सोमवार 26 अप्रैल 1982 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 26-04-82 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

0> > 26-04-82 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

1“ bāpdādā K|kē diltakhtanaśhīn bannē kā sarv kō samān adhikār ”

1An equal right for everyone to be seated on BapDada's heart-throne.

2Bāpdādā bōlē  : 3‘ ‘ āj gyān gaṅgāō̃ aur gyān sāgar kā milan mēlā hai . 4Jis mēlē mē̃ sabhī bachchē bāp sē rūhānī milan kā anubhav kartē .

2Today is the gathering of the meeting of the Ganges of knowledge and the Ocean of Knowledge in which all the children experience a spiritual meeting with the Father.

5Bāp bhī rūhānī bachchō̃ kō dēkh harṣhit hōtē haĩ aur bachchē bhī rūhānī bāp sē mil harṣhit hōtē haĩ . 6Kyōṅki kalpakalpa key|kī pahchānī huī rūhānī rūh jab apnē buddhiyōg dvārā jāntī haĩ ki ham bhī vō hī kalp pahlē vālī ātmāē̃ haĩ aur usī bāp kō phir sē pā liyā hai tō usī ānand , sukh K|kē , prēm K|kē , khuśhī K|kē jhūlē mē̃ jhūlnē kā anubhav kartī haĩ .

3The Father is pleased to see the spiritual children, and the children are pleased to meet the spiritual Father, because when the spiritual souls, who recognised the Father in the previous cycle, understand through their intellect’s yoga that they are the same souls of the previous cycle, that they have found the same Father once again, they experience themselves to be swinging in the swing of bliss, happiness, love and joy.

7Aisā anubhav kalp pahlē vālē bachchē phir sē kar rahē haĩ .

4The children of the previous cycle are experiencing this once again.

8Vō hī purānī pahchān phir sē smr̥iti mē̃ ā gaī .

5They have remembered that old recognition once again.

9Aisē smr̥iti svarūp snēhī ātmāyē̃ is snēh K|kē sāgar mē̃ samāī huī lavlīn ātmāyē̃ hī is viśhēṣh anubhav kō jān saktī haĩ .

6Such loving souls, who are embodiments of that remembrance and absorbed in the Ocean of Love, can understand this special experience.

10Snēhī ātmāyē̃ tō sabhī bachchē hō , snēh K|kē śhuddha sambandh sē yahā̃ tak pahũchē hō .

7All of you children are loving souls, and it is because of the pure relationship of love that you have come here.

11Phir bhī snēh mē̃ bhī number-vār haĩ , kōī snēh mē̃ samāī huī ātmāyē̃ haĩ aur kōī milan manānē K|kē anubhav kō yathāśhakti anubhav karnē vālē haĩ .

8Nevertheless, you are numberwise in your love. 9Some souls are merged in love and others are experiencing the meeting according to their capacity.

12Aur kōī is rūhānī milan mēlē K|kē ānand kō samajhnē vālē , samajhnē K|kē prayatna mē̃ lagē huē haĩ .

10And those who can understand the bliss of this spiritual meeting are still trying to understand it.

13Phir bhī sabhī kō kahē̃gē - ‘ snēhī ātmāyē̃ ' .

11However, all souls would be called loving souls.

14Snēh K|kē sambandh K|kē ādhār par āgē baṛhtē huē samāyē huē svarūp tak bhī pahũch jāyēṅgē .

12On the basis of a loving relationship, they will continue to move forward and reach the stage of becoming souls who are merged in love.

15Samajhnā - samāpt hō samānē kā anubhav hō hī jāyēgā - kyōṅki samānē vālī ātmāē̃ samān ātmāē̃ haĩ .

13Their trying to understand will finish and they will have the experience of being merged because souls who merge in love are souls who are equal.

16Tō samān bannā arthāt snēh mē̃ samā jānā .

14Therefore, to become equal means to be merged in love.

17Tō apnē āp kō svayã hī jān saktē hō ki kahā̃ tak bāp samān banē haĩ  ?

15So you yourself can understand to what extent you have become equal to the Father.

18Bāp kā saṅkalp kyā hai  ?

16What is the Father's thought?

19Usī saṅkalp samān mujh lavlīn ātmā kā saṅkalp hai  ?

17Is the thought of I, the soul, absorbed in love, the same as His thought?

