शुक्रवार 22 जनवरी 1982 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 122-01-82 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 22-01-82 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2 badhāī aur vidāī dō 3Avyakt bāpdādā alaukik janmadhārī viśhēṣh ātmāō̃ kē prati bōlē : 4 āj viśhva kalyāṇkārī bāpdādā viśhva K|kē chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō sammukh dēkh rahē haĩ .
1Give congratulations and bid farewell. 2Today, BapDada, the World Benefactor, is seeing all the children all over the world personally in front of Him.
5Sabhī bachchē apnē yād kī śhakti sē ākārī rūp mē̃ madhuban pahũchē huē haĩ .
3All the children have reached Madhuban in their subtle form with the power of their remembrance.
6Harēk bachchē K|kē andar milan manānē kā śhubh saṅkalp haĩ .
4Each child has the pure thought to celebrate a meeting.
7Bāpdādā sarv bachchō̃ kō dēkh-dēkh harṣhit hō rahē haĩ kyōṅki bāpdādā harēk bachchē key|kī viśhēṣhtā kō jāntē haĩ .
5BapDada is very pleased to see all the children because He knows the speciality of every child.
8Usī viśhēṣhtā K|kē ādhār par harēk apnā-apnā viśhēṣh part bajā rahē haĩ .
6Each child is playing his own special part on the basis of that speciality.
9Yahī brāhmaṇ ātmāō̃ key|kī vā brāhmaṇ parivār mē̃ navīntā hai jō ēk bhī brāhmaṇ ātmā viśhēṣhtā K|kē sivāē sādhāraṇ nahī̃ hai .
7The newness of Brahmin souls and the Brahmin family is that not a single Brahmin soul is ordinary or without a speciality.
10Sabhī brāhmaṇ alaukik janmadhārī , alaukik haĩ .
8All Brahmins have a unique birth and are thus unique.
11Isliē sabhī alaukik arthāt kōī na kōī viśhēṣhtā K|kē kāraṇ viśhēṣh ātmā haĩ .
9This is why all of you are unique, that is, due to one or another speciality you are all special souls.
12Viśhēṣhtā key|kī alaukiktā hai .
10You have the uniqueness of your speciality.
13Isliē bāpdādā kō bachchō̃ par nāz hai . 14Sab viśhēṣh ātmāyē̃ hō .
11Therefore, since all of you children are special souls, BapDada is proud of you.
15Aisē hī apnē mē̃ is alaukik janm kā , alaukiktā kā , rūhāniyat kā , master sarvśhaktivān kā naśhā apnē mē̃ samajhtē hō ?
12In the same way, do you consider yourself to have the intoxication of your unique birth, your uniqueness, your spirituality and of being a master almighty authority?
16Yah naśhā sarv prakār key|kī kamzōriyō̃ kō samāpt karnē vālā hai .
13This intoxication is such that it finishes all types of weakness.
17Tō sadā kē liē sarv kamzōriyō̃ kō vidāī dēnē kā mukhya sādhan , sadā svayã kō aur sarv kō saṅgamyugī viśhēṣh ātmā K|kē viśhēṣh part key|kī badhāī dō .
14Therefore, the main way to bid farewell to all weaknesses for all time is to congratulate yourself and everyone else for the special part of being special confluence-aged souls.
18Jaisē kōī bhī viśhēṣh din hōtā hai vā kōī viśhēṣh kārya kartā hai tō kyā kartē hō ?
15What do you do when it is a special day or when someone accomplishes a special task?
19Uskō badhāī dētē hō nā , ēk dō kō badhāī dētē hō .
16You congratulate that person, don’t you? 17You give congratulations to one another.
20Tō sārē kalp mē̃ saṅgamyug kā her|har din viśhēṣh din hai aur āp viśhēṣh yug K|kē viśhēṣh pārṭdhārī hō .
18Every day of the confluence age is a special day of the whole cycle and you are the special actors of the special age.
21Isliē āp viśhēṣh ātmāō̃ kā her|har karma alaukik arthāt viśhēṣh hai .
19This is why every action of you special souls is unique, that is, every action is special.
