रविवार 5 अप्रैल 1981 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 105-04-81 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 05-04-81 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2" samarth karmō̃ kā ādhār - dharm " 3Āj bāpdādā apnē viśhva parivarttak viśhva-kalyāṇ kārī bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
1The basis of powerful action (karma) is your dharma (religion). 2Today, BapDada is seeing His world transformer and world benefactor children.
4Jab sē brāhmaṇ jīvan huā tab sē isī mahān karttavya kā saṅkalp kiyā .
3Since the start of your Brahmin life, you have been thinking of this great task.
5Brāhmaṇ jīvan kā mukhya karma hī yah hai .
4This is the main karma of Brahmin life.
6Mānav jīvan mē̃ harēk ātmā key|kī viśhēṣh dō dhārṇāyē̃ haĩ . 7Ēk dharm , dūsrā - karma .
5A human being has inculcated two special things in his life religion (dharma) and action (karma).
8Dharm mē̃ sthit hōnā hai aur karma karnā hai .
6This means to stabilise in your religion and then to perform action.
9Dharm K|kē binā jīvan K|kē karma mē̃ saphaltā mil nahī̃ saktī .
7If you do not follow your religion whilst performing actions, you won’t be successful in your life.
10Dharm arthāt viśhēṣh dhārṇā . 11Maĩ kyā hū̃ ?
8Dharma (religion) means to have a special dharna (inculation).
12Isī dhārṇā arthāt dharm K|kē ādhār sē mujhē kyā karnā hai - vah buddhi mē̃ spaṣhṭ hōtā hai .
9With the inculcation of knowing “Who am I?”, your intellect understands very clearly what you should be doing.
13Chāhē yathārth dharm arthāt dhārṇā hō chāhē ayathārtha hō .
10Your dharma, that is, your dharna, can be accurate or inaccurate.
14Asamarth karma bhī ayathārtha dhārṇā hai .
11Performing actions that are inaccurate is also inaccurate dharna.
15Arthāt maĩ mānav hū̃ , mērā dharm hī mānav dharm hai , jiskō dēh abhimān kahtē hō .
12To have the belief that “I am a human being, and my religion is the religion of human beings” is called having body consciousness.
16Isī dharm K|kē ādhār par karma bhī ulṭē huē . 17Aisē brāhmaṇ jīvan mē̃ bhī yathārth yah dhārṇā hai ki - maĩ śhrēṣhṭh ātmā hū̃ .
13It was on the basis of this religion that you have been performing wrong actions. 14Similarly, the accurate dharna in Brahmin life is “I am an elevated soul”.
18Maĩ ātmā śhānt , sukh , ānand svarūp hū̃ .
15I, this soul, am an embodiment of peace, happiness and bliss.
19Isī ādhār par karma badal gayā . 20Agar karma mē̃ śhrēṣhṭh kē bajāē sādhāraṇ karma hō jātā hai , uskā bhī ādhār isī dharm arthāt dhārṇā key|kī kamī hō jātī ki maĩ śhrēṣhṭh ātmā hū̃ , śhrēṣhṭh guṇō̃ kā svarūp hū̃ .
16It is on the basis of this awareness that your actions have changed. 17The reason why your actions became ordinary from elevated was the lack of your religion which is your dharna of “I am an elevated soul, an embodiment of elevated virtues”. 18So what is your foundation?
21Tō foundation kyā huā ? 22Isī kāraṇ dharmātmā śhabda kahā jātā hai .
19This is also why the word “Dharmatma” (religious and righteous soul) is used.
23Āp sab dharmātmā hō nā .
20All of you have become dharmatmas, have you not?
24Dharmātmāō̃ dvārā svataḥ hī vyarth vā sādhāraṇ karma samāpt hō jātē haĩ .
21Souls who become dharmatmas automatically stop performing wasteful or ordinary actions.
25Pahlē yah check karō ki sadā dharm mē̃ sthit rahtā hū̃ .
22First of all, check whether you are constantly stable in your religion.
26Tō karma svataḥ hī samarth chaltā rahēgā .
23If you are stable, then your actions would automatically be powerful.
27Yahī pahlā pāṭh hai - maĩ kaun ?
24The first lesson is “Who am I?”
28Isī - maĩ kaun K|kē question mē̃ sārā gyān ā jātā hai .
25All of this knowledge is included in the one question of “Who am I?”
29Maĩ kaun , isī praśhna K|kē uttar nikālō tō kitnī list ban jāyēgī .
26If you were to form a list of answers to the question “Who am I?”, it would be a very long list.
30Abhī abhī second mē̃ agar smr̥iti mē̃ lāō tō kitnē titles yād ā jāyēṅgē .
27If you were to remember the titles you have now, you would have to remember so many.
31Kyōṅki karma K|kē ādhār par sabsē jyādā titles vah āpkē bhī titles . 32Sabmē̃ master hō gayē nā .
28Your titles are mostly based on your actions. 29You have become masters in everything and so these are your titles.
33Sārē kalp K|kē andar titles key|kī list itnī baṛī kiskī bhī nahī̃ hōgī .
30No one else in the whole cycle would have such a long list of titles as you have.
