रविवार 13 जून 1982 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 113-06-82 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

0> > 13-06-82 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2“ mukhya sēvādhārī ( teachers bahanō̃ ) K|kē saṅgaṭhan K|kē avyakt bāpdādā K|kē madhur mahāvākya ”

1When you remember the mantra of One, the One will be visible in each one of you. 2(Avyakt BapDada meeting teachers)

3‘ ‘ āj bachchō̃ K|kē saṅgaṭhan aur snēh , sahyōg , parivartan kā dr̥iṛh saṅkalp , is khuśhbū kō lēnē kē liē āyē haĩ .

3Today, Baba has come to the gathering of the children to take the fragrance of their love, co-operation and determination for transformation.

4Bachchō̃ key|kī khuśhī mē̃ bāpdādā key|kī khuśhī hai .

4BapDada's happiness lies in the happiness of the children.

5Sadā yah avināśhī khuśhī aur avināśhī khuśhbū bachchō̃ kē sāth rahē - aisā hī avināśhī saṅkalp kiyā hai nā  !

5You children have had the imperishable thought to have this imperishable happiness and imperishable fragrance constantly with you at all times, have you not?

6Śhurū-śhurū mē̃ ādi sthāpanā K|kē samay ēk dō kō kyā likhtē thē aur kahtē thē - vah yād hai  ?

6Do you remember what you used to write and say to one another at the beginning of establishment?

7Kyā śhabda bōltē thē  ?

7What words did you used to write?

8- ‘ ‘ priya nij ātmā ' ' .

8"Dear original soul".

9Yahī ātma-abhimānī bannē aur banānē kā sahaj sādhan rahā .

9This was the easy way to become and make others become soul conscious.

10Nām , rūp nahī̃ dēkhtē thē .

10You didn't see the name or form.

11Yād haĩ vah abhyās K|kē din  !

11Do you remember those days of your practice?

12Kitnā natural rūp rahā  ?

12That was such a natural form!

13Mēhnat karnī paṛī  ?

13Did you have to make any effort?

14Yahī ādi śhabda abhī guhya rahasya sahit practical mē̃ lāō tō svataḥ hī smr̥iti svarūp hō jāyēṅgē .

14Put into practice the words of the beginning period with their deep significance and you will automatically become an embodiment of awareness.

15‘ ‘ ēk ' ' kā mantra - ēk bāp , ēk ghar , ēk mat , ēk ras , ēk rājya , ēk dharm , ēk nām , ēk ātmā , ēk rūp .

15The mantra of one is: one Father, one home, one direction, constant (ek ras), one kingdom, one religion, one name, I am a soul, one form.

16‘ ‘ ēk ' ' kā mantra sadā yād rahē tō kyā hō jāyēgā  ?

16What will happen when you constantly remember the mantra of one?

17Sarv mē̃ ēk dikhāī dēgā .

17Others will see the One in each of you.

18Yah sahaj hai nā  !

18This is easy, is it not?

19Jab ēk hī dikhāī dēgā tō jō gīt gātē hō - mērā tō ēk bāp … yah svataḥ hī hōgā .

19When only One is visible in you all, then the song that you sing, "Mine is one Father and none other", will become automatic.

20Aisā hī saṅkalp kiyā hai nā  !

20You have had such a thought, have you not?

21Bāpdādā tō sirph nain milan karnē āyē haĩ .

21BapDada has come to meet you through the eyes.

22Bachchō̃ nē bulāyā aur bāp āyē .

22The children called and the Father came!

23Bāp nē bachchē̃ K|kē snēh kā respond diyā .

23The Father gave the children the response of their love.

24Jō kahā vah huā nā  !

24Whatever you requested has happened, has it not?

25Āp lōgō̃ nē sandēśh bhējā ki dō ghaṛī kē liē bhī āō .

25You all sent a message to Baba asking Him to come for even a few moments.

26Sabkā sandēśh tō pahũch gayā  !

26Everyone's message reached Baba.

27Āpkā saṅkalp kartē hī bāpdādā nē sun liyā .

27As soon as you had the thought, BapDada heard it.

28Vāṇī mē̃ ānē sē pahlē bāpdādā kē pās pahũch jātā hai .

28It reaches BapDada before it comes into sound.

29 ( jayanti bahan kō dēkh ) vidēśh sē ānā kyā siddh kartā hai  ?

29(Baba said to Sister Jayanti): What does returning from abroad signify?

30Dil dūr nahī̃ tō dēśh bhī dūr nahī̃ .

30When the heart is not far away, then even the land is not far away.

31Dil najdīk hai .

31The heart is close.

32Isliē yah bhī ēk dō K|kē samīp hōnē kā sabūt hai .

32That is why this is also the proof of being close to one another.

33Sadā ēk dō K|kē sāthī haĩ , yah practical svarūp dikhāyā .

33You are showing the practical form of being companions.