22Tō sadā āpas mē̃ bhī mubārak dō aur svayã kō bhī mubārak dō , badhāī dō .
20Therefore, constantly congratulate one another and also congratulate yourself.
23Jahā̃ badhāī hōgī vahā̃ vidāī hō hī jāyēgī .
21When you give congratulations you will automatically bid farewell to weaknesses.
24Tō is double vidēśhiyō̃ key|kī season kā sār yahī yād rakhō - sadā badhāī dvārā vidāī dē dēnā hai .
22So remember the essence of this double-foreigners season as “Constantly bid farewell through congratulations”.
25' ' yahā̃ āyē hī hō vidāī dē badhāīyā̃ manānē kē liē tō vidāī aur badhāī ' yahī dō śhabda yād rakhnā .
23You have come here especially to bid farewell and to celebrate. 24Therefore, constantly remember the two words “farewell” and “congratulations”.
26Vidāī dēnī hai , nahī̃ , vidāī dē dī .
25It isn't that you still have to bid farewell.
27Vardān bhūmi mē̃ ānā arthāt sadā kē liē kamzōriyō̃ kō vidāī dēnā .
26You have already bade farewell. 27To come to the land of blessings means to bid farewell to weaknesses for all time.
28Rāvaṇ kō tō jalā dētē hō lēkin rāvaṇ K|kē vanśh apnā dānv lagātē haĩ .
28You burn the effigy of Ravan, but the progeny of Ravan come to claim their right.
29Jaisē āpkī sākārī duniyā mē̃ kōī baṛī property vālā śharīr chhōṛtā hai tō unkē bhūlē bhaṭakē huē sambandhī bhī ākar nikaltē haĩ .
29In your corporeal world, when someone with a lot of property dies, all his long-lost relatives emerge from nowhere!
30Aisē rāvaṇ kō tō mār lētē hō lēkin unkē vanśh jō apnā hak lēnē kē liē sāmnā kartē haĩ , us vanśh kō vināśh karnē mē̃ kabhī-kabhī kamjōr hō jātē hō .
30In the same way, you kill Ravan, but you sometimes become weak in destroying his progeny that come to claim their right. 31Traces of lust, anger, greed, attachment and ego make you belong to them in the gross form.
31Jaisē kām , krōdh , lōbh , mōh , ahaṅkār inhō̃ K|kē vanśh arthāt aṅśh baṛē royal rūp sē apnā banā dētē haĩ .
32For instance, the trace of greed takes the form of a need. 33They say, "I don’t have greed, but I need everything."
32Jaisē lōbh kā aṅśh hai - āvaśhyaktā .
34However, there are limits to one’s needs.
33Lōbh nahī̃ hai lēkin āvaśhyaktā sab hai . 34Āvaśhyaktā key|kī bhī had hai .
35If one’s needs become unlimited, then that becomes a trace of greed.
35Agar āvaśhyaktā bēhad mē̃ chalī jātī hai tō lōbh kā aṅśh hō jātā hai . 36Aisē kām vikār nahī̃ hai , sadā brahmchārī haĩ lēkin kisī ātmā kē prati viśhēṣh jhukāv hai jiskā royal rūp snēh hai .
36In the same way, there isn't the vice of lust, the soul is constantly celibate, but there may be special subservience to a particular soul and that is a royal form of love.
37Lēkin extra snēh arthāt kām kā aṅśh .
37However, that extra love means a trace of lust.
38Snēh right hai lēkin extra ' ' aṅśh hai .
38Love by itself is right, but anything extra is a trace.
39Isī prakār krōdh kō bhī jīt liyā hai lēkin kisī ātmā K|kē kōī saṅskār dēkhtē huē svayã andar gyān svarūp sē nīchē ā jātē aur usī ātmā sē kinārā karnē kā prayatna kartē , kyōṅki uskō dēkh uskē samparka mē̃ rahtē avasthā nīchē ūpar hōtī hai isliē svabhāv kō dēkh kinārā karnā , yah bhī ghr̥iṇā arthāt krōdh kā hī aṅśh hai .
