शनिवार 24 अक्टूबर 1981 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 124-10-81 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

0> > 24-10-81 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2" sachchē āśhik key|kī niśhānī "

1The signs of a true lover.

3Rūhānī māśhūk śhivbābā apnē sachchē rūhānī āśhikō̃ kē prati bōlē  :

2Do you know where the Father has come today and whom He has come to meet?

4‘ ‘ āj bāp kahā̃ āyē haĩ aur kinhō̃ sē milnē āyē̃ haĩ  ?

3In which form has He especially come to meet you?

5Jāntē hō  ? 6Kis rūp sē viśhēṣh milnē āyē̃ haĩ  ?

4As is the form of the Father, so is the form of His children.

7Jaisē bāp kā rūp vaisē bachchō̃ kā rūp . 8Tō āj kis rūp sē bāp milnē āyē̃ haĩ , jāntē hō  ?

5Therefore, do you know in which form the Father has come to meet you all?

9Lōṅgō nē yah jō galatī|galtī kar dī hai ki paramātmā K|kē anēk rūp haĩ , yah galtī hai vā right hai  ?

6Is it really a mistake for people to say that God has many forms, or is it right?

10Is samay bāp anēk sambandhāē̃ K|kē anakē rūpō̃ sē miltē haĩ .

7At this time, the Father meets you in many relationships in many forms.

11Tō ēk K|kē anēk rūp , sambandh K|kē ādhār sē vā karttavya K|kē ādhār sē practical mē̃ haĩ nā  !

8So, on the basis of His many forms and the relationships you have with the One, that praise is right, is it not?

12Tō bhakta bhī right hai nā  !

9So, the devotees are right after all!

13Āj kis rūp mē̃ bāp milnē āyē̃ haĩ aur kahā̃ mil rahē haĩ  ?

10In which form has the Father come today to meet you? 11Where is He meeting you?

14Āj key|kī murlī mē̃ ( subah ) vah sambandh sunā hai .

12You heard of that relationship in today’s murli (morning murli of the day).

15Tō bāp kaun huā aur āp kaun huē  ?

13So, who is the Father and who are you children?

16Āj rūhānī māśhūk rūhānī āśhikō̃ sē milnē āyē haĩ  !

14Today, the spiritual Beloved has come to meet the spiritual lovers.

17Kahā̃ milnē āyē haĩ  ?

15Where has He come to meet you?

18Sabsē jyādā milnē kā priya sthān kaun-sā hai  ? 19Rūhānī māśhūk āp āśhikō̃ kō ādi K|kē samay mē̃ kahā̃ par lē jātē thē , yād hai nā  ? 20 ( sāgar par ) tō āj bhī sarv khazānō̃ aur guṇō̃ sē sampann , sāgar K|kē kaṇṭhē par , sāth mē̃ ūñchī sthiti key|kī pahāṛī par , śhītaltā key|kī cā̃danī mē̃ rūhānī māśhūk , rūhānī āśhikō̃ sē mil rahē haĩ . 21Sāgar hai sampannatā kā aur pahāṛī hai ūcī sthiti key|kī .

16Which is the most loved meeting place?

22Sadā śītal-svarūp hai cā̃danī . 23Tīnō̃ hī sāth mē̃ haĩ .

17Do you remember where your spiritual Beloved used to take you lovers at the beginning?

24Āj rūhānī āśhikō̃ kō dēkh rūhānī māśhūk harṣhit hō rahē haĩ aur kaun-sā gīt gātē̃ haĩ  ? 25 ( harēk apnā-apnā gīt sunā rahē haĩ ) vaisē tō ēk hī gīt sun saktē haĩ lēkin bāp sabhī kā gīt sun saktē haĩ . 26Āśhik apnā gīt gā rahē haĩ aur māśhūk gīt kā respond kar rahē haĩ . 27Jō bhī gīt gāō sab ṭhīk hai .

18(To the ocean.)

28Har ēk K|kē snēh K|kē bōl bāp snēh sē hī suntē haĩ . 29Āśhikō̃ kō māśhūk kō yād karnā sahaj hai nā  ? 30Sahaj aur nirantar yād kā sambandh aur svarūp yah rūhānī āśhik aur māśhūk kā hai .

19Therefore, today also, the spiritual Beloved is meeting you spiritual lovers on the shores of the Ocean that is full of virtues, as well as on the mountain of an elevated stage, and in the coolness of moonlight.

31Yād karnā nahī̃ paṛtā lēkin yād bhūlātē bhī bhūl nahī̃ saktī .

20The ocean symbolizes fullness and the mountain symbolizes an elevated stage.

32Āj har ēk āśhik K|kē snēh kō dēkh kyā dēkhā  ?

21Moonlight symbolizes a constantly cool nature.

33Āśhik anēk aur māśhūk ēk . 34Lēkin anēk anubhav yahī kahtē haĩ ki mērā māśhūk kyōṅki snēh kā sāgar rūhānī māśhūk hai  ! 35Tō sāgar bēhad hai isliē jitnē bhī , jitnā bhī snēh lē̃ phir bhī sāgar akhuṭ aur sampann hai . 36Isliē mujhē cum|kam , tumhē̃ jyādā yah bātē̃ nahī̃ .

22All three are together.

37Lēnē vālē jitnā lē̃ . 38Snēh K|kē bhaṇḍār bharpūr haĩ .

23Today, the spiritual Beloved is pleased to see the spiritual lovers.

39Lēnē vālē lēnē mē̃ number-vār hō jātē haĩ lēkin dēnē vālā sabkō number one dētā hai .

24What song are you singing? 25(Each one is singing their own song.)

40Lēnē vālē samānē mē̃ number-vār hō jātē haĩ .

26Normally, you can only listen to one song at a time.