20Aisē vāṇī , karma , sēvā , sambandh sab mē̃ bāp samān banē haĩ  ?

18Similarly, have I become equal to the Father in my words, actions, service and relationships?

21Vā abhī tak mahān antar hai vā thōṛā sā antar hai  ?

19Or is there still a great difference, or is there just a small difference?

22Antar samāpt hōnā hī - ‘ manmanābhav kā mahāmantra hai ' .

20The great mantra of manmanabhav is to finish the difference.

23Is mahāmantra kō her|har saṅkalp aur second mē̃ svarūp mē̃ lānā isī kō hī samān aur samāī huī ātmā kahā jātā hai .

21Become the form of this great mantra in your every thought at every second; this is known as being a soul who is equal and merged in Him.

24Bēhad kā bāp , bēhad kā saṅkalp rakhnē vālā hai ki sarv bachchē bāp samān banē̃ .

22The unlimited Father has the unlimited thought that all the children should become equal to the Father.

25Aisē nahī̃ ki maĩ gurū banū̃ aur yah śhiṣhya banē̃ .

23He doesn't feel that He should be the guru and others should become disciples.

26Nahī̃ , bāp samān ban bāp K|kē diltakhtanaśhīn banē̃ . 27Yahā̃ kōī gaddīnaśhīn nahī̃ bannā hai .

24No; He wants you to become equal to the Father and be seated on the Father's heart-throne.

28Vah tō ēk dō banē̃gē lēkin bēhad kā bāp bēhad K|kē diltakhtanaśhīn banātē haĩ .

25Here you don't have to become one seated on the gaddi; only one or two could become that.

29Jō sarv bachchē adhikārī ban saktē haĩ . 30Sabhī kō ēk hī jaisā golden chance hai .

26However, here the unlimited Father seats you on the unlimited heart-throne.

31Chāhē ādi mē̃ ānē vālē haĩ , chāhē madhya mē̃ vā abhī ānē vālē haĩ .

27So all the children can claim that right. 28Each and every one has the same golden chance.

32Sabhī kō pūrā adhikār hai - samān bannē kā arthāt diltakhtanaśhīn bannē kā . 33Aisē nahī̃ ki pīchhē vālē āgē nahī̃ jā saktē haĩ .

29Whether you came at the beginning, in the middle or have come now, all of you have the full right to become equal, that is, to be seated on the heart-throne.

34Kōī bhī āgē jā saktā hai - kyōṅki yah bēhad key|kī property hai .

30It isn't that those who come at the end cannot go ahead. 31Anyone can go ahead because this property is unlimited.

35Isliē aisā nahī̃ ki pahlē vālō̃ nē lē liyā tō samāpt hō gaī .

32It isn't that those who came in the beginning have taken everything and so it is all finished.

36Itnī akhuṭ property hai jō ab kē bād aur bhī lēnē chāhē̃ tō lē saktē haĩ .

33The property is so limitless that even those who come later can take some if they want.

37Lēkin adhikār lēnē vālē kē ūpar hai . 38Kyōṅki adhikār lēnē K|kē sāth-sāth adhīnatā K|kē saṅskār kō chhōṛnā paṛtā hai .

34However, everything depends on those who claim the right because, together with claiming that right, you also have to renounce the sanskars of dependence.

39Kuchh bhī nahī̃ sirph adhīnatā hai lēkin jab chhōṛnē key|kī bāt ātī hō tō apnī kamzōrī K|kē kāraṇ is bāt mē̃ rah jātē haĩ aur kahtē haĩ ki chhūṭtā nahī̃ .

35It is nothing but just dependence. 36However, when the question of renouncing it arises, then, because of your own weakness, you are stuck in this aspect and you say that your sanskars are not leaving you.

40Dōṣh saṅskārō̃ kō dētē ki saṅskār nahī̃ chhūṭtā . 41Lēkin svayã nahī̃ chhōṛtē haĩ .

37You blame your sanskars and say that the sanskars are not finishing when it is in fact, you yourselves who don't let go of them.

42Kyōṅki chaitanya śhaktiśhālī svayã ātmā hai vā saṅskār hai  ?

38Which is more powerful - the living soul or the sanskars?

43Saṅskār nē ātmā kō dhāraṇ kiyā vā ātmā nē saṅskār kō dhāraṇ kiyā  ?

