सोमवार 21 फ़रवरी 1983 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 121-02-83 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

0> > 21-02-83 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Śhānti key|kī śhakti

1The Power of Silence

3Viśhva parivartan tathā viśhva kalyāṇ kē nimitt banānē vālē kalyāṇkārī śhiv bābā bōlē  :

2Today, at amrit vela, BapDada went on a tour to see all His children everywhere.

4Āj bāp dādā amr̥itvēlē chārō̃ ōr bachchō̃ kē pās chakkar lagānē gayē . 5Chakkar lagātē huē bāp dādā āj apnī śhakti sēnā vā pāṇḍav sēnā , sabhī key|kī taiyārī dēkh rahē thē ki kahā̃ tak sēnā śhaktiśhālī śhastradhārī ever ready huī hai .

3Whilst on the tour, BapDada looked at the preparations made by the Shakti and Pandav Armies to see to what extent the armies have become ever-ready and powerful with all the weapons.

6Samay kā intjār hai vā svayã sadā hī sampann rahnē kā intajām karnē vālī hai .

4Are you waiting for time or are you making preparations to keep yourselves constantly complete?

7Tō āj bāpdādā sēnāpati K|kē rūp mē̃ sēnā kō dēkhnē gayē .

5Therefore, today, BapDada, the Army General, went to see the armies.

8Viśhēṣh bāt , science key|kī śhakti par silence K|kē śhakti key|kī vijay hai .

6The main thing is: Is the power of silence victorious over the power of science?

9Tō silence key|kī śhakti saṅgaṭhit rūp mē̃ aur vyaktigat rūp mē̃ kahā̃ tak prāpt kar lī hai  ? 10Vah dēkh rahē thē .

7Baba was seeing to what extent you have attained the power of silence both collectively and individually.

11Science key|kī śhakti dvārā pratyakṣha phal rūp mē̃ sva-parivartan vāyumaṇḍalaparivarta na , vr̥tti-parivartan , sãskār-parivartan kahā̃ tak kar saktē haĩ vā kiyā hai tō āj sēnā K|kē harēk sainik key|kī silence K|kē śhakti key|kī prayōgśhālā check key|kī ki kahā̃ tak prayōg kar saktē haĩ .

8With the practical fruit of the power of science, to what extent are you able to or have already transformed yourself, the atmosphere, your attitude and sanskars? 9Today, Baba checked the power of silence in the laboratory of all you soldiers in the armies, to see how much you are able to experiment.

12Smr̥iti mē̃ rahnā , varṇan karnā vah bhī āvaśhyak hai lēkin vartamān samay K|kē pramāṇ sarv ātmāyē̃ pratyakṣhaphal dēkhnā chāhtī haĩ .

10It is necessary to maintain self-awareness and also to speak knowledge, but, according to the present time, all souls want to see visible fruit.

13Pratyakṣha phal arthāt practical proof dēkhnē chāhtī haĩ .

11They want to see visible fruit, which means the practical proof.

14Tō tan kē ūpar silence key|kī śhakti kā prayōg kartē haĩ .

12Therefore, you experiment on your body using the power of silence.

15Aisē hī man kē ūpar , karma kē ūpar , sambandh samparka mē̃ ānē sē sambandh samparka mē̃ kyā prayōg hōtā hai , kitnī parajēnṭēj mē̃ hōtā hai  ? 16- yah viśhva key|kī ātmāyē̃ bhī dēkhnē chāhtī haĩ .

13In the same way, souls of the world want to see to what percentage you are able to experiment with the mind, with actions, with relations and contacts.

17Harēk brāhmaṇ ātmā bhī sva mē̃ pratyakṣha proof K|kē rūp mē̃ sadā viśhēṣh sē viśhēṣh anubhav karnē chāhtī hai .

14All Brahmin souls want to experience themselves to be the most special of all special souls in the form of visible proof.

18Result mē̃ silence key|kī śhakti kā jitnā mahatva hai , utnā usē vidhi pūrvak prayōg mē̃ lānē mē̃ abhī cum|kam hai .

15The result, according to the importance of the power of silence, is that there is less systematic experimentation with this power.

19Chāhnā bahut hai , knowledge bhī hai lēkin prayōg kartē huē āgē baṛhtē chalō .

16There is a great desire, there is also that knowledge, but you must now continue to move forward by experimenting.

