बुधवार 12 दिसंबर 1979 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 112-12-79 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 2Rūhānī alaṅkār aur unsē sajī huī mūratē̃ 3Bāp-dādā apnē sarv bachchō̃ kō āj viśhēṣh alaṅkārī svarūp mē̃ dēkh rahē haĩ harēk key|kī sajī sajāī alaṅkāradhārī ati sundar mūrt dēkh rahē haĩ .

0> > Avyakt BapDada 12th December 1979

4Apanē-āp kō dēkhā hai  ! 5Kaun-kaun sē alaṅkār dhāraṇ kiyē huē haĩ .

1Today BapDada is seeing all of his children in their special decorated form.

6Apnē rūhānī alaṅkārō̃ key|kī sajāvaṭ kō sadā dhāraṇ kar chalē rahē hō  ?

2The decorated form of each, bearing the various symbols, is a very beautiful sight.

7Āj amr̥itbēlē harēk bachchē key|kī sajī sajāī huī mūrat dēkhī . 8Kyā dēkhā  ?

3Have you seen yourself in this way? 4Which are the symbols that you are carrying?

9Harēk bachchā ati sundar chhatrachhāyā kē nīchē baiṭhā huā hai . 10Jis chhatrachhāyā kē nīchē hōnē K|kē kāraṇ prakr̥iti aur māyā K|kē war|vār sē bachē huē thē .

5Each child was seen seated beneath a very beautiful canopy which was protecting them from being troubled by matter and Maya.

11Bahut rūhānī safety K|kē sādhan K|kē andar thē . 12Jarā sā sūkṣhma vibration bhī chhatrachhāyā K|kē andar pahũch nahī̃ saktā .

6Many devices for spiritual protection were visible, so that not even the most subtle vibrations could infiltrate the canopy.

13Aisī chhatrachhāyā K|kē andar viśhva-kalyāṇ key|kī sēvā K|kē zimmēvārī K|kē tājdhārī baiṭhē huē thē . 14Double tāj bahut sundar saj rahā thā .

7First there were those wearing the crown of responsibility in service, those engaged in world benefit.

15Ēk sampūrṇ pyūriṭī K|kē hisāb sē light kā crown , dūsrā sēvā kā tāj . 16Ismē̃ number-vār thē . 17Kisī-kisī bachchē kā pyūriṭī key|kī tīn sṭējiz saṅkalp , bōl aur karma K|kē light kā crown ēk tō phailā huā jyādā thā . 18Jitnī tīnō̃ stage key|kī pyūriṭī usī anusār light kā crown , chārō̃ ōr apnā prakāśh phailā rahā thā .

8Then the crown of light, gained through attaining complete purity.

19Kisī kā jyādā tō kisī kā cum|kam thā .

9The double crown was very beautiful.

20Sāth-sāth sēvā key|kī zimmēvārī K|kē anusār light key|kī power mē̃ antar thā . 21Arthāt percentage mē̃ phark thā .

10The crown of light was radiating all around, to the extent in which there was purity in thought word and action.

22Kōī 10 power K|kē tō kōī hazār power K|kē , percent aur phailāv anusār bhinn-bhinn number-vār tāzadhārī thē . 23Jitnē tāj mē̃ number thē usī anusār chhatrachhāyā mē̃ bhī phark thā , kisī key|kī chhatrachhāyā itnī baṛī thī jō usī chhatrachhāyā K|kē andar rah kārya kar saktē thē . 24Sārē viśhva kā bhramaṇ chhatrachhāyā K|kē andar kar saktē thē , itnī bēhad key|kī chhatrachhāyā thī aur kisī-kisī key|kī yathā-śhakti number-vār had kī thī . 25Aisī had key|kī chhatrachhāyā K|kē andar baiṭhē huē arthāt apnē purūṣhārth K|kē andar sadā yād kē bajāē niyam pramāṇ , samay pramāṇ yād mē̃ rahnē vālē .

11In this, all were numberwise.

264 ghaṇṭē vālē , 8 ghaṇṭē vālē arthāt yād kō bhī had mē̃ lānē vālē . 27Yād bēhad K|kē bāp kī hai lēkin yād karnē vālō̃ nē bēhad key|kī yād kō bhī had mē̃ lā diyā hai .

12Similarly with the crown of responsibility, the size and radiance also varied: some had the light of ten powers, whilst others had the light of a thousand.