39Similarly, you have conquered anger, but when you see a particular sanskar of a soul, you yourself come down from your stage of an embodiment of knowledge and try to move away from that soul. 40This is because your stage fluctuates when you see that soul or come into contact with him. 41Trying to move away from someone on seeing his nature, is a form of dislike and that is also a trace of anger.
40Jaisē krōdh agni sē jalnē K|kē kāraṇ dūr rahtē haĩ , tō yah sūkṣhma ghr̥iṇā bhī krōdh K|kē agni K|kē samān , kinārā karā dētī hai .
42Just as you stay away from the fire of anger so that you're not burnt, so too, this subtle dislike that makes you move away is like a trace of the fire of anger.
41Iskā royal śhabda hai - apnī avasthā kō kharāb karē̃ issē kinārā karnā achchhā hai .
43The royal words used for this are, "Instead of my stage being spoilt, it is better for me to move away."
42Nyārā bannā aur chīj hai , kinārā karnā aur chīj hai .
44To become detached is one thing but to move away is something else.
43Pyārē ban nyārē bantē hō , vah right hai .
45It is right to be loving and remain detached.
44Lēkin sūkṣhma ghr̥iṇā bhāv - yah aisā hai , yah tō badalnā hī nahī̃ hai . 45' ' aisē sadā kē liē uskō sūkṣhma mē̃ śhrāpit kartē hō .
46However, to have a subtle form of dislike, feeling, "This one is like this, he is never going to change" is a subtle way of cursing that soul for all time.
46Safe rahō lēkin uskō certificate final nahī̃ dō .
47Remain safe but don't give that soul a final certificate.
47Aisē hī viśhēṣhtā kō dēkhtē huē sadā sarv kē prati śhrēṣhṭh bhāvnā aur śhrēṣhṭh kāmnā rakhtē huē is aṅśh kō bhī vidāī dō .
48In the same way, whilst seeing everyone's specialities, whilst having good wishes and pure feelings for all souls, bid farewell to these traces.
48Apnī śhrēṣhṭh bhāvnā aur śhrēṣhṭh kāmnā kō chhōṛō nahī̃ , apnā bachāv kartē huē dūsrī ātmāō̃ kō girā karkē apnā bachāv nahī̃ karō .
49Don't let go of your elevated good wishes and pure feelings. 50In trying to protect yourself, don't protect yourself by making other souls fall.
49Yah ghr̥iṇā bhāv arthāt girānā .
51To dislike someone is to make that soul fall.
50Dūsrē kō girā karkē apnē kō bachānā yah brāhmaṇō̃ key|kī viśhēṣhtā nahī̃ .
52It is not a speciality of Brahmins to protect themselves by making others fall.
51Khud kō bhī bachāō , dūsrē kō bhī bachāō .
53Protect yourself and also others.
52Iskō kahā jātā hai - viśhēṣh bannā aur viśhēṣhtā dēkhnā .
54This is known as becoming special and seeing specialities.
53Yah chhōṭī-chhōṭī bātē̃ chaltē-chaltē dō svarūp dhāraṇ kar lētī haĩ - ēk dilśhikasta aur dūsrā albēlā .
55Whilst moving along, these little things take on two forms. 56One is of hopelessness and the other is of carelessness.
54Tō abhī rāvaṇ K|kē aṅśh kō sadā kē liē vidāī dēnē kē liē in dōnō̃ rūpō̃ kō vidāī dō . 55Aur sadā apnē mē̃ bāp dvārā milī huī viśhēṣhtā kō dēkhō .
57Therefore, now, in order to bid farewell to all traces of Ravan for all time, bid farewell to both these forms and constantly see in yourself the specialities you have been given by BapDada.
56Mērī viśhēṣhtā nahī̃ , bāp dvārā milī huī viśhēṣhtā hai .
58Don't think that it is your speciality, but a speciality that you have been given by the Father.
57Mērī viśhēṣhtā sōchē̃gē phir ahaṅkār kā aṅśh ā jāyēgā .
59If you consider it to be your speciality, traces of arrogance will develop.