20Silence śhakti key|kī prāpti key|kī mahīntā anubhav kartē , sva prati vā anya prati kārya mē̃ lagānā , usmē̃ abhī aur viśhēṣh attention chāhiē .

17Whilst experiencing the refined attainment of the power of silence, and using it for yourself and others, you now have to pay more attention to this.

21Viśhva key|kī ātmāō̃ vā sambandh , samparka mē̃ ānē vālī ātmāō̃ kō mahsūs hō ki śhānti key|kī kiraṇē̃ in viśhēṣh ātmā vā viśhēṣh ātmāō̃ dvārā mil rahī hai .

18Souls of the world and souls who come into contact and relationship with you have to realise that they are receiving rays of peace from this special soul or special souls.

22Harēk sē chaltā phirtā ‘ ‘ śhānti yagya kuṇḍ ’ ’ kā anubhav hō .

19All of you should give the experience of being a mobile sacred place of peace (shantikund).

23Jaisē āpkī rachnā mē̃ chhōṭā-sā firefly dūr sē hī apnī rōśhnī kā anubhav karātā hai . 24Dūr sē hī dēkhtē sab kahē̃gē yah firefly ā rahā hai , jā rahā hai .

20Your creation, a tiny firefly, is able to give the experience of light from a distance, so that anyone who sees it, even from a distance, would say that it is a firefly coming and going.

25Aisē is buddhi dvārā anubhav karē̃ ki yah śhānti kā avatār śhānti dēnē ā gayā hai .

21In the same way, their intellect should experience that an incarnation of peace has come to give them peace.

26Chārō̃ ōr key|kī aśhānt ātmāyē̃ , śhānti key|kī kiraṇō̃ K|kē ādhār par śhānti kuṇḍ key|kī taraph khiñchī huī āvē̃ .

22All the peaceless souls everywhere should be drawn to the sacred place of peace on the basis of the rays of peace.

27Jaisē pyāsā pānī key|kī taraph svataḥ hī khiñchtā huā jātā hai . 28Aisē āp śhānti K|kē avatār ātmāō̃ key|kī taraph khiñchē huē āvē̃ .

23Just as a thirsty person is automatically drawn to water, in the same way, souls should be drawn to you souls who are incarnations of peace.

29Isī śhānti key|kī śhakti kā abhī aur adhik prayōg karō .

24Now experiment with this power of silence even more.

30Śhānti key|kī śhakti wireless sē bhī tēj āpkā saṅkalp kisī bhī ātmā prati pahuñchā saktī hai .

25The power of silence can enable your thoughts to reach other souls even faster than a wireless.

31Jaisē science key|kī śhakti parivartan bhī kar lētī , vr̥iddhi bhī kar lētī hai , vināśh bhī kar lētī , rachnā bhī kar lētī , hāhākār bhī machā dētī aur ārām bhī dē dētī .

26The power of science is able to bring about transformation, growth, destruction, creation, upheaval and also give comfort. 27However, the special tool for the power of silence is pure thought.

32Lēkin silence key|kī śhakti kā viśhēṣh yantra hai - ‘ ‘ śhubh saṅkalp ’ ’ , is saṅkalp K|kē yantra dvārā jō chāhō vah siddhi svarūp mē̃ dēkh saktē hō .

28With the tool of thought, you are able to see the successful form of whatever you want. 29First of all, experiment with this on yourself.

33Pahlē sva kē prati prayōg karkē dēkhō .

30Experiment with any illness of the body.

34Tan key|kī vyādhi kē ūpar prayōg karkē dēkhō tō śhānti key|kī śhakti dvārā karma bandhan kā rūp , mīṭhē sambandh K|kē rūp mē̃ badal jāyēgā .

31Then, with the power of silence, any form of karmic bondage will be experienced in the form of a sweet relationship.

35Bandhan sadā kaṛavā lagtā hai , sambandh mīṭhā lagtā hai .

32Bondage is always bitter, whereas a relationship is sweet.

36Yah karmabhōg - karma kā kaṛā bandhan silence key|kī śhakti sē pānī key|kī lakīr misal anubhav hōgā .

33With the power of silence, this suffering of karma, the bitter bondage of karma, will be experienced as a line drawn on water.

37Bhōgnē vālā nahī̃ , bhōgnā bhōg rahī hū̃ - yah nahī̃ lēkin sākṣhī dr̥iṣhṭā hō is hisāb kitāb kā dr̥iśhya bhī dēkhtē rahē̃gē .