28Sambandh avināśhī hai lēkin sambandh nibhānē vālō̃ nē samay niśhchit kar vināśhī kar diyā hai . 29Kabhī bāp sē sambandh , kabhī vyakti sē sambandh , kabhī vaibhavō̃ sē sambandh , kabhī apnē hī purānē saṅskār va svabhāv kē sāth sambandh . 30Lēnē kē liē tō avināśhī adhikār hai , avināśhī varsā hai .

13The variations in the crowns were also apparent in the canopies. in some cases the canopies were so large that all tasks could be carried out under their protection. 14For some the canopy was so unlimited that they were even able to throughout the world and yet remain under its protection.

31Lēkin dēnē K|kē samay vināśhī varsē sē bhī kinārā kar dētē haĩ . 32Lēnē mē̃ pharākhadil haĩ aur dēnē mē̃ kahā̃-kahā̃ economy dēnē ( mdĩhadasb ) kartē haĩ .

15But for others the canopy was limited in size: those were the ones who had made remembrance into a discipline to be performed at fixed times.

33Economy kaisē kartē hō , vah jāntē hō  ? 34Kaī bachchē baṛī hōśhiyārī sē bāp sē rūh-rūhān kartē haĩ . 35Kyā kahtē haĩ  ?

16They would have remembrance for four hours or for eight hours, and in this way would transform the remembrance of the unlimited Father into a limited activity.

36Phalānī-phalānī bāt mē̃ itnā tō parivartan kar liyā hai , bākī thōṛā-sā hai , vah bhī hō jāyēgā . 37Itnā thōṛā tō hōgā hī nā .

17They had fixed a set time to experience a relationship which is eternal, and had thus made that relationship into a temporary one.

38Lēnē mē̃ aisē nahī̃ kahtē ki thōṛā-thōṛā dē dō .

18They had brought remembrance of the unlimited into limitation.

39Agar bāp kōī mahārathī key|kī special khātirī karē̃ tō saṅkalp uṭhēgā ki kyō̃ ham bhī tō adhikārī haĩ .

19Sometimes there would be a relationship with Baba, and sometimes a relationship with human beings.

40Lēnē mē̃ zarā bhī nahī̃ chhōṛē̃gē lēkin dēnē mē̃ thōṛā-thōṛā kar khatm kar dēgē . 41Yah economy kartē haĩ , chaturāī sē bāp kō bhī dilāsē dētē haĩ .

20Sometimes there would be a relationship with possessions, sometimes with old sanskaras or with the former nature of the self.

42Zarūr sampann ban jāyēṅgē , hō jāyēgā . 43Jab lēnā - ēk second kā adhikār hai tō dēnē mē̃ bhī itnē pharākhadil banō .

21At the time of receiving there was generosity in the heart, but at the time of giving there would sometimes be “economy”.

44Parivartan karnē key|kī śhakti full parasēnnṭēz sē use karō . 45Tō nirantar yād kō had lāyē huē haĩ isliē chhatrachhāyā mē̃ bhī number dēkhē .

22At the time of receiving they do not say “just a little for the time being”, but at the time of giving they say “it will happen gradually...”.

46Number-vār hōnē K|kē kāraṇ māyā K|kē vibration vāyumaṇḍal , vyakti-vaibhav , svabhāv-sanskār war|vār kartē haĩ .

23With great cleverness they raise Baba’s hopes with the words “yes we shall become complete”.

47Nahī̃ tō chhatrachhāyā K|kē andar sadā safe rah saktē haĩ . 48Tājdhārī bhī dēkhē , chatradhārī bhī dēkhē .

24But if you are claiming the right to receive in one second, you should equally be generous at the time of giving.

49Sāth-sāth sabhī tājdhārī takhtnaśhīn bhī dēkhē . 50Takht kō tō jāntē hō - bāp K|kē diltakhtanaśhīn . 51Lēkin yah diltakhta itnā pure hai jō is takht par sadā baiṭh bhī vahī saktē jō sadā pure haĩ . 52Bāp takht sē utārtē nahī̃ lēkin svayã utar ātē haĩ .

25Those whose remembrance is constantly limited were seen under their canopies, but the effects of the vibrations and atmosphere of Maya, together with the battling with matter, sanskars, and other human beings, were also being experienced.

53Bāp key|kī sab bachchō̃ kō sadākāl kē liē offer hai ki sab bachchē sadā takhtnaśhīn rahō .

26Had their remembrance been unlimited, they would have experienced continual safety under their canopies.