39Did the sanskars adopt the soul or has the soul imbibed the sanskars?

44Ātmā key|kī chaitanya śhakti saṅskār haĩ vā saṅskār key|kī śhakti ātmā hai  ?

40Are the sanskars the living power of the soul, or is the soul the power of the sanskars?

45Jab dhāraṇ karnē vālī ātmā hai tō chhōṛnā bhī ātmā kō hai , na ki saṅskār svayã chhūṭē̃gē . 46Phir bhinn-bhinn nām dētē - saṅskār haĩ , svabhāv hai , ādat hai vā nature hai .

41Since it is the soul that imbibes those sanskars, then it is also the soul that has to renounce them; the sanskars will not renounce themselves! 42You give many names: it is my sanskars, nature, habit, nature.

47Lēkin kahnē vālī śhakti kaun see|sī|C hai  ?

43However, which power is saying this?

48Ādat bōltī hai vā ātmā bōltī hai  ?

44Is it the habit or the soul that is saying this?

49Tō mālik hai yā gulām haĩ  ?

45So, are you a master or a slave?

50Tō adhikār kō arthāt mālikpan kō dhāraṇ karnā ismē̃ bēhad kā chance hōtē huē bhī yathā śhakti lēnē vālē ban jātē haĩ .

46Although you have an unlimited chance of adopting your rights, that is, the authority of being a master, you become those who take according to your capacity.

51Kāraṇ kyā huā  ?

47What is the reason for this?

52Kahtē - mērī ādat , mērē saṅskār , mērī nature .

48You say: It is my habit, my sanskars, my nature.

53Lēkin mērā kahtē huē bhī mālikpan nahī̃ hai .

49However, even though you say that they are yours, you don't have that authority over them.

54Agar mērā hai tō svayã mālik huā nā  !

50If they are yours, then you are the master of them, are you not?

55Aisā mālik jō chāhē vah kar na sakē , parivartan kar na sakē , adhikār rakh na sakē , uskō kyā kahē̃gē  ?

51What would you call a master who is unable to do what he wants, who cannot transform himself or who cannot claim that right?

56Kyā aisī kamjōr ātmā kō adhikārī ātmā kahē̃gē  ?

52Would such a weak soul be called one who has all rights?

57Tō khulā chance hōtē bhī bāp number-vār nahī̃ dētē lēkin svayã kō number-vār banā dētē haĩ .

53You have an open chance; the Father does not give to you numberwise; it is you yourselves who make everything numberwise.

58Bāp kā diltakhta itnā bēhad kā baṛā hai jō sārē viśhva key|kī ātmāē̃ bhī samā saktī haĩ itnā virāṭ svarūp hai lēkin baiṭhnē key|kī himmat rakhnē vālē kitnē bantē haĩ  !

54The heart-throne is so large that souls of the whole world can be seated on it. 55It is of such an unlimited form, but how many are there who have the courage to sit on it?

59Kyōṅki diltakhtanaśhīn bannē kē liē dil kā saudā karnā paṛtā hai .

56In order to be seated on the heart-throne, you have to make a bargain with your heart.

60Isliē bāp kā nām ‘ dilvālā ' paṛā hai .

57This is why the Father is called Dilwala (the One who wins everyone's heart).

61Tō dil lētā bhī hai , dil dētā bhī hai .

58He gives you His heart and He also takes your heart.

62Jab saudā hōnē lagtā hai tō chaturāī bahut kartē haĩ .

59When the bargaining starts, you show your cleverness a great deal.

63Pūrā saudā nahī̃ kartē , thōṛā rakh lētē haĩ phir kyā kahtē  ?

60You don't make the full bargain; you keep a little aside, and what do you then say?

64Dhīrē-dhīrē karkē dētē jāyēṅgē .

61I will give everything gradually.

65Kiśtō̃ mē̃ saudā karnā pasand kartē haĩ .

62You prefer to bargain a small portion at a time.

66Ēk dhak sē saudā karnē vālē , ēk K|kē hōnē kāraṇ sadā ēkras rahtē haĩ . 67Aur sabmē̃ number ēk ban jātē haĩ .

63Because those who strike a bargain in one go belong to the One, they remain constant and steady and claim number one in everything.