34There won’t be any feeling of being one who is suffering, of being one who is going through that suffering, but you will continue to see that scene of karmic accounts as a detached observer.

38Isliē tan K|kē sāth-sāth man key|kī kamzōrī , double bīmārī hōnē K|kē kāraṇ jō kaṛē bhōg K|kē rūp mē̃ dikhāī dētā hai vah ati nyārā aur bāp kā pyārā hōnē K|kē kāraṇ double śhakti anubhav hōnē sē karmabhōg K|kē hisāb key|kī śhakti kē ūpar vah double śhakti vijay prāpt kar lēgī .

35It is because of the double illness - that of the body together with the weakness of the mind - that it becomes visible as a very severe form of suffering. 36However, experience double power by becoming totally detached and loving to the Father. 37Then, this double power will enable you to be victorious over the power of any karmic account.

39Bīmārī chāhē kitnī bhī baṛī hō lēkin duḥkh vā dard kā anubhav nahī̃ karē̃gē .

38No matter how severe the illness is, there won’t be any experience of pain or suffering.

40Jiskō dūsrī bhāṣhā mē̃ āp kahtē hōki ‘ sūlī sē kāṇṭē K|kē samān ’ anubhav hōgā .

39You refer to this in other words as experiencing a crucifix to be a thorn.

41Aisē time mē̃ prayōg karkē dēkhō .

40Experiment in this way at such a time and see for yourself!

42Kaī bachchē kartē bhī haĩ .

41Some children do do this.

43Isī prakār sē tan par , man par , saṅskār par anubhav kartē jāō aur āgē baṛhtē jāō .

42Continue to experience this with your body, mind and sanskars and continue to move forward. 43Research in this way.

44Yah research karō . 45Ismē̃ ēk dō kō nahī̃ dēkhō .

44Don’t look at one another and ask: “What is this one doing?”

46Yah kyā kartē , isnē kahā̃ kiyā hai . 47Purānē kartē vā nahī̃ kartē , baṛē nahī̃ kartē , chhōṭē kartē , yah nahī̃ dēkhō .

45“What did this one do?” 46Don’t look at whether the older ones are doing it or not, that the older ones are not doing it but the younger ones are doing it.

48Pahlē maĩ is anubhav mē̃ āgē ā jāū̃ kyōṅki yah apnē āntarik purūṣhārth key|kī bāt hai .

47Don’t look at any of that. 48Go ahead in the experience of “I first” because this is a matter of your own internal effort.

49Jab aisē vyaktigat rūp mē̃ isī prayōg mē̃ lag jāyēṅgē . 50Vr̥iddhi kō pātē rahē̃gē tab ēk-ēk K|kē śhānti key|kī śhakti kā saṅgaṭhit rūp mē̃ viśhva K|kē sāmnē prabhāv paṛēgā .

49When you engage yourself in experimenting in this way by yourself and continue to move forward, then the combined power of silence of each one will create an impact on the world.

51Abhī first step viśhva śhānti key|kī conference kar nimantraṇ diyā lēkin śhānti key|kī śhakti kā puñj jab sarv K|kē saṅgaṭhit rūp mē̃ prakhyāt hōgā tō āpkō nimantraṇ āyēṅgē ki hē śhakti , śhānti K|kē avatār is aśhānti K|kē sthān par ākar śhānti dō .

50You have now taken the first step and given an invitation for the World Peace Conference. 51However, only when the treasure of the power of silence is revealed collectively will you receive invitations: Oh incarnation of peace and incarnation of power, come to this place of peacelessness and give peace!

52Jaisē sēvā mē̃ abhī bhī jahā̃ aśhānti kā maukā ( mr̥ityu ) hōtā hai tō āp lōgō̃ kō bulātē haĩ ki āō ākar śhānti dō .

52Nowadays, in service, whenever there is an occasion of peacelessness (on someone’s death), people invite you to come and give peace.

53Aur yah dhīrē - dhīrē prasiddh bhī hōtā jā rahā hai ki brahmākumāriyā̃ hī śhānti dē saktī haĩ .

53It is gradually becoming more and more well-known that the Brahma Kumaris can give peace.

54Aisē her|har aśhānti K|kē kārya mē̃ āp lōgō̃ kō nimantraṇ āyēṅgē .

54In this way, you will receive invitations for every situation of peacelessness.