34Dēvtāō̃ key|kī bhī nahī̃ hai .
31Even the deities do not have so many titles.
35Sirph apnē titles likhnē lagō tō chhōṭā sā pustak ban saktā hai .
32If you were to begin to write a list of your titles, it would become a small book.
36Yah is saṅgam K|kē titles āpkī degree haĩ .
33The titles of the confluence age are the degree you attain.
37Unhō̃ key|kī degree bhalē kitnī bhī baṛī hō lēkin āp lōgō̃ kē āgē vah kuchh nahī̃ hai .
34No matter how great the degree people outside receive, that is nothing compared against your degree.
38Itnā naśhā rahtā hai ?
35Do you have this much intoxication?
39Phir bhī śhabda yahī āyēgā - maĩ kaun ?
36In the end, the question would still be “Who am I?”
40Rōj nayā nayā title smr̥iti mē̃ rakhō arthāt usī title K|kē dhārṇā svarūp dharmātmā ban karma karō .
37Every day, become aware of a fresh title of yours. 38Every day, become an embodiment of that title.
41Karma kartē dharm kō na chhōṛō .
39Become a dharmatma and then perform actions.
42Dharm aur karma kā male|mail|mēl hōnā yahī saṅgamyug key|kī viśhēṣhtā hai .
40Whilst performing actions, do not stop observing your religion.
43Jaisē ātmā aur paramātmā K|kē ṭūṭē huē sambandh kō bāp nē jōṛ liyā , aisē dharm aur karma K|kē sambandh kō bhī jōṛ lō . 44Tab dharmātmā pratyakṣha hōṅgē . 45Āj bāpdādā sarv bachchō̃ kā yahī khēl dēkh rahē thē ki kaun dharm aur karma kā male|mail|mēl kar chaltē haĩ , ēk kō pakaḍ lētē haĩ , ēk kō chhōṛ dētē . 46Jaisē karmyōg , tō karma aur yōg kā male|mail|mēl hai , agar dōnō̃ mē̃ sē ēk kō chhōṛ dē̃ tō aisē hī hōgā jaisē jhūlā jhūlnē mē̃ dōnō̃ rassī jarūrī hōtī hai , agar ēk rassī ṭūṭ jāē vā nīchē ūpar hō jāē , vā chhōṭī baṛī hō , samān na hō tō kyā hall|hāl hōgā !
41The speciality of the confluence age is making your karma match with your dharma.
47Aisē hī dharm aur karma dōnō̃ K|kē male|mail|mēl sē sarv prāptiyō̃ K|kē jhūlē mē̃ jhūltē rahē̃gē . 48Nīchē ūpar hō jānē sē prāpti K|kē jhūlē sē aprāpta svarūp kā anubhav kar lētē hō .
42Just as the Father connected together the broken relationship of souls and the Supreme Soul, in the same way, when you dharmatmas connect your dharma with your karma, you will be revealed.
49Chaltē chaltē check karnā nahī̃ ātā isliē jhūlnē kē bajāē chillānē lag jātē hō ki kyā karē̃ , kaisē karē̃ ?
43Today, BapDada was watching you children play your games to see which of you are moving along whilst matching your karma with your dharma.
50Jaisē ajñāniyō̃ kō kahtē hō - maĩ kaun hū̃ yah pahlī nahī̃ jāntē hō . 51Aisē apnē sē pūchhō - maĩ kaun hū̃ ?
44He was seeing which children are keeping hold of one and letting go of the other.
52Yah achchhī tarah sē jānā ? 53Ismē̃ bhī tīn sṭējēj hai .
45When karma and yoga are combined, it becomes karma yoga.
54Ēk hai jānnā hai dūsrā hai svayã kō mānnā , tīsrā hai mānkar chalnā arthāt vah svarūp bannā .
46If you let go of one, it becomes like a swing with only one rope. 47A swing has to have two equal ropes.
55Tō kis stage tak pahũchē hō ? 56Jānnē mē̃ tō sab pās|pass hō nā .
48If one rope is broken or unequal, then of what use would that swing be?
57Mānnē mē̃ bhī sab pās|pass hō . 58Aur tīsrā number hai - mānkar chalnā arthāt svarūp bannā , ismē̃ kyā samajhtē hō ?
49In the same way, when your dharma and karma are combined, you will constantly be able to swing in the swing of supersensuous happiness.
59Jab svarūp ban gayē tō svarūp kab bhūl nahī̃ saktā . 60Jaisē dēh kā svarūp kab bhūl saktē hō kyā ?
50If you shake whilst sitting on a swing of attainment, you would not experience that swing to be of attainment.
61Bhal karkē dēh samajhnā ulṭā hai lēkin svarūp tak ā gayā tō bhulātē bhī nahī̃ bhūltē hō nā ! 62Aisē hī her|har title sāmnē rakh karkē dēkhō svarūp mē̃ lāyā hai ?
51Because you don’t know how to check yourself whilst moving along, instead of swinging, you begin to cry out loudly “What can I do?
