone tries to shake an experienced person, he won’t be able to. 188Whatever Maya tries to do to an experienced person, she will not succeed.

233Pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharānā sab tak āvāz sunāī dē .

189You are experienced in the obstacles of Maya, are you not?

234Bāp-dādā kō śhakti sēnā par nāz hai .

190An experienced person would never be deceived.

235Jinkō kisī nē āgē nahī̃ baṛhāyā vah itnī āgē baṛhī̃ jō sār viśhva kō badal dē̃ .

191Yourfoundation of experience has to be strong. 192Constantly continue to progress at a fast speed of effort.

236Jinhē̃ lōgō̃ nē nā-ummēd karkē chhōṛ diyā , bāp nē unhē̃ ummīdvār banā diyā .

193When you arestocked with pure thoughts, all your waste thoughts will stop.

237Pahlē śhakti pīchhē śhiv . 238Apnē kō bhī pīchhē kiyā . 239Tō aisē śhiv bāp kō kabhī bhī bhūlnā nahī̃ .

194Continue to churn one or another point of all the knowledge you hear every day.

240Sadā apnā combined rūp hī dēkhō aur combined rūp mē̃ chalō .

195To have waste thoughts means to lack thepower of churning. 196Learn how to churn knowledge.

241Mātāō̃ kō dēkh kar bahut khuśhī hōtī hai .

197Just take one word and go into the depths of that word.

242Mātāyē̃ girī̃ tō charaṇō̃ tak , chaṛhtī haĩ tō ēkdam sir kā tāj .

198When you give yourself atopic to think about every day, your waste thoughts will stop.

243Bahut girā huā bahut ūñchā chaṛh jāē tō khuśhī hōgī nā .

199Whenever you have any waste thoughts, travel to Madhuban in your intellect.

244Mātāō̃ kē liē tō hai hī ēk khuśhī kā jhūlā . 245Sadā usī jhūlē mē̃ jhūltē rahō . 246Mātāō̃ kō bāp dvārā viśhēṣh āgē jānē key|kī lift milī hai .

200When you remember the elevated atmosphere and the company of Madhuban, all your wastage will stop, and your way of thinking will change.

247Thōṛā-sā puruṣhārthī apnā aur hazār guṇā madad bāp key|kī .

201If you udhar kumars don’t become Brahma Kumars, you cannot make progress.

248Ēk kadam āpkā aur hazār kadam bāp K|kē . 249Mātāō̃ kō sadā viśhēṣh khuśhī hōnī chāhiē ki kyā sē kyā ban gaī . 250Nā-ummīd sē sarv ummīdō̃ vālī jīvan ban gaī , past key|kī jīvan mē̃ kyā thē ab kyā ban gayē .

202When every action you perform is in the awareness of your being a multimillion­times fortunate soul, each of those acts will be elevated, and many others will continue to receive the message through you.

251Duniyā bhaṭak rahī hai aur āp ṭhikānē par , tō khuśhī hōnī chāhiē nā  ? 252Śhaktiyā̃ apnē śhakti rūp mē̃ ā gaī tō sabhī kō vibrations phailtā rahēgā .

203You aremessengers. 204Wherever you go and whomsoever you come into contact with, you must continue to give everyone Baba’s message. 205Continue to sow the seeds.

253Gr̥ihasthī mē̃ rahtē trustee hōkar rahē̃gī tō nyārī rahē̃gī . 254Apnā aur anya kā jīvan saphal banānē kē nimitt banē̃gē .

206Never think that you have given knowledge to so many and yet only two to four have emerged from that.

255Sadā isī naśhē mē̃ rahō ham kalp pahlē vālī gōpiyā̃ haĩ .

207Some seeds bear fruit quickly, whereas other seeds bear fruit according to theseason.

256Bāp milā gōyā sab-kuchh milā . 257Kōī aprāpta vastu hai hī nahī̃ .

208These seeds are imperishable and will definitely bear fruit.

258Bāp kē sāth sadā khuśhī mē̃ nāchtī rahō , duḥkh kā nām-niśhān bhī khatm .

209Therefore, continue to sow the seeds; continue to give Baba’s message to everyone.

259Śhaktiyō̃ kā mukhya guṇ hai nirbhay . 260Māyā sē bhī ḍarnē vālī nahī̃ .

210By constantly keeping abalance of remembrance and service, you will become blissful. 211Achcha.

261Aisī nirbhay hō  ? 262Māyā chāhē śhēr K|kē rūp mē̃ āyē arthāt vikarāl rūp mē̃ āyē lēkin śhaktiyā̃ us śhēr par bhī savārī karnē vālī , itnī nirbhay .

212Blessing:May you be completely successful by serving simultaneously through your thoughts, words and deeds.When you start service somewhere, you have to do all types of service at the same time.

263Jō nirbhay stage par rahtē unkā sākṣhātkār śhakti rūp kā hōtā . 264Sadā śhastradhārī . 265Duniyā āpkō isī rūp mē̃ namaskār karnē āyēgī .

213In order to forge a relationship between others and the Father, your thoughts should be filled with good wishes and your words should be elevated words.

266Mātāyē̃ sirph bāp kē sāth sarv sambandh nibhātī rahē̃ tō number one lē saktī haĩ .

214When you come into contact and relationship with others, you attract them with your form of love and peace.

267Mātāyē̃ agar naṣhṭōmōhā mē̃ pās|pass hō gaī tō bahut āgē number lē saktī haĩ .

215By doing all of these types of service simultaneously, you become completely successful.

268Mātāō̃ kē liē yahī subject zarūrī hai . 269Bāp-dādā mātāō̃ kō extra , lift dētē haĩ , kyōṅki jāntē haĩ bahut bhaṭakī haĩ , bahut duḥkh dēkhē haĩ abhī bāp mātāō̃ K|kē pāṅw dabātē haĩ arthāt sahyōg dētē haĩ . 270Bāp kō bahut taras paṛtā hai .

216Continue to serve others on the basis of the faith that success is merged in every step you take. 217Slogan:By making pure thoughts an invaluable treasure of your life, you will only have benevolent thoughts for yourself and others.

271Sārī jīvan ganvāī , abhī thōṛē samay mē̃ pās|pass hō jāō .

218* * * O M S H A N T I * * *