55Jaisē bīmārī K|kē samay sivāē doctor K|kē kōī yād nahī̃ ātā aisē aśhānti K|kē kōī bhī bātō̃ mē̃ sivāē āp śānti-avatārō̃ K|kē aur kōī dikhāī nahī̃ dēgā .

55Just as during illness you don’t remember anyone but your doctor, so too, no one, except you incarnations of peace, will be visible in any type of situation of peacelessness.

56Tō abhī śhakti sēnā , pāṇḍav sēnā , viśhēṣh śhānti key|kī śhakti kā prayōg karō .

56Therefore, now, the Shakti Army and the Pandav Army, should especially experiment with the power of silence.

57Prayōg karkē dikhāō .

57Experiment with it and demonstrate it to others.

58Śhānti key|kī śhakti kā kēndra pratyakṣha karō .

58Reveal the centre (focal point) of the power of silence.

59Samjhā kyā karnā hai  ?

59Do you understand what you have to do?

60Ājkal tō double vidēśhī bachchō̃ kē nimitt , sabhī bachchō̃ kō bhī khazānā miltā rahtā hai .

60Nowadays, in the name of the double-foreign children, even all the other children continue to receive treasures.

61Jahā̃ sē bhī jō sabhī bachchē āyē haĩ , bāp dādā sabhī taraph K|kē bachchō̃ key|kī lagan kō dēkh khuśh hōtē haĩ .

61Wherever all of you children have come from, BapDada is pleased to see the deep love of all the children everywhere.

62Pā̃cō hī khaṇḍō̃ K|kē bhinn-bhinn dēśh sē āyē huē bachchō̃ kō bāpdādā dēkh rahē haĩ .

62BapDada is seeing all the children that have come from all the different countries of all five continents.

63Sabhī nē kamāl kī hai .

63All of you have performed wonders.

64Jō sabhī nē lakṣhya rakhā thā usī pramāṇ practical purūṣhārth kā rūp bhī lāyā hai .

64You have all brought about the practical form of the effort that you aimed for.

65Vidēśh sē total kitnē V|we . I|āī|eye . pī|P . āyē haĩ  ?

65How many VIPs came from abroad in total?

66 ( 75 ) aur bhārat K|kē kitnē V|we . I|āī|eye . pī|P . āyē thē  ?

66(75). 67And, how many VIPs came from Bharat?

67 ( 700 ) bhārat key|kī viśhēṣhtā akhbār vālō̃ key|kī achchhī rahī .

68(700) Bharat had a very good speciality in the form of journalists.

68Aur vidēśh sē 75 bhī āyē , yah kōī cum|kam nahī̃ .

69And, 75 coming from abroad is not a small thing!

69Bahut āyē .

70Many came.

70Dūsrē varṣh phir bahut āyēṅgē .

71Next year, many more will come.

71Abhī gate|get tō khul gayā nā , ānē kā .

72The gate for coming has now opened.

72Pahlē tō vidēśh key|kī teachers kahtī thī̃ V|we . I|āī|eye . pī|P . kō lānā baṛā muśhkil hai . 73Aisā tō kōī dikhāī nahī̃ dētā .

73Earlier, the teachers from abroad used to say that it was very difficult to bring VIPs from abroad; that no such people were visible.

74Ab tō dikhāī diyā nā .

74Now you have seen them.

75Bhalē vighna paṛē , yah tō brāhmaṇō̃ K|kē kāryō̃ mē̃ vighna na paṛē tō lagan bhī lag na sakē .

75Let there be obstacles! 76If there were no obstacles (vighan) in the task of Brahmins, there couldn’t be that fire of love (lagan).

76Nahī̃ tō albēlē hō jāyē̃ .

77Otherwise, you would become careless.

77Isliē drama anusār lagan baṛhānē kē liē vighna paṛtē haĩ .

78This is why, according to the drama, obstacles come to increase your love.

78Abhī ēk ēk dvārā āvāz sunkar phir anēkō̃ mē̃ umaṅg āyēgā .

79Many will now receive that enthusiasm when they hear the sound from each one individually.

79Bachchō̃ nē achchhī kamāl kī hai .

80Children have performed very good wonders.

80Service mē sabūt achchhā dikhāyā hai .

81You have shown very good proof of service.

81Sēvā kā chance dilānē kē nimitt tō ban gayē nā .

82You have become instruments to give them a chance for service.

82Ēk dvārā sahaj hī anēkō tak āvāz tō phailā nā  !

83The sound of one has easily spread to others.

