सोमवार 28 जनवरी 1980 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 128-01-1980 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 28-01-80 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2" sampūrṇ brahmā aur sampūrṇ brāhmaṇō̃ K|kē sampūrṇ svarūp K|kē antar kā kāraṇ aur nivāraṇ "
1The reason and the solution to the difference between perfect Brahma and 2the perfect form of Brahmins.
3Āj harēk bachchē kā double svarūp dēkh rahē haĩ .
3Today, Baba is seeing all of you children in your double form.
4Kaun-sā double rūp ?
4Which double form?
5Ēk vartamān puruṣhārthī svarūp , dūsrā vartamān janm kā antim sampūrṇ phariśhtā svarūp .
5One is your present effortmaking form and the other is the final perfect and angelic form of your present birth.
6Is samay ` ham sō , sō ham ' K|kē mantra mē̃ pahlē ham sō phariśhtā svarūp haĩ phir bhaviṣhya mē̃ ham sō dēvtā rūp hai .
6In the mantra of “hum so, so hum” (As I was, so I will be ), you first adopt your angelic form and later your deity form.
7Āj vatan mē̃ , sabhī bachchō̃ K|kē number-vār purūṣhārth anusār , jō antim phariśhtā svarūp bannā hai , us rūp kō emerge kiyā .
7Today, Baba brought into view the final angelic form that all of you children are going to become, according to the effort you make numberwise.
8Jaisā sākār brahmā aur sampūrṇ brahmā . 9Dōnō̃ K|kē antar kō dēkhtē aur anubhav kartē thē ki puruṣhārthī aur sampūrṇ mē̃ kyā antar hai .
8You used to see and experience the difference between the physical Brahma and the perfect Brahma. 9You could see the difference between the effortmaking form and the perfect form.
10Aisē āj bachchō̃ K|kē antar kō dēkh rahē thē . 11Dr̥iśhya bahut achchhā thā .
10Similarly, today, Baba was examining the difference between these forms in you children.
12Nīchē tapasvī puruṣhārthī rūp aur ūpar khaṛā huā phariśhtā rūp . 13Apnā-apnā rūp emerge kar saktē hō ?
11It was a very beautiful scene. 12At the bottom you were in your tapaswi effortmaking form and at the top you were standing in your angelic form.
14Apnā sampūrṇ rūp dikhāī dētā hai ?
13Can you make your own form emerge? 14Can you see your perfect form?
15Sampūrṇ brahmā aur sampūrṇ brāhmaṇ .
15Together with the perfect Brahma there are the perfect Brahmins.
16Harēk samajhtē haĩ ki brahmā aur hamārē sampūrṇ rūp mē̃ kitnā antar hōgā .
16Each of you Brahmins can understand how much difference there is between Brahma and your perfect form.
17Number-vār tō haĩ nā .
17It is after all numberwise!
18Vahā̃ kyā huā !
18What happened there?
19Number-vār phariśhtā svarūp bahut baṛē sārkil mē̃ rājya darbār K|kē rūp mē̃ emerge thē .
19Your numberwise angelic forms emerged and formed a large circle such as in the court of a kingdom.
20Light K|kē shade mē̃ antar thā .
20There was a difference in the shades of light.
21Kōī viśhēṣh chamaktā huā rūp thā , kōī madhyam prakāśh rūp thā , lēkin viśhēṣh antar mastak K|kē bīch chamaktī huī maṇī K|kē rūp mē̃ ātmā kā thā . 22Kisī key|kī chamak aur light kā vistār arthāt light phailī huī jyādā bhī .
21The light of some was especially sparkling whereas the light of others was of a mediocre level. 22However, the main difference was in the extent to which the sparkling jewel, the soul, was shining in the centre of your forehead. 23The light and sparkle of some radiated far away.
23Kisī key|kī chamaktī huī light thī lēkin phailī huī nahī̃ thī .
