शनिवार 3 अप्रैल 1982 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 103-04-82 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 03-04-82 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2 sarvapratham tyāg hai - dēh-bhān kā tyāg
1The first and foremost renunciation is the renunciation of body consciousness.
3Sadā sahyōgī , tyāgī bachchō̃ prati bāpdādā bōlē -
2Today, BapDada is seeing His children who are images of renunciation.
4 bāpdādā apnē tyāgamūrta bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
3Each and every Brahmin soul is an embodiment of renunciation.
5Har ēk brāhmaṇ ātmā tyāg svarūp hai , lēkin jaisē bhāgya kā sunāyā nā ki ēk bāp K|kē bachchē hōtē , ēk jaisā bhāgya kā varsā miltē , sambhālnē aur baṛhānē K|kē ādhār par number ban jātē haĩ .
4However, just as you have been told about fortune, that even though all of you are children of the one Father and you all receive the same fortune and inheritance, you become numberwise on the basis of taking care of and increasing that.
6Aisē tyāgamūrta tō sabhī banē haĩ ismē̃ bhī number-vār haĩ .
5So too, all of you have become images of renunciation, but you are also numberwise in this.
7Tyāg kiyā aur brāhmaṇ banē . 8Lēkin tyāg key|kī paribhāṣhā baṛī guhya hai .
6You had renunciation and became Brahmins but the definition of renunciation is very deep.
9Kahnē mē̃ tō sabhī ēk bāt kahtē ki tan-man-dhan , sambandh sab kā tyāg kar liyā .
7For the sake of it, all of you say the same thing, that you have renounced your body, mind, wealth and relations.
10Lēkin tan kā tyāg arthāt dēh K|kē bhān kā tyāg .
8However, the renunciation of the body means the renunciation of the consciousness of the body.
11Tō dēh K|kē bhān kā tyāg hō gayā hai vā hō rahā hai ?
9So, have you renounced the consciousness of the body or are you still renouncing it?
12Tyāg kā arth|earth hai kisī bhī chīj kō vā bāt kō chhōṛ diyā , apnēpan sē kinārā kar liyā , apnā adhikār samāpt huā .
10Renunciation means to let go of everything and every situation, to step away from the feeling of anything belonging to you and to finish your rights to it.
13Jiskē prati tyāg kiyā vah vastu uskī hō gaī .
11Whomsoever you renounced that thing to, it now belongs to that person.
14Jis bāt kā tyāg kiyā uskā phir saṅkalp bhī nahī̃ kar saktē - kyōṅki tyāg key|kī huī bāt , saṅkalp dvārā pratigyā key|kī huī bāt phir sē vāpis nahī̃ lē saktē hō .
12You cannot even have any thoughts of whatever you have renounced, because you cannot take back anything that you have renounced or promised to renounce, even in your thoughts.
15Jaisē had K|kē sannyāsī apnē ghar kā , sambandh kā tyāg karkē jātē haĩ aur agar phir vāpis ā jāē̃ tō uskō kyā kahā jāyēgā !
13For example, limited sannyasis renounce their home and relations and go away. 14However, if they were to return home again, what would that be called?
16Niyam pramāṇ vāpis nahī̃ ā saktē .
15According to their rules, they cannot return.
17Aisē āp brāhmaṇ bēhad K|kē sannyāsī vā tyāgī hō .
16In the same way, you Brahmins are unlimited sannyasis and renunciates.
18Āp tyāg mūrtiyō̃ nē apnē is purānē ghar arthāt purānē śharīr , purānē dēh kā bhān tyāg kiyā , saṅkalp kiyā ki buddhi dvārā phir sē kab is purānē ghar mē̃ ākarṣhit nahī̃ hōṅgē .
17You images of renunciation have renounced your old home, that is, your old body and the consciousness of the old body. 18Your intellect had the thought of never again being attracted to that old home.
19Saṅkalp dvārā bhī phir sē vāpis nahī̃ āyēṅgē .
19You would not come back to it even in your thoughts.
20Pahlā-pahlā yah tyāg kiyā .
20That was the first renunciation.
21Isliē tō kahtē hō - dēh sahit dēh K|kē sambandh kā tyāg . 22Dēh K|kē bhān kā tyāg .
21This is why it is said: Renounce all bodily relations including the body and renunciation of the consciousness of the body.
23Tō tyāg kiē huē purānē ghar mē̃ phir sē vāpis tō nahī̃ ātē jātē hō !
22So, you don’t come back into the house that you have already renounced, do you? 23What did you promise?
24Vāydā kyā kiyā hai ? 25Tan bhī tērā kahā vā sirph man tērā kahā ?
24Did you say “Even the body belongs to You” or did you just say “The mind belongs to You”?
26Pahlā śhabda tan ' ' ātā hai .
25The first word you used is “body”.
27Jaisē tan-man-dhan kahtē hō , dēh aur dēh K|kē sambandh kahtē hō .
26You speak of body, mind and wealth. 27You speak of the body and bodily relations.