41Pyār karnā sabkō ātā hai lēkin tōṛ nibhānē mē̃ number hō jātē̃ haĩ .

27However, the Father can hear everyone’s songs at the same time.

42‘ ‘ mērā māśhūk ' ' sab kahtē haĩ lēkin mērā kahtē bhī kyā karatē̃ haĩ  ? 43Jāntē hō kyā kartē haĩ  !

28You lovers are singing your own songs and the Beloved is responding to those songs.

44Tō batāō̃ kyā kartē haĩ .

29Whatever songs you sing are all fine.

45Phir phērā lagānē kē bād jab thak jātē haĩ tab phir kahtē haĩ - ‘ ‘ mērā māśhūk ' ' .

30Each one’s words of love are heard by the Father with love.

46Aur kaī āśhik nāj bhī bahut kartē haĩ . 47Kyā nāj kartē haĩ  ?

31It is easy for you lovers to remember your Beloved, is it not?

48 ( dīdī , dādī kō ) nāj-nakharē tō sākār mē̃ āpkē āgē hī bahut dikhātē̃ haĩ nā  !

32You spiritual lovers have an easy relationship and form of remembrance for your Beloved.

49Itnā nāj dikhātē̃ haĩ - ham tō aisē karē̃gē , ham tō aisē chalē̃gē , āpkā kām hai hamē̃ badalnā . 50Ham tō aisē hī haĩ .

33You don’t especially have to remember Him, because your remembrance for Him cannot be forgotten even if you tried to do so.

51Bāp key|kī bātē̃ bāp kō sunānē kā nāj rakhtē haĩ .

34Today, on seeing the love of every lover, what else did Baba see?

52Ēk bōl tō achchhī tarah sē yād kartē haĩ - ‘ ‘ jaisī bhī hū̃ , kaisī bhī hū̃ lēkin āpkī hū̃ ' ' māśhūk bhī kahtē - hō tō jamārī lēkin jōṛī tō ṭhīk banō nā  ! 53Agar samān jōṛī nahī̃ hōgī tō dr̥iśhya dēkhnē vālē kyā kahē̃gē  ? 54Māśhūk sajā-sajāyā aur āśhik binā śhrr̥iṅgārī huī , śhōbhēgī  ? 55Tō āp svayã hī sōcō-vah chamkīlī dress vālē aur āśhik kālī dress vālī vā dāgō̃ vālī dress pahanē huē , tō achchhā lagēgā  ?

35You lovers are many and the Beloved is only One.

56Kyā samajhtē hō  ? 57Phir kahtē kyā haĩ  ? 58Jamārē dāgō̃ kō miṭānā tō āpkā kām hai .

36However, each of you say from experience, “My Beloved”, because your spiritual Beloved is the Ocean of Love.

59Lēkin jab māśhūk dress hī parivarttan kar dētē haĩ , tō vah kyō̃ nahī̃ pahantē  ! 60Dāg miṭānē mē̃ bhī samay kyō̃ gãvāyē̃ .

37The Ocean is unlimited: However many lovers you are, you can all take as much as you want and the Ocean will remain limitless and full.

61Māśhūk kā bannā arthāt sabkā parivarttan hōnā .

38This is why no question should arise of some receiving less and you receiving more.

62Tō purānī kālī , anēk dāgō̃ vālī dress key|kī smr̥iti kyō̃ lātē hō arthāt bār-bār dhāraṇ kyō̃ kartē hō  ? 63Chamkīlī dress vālē chamaktē huē śhrr̥iṅgārdhārī ban māśhūk kē sāth chamkīlī duniyā mē̃ kyō̃ nahī̃ rahtē  ! 64Vahā̃ kōī dāg lag hī nahī̃ saktā . 65Tō hē āśikō , sadā māśhūk samān sampann aur sadā camakīlē-svarūp mē̃ arthāt sampūrṇ svarūp mē̃ sthit rahō  !

39Those who take can take as much as they want.

66Māśhūk kō aur bhī ēk bāt key|kī mēhnat karnī paṛtī hai .

40The treasure­store of love is overflowing.

67Jāntē hō kis bāt key|kī mēhnat karnī paṛtī hai  ? 68Vah bhī ramaṇīk bāt hai .

41However, those who take are numberwise in taking, but the One who is giving gives the most to everyone.

69Jō vādā kiyā hai māśhūk nē āśhikō̃ kē sāth , ki ‘ ‘ sāth lē jāyēṅgē ' ' .

42Those who take are also numberwise in accommodating whatever they take.

70Tō kyā kartē haĩ  ? 71Māśhūk hai bahut halkā aur āśhik itnē bhārī ban jātē , jō māśhūk kō lē jānē kē liē mēhnat karnī paṛtī hai .

43Each of you knows how to love, but you are numberwise in fulfilling the responsibility of that love.

72Tō yah bhī jōṛī achchhī lagēgī  ? 73Māśhūk kahtē haĩ - halkē ban jāō .

44All of you say, “My Beloved”, and yet, whilst saying this, what do you do?

74Tō kyā kartē haĩ  ?

45Do you know what you do?

75Halkē hōnē kā sādhan jō exercise hai , vah kartē nahī̃ . 76Tō halkē kaisē banē  ?

46Today, Baba has come to have a heart­to­heart conversation, not to speak a murli.

77Rūhānī exercise tō jāntē hō nā  !

47Therefore, tell Me, what do you do?

78Abhī-abhī nirākārī , abhī-abhī avyakt phariśhtā , abhī-abhī sākārī karmayōgī .

48You say, “mine” and yet, sometimes, you even go touring before coming here.

79Abhī-abhī viśhva sēvādhārī . 80Second mē̃ svarūp ban jānā , yah hai rūhānī exercise .

49Then, when you have become tired from touring around, you say, “My Beloved”!

