सोमवार 13 अप्रैल 1981 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 113-04-81 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 13-04-81 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2" rūhē-gulāb key|kī viśhēṣhtā sadā rūhānī vatti "
1The specialities of a spiritual rose.
3Āj bāgvān apnē rūhē-gulāb bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
2Today, the Master of the Garden is looking at His children who are spiritual roses.
4Chārō̃ ōr K|kē rūhē gulāb bachchē bāpdādā K|kē sammukh haĩ .
3The children from all the four corners, who are spiritual roses are personally sitting in front of BapDada.
5Sākār mē̃ chāhē kahā̃ bhī baiṭhē haĩ ( āj ādhē bhāī bahan nīchē murlī sun rahē haĩ ) lēkin bāpdādā unhō̃ kō bhī apnē nayanō̃ K|kē sāmnē hī dēkh rahē haĩ .
4No matter where you children are physically sitting (some brothers and sisters are listening to the murli in the small hall below), BapDada can see all of you in front of His eyes. 5Even now, BapDada is listening to the children’s thoughts.
6Abhī bhī bāpdādā bachchō̃ K|kē saṅkalp kō sun rahē haĩ .
6Everyone wants to sit directly in front of Baba and hear the murli.
7Sabhī sammukh murlī sunnē chāhtē haĩ lēkin nīchē hōtē huē bhī bāpdādā bachchō̃ kō sāmnē dēkh rahē hē̃ .
7Even though some children are sitting in the small hall beneath here, BapDada can see all you children in front of Him.
8Harēk rūhē-gulāb key|kī khuśhbū bāpdādā kē pās ā rahī hai .
8The fragrance of each of you spiritual roses is reaching BapDada.
9Haĩ tō sab number-vār lēkin is samay sabhī ēk bāp dūsrā na kōī isī rūhānī khuśhbū mē̃ number one sthiti mē̃ haĩ .
9All of you are numberwise, but, at this moment, all of you belong to the one Father and none other and are stable in your first and foremost stage with this spiritual fragrance.
10Isliē rūhānī khuśhbū vatan tak bhī pahũch rahī hai .
10This is why this spiritual fragrance is able to reach the subtle region.
11Rūhānī khuśhbū key|kī viśēṣatāē̃ jāntē hō ?
11Do you know the specialities of spiritual fragrance?
12Kis ādhār par rūhānī khuśhbū sadākāl ēkras aur dūr dūr tak phailtī hai arthāt prabhāv ḍāltī hai ?
12On what basis are you able to keep this spiritual fragrance constant and steady and also able to spread it far and wide, which means spread the impact of it?
13Iskā mūl ādhār hai rūhānī vr̥itti .
13The main basis of this is your spiritual attitude.
14Sadā vr̥itti mē̃ rūh , rūh kō dēkh rahē haĩ , rūh sē hī bōl rahē haĩ .
14You should always have the awareness that it is the spirit seeing the spirit and speaking to the spirit.
15Rūh hī alag alag apnā part bajā rahē haĩ .
15It is the various spirits that are playing their various roles.
16Maĩ rūh hū̃ , sadā supreme rūh key|kī chhatrachhāyā mē̃ chal rahā hū̃ .
16I am a spirit and constantly moving along whilst under the canopy of protection of the Supreme Spirit.
17Maĩ rūh hū̃ - her|har saṅkalp bhī supreme rūh key|kī śhrīmat K|kē binā nahī̃ chal saktā hai .
17I am a spirit. 18I cannot have a single thought that is not according to the shrimat of the Supreme Spirit.
18Mujh rūh kā karāvanhār supreme rūh hai .
19My Karavanhar (the One who makes me act) is the Supreme Spirit.
19Karāvanhār K|kē ādhār par maĩ nimitt karnē vālā hū̃ .
20I am an instrument who is made to do everything by Karavanhar.
20Maĩ karanhār vah karāvanhār hai . 21Vah chalā rahā , maĩ chal rahā hū̃ .
21I am karanhar (one who is made to act) and He is Karavanhar (One who makes me act).
22Her|har direction par mujh rūh kē liē saṅkalp , bōl aur karma mē̃ sadā hajūr hājir haĩ .