83America vālō̃ nē achchhī mēhnat key|kī .

84Those from America have worked very hard.

84Himmat achchhī key|kī , jyādā sē jyādā āvāz phailānē vālī nimitt ātmā kō drama anusār vidēśh vālō̃ nē hī lāyā nā .

85You maintained courage well. 86According to the drama, it was those from abroad who brought the instrument who would spread the maximum sound of all.

85Bhāratvāsī bachchō̃ nē bhī mēhnat bahut achchha key|kī . 86Us mēhnat kā phal saṅkhyā achchhī I|āī|eye .

87The children from Bharat also made very good effort, and, as a result of that effort, a good number of people have come.

87Abhī bhārat key|kī viśhēṣh ātmāyē̃ bhī āyēṅgī .

88Now, the special souls of Bharat will come.

88Achchhā .

89Achcha.

89Aisē sarv vidēśh sē āyē huē bachchō̃ kō aur bhārat K|kē chārō̃ taraph K|kē bachchō̃ kō jō sab ēk hī viśhēṣh śhuddha saṅkalp mē̃ haĩ ki viśhva K|kē kōnē-kōnē mē̃ bāp key|kī pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharāyēṅgē - aisē śhubh saṅkalp lēnē vālē , viśhva-parivartak viśhva kalyāṇkārī , sarvaśhrēṣhṭha ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

90To all the children who have come from abroad and to all the children from Bharat, to all those who have the one special pure thought of hoisting the flag of the Father’s revelation in every corner of the world; to those who have such pure thoughts, to the world-transformer, world-benefactor souls, to the most elevated souls, BapDada’s love, remembrance and namaste. 91BapDada meeting groups:

90’ ’ 91Party kē sāth avyakt bāpdādā key|kī mulākāt –

92Having come to the land of blessings, have you taken blessings?

921 . vardān bhūmi par ākar vardān liyā  ? 93Sabsē baṛē tē baṛā vardān hai sadā apnē kō bāp dvārā bāp kē sāth kā anubhav karnā .

93To experience the self to be constantly with the Father is to receive the he greatest blessing of all from the Father.

94Sadā bāp kī yād mē̃ arthāt sadā sāth mē̃ rahnā .

94To be constantly in the remembrance of the Father means to stay constantly with Him.

95Tō sadā hī khuśh rahē̃gē , kabhī bhī kōī bhī bāt saṅkalp mē̃ āyē tō bāp vē|way sāth mē̃ sab samāpt hō jāyēgā aur khuśhī mē̃ jhūmtē rahē̃gē .

95Then, you will be constantly happy. 96Whenever any thoughts about a situation comes, have the Father’s company and everything will end and you will continue to dance in happiness.

96Tō sadā khuśh rahnē kā yah tarīkā yād rakhnā aur dūsrō̃ kō bhī batātē rahnā .

97Therefore, always remember this method of remaining constantly happy and also continue to show others this method.

97Dūsrō̃ kō bhī khuśhī mē̃ rahnē kā sādhan dēnā .

98Also give others the means to remain happy.

98Tō āpkō sabhī ātmāyē̃ khuśhī kā dēvtā mānē̃gī . 99Kyōṅki viśhva mē̃ āj sabsē jyādā khuśhī key|kī āvaśhyaktā hai .

99Then all souls will consider you to be a deity of happiness because the world today needs happiness the most.

100Vah āp dētē jānā .

100Continue to give that.

101Apnā title yād rakhnā ki maĩ khuśhī kā dēvtā hū̃  !

101Remember your title of being a deity of happiness.

102Yād aur sēvā isī bailansa dvārā bāp key|kī blessing miltī rahēgī .

102You will continue to receive blessings from the Father through the balance of remembrance and service.

103Balance sabsē baṛī kalā hai .

103Maintaining balance is the greatest art.

104Her|har bāt mē̃ balance hō tō number one sahaj hī ban jāyēṅgē .

104When you have balance in everything you easily become number one.

105Balance hī anēk ātmāō̃ kē āgē blissful jīvan kā sākṣhātkār karāyēgā .

105It is balance that will give visions of a blissful life.

106Balance kō sadā smr̥iti mē̃ rakhtē , sarv prāptiyō̃ kā anubhav kartē svayã bhī āgē baṛhō aur aurō̃ kō bhī baṛhāō .

106By constantly being aware of keeping balance, and experiencing all attainments you yourself will move forward and you will also help others move forward.