63Jaisē rōj bāpdādā svadarśhan chakradhārī kā title smr̥iti mē̃ dilātē haĩ . 64Aisē check karō - svadarśhan chakradhārī yah saṅgam kā svarūp hai , tō jānnē tak lāyā hai vā mānnē tak vā svarūp tak ?
52How can I do this?” 53Just as you ask people without any of this knowledge whether they know the answer to the puzzle “Who am I?” in the same way, you should ask yourself “Who am I?”
65Sadā svadarśhan chaltā hai vā par-darśhan svadarśhan kō bhulā dētā hai .
54Do you know the answer to this question very well?
66Yah dēh kō dēkhnā bhī pardarśhan hai .
55There are three stages in this answer.
67Sva ātmā hai , dēh par hai , prakr̥iti par hai .
56First is to know yourself. 57Second is to accept yourself.
68Prakr̥iti bhāv mē̃ ānā bhī prakr̥iti K|kē vaśhībhūt hōnā hai .
58Third is to move along whilst accepting that and to become an embodiment of that.
69Yah bhī pardarśhan chakra hai .
59So what stage have you reached?
70Jab apnī dēh kō dēkhnā bhī pardarśhan huā tō dūsrē key|kī dēh kō dēkhnā - iskō svadarśhan kaisē kahē̃gē ?
60All of you have passed the first stage of knowing. 61You have also passed the second stage of accepting.
71Vyarth saṅkalp vā purānē saṅskār yah bhī dēhbhān K|kē sambandh sē haĩ .
62The third stage is to accept and to move along accordingly.
72Ātmik svarūp K|kē saṅskār jō bāp K|kē saṅskār vah ātmā K|kē saṅskār .
63It means to become an embodiment of that. 64To what degree do you think you have passed in this?
73Bāp K|kē saṅskār jāntē hō ? 74Vah sadā viśhva kalyāṇkārī , parōpkārī merciful , vardātā hai .
65If you have become the form of that, is it possible for you to forget your form?
75Aisē saṅskār natural svarūp mē̃ banē haĩ ? 76Saṅskār bannā arthāt saṅkalp , bōl aur karma svataḥ hī usī pramāṇ sahaj chalnā .
66Although it is wrong to consider yourself to be a body, you are unable to forget that even though you want to, because you have become that body. 67Can you forget it?
77Saṅskār aisī chīz haĩ jō automatic ātmā kō apnē pramāṇ chalātē rahtē .
68Similarly, keep all your titles in front of you and see whether you have become an embodiment of them.
78Saṅskār samjhō automatic chābī hai jiskē ādhār par chaltē rahtē hō .
69Baba reminds you every day of your title of “A spinner of the discus of selfrealisation”.
79Jaisē khilaunē kō nāchnē key|kī chābī dētē tō vah nāchtā hī rahtā . 80Agar kiskō girnē key|kī dēgē tō girtā hī rahēgā .
70Therefore, check whether your form of the confluence age is that of a spinner of the discus of selfrealisation.
81Aisē jīvan mē̃ saṅskār bhī chābī hai .
71Do you just know this? 72Have you simply accepted this?
82Tō bāp K|kē saṅskār nijī saṅskār banāyē haĩ ?
73Or, have you become the embodiment of this?
83Jiskō dūsrē śhabdō̃ mē̃ kahtē hō - mērī yah nature hai . 84Bāp samān nature hō jāē - sadā vardānī , sadā upkārī , sadā merciful .
74Do you constantly spin the discus of selfrealisation, or do you look at others and forget to look at yourself?
85Tō mēhnat karnī paṛēgī . 86Jab maĩ kaun hū̃ kō svarūp mē̃ lāō , isī dharm kō karma mē̃ apnāō tab kahē̃gē svarūp tak lāyā .
75Even to look at your own body is like looking at others. 76You yourself are a soul, your body is external. 77Your body is matter, it is external.
87Nahī̃ tō jānnē aur mānnē vālī list mē̃ chalē jāyēṅgē .
78To be matter conscious is to be influenced by matter.
88Sadā yah smr̥iti rakhō - mērā dharm hī yah hai .
79This means you spin the discus of looking at others.
89Isī dharm mē̃ sadā sthit rahō , kuchh bhī hō jāē , chāhē vyakti , chāhē prakr̥iti , chāhē paristhiti lēkin āp lōgō̃ kā salōgan hai dharat pariyē dharm na chhōṛiyē .
80Since even looking at your own body is the same as looking at others, how can looking at the bodies of others be called spinning the discus of selfrealisation or checking oneself?
90' ' isī salōgan kō athavā pratigyā kō sadā smr̥iti mē̃ rakhō .
81Wasteful thoughts and old sanskars are also connected to body consciousness.
91Is samay kalp pahlē vālē purānē sō nayē bachchē āyē haĩ . 92Purānē tē purānē bhī hō aur nayē bhī hō .
82The sanskars of soul consciousness, the sanskars of you souls are the sanskars of the Father.
93Nayē bachchē arthāt sabsē chhōṭē , chhōṭē sabsē lāḍlē hōtē haĩ .
83Do you know the sanskars of the Father? 84He is constantly the World Benefactor.
94Nayē pattē sabkō sundar lagtē haĩ nā !
85He uplifts souls. 86He is Merciful.