68Bākī jō thōṛā-thōṛā karkē saudā kartē haĩ - ēk kē bajāē dō nāv mē̃ pāṅw rakhnē vālē , sadā kōī na kōī uljhan key|kī halchal mē̃ , ēkras nahī̃ ban saktē haĩ .

64Those who bargain a little at a time, those who keep their feet in two boats instead of one, are constantly in upheaval in one form of confusion or another; they cannot remain constant.

69Isliē saudā karnā hai tō second mē̃ karō .

65Therefore, if you want to make a bargain, do that in just a second!

70Dil K|kē ṭukṛē-ṭukṛē nahī̃ karō .

66Don't break your heart into pieces!

71Āj apnē sē dil haṭākar bāp sē lagāī , ēk ṭukṛā diyā arthāt ēk kiśta dī|the .

67Today, you detach your heart from yourself and attach it to the Father. 68You gave Him one piece, that is, one portion.

72Phir kal sambandhiyō̃ sē dil haṭākar bāp kō dī|the , dūsrī kiśta dī|the , dūsrā ṭukṛā diyā , issē kyā hōgā  ?

69Then, tomorrow, you detach your heart from your relations and attach that to the Father, and give a second portion of your heart, a second piece. 70What will happen by doing this?

73Bāp key|kī property K|kē adhikār K|kē bhī ṭukṛē K|kē hakdār banē̃gē .

71In terms of the Father's property, you will only claim the right to a piece of that property.

74Prāpti K|kē anubhav mē̃ sarv anubhūtiyō̃ K|kē anubhav kō pā nahī̃ sakē̃gē .

72In terms of the attainment of experience, you will not be able to experience all experiences.

75Thōṛā-thōṛā anubhav kiyā issē sadā sampann , sadā santuṣhṭ nahī̃ hōṅgē .

73By experiencing just a little, you will neither become constantly complete nor constantly content.

76Isliē kaī bachchē ab tak bhī aisē hī varṇan kartē haĩ ki jitnā , jaisā hōnā chāhiē vah itnā nahī̃ hai . 77Kōī kahtē pūrā anubhav nahī̃ hōtā , thōṛā hōtā hai .

74This is why, even now, some children say that they don't experience as much as they should. 75Some say that they don’t have a complete experience, that they only experience a little.

78Aur kōī kahtē - hōtā hai lēkin sadā nahī̃ hōtā .

76Others say that they do experience, but it is not constant.

79Kyōṅki pūrā full saudā nahī̃ kiyā tō anubhav bhī full nahī̃ hōtā hai .

77Because they haven’t made a complete (full) bargain they don't experience to the fullest extent.

80Ēk sāth saudē kā saṅkalp nahī̃ kiyā .

78It is because they haven't thought of making a bargain at once, in one go.

81Kabhīkabhī karkē kartē haĩ tō anubhav bhī kabhī-kabhī hōtā hai . 82Sadā nahī̃ hōtā .

79Because they do this a little at a time, the experience they have is also a little at a time; it is not all the time.

83Vaisē tō saudā hai kitnā śhrēṣhṭh prāpti vālā . 84Bhaṭakī huī dil dēnā aur dilārām bāp K|kē diltakhta par ārām sē adhikār pānā .

80In fact, this bargain is a bargain that gives such an elevated attainment - to give a heart that has been wandering around without a destination and claim a right to sit comfortably on the heart-throne of the Father, who is the Comforter of Hearts!

85Phir bhī saudā karnē key|kī himmat nahī̃ .

81In spite of that, there isn't the courage to strike this bargain!

86Jāntē bhī haĩ , kahtē bhī haĩ lēkin phir bhī himmathīn bhāgya pā nahī̃ saktē .

82You do understand this and you speak of it but, because you lack courage, you are unable to attain this fortune.

87Hai tō sastā saudā nā , yā muśhkil lagtā hai  ?

83It is a cheap bargain, is it not? 84Or, do you find it difficult?

88Kahnē mē̃ sab kahtē ki sastā hai .

85In terms of speaking about it, all of you say that it is a cheap bargain.

89Jab karnē lagtē haĩ tō muśhkil banā dētē haĩ .

86However, when you begin to do it, you make it difficult.

90Vāstav mē̃ tō dēnā , dēnā nahī̃ hai .

87In fact, your giving is not really giving.