54Lēkin automatic karma key|kī gati K|kē chakra pramāṇ sadākāl vahī baiṭh saktā hai jō sadā follow father karnē vālē haĩ . 55Saṅkalp mē̃ bhī apavitratā vā amaryādā ā jātī hai tō takhtnaśhīn key|kī bajāē girtī kalā mē̃ arthāt nīchē ā jātē haĩ . 56Jaisē-jaisē karma kartē haĩ usī anusār usī samay paśhchātāp kartē haĩ va mahsūs kartē haĩ ki takhtnaśhīn sē girtī kalā mē̃ ā gayē . 57Agar kōī jyādā ulṭā karma hōtā hai tō paśhchātāp key|kī sthiti mē̃ ā jātē haĩ .

27Next, all were seen sitting on their thrones.

58Agar kōī vikarma nahī̃ lēkin vyarth karma hō jātā hai tō paśhchātāp key|kī sthiti nahī̃ lēkin mahsūstā key|kī stage hōtī hai . 59Bārabār vyarth saṅkalp mahsūstā key|kī stage par lātā rahēgā ki yah karnā nahī̃ chāhiē . 60Yah wrong hai , jaisē kāṇṭē K|kē samān chubhtā rahēgā . 61Jahā̃ paśhchātāp key|kī sthiti va mahsūstā key|kī stage anubhav hōgī vahā̃ takhtnaśhīn K|kē naśhē key|kī stage nahī̃ hōgī .

28You know which throne: the throne of Baba’s heart.

62First stage hai - takht naśhīn . 63Second stage hai - karnē kē bād mahsūstā key|kī stage .

29However the heart throne is such a pure place that only the one who is pure constantly can sit on it eternally.

64Ismē̃ bhī number hai . 65Kōī karnē kē bād mahsūs kartē haĩ . 66Kōī kartē samay hī mahsūs kartē haĩ aur kōī karma hōnē K|kē pahlē hī catch kartē haĩ ki kuchh hōnē vālā hai .

30Baba does not send anyone away from the throne of his heart, but they themselves climb down from it. 31It is Baba’s wish that all of his children should be seated on the throne eternally.

67Kōī tūphān ānē vālā hai . 68Ānē K|kē pahlē hī mahsūs kar , catch kar samāpt kar dētē haĩ . 69Tō second stage hai mahsūstā key|kī .

32But according to the operations of the law of karma, only those children who constantly follow the Father are able to sit on the throne eternally.

70Tīsrī stage hai - paśhchātāp key|kī . 71Ismē̃ bhī number haĩ - kōī paśhchātāp kē sāth parivartan kar lētē haĩ aur kaī paśhchātāp kartē haĩ lēkin parivartan nahī̃ kar pātē .

33If there has been impurity, or disciplines have been broken, even in thought, then they step down from the throne, and experience either realisation or repentance.

72Paśhchātāp hai lēkin parivartan key|kī śhakti nahī̃ hai tō uskē liē kyā karē̃gē . 73Aisē samay par viśhēṣh svayã kē prati kōī-na-kōī vrat aur niyam banānā chāhiē .

34If the misdeed is sinful, there will be the stage of repentance; and if the misdeed is wasteful, there will be the stage of realisation.

74Jaisē bhakti mārg mē̃ bhī alpkāl K|kē kārya key|kī siddhi kē liē viśhēṣh niyam aur vrat dhāraṇ kartē haĩ . 75Vrat sē vr̥itti parivartan hōgī .

35The repetition of wasteful thoughts gradually brings realisation that “I should not be allowing these”.

76Vr̥itti sē bhaviṣhya jīvan rūpī sr̥iṣhṭi badal jāyēgī kyōṅki viśhēṣh vrat K|kē kāraṇ bār-bār vahī śhuddha saṅkalp , jiskē liē vrat rakhā hai , vah svataḥ yād ātā hai . 77Jaisē bhakta lōg viśhēṣh kisī dēvī yā dēvtā kā vrat rakhtē haĩ tō na chāhtē bhī sārā din usī dēvī yā dēvtā key|kī yād ātī hai aur yād K|kē kāraṇ hī bāp usī dēvī yā dēvtā dvārā yād kī return mē̃ unkī āśhā pūrṇ kar dētē haĩ . 78Tō jab bhaktō̃ K|kē vrat kā bhī phal miltā hai tō gyānī tū ātmā adhikārī bachchō̃ kō śhuddha saṅkalp rūpī vrat kā va dr̥iṛh saṅkalp rūpī vrat kā pratyakṣha phal jarūr prāpt hōgā . 79Tō sunā , takhtnaśhīn tō sab dēkhē lēkin kōī sadā kāl K|kē , utartē chaṛhtē huē dēkhē , abhī-abhī takhtnaśhīn , abhī-abhī nīchē .