95Tō bhal nayē haĩ lēkin adhikār mē̃ number one .
87He is the Bestower of Blessings etc.
96Aisē sadā purūṣhārth kartē chalō .
88Have you made these sanskars naturally your own?
97Sabsē pahlā adhikār pavitratā kā . 98Uskē ādhār par sukh-śhānti , sarv adhikār prāpt hō jātē .
89To make these sanskars yours, you would make your thoughts, words and actions automatically according to those sanskars.
99Tō pahlā pavitratā kā adhikār lēnē mē̃ sadā number one rahnā .
90Sanskars are such that they make you, the soul, function accordingly.
100Tō prāpti mē̃ bhī number one hō jāyēṅgē . 101Pavitratā key|kī foundation kō kabhī kamjōr nahī̃ karnā .
91Consider your sanskars to be the key that automatically makes you continue to move along.
102Tab hī last sō fast jāyēṅgē .
92When you wind up a toy doll with its key, it dances.
103Bāpdādā kō bhī bachchō̃ kō dēkh khuśhī hōtī hai ki phir sē apnā adhikār lēnē pahũch gayē haĩ .
93If you wind the key of a toy that is supposed to fall, it will keep on falling down. 94In the same way, your sanskars are your key to life.
104Isliē khūb race karō . 105Abhī bhī toolate kā board nahī̃ lagā hai .
95Therefore, have you made the Father’s sanskars your original sanskars?
106Sab sīṭsa khālī hai , fix nahī̃ huī haĩ . 107Jō number lēnē chāhō vah lē saktē hō , itnā attention rakhtē chaltē chalō . 108Adhikārī bantē chalō . 109Yōgyatāō̃ kō dhāraṇ kar yōgya bantē chalō .
96When you say “My nature is like this”, your nature should become like that of the Father, a constant bestower of blessings, one who constantly uplifts others and who is constantly merciful.
110Aisē bāp samān sadā śhrēṣhṭh dharm aur śhrēṣhṭh karmadhārī , sadā dharm-ātmā , sadā svadarśhan chakradhārī svarūp , sadā sarv prāpti svarūp , aisī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
97Would you then have to labour? 98When you put “Who am I?” into practice, and observe your religion in your actions, you can then say that you have become an embodiment of that.
111Hōvanhār teachers kumāriyō̃ K|kē group sē bāpdādā key|kī mulākāt
99Otherwise, you will only be included in the list of those who know and accept.
112Yah group hōvanhār viśhva kalyāṇkārī group hai nā .
100Constantly remain aware of your religion.
113Yahī lakṣhya rakhā hai nā . 114Sv-kalyāṇ kar viśhva-kalyāṇakārī banē̃gē - yahī dr̥iṛh saṅkalp kiyā hai nā ?
101No matter what happens, whether through people, nature or situations, you must constantly remain stable in your religion.
115Bāpdādā her|har nimitt banī huī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō dēkh khuśh hōtē haĩ ki yah ēk-ēk kumārī anēk ātmāō̃ K|kē kalyāṇ kē prati nimitt bannē vālī hai .
102The slogan you have is: “No matter what happens, even if I have to die, I will not relinquish my religion”. 103Constantly remain aware of this slogan and your promise.
116Vaisē kumārī kō 100 brāhmaṇō̃ sē uttam kahtē haĩ lēkin 100 bhī had hō gaī .
104Both old and new children of the previous cycle have now come here. 105You are the oldest of all and also the new ones.
117Yah tō sab bēhad K|kē viśhva kalyāṇkārī haĩ bēhad kī hō nā ?
106New children means those who are the youngest of all, those who are loved by all.
118Had kā saṅkalp bhī nahī̃ .
107Everyone loves new leaves.
119Phir sabhī ēk dō sē race mē̃ āgē hō vā number-vār hō ? 120Kyā samajhtī hō ?
108So, even though you may be new, you have claimed the number one rights.
121Harēk mē̃ apnī apnī viśhēṣhtā tō hōgī lēkin yahā̃ sarv viśhēṣhatāō̃ sē sampann hō ?
109Constantly continue to make effort in this way. 110The first right you have claimed is that of purity.
122Jab sab viśēṣatāē̃ dhāraṇ karō tab sampann banō . 123Tō kyā lakṣhya rakhā hai ?
111On the basis of purity, you claim all rights, including those of peace and happiness.
124Bāt bahut chhōṭī hai , kōī baṛī bāt nahī̃ hai , saṅkalp dr̥iḍh hai tō prāpti svataḥ hō jātī hai .
112Constantly remain number one in claiming your first right of purity and you will also become number one in your attainment.
125Agar sirph saṅkalp hai , usmē̃ dr̥iṛhtā nahī̃ tō bhī antar paṛ jātā hai .
113By not allowing your foundation of purity to weaken, this is how you, who have come last, are able to go fast.
126Kabhī kahtē haĩ nā vichār tō hai , karnā tō chāhiē iskō dr̥iḍh saṅkalp nahī̃ kahē̃gē . 127Dr̥iṛh saṅkalp arthāt karnā hī hai , hōnā hī hai .