58Mērī viśhēṣhtā sē kām kyō̃ nahī̃ liyā jātā , mērī viśhēṣhtā kō jāntē hī nahī̃ hai !
60“Why wasn't my (meri) speciality used?” 61“They don’t know my speciality at all!”
59 mērī ' ' kahā̃ sē I|āī|eye ?
62Where did “mine” (meri) come from?
60Viśhēṣh janm key|kī gift hai viśhēṣhtā pānā .
63The special gift of this special life is to be given specialities.
61Tō janm dātā nē gift dī|the , mērī ' ' kahā̃ sē I|āī|eye ?
64The Donor of your (new) life has given you this gift.
62Mērī viśhēṣhtā , mērī nature , mērī dil yah kahtī hai , vā mērī dil yah kartī hai , yah mērī nahī̃ hai lēkin varī ( chintā ) hai .
65Where did “mine” come from? 66“My speciality, my nature, my heart says!” 67Or “My heart feels”. 68It is not “Mine (meri)”, but a form of worry.
63Āp lōg kahtē hō nā - varī , harī , karī .
69You all say “worry, hurry and curry”. 70Do you understand?
64Samjhā - yahī aṅśh samāpt karō aur sadā bāp dvārā milī huī svayã key|kī viśhēṣhtā aur sarv key|kī viśhēṣhtā dēkhō arthāt sadā svayã kō aur sarv kō badhāī dō .
71Finish this trace and constantly see the speciality you yourself and those of others have been given by the Father. 72This means congratulate yourself and others.
65Sabkā aṅśh samajh liyā nā ?
73Have you understood all the traces?
66Abhī mōh kā aṅśh kyā hai ?
74So what is the trace of attachment?
67Naṣhṭōmōhā nahī̃ huē hō kyā ?
75Have you not yet become the destroyers of attachment?
68Achchhā - mōh kā royal rūp kōī bhī vastu va vyakti achchhā lagtā hai , yah , yah chīj mujhē achchhī lagtī hai , mōh nahī̃ lēkin achchhī lagtī hai .
76Achcha. 77The royal form of attachment is that you like certain people and things. 78I like this or that thing. 79I don’t have attachment, but I like it.
69Agar kisī bhī vyakti yā vastu mē̃ achchhā lagtā tō sab achchhā lagnā chāhiē - cattiyō̃ vālē kapṛē bhī achchhē tō baṛhiyā kapṛā bhī achchhā .
80If you like people and things, then you should like everyone and everything. 81You should like clothes with patches as well as beautiful clothes.
7036 prakār K|kē bhōjan bhī achchhē tō sūkhī rōṭī aur guṛ bhī achchhā .
82You should like 36 varieties of food and also like dry chapati and molasses.
71Her|har vastu achchhī , her|har vyakti achchhā .
83You should like everything and everyone.
72Aisē nahī̃ - yah jyādā achchhā lagtā hai ! 73Yah vastu jyādā achchhī lagtī hai aisā samajhkar kārya mē̃ nahī̃ lagāō .
84It shouldn’t be that you like some people more than others, or that you like some things more than others. 85Do not use anything with this understanding.
74Davāī hai , davāī karkē bhalē khāō .
86If it is medicine, then take it as medicine.
75Lēkin achchhā lagtā hai isliē khāō , yah nahī̃ .
87Don’t eat it because you like it so much.
76Achchhā arthāt attraction jāyēgī .
88To like something means to be attracted to it.
77Tō yah hai mōh kā aṅśh .
89Therefore, this is a trace of attachment.
78Khāō , piyō , mauj karō lēkin aṅśh kō vidāī dē karkē nyārē ban prayōg karnē mē̃ pyārē banō .
90Eat, drink and be merry, but bid farewell to all traces and become detached and loving whilst experimenting with everything.
79Samjhā !
91Do you understand?
80- bāpdādā K|kē bhaṇḍārē sē svataḥ hī sarv pramāṇ , sarv prāpti kā sādhan banā huā hai , khūb khāō lēkin bāp K|kē sāth-sāth khāō , alag nahī khāō .
