शुक्रवार 4 जनवरी 1980 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 104 . 01 . 1980 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 04-01-80 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Vartamān rājya adhikārī hī bhaviṣhya rājya adhikārī 3Vidēśhī bhāī-bahanō̃ kē sāth avyakt bāp-dādā key|kī mulākāt
1Only those who can master the self now can become the future world sovereigns.
4Sabhī apnē kō double rājya-adhikārī samajhtē hō ? 5Vartamān bhī rājya - adhikārī aur bhaviṣhya mē̃ bhī rājya-adhikārī .
2Do all of you consider yourselves to be doublesovereigns; present sovereigns and also future sovereigns?
6Vartamān , bhaviṣhya kā darpaṇ hai .
3The present reflects the future.
7Vartamān key|kī stage arthāt darpaṇ dvārā apnā bhaviṣhya spaṣhṭ dēkh saktē hō .
4In the mirror of your present stage, your future is clearly visible.
8Vartamān va bhaviṣhya K|kē rājya-adhikārī bannē kē liē sadā yah check karō ki mērē mē̃ ruling power kahā̃ tak hai , pahlē sūkṣhma śhaktiyā̃ , jō viśhēṣh kāryakarttā hai , unkē ūpar kahā̃ tak apnā adhikār hai . 9Saṅkalp śhakti kē ūpar , buddhi kē ūpar aur saṅskārō̃ kē ūpar .
5In order to become a present sovereign and a future sovereign, constantly examine yourself to see the extent of your ruling power; to what extent you have all rights over the subtle powers of your mind, intellect and sanskars which are your main servants.
10Yah viśhēṣh tīn śhaktiyā̃ rājya-adhikārī banānē mē̃ sadā sahyōgī arthāt rājya kī kārōbār chalānē vālē mukhya sahyōgī kāryakarttā haĩ .
6These three special powers should constantly cooperate with you sovereigns, that is, they are your main servants who cooperate with you in ruling your kingdom.
11Agar yah tīnō̃ kāryakarttā āp ātmā arthāt rājya-adhikārī rājā K|kē iśhārē par chaltē haĩ tō sadā vah rājya yathārth rīti sē chaltā hai . 12Jaisē bāp kō bhī tīn mūrtiyō̃ dvārā kārya karānā paṛtā hai . 13Isliē ` trimūrti ' kā viśhēṣh gāyan aur pūjan hai .
7When these servants follow the orders that you, their master, give, then that kingdom runs very well. 8It is similar to the way in which Baba accomplishes His work through the three images, and therefore the Trimurti is especially praised and worshipped.
14Trimūrti śhiv kahtē hō .
9This is why you say: “Trimurti Shiva”.
15Ēk bāp K|kē tīn viśhēṣh kāryakarttā haĩ jin dvārā viśhva kā kārya karātē haĩ .
10The one Father has three special servants through whom He accomplishes everything for the world.
16Aisē āp ātmā rachayitā hō aur yah tīn viśhēṣh śhaktiyā̃ arthāt trimūrti śhaktiyā̃ āpkē viśhēṣh kāryakarttā haĩ .
11In the same way, you souls are creators and your three special servants, your trimurti powers, especially have to serve you.
17Āp bhī in tīn rachnā K|kē rachayitā hō .
12You creators create these three.
18Tō check karō ki trimūrti rachnā āpkē control mē̃ haĩ ?
13So, examine yourself to see whether your trimurti creation is under your control.
19Man hai utpatti karnē vālā arthāt saṅkalp rachnē vālā .
14The mind creates; it creates thoughts.
20Buddhi hai nirṇay karnā arthāt pālnā K|kē samān kārya karnā .
15The intellect decides; it works in the same way as giving sustenance.
21Saṅskār hai achchhā va burā parivartan karānē vālā .
16Sanskars are for good or bad transformation.
22Jaisē brahmā ādi dēv hai vaisē pahlē ādi śhakti hai - ` man ' arthāt saṅkalp śhakti ' .