114BapDada is pleased to see you children who have arrived here in order to claim your rights from Him once again.
128Tō śhabda ' ' nikal jātā hai .
115Therefore, race as much as you want!
129Bannā tō hai , nahī̃ . 130Lēkin bannā hī hai .
116The “too late” board has not yet been put up!
131Yah lakṣhya rakhō tō number one hō jāyēṅgē .
117All the seats are still empty.
132Sahaj jīvan anubhav hōtī hai ?
118They are not yet fixed.
133Muśhkil tō nahī̃ lagtā ?
119You can claim whatever number you want.
134College kā vātāvaraṇ prabhāv tō nahī̃ ṛālatā , āpkā vātāvaraṇ unhō̃ par prabhāv ḍāltā hai ?
120Continue to move along with this much attention and continue to claim all rights.
135Sadā nirvighna rahnā . 136Sva kō dēkhnā arthāt nirvidhna bannā .
121Imbibe all specialities and continue to become worthy.
137Sunāyā nā - bāp K|kē saṅskār sō apnē saṅskār , phir jaisē nimitt mātra kar rahē haĩ lēkin karāvanhār bāp hai . 138Karan-karāvanhār jō gāyā jātā hai vah is samay kā hī practical anubhav hai . 139Achchhā ēgajāmpul banī hō . 140Sadā sapūt ban sabūt dētē rahnā .
122To those who are equal to the Father in constantly observing their elevated religion whilst performing their elevated actions; to those who are constantly dharmatmas; to those who are embodiments of spinning the discus of selfrealisation; to those who are embodiments of all attainments; to such elevated souls, BapDada’s love, remembrance and namaste.
141Sapūt uskō hī kahā jātā hai jō sabūt dē . 142Kabhī āpas mē̃ khiṭ-khiṭ tō nahī̃ hōtī hai ?
123BapDada meeting a group of kumaris who are to become teachers:
143Knowledgeful hō jānē sē ēk dō K|kē saṅskār kō bhī jānkar saṅskār parivarttan key|kī lagan mē̃ rahtē haĩ .
124This group is of those who are going to become world benefactors, is it not? 125This is the aim you have kept, is it not?
144Yah nahī̃ sōchtē ki yah tō aisē haĩ hī lēkin yah aisē sē aisā kaisē banē , yah sōchē̃gē . 145Merciful banē̃gē .
126You have the determined thought, do you not, of benefiting yourself and then the world?
146Ghr̥iṇā dr̥iṣhṭi nahī̃ rahm key|kī dr̥iṣhṭi - kyōṅki knowledgeful hō gayē nā !
127BapDada is pleased to see each of you elevated souls.
147Sahaj jīvan aur śhrēṣhṭh prāpti , is jaisā bhāgya aur kab mil saktā hai ?
128Each of you kumaris is becoming an instrument to benefit many souls.
148Achchhē serviceable hainḍas haĩ , aisē hī hainḍas nikaltē jāē̃ tō bahut achchhā .
129Generally it is said that a kumari is more elevated than one hundred Brahmins. 130However one hundred is limited.
149Himmatē bachchē madadē bāp .
131All of you are unlimited world benefactors.
150Śhaktiyā̃ tō haĩ hī vijayī .
132You are unlimited, are you not?
151Śhakti key|kī vijay na hō yah hō nahī̃ saktā .
133You don’t have any limited thoughts, do you?
152 sarv brāhmaṇ bachchō̃ prati is varṣh kē liē avyakt bāpdādā kā viśhēṣh iśhārā
134So, are all of you ahead of one another in this race, or are all of you numberwise?
153Is varṣh harēk bachchē kō yah viśhēṣh attention dēnā hai ki hamē̃ tīnō̃ hī certificate ( manapasand , lōkapasand aur bāp pasand ) lēnē haĩ . 154Man pasand kā certificate hai yā nahī̃ uskī parakh bāpdādā K|kē kamrē mē̃ jākar kar saktē hō , kyōṅki us samay bāp ban jātā hai darpaṇ aur us darpaṇ mē̃ jō kuchh hōtā hai vah spaṣhṭ dikhāī dētā hai . 155Agar us samay bāp kē āgē apnā man certificate dētā hai ki maĩ ṭhīk hū̃ tō samjhō ṭhīk , agar us samay man mē̃ chaltā - yah ṭhīk nahī̃ hai , tō apnē kō parivarttan kar dēnā chāhiē . 156Agar mānō majority kisī bāt kē prati kōī iśhārā dētē haĩ lēkin svayã nahī̃ samajhtē ki maĩ wrong hū̃ , phir bhī jab lōk-saṅgrah kē prati ūpar sē direction milē ki yah attention rakhnā chāhiē tō phir us samay apnī nahī̃ chalānī chāhiē .
135What do you think?
157Kyōṅki agar satyatā key|kī śhakti hai tō satya kō kahā hī jātā hai - satyatā mahāntā hai .
136Each of you would have your own speciality, but here, have you become full of all specialities?
158' ' aur mahān vahī hai jō svayã jhuktā hai .
137When you have imbibed all specialities, you can be called complete.