28Tō pahlā tyāg kyā huā ?
28So, what was the first renunciation?
29Is purānē dēh K|kē bhān sē vismr̥iti arthāt kinārā .
29To forget the consciousness of the old body and to step away from it.
30Yah pahlā kadam hai tyāg kā .
30This was the first step of renunciation.
31Jaisē ghar mē̃ ghar key|kī sāmagrī ( sāmān ) hōtī hai , aisē is dēh rūpī ghar mē̃ bhinn-bhinn karmēndriyā̃ hī sāmagrī haĩ .
31In a home, you have all the paraphernalia of a household. 32In the same way, the different physical senses are the paraphernalia of the home, the body.
32Tō ghar kā tyāg arthāt sarv kā tyāg .
33Therefore, renunciation of the home means renunciation of everything.
33Ghar kō chhōṛā lēkin kōī ēk chīj mē̃ mamtā rah gaī tō uskō tyāg kahē̃gē ?
34So, although you have left your home, if there is still attachment to even one thing, would that be called renunciation?
34Aisē kōī bhī karmēndriy agar apnē taraph ākarṣhit kartī hai tō kyā uskō sampūrṇ tyāg kahē̃gē ?
35Similarly, if any of the physical senses attract you towards themselves, then would that be called complete renunciation?
35Isī prakār apnī checking karō .
36Check yourself in this way.
36Aisē albēlē nahī̃ bannā ki aur tō sab chhōṛ diyā bākī kōī ēk karmēndriy vichalit hōtī hai vah bhī samay par ṭhīk hō jāyēgī .
37Don’t become careless thinking that because you have let go of everything else, then if only one of the physical senses is causing mischief, that will automatically be put right in time.
37Lēkin kōī ēk karmēndriy key|kī ākarṣhaṇ bhī ēk bāp kā bannē nahī̃ dēgī .
38However, the attraction of even one of the physical senses will stop you from belonging to the Father.
38Ēkras sthiti mē̃ sthit hōnē nahī̃ dēgī .
39It won’t allow you to stabilise in a constant and steady stage.
39Number one mē̃ jānē nahī̃ dēgī .
40It won’t allow you to enter the first division.
40Agar kōī hīrējavāhar , mahal-māṛiyā chhōṛ dē aur sirph kōī miṭṭī K|kē phūṭē huē bartan mē̃ bhī mōh rah jāē tō kyā hōgā ?
41If someone has given up all their diamonds, jewels, and palaces but still has attachment to a damaged earthenware vessel, then what will happen?
41Jaisē hīrā apnī taraph ākarṣhit kartā vaisē hīrē sē bhī jyādā vah phūṭā huā bartan uskō apnī taraph bār-bār ākarṣhit karēgā .
42Just as a diamond attracts towards itself, similarly, the broken earthenware vessel would repeatedly attract that person even more than a diamond.
42Na chāhtē bhī buddhi bār-bār vahā̃ bhaṭaktī rahēgī .
43Even against their conscious wish, their intellect would repeatedly be pulled to it.
43Aisē agar kōī bhī karmēndriy key|kī ākarṣhaṇ rahī huī hai tō śhrēṣhṭh pad pānē sē bār-bār nīchē lē āyēgī . 44Tō purānē ghar aur purānī sāmagrī sabkā tyāg chāhiē .
44In this way, if you are still attracted by any of the physical senses, then that will repeatedly bring you down and stop you from claiming an elevated status.
45Aisē nahī̃ samjhō yah tō bahut thōṛā hai , lēkin yah thōṛā bhī bahut kuchh ganvānē vālā hai , sampūrṇ tyāg chāhiē . 46Is purānī dēh kō bāpdādā dvārā milī huī amānat ' samjhō .
45Therefore, there has to be renunciation of the old home and all the old paraphernalia of that. 46Don’t think that that is a very minor thing, because, even that small amount will make you lose a great deal.
47Sēvā arth|earth kārya mē̃ lagānā hai .
47Therefore, there has to be complete renunciation.
48Yah mērī dēh nahī̃ lēkin sēvā arth|earth amānat hai . 49Jaisē mēhmān ban dēh mē̃ rah rahē haĩ .
48Consider that old body to be an invaluable treasure that you have received from BapDada.
50Thōṛē samay kē liē bāpdādā nē kārya kē liē āpkō yah tan diyā hai .
49You have to use it for service. 50That body is not yours, but an invaluable treasure for service.
51Tō āp kyā ban gayē ? 52Mēhmān !
51It is as though you are living in that body as a guest.
53Mērē-pan kā tyāg aur mēhmān samajh mahān kārya mē̃ lagāō .
52BapDada has given you that body for a short time in order to carry out a task.
54Mēhmān kō kyā yād rahtā hai ?
53So what have you become?
55Aslī ghar yād rahtā hai yā usī mē̃ hī phans jātē hō !
54A guest! 55Renounce the consciousness of “mine”.