92All types of facilities for all types of attainment have been created in BapDada's treasure-store. 93Eat plenty, but eat with the Father, don't eat by yourself!
81Bāp kē sāth khāyēṅgē , bāp kē sāth mauj manāyēṅgē tō svataḥ hī sadā lakīr K|kē andar aśhōk vāṭikā mē̃ hōṅgē ' . 82Jahā̃ rāvaṇ kā aṅśh ā nahī̃ saktā .
94By eating with the Father and enjoying yourself with the Father, you will automatically and constantly remain within the line and in the cottage that is free from sorrow where no trace of Ravan can enter.
83Khāō , piyō , mauj karō lēkin lakīr K|kē andar aur bāp K|kē sāth-sāth .
95Eat, drink and be merry, but do everything whilst remaining within the line and with the Father.
84Phir kōī bāt muśhkil nahī̃ lagēgī .
96Then, you won't find anything difficult.
85Her|har bāt manōrañjan anubhav hōgī .
97You will experience everything as entertainment.
86Samjhā kyā karnā hai ?
98Do you understand what you have to do?
87Sadā manōrañjan karō .
99Constantly entertain yourself.
88Achchhā - double vidēśhī sadā manōrañjan key|kī vidhi samajh gayē ?
100Achcha. 101Have the double foreigners understood the way to entertain themselves constantly?
89Muśhkil tō nahī lagtā nā ?
102You don't find this difficult, do you?
90Bāp kē sāth baiṭh jāō tō kōī muśhkil nahī̃ - her|har ghaṛī manōrañjan anubhav karē̃gē .
103Sit with the Father and nothing will be difficult. 104You will experience every moment to be entertainment.
91Her|har second sva prāpti aur sarv prati badhāī K|kē bōl nikaltē rahē̃gē . 92Tō vidāī dēkar jānā hai nā .
105There will constantly be words of congratulations for yourself and others at every second. 106Therefore, you are going to go back from here, having bade farewell, are you not?
93Sāth mē̃ tō nahī̃ lē jāyēṅgē nā ?
107You will not take anything back with you, will you?
94Yah sarv aṅśh kō vidāī dē badhāī manākē jānā .
108Bid farewell to all traces and give congratulations before you go.
95Taiyār hō nā sabhī double vidēśhī .
109Are all of you double foreigners ready for this?
96Achchhā bāpdādā bhī aisē sadākāl key|kī vidāī dēnē vālō̃ kō badhāī dē rahē haĩ . 97Padma-padma vidāī key|kī badhāī .
110Achcha. 111BapDada is also congratulating those who bid farewell for all time. 112Multimillion-fold congratulations for having bade farewell.
98Achchhā -
113Achcha.
99Aisē sadā manmanābhav arthāt sadā manōrañjan karnē vālē , sadā ēk bāp mē sārā saṅsār anubhav karnē vālē , aisē viśhēṣhatāyē̃ dēkhnē vālē viśhēṣh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 100' '
114To those who are constantly manmanabhav, that is, to those who keep themselves entertained; to those who constantly experience their world to be of the one Father, to the special souls who constantly see such specialities, BapDada's love, remembrance and namaste.
101Sēvādhāriyō̃ sē : sēvādhāriyō̃ kō madhuban sē kyā saugāt milī ?
115BapDada meeting servers: 116What gift did you servers receive in Madhuban?
102Pratyakṣhaphal bhī milā aur bhaviṣhya prālabdh bhī jamā huī .
117You received instant fruit and also accumulated your future reward.
103Tō double saugāt hō gaī .
118Therefore you received a double gift.
104Khuśhī milī , nirantar yōg K|kē abhyāsī banē , yah pratyakṣhaphal milā .
119You received the instant fruit of happiness and you developed the practice of having constant yoga.
105Lēkin iskē sāthasāth bhaviṣhya prālabdh bhī jamā huī .
120However, together with these, you also accumulated your future reward.
106Tō double chance milā .
121Therefore, you received a double chance.
107Yahā̃ rahtē sahajyōgī , karmayōgī , nirantar yōgī kā abhyās hō gayā hai .