17Just as Brahma is Adi Dev, the first deity, so too, the thinking of your mind is your first power.
23Ādi śhakti yathārth hai tō aur bhī kāryakarttā unkē sāthī yathārth kārya karnē vālē haĩ .
18If your first power is accurate, then your other servants who accompany it will also do everything accurately.
24Pahlē yah check karō mujh rājā kā pahlā ādi kāryakarttā sadā samīp K|kē sāthī K|kē samān iśhārē par chaltā hai . 25Kyōṅki māyā duśhman bhī pahlē isī ādi śhakti kō bāgī arthāt traitor banātī hai . 26Aur rājy-adhikār lēnē key|kī kōśhiśh kartī hai .
19First of all, check to see that your first servant is a constant companion of you, the soul, the king, and is constantly following your instructions, because your enemy Maya also first attacks your first power and turns it into a traitor in order to rob you of your sovereignty.
27Isliē ādi śhakti kō sadā apnē adhikār key|kī śhakti K|kē ādhār par sahyōgī , viśhēṣh kāryakarttā karkē chalāō .
20Therefore, use your first power, your special and cooperative servant, to maintain your power of having all rights.
28Jaisē rājā svayã kōī kārya nahī̃ kartā , karātā hai .
21A king would not do physical work himself, but would inspire everything to happen.
29Karnē vālē rājya kārōbārī alag hōtē haĩ .
22The servants in the kingdom, who actually do everything, would be separate.
30Agar rājya kārōbārī ṭhīk nahī̃ hōtē tō rājya ḍagmag hō jātā hai .
23When those serving under the king do not serve him well, that kingdom will shake.
31Aisē ātmā bhī karāvanhār hai , karanhār yē viśhēṣh trimūrti śhaktiyā̃ haĩ . 32Pahlē inkē ūpar ruling power hai tō yah sākār karmēndriyā̃ un K|kē ādhār par svataḥhī sahī rāstē par chalē̃gī .
24In the same way, you souls are karavanhar (one who inspires others to do), and your three special powers are karanhar (one who does). 25When you have ruling power over these three, then your physical organs will automatically follow the right path.
33Karmēndriyō̃ kō chalānē vālī bhī viśhēṣh yah tīn śhaktiyā̃ haĩ .
26It is these three special powers that control your senses.
34Ab ruling power kahā̃ tak āī hai - yah check karō .
27Now, examine yourself to see to what extent you have ruling power.
35Jaisē double vidēśhī hō vaisē double rūlarsa hō ?
28Just as you are double foreigners, are you also double rulers?
36Harēk kā rājy-kārōbār arthāt svarājya ṭhīk chal rahā hai ?
29Is all the activity in your kingdom, your sovereignty, functioning well?
37Jaisē satyugī sr̥iṣhṭi kē liē kahtē haĩ - ēk rājya ēk dharm hai .
30You speak of the goldenaged world as being of one kingdom and one religion.
38Aisē hī ab svarājya mē̃ bhī ēk rājya arthāt sva K|kē īśhārē par sarv chalnē vālē haĩ .
31In the same way, in terms of selfsovereignty, there has to be one kingdom, which means that everything has to function according to how you indicate.
39Ēk dharm arthāt ēk hī dhārṇā sab kī hai ki sadā śhrēṣhṭhāchārī chaṛhtī kalā mē̃ chalnā hai .
32One religion (dharma) means that everyone has the same dharna, and that is for your stage to be constantly elevated and ascending.
40Man apnī manmat par chalāvē , buddhi apnī nirṇay śhakti key|kī halchal karē , milāvaṭ karē , saṅskār ātmā kō bhī nāch nachānē vālē hō jāē̃ tō iskō ēk dharm nahī̃ kahē̃gē , ēk rājya nahī̃ kahē̃gē .
33It cannot be called one kingdom and one religion if your mind is following its own dictates; if the decision making power of your intellect is fluctuating or confusing everything, or if your sanskars are making you dance around.
41Tō āpkē rājya kā kyā hall|hāl hai ?
34So, what is the condition of your kingdom?