159Agar mānō kalyāṇ kē prati jhuknā bhī paṛtā hai tō vah jhuknā nahī̃ hai , lēkin mahāntā hai . 160Anēkō̃ key|kī sēvā K|kē arth|earth mahān kō jhuknā hī paṛtā hai .
138So, what aim are you keeping? 139It is a small matter, it is not a big thing, because when you have a determined thought, you automatically fulfil that thought.
161Tō yah viśhēṣh attention rakhō . 162Isī mē̃ hī albēlāpan ā jātā hai .
140If you simply have a thought without determination, there is a difference.
163Maĩ ṭhīk hū̃ , ṭhīk tō hō lēkin jō ṭhīk rah saktā hai vah svayã kō mould bhī kar saktā hai .
141When you say that you are thinking about doing something, that you should do it, that is not called a “determined thought”.
164Agar mānō dūsrē kō mērī kōī chalan sē kōī bhī saṅkalp utpanna hōtā hai tō svayã kō mould karnē mē̃ nuksān hī kyā hai ?
142A determined thought means that you must do it, that it has to be done. 143The word “but” is removed. 144Then, it is not that you should become, but that you must become.
165Phir bhī sabkī āśhīrvād tō mil jāyēgī .
145If you maintain your aim, you will become number one.
166Yah āśhīrvād bhī tō phāydā huā nā .
146Do you experience this life to be easy?
167Kyō̃-kyā mē̃ nahī̃ jāō .
147You don’t find it difficult, do you?
168Yah kyō̃ , yah aisē hōgā vaisē hōgā . 169Iskō fullstop lagāō .
148The atmosphere of your college doesn’t influence you, does it?
170Ab yah viśhēṣhtā chārō̃ ōr light house K|kē muāphik phailāō .
149Are you able to influence the atmosphere with your impact?
171Iskō kahā jātā hai - ēk nē kahā , dūsrē nē mānā arthāt anēkō̃ kō sukh dēnē kē nimitt .
150Constantly remain free from obstacles. 151To examine yourself means to be free from obstacles.
172Ismē̃ yah nahī̃ sōchō ki maĩ kōī nīchē hō gayā . 173Nahī̃ .
152You have been told that the Father’s sanskars should be your sanskars.
174Galatī|galtī key|kī tabhī maĩ parivarttan kar rahā hū̃ , yah nahī̃ sōchō lēkin sēvā kē liē parivarttan kar rahā ha .
153Then, it would be as though you are doing everything in namesake and that the Father is Karavanhar (the One who works through others.)
175Sēvā kē liē sthūl mē̃ bhī kuchh mēhnat karnī paṛtī hai nā !
154The praise of Karankaravanhar is your practical experience of this time.
176Tō śhrēṣhṭh , mahān ātmā bannē kē liē thōṛā bahut parivarttan bhī kyā tō harjā hī kyā hai ? 177Ismē̃ hē !
155You have become good examples. 156Constantly remain worthy and continue to prove that worthiness. 157Only those who give such evidence are said to be worthy.
178Arjun , banō . 179Issē vātāvaraṇ banēgā .
158You don’t have conflict amongst yourselves, do you?
180Ēk sē dō , dō sē tīn agar kōī galtī hai aur mān lī tō yah kōī baṛī bāt nahī̃ hai lēkin galatī|galtī nahī̃ hai aur lōk-saṅgrah arth|earth karnā paṛtā hai .
159Because you are knowledgefull, you are able to know one another’s sanskars and are therefore just concerned about transforming your own sanskars. 160You don’t think that someone else is always like that.
181Yah hai mahāntā . 182Ismē̃ agar kōī samajhtā bhī hai ki isnē yah kiyā arthāt nīchē hō gayā , tō dūsrō̃ K|kē samajhnē sē kuchh nahī̃ hōtā , bāp key|kī list mē̃ tō āgē number hai nā .
161Instead, you think about how you can help that one transform. 162You are merciful towards them. 163Your vision is not of dislike, but your vision is of mercy because you have become knowledgefull.
183Iskō dabānā nahī̃ kahā jātā hai .
164You have an easy life and elevated attainment.
184Yah bhī brāhmaṇō̃ key|kī bhāṣhā hōtī hai nā - kahā̃ tak dabē̃gē , kahā̃ tak marē̃gē , kab tak sahan karē̃gē , agar yahā̃ dabē̃gē bhī tō anēk āp K|kē pāṅw dabāyēṅgē . 185Yah dabānā nahī̃ hai lēkin anēkō̃ kē liē pūjya bannā hai . 186Mahān bannā hai . 1872 . is varṣh aisā kōī nayā plan banāō jaisē mōhjīt parivār key|kī kahānī sunātē haĩ ki jis bhī sambandhī kē pās gayā uskō gyān sunāyā , tō yahā̃ bhī āp bachchō̃ sē jab bhī kōī milnē āyē tō uskō yahī anubhav hō ki maĩ kōī phariśhtē sē mil rahā hū̃ .
165Can you receive such fortune anywhere else?
188Ānē sē hī usē jādū lag jāē .
166You are very good and serviceable hands.
189Jahā̃ jāē , jissē milē ussē jādū kā hī anubhav karē .