91Lōhā dē karkē hīrā lēnā , tō yah dēnā huā vā lēnā huā  ?

88To give iron and receive diamonds: is this giving or receiving?

92Tō lēnē key|kī bhī himmat nahī̃ hai kyā  ?

89So don't you even have the courage to take?

93Isliē kahā ki bēhad kā bāp dētā sabkō ēk jaisā hai lēkin lēnē vālē khulā chance hōtē bhī number-vār ban jātē haĩ .

90This is why you were told that the unlimited Father gives equally to everyone, but even though they have an open chance, those who take become numberwise.

94Chance lēnē chāhō tō lē lō phir yah ulhanā bhī kōī nahī̃ sunēgā ki maĩ kar saktā thā lēkin yah kāraṇ huā .

91If you want to take a chance, then take it! 92Then no one will listen to your complaint that you were unable to do it, but that this happened!

95Pahlē ātā tō āgē chalā jātā thā .

93“If I had come in the beginning, I would have been able to go ahead!

96Yah paristhitiyā̃ nahī̃ hōtī tō āgē chalā jātā .

94If I didn't have these situations, I would have gone ahead!”

97Yah ulhanē svayã K|kē kamzōrī key|kī bātē̃ haĩ .

95These complaints are just your own weaknesses.

98Sva-sthiti kē āgē paristhiti kuchh kar nahī̃ saktī .

96In front of your original stage, external situations can do nothing.

99Vighna vināśhak ātmāō̃ kē āgē vighna purūṣhārth mē̃ rūkāvaṭ ḍāl nahī̃ saktā .

97Obstacles cannot in any way obstruct the effort of souls who are the destroyers of obstacles.

100Samay K|kē hisāb sē raphtār kā hisāb nahī̃ .

98The account of speed is not according to the account of time.

101Dō sāl vālā āgē jā saktā , dō mās vālā nahī̃ jā saktā , yah hisāb nahī̃ .

99It is not that someone who came two years ago can go ahead whereas someone who came two months ago cannot.

102Yahā̃ tō second kā saudā hai .

100Here, it is the bargain of just a second!

103Dō mās tō kitnā baṛā hai .

101Therefore, two months is such a long time!

104Lēkin jab sē āyē tab sē tīvragati hai  ?

102However, has your speed been intense from the moment you came?

105Tō sadā tīvragati vālē kaī albēlī ātmāō̃ sē āgē jā saktē haĩ .

103Those whose speed is constantly intense can go ahead of many souls who are careless.

106Isliē vartamān samay kō aur master sarvśhaktivān ātmāō̃ kō yah vardān hai - jō apnē liē chāhō jitnā āgē baṛhnā chāhō , jitnā adhikārī bannē chāhō utnā sahaj ban saktē hō kyōṅki - vardānī samay hai .

104This is why the present time and the master almighty authority souls have the blessing: Whatever you want for yourself, however much progress you wish to make, however many rights you wish to claim, you can easily do that, because this time is blessed.

107Vardānī bāp key|kī vardānī ātmāē̃ hō , samjhā - vardānī bannā hai tō abhī banō , phir vardān kā samay bhī samāpt hō jāyēgā .

105You are the souls who are blessed with blessings by the Father, the Bestower of Blessings. 106Do you understand? 107If you want to become blessed, become that now!

108Phir mēhnat sē bhī kuchh pā nahī̃ sakē̃gē .

108Later, the time of blessings will come to an end.

109Isliē jō pānā hai vah abhī pā lō .

109Then you won't be able to attain anything even by making effort.

110Jō karnā hai abhī kar lō .

110Therefore, attain whatever you want now!

111Sōchō nahī̃ lēkin jō karnā hai vah dr̥iṛh saṅkalp sē kar lō . 112Aur saphaltā pā lō .

111Do whatever you want to do now! 112Don't think, but do whatever you want to do with determination and achieve success.

113Achchhā –

113Achcha.

114Aisē sarv adhikārī , second mē̃ saudā karnē vālē arthāt jō sōchā vah kiyā - aisē sadā himmatvān śhrēṣhṭh ātmāyē̃ , sadā mālik ban parivartan key|kī śhakti dvārā kamzōriyō̃ kō miṭānē vālē , jō śhrēṣhṭh karma karnē chāhē vah karnē vālē , aisē master sarvśhaktivān , diltakhtanaśhīn , adhikārī bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 115' ' 116Teachers kē sāth - apnē kō sadā sēvādhārī samajhkar sēvā par upasthit rahtē hō nā  ?