36Then the thought “this is wrong” pricks like a thorn.

80Chauthā alaṅkār kyā dēkhā  ? 81Harēk kē pās svadarśhan chakra dēkhā .

37Realisation and repentance prevent the soul from enjoying the intoxication of the stage of being seated on the Throne.

82Svadarśhan chakradhārī bhī sab thē lēkin kōī kā chakra svataḥ hī chal rahā thā aur kōī kō chalānā paṛtā thā aur kōī phir kabhī-kabhī right taraph chalānē key|kī bajāē wrong taraph chalā lētē thē .

38The first stage then is to be seated on the Throne. 39The second stage is when, after something has happened, there is the realisation that even the Thrones are “numberwise”.

83Jō svadarśhan chakra kē bajāē māyā key|kī chakarī mē̃ ā jātē thē . 84Kyōṅki left side hō gayā nā .

40Seeing that something is about to happen, that a storm is brewing, some check in advance, and finish that thing off.

85Svadarśhan chakra kē bajāē par-darśhan chakra chalā lētē thē , yah hai left side chalānā . 86Māyājīt bannē kē bajāē par K|kē darśhan K|kē uljhan K|kē chakra mē̃ ā jātē thē jissē ‘ kyō̃ ’ aur ‘ kyā ’ K|kē question key|kī jāl ban jātī , jō svayã hī rachtē aur phir svayã hī phans jātē , tō sunā kyā-kyā dēkhā  ? 87Chārō̃ hī alaṅkārō̃ sē sajē-sajāē zarūr thē lēkin number-vār thē . 88Ab kyā karē̃gē  ?

41Other realise it is happening during the event.

89Bēhad key|kī chhatrachhāyā K|kē andar ā jāō arthāt kabhī-kabhī key|kī yād kā antar miṭākar nirantar yād kī chhatrachhāyā mē̃ ā jāō . 90Pyūriṭī aur sēvā K|kē double tāj kō percentage aur prastāv mē̃ bhī bēhad mē̃ karō arthāt bēhad phailī huī light K|kē tājdhārī banō . 91Dēnē aur lēnē mē̃ second K|kē abhyāsī ban sadā takhtnaśhīn banō . 92Chaṛhnē aur utarnē mē̃ thak jāyēṅgē , sadā bēhad K|kē rūhānī ārām mē̃ takhtnaśhīn rahō .

42Others only realise after the event has taken place.

93Arthāt nirbandhan ātmā K|kē ārām key|kī sthiti mē̃ rahō , knowledgeful master hō sadā aur svataḥ svadarśhan chakra phirātē rahō . 94Par-darśhan chakra kyō̃ kyā K|kē question key|kī jāl sē sadā mukt hō jāō tō kyā hōgā . 95Sadā yōg-yukt , jīvan mukt chakravartī ban bāp kē sāth viśhva-kalyāṇ key|kī sēvā mē̃ chakra lagātē rahē̃gē . 96Viśhva-sēvādhārī chakravartī rājā ban jāyēṅgē .

43So the second stage is that of realisation.

97Aisē sadā alaṅkārī , sadā svadarśhan chakradhārī , māyā K|kē her|har svarūp kō master knowledge full stage par sthit hō pahlē hī parakhnē vālē , anēk prakār K|kē māyā K|kē war|vār kō samāpt kar māyā kō balihār banānē vālē , bāp K|kē galē K|kē hār bannē vālē , avināśhī sarv sambandhō̃ key|kī sadā prīti key|kī rīti nibhānē vālē , aisē bāp samān bachchō̃ kō bāp-dādā kā yād pyār aur namastē . 98U|you . pī|P . nivāsī āyē haĩ . 99U|you . pī|P . key|kī viśhēṣhtā hai jaisē bhakti K|kē tīrtha sthān U|you . pī|P . mē̃ bahut haĩ , vaisē gyān K|kē sēvākēndrō̃ kā vistār bhī achchhā kar rahē haĩ . 100U|you . pī|P . mē̃ bhakta ātmāē̃ bhī bahut haĩ tō master bhagvān ab bhaktō̃ key|kī pukār sun aur bhī jaldī-jaldī bhakti kā phal unkō dō .