56Tō āp sabkā yah śharīr rūpī ghar bhī , yah phāriśtā svarūp hai , phir dēvtā svarūp hai . 57Uskō yād karō .
56And, whilst considering yourself to be a guest (mehmaan), use the body for a great task (mahaan).
58Is purānē śharīr mē̃ aisē hī nivās karō jaisē bāpdādā purānē śharīr kā ādhār lētē haĩ lēkin śharīr mē̃ phans nahī̃ jātē haĩ . 59Karma kē liē ādhār liyā aur phir apnē phariśhtē svarūp mē̃ sthit hō jāō . 60Apnē nirākārī svarūp mē̃ sthit hō jāō . 61Nyārēpan key|kī ūpar key|kī ūñchī sthiti sē nīchē sākār karmēndriyō̃ dvārā karma karnē liē āō , iskō kahā jātā hai - mēhmān arthāt mahān ' .
57What does a guest remember?
62Aisē rahtē hō ? 63Tyāg kā pahlā kadam pūrā kiyā hai ?
58Do they remember their real home or do they become trapped in this one?
64Bāpdādā hansī key|kī bāt yah suntē haĩ ki vartamān samay kōī bhī apnē kō cum|kam nahī̃ samajhtē .
59So the home of the body of all of you is that of the angelic form and then that of a deity form. 60Therefore remember that!
65Agar kisī kō bhī kahā jāē ki dō mē̃ sē ēk chhōṭā , ēk baṛā ban jāē tō kyā kartē haĩ ?
61Just like BapDada takes the support of this old body and yet doesn’t become trapped in it, so too, live in that old body.
66Apnē kō cum|kam samajhtē haĩ ? 67Kyō̃ , kyā K|kē śhastra lēkar ulṭā śhakti svarūp dikhātē haĩ .
62Take the support of it in order to perform actions and then stabilise yourself in your angelic form.
68Yah bhī alaṅkār kōī cum|kam nahī̃ haĩ .
63Stabilise yourself in your incorporeal form.
69Jaisē sarv śhaktiyō̃ K|kē alaṅkār haĩ vaisē māyā vā rāvaṇ key|kī bhujāyē̃ bhī kōī cum|kam nahī̃ haĩ .
64Simply come down from your elevated stage of being up above and detached, in order to perform actions through the physical senses.
70Śhaktiyō̃ kō bhujāē̃ dhārī dikhāyā hai .
65This is known as being a guest, that is, being great.
71Aṣhṭ bhujādhārī , 16 bhujādhārī bhī dikhātē haĩ lēkin rāvaṇ K|kē sir jyādā dikhātē haĩ .
66Do you live like this? 67Have you finished taking the first step of renunciation?
72Yah kyō̃ ? 73Kyōṅki rāvaṇ māyā key|kī śhakti pahlē dimāg kō hī halchal mē̃ lātī hai .
68Something amusing that BapDada hears nowadays is that none of you consider yourself to be any less.
74Jis samay kōī bhī māyā ātī hai tō second mē̃ uskē kitnē rūp hōtē haĩ ? 75Kyō̃ , kyā , aisē , vaisē , jaisē kitnē question K|kē sir paidā hō jātē haĩ .
69If any of you were told, that, out of two people, one is junior and the other is senior, then what do you do? 70Do any of you consider yourself to be any less?
76Ēk kāṭtē haĩ tō dūsrā paidā hō jātā hai . 77Ēk hī samay mē̃ 10 bātē̃ buddhi mē̃ phauran ā jātī haĩ .
71You take the weapons of “Why?” and “What?” and show the wrong form of power. 72These ornaments are no less!
78Tō ēk bāt kō 10 sir lag gayē nā ! 79In bātō̃ kā tō anubhav hai nā ?
73Just as there are the ornaments of all powers, so too, the arms of Maya, Ravan, are no less.
80Phir ēk-ēk sir apnā rūp dikhātā hai .
74Shaktis have been portrayed with many arms.
81Yahī 10 śhīśh K|kē śhastradhārī ban jātē haĩ . 82Śhakti arthāt sahyōgī .
75They are portrayed with 8 or 16 arms, but Ravan has been portrayed with many heads.
83Abhimān K|kē sir vālī śhakti nahī̃ lēkin sadā sarv bhujādhārī arthāt sarv paristhiti mē̃ sahyōgī ' . 84Rāvaṇ K|kē 10 sir vālī ātmāyē̃ her|har chhōṭī-sī paristhiti mē̃ bhī kabhī sahyōgī nahī̃ banēgī . 85Kyō̃ , kyā , kaisē K|kē sir dvārā apnā ulṭā abhimān pratyakṣha kartī rahē̃gī . 86Kyō̃ kā question hal karē̃gī tō phir kaisē kā sir ū̃chā hō jāyēgā arthāt ēk bāt kō sulajhāyēṅgī tō phir dusarī bāt śhurū kar dē̃gī .
76Why is this?
87Dūsrī bāt kō ṭhīk karē̃gī tō tīsrā sir paidā hō jāyēgā .