34Yahī murabī bachchō̃ key|kī niśhānī hai .

34This is a sign of dearly beloved children.

35Bāpdādā nimitt banē huē , sadā umaṅg utsāh baṛhānē vālī viśhēṣh ātmā kō pratyakṣha sabūt key|kī mubārak dē rahē haĩ .

35BapDada is congratulating you special instrument souls who constantly increase zeal and enthusiasm by visible proof.

36Ēk āp kō nahī̃ dēkh rahē haĩ lēkin sabhī bachchō̃ key|kī dil yahā̃ hai aur dēh vahā̃ hai .

36Baba is not only telling you, but the hearts of all the children are here.

37Aisē sarv bachchō̃ kō bhī bāpdādā saṅgaṭhan mē̃ dēkh rahē haĩ .

37Even though their bodies are there, BapDada is seeing all the children in this gathering.

38Yād tō vaisē bhī unhō̃ kō pahũch jātī hai phir bhī sabhī bachchō̃ kō dēkh snēh K|kē sūtra mē̃ bandhē huē sadā samīp rahnē vālī ātmāō̃ kō viśhēṣh yādpyār dē rahē haĩ .

38Their remembrance reached here in any case; nevertheless, Baba is giving special love and remembrance to all the children who are tied with the thread of love and who are constantly close.

39Aisē tō dēśh mē̃ sē bhī jō bachchē sākār mē̃ yahā̃ nahī̃ hai lēkin unhō̃ key|kī bhī dil yahā̃ hai .

39In the same way, the hearts of the children in this land who are not here in the physical form are also here.

40Un bachchō̃ kō bhī bāpdādā viśhēṣh yādpyār dē rahē haĩ .

40BapDada is also giving them special love and remembrance.

41Achchhā - ' '

41Achcha.

42 ( nirvair bhāī vidēśh sēvā par jānē key|kī chhuṭṭī lē rahē haĩ )

42BapDada meeting Brother Nirwair. 43This one is also going abroad.

43Yah bhī jā rahē haĩ  !

44You have become ever-ready, have you not?

44Ever ready ban gayē nā  !

45This is called sweet drama.

45Iskō kahā jātā hai mīṭhā drama . 46Tīnō̃ bindiyō̃ K|kē tilak key|kī saugāt hō gaī .

46You received the gift of the tilak of three dots from the moment you had the thought.

47Jab sē saṅkalp kiyā aur tīn bindiyō̃ kā tilak drama anusār phir sē lag gayā . 48Lagā huā hai aur phir sē lag gayā .

47And, according to the drama, the tilak of the three dots was applied. 48This tilak has already been applied and it is being applied once again.

49Yah avināśhī tilak sadā mastak par lagā huā hai nā  !

49This imperishable tilak is constantly applied to your forehead, is it not?

50Tīnō̃ hī bindī sāth-sāth haĩ .

50All three dots are together.

51Bāpdādā nē is tilak sē vatan mē̃ svāgat kar liyā , ṭhīk hai nā  !

51BapDada has already welcomed you with this tilak in the subtle region.

52Viśhēṣh kaun sē svarūp dvārā sandēśh dēnē jā rahē hō  ?

52Is that OK? 53With what form are you especially going to give the message?

53Viśhēṣh pāṭh kyā yād dilāyēṅgē  ?

54Of what lesson will you especially remind everyone?

54‘ ‘ sadā umaṅg utsāh mē̃ uṛtē chalō ' ' yahī viśhēṣh pāṭh sabhī kō anubhav dvārā paṛhānā .

55"Constantly continue to fly with zeal and enthusiasm!" 56Teach everyone this special lesson from your experience.

55Anubhav dvārā pāṭh paṛhnā yah avināśhī pāṭh hō jātā hai .

57To learn a lesson through experience becomes an imperishable lesson.

56Tō viśhēṣh navīntā yahī hō - anubhav mē̃ rah anubhav karānā .

58The special newness should be to stay in that experience and give others the same experience.

57Mukh key|kī paṛhāī tō bahut samay chalī .

59Studying through words has continued for a long time.

58Abhī sabhī kō isī paṛhāī kī āvaśhyaktā hai .

60Now everyone needs this study.

59Isī vidhi dvārā sabhī kō uṛtī kalā mē̃ lē jānā . 60Kyōṅki anubhav baṛē sē baṛī athārṭī hai .

61Take everyone into the flying stage with this method, because experience is the greatest of all authorities.

61Jiskō anubhav key|kī athārṭī hai uskō aur kōī athārṭī war|vār nahī̃ kar saktī .

62Those who have the authority of experience cannot be attacked by any other authorities.

62Māyā key|kī athārṭī chal nahī̃ saktī .

63The authority of Maya cannot work on them.

63Tō yahī vidhi viśhēṣh dhyān mē̃ rakhkar chakkar lagānā .