22He is making me move and I am moving. 23The Lord is everpresent in every direction for me, this spirit, in every thought, word and action of mine.
23Isliē hajūr kē āgē sadā mujh rūh key|kī jī hajūr hai .
24This is why, I, the spirit, am always in front of the Lord and say, “Yes, my Lord!”.
24Sadā rūh aur supreme rūh combined hū̃ .
25The spirit and the Supreme Spirit are constantly combined.
25Supreme rūh mujh K|kē binā rah nahī̃ saktē aur maĩ bhī supreme rūh K|kē binā alag nahī̃ hō saktā .
26The Supreme Spirit cannot stay apart from I, this spirit, and I cannot stay apart from the Supreme Spirit.
26Aisē her|har second hajūr kō hājir anubhav karnē vālē sadā rūhānī khuśhbū mē̃ avināśhī aur ēkras rahtē haĩ .
27Those who experience the Lord to be present with them at every second constantly and eternally have this spiritual fragrance.
27Yah haĩ number one khuśhbūdār rūhē-gulāb key|kī viśhēṣhtā .
28This is the speciality of a first and foremost fragrant spiritual rose.
28Aisē key|kī dr̥iṣhṭi mē̃ bhī sadā supreme rūh samāyā huā hōgā .
29In the same way, they always have the Supreme Spirit merged in their drishti.
29Vah bāp key|kī dr̥iṣhṭi mē̃ aur bāp unkī dr̥iṣhṭi mē̃ samāyā huā hōgā .
30They are merged in the Father’s drishti and the Father is merged in their drishti.
30Aisē rūhēgulāb kō dēh vā dēh key|kī duniyā vā purānī dēh key|kī duniyā key|kī vastu , vyakti dēkhtē huē bhī nahī̃ dikhāī dēgē .
31Spiritual roses will look at but not see the bodies, the physical world or any thing or any persons of the old physical world.
31Dēh dvārā bōl rahā hū̃ lēkin dēkhtā rūh kō hai , bōltā rūh sē hai .
32They have the consciousness of speaking through their body, but of seeing the spirit and speaking to the spirit.
32Kyōṅki unkē nayanō̃ key|kī duniyā mē̃ sadā rūhānī duniyā hai , phariśhtō̃ key|kī duniyā hai , dēvtāō̃ key|kī duniyā hai .
33In their vision, they constantly have the spiritual world, the world of angels and the world of deities.
33Sadā rūhānī sēvā mē̃ rahtē .
34They are constantly engaged in spiritual service.
34Din hai vā rāt hai lēkin unkē liē sadā rūhānī sēvā hai .
35Night and day, there is constantly spiritual service for them to do.
35Aisē rūhē-gulāb key|kī sadā rūhānī bhāvnā rahtī ki sarv rūhē̃ jamārē samān varsē K|kē adhikārī ban jāē̃ .
36Similarly, such spiritual roses always have the spiritual feeling that all the spirits have to claim their right to their inheritance like they themselves have.
36Parvaśh , ātmāō̃ kō bāp dvārā prāpt huī śhaktiyō̃ kā sahyōg dē unhō̃ kō bhī anubhav karāvē̃ .
37They feel that they want to help souls under an external influence with their own powers that they have attained from the Father and enable them to have an experience.
37Kisī key|kī bhī kamjōrī aur kamī kō nahī̃ dēkhē̃gē .
38They never look at anyone’s weaknesses or defects.
38Apnē dhāraṇ kiyē huē guṇō̃ kā , śhaktiyō̃ kā sahyōg dēnē vālā dātā banē̃gē .
39They are bestowers who constantly cooperate with the powers and virtues that they have inculcated into themselves.
39Brāhmaṇ parivār kē liē sahyōgī , anya ātmāō̃ kē liē mahādānī .
40They cooperate with the Brahmin family and are great donors for everyone else.
40Yah aisā hai , yah bhāvnā nahī̃ .
41They never feel that certain people are like this or that.
41Lēkin iskō bhī bāp samān banāū̃ , yah śhubh bhāvnā .
42Instead, they always have the good wishes to make others equal to the Father.
42Sāth sāth yahī śhrēṣhṭh kāmnā . 43Yah sarv ātmāyē̃ kaṅgāl , duḥkhī , aśhānt sē sadā śhānt , sukh-rūp mālāmāl ban jāē̃ .