42Trimūrti śhaktiyā̃ ṭhīk haĩ ?
35Are your trimurti powers serving you well?
43Kabhī saṅskār bandar kā nāch tō nahī̃ nachātē haĩ ?
36Do your powers sometimes make you dance around like a monkey?
44Bandar kyā kartā hai nīchē ūpar chhalāṅg mārtā hai nā .
37Monkeys constantly jump up and down.
45Saṅskār key|kī bhī abhī-abhī chaṛhtī kalā abhī-abhī girtī kalā . 46Yah bandar kā nāch hai nā .
38Similarly, do your sanskars sometimes jump up and make you ascend, and sometimes make you descend like a dancing monkey.
47Tō yē saṅskār nāch tō nahī̃ nachātē haĩ nā ?
39So, your sanskars don’t make you dance around in this way, do they?
48Control mē̃ hai nā sab ?
40Is everything under your control?
49Kabhī buddhi milāvaṭ tō nahī̃ kartī hai ?
41Does your intellect sometimes confuse everything?
50Jaisē ājkal milāvaṭ kartē haĩ tō nirṇay śhakti bhī milāvaṭ kar dētī hai , kabhī buddhi milāvaṭ tō nahī̃ kar dētī hai .
42Nowadays, people confuse everything, and so here too, your decisionmaking power confuses everything.
51Abhī-abhī yathārth abhī-abhī vyarth tō milāvaṭ huī nā .
43Is your intellect mixed up about everything in this way?
52Kāraṇ kō nivāraṇ K|kē rūp mē̃ kar lō tō māyā samāpt hō jāēgī 53Vidēśh mē̃ māyā ātī hai ?
44If everything is accurate at some times but wasteful at other times, then that too is a mixture.
54Vidēśhiyō̃ kē pās māyā nahī̃ ānī chāhiē kyōṅki vidēśh mē̃ vartamān samay thōṛē hī samay mē̃ ū̃chē bhī chaṛhtē aur nīchē bhī girtē haĩ .
45When you change all your reasons into solutions, Maya will finish. 46Those of you from abroad, does Maya come to you?
55Tō thōṛē samay mē̃ sab prakār K|kē anubhav karkē ab pūrē kar liē haĩ .
47Maya should not come to you foreigners. 48Those who live abroad don’t take time to ascend or descend.
56Jaisē kōī chīz bahut khāī jātī hai tō dil bhar jātā hai .
49You have experienced everything in a short time and have now finished everything.
57Vaisē vidēśh mē̃ bhī sab prakār kā full force hōnē K|kē kāraṇ vidēśh key|kī ātmāyē̃ ab insē thak gaī haĩ . 58Tō jō thakē huē hōtē haĩ unkō agar ārām mil jātā hai tō bilkul lēṭtē hī gum hō jātē haĩ .
50When you eat too much of something, you feel overfilled. 51In the same way, because all of you souls in the foreign lands experience the full force of everything, you have all become tired of everything.
59Deep slīp kā anubhav kartē haĩ . 60Tō vidēśhiyō̃ kō māyā nē thōṛē hī samay mē̃ bahut anubhav karā diyā hai .
52When those who are really tired are made comfortable, they become totally unconscious as soon as they lie down; they experience deep sleep.
61Ab kyā karnā hai ? 62Ab tō naī chīz key|kī talāś thī vah mil gaī phir māyā kyō̃ āvē ?
53So Maya has made all of you foreigners very well experienced in just a short time.
63Nahī̃ ānī chāhiē na , phir ātī kyō̃ hai ?
54What do you have to do now?
64 ( māyā K|kē purānē grāhak haĩ ) māyā kō bhī agar nayē grāhak achchhē mil jāyēṅgē tō purānō̃ kō āpē hī chhōṛ dēgī .
55You have found the new thing that you were seeking, and so why should Maya come to you? 56She shouldn’t come, so why does she come?
65Ruling power vālē kē pās māyā ā nahī̃ saktī .
57(We are old customers of Maya.)