81Aur kaun-sā bōjh apnē ūpar rakhtē haĩ  ?

50Some lovers make a great deal of mischief.

82West|waste key|kī wait bahut hai isliē halkē nahī̃ hō saktē . 83Kōī samay K|kē west|waste K|kē wait mē̃ hai , kōī saṅkalpō̃ K|kē aur kōī śhaktiyō̃ kō west|waste kartē haĩ . 84Kōī sambandh aur samparka west|waste arthāt vyarth banā lētē haĩ . 85Aisē bhinn-bhinn prakār K|kē wait baṛhnē K|kē kāraṇ māśhūk samān double light ban nahī̃ saktē .

51What mischief do you make?

86Sachchē āśhik key|kī niśhānī hai - ‘ ‘ māśhūk K|kē samān ' ' arthāt māśhūk jō hai , jaisā hai vaisē samān bannā .

52(Speaking to Didi and Dadi) They make a lot of mischief in front of you who are in the corporeal form, do they not?

87Tō sabhī kaun hō  ?

53You make so much mischief!

88Āśhik tō hō hī lēkin māśhūk samān āśhik hō  ? 89Samāntā hī samīpatā lātī hai  !

54You say, “I do this, I continue in this way, but it is Your duty to transform me.

90Samāntā nahī tō samīp bhī nahī̃ hō saktē .

55I am just like this.”

91Gāyan bhī kartē haĩ ki 16 hajār paṭarāniyā̃ thī̃ . 9216 hajār mē̃ bhī number tō hōṅgē̃ nā  !

56You make mischief by telling the Father the things that He tells you.

93Ēk māśhūk K|kē itnē āśhik dikhāyē tō haĩ lēkin arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ . 94Rūhāniyat kō bhūl gayē haĩ .

57You remember very well the saying, “No matter what and however I am, I am still Yours.”

95Tō āj rūhānī māśhūk , āśhikō̃ kō kahtē haĩ - ‘ ‘ samān banō ' ' arthāt samīp banō . 96Achchhā  !

58Therefore, the Beloved replies, “Yes, you are Mine, but at least become a perfect match!”

97Cā̃danī mē̃ baiṭhē hō nā  ? 98Śītal-svarūp mē̃ rahnā arthāt cā̃danī mē̃ baiṭhnā .

59If a couple don’t suit each other, what would those who observe such a scene say?

99Sadā hī cā̃danī rāt mē̃ rahō . 100Cādanī rāt mē̃ dress bhī svataḥ chamkīlī hō jāyēgī .

60The beloved is very beautifully decorated but the lover has no decoration at all.

101Jahā̃ dēkhē̃gē vahā̃ chamaktē huē dikhāī dēgē . 102Aur sadā sāgar K|kē kaṇṭhē par rahō arthāt sadā sāgar samān sampann sthiti mē̃ rahō . 103Samjhā kahā̃ rahnā hai  ?

61Would that seem right? 62Therefore, you can think about this yourself: He Himself has a shining dress, but His lover is wearing a black dress or a stained dress.

104Māśhūk kō yahī kinārā priya hai . 105Achchhā .

63Would that look good?

106Sadā māśhūk samān , sāth sē sāth , hāth mē̃ hāth arthāt snēhī aur sahyōgī , sāth arthāt snēh , hāth arthāt sahyōg , aisē mērā tō ēk māśhūk dūsrā na kōī , aisī sthiti mē̃ sadā sahaj rahnē vālē , aisē sachchē āśhikō̃ kō rūhānī māśhūk kā yād-pyār aur namastē . 107Āj dēhlī aur gujarāt āyā hai . 108Dillī vālē yah tō nahī̃ samajhtē haĩ ki jamārē yahā̃ jamunā kā kinārā hai , sāgar tō hai nahī̃ . 109Saṅgam par sāgar hai aur bhaviṣhya mē̃ nadī kā kinārā hai .

64What do you think?

110Saṅgam mē̃ khēlā bhī sāgar K|kē kinārē par hai nā  !

65But what do you then say? 66“It is Your duty to erase my stains.”

111Tō saṅgam par hai sāgar kā kinārā aur bhaviṣhya key|kī bātē̃ haĩ jamunā kā kinārā .

67However, the Beloved transforms your very dress, so why don’t you wear that?

112Tō dēhlī aur gujarāt kā kyā sambandh hai  ?

68Why do you waste time in erasing those stains?

113Dēhlī hai jamunā kā kinārā aur gujarāt hai garbhā karnē vālē .

69To belong to the Beloved means to transform everything.

114Tō kinārē par rās maśahur hai nā , jamunā kinārē par .

70Why do you remember your old black dress that has so many stains on it?

115Isīliē dillī aur gujarāt dōnō̃ ā gayē haĩ . 116Acchā-vidēś bhī āyā hai . 117Vidēśh vālē jaisē abhī nimantraṇ dētē haĩ nā , āō chakkar lagānē āō . 118Dīdī āvē , dādī āvē , phalānē āvē̃ , tō jaisē abhī chakkar lagānē jātē hō-thōṛē time kē liē , aisē hī bhaviṣhya mē̃ bhī chakkar lagānē jāyēṅgē .

71Why do you adopt it again and again?

119Second mē̃ pahũchēṅgē . 120Dērī nahī̃ lagēgī . 121Kyōṅki accident tō hōgā nahī̃ . 122Isliē speed key|kī kōī limit key|kī āvaśhyaktā nahī̃ .

72Why don’t you put on your shining dress and remain decorated and stay with your Beloved in the sparkling world?

123Ēk hī din mē̃ sārā chakkar lagā saktē hō .

73Nothing can become stained there.