24Although the light of some was sparkling, it was not radiating very far.
24Kisī key|kī light hī cum|kam thī .
25The light of others was very dim.
25Bāp-dādā nē sab bachchō̃ K|kē antar kō check kiyā . 26Tō dēkhā yantra key|kī speed tēj hai .
26BapDada examined the difference between all the children and saw that the speed of the instruments is very fast.
27Puruṣhārthī aur sampūrṇtā dōnō̃ key|kī samāntā kā antar bhī jyādā dikhāī diyā .
27He saw a great difference between the effortmaking form and the perfect form.
28Jaisē vigyān K|kē yantra key|kī speed tēj hai vaisē samāntā K|kē purūṣhārth key|kī speed ussē cum|kam thī .
28The speed of the scientific instruments is very fast, but the speed of effort was very slow.
29Sirph grahaṇ nahī̃ , guṇ grahaṇ karō 30Bāp-dādā key|kī result kē ūpar rūh-rūhān chalī ki itnā antar kyō̃ ?
29Bap and Dada were conversing as to why there was such a difference in the results.
31Brahmā bāp bōlē - ` ` mērē sabhī bachchē knowledgeful haĩ .
30Brahma said: All of my children are knowledgefull.
32' ' śhiv bāp bōlē - ` ` knowledgeful kē sāth trikāldarśhī bhī haĩ .
31Father Shiva said: Together with being knowledgefull, they are also trikaldarshi.
33Samajhnē aur samjhānē mē̃ bahut hōśhiyār haĩ .
32They are very clever in understanding and explaining knowledge.
34Bāp kō follow karnē mē̃ bhī hōśhiyār hai .
33They are also clever in following the Father.
35Inventor bhī hō gayē haĩ , creator bhī hō gayē haĩ , bākī kyā rah gayā , jō antar baṛā hō gayā hai .
34Not only are they inventors, but they are also creators. 35So, what else remains to be the reason for such a large difference?
36Iskā kyā kāraṇ hai ?
36What is the reason for this?
37' ' kāraṇ tō chhōṭā-sā hī hai .
37The reason is a very small one.
38Brahmā bāp bōlē - ` ` bachchō̃ key|kī grahaṇ karnē key|kī śhakti bahut tēj hai .
38Father Brahma said: The children’s power to imbibe is very strong.
39Isliē gyān , guṇ aur śhaktiyō̃ kō grahaṇ karnē K|kē sāthasāth dūsrō̃ key|kī kamzōriyō̃ kō bhī grahaṇ karnē key|kī śhakti tēj hai .
39Because of this power, together with imbibing knowledge, virtues and powers, the power they have to imbibe the weaknesses of others is also very strong.
40Grahaṇ karnē key|kī śhakti kē āgē guṇgrāhak śhabda bhūl jātā hai .
40When it comes to the power of imbibing, they forget the words: “to imbibe virtues”.
41Isliē achchhāī kē sāth kamazōriyā̃ bhī sāth mē̃ grahaṇ kar lētē haĩ .
41This is why together with good things they also imbibe weaknesses. 42What do they then do?
42' ' aur phir kyā kartē haĩ - phir ēk khēl vahā̃ emerge huā .
43A scene emerged and was played out in the subtle region.
43Jō yahā̃ āpkī pradarśhaniyō̃ mē̃ ēk chitra bhī hai .
44You have a poster of this scene in your exhibition set.
44Āpkā chitra dūsrē lakṣhya sē hai lēkin rūprēkhā vahī hai .
45The poster you have has a different aim, but the image is the same.
45Vah chitra hai - śhānti kā dātā kaun ?
46The poster said, “Who is the Bestower of Peace?”
46Aisī rūp-rēkhā sē kuchh bachchē emerge huē .
47Some children emerged in this form.
47Phir kyā huā ?
48What happened then?