66Māyā jahā̃ dēkhtī hai kāryakarttā sab hōśhiyār haĩ , attention mē̃ hai tō vahā̃ himmat nahī̃ rakh saktī .
58When Maya finds very good new customers, she very easily lets go of the old ones. 59Maya cannot come to those who have ruling power.
67Ruling power kahā̃ tak hai - uskī checking karō aur agar power nahī̃ hai tō uskā kāraṇ kyā hai ?
60When Maya sees that all of your workers are very wise and are all paying full attention, she doesn’t have the courage to go near them.
68Kāraṇ kō nivāraṇ K|kē rūp mē̃ parivartit karō .
61Check to see to what extent you have ruling power.
69Kāraṇ khatm hō jānā arthāt māyā khatm hō gaī .
62When your reasons finish, it means Maya has finished.
70Māyā kā mukhya svarūp kāraṇ K|kē rūp mē̃ ātā hai .
63The main form in which Maya comes is that of giving reasons.
71Kāraṇ kō nivāraṇ K|kē rūp mē̃ kar lō tō māyā sadā kē liē samāpt hō jāyēgī .
64Finish all your reasons and find a solution and Maya will finish for all time.
72Āj tō milnē āyē haĩ .
65Today, Baba has come to meet all of you.
73Muraliyā̃ tō bahut sunī̃ ab aisē murlīdhar banō jō māyā murlī kē āgē nyōchhāvar ( surrender ) hō jāē .
66You have heard many murlis. 67Now become such murlidhars (flute players) that Maya surrenders to your murli.
74Aisē murlīdhar hō nā ki vah sthūl sāz key|kī murlī chalānē vālē hō ?
68You are such murlidhars, are you not? 69Or are you those who simply play the physical flute?
75Vah tō bahut achchhī chalātē hō .
70You play that flute very well.
76Ismē̃ bhī murlīdhar banō .
71Now, become a murlidhar of this murli also.
77Māyā kō surrender karānē key|kī murlī .
72This is the murli that makes Maya surrender.
78Yah sāz bhī bajā saktē hō nā ?
73You can play this music too, can you not?
79Sāz bajānē kā majority kō śhauk hai .
74The majority of you love playing music.
80Jis samay bhī kōī sāz bajāō us samay yah sōchō ki māyājīt bannē K|kē rāj kā sāz bhī ātā hai ?
75Whenever you play music, just think whether you also know how to play the music of defeating Maya.
81Yah rāj kā sāz agar sadaiv bajātē rahō tō māyā sadā kē liē surrender hō jāyēgī .
76When you constantly play this secret music, Maya will give in to you for all time.
82Aisē sāz bajānā ātā hai ?
77Do you know how to play this music?
83Vidēśhī bhī padmaguṇā bhāgyaśhālī haĩ .
78You foreigners are multimilliontimes fortunate.
84Dūr sē ātē haĩ lēkin chance bhī padmaguṇā miltā hai .
79You come from far away, but you are also given multimillion chances.
85Jitnā dēśh vālē varṣh mē̃ lētē haĩ ussē jyādā vidēśhiyō̃ kō thōṛē samay mē̃ prāpt hōtā hai .
80You foreigners are given more in a short time than those in Bharat are given in a whole year.
86Viśhēṣh pālnā mil rahī hai .
81You are given special sustenance.
87Viceless bannā hī wireless hai
82Everyone’s vision is especially on you foreigners.
88Sabkī nazar āp vidēśhiyō̃ kē ūpar viśhēṣh rahtī hai . 89Tō viśhēṣh pālnā kā rūp , pratyakṣhaphal K|kē rūp mē̃ viśhēṣh dikhānā paṛē . 90Jaisē sthāpanā mē̃ viśhēṣh pālnā chalī vaisē abhī bhī āp lōgō̃ key|kī viśhēṣh pālnā chal rahī hai .
83Therefore, you have to reveal the One from whom you receive this by becoming the practical form. 84Just as there was special sustenance at the start of the creation of the yagya, so too, you are also now being given special sustenance.