43Together with this, they also have elevated good wishes for all the souls who are presently unhappy, povertystricken and peaceless to become constantly peaceful and prosperous embodiments of happiness.
44Sadā smr̥iti mē̃ ēk hī dhun hōgī ki viśhva parivarttan jaldī sē jaldī kaisē hō̃ - iskō kahā jātā hai rūhē-gulāb .
44They constantly have in their awareness the one concern of quickly bringing about world transformation. 45This is known as being a spiritual rose.
45Āj mahārāṣhṭra kā turn hai .
46Today, it is the turn of those from Maharashtra.
46Mahārāṣhṭra vālē sadā ēk hī mahā śhabda kō yād rakhē̃ tō sab mahān arthāt number one ban jāē̃ .
47If those from Maharashtra remember even the one word “Maha” (great), then they can all become great, that is, they can all become number one.
47Mahārāṣhṭra vālō̃ kā kyā lakṣhya hai ?
48What is the aim of those from Maharashtra?
48Mahān bannā .
49To become great.
49Sva kō bhī mahān banānā hai , viśhva kō bhī mahān banānā hai .
50You have to make yourself great and also make the world great.
50Yahī sadā smr̥iti mē̃ rahtā hai nā !
51This is what you always have in your consciousness, is it not?
51Aur karnāṭak vālē sadā nāṭak mē̃ hero part bajānē vālē haĩ .
52Those from Karnataka are the actors who constantly play a hero part in the drama.
52Bannā bhī hero hai , banānā bhī hero hai .
53You have to become a hero and make others into heroes.
53Āndhrā arthāt andhiyārā miṭānē vālē . 54Sab prakār kā andhērā .
54Andhra (one of the states of India) means those who dispel darkness; they dispel all types of darkness.
55Āndhrā mē̃ garībī kā andhkār bhī jyādā hai .
55Due to the poverty in Andhra, there is a lot of darkness.
56Tō garībī kō miṭāē sarv kō sampann banānā hai .
56Therefore, you have to remove all of that poverty and make everyone full.
57Tō āndhrā vālē viśhva kō sadā sāhūkār banānē vālē haĩ . 58Jō na tan key|kī garībī , na dhan key|kī garībī , na man K|kē śhaktiyō̃ key|kī garībī .
57Those from Andhra will make everyone in the world wealthy so that there will be no poverty or lack of anything for body, lack of wealth or power of the mind.
59Tan-man-dhan tīnō̃ hī garībī kō miṭānē vālē .
58You are those who remove the poverty of body, mind and wealth.
60Is andhkār kō miṭākar sadā rōśhnī lānē vālē .
59You will dispel all this darkness and bring light.
61Tō āndhrā nivāsī hō gayē - master gyān sūrya .
60Therefore, you residents of Andhra are master suns of knowledge.
62Madrās arthāt sadā rās mē̃ magan rahnē vālē .
61Madras means those who are constantly absorbed in their dancing.
63Saṅskār milan key|kī bhī rās , khuśhī key|kī bhī rās . 64Aur phir sthūl mē̃ bhī rās karnē vālē .
62There is the dance of the harmonising of sanskars and the dance of happiness. 63And you also dance physically.
65Mad - magan kō bhī kahā jātā hai .
64Mad(ras) also means to be absorbed.
66Tō sadā isī rās mē̃ magan rahnē vālē .
65Therefore, you remain constantly absorbed in this dance.
67Samjhā sabhī kā occupation kyā hai .
66Do you understand what the occupation of all of you is?
68Ab tō sabsē milē nā . 69Milnā arthāt lēnā .
67So, Baba has now met everyone, has He not?
70Tō lē liyā nā .
68To meet means to take.
71Ākhir tō nayan mulākāt tak pahuñchnā hai .
69So, you have taken everything, have you not?
72Bāpdādā kē liē nīchē vā ūpar baiṭhē huē sab V|we . I|āī|eye . pī|P . haĩ .
70Eventually, you have to reach the stage of having this meeting through the eyes.
73Teachers K|kē sāth-bāpadādā sarv nimitt banē huē sēvādhāriyō̃ kō kis rūp mē̃ dēkhnā chāhtē haĩ , yah jāntē hō ?