48Kōī ēk kamzōrī key|kī bāt pahlē number mē̃ khaṛē huē bachchē kō sunāī gaī ki yah bāt tīvr purūṣhārth K|kē hisāb sē ṭhīk nahī̃ hai .
49A particular weakness was related to the first child standing there. 50He was told that, in terms of making intense effort, the result was not good.
49Tō kyā huā ?
51What happened then?
50Usnē iśhārā kiyā dūsrē key|kī taraph ki yah mērī bāt nahī̃ hai lēkin inkī bāt hai .
52That one pointed towards the second person, and said: “This doesn’t relate to me but to that one!”
51Dūsrē nē kahā ki tīsrē nē bhī aisē hī kiyā thā tab mainnē kiyā .
53The third person said: “Because that person did it, I did the same thing”.
52Chauthē nē kahā ki yah tō mahārathī bhī kartē haĩ .
54The fourth one said: “Even maharathis do this!”
53Pā̃cavē nē kahā ki aisē sampūrṇ kaun banā hai .
55The fifth one said: 56“No one has yet become perfect!”
54Chaṭhē nē kahā arē , yah tō hōtā hī hai .
57The sixth one said: “This happens all the time!”
55Sātavē̃ nē kahā phir tō sampūrṇ hō K|kē sūkṣhmavatan mē̃ chalē jāyēṅgē .
58The seventh one said: “I will become perfect and have to go to the subtle region!”
56Āṭhavē̃ nē kahā bāp-dādā tō iśhārā dē rahē haĩ , karnā tō chāhiē lēkin saṅgaṭhan hai , na chāhtē bhī kuchh kar lētē haĩ - aisē purūṣhārth key|kī bāt ēk dūsrē kē ūpar dēkhtē aur rakhtē huē bāt hī badal gaī .
59The eighth one said: “Although BapDada has been signalling me what to do, and I should do it, I do something wrong against my conscious wish, because I am part of the gathering”. 60Because they all put the blame for not making effort on one another, the whole matter changed.
57Aisē ājkal kā practical khēl bahut chaltā hai .
61There are a lot of scenes like this being played out in practice.
58Aur isī khēl mē̃ lakṣhya aur lakṣhaṇ mē̃ mahān antar paṛ jātā hai .
62In this scene, there is a huge difference between the aim and its qualifications.
59Tō kāraṇ kyā huā ?
63So, what is the reason for this?
60Isī saṅskār K|kē kāraṇ sampūrṇ saṅskār abhī tak emerge nahī̃ hō saktē hai .
64It is because of this sanskara that the sanskaras of perfection are not able to emerge.
61Tō bāp-dādā bōlē is khēl K|kē kāraṇ puruṣhārthī aur sampūrṇtā kā male|mail|mēl nahī̃ hō saktā .
65BapDada said: It is because of this that your effortmaking form is unable to match your perfect form.
62Mūl kāraṇ grahaṇ karnē key|kī śhakti hai , lēkin guṇ grāhak bannē key|kī śhakti cum|kam hai .
66The first and main reason lies in your power to imbibe. 67You lack the power to imbibe virtues.
63Dūsrī bāt is khēl sē bhī samajh mē̃ ā gaī hōgī ki apnī galatī|galtī kō dūsrē par ḍālnā ātā hai , lēkin apnī galatī|galtī kō mahsūs kar svayã par ḍālnā nahī̃ ātā .
68Secondly, in this scene, you saw that you know how to put the blame on others for your mistake. 69However, you don’t know how to recognize your own mistakes and take the blame for them yourself.
64Isliē bāp-dādā nē kahā ki knowledgeful haĩ , chhuṛānē mē̃ hōśhiyār haĩ , lēkin svayã kō , badalnē mē̃ cum|kam .
70This is why BapDada said that you are knowledgefull in knowing how to free yourself, but are not so clever in transforming yourself.
65Aur bhī ēk kāraṇ nikalā .
71There is one more reason.
66Vah kyā hōgā ?