91Tō pahlē pālnā vālō̃ nē us pālnā kā return sēvā key|kī sthāpanā key|kī .
85Those who received sustenance at the beginning have given the return of that sustenance in starting service.
92Ab āp lōg kyā karē̃gē ?
86What will all of you now do?
93Sēvā key|kī samāpti karē̃gē , aur sampūrṇtā kā va pratyakṣhatā kā nām bālā karē̃gē .
87You will complete this service and glorify Baba’s name by becoming complete and perfect.
94Vidēśhiyō̃ kō hī samāpti key|kī date fix karnī paṛēgī .
88You foreigners will have to fix a date for the final date.
95Pahlē vālō̃ nē sthāpanā key|kī date fix key|kī aur ab āp lōgō̃ kō samāpti key|kī date fix karnī paṛēgī . 96Abhī sabkā intzār āpkē ūpar hōgā .
89Everyone is now waiting for you. 90When someone asks Baba when destruction will take place, He replies: “Ask the foreigners!”.
97Bāp dādā sē pūchhē̃gē ki vināśh kab hōgā tō kahē̃gē vidēśhiyō̃ sē pūchhō .
91The people of Bharat were given the responsibility of creation.
98Dēśh vālō̃ nē sthāpanā key|kī zimmēvārī lī .
92Now, you foreigners have to take this responsibility.
99Vidēśhī bhī kōī tō zimmēvārī lē̃gē nā . 100Hai bhī vidēśh vināśhī aur bhārat avināśhī tō bhāratvāsiyō̃ nē sthāpanā kā kiyā aur vidēśhī vināśh K|kē kārya mē̃ viśhēṣh nimitt banē̃gē .
93In fact, just as the foreign lands are perishable and Bharat is imperishable, so too the people of Bharat carried out the task of creation, and now you foreigners have become the special instruments for the task of destruction.
101Bhāratvāsī bachchō̃ nē yagya key|kī sthāpanā mē̃ apnī āhutiyā̃ ḍāl kar sthāpanā key|kī , yagya rachā . 102Aur āp lōg phir antim āhuti ḍālkar samāpt karō .
94Children from Bharat carried out creation by sacrificing themselves in creating the yagya. 95They started the yagya with their sacrifice and you now have to make the final sacrifice and finish the yagya.
103Phir jay-jayakār hō jāyēgā .
96Then there will be victory.
104Ab jaldī-jaldī antim āhuti ḍālō .
97Now, make the final sacrifice very quickly.
105Sab mil karkē ēk saṅkalp kā svāhā karō tō samāpti hō jāēgī . 106Iskī date kab batāaiṅgē ?
98When all of you come together with one thought and make the final sacrifice, it will be the end.
10780 mē̃ karē̃gē yā 81 mē̃ karē̃gē . 108Yah date batānā .
99When will you reveal the date for this?
109 ( ēk bār madhuban mē̃ phir sē āyē̃ ) vināśh śhurū hōgā tō sadā kē liē ā jāyēṅgē .
100You have to give Baba this date. 101(We would like to come to Madhuban at least once more.)
110Isliē tō yahā̃ baṛā hall|hāl banā rahē haĩ .
102When destruction starts, you can come here for good.
111Sirph wireless kā set apnā ṭhīk rakhnā .
103This is why the big hall is being built here.
112Yahā̃ key|kī wireless hai - viceless key|kī wireless .
104Simply make sure that your wireless is working well.
113Tō wireless dvārā āvāj āpkō pahũch jāēgī ki āp ā jāō .
105The wireless you need here is that of being viceless.
114Agar wireless set nahī̃ hōgā tō āvāj bhī pahũch nahī̃ sakēgā .
106You will hear the sound calling you here on your wireless.
115Direction nahī̃ mil sakēgā . 116Sthūl sādhan dvārā āvāj nahī̃ āēgā .
107If you don’t have your wireless switched on, the sound will not reach you.
117Viceless buddhi hī yah antim direction catch kar sakēgī .
108Only a viceless intellect will be able to catch this final direction.