124Sārā world ēk din mē̃ ghūm saktē hō . 125Yah atom ēnarjā āpkē kām mē̃ ānī hai . 126Refine karnē mē̃ lagē huē haĩ nā  !

74Therefore, hey lovers, constantly remain equal to the Beloved: full and constantly shining.

127Yah āp lōgō̃ kō kōī duḥkh nahī̃ dēgī .

75This means remain stable in your complete form.

128Sabsē jyādā sēvā kaun-sā tatva karēgā  ? 129Sūrya .

76The Beloved also has to make effort for one more thing.

130Sūrya key|kī kiraṇē̃ bhinn-bhinn prakār key|kī kamāl dikhāyēṅgī .

77Do you know what He has to make effort for?

131Yah sab āpkē liē taiyāriyā̃ hō rahī haĩ .

78That too is for something entertaining.

132Gas jalānē key|kī , kōylē jalānē key|kī , lakṛī jalānē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ rahēgī .

79Your Beloved has promised you lovers that He will take you all back home with Him.

133Sabsē chhūṭ jāyēṅgē .

80But what do you do?

134Acchā-bahut raṅgat dēkhtē jāyēṅgē . 135Vah mēhnat karē̃gē aur āp phal khāyēṅgē . 136Phir yah vāyarsa ( tārē̃ ) vagairā lagānē key|kī bhī mēhnat nahī̃ karnī paṛēgī .

81The Beloved is very light and you lovers become so heavy that the Beloved has to make a great deal of effort to take you lovers back with Him.

137Binā mēhnat K|kē natural nature dvārā natural prāpti hō jāyēgī .

82So would such a couple seem right? 83The Beloved says, “Become light!”

138Lēkin iskē liē , nature K|kē sukh lēnē kē liē bhī apnī ārijanal nature kō banāō . 139Tab nature dvārā sarv sukhō̃ kō prāpt kar sakē̃gē . 140Natural nature arthāt ānadi saṅskār . 141Suntē huē bhī achchhā lagtā hai tō jab prālabdh mē̃ hōṅgē tō kitnā achchhā lagēgā  !

84But what do you do?

142Jaisē yahā̃ pañchhī uṛtē haĩ , vaisē vahā̃ vimān uṛē̃gē . 143Kitnē hōṅgē  ?

85You don’t exercise in the way you should to become light. 86Therefore, how can you become light?

144Jaisē yahā̃ pañchhiyō̃ kā saṅgaṭhan line mē̃ jātā haĩ , vaisē vimānō̃ K|kē saṅgaṭhan jāyēṅgē . 145Aisē nahī̃ ēk jāyēgā tō dūsrā nahī̃ jā sakēgā . 146Aisē bhinn-bhinn ḍijāin mē̃ jāyēṅgē . 147Rājya family apnī ḍijāin mē̃ jāyēgī , sāhūkār apnī ḍijāin mē̃ jāyēṅgē .

87You know the spiritual exercise to do: to become incorporeal in a moment, to become an avyakt angel in a moment, to become a karma yogi in the corporeal form in a moment and to become a world server in a moment; to become any of those forms within a second is your spiritual exercise.

148Jahā̃ chāhō vahā̃ utār lō .

88What other weight do you take upon yourself?

149Abhī prakr̥itijīt banō tō prakr̥iti dāsī banēgī . 150Abhī prakr̥itijīt cum|kam tō prakr̥iti dāsī bhī kam hōgī  !

89You gain a lot of weight from wastage and are therefore unable to become light.

151Samajhā-acchā . 152Tō dillī aur gujarāt vālō̃ nē achchhī tarah sē milan manā liyā nā  !

90Some gain the weight of wasted time, some of wasted thoughts and some of wasted powers.

153Gujarāt aur dillī vālē āj mahādānī bhī tō bannē haĩ . 154Aurō̃ kō chance dēnā bhī chancellor bannā hai , tō āj dillī aur gujarāt chancellor ban gayē . 155 ( madhuban nivāsī aur sēvādhāriyō̃ sē milnā hai ) sabkō pasand hai nā  ! 156Isīliē bāpdādā gujarāt aur dillī vālō̃ sē rūh-rūhān kar rahē haĩ , kyōṅki mahādānī ban rahē haĩ nā .

91Some have wasteful relationships and contacts.

157Abhī practical mē̃ mahādānī banō . 158Achchhā 159Madhuban nivāsiyō̃ sē  : madhuban nivāsī kaun haĩ  ? 160Madhuban nivāsiyō̃ kō kaun-sā title dēgē  ?

92Because of the weight you gain in all these many different ways, you cannot become double­light like the Beloved.

161Nayā kōī title sunāō  ? 162Is samay kaun-sī chīz madhuban mē̃ lagāī hai  ?

93A true lover is indicated by becoming equal to the Beloved.

163Phōṭō state machine lagāī hai nā  ! 164Tō madhuban nivāsī phōṭō state kāpī hai .

94That is, by becoming like the Beloved, as He is and what He is.

165Jaisē bāp vaisē bachchē .

95So who are all of you?

166Us machine mē̃ hūbahū hōtā hai nā  ! 167Machine key|kī yahī viśhēṣhtā hai nā jō jarā bhī phark nahī̃ ātā .

96You are lovers, but are you lovers equal to the Beloved?

168Tō madhuban nivāsī phōṭō kāpī hō .

97Only equality brings closeness!

169Madhuban hai - machine aur madhuban nivāsī haĩ - phōṭō .

98When there is no equality, you cannot become close.