44The third stage is repentance, and all are “numberwise” in this also.

101Dē rahē haĩ , lēkin aur bhī speed kō baṛhāō .

45Some repent, but at the time, lack the power to reform.

102U|you . pī|P . key|kī viśhēṣhtā - anēk garībō̃ kō sāhūkār banānē kā bahut achchhā chance lē rahē hai . 103Merciful ban rahm key|kī bhāvnā achchhī dikhā rahē haĩ . 104U|you . pī|P . kā kaurav government K|kē nakśhē mē̃ bhī vistār hai . 105Area bahut lambī hai aisē hī pāṇḍav government K|kē nakśhē mē̃ sēvā key|kī area sabsē number one karkē dikhāō .

46What should the do?

106Viśhēṣh is varṣh mē̃ rahē huē gupta vārisō̃ kō pratyakṣha karō . 107Ab tak jō kiyā hai vah bahut achchhā kiyā hai , abhī aur bhī chārō̃ ōr key|kī ātmāyē̃ vansa mōr ( O n c e M o r e ) karē̃ .

47There should be a special vow, or discipline observed for the self, so they are able to transform their thought patterns. 48Through your thought patterns the future of the entire world will be changed.

108Vāh-vāh key|kī tālī bajāē̃ . 109Aisā viśhēṣh kārya bhī U|you . pī|P . vālē karē̃gē .

49The special vows which you take will cause the same pure thoughts to emerge repeatedly.

110Abhī aur bhī jyādā jñān-sthān banāō . 111Tīrthasthānō̃ sē jñānasthān banātē jāō .

50So some remained seated on their Thrones, but others were seen to step down.

112Achchhā - bākī jō bhī sab āē haĩ jaisē bhī purūṣhārth mē̃ āgē baṛh rahē haĩ , āgē baṛhnē kē liē mubārak hō . 113Ussē bhī adhik high jump dēnē kē liē sadā smr̥iti svarūp bhav . 114Party kē sāth avyakt bāp-dādā key|kī personal mulākāt 1151 . sahaj yāgī kā chitra hai - viṣhṇu key|kī śēṣ śhaiyā  : āp sab sadā foundation K|kē samān mazbūt rahnē vālē , sadā achal hō nā  ?

51And what was the fourth symbol to be seen?

116Hilnē vālē tō nahī̃ hō  ?

52Each one also held a discus.

117Aṅgad kā jō ab tak gāyan hō rahā hai , vah kin kā gāyan hai  ? 118Apnā hī gāyan phir sē sun rahē hō .

53For some the discus was spinning freely, while for others, effort was required.

119Jō kalp pahlē vijay prāpt kī hai us vijay kā nagāṛā ab bhī sun rahē hō . 120Vah nakśhā abhī āpkē sāmnē hai kalp-kalp vijayī hō . 121Anēk bār vē|way vijayī hō , isliē sahajyōgī kahā jātā hai . 122Anēk bār kiyā huā phir karnā tō sahaj hō jātā hai nā .

54For some the discus was spinning in the wrong direction, towards the left: instead of spinning thought of self-realisation, they were spinning thoughts about others, and so they were trapped in the web spun by Maya.

123Naī bāt nahī̃ kar rahē hō . 124Banē huē kō banā rahē hō isliē kahā jātā hai banābanā yā-banā rahē haĩ , banā huā hai lēkin phir repeat kar banāyā hai . 125Pahlē bhī padmā padam bhāgyaśhālī banē thē ab bhī ban rahē hō .

55Instead of conquering Maya, they were trapped in a cycle of confusion, the web of “what” and “why”, created by looking at the behaviour of others.

126Aisē sahyōgī hō . 127Unkī niśhānī tathā rahan-sahan kā chitra kaun-sā dikhāyā hai  ?

56So many questions, all created by the self, so that eventually the self is trapped.

128Viṣhṇu key|kī śēṣ śhaiyā arthāt sāmp kō bhī śhaiyā banā diyā arthāt vah adhīn hō gaē vah adhikārī hō gaē . 129Nahī̃ tō sāmp kō kōī hāth nahī̃ lagātā , sā̃pō̃ kō śhaiyā banā diyā arthāt vijayī hō gayē . 130Vikārō̃ rūpī sāmp hī adhīn hō gayē arthāt śhaiyā ban gayē tō niśhchinta hō gayē nā . 131Jō vijayī hōtē haĩ vah sadā niśhchinta viṣhṇu K|kē samān sadā harṣhit rahtē haĩ .