118Isliē jaldī-jaldī karē̃gē tō jaldī samay ā jāēgā . 119Pahlē tō powerful mike taiyār karō .
109Therefore, if you do everything quickly, the end will come very quickly.
120Jis mike dvārā āvāj bhārat mē̃ pahũchē aur phir jaisē un kā election hōtā hai tō ēk din pahlē ēḍavaraṭāijamēnṭa sādhan sab band kar dētē haĩ .
110First of all, you have to create a powerful mike, through whom the sound will reach Bharat. 111All advertising has to stop the day before the election.
121Pīchhē vōṭiṅg hōtī hai .
112Then, the voting takes place.
122Tō pahlē tō mike dvārā āvāj phailāō tō vō bhī silence hō jāēgī phir result out hōgī .
113So, first of all spread the sound through the mike. 114Then there will be silence and the result will be announced.
123Abhī ēḍavaraṭāijamēnṭa mike kahā̃ tak taiyār kiē haĩ ?
115As yet, you haven’t prepared your mikes who can advertise for you.
124Pahlē āvāj phailēgā phir aisī dead silence hōgī jō yah āvāj phailānē kā part bhī samāpt hō jāēgā aur phir parivartan hōgā .
116First, the sound has to be heard everywhere, and then that part of advertising the news will end, and there will be such dead silence that transformation will take place.
125Abhī tō pahlī stage chal rahī hai nā .
117At the moment, just the first part is being played.
126Pahlī stage mē̃ time lagēgā , dūsrī mē̃ time nahī̃ lagēgā .
118The first part does take time, but the second part will take no time at all.
127Australia party : Australia K|kē sarv bachchō̃ mē̃ sabsē baṛī viśhēṣhtā kyā hai ? 128Jāntē hō ?
119Avyakt BapDada’s special plan for you to celebrate Shiv Jayanti (the birthday of Shiva) with a lot of splendour.
129Australia vālō̃ kā jō dūsrē dharm mē̃ part bajānē kā nimitt mātra samay thā vah samay abhī samāpt hō gayā , isīliē apnē dharm key|kī pahchān milnē sē sahaj aur jaldī ā gaē aur phir aurō̃ kō bhī nikālnē key|kī bahut umaṅg hai .
120You are now being given very good opportunities to do service. 121The time of revelation of both the corporeal one and the Incorporeal One is coming closer. 122What newness will you bring about now? 123You definitely have to do something new at every function.
130Tō issē siddha hōtā hai ki temporary time jō dūsrē dharm mē̃ gaē haĩ , vah samāpt hō gayā .
124So what special something will you do this year for Shiv Ratri? 1251. Last year you aimed to use light and sound, and each of you did everything according to your capacity.
131Isliē yah bhī viśhēṣhtā hai ki jō bhī ātē haĩ majority vah apnē lagtē hai . 132Dūsrē dharm K|kē nahī̃ lagtē haĩ .
126Usually, you aim to reveal the God of the Gita at Shiv Ratri, but because you put them down by comparing, they are unable to understand the difference.
133Āsṭrēliyan athavā vidēśhī hōtē huē bhī chātrak ātmāyē̃ lagtī haĩ tō ātmā kā cātrakapan siddh kartā hai ki apnē dharm vālē haĩ .
127This time for Shiv Ratri, especially paint two pictures one of Incorporeal Shiva, and the other of Shri Krishna. 128Make beautiful pictures of both with rays coming out of each one.
134Āp lōgō̃ kō bhī aisē hī mahsūs hōtā hai nā ki galatī|galtī sē dūsrī ḍālī par chalē gaē haĩ .
129Both the pictures of Shiva and Shri Krishna with rays emerging from each of them should be well decorated and made very attractive.
135Sēvā kē liē yah bhī ēk thōṛē samay kā part milā huā hai .
130Let the different praise of Krishna and Shiva appear in each picture.
136Nahī̃ tō vidēśh key|kī sēvā kaisē hōtī ?
131Don’t compare them, but just show the difference between the two.