64Therefore, as you tour around especially keep this method in your awareness.

64Tō yah navīntā hō jāyēgī nā . 65Kyōṅki jab bhī kōī jātā hai tō tabhī sabhī yahī sōchtē haĩ ki kōī navīntā milē . 66Bōlnā aur svarūp bankar svarūp banānā , yah sāth-sāth hō .

65This will become the newness because whenever someone goes somewhere everyone there expects to receive some newness. 66Speaking and making others into embodiments whilst you yourself are an embodiment should both be happening simultaneously.

67Āpkī pasandī bhī yah hai nā  !

67This is your preference as well, is it not?

68Drama anusār abhī samay jō nūndhā huā hai vahī sēvā kē liē yōgya samjhō .

68According to the drama, you should consider the time that is fixed now to be the right time for service.

69Saṅkalp tō samāpt hō gayā nā  !

69Your other thoughts have now finished, have they not?

70Ever ready ban sab taiyāriyā̃ bhī second mē̃ hō gaī haĩ nā .

70You are ever-ready and have made all preparations in a second, have you not?

71Sthūl sādhan tō vahā̃ sab haĩ .

71All physical facilities are there.

72Banē banāyē sādhan haĩ .

72They are ready-made facilities.

73Kuchh rah gayā tō bhī kōī baṛī bāt nahī̃ .

73If something is left behind, it is not a big thing.

74Yahā̃ sē tō dō dress mē̃ bhī chalē jāō tō harjā nahī̃ .

74Even if you leave here with just two sets of clothes, it doesn't matter.

75Vahā̃ rēḍīmēḍ mil jātā hai .

75You can get them ready-made there.

76Sūkṣhma taiyārī tō hō gaī hai nā  !

76Your subtle preparations have been made, have they not?

77Sthūl taiyārī baṛī bāt nahī̃ .

77Physical preparations are not a big deal.

78Unhō̃ kō khuśhkhabarī sunānī hai .

78Give them good news. 79They don’t want destruction to take place.

79Vē|way chāhtē haĩ ki vināśh na hō . 80Is duniyā key|kī sthāpanā hī rahē .

80They think that there should just be establishment of that world.

81Vināśh sē ḍartē kyō̃ haĩ  ?

81Why are they afraid of destruction?

82Kyōṅki samajhtē haĩ hamārī yah duniyā khatm hō jāyēgī isliē ḍartē haĩ .

82It is because they think that their world would be finished that they are afraid.

83Lēkin duniyā tō aur hī naī ānē vālī hai .

83However, a new world is going to come instead.

84Unhō̃ kō yah khuśhkhabarī mil jāē tō jō āp sabkā saṅkalp hai ki hamārī yah duniyā sadā vr̥iddhi kō pātī rahē aur achchhē tē achchhē bantī jāē , yah āpkā saṅkalp viśhva K|kē rachayitā bāp kē pās pahũch gayā hai .

84They should receive this good news of your thought of your world constantly continuing to grow and becoming even better and better; and this thought has already reached the Father, the Creator of the World.

85Aur viśhva kā mālik , viśhva mē̃ śhānti sthāpanā hō - uskā kārya karā rahē haĩ .

85The Master of the World is carrying out the task of establishing peace in the world.

86Aur jō āp sab key|kī āśh hai ki ēk viśhva hō jāē , viśhva mē̃ snēh hō , pyār hō , laṛāī jhagaṛā|jhagṛā na hō , yahī āp sab ātmāō̃ key|kī āśh pūrṇ hōnē kā samay pahũch gayā hai .

86The desire that all of you have for there to be one world, where there is love, where there is no fighting, the time has now come for that desire of all of you souls to be fulfilled.

87Lēkin kis vidhi sē hōgā , us vidhi kō sirph jānō .

87However, now just understand in what way that will happen.

88Vidhi yathārth hai tō siddhi bhī hōgī .

88When the method is accurate, there will also be success.

89Siddhi tō milnī hai lēkin kis vidhi dvārā milēgī vah nahī̃ jāntē haĩ .

89There will be success, but they don’t know what method to use.

90Conference ādi tō karkē dēkhī hai , lēkin saṅkalp man sē nahī̃ nikaltā .

90You have already seen the result of conferences, but that thought doesn't leave your mind.

91Laṛāī-jhagṛē kā bīj hī khatm hō jāē tō śhastra ādi hōtē bhī use nahī̃ karnā paṛē . 92Kyōṅki nuksān kōī śhastra nahī̃ kartē , nuksān karnē vālā ‘ krōdh ' hai , nā ki śhastra , bīj krōdh hai .

91If the seed of fighting and battling were to finish, then, although weapons etc. are available, they would never have to use them, because it is not weapons that cause damage, it is anger that causes damage.

93Tō usī vidhipūrvak bīj kō hī khatm kar dē̃ tō siddhi huī paṛī hai .