72What is it?
67Jis kāraṇ sē pratyakṣhatā hōnē mē̃ kuchh dērī paṛ rahī hai ?
73It is because of this reason that revelation is being delayed.
68Svacintak aur śhubhchintak banō 69Vah kāraṇ hai - sva-chintan .
74That reason lies in having positive thoughts for the self and having good wishes for others.
70Sva kē prati ` sv-cintak ' aur aurō̃ kē prati ` śhubh-chintak ' .
75“Positive thoughts for the self” means to have the power to churn knowledge.
71Sva-chintan arthāt manan śhakti aur śhubh chintak arthāt sēvā key|kī śhakti . 72Vāc key|kī sēvā K|kē pahlē śhubhchintak bhāvnā sē jab tak dhartī kō taiyār nahī̃ kiyā hai , tab tak vāchā key|kī sēvā kā bhī phal nahī̃ nikaltā .
76“Good wishes” means to have the power of service. 77Unless you plough the field with good wishes and pure feelings, you will be unable to harvest any fruit of the service you do through words. 78This is why the principal basis of success in service is good wishes.
73Isliē pahlē sēvā kā ādhār hai - śhubhchintak .
79This feeling increases the power of souls to imbibe.
74Yah bhāvnā ātmāō̃ key|kī grahaṇ śhakti baṛhātī hai .
80It increases their desire to know more.
75Jigyāsā kō baṛhātī hai . 76Is kāraṇ vāṇī key|kī sēvā sahaj aur saphal hō jātī hai .
81When you have this feeling, you easily attain success in the service you do through speech.
77Tō sva kē prati sva-chintan vālā sadā māyā proof , kisī key|kī bhī kamzōriyō̃ kō grahaṇ karnē sē proof hōgā .
82When you have positive thoughts for the self, you will constantly be Mayaproof, and also proof against imbibing anyone’s weaknesses.
78Vyakti va vaibhav key|kī ākarṣhaṇ sē proof hō jātā hai .
83You will remain proof against any attraction of people or things.
79Isliē dūsrā kāraṇ nivāraṇ K|kē rūp mē̃ sunāyā - ` śhubh-chintak aur sv-cintak banō ' .
84So, the solution for the second reason that you were told is to have positive thoughts and good wishes for the self.
80Dūsrē kō nahī̃ dēkhō . 81Svayã karō .
85Do not look at others, but do this yourself.
82Āp sab puruṣārthīyō̃ kā slōgan hai ` ` mujhē dēkhkar aur karē̃gē .
86The slogan that all of you effortmakers use is: “When others see me do, they will do the same”.
83' ' ` aur kō dēkhkar maĩ karū̃gā ' yah nahī̃ hai .
87It is not that you should do what you see others doing.
84Tō sunā , kyā rūh-rūhān chalī ?
88So, did you listen to this conversation that took place?
85Ājkal bāp-dādā kaun-sā kām kar rahē haĩ ?
89What work is BapDada doing nowadays?
86Final mālā banānē K|kē pahlē maṇakō̃ K|kē silēkśan kā section banā rahē haĩ .
90Before the final rosary is created, BapDada is creating sections from the selections of beads.
87Tab tō jaldī-jaldī pirōtē jāyēṅgē nā .
91Only then will you beads be quickly threaded.
88Tō harēk apanē-āpakō dēkhō maĩ kis section mē̃ hū̃ .
92Each of you should check yourself to see in which section you are.
89Number one haĩ 8 ratan aur second haĩ 100 , third haĩ 16 hajār .
93Number one is the eight jewels; number two is the hundred; number three is the sixteen thousand.
90Number one key|kī niśhānī kyā hai ?
94What is the sign of number one?
91Number one ānē kā sahaj sādhan hai - jō number one brahmā bāp hai , usī one kō dēkhō .
95The easy way to claim the number one is constantly to see the number one Father Brahma. 96All of you are clever in looking at someone or another.