122Whilst living here, you practised being an easy yogi, a karma yogi and a constant yogi.
108Yahī saṅskār ab aisē pakkē karkē jāō jō vahā̃ bhī yahī saṅskār rahē̃ .
123Make this sanskar so firm before you leave that you have this sanskar when you arrive back at your home.
109Jaisē purānē saṅskār na chāhtē bhī karma mē̃ ā jātē haĩ aisē yah saṅskār bhī pakkē karō .
124Just as old sanskars are used even against your conscious wish, so too, make this sanskar firm.
110Tō saṅskārō̃ K|kē kāraṇ yah abhyās chaltā hī rahēgā .
125Then, because of this sanskar, you will continue to practise this.
111Phir māyā vighna nahī̃ ḍālēgī kyōṅki saṅskār ban gayē .
126Then, because you have developed the sanskar Maya won't be able to create any obstacles.
112Isliē sadā in saṅskārō̃ kō underline kartē rahnā .
127Therefore, constantly continue to underline these sanskars. 128Continue to revise them.
113Fresh kartē rahnā . 114Yahā̃ rahtē nirvighna rahē ?
129Whilst living here, have you remained free from obstacles?
115Kōī vighna tō nahī̃ āyā ?
130You didn't have any obstacles, did you?
116Kōī man sē bhī āpas mē̃ ṭakkar vagairā tō nahī̃ huā ?
131There wasn't any conflict with anyone, even in your mind, was there?
117Saṅgaṭhan mē̃ bhinn-bhinn prakār K|kē hōtē huē bhī see|sī|C father ' ' kiyā yā see|sī|C bradar-sisṭar bhī hō gayā ?
132In a gathering, there are all types of souls. 133Therefore did you only see the Father, or did you also see brother and sister?
118Jō sadā see|sī|C father karnē vālē haĩ vē|way bāpdādā K|kē samīp bachchē haĩ .
134Those who constantly see the Father are the children who are close to BapDada.
119Aur jō see|sī|C father kē sāth - see|sī|C sisṭar-bradar kar dētē vah samīp K|kē bachchē nahī̃ , dūr K|kē haĩ .
135However, the children who also see brothers and sisters as well as seeing the Father are not close; such children are distant.
120Tō āp sab kaun hō ?
136So who are all of you?
121Samīp vālē hō nā ?
137You are all close, are you not?
122Tō sadā isī smr̥iti mē̃ chaltē chalō .
138Therefore constantly continue to move along in this awareness.
123Bāhar rahtē huē bhī yahī pāṭh pakkā karō - see|sī|C father yā follow father ' ' , follow father karnē vālē kabhī bhī kisī paristhiti mē̃ ḍagmag nahī̃ hōṅgē kyōṅki father kabhī ḍagmag nahī̃ huā hai nā .
139Whilst living outside, make this lesson firm: "See Father and follow father". 140Those who follow the father will never fluctuate in any situation because the father never fluctuated on anything.
124Tō see|sī|C father karnē vālē achal , aḍōl , ēkras rahē̃gē .
141Therefore, those who see the Father are unshakeable, immovable and constant.
125Achchhā - sab āśhāyē̃ pūrī huī ?
142Achcha, have all your desires been fulfilled?
126Sabhī nē apnī-apnī sēvā mē̃ achchhā part bajāyā hai .
143All of you have played a very good part in doing service.
127Achchhā part bajānē key|kī niśhānī hai - her|har varṣh āpē hī nimantraṇ āyēgā . 128Yah hai practical yādgār banānā .
144The sign of playing a good part is that you automatically receive an invitation for the following year.
129Vah yādgār tō banēgā hī lēkin abhī bhī ban jātā hai .
145This means creating your memorial in a practical way.
130Kōī achchhī sēvā karkē jātē haĩ tō sabkē mukh sē yahī nikaltā ki - usī kō bulāō .
146Those memorials will be created, but this memorial is also created now.
131Tō aisā sabūt dikhānā chāhiē - jō sēvādhārī sē sadā K|kē sēvādhārī ban jāō - sab kahē inhē̃ yahā̃ hī rakh lō .