92The seed is anger. 93Therefore, if the seed is finished in this way, then success is already accomplished.

94Laṛāī-jhagṛē kā bīj hī khatm hō jāē .

94The seed of fighting and battling has to finish.

95Tō sarv ātmāō̃ key|kī āśh pūrṇ hōnē kā samay ā gayā hai .

95The time for the desires of all souls to be fulfilled has now come.

96Samay sabkī buddhi kō prēr rahā hai .

96Time is inspiring everyone's intellect.

97Gupta kārya jō chal rahā hai vah kārya sabhī kō apnī taraph khīñch rahā hai lēkin vah jān nahī̃ saktē ki yah saṅkalp kyō̃ ā rahā hai  !

97The incognito task that is taking place is pulling everyone towards itself, but they don’t know why they have those thoughts.

98Banāyā bhī khud aur phir use na karē̃ yah saṅkalp kyō̃ chal rahā hai  !

98Why do they have thoughts of making those things and then not using them?

99Tō sthāpanā kā kāyar prērit kar rahā hai lēkin vah jāntē nahī̃ .

99The task of establishment is inspiring them, but they don't understand that.

100Yah āp svayã samajhtē hō ki parivartan mē̃ vināśh K|kē sivāē sthāpanā hōgī nahī̃ . 101Lēkin bhāvnā tō unhō̃ key|kī bhī vahī hai nā  !

100You yourselves can understand that in the task of transformation, establishment cannot take place without destruction taking place. 101Their desire is this too.

102Unhō̃ key|kī bhāvnā kō lēkar yah khuśhkhabarī unhō̃ kō sunāō tō vidhi yahī sunāyēṅgē ki - ‘ śhānti K|kē sāgar dvārā hī śhānti hōgī ' .

102Regard their feelings and give them this good news. 103However, the method you have to tell them is that peace can only be established by the Ocean of Peace.

103Ham sab ēk haĩ .

104We are all one.

104Yah brotherhood key|kī bhāvnā kis ādhār sē ban saktī  ? 105Jissē yah saṅkalp hī nā uṭhē , mēhnat nahī̃ karnī paṛē .

105On what basis will the feeling of brotherhood be created, so that they neither have such thoughts nor do they have to labour?

106Kabhī hathiyār use karē̃ , kabhī nahī̃ karē̃ . 107Lēkin yah saṅkalp hī samāpt hō jāē , brotherhood hō jāē , yah hai vidhi .

106Even the thoughts of whether they should use the weapons or nor should come to an end and there should be brotherhood.

108Brotherhood ā gayā tō bāp tō hai hī .

107When it becomes a brotherhood, the Father is there in any case.

109Aisē khuśhkhabarī K|kē rūp sē unhō̃ kō sunāō .

108Tell them everything in the form of good news.

110Śhānti kā pāṭh paṛhnā paṛēgā .

109They will have to learn the lesson of peace.

111Śhānti key|kī vidhi sē aśhānti khatm hōgī .

110(Peacelessness will finish with the method of peace.)

112Lēkin vah śhānti āvē kaisē  ?

111However, how can that peace come?

113Uskē liē phir ‘ mantra ' dēnā paṛē .

112A mantra has to be given for that.

114Śhānti kā pāṭh paṛhātē hō nā  !

113You teach the lesson of peace, do you not?

115Maĩ bhī śhānt , ghar bhī śhānt , bāp bhī śhānti kā sāgar , dharm bhī śhānt .

114I am peace, the home is peace, the Father is the Ocean of Peace and your religion is peace.

116Tō aisā pāṭh paṛhāō .

115Therefore teach them such a lesson.

117Śhānti hī śhānti kā pāṭh .

116The lesson of peace and only peace.

118Dō ghaṛī kē liē tō anubhav karē̃gē nā .

117They should experience this for even a few moments, should they not?

119Ēk ghaṛī bhī dead silence key|kī anubhūti hō jāē tō vah bār-bār āpkō thanks dēgē .

118When they have the experience of dead silence for even a few moments, they will thank you over and over again.

120Āpkō hī bhagvān samajhnē lag jāyēṅgē . 121Kyōṅki bahut parēśhān haĩ nā .

119Because they are very distressed they will begin to consider you to be God.

122Jitnī jyādā baṛī buddhi hai utnī baṛī parēśhānī bhī hai , aisī parēśhān ātmāō̃ kō agar jarā bhī añchalī mil jātī tō vahī unhō̃ kē liē ēk jīvan kā vardān hō jātā .

120The more intellectual they are, the more distress they have. 121When such distressed souls receive even a handful, then that will become a blessing for their life.

123Jiskō bhī chance milē vah bōltē-bōltē śhānti mē̃ lē jāē̃ .

122Whoever has a chance should take them into silence whilst speaking.

124Ēk second bhī anubhūti mē̃ unhō̃ kō lē jāē̃ tō vah bahut-bahut thanks mānē̃gē .