77Because the power of Ravan, Maya, first of all creates upheaval in the head.
88Bār-bār kahē̃gē yah bāt ṭhīk hai lēkin yah kyō̃ ?
78How many forms does Maya take the second she comes?
89Vah kyō̃ ? 90Iskō kahā jātā hai ki ēk bāt K|kē 10 śhīśh lagānē vālī śhakti .
79So many heads of the questions are created in the form of: “Why? 80What? 81Is it like this?
91Sahyōgī kabhī nahī̃ banē̃gē , sadā her|har bāt mē̃ opposition karē̃gē .
82Is it like that?” 83As soon as one is cut off, another one is created.
92Tō opposition karnē vālē rāvaṇ sampradāy hō gayē nā .
8410 things instantly come into your intellect at the same time.
93Chāhē brāhmaṇ ban gayē lēkin us samay kē liē āsurī śhakti kā prabhāv hōtā hai , vaśhībhūt hōtē haĩ . 94Aur śhakti svarūp her|har paristhiti mē̃ , her|har kārya mē̃ sadā sahyōgī ban aurō̃ kō bhī sahyōgī banāyēṅgē . 95Chāhē svayã kō sahan bhī karnā paṛē , tyāg bhī karnā paṛē lēkin sadā sahyōgī hōṅgē . 96Sahyōg key|kī niśhānī bhujāyē̃ haĩ , isliē kabhī bhī kōī saṅgaṭhit kārya hōtā hai tō kyā śhabda bōltē hō ?
85Therefore that is like giving 10 heads to one thing.
97Apnī-apnī ãgulī dō , tō yah sahyōg dēnā huā nā .
86You have experienced these things have you not?
98Ãgulī bhī bhujā mē̃ hai nā .
87Then each head shows its own form.
99Tō bhujāyē̃ sahyōg key|kī hī niśhānī dikhāī haĩ .
88You become one who has the weapons of 10 heads.
100Tō samjhā śhakti key|kī bhujāyē̃ aur rāvaṇ K|kē sir .
89Shakti means to be co-operative.
101Tō apnē kō dēkhō ki sadā K|kē sahyōgī mūrt banē haĩ ? 102Tyāg mūrt bannē kā pahlā kadam follow father K|kē samān kiyā hai ?
90Not a Shakti with the head of arrogance, but someone who always has all arms, that is, someone who co-operates in every situation.
103Brahmā bāp kō dēkhā , sunā - saṅkalp mē̃ , mukh mē̃ sadaiv kyā rahā ? 104Yah bāp kā rath hai .
91Souls who have the 10 heads of Ravan never co-operate even in small situations.
105Tō āpkā rath kiskā hai ?
92Through the heads of “Why?
106Kyā sirph brahmā nē rath diyā vā āp lōgō̃ nē bhī rath diyā ?
93What? 94How?” they will reveal their false arrogance.
107Brahmā kā pravēśhtā kā part alag hai lēkin āp sabnē bhī tan tērā kahā - na ki tan mērā .
95They solve the question of “Why?” and then raise the head of “How?”
108Āp sabkā bhī vāydā hai jaisē chalāō , jahā̃ biṭhāō … yah vāydā hai nā ?
96That is, they solve one thing and then start something else.
109Vā ā̃kh kō maĩ chalāū̃gā bākī kō bāp chalāyē̃ ?
97They solve the second thing and then create the third thing.
110Kuchh manmat par chalē̃gē , kuchh śhrīmat par chalē̃gē .
98They repeatedly say: That is fine, but what about this?
111Aisā vāydā tō nahī̃ hai nā ?
99Why is that like that?
112Tō kōī bhī karmēndriy K|kē vaśhībhūt hōnā yah śhrīmat hai vā manmat hai ?
100This is called being a Shakti who gives 10 heads to one thing.
113Tō samjhā , tyāg key|kī paribhāṣhā kitnī guhya hai ! 114Isliē number ban gayē haĩ .
101They never co-operate; they constantly create opposition to everything.
115Abhī tō sirph dēh K|kē tyāg key|kī bāt sunāī hai . 116Āgē aur bahut haĩ .
102Therefore, those who create opposition belong to the community of Ravan, do they not?
117Abhī tō tyāg key|kī sīṛhiyā̃ bhī bahut haĩ , yah pahlī sīṛhī key|kī bāt kar rahē haĩ . 118Tyāg muśhkil tō nahī̃ lagtā ?
103Although they have become Brahmins, because they are influenced at that time, there is the influence of devilish power.
119Sabkō chhōṛnā paṛēgā . 120Agar purānē kē badlē nayā mil jāē tō muśhkil hai kyā !
104Whereas someone who is an embodiment of power will constantly co-operate in every situation.
121Abhī-abhī miltā hai .
105The symbol of co-operation are the arms.
122Bhaviṣhya milnā tō kōī baṛī bāt nahī̃ lēkin abhī-abhī purānā bhān chhōṛō , phariśhtā svarūp lō|low .