167It will be very good when such serviceable hands as you continue to emerge.
190Jaisē śhurū-śhurū mē̃ bāp kō dēkhā , murlī sunī , parivār kō dēkhā tō mast hō jātā thā , aisē abhī bhī jō sōchkar āvē , ussē padamguṇā anubhav karkē jāē .
168When you children have courage, the Father helps. 169Shaktis are always victorious. 170It is impossible for the Shaktis not to experience victory.
191Aisā ab plan banāō .
171Meeting with second group:
192Dr̥iṛh saṅkalp sē sab kuchh hō saktā hai . 193Agar ēk aisā anubhav karāyēgā tō sab uskō follow karē̃gē . 1943 . is varṣh viśhēṣh sahanśhīltā kā guṇ harēk kō dhāraṇ karnā hai - saṅgaṭhan mē̃ agar kōī ēk kē liē kuchh bōltā bhī hai tō dūsrā chup rahē tō bōlnē vālā kab tak bōlēgā ?
172This year, each child has to pay special attention to claim all three certificates (to be liked by the self, to be liked by the people and to be liked by the Father). 173By checking yourself in Baba’s room, you can judge yourself to see whether you have gained the certificate of being liked by yourself or not.
195Ākhir tō chup hī hō jāyēgā .
174At that time, the Father becomes the mirror.
196Sirph usmē̃ 10 bārī sunnē key|kī himmat chāhiē .
175Whatever you look at in this mirror is very clearly reflected.
197Dūsrē kō badalnē kē liē thōṛā tō sahan karnā paṛēgā . 198Ismē̃ sahanśhakti bahut chāhiē .
176At the time you look, if your mind gives you the certificate that you are OK, that is fine.
199Dō bārī mē̃ hī dilśhikasta nahī̃ hō jāō . 20010-12 bār tō sunkar sahan karō .
177However, if you reflect that you are not all right, then you must transform yourself.
201Bāp nē bhī kitnē bachchō̃ K|kē saṅskārō̃ kō badalā|badlā . 202Brahmā , jō itnī baṛī first athārṭī hai usnē bhī chhōṭē-chhōṭē bachchō̃ sē sunā , ajñāniyō̃ sē bhī sunā , insult sahan key|kī nā !
178If, for instance, someone is given a signal, but that soul doesn’t understand that they are wrong, if the majority give a signal for you to pay attention to something, you should not use the dictates of your own mind.
203Brahmā bāp key|kī bhī insult kartē thē , tō āp kaun hō !
179You have the power of truth and it is said that truth is greatness.
204Jab bāp nē sab kuchh sahan kar parivarttan kiyā tō follow father . 205Sirph himmat key|kī bāt hai , sab sahaj hō jāyēgā .
180Only those who bow down are great. 181If you have to bow down to in order to benefit someone, then that is not bowing down, but is greatness.
206Sirph thōṛā pahlē lagtā hai - kaisē hōgā , kahā̃ tak sahan karē̃gē ?
182Those who are great will bow down in order to serve others.
207Himmat na hārō tō abhī-abhī hō jāē .
183Therefore, pay special attention. 184You are careless in this.
208Jab bhaviṣhya par chhōṛtē hō ki kahā̃ tak hōgā … tabhī saṅkalp kamjōr hōtē hai .
185When you say that you are fine, that’s OK. 186However, those who are fine should be also able to mould themselves.
209Kahā̃ tak hōgā yah nahī̃ sōcō̃ , saṅkalp mē̃ dr̥iṛhtā lāō . 210Bhaviṣhya par chhōṛnē sē varttamān cum|kam - jōr hō jātā hai .
187If others have waste thoughts due to your behaviour, then what loss would you experience if you were to mould yourself?
211Gujarāt party sē bāpdādā key|kī mulākāt - jaisē sākār mē̃ ānā aur jānā sahaj hō gayā hai , abhī-abhī āyē , abhī - abhī gayē , tō jaisē sākār mē̃ sahaj practice hō gaī hai ānē-jānē key|kī , vaisē ātmā kō apnī karmātīt avasthā mē̃ rahnē key|kī bhī practice hai ? 212Abhī-abhī karmayōgī ban karma mē̃ ānā , karma samāpt huā phir karmātīt avasthā mē̃ rahnā , iskā bhī anubhav sahaj hōtā hai ? 213Jaisē lakṣhya rakhtē hō madhuban jānā hai , phir taiyārī kar pahũch jātē vaisē yah bhī sadā lakṣhya rahē ki karmātīt avasthā mē̃ rahnā hai , nimitt mātra karma karnē kē liē karmayōgī banē phir karmātīt . 214Karmātīt - iskē liē taiyārī kaun-sī karnī hai ?
188At least you would receive everyone’s blessings.
215Double light banō . 216Tō double light bannā ātā hai nā .
189These blessings are also of benefit.
217Trustee samjhānā arthāt light bannā .
190Do not go into the expansion of “Why?” or “What?”
218Dūsrā - ātmā samajhnā arthāt light hōnā . 219Tō yah taiyārī karnē tō ātī hai nā .
191Put a fullstop to all questions such as “Why is this like this?” or “How will this happen?” etc.