137Vahā̃ vālō̃ kō nimitt banā K|kē vidēśh key|kī sēvā karā rahē haĩ .
132The special focus on the stage should be these two pictures.
138Jaisē kalp pahlē kā gāyan bhī hai ki pāṇḍav gupta vēśh mē̃ yahā̃-vahā̃ sēvā kē liē gaē thē .
133When you hold a conference, you have the logo of the conference very prominently visible, and then you invite a special VIP to explain that.
139Tō āp bhī rūp-dharma mē̃ parivartan karkē pāṇḍavasēnā sēvā kē liē gaē hō . 140Lēkin hō ` pāṇḍavasēnā ' .
134In the same way, at Shiv Ratri, invite a special VIP to explain both these pictures, but first explain the differences between the two very clearly to him.
141Ab tō dharm , dēśh , guṇ aur karttavya sab badal gayā nā ?
135Also, keep these pictures on the stage when you are delivering your talk to the audience.
142Australia nivāsī kē bajāē apnē kō vahā̃ rahtē bhī madhuban nivāsī samajhkar rahtē hō nā . 143Janm kā ghar madhuban hai .
136The one giving the talk should continue to point at each picture whilst talking, and explain who each one is and thus draw the audience’s attention to that.
144Sākār ghar madhuban aur nirākārī ghar paramdhām . 145Australia āpkā daphtar hai . 146Jaisē office mē̃ kārya kē liē jātē haĩ aisē āp bhī sēvā kē liē jā rahē hō .
137First show them the difference and then tell them to judge for themselves which one is the Creator and which one is the creation. 138So, who gave the knowledge of the Gita: the Creator or the creation?
147Daphtar mē̃ jātē haĩ tō ghar tō nahī̃ bhūltā haĩ nā .
139At Shiv Ratri this year, show the special importance of these two pictures.
148Tō ghar key|kī address agar āpsē kōī pūchhē tō kyā dēgē ? 149 ( pāṇḍav bhavan ) isī smr̥iti mē̃ rahnē sē sadā uparām avasthā mē̃ rahē̃gē . 150Daphatar key|kī vastu mē̃ kabhī lagāv nahī̃ hōtā kyōṅki samajhtē haĩ ki yah sēvā kē liē chījē̃ haĩ .
1402. Don’t use a cassette with a commentary together with light and sound as you did last year, but for the programme this year, place the decorated picture of Shiv Baba in front of them and have all lights switched off. 141Then, with just one light shining on that picture, slowly relate Shiv Baba’s praise to them.
151Hamārī nahī̃ . 152Tō aisē hī uparām rahtē hō ?
142As you praise Baba, let them feel that praise.
153Kitnī bhī pyārī chīz hō yā ākarṣhit karnē vālē sēvā K|kē sāthī hō lēkin daphtar mē̃ kām karnē vālō̃ kē liē niyam hōtā hai , kām kē liē sāthī banē phir nyārē .
143Whilst speaking this praise, enable them to experience it. 144When you speak of the Ocean of Peace, let waves of peace everywhere wash over them. 145There should be waves of whatever virtue you speak about.
154Agar galatī|galtī sē āpas mē̃ pyār hō jātā hai tō achchhā nahī̃ mānā jātā . 155Ghar vālō̃ sē snēh hōtā hai .
146All other lights should be turned off at that time so that everyone’s attention can be focused on that one picture.
156Daphtar vālō̃ sē kām chalānā hōtā hai , tō aisē chalō . 157Australia vālō̃ nē sēvā tō baṛhāī hai nā .
147Slowly speak the praise whilst you yourself become an embodiment of that experience, and take the audience with you into that experience.
158Abhī kitnē sthān haĩ vahā̃ ( 5 ) harēk kō rājya karnē kē liē apnī-apnī prajā tō jarūr banānī hī hai .
148When you speak of the Ocean of Peace, they should all feel as though they are bathing in the Ocean of Peace.
159 ( vināśh mē̃ ham lōgō̃ kā kyā hōgā ?
149Give them this experience.