106This is why, whenever a task has to be accomplished collectively, what words do you use? 107Each one should give a finger.
123Jab purānī duniyā K|kē dēh kā bhān chhōṛ dētē hō tō kyā ban jātē hō ?
108Therefore, this is giving co-operation, is it not? 109Fingers are part of the arms, are they not?
124Double light . 125Abhī hī bantē hō .
110So the arms are the symbol of co-operation.
126Parantu agar na yahā̃ K|kē na vahā̃ K|kē rahtē hō tō muśhkil lagtā hai .
111Therefore, do you understand about the arms of the Shaktis and heads of Ravan?
127Na pūrā chhōṛtē hō , na pūrā lētē hō tō adhamarē hō jātē hō , isliē bār-bār lambā śhvāṅs uṭhātē hō .
112So examine yourself to see whether you are constantly an image of co-operation.
128Kōī bhī bāt muśhkil hōtī tō lambā śhvāṅs uṭhtā hai .
113Have you followed the Father in taking the first step of renunciation?
129Marnē mē̃ jō majā hai - lēkin pūrā marō tō .
114You saw or you heard about Brahma Baba.
130Lēnē mē̃ kahtē hō pūrā lē̃gē aur chhōṛnē mē̃ miṭṭī K|kē bartan bhī nahī̃ chhōṛē̃gē .
115What did he constantly have in his thoughts and on his lips? 116That this is the chariot of the Father.
131Isliē muśhkil hō jātā hai .
117So to whom does your chariot belong?
132Vaisē tō agar kōī miṭṭī kā bartan rakhtā hai tō bāpdādā rakhnē bhī dē̃ , bāp kō kyā parvāh hai ! 133Bhal rakhō . 134Lēkin svayã hī parēśhān hōtē hō .
118Was it just Brahma who gave his chariot or did all of you also give your chariot? 119The part of entering Brahma is separate, but all of you also said: “The body is Yours”.
135Isliē bāpdādā kahtē haĩ chhōṛō .
120You didn’t say: “The body is mine”.
136Agar kōī bhī purānī chīj rakhtē hō tō result kyā hōtī hai ? 137Bār-bār buddhi bhī unhō̃ key|kī hī bhaṭaktī hai .
121The promise that all of you made was: However You make me move, wherever You make me sit...”
138Phariśhtā ban nahī̃ saktē .
122This was your promise, was it not?
139Isliē bāpdādā tō aur bhī hajārō̃ miṭṭī K|kē bartan dē saktē haĩ - kitnā ikaṭṭhē kar lō .
123Or is it that I will use my eyes and the Father will use everything else?
140Lēkin jahā̃ kichṛā hōgā vahā̃ kyā paidā hōṅgē ? 141Machchhar !
124That you will in part follow your own dictates and in part follow shrimat?
142Aur machchhar kiskō kāṭē̃gē ?
125Was this your promise?
143Tō bāpdādā bachchō̃ K|kē kalyāṇ kē liē hī kahtē haĩ - purānā chhōṛ dō . 144Adhamarē nahī̃ banō .
126So, is it shrimat or your own dictates for you to be influenced by any of the physical senses?
145Marnā hai tō pūrā marō , nahī̃ tō bhalē hī jindā rahō . 146Muśhkil hai nahī̃ lēkin muśhkil banā dētē hō .
127Therefore, do you understand how deep the definition of renunciation is?
147Kabhī-kabhī muśhkil hō jātā hai .
128This is how Brahma became number one.
148Jab rāvaṇ ki sir lag jātē haĩ tō muśhkil hōtā hai .
129Now, Baba has just told you of the renunciation of the body.
149Jab bhujādhārī śhakti ban jātē hō tō sahaj hō jātā hai . 150Sirph ēk kadam sahyōg dēnā aur padam-kadamō̃ kā sahyōg milnā hō jātā .
130There is still a lot more. 131There are many steps of renunciation but Baba is just talking about the first step.
151Lēkin pahlē jō ēk kadam dēnā paṛtā hai usmē̃ ghabrā jātē hō .
132You don’t find renunciation difficult, do you? 133You have to renounce everything.
152Milnā bhūl jātā hai , dēnā yād ā jātā hai . 153Isliē muśhkil anubhav hōtā hai . 154Achchhā
134If you receive something new in return for something old, then is that difficult?
155Aisē sadā sahyōg mūrt , sadā tyāg dvārā śhrēṣhṭh bhāgya anubhav karnē vālē , kadam-kadam mē̃ follow father karnē vālē , sadā apnē kō mēhmān arthāt mahān ātmā samajhnē vālē , aisē bēhad K|kē sannyās karnē vālē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē ' ' 156Party K|kē sāth-avyakta bāpdādā key|kī mulākāt - 1571 . paristhiti rūpī pahāṛ kō svasthiti sē jump dēkar pār karō : apnē kō sadā samarth ātmāyē̃ samajhtē hō ! 158Samarth ātmā arthāt sadā māyā kō cēlēnja kar vijay prāpt karnē vālē .