71For BapDada, wherever you are sitting, whether up here or down below, you are all VIPs. 72BapDada meeting the teachers:
74Bāpdādā sarv sēvādhāri yō̃ kō sadā apnē samān , jaisē bāp karttavya K|kē kāraṇ avatarit hōtē haĩ vaisē her|har sēvādhārī sēvā kē prati avatarit hōnē vālē sab avatār ban jāē̃ .
73In what form would BapDada like to see all of you instrument servers? 74Do you know? 75BapDada wants to see all of you servers incarnate down here for your service just as He Himself incarnates here in order to carry out His duty.
75Ēk avatār drama anusār sr̥iṣhṭi par ātā tō kitnā parivarttan kar lētā .
76When an incarnation incarnates on earth, according to the drama, he is able to bring about so much transformation.
76Vah bhī ātmik śhakti vālē aur yah itnē paramātm-śaktisvarūp chārō̃ ōr avatār avatarit hō jāē̃ tō kyā hō jāyēgā ?
77Incarnations have the power of the soul, whereas all of you are embodiments of the power of God. 78Therefore, if all of you incarnations were to incarnate down here, what would happen?
77Sahaj parivarttan hō jāyēgā .
79Transformation would take 80place very easily.
78Jaisē bāp loan lētā hai , bandhan mē̃ nahī̃ ātā , jab chāhē āyē , jab chāhē chalē̃ jāyē̃ , nirbandhan hai . 79Aisō sab sēvādhārī śharīr K|kē saṅskārō̃ K|kē , svabhāv K|kē badhanō̃ sē mukt , jab chāhē̃ jaisē chāhē̃ vaisā saṅskār apnā banā sakē̃ .
81Just as the Father takes this body on loan and yet doesn’t create any bondage, but simply enters and leaves when He wants and thereby remains free from bondage, in the same way, you servers should remain free from any bondage of your sanskars or nature of your body.
80Jaisē dēh kō chalānē chāhē̃ vaisē chalā sakē̃ .
82You should be able to adopt any sanskar whenever and however you want.
81Jaisā svabhāv banānē chāhē vaisā banā sakē̃ .
83You should be able to make your body function as you want.
82Aisā nahī̃ ki mērā svabhāv hī aisā hai , kyā karū̃ ?
84You should be able to create whatever type of nature you want.
83Mērā saṅskār , mērā bandhan aisā hai nahī̃ .
85You should not say, “My nature is like this, and so what can I do?”
84Lēkin aisē nirbandhan jaisē bāp nirbandhan hai .
86You should not say, “This is what my sanskars and my bondage are like!” 87No!
85Kaī sōchtē haĩ ham tō janm-maraṇ K|kē chakra K|kē kāraṇ śharīr K|kē bandhan mē̃ haĩ , lēkin yah bandhan hai kyā ?
88You should become completely free from bondage, the same as the Father. 89Some of you think that you are in a body because of having to be in the cycle of birth and death.
86Ab tō śharīr āpkā hai hī nahī̃ , phir bandhan āpkā kahā̃ sē āyā ?
90However, now that your body no longer belongs to you, is that body a bondage? 91So how can you have any bondage?
87Jab marjīvā ban gayē tō śharīr kiskā huā ?
92Now that you have died alive, to whom does your body belong?
88Tanaman - dhan tīnō̃ arpaṇ kiyā hai yā sirph dō kō arpaṇ kiyā , ēk kō nahī̃ .
93Have you surrendered all three, your body, mind and wealth? 94Or, have you only surrendered two and not the third?
89Jab mērā tan hī nahī̃ , mērā man hī nahī̃ tō bandhan hō saktā hai .
95Can you have any bondage if your body and mind are not yours? 96To say, “What can I do?
90Yah bhī kamjōrī K|kē bōl haĩ - kyā karē̃ janm janm K|kē saṅskār haĩ , śharīr kā hisāb kitāb hai .
97I have had these sanskars over many births and I have these karmic accounts of the body”, is to speak words of weakness.
91Lēkin ab purānē janm kā purānā khātā saṅgamyug par samāpt huā . 92Nayā śhurū kiyā .
98It is now, at the confluence age, that your old accounts of your old births are settled and you start everything afresh.