92Dēkhnē mē̃ tō hōśhiyār hō nā .
97Instead of looking at many others, just look at this one.
93Anēkō̃ kō dēkhnē kē bajāē ēk kō dēkhō .
98So, is this easy or difficult? 99It is easy, is it not?
94Tō sahaj huā yā muśhkil huā ? 95Sahaj hai nā .
100Therefore, you should be able to come amongst the eight jewels.
96Tō 8 ratanō̃ mē̃ ā jāyēṅgē .
101Anyway, you know the second and third.
97Second aur third kō tō jāntē hī hō .
102You know how to put yourself forward when it comes to fortune.
98Jaisē bhāgya mē̃ apnē kō āgē kartē hō , vaisē tyāg mē̃ ` pahlē maĩ ' .
103In the same way, put yourself forward when it comes to renunciation.
99Jab tyāg mē̃ harēk brāhmaṇ ātmā ` pahlē maĩ ' kahēgā tō bhāgya key|kī mālā sabkē galē mē̃ paṛ jāyēgī .
104When each of you Brahmin souls says: “I first” in the subject of renunciation, each of you will be garlanded with a rosary of fortune.
100Āpkē sampūrṇ svarūp saphaltā key|kī mālā lēkar āp puruṣārthīyō̃ K|kē galē mē̃ ḍālnē kē liē nazdīk ā rahē haĩ .
105Your perfect form is holding the garland of success. 106It is coming close to you effortmakers in order to place that garland around your neck.
101Antar kō miṭā dō .
107Therefore, finish any difference.
102Ham sō phariśhtā kā mantra pakkā kar lō tō science kā yantra apnā kām śhurū karē aur ham sō phariśhtē sē , ham sō dēvtā ban naī duniyā mē̃ avatarit hōṅgē .
108Make the mantra: “I am an angel” very firm and the instruments of science will begin their task. 109Then you angels can become deities and incarnate in the new world. 110So, follow sakar Baba in this way.
103Aisē sākār bāp follow karō .
111It is easy to follow sakar Baba.
104Sākār kō follow karnā tō sahaj hai nā .
112Therefore, follow the perfect angel, that is, follow sakar Baba.
105Tō sampūrṇ phariśhtā arthāt sākār bāp kō follow karnā .
113Today, it is the turn of the Karnataka zone. 114Karnataka has a very good speciality.
106Āj karnāṭak kā zone hai . 107Karnāṭak key|kī viśhēṣhtā bahut achchhī hai .
115Those from Karnataka are very clever in becoming moths and surrendering to the Flame.
108Karnāṭak vālē śhamā par parvānē ban jalnē mē̃ hōśhiyār haĩ .
116There are many moths in Karnataka who are number one in sacrificing themselves.
109Vahā̃ parvānē bahut haĩ . 110Jalnē mē̃ number one haĩ .
117After sacrificing yourself, you still have to continue on this path.
111Jalnē kē bād hai chalnā . 112Tō jalnē mē̃ bahut hōśhiyār hō .
118You are all very clever in sacrificing yourselves, but what do you do when it comes to following this path?
113Chalnē mē̃ thōṛā kyā kartē haĩ !
119Whilst moving along, you stop to see many byplots.
114Chalnē mē̃ chaltē-chaltē by-plot bahut dikhātē haĩ .
120You are the number one images of devotional feelings.
115Bhāvnā mūrt number one haĩ .
121You are also images of love and cooperation.
116Snēhī aur sahyōgī mūrtta bhī haĩ .
122The speciality of those from Karnataka is that you are clever in being creators.
117Karnāṭak nivāsiyō̃ key|kī viśhēṣhtā rachayitā bannē mē̃ hōśhiyār hai .
123You don’t know how to become Vishnu so much! 124You know how to become Brahma very well!