135And you receive it now!
159Sadā samarth bāp K|kē saṅg mē̃ rahnē vālē .
136To receive it in the future is not a big thing.
160Jaisē bāp sarvśhaktivān hai vaisē ham bhī master sarvśhaktivān haĩ .
137However, renounce the old consciousness and take on the angelic form.
161Sarv śhaktiyā̃ śhastra haĩ , alaṅkār haĩ , aisē alaṅkāradhārī ātmā samajhtē hō ?
138What do you become when you renounce the consciousness of the body of the old world?
162Jō sadā samarth haĩ vē|way kabhī paristhitiyō̃ mē̃ ḍagmag nahī̃ hōṅgē . 163Paristhiti sē svasthiti śhrēṣhṭh hai .
139Double light! 140You become this now. 141However, if you neither belong here nor there, then you find it difficult.
164Svasthiti dvārā kaisī bhī paristhiti kō pār kar saktē hō . 165Jaisē vimān dvārā uṛtē huē kitnē pahāṛ , kitnē samudra pār kar lētē haĩ , kyōṅki ū̃cāī par uṛtē haĩ .
142You have neither fully renounced nor have you taken this on fully, and so you are only half dead, and this is why you repeatedly have to take a big breath.
166Tō ūñchī sthiti sē second mē̃ pār kar lē̃gē .
143Whenever you find something difficult, you take a big breath.
167Aisē lagēgā jaisē pahāṛ kō vā samudra kō bhī jump dē diyā .
144There is pleasure in dying, but only when you die completely.
168Mēhnat kā anubhav nahī̃ hōgā . 1692 . rōb kō tyāg , rūhāb kō dhāraṇ karnē vālē sachchē sēvādhārī banō : sabhī kumār sadā rūhāniyat mē̃ rahtē hō ?
145In terms of receiving, you say that you will claim fully, whereas in terms of renouncing, you won’t even renounce an earthenware vessel!
170Rōb mē̃ tō nahī̃ ātē ?
146This is why it becomes difficult.
171Youth kō rōb jaldī ā jātā hai . 172Yah samajhtē haĩ ham sab kuchh jāntē haĩ , sab kar saktē haĩ .
147In fact, if any of you want to keep an earthenware vessel, then BapDada says: Fine!
173Javānī kā jōśh rahtā hai .
148What does it matter to the Father?
174Lēkin rūhānī youth arthāt sadā rūhāb mē̃ rahnē vālē .
149You may keep it! 150However, you yourself become distressed by that.
175Sadā namrachitta . 176Kyōṅki jitnā namrachitta hōṅgē utnā nirmāṇ karē̃gē .
151This is why BapDada tells you to renounce it.
177Jahā̃ nirmān hōṅgē vahā̃ rōb nahī̃ hōgā , rūhāniyat hōgī .
152What result is their in your holding onto something old?
178Jaisē bāp kitnā namrachitta bankar ātē haĩ , aisē follow father .
153Your intellect will constantly wander towards that thing.
179Agar jarā bhī sēvā mē̃ rōb ātā tō vah sēvā samāpt hō jātī hai .
154Then, because of that you are not able to become an angel.
1803 . bharpūr ātmāō̃ K|kē chēhrē dvārā sēvā : sabhī sāgar K|kē samīp rahnē vālē sadā sāgar K|kē khajānō̃ kō apnē mē̃ bhartē jātē hō .
155This is why BapDada would give you a thousand more earthenware vessels and you can accumulate as many as you want.
181Sāgar K|kē talē mē̃ kitnē khajānē hōtē haĩ .
156However, what is created where there is a lot of rubbish?
182Tō sāgar K|kē kaṇṭhē par rahnē vālē , samīp rahnē vālē - sarv khajānō̃ K|kē mālik hō gayē . 183Vaisē bhī jab kisī kō kōī khajānā prāpt hōtā hai tō khuśhī mē̃ ā jātē haĩ . 184Achānak kōī kō thōṛā dhan mil jātā hai tō naśhā chaṛh jātā hai . 185Āp bachchō̃ kō aisā dhan milā hai jō kabhī bhī kōī chhīn nahī̃ saktā , lūṭ nahī̃ saktā .
157Mosquitoes!
18621 pīṛhī sadā dhanvān rahē̃gē .
158And whom do the mosquitoes bite?
187Sarv khajānō̃ key|kī chābī hai bābā ' ' . 188Bābā bōlā aur khajānā khulā .
159Therefore, it is only for your own benefit that BapDada is telling you children to renounce everything old.
189Tō chābī bhī mil gaī , khajānā bhī mil gayā .
160Don’t be those who are only half-dead.
190Sadā mālāmāl hō gayē .
161If you want to die, then die fully.
191Aisē bharpūr mālāmāl ātmāō̃ K|kē chēhrē par khuśhī key|kī jhalak hōtī hai .