93Abhī udhar kā purānā register samāpt huā . 94Nayā śhurū kiyā .
99Your old register has now ended. 100You have started your new register.
95Abhī udhar kā purānā register samāpt hō gayā yā abhī tak sambhāl kar rakhā hai ?
101Has your old past register ended? 102Or, are you still carefully holding onto it?
96Khatm nahī̃ kiyā hai kyā ?
103Have you not yet ended it?
97Tō samjhā bāpdādā kyā dēkhnā chāhtē haĩ ?
104Therefore, do you understand what BapDada wants to see?
98Itnē sab avatār prakaṭ hō jāē̃ tō sr̥iṣhṭi par halchal mach jāyēgī nā !
105When so many incarnations appear, there will then be upheaval on earth.
99Avatār arthāt ūpar sē ānē vālī ātmā .
106An incarnation means a soul who has come from up above.
100Mūlvatan key|kī sthiti mē̃ sthit hō ūpar sē nīchē āō .
107First, stabilise in the stage of the incorporeal world and then come down here.
101Nīchē sē ūpar nahī̃ jāō .
108Do not take off from down here.
102Hai hī paramdhām nivāsī ātmā , satōpradhān ātmā .
109You are, in any case, originally souls who are residents of Paramdham; you are satopradhan souls.
103Apnē ādi , anādi svarūp mē̃ rahō .
110Therefore, remain stable in your original and eternal form.
104Ant key|kī smr̥iti mē̃ nahī̃ rahō anādi , ādi phir kyā hō jāyēgā ?
111Do not stay in your stage of the final period, but remain in your original and eternal stage.
105Svayã bhī nirbandhan aur jinhō̃ key|kī sēvā kēnimitta banē hō vah bhī nirbandhan hō jāyēṅgē .
112What will happen then? 113You yourself will become free from bondage and those for whom you become instruments will also become free from bondage.
106Nahī̃ tō vah bhī kōī na kōī bandhan mē̃ bandh jātē haĩ .
114Otherwise, those souls will also become tied in one or another bondage.
107Svayã nirbandhan avatarit huī ātmā samajh kar karma karō , tō aur bhī āpkō follow karē̃gē .
115Perform every action whilst considering yourself to be a soul without bondage, who has just incarnated.
108Jaisē sākār bāp kō dēkhā , kyā yād rahā ?
116Then others will also follow you. 117You saw sakar Baba.
109Bāp kē sāth maĩ bhī karmātīt sthiti mē̃ hū̃ yā dēvtāī bachpan rūp mē̃ .
118What did he remember? 119“As well as the Father, I am also in my karmateet stage and in the childhood form of my deity stage”.
110Anādi , ādi rūp sadā smr̥iti mē̃ rahā tō follow father .
120He constantly had his original and eternal form in his awareness.
111Teachers sē pūchhnē key|kī jarūrat hī nahī̃ ki santuṣhṭ hō .
121Therefore, follow the father! 122There is no need to ask you teachers if you are content.
112Teacher sē pūchhnā mānā teacher key|kī insult karnā .
123To ask you teachers this question would be to insult you!
113Isliē bāpdādā insult tō nahī̃ kar saktē .
124This is why BapDada cannot insult you.
114Bāp samān nimitt hō .
125You are instruments, equal to the Father.
115Nimitt kā arth|earth hī hai - sadā karan-karāvanhār K|kē smr̥iti svarūp .
126To be an instrument means constantly to be an embodiment of having the awareness of Karankaravanhar.
116Yahī smr̥iti samarth smr̥iti hai .
127This awareness is a powerful awareness.
117Karanhār hū̃ lēkin karan-karāvanhār K|kē ādhār par karanhār hū̃ .
128I am karanhar (one who is made to act), but only on the basis of Karankarvanhar.
118Nimitt hū̃ lēkin nimitt banānē vālē kō bhūlnā nahī̃ .
129I am an instrument but I must not forget the One who has made me an instrument.
119Maĩ-pan nahī̃ , sadā bāpdādā hī mukh mē̃ , man mē̃ , karma mē̃ rahē - yahī pāṭh pakkā hai nā !
130There should not be the consciousness of “I”. 131Constantly have BapDada’s name on your lips, in your mind and in your actions.