123Take them into that experience for even a second and they will give you many, many thanks.

125Vātāvaraṇ aisā banā dō jō sabhī aisē anubhav karē̃ jaisē kōī śhānti key|kī kiraṇ ā gaī hai .

124Create such an atmosphere that everyone experiences rays of peace to have come.

126Chāhē ēk , ādhā second hī anubhav hō kyōṅki yah tō vāyumaṇḍal dvārā hōgā nā  !

125When they experience that for even just a second or half a second, it will be through the atmosphere that they will experience it.

127Jyādā samay nahī̃ rah sakē̃gē .

126They will not be able to stay in that for a long time.

128Ēk ādhā second bhī vāyumaṇḍal aisā halkā ban jāē tō andar sē bahut śhukriyā mānē̃gē . 129Kyōṅki vichārē bahut halchal mē̃ haĩ .

127The atmosphere should become so light, for even one or half a second, that they give many thanks from within, because they are in great upheaval.

130Unhō̃ kō dēkh bāpdādā kō tō rahm ātā hai .

128BapDada feels a lot of compassion on seeing them.

131Nā rāt key|kī nīnd , na din key|kī , bhōjan bhī khānē key|kī rīti sē nahī̃ khātē .

129They can't sleep at night or during the day; they can't eat their meals as they should.

132Jaisē ki ūpar mē̃ bōjh paṛā huā hai .

130It is as though they have a burden on them.

133Kyā hōgā , kaisē hōgā  !

131"What will happen? 132How will it happen?"

134Tō aisī ātmāō̃ kō ēk jhalak bhī mil jāē tō kyā mānē̃gē  !

133If such souls receive even a glimpse, what would they consider that to be?

135Unhō̃ kē liē tō samjhō sūrya nīchē utar āyā .

134For them it would be as though the sun has come down for them.

136Ēk jhalak hī chāhiē .

135They just want one glimpse.

137Jyādā samay tō vah śhakti kō dhāraṇ bhī nahī̃ kar sakē̃gē .

136They won't even be able to imbibe that power for a long time.

138Yah tō thōṛī ghaṛī key|kī bāt hai . 139Jaisē lahar ātī aur chalī jātī hai .

137That is just a matter of a few moments, just like waves come and go.

140Itnā bhī anubhav huā tō unhō̃ kē liē tō bahut hai kyōṅki bahut parēśhān haĩ .

138If they experience even this much, that would be a lot for them because they are very distressed.

141Unhō̃ kō thōṛā tinkē kā sahārā bhī bahut hai .

139For them the support of even something as little as a straw is a lot.

142Achchhā -

140Achcha.

143Saṅkalp pūrā huā  ?

141Has your wish been fulfilled?

144Bachchō̃ key|kī khuśhī mē̃ bāp key|kī khuśhī hai .

142The Father's happiness lies in the happiness of the children.

145Saphaltā mūrt hō nā  !

143You are an embodiment of success, are you not?

146Saphaltā tō sāth hai hī .

144Success is always with you.

147Jab bāp sāth hai tō saphaltā kahā̃ jāyēgī  !

145Since the Father is with you, where else would success go?

148Jahā̃ bāp hai vahā̃ sarv siddhiyā̃ sāth haĩ .

146All success is where the Father is.

149Bindī lagānā ātā hai vā bindī par phir question ā jātā  ?

147Do you know how to apply a full-stop or is there a question mark put on top of the full-stop?

150Ājkal kī duniyā mē̃ aisā bārūd chalātē haĩ jō itnī chhōṭī bindī sē itnā baṛā sāmp ban jātā hai .

148In the world nowadays, they use such explosives that from just a tiny dot a big snake is created (long lasting effect).

151Yahā̃ bhī lagānī chāhiē bindī .

149The full-stop should also be applied here.

152Bindī mē̃ sab samā jātā hai .

150Everything becomes merged in the point.

153Agar saṅkalp key|kī tīlī lagā dētē tō phir vah sāmp hō jātā . 154Na tīlī lagāō , na sāmp banē .

151If a matchstick is applied to their thoughts, it becomes a snake.

155Bāpdādā bachchō̃ kā yah khēl dēkhtā rahtā hai .

152Don't use a matchstick and it won't become a snake!

156Jō hōtā , sab mē̃ kalyāṇ bharā huā hai .

153BapDada continues to watch the games of the children.

157Aisā kyō̃ vā kyā  ? 158Nahī̃ .

154Benefit is merged in whatever happens.

159Jō kuchh anubhav karnā thā vah kiyā .

155There are no questions of "Why?" or "What?"

160Parivartan kiyā aur āgē baṛhō . 161Yah hai bindī lagānā .

156You have experienced whatever you had to experience.

162Sabhī vidēśhiyō̃ kō bhī yah khēl batānā .

157You have transformed yourself, so now move forward!