162Otherwise, you can stay alive! 163It isn’t difficult, but you make it difficult.
192Unkī khuśhī kō dēkh sab kahē̃gē - patā nahī̃ inkō kyā mil gayā hai , jānnē key|kī ichchhā rakhē̃gē . 193Tō unkī sēvā svataḥ hō jāyēgī . 1944 . māyājīt bannē kē liē svamān key|kī seat par rahō : sadā svayã kō svamān key|kī seat par baiṭhā huā anubhav kartē hō ? 195Puṇya ātmā haĩ , ū̃chē tē ūñchī brāhmaṇ ātmā haĩ , śhrēṣhṭh ātmā haĩ , mahān ātmā haĩ , aisē apnē kō śhrēṣhṭh svamān key|kī seat par anubhav kartē hō ?
164It sometimes becomes difficult.
196Kahā̃ bhī baiṭhnā hōtā hai tō seat chāhiē nā !
165It becomes difficult when the heads of Ravan are created.
197Tō saṅgam par bāp nē śhrēṣhṭh svamān key|kī seat dī hai , usī par sthit rahō .
166When you become the Shaktis with many arms, it becomes easy.
198Smr̥iti mē̃ rahnā hī seat vā āsan hai . 199Tō sadā smr̥iti rahē ki maĩ her|har kadam mē̃ puṇya karnē vālī puṇya ātmā hū̃ .
167Simply take one step of giving co-operation and you receive multimillion steps of co-operation.
200Mahān saṅkalp , mahān bōl , mahān karma karnē vālī mahān ātmā hū̃ .
168However, you become afraid to take the first step.
201Kabhī bhī apnē kō sādhāraṇ nahī̃ samjhō . 202Kiskē ban gayē aur kyā ban gayē ?
169You forget what you are to receive, and you only remember what you have to give.
203Isī smr̥iti K|kē āsan par sadā sthit rahō .
170This is why you experience it to be difficult. 171Achcha.
204Is āsan par virājmān hōṅgē tō kabhī bhī māyā nahī̃ ā saktī . 205Himmat nahī̃ rakh saktī . 206Ātmā kā āsan svamān kā āsan hai , us par baiṭhnē vālē sahaj hī māyājīt hō jātē haĩ . 2075 . sarv sambandh ēk kē sāth jōṛkar bandhanmukt arthāt yōgyukt banō : sadā svayã kō bandhanmukt ātmā anubhav kartē hō ?
172To those who are constantly an image of co-operation, to those who constantly experience this elevated fortune through renunciation, to those who follow the Father at every step, to those who constantly consider themselves to be guests, that is, to be great souls, to the elevated souls who have such unlimited renunciation, BapDada’s love, remembrance and namaste.
208Svatantr ban gayē yā abhī kōī bandhan rah gayā hai ?
173Avyakt BapDada meeting groups:
209Bandhanmukt key|kī niśhānī hai - sadā yōgyukt ' ' . 210Yōgyukt nahī̃ tō jarūr bandhan hai .
1741. Overcome the mountain of adverse situations by taking a jump with your original stage.
211Jab bāp K|kē ban gayē tō bāp K|kē sivāē aur kyā yād āyēgā ?
175Do you constantly consider yourselves to be powerful souls?
212Sadā priya vastu yā baṛhiyā vastu yād ātī hai nā .
176A powerful soul is one who constantly challenges Maya and attains victory.
213Tō bāp sē śhrēṣhṭh vastu yā vyakti kōī hai ?
177They constantly stay in the company of the powerful Father.
214Jab buddhi mē̃ yah spaṣhṭ hō jātā hai ki bāp K|kē sivāē aur kōī bhī śhrēṣhṭh nahī̃ tō sahajyōgī ' ban jātē haĩ .
178Just as the Father is the Almighty Authority, so too, you are also master almighty authorities. 179All the powers are weapons and ornaments.
215Bandhanmukt bhī sahaj ban jātē haĩ , mēhnat nahī̃ karnī paṛtī .
180Therefore, do you consider yourselves to be souls who are holding all the ornaments?
216Sab sambandh bāp kē sāth juṛ gayē . 217Mērā-mērā sab samāpt , iskō kahā jātā hai - sarv sambandh ēk kē sāth .
181Those who are constantly powerful never fluctuate in any adverse situation. 182They are able to overcome all situations.
2186 . samīp ātmāō̃ ki niśhānī hai - samān : sadā apnē kō samīp ātmā anubhav kartē hō ?
183When flying in an aeroplane, you go over so many mountains and seas because you are flying very high.
219Samīp ātmāō̃ key|kī niśhānī hai - samān . 220Jō jiskē samīp hōtā hai , us par uskē saṅg kā raṅg svataḥ hī chaṛhtā hai .
184Therefore, with your elevated stage, you are able to overcome everything in a second. 185It is as though you have jumped over the mountains and seas.
221Tō bāp K|kē samīp arthāt bāp K|kē samān .