220Yahī attention rakhnē sē phir second mē̃ karmātīt , second mē̃ karmayōgī . 221Jaisē karma mē̃ ānā svābhāvik hō gayā hai .
192Now, become like a lighthouse and spread this speciality in all directions. 193This is called someone suggesting something and someone else accepting that suggestion.
222Vaisē karmātīt hōnā bhī svābhāvik hō jāē .
194Then you become instruments to give happiness to many.
223Yahī tō abhyās hai nā . 224Jō sadā yād aur sēvā mē̃ rahnē vālē haĩ unhō̃ kō pratya - kṣaphal sahaj prāpt hōtā hai .
195Don’t think that you will lower yourself by doing this, no! 196Just think that you are transforming yourself because you have made a mistake.
225Sōchē̃gē bhī nahī̃ ki aisā hō saktā hai !
197Even at work, you have to make some physical effort.
226Lēkin sahaj anubhav hōtē rahē̃gē . 227Chaltē-chaltē aisē anubhav karē̃gē jaisē bhakti mārg mē̃ kahāvat hai , bhagvān chhappar phāṛkar dētē haĩ .
198Therefore, what does it matter if you bring about a little transformation in yourself in order to become a great elevated soul.
228' ' tō yahā̃ bhī mēhnat kā chhappar phāṛkar sahaj anubhūti hōgī .
199You have to become Arjuna in this. 200Through this, you will be able to create an atmosphere.
229Jab sarvśhaktivān K|kē bachchē ban gayē tō mēhnat rahī kyā ? 230Sabhī sahajyōgī hō nā .
201Then it will spread from one to two, and two to three. 202To accept making a mistake is not a big thing.
231Vidēśhī bachchō̃ sē - abhī sabhī jā rahē hō phir sē ēk sē anēk hōkar ānē kē liē . 232Isīliē jā rahē hō nā ?
203However, when you have not made a mistake, but in order to pacify everyone, you admit that you have made a mistake, that is a great thing.
233Itnī ātmāō̃ kō sandēśh dēnā hai tō jarūr itnī tīvragati sē purūṣhārth karē̃gē tab tō saphal hōṅgē nā . 234Abhī harēk kō sēvā K|kē tīvragati kā plan banānā paṛē .
204If others then try to clarify the situation and say that you did something, if you are brought down, it does not matter whether others know you are right or not.
235Sadā yahī samjhō - jaisē śhānti key|kī chiṛiyā dikhātē haĩ nā , aisē ham bhī śhānti K|kē sandēśhī bankar jā rahē haĩ . 236Jahā̃ bhī jāō vahā̃ śhānti key|kī lahar phailā dō .
205At least you have claimed a number ahead in the Father’s list. 206That is not called suppressing yourself. 207Some Brahmins speak this language when they say “How many times do I have to give in?
237Kyōṅki vidēśh mē̃ śhānti key|kī khōj vālē bahut haĩ .
208How many times do I have to die? 209How much more do I have to tolerate?
238Tō aisē kē liē āp śhānti dātā K|kē bachchē śhānti kā sandēśh dēnē vālē hō .
210If you have to be subservient here, then many others will massage your feet there.
239Jab sabkō śhānti kā sandēśh milē tab āpkō śhānti key|kī dēvī vā śhānti kā dēvtā mānē̃gē .
211This is not suppressing yourself, but becoming worthy of being worshipped by many others.
240Tō aisē bankar jā rahē hō nā ?
212This is how great you have to become!
241Chārō̃ ōr jab itnē śhānti key|kī dēvī aur dēvtāyē̃ phail jāyēṅgē tō kyā hō jāyēgā ?
213Achcha. 214Blessing: May you be full of success and transform souls with your cooperation of good wishes and pure feelings.
242Śhānti dātā bāp key|kī pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharā jāyēgā . 243Jarmanī vālē bhī kōī nayā jhaṇḍā laharāyēṅgē jō sabkī najar jarmanī key|kī taraph jāyēgī . 244Murlī kā sār 2451 . dharm arthāt viśhēṣh dhārṇā .
215When all you Brahmin children come together and cooperate with your good wishes and pure feelings for a particular task, then that cooperation creates an atmosphere like a fortress to transform souls.
246Dharm mē̃ sthit hōnā hai aur karma karnā hai . 247Dharm K|kē binā karma mē̃ saphaltā nahī̃ mil saktī .
216When the five fingers of your hand cooperate together it can accomplish any great task.
2482 . dharm aur karma K|kē sambandh kō jōṛ lō tab dharmātmā pratyakṣha hōṅgē .
217In the same way, the co operation of every Brahmin child makes service very successful.
249Dharm aur karma dōnō̃ K|kē male|mail|mēl sē sarv prāptiyō̃ K|kē jhūlē mē̃ jhūltē rahē̃gē . 2503 . dharat paṛiyē dharm na chhōṛiyē ' ' kuchh bhī hō jāē , dharm mē̃ sadā sthit rahō .
218The result of co operation is success. 219Slogan: The wealthiest souls of all are those who accumulate an income of multimillions at every step. 220* * * O M S H A N T I* * *