107Sadā isī smr̥iti mē̃ rahō ki bāp kō jānnē vālī , bāp kō pānē vālī kōṭō mē̃ kōī jō gāī huī ātmāyē̃ haĩ , vah ham haĩ .

107Constantly maintain the awareness that you are the souls who have been remembered as the handful out of multimillions, those who know the Father and have attained the Father.

108Isī khuśhī mē̃ rahō tō āpkē yah chēhrē chaltē phirtē sēvā-kēndra hō jāyēṅgē .

108Stay in this happiness and your face will become a mobile service centre.

109Jaisē service centre par ākar bāp kā parichay lētē haĩ vaisē āpkē harṣhit chēhrē sē bāp kā parichay miltā rahēgā .

109Just as people come to a service centre to receive the Father’s introduction, so too, they will continue to receive the Father’s introduction from your cheerful face.

110Bāpdādā her|har bachchē kō aisā hī yōgya samajhtē haĩ .

110BapDada considers every child to be worthy in this way.

111Itnē sab sēvā-kēndra baiṭhē haĩ .

111So many service centres have been created!

112Tō sadā aisē samjhō , chaltē phirtē khātē pītē hamkō bāp key|kī sēvā , apnī chalan sē va chēhrē sē karnī hai .

112Therefore, always remember that whilst walking, moving around and eating and drinking, you just have to do the Father’s service through your face and behaviour.

113Tō sahaj hī nirantar yōgī ban jāyēṅgē .

113Then you will easily become constant yogis.

114Jō bachchē ādi sē sēvā mē̃ umaṅg utsāh kā sahyōg dētē rahē haĩ , aisī ātmāō̃ kō bāpdādā bhī sahyōg dētē huē , 21 janm ārām sē rakhē̃gē .

114You children have been giving co-operation through your zeal and enthusiasm for service from the beginning. 115BapDada will also give co-operation to you souls for 21 births and keep you comfortable.

115Mēhnat nahī̃ karnī paṛēgī .

116You will not have to make effort.

116Khāō , piō aur svarg kā rājya bhāgya bhōgō .

117Eat, drink, and enjoy the fortune of the kingdom of heaven.

117Ādhākalp mēhnat śhabda hī nahī̃ hōgā .

118For half the cycle, the word “effort” won’t exist.

118Aisī takdīr banānē āē hō .

119You have come to create such a fortune!

119Kumār prati - kumār jīvan mē̃ energy bahut hōtī hai .

120BapDada meeting kumars: 121Kumars have a lot of energy in their life.

120Kumār jō chāhē vah kar saktē haĩ .

122They can do what they want.

121Isliē bāpdādā kumār kō dēkh viśhēṣh khuśh hōtē haĩ ki apnī energy destruction kē bajāē kanasṭrakśan K|kē kārya mē̃ lagāyē̃ .

123This is why BapDada is especially pleased to see the kumars, because you use your energy for the task of construction instead of for destruction. 124Each and every one of you kumars is using your energy for making the world new.

122Ēk-ēk kumār viśhva kō nayā banānē mē̃ apnī energy kō lagā rahē haĩ . 123Kitnā śhrēṣhṭh kārya kar rahē haĩ .

125You are carrying out such an elevated task! 126One kumar can carry out ten tasks. 127Therefore, BapDada is proud of you kumars of how you have made your kumar life worthwhile.

124Ēk kumār 10 kā kārya kar saktē haĩ .

128You are such special souls, are you not?

125Isliē kumār par bāpdādā kō nāj hai .

129You have made a decision for your life at a very good time.

126Kumār jīvan mē̃ apnī jīvan saphal kar lī .

130You haven’t made a mistake in taking this decision, have you?

127Aisī viśhēṣh ātmāyē̃ hō nā  !

131You are sure, are you not?

128Bahut achchhā , samay par jīvan kā phaislā kiyā .

132What if someone were to pull you, saying that this is wrong?

129Phaislā karnē mē̃ kōī galatī|galtī tō nahī̃ kī hai nā  ! 130Pakkā hai nā  !

133Even if the unlimited souls of the world stay on one side and only you are on the other side, what would happen?

131Kōī galat kahkar khīñchē tō  ?

134Say, “I am not alone, but the Father is with me!”

132Chāhē duniyā key|kī akṣhauṇī ātmāyē̃ ēk taraph hō jāē̃ , āp akēlē hō , phir kyā hōgā  ?