114To those who have all rights, to those who make the bargain of a second, that is, those who do something as soon as they think of it, to such constantly courageous, elevated souls, to those who, as master, finish their weaknesses with the power of transformation, to those who perform the elevated actions that they wish to, to such master almighty authority souls, those who are seated on the heart-throne, to the children who have all rights, BapDada's love, remembrance and namaste. 115BapDada meeting teachers:

117Sēvā key|kī saphaltā kā ādhār , sēvādhārī kē liē viśhēṣh kyā hai  ? 118Jāntē hō  ?

116You constantly remain engaged in service whilst considering yourselves to be servers, do you not?

119Sēvādhārī sadā yahī chāhtē haĩ ki saphaltā hō lēkin saphal hōnē kā adhār kyā hai  ?

117What is the special basis of success of service for servers? 118A server always wants to be successful, but what is the basis of success?

120Ājkal viśhēṣh kis bāt par attention dilā rahē haĩ  ?

119What does Baba especially draw your attention to nowadays?

121 ( tyāg par ) binā tyāg aur tapasyā K|kē saphaltā nahī̃ .

120(To renunciation.) 121There cannot be success without renunciation and tapasya.

122Tō sēvādhārī arthāt tyāg mūrt aur tapasvī mūrt .

122So, to be a server means to be an embodiment of renunciation and an image of tapasya.

123Tapasyā kyā hai  ?

123What is tapasya?

124‘ ēk bāp dūsrā na kōī ' yah hai her|har samay key|kī tapasyā .

124To belong to the one Father and none other: this is the tapasya of every moment.

125Aur tyāg kaunsā hai  ?

125And what is renunciation?

126Us par tō bahut sunāyā hai lēkin sār rūp mē̃ sēvādhārī kā tyāg - jaisā samay , jaisī samasyāyē̃ hō , jaisē vyakti hō̃ vaisē svayã kō mould kar sva kalyāṇ aur aurō̃ kā kalyāṇ karnē kē liē sadā easy rahē̃ .

126Baba has spoken a lot about that but, in essence, the renunciation of a server is according to the time constantly to remain at ease (easy), with problems and people, and to mould the self for the benefit of the self and others.

127Jaisī paristhiti hō arthāt kahā̃ apnē nām kā tyāg karnā paṛē , kahā̃ saṅskārō̃ kā , kahā̃ vyarth saṅkalpō̃ kā , kahā̃ sthūl alpkāl K|kē sādhanō̃ kā … tō us paristhiti aur samay anusār apnī śhrēṣhṭh sthiti banā sakē̃ , kaisā bhī tyāg uskē liē karnā paṛē tō kar lē̃ , apnē kō mould kar lē̃ , iskō kahā jātā hai - ‘ tyāg mūrt ' .

127Whatever the situation is - for instance, sometimes you may have to renounce your name, sometimes your sanskars, sometimes your waste thoughts, sometimes temporary physical facilities, so, according to that situation and time, you should be able to make your stage elevated. 128No matter what type of renunciation you have to have, you should do that and be able to mould yourself. 129This is called being an embodiment of renunciation. 130Renunciation, tapasya and then service.

128Tyāg , tapasyā phir sēvā .

131Renunciation and tapasya are the basis of success in service.

129Tyāg aur tapasyā hī sēvā key|kī saphaltā kā ādhār hai . 130Tō aisē tyāgī jō tyāg kā bhī abhimān na āyē ki mainnē tyāg kiyā .

132Therefore, become such a renunciate that there is no pride in that renunciation, no pride that you renounced something. 133If you even have this thought then that is not renunciation.

131Agar yah saṅkalp bhī ātā tō yah bhī tyāg nahī̃ huā .

134A server is one who instantly puts into practice the directions of the seniors.

132Sēvādhārī arthāt baṛō̃ K|kē direction kō phauran amal mē̃ lānē vālē .

135If you receive any direction for helping the people, even then you should not try to prove yourself right.

133Lōk saṅgrah arth|earth kōī direction miltā hai tō bhī siddha nahī̃ karnā chāhiē ki maĩ right hū̃ .