160) vināśh mē̃ Australia sārā ēk hī ṭāpū ban jāēgā .
150Just as you have a commentary for yoga, so too, aim to give them this experience.
161Kuchh pānī mē̃ ā jāēgā kuchh ūpar rah jāēgā . 162Āp lōg safe rahē̃gē .
151Then, firstly their attention will be drawn, and secondly they will realise the difference.
163Vināśh K|kē pahlē hī āp lōgō̃ kō āvāj pahũchēgā . 164Jab tum sabhī safe sthān par pahũch jāyēṅgē phir vināśh hōgā .
152You won’t need to show them any comparisons, because the difference between the two will be proved automatically.
165Jaisē gāyan hai bhaṭṭhī mē̃ billī K|kē pūṅgrē safe rahē … tō jō bachchē bāp kī yād mē̃ rahnē vālē haĩ , vah vināśh mē̃ vināśh nahī̃ hōṅgē lēkin svēcchā sē śharīr chhōṛē̃gē , na ki vināśh K|kē sarakamasṭānsēj K|kē bīch mē̃ chhōṛē̃gē .
1533. Definitely announce the yoga courses at every function. 154Even if you only have a function for one day, you must definitely ask them to fill a form for the course. 155Those who then come to do the yoga course will become your contacts.
166Iskē liē ēk buddhi key|kī line clear hō aur dūsrā aśharīrī bannē kā abhyās bahut hō . 167Kōī bhī bāt hō tō āp aśharīrī hō jāō .
156Get them to fill in a form and then continue to keep in touch with them. 157Whenever you have a programme, give special importance to the yoga courses.
168Apnē āp śharīr chhōṛnē kā jab saṅkalp hōgā tō saṅkalp kiyā aur chalē jāyēṅgē . 169Iskē liē bahut samay sē practice chāhiē .
1584. Whenever you have an opportunity, you must specially invite your contacts. 159You must also invite those who have left here and gone away due to their present obstacles.
170Jō bahut samay K|kē snēhī aur sahyōgī rahtē haĩ unkō ant mē̃ madad jarūr miltī hai .
160With your love, the souls who have been left behind because of their weaknesses must be made to progress.
171Aisē anubhav karē̃gē jaisē sthūl vastra utār rahē haĩ .
161When you hold such programmes, they will also be awakened and become enthusiastic once more.
172Aisē hī śharīr chhōṛ dēgē . 173Sārā din mē̃ chaltē-chaltē bīch-bīch mē̃ aśharīrī bannē kā abhyās jarūr karō .
162Blessing: By considering yourself to be an instrument for world benefit, may you become free from wasteful thoughts and a wasteful attitude.
174Jaisē traffic control kā record bajtā hai tō vaisē vahā̃ kārya mē̃ rahtē bhī bīch-bīch mē̃ apnā programme āpē hī set karō tō link juṭā rahēgā . 175Issē abhyās hōtā jāēgā .
163By maintaining the awareness of this responsibility of being an instrument for world benefit, you will never have any wasteful thought or attitude for yourself or others. 164You souls who have this responsibility can never have a single thought that is not benevolent.
176Āp lōgō̃ mē̃ yah bhī ēk viśhēṣhtā hai ki jab chāhō naukrī chhōṛ saktē hō jab chāhō kar saktē hō . 177Nirbandhan hō .
165You cannot allow your attitude to become wasteful for even a second because it is with your attitude that you have to transform the atmosphere.
178Sirph man aur saṅskārō̃ kā bandhan na hō . 179Vaisē dēh aur dēh K|kē dharmō̃ sē free hō .
166Therefore, you souls definitely have to maintain good wishes and pure feelings for everyone.
180Ādhē bandhanō̃ sē pahlē hī free hō , bākī thōṛē bandhanō̃ kō yād aur sēvā sē khatm kar dō .
167Slogan: Those who constantly maintain positive thoughts for the self and others become free from wasteful thinking.
181Sabhī high jump lagānē vālē hō .
168* * * O M S H A N T I* * *