170Tō āpkē her|har karma vidhātā key|kī karma rēkhāyē̃ batāyē̃ . 171Karma dvārā hī bhāgya key|kī lakīr khīñchtē hō tō āp sabkā her|har karma śrēṣṭh-bhāgya key|kī karma key|kī lakīr khīñchnē vālā hō . 172Jaisē bāpdādā kā her|har karma sva kē prati aur anēkō̃ kē prati bhāgya key|kī lakīr khīñchnē vālā rahā , aisē hī bāp samān . 173Madhuban mē̃ itnē sādhan , itnā sahyōg , itnā śhrēṣhṭh saṅg prāpt hai , aprāpta nahī̃ kōī vastu madhuban K|kē bhaṇḍārē mē̃ , tō sarv prāptivān kyā hō gayē  ?

99There is the praise of having 16,000 queens.

174Sampūrṇ hō gayē nā  ! 175Kis bāt key|kī kamī hai  ?

100That 16,000 would be numbered, would they not?

176Agar kamī hai tō sva K|kē dhārṇā key|kī . 177Madhuban vālō̃ kā sadā ēk nijī saṅskār emerge rūp mē̃ hōnā chāhiē .

101One Beloved has been shown with so many lovers, but the meaning isn’t understood.

178Vah kaun-sā , karma mē̃ saphaltā pānē kē liē brahmā bāp kā nijī saṅskār kaun-sā thā jō āp sabkā bhī vahī saṅskār hō  ? 179‘ ‘ hā̃ jī ' ' K|kē sāthasāth ‘ ‘ pahlē āp ' ' , ‘ ‘ pahlē maĩ ' ' nahī̃ , pahlē āp . 180Jaisē brahmā bāp nē pahlē jagat-ambā kō āgē kiyā nā  ! 181Kōī bhī sthān mē̃ pahlē bachchē , her|har bāt mē̃ bachchō̃ kō apnē sē āgē rakhā .

102Spirituality has been forgotten.

182Jagat-ambā kō apnē āgē rakhā . 183‘ ‘ pahlē āp ' ' vālā hī ‘ ‘ hā̃ jī ' ' kar saktā hai .

103So, today, the spiritual Beloved is telling you lovers: Become equal and come close.

184Isliē mukhya bāt hai ‘ ‘ pahlē āp ' ' lēkin śhubh bhāvnā sē .

104Achcha. 105You are sitting in the moonlight.

185Kahnē mātra nahī̃ , lēkin śhubhchintak key|kī bhāvnā sē .

106To stay in your form of coolness means to sit in the moonlight.

186Śhubh bhāvnā aur śhrēṣhṭh kāmnā K|kē ādhār sē ‘ pahlē āp ' karnē vālā svayã hī pahlē hō jātā hai . 187Pahlē āp kahnā hī pahlā number hōnā hai . 188Jaisē bāp jagadambā kō pahlē kiyā , bachchō̃ kō pahlē kiyā lēkin phir bhī number one gayā nā  ! 189Ismē̃ kōī svārtha nahī̃ rakhā , niḥsvārth ‘ pahlē āp ' kahā , karkē dikhāyā .

107Constantly stay in the moonlight.

190Aisē hī pahlē āp kā pāṭh pakkā hō . 191Isnē kiyā arthāt mainnē kiyā .

108Your dress automatically shines in the moonlight.

192Isnē kyō̃ kiyā , maĩ hī karū̃ , maĩ kyō̃ nahī̃ karū̃ , maĩ nahī̃ kar saktā hū̃ kyā  !

109Wherever you are seen, you would be seen sparkling. 110Constantly remain on the shore of the Ocean.

193Yah bhāv nahī̃ . 194Usnē kiyā tō bhī bāp key|kī sēvā , mainnē kiyā tō bhī bāp key|kī sēvā .

111This means to constantly maintain your stage of being as complete as the Ocean.

195Yahā̃ kōī kō apnā-apnā dhandhā tō nahī̃ hai nā  !

112Do you understand where you have to stay?

196Ēk hī bāp kā dhandhā hai . 197Īśhvarīy sēvā par hō .

113The Beloved loves this shore.

198Likhtē bhī hō godly service , mērī service tō nahī̃ likhtē hō nā  ! 199Jaisā bāp ēk hai , sēvā bhī ēk hai , aisē hī isnē kiyā , mainnē kiyā vah bhī ēk . 200Jō jitnā kartā , usē aur āgē baṛhāō . 201Maĩ āgē baḍhū̃ , nahī̃ dūsrō̃ kō āgē baṛhākar āgē baṛhō .

114Achcha.

202Sabkō sāth lēkar jānā hai nā  !

115Constantly be like the Beloved.

203Bāp kē sāth sab jāyēṅgē arthāt āpas mē̃ bhī tō sāth-sāth hōṅgē nā  ! 204Jab yahī bhāvnā harēk mē̃ ā jāē tō brahmā bāp key|kī phōṭō state kāpī hō jāō . 205Madhuban nivāsiyō̃ kō dēkhā arthāt brahmā kō dēkhā kyōṅki kāpī tō vahī hai nā  ! 206Phir aisā kōī nahī̃ kahēgā ki hamnē tō brahmā bāp kō dēkhā hī nahī̃ .

116Stay in His company with your hand in His hand.

207Āpkē karma , āpkī sthiti brahmā bāp kō spaṣhṭ dikhāyē . 208Yah hai madhuban nivāsiyō̃ key|kī viśhēṣhtā .

117This is what it means to be loving and co­operative.

209Kyōṅki madhuban nivāsiyō̃ kō sab follow kartē haĩ . 210Tō madhuban vālē ēk-ēk master brahmā hō . 211Abhī dēkhō brahmā bāp kā phōṭō kisī kō bhī dō tō pyār sē sambhāl lētē haĩ , sabsē baṛhiyā saugāt isī kō māntē haĩ tō āp sab bhī brahmā bāp key|kī phōṭō hō jāō . 212Brahmā bāp samān hō jāō tō āp bhī amūlya saugāt hō jāyēṅgē .

118“Company” means love and “hand” means co­ operation.