186You won’t experience anything to be hard work.
222Jō bāp K|kē guṇ , vah bachchō̃ K|kē guṇ , jō bāp kā karttavya vah bachchō̃ kā .
1872. Become true servers who renounce bossiness and imbibe spirituality.
223Jaisē bāp sadā viśhva-kalyāṇakārī hai aisē bachchē bhī viśhva-kalyāṇakārī .
188Do all of you kumars constantly maintain your spirituality? 189You don’t become bossy, do you?
224Tō her|har samay yah check karō ki jō bhī karma kartē haĩ , jō bhī bōl bōltē haĩ vah bāp samān haĩ .
190Youth quickly become bossy. 191They believe that they know everything and that they can do everything. 192They have the force of youth.
225Bāp sē milātē chalō aur kadam uṭhātē chalō tō samān ban jāyēṅgē .
193However, spiritual youth means those who constantly maintain their spirituality.
226Jaisē bāp sadā sampann haĩ , sarvśhaktivān haĩ vaisē hī bachchē bhī master ban jāyēṅgē .
194They are constantly humble because to the extent that you are humble, you will accordingly be constructive.
227Kisī bhī guṇ aur śhakti key|kī kamī nahī̃ rahēgī .
195Where you are constructive there will be no bossiness, but there will be spirituality.
228Sampann haĩ tō achal rahē̃gē . 229Ḍagmag nahī̃ hōgē .
196Just see how the Father comes with so much humility.
2307 . sēvā key|kī bhāg-dauṛ bhī manōrañjan kā sādhan hai : sabhī apnē kō her|har kadam mē̃ yād aur sēvā dvārā padmō̃ key|kī kamāī jamā karnē vālē padmāpadma bhāgyavān samajhtē hō ? 231Kamāī kā kitnā sahaj tarīkā milā hai ! 232Ārām sē baiṭhē baiṭhē bāp kō yād karō aur kamāī jamā kartē jāō . 233Mansā dvārā bahut kamāī kar saktē hō , lēkin bīch-bīch mē̃ jō sēvā K|kē sādhanō̃ mē̃ bhāg-dauṛ karnī paṛtī hai - yah tō ēk manōrañjan hai .
197Therefore, follow the Father.
234Vaisē bhī jīvan mē̃ change chāhtē haĩ tō yah change hō jātī hai .
198If there is the slightest bossiness in service, then that service finishes.
235Vaisē kamāī kā sādhan bahut sahaj hai , second mē̃ padma jamā hō jātē haĩ , yād kiyā aur bindī baṛh gaī . 236Tō sahaj avināśhī kamāī mē̃ busy rahō . 237Pañjāb nivāsī bachchō̃ kō yād pyār dētē huē bāpdādā bōlē : pañjāb nivāsī sēvādhārī bachchō̃ kō sēvā K|kē umaṅg utsāh kē prati sadā mubārak hō . 238Jitnī sēvā utnā bahut-bahut mēvā khānē vālē banē̃gē .
199Achcha.
239Pañjāb mē̃ vaisē hī mēvā khānē K|kē ādatī haĩ . 240Tō yahā̃ bhī jitnī sēvā karē̃gē utnā mēvā arthāt pratyakṣhaphal khānē vālē banē̃gē .
200Blessing: May you become an image of support for the world and make yourself complete by understanding the importance of this time.
241Yah tō viśhēṣh bēhad key|kī sēvā hai . 242Mēlā arthāt bāp sē milan manavānā . 243Mēlā kar rahē haĩ arthāt ātmāō̃ kō milan karānē kē nimitt ban rahē haĩ . 244Bēhad key|kī sēvā , bēhad kā umaṅg-utsāh hai .
201You are now passing through the time of earning an income for the whole cycle, of sowing the seeds of elevated actions, of recording within yourself sanskars for 5000 years, the time of world benefit and world transformation.
245Issē saphaltā bhī bēhad key|kī hōtī hai . 246Bahut achchhā umaṅg rakh sēvā kī hai aur sadā aisē umaṅg utsāh mē̃ rahtē āgē baṛhtē rahnā .
202If those who understand the knowledge of this time waste the present time or put everything off for the future, it means that their efforts are based on time.
247Bāpdādā jāntē haĩ , bahut achchhē purānē pālnā liē huē bachchē nimitt banē haĩ .
203However, souls who are images of support for the world do not depend on anything.
248Purānē bachchō̃ kā bhāgya tō ab tak śhāstra bhī gā rahē haĩ aur chaitanya mē̃ jō nayē-nayē bachchē ātē haĩ vah bhī unkā varṇan kartē haĩ .
204They step away from the iron-aged impure world on the basis of their imperishable Support and make effort to make themselves complete.
249Tō aisē padmapati bannē kā chance lēnē vālē sēvādhārī bachchō̃ kō padmaguṇā yādpyār . 250Achchhā -
205Slogan: Increase your decision-making power with the balance of karma and yoga. 206* * * O M S H A N T I* * *