135BapDada is happy that you have created your life and have become instruments to create the lives of many others.

133Bōlō , maĩ akēlā nahī hū̃ , bāp mērē sāth hai .

136Whilst giving a response of the letters, BapDada recorded a message for all the children.

134Bāpdādā khuśh hōtē haĩ - svayã key|kī bhī jīvan banāī aur anēkō key|kī jīvan banānē kē nimitt banē hō . 135Achchhā –

137BapDada heard, not just the letters, but also all the sweet melodious sounds of the songs of the heart of all the long-lost and now-found, loving, co-operative and serviceable children.

136Patrō̃ K|kē uttar dētē huē , bāpdādā nē sabhī bachchō̃ prati tape mē̃ yād pyār bharī –

138The more you children remember Baba from your heart, so BapDada remembers you children multimillions times more.

137Chārō̃ ōr K|kē sabhī sikīladhē , snēhī , sahyōgī , serviceable bachchō̃ K|kē patra tō kyā lēkin dil K|kē mīṭhē-mīṭhē sājō̃ bharē gīt bāpdādā nē sunē .

139He makes you emerge and gives you love and feeds you toli. 140Even now, the toli is in front of you. 141Now, you children are in front of the Father, the cake is being cut, all of you children are eating that cake.

138Jitnā bachchē dil sē yād kartē haĩ ussē padmaguṇā jyādā bāpdādā bhī bachchō̃ kō yād kartē , pyār kartē aur emerge karkē ṭōlī khilātē .

142BapDada heard all the news of the stage and of service of all the children. 143All of you have good zeal and enthusiasm for service. 144Whatever little obstacles of Maya you face now are nothing new!

139Abhī bhī sāmnē ṭōlī rakhī hai .

145Maya just comes to give you a test paper.

140Sabhī bachchē bāp K|kē sāmnē haĩ .

146Don’t be afraid of Maya.

141Cake kāṭ rahē haĩ aur sabhī bachchē khā rahē haĩ .

147Consider her to be a toy and play with her and she won’t attack you.

142Jō bhī bachchō̃ nē samāchār likhā hai , apnī avasthā va service kā , bāpdādā nē sunē .

148Instead, she will bid you farewell and go to sleep comfortably. 149Therefore, don’t think too much about what happened.

143Service kā umaṅg utsāh bahut achchhā hai . 144Abhī thōṛā bahut jō māyā K|kē vighna dēkhtē hō , vah bhī nothing new .

150It happened, and so put a full-stop, and whatever else remains to be done, fulfil that multimillion-fold. 151Continue to move forward and make others move forward.

145Māyā sirph paper lēnē ātī hai .

152BapDada is with you, and Maya’s games will no longer work.

146Māyā sē ghabrāō mat .

153Therefore, don’t be afraid.

147Khilaunā samajhkar khēlō tō māyā war|vār nahī̃ karēgī .

154Dance and sing in happiness! 155Your kingdom is now about to come.

148Lēkin ārām sē vidāī lē sō jāyēgī .

156Oh self-sovereign souls, your fortune of the kingdom of the world is waiting for you!

149Isliē jyādā nahī̃ sōchō yah kyā huā , hō gayā fullstop lagāō aur āgē jākar padamguṇā jō kuchh rah gayā vah bhar lō . 150Baṛhtē chalō aur baṛhātē chalō .

157Achcha, BapDada is giving lots and lots of love and remembrance and the blessing of being free from obstacles to all of you. 158BapDada is also remembering the children who have not been able to come here due to lack of money.

151Bāpdādā sāth hai , māyā key|kī chāl chalnē vālī nahī̃ hai isliē ghabrāō nahī̃ . 152Khuśhī mē̃ nāchō , gāō .

159Although you have little money, you are emperors because what the kings of today don’t have, you souls have accumulated eternally, and for birth after birth.

153Ab tō apnā rājya āyā ki āyā . 154Hē svarājya adhikārī , viśhva kā rājya bhāgya āpkā intjār kar rahā hai . 155Achchhā -

160BapDada is giving lots of love and remembrance to such emperors of the land without sorrow and the emperors of the future world. 161Such children are here with their heart and there with their body.

156Sarv kō bahut bahut yādpyār aur ‘ nirvighna bhav ’ kā vardān bāpdādā dē rahē haĩ .

162This is why BapDada gives personal love and remembrances seeing all the children to be personally in front of Him. 163Achcha.