118Viṣhṇu bannā cum|kam ātā hai . 119Śhaṅkar rūp arthāt vighna-vināśhak - uskā bhī purūṣhārth abhī aur jyādā chāhiē .
125You don’t know how to become Vishnu or Shankar but you know how to become Brahma. 126To become the form of Shankar means to become a destroyer of obstacles.
120Phir bhī bāp-dādā karnāṭak nivāsiyō̃ kō mubārak dētē haĩ .
127You now need to make greater effort to become this. 128All the same, BapDada congratulates you people of Karnataka.
121Kyō̃ mubārak dētē haĩ ?
129Why is Baba congratulating you?
122Kyōṅki prēm svarūp lagan mē̃ magan rahnē mē̃ achchhē puruṣhārthī haĩ .
130Because you make effort very well to become embodiments of love and to be merged in love.
123Abhī āgē karnāṭak kō kyā karnā hai , jō rah gayā hai ?
131What should Karnataka do in the future that still remains to be done?
124Karnāṭak key|kī dhartī phaldāyak hai .
132The land of Karnataka is very fruitful.
125V|we . I|āī|eye . pī|P . K|kē phal dēnē yōgya haĩ .
133It is a land that can give fruit of VIPs.
126Aur sahaj hī sambandh mē̃ ānē vālē haĩ .
134They can come into connection with you very easily.
127Silver jubilee mē̃ pratyakṣha phal nahī̃ diyā hai .
135You have not given any practical fruit for the silver jubilee.
128V|we . I|āī|eye . pī|P . kā group kahā̃ lāyā hai ?
136You didn’t bring a group of VIPs, did you ?
129Jaisē sahaj dharnī hai vaisē bhārat mē̃ āvāj phailānē kē nimitt bannē vālī ātmāyē̃ vahā̃ sē nikal saktī haĩ .
137Just as the land there is very easy to serve, so too, souls can easily emerge from there to become instruments to spread the sound throughout Bharat.
130Bhārat key|kī history mē̃ nāmīgrāmī ātmāyē̃ karnāṭak mē̃ bahut hai .
138In the history of Bharat many wellknown souls came from Karnataka. 139Many can easily benefit from one.
131Jis ēk dvārā bahutō̃ kā kalyāṇ sahaj hō saktā hai .
140What gift did you bring for the silver jubilee?
132Silver jubilee key|kī saugāt kyā lāī hai ?
141Those from Karnataka should now show wonders!
133Karnāṭak abhī kamāl dikhāyē .
142To those who constantly have positive thoughts and good wishes for themselves; to those who constantly follow the father; to those who will bring about world transformation through their selftransformation; to such world benefactors; to those who are given respect from all souls; to those who are constantly first in renouncing something; to such elevated, fortunate, master almighty authorities, love, remembrance and namaste from BapDada. 143Blessing: May you be prosperous souls who are blessed with the most elevated wealth by the Bestower of Blessings. 144Even though some people have physical wealth, none of them are able to remain constantly content. 145Unless together with physical wealth you have the wealth of all the virtues, all powers and the most elevated wealth of spiritual knowledge, you are unable to remain constantly content.
134Aisē sadā sv-cintak aur śhubh chintak , sadā follow father , sva-parivartan sē viśhva-parivartan karnē vālē , aisē viśhva-kalyāṇakārī , sarv ātmāō̃ dvārā satkārī , sadā tyāg mē̃ pahlē maĩ karnē vālē , aisē śhrēṣhṭh bhāgyaśhālī , master sarvśhaktivān ātmāō̃ kō bāp-dādā kā yād , pyār aur namastē .
146All of you have these most elevated riches of wealth. 147People of the world consider those who simply have physical wealth to be prosperous, whereas you children have been blessed by Baba, the Bestower of Blessings, with all the riches of the most elevated wealth. 148Slogan: The most elevated fortune is to celebrate the flying stage with joy by swinging in the swing of God’s love. 149* * * O M S H A N T I* * *