120Party kē sāth
132This lesson is firm for you, is it not?
1211 . amr̥itvēlē sē lēkar rāt tak jō bhī bāp nē śhrēṣhṭh mat dī hai usī mat K|kē anusār sārī dincharyā vyatīt kartē hō ?
133BapDada meeting groups: 134Do you spend your whole day from morning till night according to the timetable and the shrimat that Baba has given you for the whole day?
122Uṭhnā kaisē hai , chalnā kaisē hai , khānā kaisē hai , kārya vyavahār kaisē karnā hai , sabkē prati śhrēṣhṭh mat milī huī hai .
135How you have to wake up, how you have to walk, how you have to eat, how you should interact? 136You have been given shrimat for all of these actions.
123Usī śhrēṣhṭh mat K|kē pramāṇ her|har kārya kartē hō ?
137Do you perform every action according to those elevated directions?
124Her|har karma kartē huē apnī sthiti śhrēṣhṭh rahē uskē liē kaun sā ēk śhabda sadā smr̥iti mē̃ rakhō - trustee .
138What word should you remain aware of so that your stage remains elevated in every act you perform? 139Trustee!
125Agar karma kartē ṭrasṭīpan key|kī smr̥iti rahē tō sthiti śhrēṣhṭh ban jāyēgī .
140By remaining aware of being a trustee in every act you perform, your stage will remain elevated.
126Kyōṅki trustee bankar chalnē sē sārā hī bōjh bāp par paṛ jātā hai , āp sadā double light ban jātē .
141This is because when you act as a trustee, every burden is the Father’s burden, and you therefore remain constantly doublelight.
127Double light hōnē K|kē kāraṇ high jump dē saktē hō .
142When you are doublelight, you become able to take a high jump.
128Agar gr̥ihasthī samajhtē tō dumba lag jātā . 129Sārā bōjh apnē par ā jātā .
143If you consider yourself to be a householder, you have a tail dragging along behind you and every burden would remain on you.
130Bōjh vālā high jump dē nahī̃ saktā .
144When you have a burden, you are unable to take a high jump.
131Aur hī sā̃s phūltā rahēgā .
145In fact, you become even more breathless.
132Trustee samajhnē sē sthiti sadā ūñchī rahēgī .
146When you constantly consider yourself to be a trustee, your stage will remain constantly elevated.
133Tō sadā trustee hōkar rahnē key|kī śhrēṣhṭh mat kō smr̥iti mē̃ rakhō .
147Therefore, always keep in your awareness the elevated directions of constantly remaining a trustee.
1342 . bāpdādā dvārā sabhī bachchō̃ kō kaun see|sī|C number one śhrīmat milī huī hai ?
148What is the first and foremost shrimat that all of you children have received from BapDada?
135Number one śhrīmat hai ki apnē kō ātmā samjhō aur ātmā samajhkar bāp kō yād karō .
149The first and foremost shrimat is to consider yourself to be a soul and whilst considering yourself to be a soul, to remember the Father.
136Sirph ātmā samajhnē sē bhī bāp key|kī śhakti nahī̃ milēgī .
150You will not receive power from the Father by only considering yourself to be a soul.
137Yād na ṭhaharnē kā kāraṇ hī hai ki ātmā samajhkar yād nahī̃ kartē hō . 138Ātmā kē bajāē apnē kō sādhāraṇ śharīrdhārī samajhkar yād kartē hō .
151The reason why you are unable to maintain the stage of constant remembrance is that whilst you are remembering the Father, you do not consider yourself to be a soul.
139Isliē yād ṭiktī nahī̃ . 140Vaisē bhī kōī dō chījō̃ kō jab jōṛā jātā hai tō pahlē samān banātē haĩ .
152Instead of considering yourself to be a soul, you remember the Father whilst you consider yourself to be an ordinary bodily being.
141Aisē hī ātmā samajhkar yād karō tō yād sahaj hō jāyēgī , kyōṅki samān hō gayē nā !
153You are therefore unable to maintain that stage of remembrance. 154Before two things are put together, they first have to be made equal.
142Yah pahlī śhrīmat hī practical mē̃ sadā lātē rahō . 143Yahī mukhya foundation hai .