136Even though you may be right, when you receive a direction from the seniors to help the people, you should always say, "Ha ji, (Yes indeed), Ji hazir" (I am present!)

134Bhal right hō lēkin lōkasaṅgrah arth|earth nimitt ātmāō̃ kā direction miltā hai tō sadā - ‘ jī hā̃ ' , ‘ jī hājar ' , karnā yahī sēvādhāriyō̃ key|kī viśhēṣhtā hai , yah jhuknā nahī̃ hai , nīchē hōnā nahī̃ hai lēkin phir bhī ū̃chā jānā hai .

137This is the speciality of servers. 138This is not bowing down or lowering yourself, but becoming even greater. 139Sometimes some of you think that if you do that, you will be put down and that your name will become less, that your personality will become less, but no! 140To accept means to become worthy of respect.

135Kabhī-kabhī kōī samajhtē haĩ agar mainnē kiyā tō maĩ nīchē hō jāū̃gī , mērā nām kam hō jāyēgā , mērī personality kam hō jāyēgī , lēkin nahī̃ .

141To give respect to others means to receive self-respect. 142Therefore, be such a server that you renounce even your respect and prestige. 143What would you do with temporary respect and prestige?

136Mānnā arthāt mānanīy bannā , baṛō̃ kō mān dēnā arthāt svamān lēnā .

144To be obedient means to receive respect and prestige for all time. 145So do you want to claim this eternally, or for only now?

137Tō aisē sēvādhārī hō jō apnē mān śhān kā bhī tyāg kar dō .

146A server means someone who is constantly ever-ready to renounce all of these things.

138Alpkāl kā mān aur śhān kyā karē̃gē .

147As soon as the seniors say something, do it!

139Āgyākārī bannā hī sadākāl kā mān aur śhān lēnā hai .

148Such special servers are loved by the Father and by everyone.

140Tō avināśhī lēnā hai yā abhī-abhī kā lēnā hai  ?

149To bow down means to be the bearer of the fruit of success.

141Tō sēvādhārī arthāt in sab bātō̃ K|kē tyāg mē̃ sadā ever ready .

150This bowing down is not belittling yourself, but it is to become complete with the fruit of success.

142Baṛō̃ nē kahā aur kiyā . 143Aisē viśhēṣh sēvādhārī , sarv K|kē aur bāp K|kē priya hōtē haĩ . 144Jhuknā arthāt saphaltā yā phaldāyak bannā .

151At that time, it may seem as though your name is lowered, that the other person has become greater, and that you have become smaller, that you were brought down and the other person was put higher up.

145Yah jhuknā chhōṭā bannā nahī̃ hai lēkin saphaltā K|kē phal sampann bannā hai .

152However, it is a game of just a second. 153There can be defeat in a second and there can be victory in a second.

146Us samay bhal aisē lagtā hai ki mērā nām nīchē jā rahā hai , vah baṛā ban gayā , maĩ chhōṭī ban gaī . 147Mērē kō nīchē kiyā gayā uskō ūpar kiyā gayā .

154The defeat of a second is the defeat for all time that makes you part of the moon dynasty holding a bow and arrow, whereas the victory of a second enables you to attain constant happiness which is symbolised by Krishna playing the flute.

148Lēkin hōtā second kā khēl hai . 149Second mē̃ hār hō jātī aur second mē̃ jīt hō jātī .

155There is such a great difference between one who belongs to the moon dynasty holding a bow and arrow and one who plays the flute!

150Second key|kī hār sadā key|kī hār hai jō chandravanśhī kamānadhārī banā dētī hai aur second key|kī jīt sadā key|kī khuśhī prāpt karātī jiskī niśhānī śhrīkr̥iṣhṇa kō murlī bajātē huē dikhāyā hai .

156Therefore, it is not a question of a second, but that second is the basis of all time. 157Understand this secret and constantly continue to move forward. 158You saw Father Brahma. 159Brahma Baba lowered himself so much!

151Tō kahā̃ chandravanśhī kamānadhārī aur kahā̃ murlī bajānē vālē  !

160He became such a humble server that he was even ready to massage the children's feet. 161"Children are ahead of me!

152‘ tō second key|kī bāt nahī̃ hai lēkin second kā ādhār sadā par hai ' .