147When someone does good service and goes back home, everyone asks for that person to be invited again.
132Achchhā 133Madhuban nivāsiyō̃ sē-madhuban nivāsī tō haĩ hī sarv prāpti svarūp .
148So you should give such proof that, from being just servers, you become constant servers.
134Kyōṅki madhuban key|kī mahimā , madhuban key|kī viśhēṣh paṛhāī , madhuban kā viśhēṣh saṅg , madhuban kā viśhēṣh vāyumaṇḍal sab āpkō prāpt hai . 135Madhuban mē̃ bāhar vālē apnī sab ichchhāyē̃ pūrṇ karnē ātē haĩ aur āp tō yahā̃ baiṭhē hī hō . 136Śharīr sē bhī bāpdādā K|kē sadā sāth hō kyōṅki madhuban mē̃ sabhī sāth kā anubhav sākār rūp mē̃ kartē haĩ . 137Tō śharīr sē bhī sāth hō arthāt sākār mē̃ bhī sāth hō aur ātmā tō hai hī bāp kē sāth .
149Everyone should say, "Keep this one here".
138Tō double sāth hō gayā nā ?
150Achcha.
139Sarv prakār key|kī khānō̃ par baiṭhē hō .
151BapDada meeting the residents of Madhuban:
140Tō sarv khānō̃ K|kē mālik hō gayē nā ! 141Madhuban vālō̃ K|kē man sē her|har second , her|har śhvāṅs yahī gīt nikalnā chāhiē ki - pānā thā vah pā liyā , aprāpta nahī kōī vastu bhaṇḍārē mē̃ ' .
152You residents of Madhuban are embodiments of all attainment because you have all been given the praise of Madhuban, the special study of Madhuban, the special company of Madhuban and the special atmosphere of Madhuban.
142Madhuban vālē tō sadā tājā māl khānē vālē haĩ . 143Tō jō sadā tājā khānē vālē hōtē haĩ vah kitnē healthy hōṅgē . 144Āp sab vardānī ātmāyē̃ hō , sadā bāpdādā key|kī pālnā mē̃ paltē hō .
153Those from outside come to Madhuban to fulfil all their desires, whereas you are already sitting here. 154Physically too, you are constantly with BapDada, because everyone constantly experiences the company of the sakar form in Madhuban.
145Bāhar vālō̃ kō tō dūsrē vātāvaraṇ mē̃ jānā paṛtā hai isliē khās unhō̃ kō kōī na kōī vardān dēnā paṛtā , āp tō vardān bhūmi mē̃ baiṭhē hō .
155Therefore you are with the Father physically because you are with Him in the physical form and the soul is with the Father anyway. 156So you have double company, do you not?
146Bāhar vālō̃ kō tō ēk varṣh kē liē riphrēśamēnṭa chāhiē .
157You are sitting where there are all types of mines.
147Isliē āp lōgō̃ sē ēk-ēk sē bāpdādā kyā bōlē̃ .
158Therefore you have become masters of all the mines.
148Unkō tō kahtē haĩ light house hōkar rahnā , might house hōkar rahnā . 149Kyā āpkō bhī yah bōlē̃ ?
159The song that should emerge from the residents of Madhuban at every moment and in every breath is, “I have attained whatever I wanted to attain.
150Bāhar vālō̃ kō is bāt key|kī āvaśhyaktā hai kyōṅki yahī unkē liē kamalapuṣpa ban jātā hai jis par nyārē aur pyārē bankar rahtē haĩ .
160Nothing is lacking in my treasure-store.” 161Everything those of Madhuban eat is constantly fresh.
151Vaisē bhī ghar mē̃ kōī ātā hai tō uskā khyāl karnā hī hōtā hai .
162Those who constantly eat fresh food should be so healthy!
152Āp tō sadā hī ghar mē̃ hō .
163All of you souls are blessed.
153Unhō̃ kō double part bajānā hai isliē double force bharnā paṛtā hai .
164You are constantly being sustained with BapDada's sustenance.