213Brahmā bāp key|kī viśhēṣhtā sūrat mē̃ kyā dēkhī  ? 214Gambhīrtā K|kē chinh bhī aur muskarāhaṭ bhī . 215Gambhīrtā arthāt antarmukhtā aur sāthasāth ramaṇīktā .

119To those who easily maintain the stage of belonging to the one Beloved and none other; to such spiritual lovers, love, remembrance and namaste from the spiritual Beloved.

216Antarmukhī key|kī niśhānī sadā sāgar K|kē talē mē̃ khōyē huē gambhīramūrtta .

120Today, those from Delhi and Gujarat have come.

217Mananācintan karnē vālā chēhrā aur phir ramaṇīk arthāt muskarātā huā chēhrā . 218Tō dōnō̃ hī lakṣhaṇ sūrat mē̃ dēkhē nā  !

121Those of you from Delhi don’t feel that you have the banks of the River Jamuna but not the shore of the Ocean, do you?

219Aisē āpkī sūrat bhī brahmā bāp K|kē kāpī svarūp hō . 220Sūrat aur sīrat sē brahmā bāp dikhāī dē .

122There is the Ocean at the confluence age and there are the banks of the river in the future.

221Kyōṅki brahmā bāp kā sēvāsthān , karmbhūmi tō madhuban hai nā  !

123You play on the shores of the Ocean at the confluence age.

222Tō is bhūmi K|kē rahnē vālō̃ dvārā vahī karma aur sēvā pratyakṣha hōnī chāhiē . 223Isī āśhā K|kē dīpak kō sadā jagāō .

124So, at the confluence age, there are the shores of the Ocean and the things of the future are on banks of River Jamuna.

224Brahmā bāp key|kī āp bachchō̃ prati yahī āśh hai . 225Ab aisī dīpāvalī manāō .

125So what is the connection between Delhi and Gujarat?

226Bāpdādā key|kī is ēk āśhā kā dīpak jagāō . 227Jab harēk yah dīpak jagāyēgā tō dīpmālā tō hō hī jāyēgī nā  !

126Delhi is the bank of the River Jamuna and Gujarat is those who dance the garba (circle dancing).

228Dīpmālā mē̃ bhī dēkhō agar bīch mē̃ ēk dō dīpak bujhē huē hō̃ tō achchhā lagēgā  ?

127So, the dancing on the banks of River Jamuna is very famous.

229Agar bīch-bīch mē̃ ēk dō dīpak bhī ṭimaṭimātā hai tō achchhā nahī̃ lagtā .

128This is why those from Delhi and Gujarat have both come.

230Isliē sarv jagē huē dīpakō̃ key|kī mālā .

129Achcha, those from abroad have also come.

231Madhuban nivāsī sab justice hōnē chāhiē , self justice .

130Foreigners invite those here to come on a tour.

232Kōī bhī bāt karnē K|kē pahlē svayã judge karō tō na svayã kā samay jāyēgā aur na dūsrō̃ kā . 233Madhuban tō ‘ pīs-pailēs ' hai . 234Man key|kī bhī peace|pīs , mukh key|kī bhī peace|pīs , tab madhuban peace|pīs palace sē peace|pīs key|kī kiraṇē̃ phailē̃gī . 235Āp pīs-pailēs vālō̃ sē sabhī peace|pīs key|kī bhikṣhā māṅgtē haĩ , kyōṅki vē|way svayã hī svayã sē taṅg hō rahē haĩ .

131“Didi should come!

236Vināśakāriyō̃ kē pās abhī tak āpkē peace|pīs key|kī kiraṇē̃ pahũchtī nahī̃ haĩ isīliē kaśamakaś mē̃ haĩ . 237Kabhī śhānt , kabhī aśhānt . 238Tō unhō̃ kō śhānt karnē kē liē pīs-pailēs sē peace|pīs key|kī kiraṇē̃ jānī chāhiē , tab unhō̃ key|kī buddhi mē̃ hī ēk final phaislā hōgā , khatm karē̃gē aur śhānt hō śhāntidhām mē̃ chalē jāyēṅgē . 239Tō aisē bhikhāriyō̃ kō ab mahādānī ban mahādān vā vardān dēnē vālē banō .

132Dadi should come!

240Bāpdādā tō sadā samajhtē haĩ ki madhuban vālē viśhva kō bāpdādā K|kē samīp lānē vālē samīp ratna haĩ . 241Tō ab aisā sabūt dikhāō . 242Jab brahmā bāp samān sab kāpiyā̃ taiyār hō jāyēṅgī tab bēhad kā bārūd chalēgā , phaṭākē chhūṭē̃gē aur tājpōśhī hōgī . 243Tō ab yah date fix karō , jab āp sab brahmā bāp key|kī bilkul phōṭō kāpī hōṅgē tab hī yah date āyēgī .

133So­and­ so should come!”

244Madhuban nivāsī jō chāhē̃ vah kar saktē haĩ . 245Acchā-tō abhī sab kyā sōch rahē hō .

134Just as you go on a tour for a short time, so too, you tour in the future.

246Bāpdādā kē pās man K|kē saṅkalpō̃ key|kī hī camera nahī̃ lēkin harēk K|kē man mē̃ kyā chaltā hai , vah bhī bāpdādā spaṣhṭ dēkh saktē haĩ . 247Science vālē tō abhī tak kōśhiśh hī kar rahē haĩ ki aisī camera nikālē̃ jō andar K|kē saṅkalp key|kī rēkhāyē̃ mālūm hō jāē̃ . 248Vē|way bichārē mēhnat bahut kar rahē haĩ . 249Yah sab invention kartē-kartē rah jāyēṅgē aur āp taiyār huē sādhan kārya mē̃ lāyēṅgē .

135You will reach there in a second.