155In the same way, when you remember the Father whilst considering yourself to be a soul then, because you have become equal, you will easily be able to have that remembrance.
144Agar foundation kachchā hōgā tō āgē chaṛhtī kalā nahī̃ hō saktī .
156Constantly continue to put this first shrimat into practice. 157This is your main foundation.
145Abhī abhī chaṛhtī kalā , abhī abhī nīcē̃ ā jāyēṅgē .
158When your foundation is weak, you are unable to experience your stage ascending.
146Makān kā bhī foundation agar pakkā na hō tō darār paṛ jātī hai yā gir jātā hai .
159One moment your stage will ascend and the next moment, it will descend. 160When a building’s foundation is not strong, there will be cracks or it will fall down.
147Aisē hī agar yah foundation majbūt nahī̃ tō māyā nīchē girā dēgī .
161In the same way, if your foundation isn’t strong, then Maya will pull you down.
148Isliē foundation sadā pakkā .
162Therefore, always make sure that your foundation is very strong.
149Sahaj bāt kē ūpar bhī bār-bār attention .
163You must constantly pay attention even to something that appears easy.
150Agar attention nahī̃ dētē tō sahaj bāt bhī muśhkil hō jātī .
164If you don’t pay attention constantly, then even something easy becomes difficult.
1513 . sadā yah naśhā rahtā hai ki ham hī kalp-kalp K|kē adhikārī ātmāyē̃ haĩ ham hī thē ham hī haĩ , ham hī kalp kalp hōṅgē .
165Do you constantly have the intoxication that you are the souls with all rights every cycle? 166You were those souls, you are those souls and you will be those souls every cycle.
152Kalp pahlē kā najārā aisē hī spaṣhṭ smr̥iti mē̃ ātā hai ?
167Do the scenes of the previous cycle enter your intellect just as clearly?
153Āj brāhmaṇ haĩ , kal dēvtā banē̃gē .
168Today, you are Brahmins and tomorrow, you will be deities.
154Ham hī dēvtā thē yah naśhā rahtā hai ?
169Do you have the intoxication that you were deities?
155Ham sō , sō ham yah mantra sadā yād rahtā hai ?
170Do you constantly remember the mantra, “hum so, so hum” (What I was, so I will become).
156Isī ēk naśhē mē̃ rahō tō sadā jaisē naśhē mē̃ sab bātē̃ bhūl jātī haĩ , saṅsār hī bhūl jātā hai , aisē is mē̃ rahnē sē yah purānī duniyā sahaj hī bhūl jāyēgī .
171If you constantly maintain this intoxication, then just as everything else is forgotten by an intoxicated person, just as the whole world is forgotten, in the same way, when you remain in this intoxication you are easily able to forget the old world.
157Aisī apnī avasthā anubhav kartē hō ?
172Do you experience your stage to be like this?
158Tō sadā check karō - āj brāhmaṇ kal dēvtā , yah kitnā samay naśhā rahā .
173Therefore, constantly check to see how long you remain in the intoxication of knowing that you are a Brahmin today and tomorrow, a deity.
159Jab vyavahār mē̃ jātē tō bhī yah naśhā kāyam rahtā ki halkā hō jātā hai ?
174When you interact with anyone, do you still maintain this intoxication or does it reduce a little? 175You should remember what you are.
160Jō jaisā hōtā hai uskō vah yād rahtā hai .
176For instance, whilst a President is doing anything, he would not forget that he is a President.
161Jaisē president hai vah kōī bhī kām kartē yah nahī̃ bhūltā ki maĩ president hū̃ .
177So you too should constantly remember your position. 178Through this, you will experience constant happiness and intoxication.
162Tō āp bhī sadā apnī position yād rakhō .
179You should constantly have the intoxication of being those who are to become deities.
163Issē sadā khuśhī rahēgī , naśhā rahēgā . 164Sadā khumārī chaṛhī rahē .
180At present, you are Brahmins, the topknots, and Brahmins are even more elevated than the deities!
165Ham hī dēvtā banē̃gē , abhī bhī brāhmaṇ chōṭī haĩ , brāhmaṇ tō dēvtāō̃ sē bhī ūñch hai .
181No matter how much Maya tries to shake you off this intoxication of yours, she should be unable to do so. 182When Maya comes, she first tries to isolate you.