57Now you have heard what was seen.

132Harṣh bhī tab hōgā jab gyān kā sumiraṇ kartē rahē̃gē . 133Tō yah chitra āp kā hī hai nā .

58All were decorated with the four symbols, yet all were “numberwise”.

134Jō bhī bāp K|kē bachchē banē aur vijayī hō rahē haĩ , un sab kā yah chitra hai . 135Sadā sāmnē dēkhō ki vikārō̃ kō adhīn kiyā huā adhikārī hū̃ . 136Ātmā sadā ārām sthiti mē̃ rahē . 137Śharīr kō sōnē kā ārām nahī̃ , vah tō sēvā mē̃ hi · yā̃ dēnī haĩ lēkin ātmā key|kī niśhchinta sthiti - yah hai ārām  ?

59What will you do now?

138Kyōṅki ki ab bhaṭaknē sē bach gayē .

60Come below the unlimited canopy of constant remembrance.

139Mātāyē̃ sabhī gōpikāyē̃ , gōpī vallabh kē sāth jhūlē mē̃ jhūlnē vālī hō nā  ?

61Claim the double crown of purity and service, of unlimited size and radiance.

140Ādhā kalp jaṛ chitrō̃ kō bahut pyār sē jhulāyā ab jhulānā khatm huā jhūlnā śhurū hō gayā .

62Practice giving and taking in one second, and in this way claim the throne constantly.

141Kabhī sukh K|kē jhūlē mē̃ , kabhī śhānti K|kē jhūlē mē̃ … anēk jhūlē haĩ , jismē̃ chāhō jhūlō , nīchē nahī̃ āō .

63Climbing on and off the throne tires you, so sit on the throne in constant unlimited spiritual comfort.

142Mātāō̃ K|kē jhūlā achchhā lagtā hai . 143Tab tō bachchō̃ kō bhī jhūlātī rahtī haĩ .

64Remain in the consciousness of a soul liberated from all bondage.

144Bhakti mē̃ bahut jhulāyā ab bhakti kā phal tō lē̃gī nā  ? 145Bhakti hai jhulānā aur phal hai jhūlnā .

65You are master knowledgeful, so let the cycle of self realisation spin constantly and freely.

146Tō ab jō phal mil rahā hai vah khā rahī hō yā dēkh-dēkh kar khuśh hō rahī hō . 147Mātāō̃ mē̃ yah bhī ādat hōtī hai - khāyēṅgī nahī̃ , rakh dē̃gī .

66Remain constantly free from the web of questions of why and what, which arise from the cycle of thoughts about others.

148Yah tō jitnā khāyēṅgē utnā baṛhēgā . 1491 second khāyēṅgī tō ēk samay kā anubhav sadākāl kā anubhavī banā dēgā . 150Isliē khūb khāō .

67Then you will constantly yog-yukt and jeevanmukt, and together with Baba, Ruler of The Globe, you will continuously circle the world for the service and benefit of all.

151Mātāō̃ kō dēkh karkē bāp kō bhī khuśhī hōtī hai .

68You will become a world servant, ruler of the globe.

152Jinhē̃ duniyā nē nā ummīdvār banāyā , bāp nē unhē̃ hī sir kā tāj banā diyā . 153Unhōnnē purānī juttī samjhā aur bāp nē sir kā tāj banāyā tō kitnī khuśhī hōnī chāhiē . 154Pāṇḍavō̃ kā bhī sadā sahyōgī aur sadā sāth rahnē kā gāyan hai . 155Yādgār mē̃ dēkhō gōpī vallabh kē sāth gvāl-bāl dikhāyē haĩ .

69Achca, to such souls who are constantly bearing their symbols; those who remain constantly in the stage of master knowledgful, and so are able to recognise in advance every form of Maya’s spinning; those who end the innumerable forms of warring with Maya; those who force Maya to surrender and become the garland of Baba’s nexk; those who constantly fulfil the responsibility of all the imperishable relationships; to such children who are like Baba, BapDada’s love, remembrance, and namaste.

156Her|har kārya mē̃ sahyōg aur sadā sāth rahnē vālē hō nā  ? 157Sabhī yād aur sēvā dōnō̃ mē̃ tatpar rahō . 158Sēvā sē bhaviṣhya prārabdha banēgī aur yād sē vartamān khuśhī mē̃ rahē̃gē . 159Kōī aprāpta vastu hī nahī̃ .

70* * * O M S H A N T I * * *

160Sadā tr̥ipt .