162Children are cleverer than me in giving lectures!" 163He never said, "Me first!" 164The children ahead!

153Tō is rāzakō samajhtē huē sadā āgē chaltē chalō .

165The children first! 166He said the children were the seniors.

154Brahmābāp kō dēkhā - brahmā bāp nē apnē kō kitnā nīchē kiyā - itnā nirmān hōkar sēvādhārī banā jō bachchō̃ K|kē pāṅw dabānē kē liē bhī taiyār .

167So to lower yourself is not lowering yourself, but elevating yourself. 168This is known as being a true, number one worthy server. 169This is the aim of all of you, is it not? 170Many servers have emerged from Gujarat.

155Bachchē mērē sē āgē haĩ , bachchē mērē sē bhī achchhā bhāṣhaṇ kar saktē haĩ .

171However, the rivers of Gujarat are only flowing in Gujarat. 172Don't be Gujarat benefactors! 173Become world benefactors! 174Constantly remain ever-ready!

156‘ ‘ pahlē maĩ ' ' kabhī nahī̃ kahā .

175Whatever direction you receive today, say, "Ha ji!"

157Āgē bachchē , pahlē bachchē , baṛē bachchē kahā , tō svayã kō nīchē karnā nīchē hōnā nahī̃ hai , ū̃chā jānā hai .

176(Yes, indeed!) 177"What will happen? 178How will it happen?" 179Why should a trustee have to think about what will happen or how it will happen?

158Tō iskō kahā jātā hai - ‘ sachchē number one yōgya sēvādhārī ' .

180Constantly offer yourself and you will constantly remain beyond. 181You will then step away from attachment and dependence.

159Lakṣhya tō sabhī kā aisā hī hai nā  !

182Today you are here, and tomorrow you could go anywhere and you would be beyond.

160Gujarāt sē bahut sēvādhārī nikalē haĩ lēkin gujarāt key|kī nadiyā̃ gujarāt mē̃ hī bah rahī haĩ , gujarāt kalyāṇkārī nahī̃ , viśhva-kalyāṇakārī banō .

183If you think that you have to stay here, then there will be a little feeling of, "I have to do this, "I have to become this…." 184Today you are here and tomorrow you are there. 185You are a bird. 186Today you are on one branch and tomorrow on another branch.

161Sadā ever ready rahō .

187Then your stage will remain beyond.

162Āj kōī bhī direction milē - bōlō , ‘ hā̃ jī ' .

188The stage of the mind has to remain constantly beyond.

163Kyā hōgā kaisē hōgā - trustee kō kyā , kaisē kā kyā sōchnā .

189Even if you stay somewhere for 20 years, you should remain constantly ever-ready. 190Don't think, "How will it happen?"

164Apnī offer sadā karō tō sadā uparām rahē̃gē .

191This is known as being a great renunciate. 192Achcha.

165Lagāv jhukāv sē kinārā hō jāyēgā . 166Āj yahā̃ haĩ kal kahā̃ bhī chalē jāyē̃ tō uparām hō jāyēṅgē .

193Blessing: May you be a master almighty authority who experiences true liberation by finishing all bondage of dependence. 194In order to donate all powers to the world, become a truly liberated soul.

167Agar samajhtē , yahā̃ hī rahnā hai tō phir thōṛā banānā hai , bannā hai … yah rahēgā .

195The first liberation from all is of the relations of the old body, because dependence on the body binds you in many bondages against your wish.

168Āj yahā̃ kal vahā̃ .

196Dependence always brings you down.

169Pañchhī hai āj ēk ḍāl par , kal dūsrī ḍāl par tō sthiti uparām rahēgī , tō man key|kī sthiti sadā uparām chāhiē .

197It distresses you and makes you experience a dry stage. 198Such souls are unable to see any clear support. 199They neither experience sorrow, nor happiness, but are just lost in the middle of nowhere!

170Chāhē kahā̃ 20 varṣh bhī rahō lēkin svayã sadā ever ready  !

200Therefore, become a master almighty authority and become free from all bondages. 201Celebrate your day of true liberation.

171Svayã nahī̃ sōchō ki kaisē hōgā  ! 172- iskō kahā jātā hai mahātyāgī .

202Slogan: Experience the pleasure of all attainments in meeting God and become a contented soul.

173Achchhā –

203* * * O M S H A N T I* * *