163Unhō̃ kō aisī bātē̃ achchhī lagtī hai .

158This is what it means to apply a full-stop.

164 ( pūnā key|kī haradēvī , vidēśh jānē key|kī chhuṭṭī lē rahī thī )

159Show all the people abroad this game. 160They like such things!

165Viśhēṣh vidhi kyā rahēgī  ? 166Pālnā lī hai , vahī pālnā sabhī key|kī karnā .

161(Dadiji and Dadi Chandermani are sitting next to Baba): This is the beauty of the procession.

167Pyār aur śhānti in dō bātō̃ dvārā sabkī pālnā karnā .

162This is the special decoration of BapDada.

168Pyār sabkō chāhiē aur śhānti sabkō chāhiē .

163In front of all of you, who is the decoration of the family?

169Yah dō saugātē̃ sabkē liē lē jānā .

164It is these Dadis, is it not?

170Sirph pyār sē dr̥iṣhṭi dī|the aur dō bōl bōlē - vah svataḥ hī samīp hī samīp ātē jāyēṅgē .

165What thought do all of you especially have in your mind for these special souls? 166That they may live for ever.

171Jaisē pālnā lī hai , pālnā key|kī anubhavīmūrt tō bahut hō nā  ?

167They constantly continue to give all of you co-operation by becoming immortal.

172Tō vahī pālnā kā anubhav aurō̃ kō karānā . 173Topic par bhāṣhaṇ bhal nahī̃ karnā lēkin sabsē ṭāp key|kī chīj hai - ‘ pyār aur śhānti key|kī anubhūti ' .

168Even when something happens to only one Dadi, everyone has thoughts about that. 169This is an instrument canopy of protection in a physical way.

174Tō yah ṭāp key|kī chījē̃ dē dēnā jō her|har ātmā anubhav karē̃ ki aisā pyār tō hamkō kabhī milā nahī̃ , kabhī dēkhā hī nahī̃ .

170In fact, you have the Father's canopy of protection, but these experienced souls are instruments as master canopies of protection.

175Pyār aisī chīj hai jō pyār K|kē anubhav kē pīchhē svataḥ hī khiñchtē haĩ . 176Bahut achchhā hai .

171When the sun is hot or it rains, you go under a canopy. 172What do all of you do when you have a problem?

177Ādi mahāvīr jā rahē haĩ .

173You go to them physically.

178Satī aur kunja bhī gaī haĩ nā . 179Pālnā K|kē svarūp jā rahē haĩ , bahut achchhā hai .

174You have a heart-to-heart conversation with the Father, but you still write a letter to Madhuban, do you not?

180Inhō̃ dvārā sākār sē sahaj sambandh juṭ jāyēgā . 181Kyōṅki inhō̃ key|kī rag-rag mē̃ bāp key|kī pālnā samāī huī hai .

175You must have seen how, when people go on excursions, every now and then they put up a canopy and have entertainment programmes.

182Tō calatēphiratē vahī dikhāī dēgā jō andar samāyā huā hōgā .

176It is the same here. 177There are umbrellas everywhere.

183Āp dvārā bāp K|kē pālnā key|kī anubhūti hōgī . 184Bhal khuśhī sē jāō .

178When there is a programme, entertainment is also provided.

185Bāpdādā bhī khuśh haĩ bachchō̃ K|kē jānē mē̃ .

179In Madhuban, you laugh, dance and sing.

186Kyōṅki ghūmnē phirnē vālē tō haĩ nahī̃ . 187Yagya K|kē haḍḍī sēvādhārī haĩ .

180Therefore BapDada is also pleased to see the children enjoying themselves.

188Unhō̃ K|kē ēk - ēk kadam mē̃ sēvā hōgī .

181This love attracts everyone towards the Father.

189Isliē bāpdādā bhī khuśh haĩ bachchō̃ K|kē cakravartā bannē mē̃ ( chandramaṇi aur dādī jī bābā kē pās mē̃ baiṭhī haĩ ) 190Yah tō bārāt key|kī śhān haĩ .

182Just as they are instruments, in the same way, all of you should consider yourselves to be the canopy of your place. 183Whomsoever you are instruments for should receive a means of safety.

191Bāpdādā kā viśhēṣh śhrr̥iṅgār yah haĩ .

184They shouldn't be dependent, but do give them support.

192Āp sabhī kē āgē parivār K|kē śhrr̥iṅgār kaun haĩ  ?

185To give support and co-operation as an instrument is different.

193Yahī ( dādiyā̃ ) haĩ nā . 194Āj sabkē man mē̃ in viśhēṣh ātmāō̃ prati sadā kyā saṅkalp rahtā ki yah sadā jītī rahē̃ .

186However, don't give them support as a bestower of support. 187There is a difference between giving support as an instrument and giving it as a bestower of support.