250Achchhā . 251Party kē sāth  : jis sthān par pahũchē hō - is sthān K|kē mahatva kō achchhī tarah sē jān liyā hai  ?

136It will not take long because accidents never take place. 137This is why there is no need for any speed limit.

252Mahān tīrtha sthān par āyē hō .

138You can visit everywhere in just one day.

253Tō yahā̃ ānē sē kyā ban gayē  ? 254Puṇya ātmā .

139You can tour the whole world in a day.

255Tō sadā yahī smr̥iti mē̃ rakhnā ki ham puṇya ātmā haĩ .

140This atomic energy is going to be useful for you. 141They are busy refining it.

256Her|har sãvalpa sarv prati śhubh bhāvnā aur kāmnā kā , yahī baṛē tē baṛā puṇya hai .

142That power won’t make you people unhappy. 143What element does the most service?

257Tō tīrtha sthān par jā karkē kuchh chhōṛkar ātē haĩ , kuchh lēkar ātē haĩ , isliē jō bhī āpkī pragati mē̃ vighna ḍālnē vālī chīz hō vah chhōṛkar jānā aur sadā sadgati kī ōr tīvragati sē chaltē rahnā . 258Sadgatidātā K|kē bachchō̃ kā saṅg puṇya ātmā sahaj hī banā dēgā . 259Bahut śhrēṣhṭh luck hai , bhāgyavān ātmāyē̃ hō . 260Abhī isī bhāgya kō sadā kāyam rakhnē kē liē sadā śhrēṣhṭh saṅg .

144The sun.

261Saṅg K|kē raṅg mē̃ sadā śhrēṣhṭh rahē̃gē .

145The rays of the sun will show various wonders.

262Bāp tō sabhī bachchō̃ kō sadā sikīladhē bachchē hī dēkhtē haĩ .

146All of these preparations are being made for you.

263Abhī śhrēṣhṭh varsē K|kē adhikārī bankar chaltē chalō .

147There will be no need to burn gas, coal or wood.

264Thōṛē mē̃ khuśh nahī̃ hō jānā .

148You will be free from all of that.

265Dātā K|kē bachchē thōṛē mē̃ khuśh nahī̃ hōtē , sab kuchh lētē haĩ .

149Achcha. 150You will continue to see many wonders.

266Tō pūrā hī varsā , pūrā adhikār lēnā hai .

151They make the effort and you will eat the fruit.

267Iskō kahā jātā hai - sadā śhrēṣhṭh bhāgyavān ātmāyē̃ .

152Then, you won’t even have to put up these wires etc.

268Achchhā . 269Teachers kē sāth  : ‘ ‘ sabhī bāpdādā key|kī viśhēṣh sahyōgī ātmāyē̃ hō .

153Without any effort, with your natural nature, you will have natural attainment.

270Sahyōgī vahī ban saktā hai jō snēhī hai . 271Jahā̃ snēh hōgā vahā̃ sahyōg dēnē K|kē sivāē rah nahī̃ sakē̃gē .

154However, in order for you to experience this happiness from nature, you must make your original nature natural.

272Tō sēvādhārī arthāt snēhī aur sahyōgī . 273Sāth rahnē vālē , sāth dēnē vālē aur phir hai last mē̃ sāth chalnē vālē . 274Tō tīnō̃ mē̃ ever ready .

155Only then will you be able to attain total happiness from nature. 156“Natural nature” means your eternal sanskars.

275Sāth rahnā aur dēnā abhī hai , chalnā pīchhē hai . 276Jab dōnō̃ hī bātē̃ ṭhīk hō jāyēṅgī tō tīsrē key|kī date bhī ā jāyēgī . 277Āp sab nimitt ātmāyē̃ hō nā  ! 278Jitnā āp lōg sāth dēgē aur sāth rahē̃gē utnā āpkō dēkhkar aurō̃ kā bhī ummag utsāh svataḥ baḍhēṅgā .

157You are enjoying this just by hearing it.

279Ēk āp anēkō̃ kē nimitt hō . 280Maĩ nahī̃ lēkin bāp nē nimitt banāyā hai .

158Therefore, how much will you enjoy the reward when you are experiencing it?

281Maĩ-pan tō samāpt hō gayā nā  !

159Just as birds fly here, so too, vimans will fly there.

282Maĩ kē bajāē ‘ mērā bābā ' , mainnē kiyā , mainnē kahā , yah nahī̃ , bābā nē karāyā , bābā nē kiyā , phir dēkhō saphaltā sahaj hō jāyēgī . 283Āpkē mukh sē ‘ ‘ bābā-bābā ' ' jitnā nikalēgā utnā anēkō̃ kō bābā kā banā sakē̃gē . 284Sabkē mukh sē yahī nikalē ki inkī tāt aur bāt mē̃ bābā-hī-bābā hai tab aurō̃ kō bhī tāt lag jāyēgī . 285Jō bāt-tāt arthāt lagan mē̃ hōgī vahī tāt vahī bāt hōgī .

160How many will there be?

286Bāpdādā chhōṭī-chhōṭī kumāriyō̃ key|kī himmat aurā tyāg dēkhkar harṣhit hōtē haĩ .

161Just as a flock of birds fly together in a line, so too, the vimans will fly together in a group.

287Baṛō̃ nē tō cakhakar phir tyāg kiyā hai , vah kōī baṛī bāt nahī̃ . 288Cakhakar dēkhā aur phir chhōṛā .

162It won’t be that when one is taking off, another one won’t be able to take off.

289Lēkin inhōnnē̃ tō pahlē hī samajh kā kām kar liyā hai .

163They will fly in various designs.

290Jitnī chhōṭī utnī baṛī samajhdār . 291Dillī aur gujarāt hai , kōī cum|kam thōṛē hī haĩ .