166Is naśhē kō māyā kitnā bhī tōṛnē key|kī kōśhiśh karē lēkin tōṛ na sakē .
183She first makes you step away from the Father. 184Robbers also first get you on your own and then attack you.
167Māyā ātī tabhī hai jab akēlā kar dētī hai .
185Therefore, constantly remain combined. 186Never become isolated.
168Bāp sē kinārā karā dētī hai .
187“I and my Baba”. 188Remain in the awareness of being combined.
169Ḍākū bhī akēlā karkē phir war|vār kartē haĩ nā .
189Do all of you consider yourselves to be greatly fortunate?
170Isliē sadā combined rahō kabhī bhī akēlē nahī̃ hōnā . 171Maĩ aur mērā bābā - isī smr̥iti mē̃ combined rahō .
190Look how fortunate you are! 191You have reached the land of blessings to fill your aprons with blessings. 192How many souls in the world have such fortune?
1724 . sabhī apnē kō mahān bhāgyaśhālī samajhtē hō nā ?
193A handful out of multimillions, and only a few out of that handful!
173Dēkhō kitnā baṛā bhāgya hai jō vardān bhūmi par vardānō̃ sē jhōlī bharnē kē liē pahũch gayē hō .
194Therefore, always remain aware of what you used to listen to and speak about, and that you are now the souls who are the few out of the handful selected from multimillions.
174Aisā bhāgya viśhva mē̃ kitnī ātmāō̃ kā hai ?
195Do you have this much happiness? 196Constantly continue to dance in this happiness.
175Kōṭō̃ mē̃ kōī aur kōī mē̃ bhī kōī !
197How wonderful is my fortune! 198Continue to sing this song.
176Tō yah khuśhī sadā rakhō ki jō suntē thē , varṇan kartē thē , kōṭō̃ mē̃ kōī , kōī mē̃ bhī kōī ātmā , vah ham hī hai .
199Together with singing this song, dance in happiness. 200You know how to sing this song, do you not? 201How wonderful is my fortune! 202How wonderful is my Baba!
177Itnī khuśhī hai ?
203How wonderful is the drama!
178Sadā isī khuśhī mē̃ nāchtē rahō - vāh mērā bhāgya !
204Constantly continue to sing this song. 205You are very lucky.
179Yahī gīt gātē rahō aur isī gīt kē sāth khuśhī mē̃ nāchtē rahō .
206Baba always says that each of you children is a lovely child. 207So, you are the loveliest and also the luckiest.
180Yah gīt gānā tō ātā hai nā - vāh rē mērā bhāgya aur vāh mērā bābā !
208Never consider yourself to be ordinary; you are very elevated. 209Once God Himself belongs to you, what else would you need?
181Vāh drama vāh !
210When the Seed belongs to you, it includes the tree.
182Yah gīt gātē rahō . 183Bahut lucky hō .
211Therefore, constantly remain in the happiness of knowing this.
184Bāp tō sadā her|har bachchē kō lovely bachchā hī kahtē haĩ .
212When others see your happiness, they too will begin to dance in happiness.
185Tō lovely bhī hō , luckiest bhī hō .
213Blessing: May you be a soul who has a right to be part of the royal family by remaining bound in God’s service and thus coming into close relationship. 214By remaining bound in God’s service you are brought into close relationship. 215The more service you do, the fruit of that service is that the closer you are brought into relationship. 216Those who serve here will claim a right to become part of the royal family there.
186Kabhī apnē kō sādhāraṇ nahī̃ samajhnā , bahut śhrēṣhṭh hō .
217The harder you serve here, the more comfortably you will be able to sit on the throne in the golden age.
187Bhagvān āpkā ban gayā tō aur kyā chāhiē !
218Those who take comfort here will have to work there.
188Jab bīj kō apnā banā diyā tō vr̥ikṣha tō ā hī gayā nā !
219Baba keeps the accounts of every second and every act of every soul.
189Tō sadā isī khuśhī mē̃ rahō . 190Āpkī khuśhī kō dēkh dūsrē bhī khuśhī mē̃ nāchtē rahē̃gē .
220Slogan: Quickly spread the vibrations of world transformation through your self transformation. 221* * * O M S H A N T I* * *