195Yah sab āp lōgō̃ kō amar bhav kā sahyōg dētī rahtī . 196Ēk dādī kō bhī kuchh hōtā hai tō sabkā saṅkalp chaltā hai nā  !

188Even if you don't consider yourself to be a support, and yet the other one considers you to be his or her support, then both names would be mentioned, would they not?

197Yah sthūl mē̃ nimitt chhatrachhāyā haĩ . 198Vaisē tō bāp key|kī chhatrachhāyā hai lēkin nimitt yah anubhavī ātmāē̃ master chhatrachhāyā haĩ .

189If you give support in the right way by considering it to be service and as an instrument, then that giving support increases their zeal and enthusiasm, and there won't be a report.

199Kabhī dhūp athavā kabhī bāriśh ātī hai tō chhatrachhāyā mē̃ chalē jātē haĩ nā . 200Āp lōg kē pās bhī kōī problem ātī hai tō kyā kartē hō  ?

190However, when others begin to feel that you are their everything or that you are their only support, that is known as giving support by becoming a bestower of support.

201Sākār mē̃ inhō̃ kē pās ānā paṛtā hai . 202Bāp sē tō rūh-rūhān karē̃gē lēkin patra tō madhuban mē̃ likhē̃gē nā  !

191To consider it to be service and to give the co-operation of support as an instrument is a different matter.

203Jaisē vahā̃ dēkhā hai nā jahā̃ ēksakaraśan karnē jātē haĩ tō bīch-bīch mē̃ chatarī lagā dētē haĩ phir unkē bīch manōrañjan programme kartē haĩ .

192Therefore, who are all of you? 193At the end, all the actors will come onto the stage together, whether they are servers through their body or through other different bodies.

204Yah bhī aisē haĩ . 205Chatariyā̃ jahā̃-tahā̃ lagī huī hai . 206Jab kuchh hōtā tō manōrañjan bhī kartē haĩ .

194For all actors to come onto the stage together means for there to be cries of victory and completion to take place.

207Madhuban mē̃ hanstē , nāchtē , gātē hō nā . 208Tō bāpdādā kō bhī khuśhī hōtī hai .

195Their part is to co-operate in the task of establishment in an incognito way.

209Bachchē manōrañjan manā rahē haĩ .

196You are in the visible form.

210Yahī snēh sabhī kō bāp K|kē snēh taraph ākarṣhit kartā hai .

197They are playing their part in establishment in an incognito way.

211Jaisē yah nimitt banī huī haĩ aisē hī āp bhī apnē kō her|har sthān key|kī chatarī samjhō .

198It won't be revealed now because the time for the curtain to be opened will be when everyone is ever-ready and complete.

212Jinkē nimitt bantē hō unhō̃ kō safety kā sādhan mil jāē .

199When the curtain is opened, completion will take place.

213Jhukāv nahī̃ hō lēkin sahārā dō .

200Are all of you ready in this way?

214Nimitt bankar sahārā , sahyōg dēnā dūsrī bāt hai lēkin sahārē dātā bankar sahārā nahī̃ dō .

201Are the curtains ready to be opened? 202Is the rosary of heir-quality souls ready?

215Nimitt ban sahārā dēnā aur sahārē dātā ban sahārā dēnā , ismē̃ antar hō jātā hai . 216Agar āp nahī̃ samajhtē hō ki maĩ sahārā hū̃ parantu dūsrā āpkō samajhtā hai tō bhī nām tō dōnō̃ kā hōgā nā  ! 217Sēvā samajh karkē nimitt ban umaṅg-utsāh baṛhānē kā sahārā dēnā , is vidhi pūrvak sahārā dē tō kabhī bhī report nahī̃ nikalē . 218Sab kuchh unkō hī samajhnē lag jātē ki yah mērā sahārā hai , iskō kahā jātā hai - sahārā dātā ban sahārā diyā .

203The 108 are very close to completion.

219Lēkin sēvā samajh nimitt ban sahyōg kā sahārā dēnā vah dūsrī bāt hai .

204You now have to become completely perfect. 205Even in terms of time you are close to perfection.

220Āp sab kaun hō  ?

206Do you think so?

221Ant mē̃ sab pārṭdhārī ikaṭṭhē stage par āyēṅgē .

207What is the sign of that? 208What is the speciality of the rosary?

222Chāhē is śharīr dvārā sēvādhārī , chāhē bhinn-bhinn śharīr dvārā sēvādhārī .

209What special sign is visible when the rosary is complete? 210All the beads are joined together one by one.

223Sab ikaṭṭhē pārṭdhārī stage par ānā arthāt jayjaykār hō samāpti hōnā kyōṅki unhō̃ kā hai hī gupta rūp mē̃ sthāpanā K|kē sahyōgī kā part .

211This is the sign of a rosary. 212The speciality of your rosary is to be close to one another in your sanskars. 213The beads should be together, next to each other.

224Āp pratyakṣha rūp mē̃ hō .