164The royal family will fly in its own design and the wealthy subjects will fly in their own design.

292Abhī dillī mē̃ businessman nahī̃ nikalē haĩ . 293Ēk businessman lākhō̃ kō āgē baṛhā saktā hai . 294Kyōṅki ēk businessman anēkō̃ K|kē samparka mē̃ ātē haĩ . 295Jitnō̃ K|kē samparka mē̃ ātē haĩ unsē ādhē bhī sandēśh sunnē vālē nikalē tō bhī kitnē hō jāyēṅgē  !

165You can land wherever you want to.

296Yah bhī business hai . 297Businessman kō kitnē śēyarsa milē̃gē .

166Conquer nature now and it will become your servant there.

298Sēvā kā chance businessman kō achchhā hai . 299Abhī businessman kā group taiyār karkē ānā . 300Madhuban mē̃ āyē huē sēvādhāriyō̃ kē sāth

167If you don’t conquer nature very much now, then nature will be less of a servant for you there.

301Jitnā baṛā mahatva yagya kā hai , utnā hī yajñ-sēvādhāriyō̃ kā bhī mahatva hai . 302Isī sēvā kā yādgār ab tak anēk dharmasthānō̃ mē̃ kāyam hai . 303Jō bhī pīchhē vālē dharm sthān bantē haĩ , usī sthānō̃ key|kī sēvā kā bhī mahatva samajhtē haĩ . 304Tō chaitanya mahāyajña K|kē sēvādhāriyō̃ kā kitnā mahatva hai .

168Do you understand?

305Yah sēvā nahī̃ kar rahē hō lēkin padmaguṇā mēvā khā rahē hō . 306Sampattivān jō hōtē haĩ nā uskē liē kahtē haĩ - yah sadā hī mēvā khātē rahtē haĩ . 307Garīb kē liē kahtē - yah dāl-rōṭī khātē aur sāhūkār kē liē kahtē yah tō mēvā khātē . 308Sēvā - dhārī arthāt mēvā khānē vālē .

169Achcha.

309Tō kitnē śhrēṣhṭh hō gayē  ! 310Her|har kadam mē̃ double kamāī . 311Mansā bhī aur karmaṇā bhī .

170So those from Delhi and Gujarat have celebrated the meeting very well.

312Mansā arthāt yād mē̃ rahkar sēvā kartē hō tō double kamāī hō gaī nā  ! 313Tō kaun kitnī kamāī kartā hai vah harēk svayã hī jān saktā hai .

171Those from Gujarat and Delhi have to become the great donors today.

314Sēvā kā bhaṇḍār bharpūr hai . 315Mahāyajña arthāt sēvā kā bhaṇḍār .

172To give others a chance means to become a chancellor.

316Sēvā kā bhaṇḍār bharpūr hai jō jitnī karē . 317Had bhī nahī̃ hai aur khuṭnē vālī bhī nahī̃ hai .

173So today, those from Delhi and Gujarat have become chancellors.

318Yah bhī had nahī̃ hai ki yah kām pūrā hō gayā ab kyā karū̃ , bhaṇḍār bharpūr . 319Bēhad kā bhaṇḍār hai isliē jitnī sēvā karō utnī kar saktē hō . 320Mālā-māl bannē key|kī lottery hai . 321Lottery tō milī hai , abhī lottery mē̃ kaun-sī lottery lī hai , padmō̃ vālī , lākhō̃ vālī , hajār vālī yā sau vālī , vah āpkē ūpar hai .

174Achcha.

322Lottery mahān hai , padmō̃ key|kī bhī lē saktē hō . 323Bāpdādā bhī sēvādhārī bankar ātē haĩ . 324World almighty athārṭī kā pahlā svarūp tō ‘ world savēnnṭa ' hai nā  !

175Blessing: May you be a soul who has the fortune of happiness and moves along in the waves of the ocean of spiritual happiness by doing real service.

325Tō jaisē bāp vaisē bachchō̃ kā gāyan hai . 326Nirvighna sēvādhārī hō nā  ! 327Sēvā K|kē bīch mē̃ kōī vighna tō nahī̃ ātā .

176The children who receive blessings of love from BapDada and the senior instruments for the service they do experience alokik spiritual internal happiness.

328Vāyumaṇḍal kā , saṅg kā , ālasya kā , bhinnbhinn vighna haĩ tō kisī bhī prakār kā vighna āyā tō sēvā khaṇḍit hō gaī nā  ! 329Akhaṇḍ sēvā .

177Whilst experiencing internal happiness, spiritual pleasure and unlimited attainment from their service, they constantly move along in the waves of the ocean of happiness.

330Kisī prakār K|kē vighna mē̃ kabhī bhī nahī̃ ānā . 331Nirvighna sēvā , uskā hī mahatva hai . 332Jarā bhī saṅkalp mātra bhī vighna na hō . 333Aisē akhaṇḍ sēvādhārī kabhī kisī chakra mē̃ nahī̃ ātē .

178True service enables you to experience the elevated fortune of everyone’s love and imperishable respect from everyone and also the fortune of blessings of happiness from everyone.

334Kabhī kōī vyarth chakra mē̃ nahī̃ ānā tab sēvā saphal hō jāyēgī .

179Those who constantly remain happy have the fortune of happiness.

335Nahī̃ tō sēvā key|kī saphaltā nahī̃ hōgī . 336Achchhā . 337Kabhī kōī vyarth chakra mē̃ nahī̃ ānā tab sēvā saphal hō jāyēgī .

180Slogan: Those who finish their weaknesses by making their thoughts pure and filled with knowledge are powerful.

338Nahī̃ tō sēvā key|kī saphaltā nahī̃ hōgī . 339Achchhā .

181* * * O M S H A N T I* * *