157Jō bachchē sthūl dhan key|kī kamī K|kē kāraṇ pahũch nahī̃ saktē unhē̃ bhī bāpdādā yād dē rahē haĩ . 158Bhal dhan cum|kam hai lēkin haĩ bādśhāh .

164Question: On what basis can you attain the power of discrimination? 165Answer: A clear intellect. 166Instead of thinking of too many things, stay in remembrance of the one Father.

159Kyōṅki ājkal K|kē rājāō̃ kē pās jō nahī̃ hai vah inhī̃ kē pās avināśhī aur janm - janm kē liē jamā hai .

167Remain clear with the Father and you will attain the power of discrimination. 168On the basis of this, you will easily be able to take a decision about everything.

160Bāpdādā aisē vartamān bēgampur K|kē bādśhāh aur bhaviṣhya viśhva K|kē bādśhāhō̃ kō bahut bahut yādpyār dētē haĩ .

169Whatever is the situation at any time, whatever is the mood of those who are in contact with you, to be able to interact with them and instantly to discern them accordingly is a great power.

161Aisē bachchē dil sē yahā̃ hai , śharīr sē vahā̃ haĩ .

170Question: What is the sign of the true moths who sacrifice themselves to the Flame?

162Isliē bāpdādā sammukh bachchō̃ kō dēkh , sammukh yādpyār dētē haĩ .

171Answer: Those who sacrifice themselves to the Flame become like the Flame. 172When you merge in Him, you become like Him.

163Achchhā - ōm śhānti . 164Praśhna  : parakhnē key|kī śhakti kis ādhār par prāpt hō saktī hai  ?

173Just as the Flame shows everyone the path, so with light equal to that of the Flame, continue to show others the path.

165Uttar  : clear buddhi .

174You are not those who wander along the path.

166Jyādā bātē̃ sōchnē kē bajāē ēk bāp kī yād mē̃ rahō , bāp sē clear rahō tō parakhnē key|kī śhakti prāpt hō jāyēgī aur uskē ādhār par sahaj hī her|har bāt kā nirṇay kar lē̃gē .

175The question of whether to do this or that has now finished. 176You know how to put a full stop, so just stay in remembrance and do service and all other spinning will end. 177If any type of spinning still remains, then you go around in circles everywhere.

167Jis samay jaisī paristhiti , jaisā samparka sambandh vālē kā mood|mūḍ , usī samay par us pramāṇ chalnā , uskō phauran parakh lēnā , yah bhī bahut baṛī śhakti hai . 168Praśhna  : śhamā par phidā hōnē vālē sachchē parvānē key|kī niśhānī kyā hōgī  ?

178Sometimes, it would be spinning of (being caught up with) relations, sometimes, spinning of your own nature and sanskars. 179When all spinning ends, and you have completely sacrificed yourself, then to sacrifice yourself in this way means to die alive completely. 180You will have no one but the Flame.

169Uttar  : śhamā par jō phidā hō chukē vah svayã bhī śhamā K|kē samān hō gayē .

181Blessing : May you be an example and with the power to accommodate, create an atmosphere of unity.

170Samā gayē tō samān hō gayē . 171Jaisē śhamā sabkō rāstā batātī hai aisē śhamā samān rōśhnī dvārā rāstā batānē vālē . 172Rāstē mē̃ bhaṭaknē vālē nahī̃ .

182The beads that are alike, those who have love for One, who are stable in a constant stage, who follow the directions of One and who are united with one another even in their thoughts are threaded in the rosary.

173Yah karē̃ vā vah karē̃ , yah question samāpt . 174Fullstop ā jātā tō yād aur sēvā isī mē̃ rahō , chakra sab samāpt . 175Kōī bhī chakkar rahā huā hōgā tō chakra lagānē jāyēṅgē .

183However, only when you have the power to accommodate will the atmosphere of unity be created. 184If there is any difference in a situation, then merge that difference, for only then will there be unity amongst yourselves.

176Kabhī sambandh kā chakra , kabhī apnē svabhāv saṅskār kā chakra , agar sab chakra samāpt hō gayē , pūrā phidā hō gayē tō phidā hōnā arthāt jal marnā .

185Then you will come close to one another and become examples. 186Slogan: Imbibe spirituality in every thought, word and deed, for only then will there be that sparkle in service.

177Unhō̃ kō sivāē śhamā K|kē aur kuchh nahī̃ .

187* * * O M S H A N T I* * *