214Is that preparation made?

225Vah gupta rūp mē̃ apnā sthāpanā kā part bajā rahē haĩ , abhī pratyakṣha nahī̃ hōṅgē kyōṅki pardā uṭhnē kā samay tab āyē jab sab ever ready hō jāē̃ .

215Whichever bead you see, even if it is the 108th bead, it is still together with the rest. 216Are you together in this way?

226Sampann hō jāē̃ . 227Pardā uṭhā phir tō samāpti hōgī nā .

217Everyone should feel that all of you beads are threaded in the rosary.

228Aisē sab taiyār haĩ  ? 229Pardā uṭhnē key|kī taiyārī hai  ? 230Abhī vāris quality key|kī mālā taiyār huī hai  ?

218Don't question how you can all come close to one another when you all have various sanskaras.

231108 bhī sampannatā K|kē kāphī samīp hō̃ , bilkul sampann hō jāē̃ .

219No. 220Even whilst having a variety of sanskars, you should be seen to be close.

232Samay K|kē hisāb sē bhī sampūrṇtā K|kē najdīk hō̃ . 233Aisē samajhtē hō  ?

221The numbers are being created on the basis of variety, but the beads are still close to one another.

234Uskī niśhānī kyā hōgī  ? 235Mālā key|kī viśhēṣhtā kyā hōgī  ?

222A rosary cannot be created unless the beads are touching one another.

236Mālā taiyār hai uskī viśhēṣh niśhānī kyā dikhāī dēgī  ?

223If even one bead comes out of a rosary, it would be a broken rosary.

237Ēk kē sāth ēk dānā milā huā hai . 238Yah mālā key|kī niśhānī hai .

224It would not be a rosary that is worthy of worship.

239Mālā key|kī viśhēṣhtā hai - ēk dō K|kē saṅskārō̃ K|kē samīp . 240Dānē sē dānā milā huā .

225If the beads are apart from each other, it would be said that this rosary is not worthy of worship.

241Vah taiyārī hai  ? 242Jiskō bhī dēkhē̃ , chāhē 108 vā̃ number hō lēkin dānā milā huā , tō vah bhī hai nā  !

226If even the 108th bead is a little distant, it would be said that the rosary isn’t yet ready.

243Aisē juṛē huē haĩ .

227Achcha.

244Sabhī kō yah mahsūstā āvē ki yah tō mālā K|kē samān pirōyē huē maṇakē haĩ .

228Blessing: May you be completely pure and realise your original and eternal real form.

245Aisē nahī̃ - saṅskār sabkē variety haĩ tō najdīk kaisē hōṅgē  ?

229The original and eternal form of the soul is purity.

246Nahī̃ . 247Variety saṅskār hōtē bhī samīp dikhāī dē̃ .

230Impurity is artificial; it is a gift of shudras.

248Variety K|kē ādhār par number hō gayē lēkin dānē tō najdīk haĩ nā - ēk dō K|kē . 249Jab tak ēk dūsrē sē na milē̃ tab tak mālā ban nahī̃ saktī .

231Brahmins cannot use the things of shudras. 232Therefore, simply have the thought that, in your real original and eternal form, you are a pure soul.

250Ēk bhī dānā nikal jāē tō mālā khaṇḍit hō jāē .

233Whomsoever you see, see their real form.

251Pūjya mālā nahī̃ kahī jāyēgī . 252Dūr bhī rah jāē tō bhī kahē̃gē yah pūjyanīy mālā nahī̃ .

234Realise the real form and you will become completely pure and claim a right to a first-class air-conditioned ticket.

253108 vā̃ number bhī agar thōṛā dūr hai tō mālā ready nahī̃ hō saktī . 254Achchhā -

235Slogan: When you fill your apron with God’s blessings, Maya cannot even come close to you!

255Bāpdādā nē sabhī bachchō̃ prati yādpyār tape mē̃ bharī - 256Sarv lagan mē̃ magan rahnē vālē bachchō̃ kō yādpyār kē sāth bāpdādā sabhī bachchō̃ K|kē umaṅg utsāh dēkh sadā harṣhit hōtē haĩ . 257Sabhī K|kē yādpyār aur purūṣhārth K|kē umaṅg-utsāh K|kē aur vighna vināśhak bannē K|kē patra bāpdādā kē pās āyē haĩ aur bāpdādā sabhī vighna vināśhak bachchō̃ kō yādpyār dē rahē haĩ aur sadā hī māyājīt , sadā hī master sarvśhaktivān key|kī smr̥iti key|kī seat par sthit hō double light ban uṛtē aur uṛātē chalō . 258Tō chārō̃ ōr K|kē , sirph vidēśhī nahī̃ lēkin sab dil takhtnaśhīn bachchō̃ kō dilārām bāp key|kī taraph sē bahut-bahut yād … ōm śhānti .

236* * * O M S H A N T I* * *