154Unhō̃ kē liē yah ēk-ēk śhabda saṅsār K|kē sāgar mē̃ nāv kā kām kartā hai aur āp tō saṅsār sāgar sē nikal gyān sāgar K|kē bīch mē̃ baiṭhē hō . 155Āpkā saṅsār hī bāp hai .
165Those from outside have to live in another type of atmosphere, and this is why BapDada especially has to give them one blessing or other, whereas you are sitting here in the land of blessings.
156Praśhna - bābā mē̃ hī saṅsār hai , iskā bhāv kyā hai ?
166Those from outside need refreshment each year.
157Uttar-vaisē bhī buddhi jātī hai tō saṅsār mē̃ hī jātī hai nā !
167Therefore, what should BapDada say to each one of you?
158Saṅsār mē̃ dō chījē̃ haĩ - ēk vyakti dūsrā , vastu .
168BapDada tells others to be lighthouses and might-houses.
159Bāp hī saṅsār hai arthāt sarv vyaktiyō̃ sē jō prāpti hai vah ēk bāp sē hai .
169Should Baba tell you the same? 170Those people outside need this.
160Aur jō sarv vastuō̃ sē tr̥ipti hōtī hai vah bhī bāp sē hai . 161Tō saṅsār hō gayā nā .
171It becomes a lotus flower for them and, because of this, they are able to remain loving and detached.
162Sambandh bhī bāp sē , samparka bhī bāp sē . 163Uṭhnā , baiṭhnā bhā r bāp sē .
172In any case, whoever comes to your home, you have to look after that person as a guest.
164Tō saṅsār hī bāp hō gayā nā .
173All of you are constantly at home.
165Achchhā 166Australia party sē - āj sabhī nē kyā saṅkalp kiyā ?
174They have to play a double part and this is why they have to be filled with double force.
167Sabhī nē māyā kō vidāī dī|the ? 168Jinhō̃ kō abhī bhī sōchnā hai vah hāth uṭhāō . 169Agar abhī sē kahtē hō sōchē̃gē tō yah bhī kamjōr foundation hō gayā .
175Every word spoken to them acts like a boat in the ocean of the world, whereas you have come away from the ocean of the world and are sitting in the middle of the ocean of knowledge.
170Sōchē̃gē arthāt kamjōrī .
176The Father is your world. 177Achcha.
171Brahmākumār kumāriyō̃ kā dhandhā hī hai māyājīt bannā aur banānā . 172Tō apnā nijī dhandhā - jō hai uskē liē sōchā jātā hai kyā !
178Blessing: May you be an example who experiences the stage of being free from bondage by performing every action as a detached observer and knowing the three aspects of time.
173Bōlō huā hī paṛā hai . 174Jaisē dēkhō aglē varṣh dr̥iṛh saṅkalp rakhkar gayē ki anēk sthānō̃ par sēvākēndra khōlē̃gē tō khul gayē nā ! 175Abhī kitnē centre haĩ ?
179If you are stabilised in the stage of knowing the three aspects of time, if you perform every action whilst knowing its beginning, middle and end, then none of your actions can be sinful, they will always be righteous.
17617 , tō jaisē yah saṅkalp kiyā aur pūrā huā . 177Aisē māyājīt bannē kā bhī saṅkalp karō .
180In the same way, by performing every action as a detached observer, you will not be bound by the bondage of any action.
178Bāpdādā tō bachchō̃ key|kī himmat par bār-bār mubārak dētē haĩ .
181Because the fruit of your karma is elevated, there will be relationship of karma, but no bondage of karma.
179Aur bhī āgē sēvā mē̃ vr̥iddhi kartē rahnā . 180Sabhī bāpdādā K|kē dil pasand bachchē hō .
182By remaining loving and detached whilst performing actions, you will become an example in front of many souls.
181Bāpdādā bhī āp sāthiyō̃ K|kē binā kuchh nahī̃ kar saktē . 182Āp bahut-bahut vailyuēbal hō . 183Achchhā - abhī rūh-rūhān karō , jō pūchhnā hai pūchhō .
183Slogan: Become so full of all the treasures of love that you give everyone love and you receive love from everyone. 184* * * O M S H A N T I* * *