शनिवार 3 दिसंबर 1983 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 103-12-83 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

0> > 03-12-83 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Saṅgamyugī brāhmaṇ - chatur sujān saudāgar , ratnāgar

1Today, the Jewel Merchant Baba is looking at his businessmen children.

3Ratnāgar bāpdādā apnē chatur sujān bachchō̃ kē prati bōlē  :

2All the children have made a deal. 3With whom have they made the deal? 4And who have done it?

4Āj ratnāgar bāp apnē saudāgar bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . 5Saudā sabhī bachchō̃ nē kiyā hai .

5From the worldly point of view the children are very innocent, but it is the innocent only who have recognised the very wise Father.

6Kissē saudā kiyā aur kinhōnnē kiyā hai  ?

6So, are you innocent, or are you wise?

7Duniyā K|kē hisāb sē tō bahut bhōlē bachchē haĩ lēkin bhōlē bachchō̃ nē catur-sujān bāp kō jānā . 8Tō bhōlē vā chatur huē  !

7In comparison to the worldly people who consider themselves to be very wise, they think you to be very innocent, but all of you call them very innocent instead.

9Duniyā vālē jō apnē kō anēk bātō̃ mē̃ chatur samajhtē haĩ uskē antar mē̃ āp sabkō bhōlē samajhtē haĩ lēkin āp sab unkō bhōlē kahtē hō - kyōṅki catur-sujān bāp kō jānnē key|kī samajh , chaturāī unhō̃ mē̃ nahī̃ hai . 10Āp lōgō̃ nē mūl kō jān liyā aur vah vistār mē̃ jā rahē haĩ . 11Āp sabnē ēk mē̃ padam pā liyā aur vah arab-kharab gintē hī rah gayē . 12Pahchānnē key|kī ā̃kh , jiskō śhrēṣhṭh knowledge key|kī ā̃kh kahtē haĩ , vah kalp-kalp kiskō prāpt hōtī hai  ?

8Why?

13Āp bhōlī ātmāō̃ kō . 14Vē|way kyā aur kyō̃ , aisē aur kaisē K|kē vistār mē̃ ḍhūṇḍhtē hī rah jātē haĩ aur āp sabhī nē ‘ vō hī mērā bāp hai ’ , mērā bābā kahkar ratnāgar sē saudā kar liyā .

9Because they do not have the wisdom of recognising the wise Father. 10You people have recognised the seed, and they are going into extension.

15Gyān sāgar kahō , ratnāgar kahō , ratnō̃ key|kī thāliyā̃ bhar-bharkar dē rahē haĩ . 16Un ratnō̃ sē khēltē hō  !

11All of you have achieved multi-million-fold in just the One, and they are left behind just counting the millions and billions.

17Ratnō̃ sē paltē hō . 18Ratnō̃ mē̃ jhūltē hō . 19Ratna hī ratna haĩ .

12Every kalpa, who receives the eye of recognition, that is the eye of highest knowledge?

20Hisāb kar saktē hō .

13You innocent souls.

21Kitnē ratna milē haĩ . 22Amr̥itvēlē ā̃kh khōltē bāp sē milan manātē , ratnō̃ sē khēltē hō nā . 23Sārē din mē̃ dhandhā kaun sā kartē hō  ! 24Ratnō̃ kā dhandhā kartē hō nā  !

14They are left behind in the details of the search, and what, and why, and this, and that, but all of you say “this is my same Father, my Baba”, and have had a deal with the Jewel Merchant.

25Buddhi mē̃ gyān ratnō̃ key|kī pāiṇṭsa gintē hō nā . 26Tō ratnō̃ K|kē saudāgar , ratnō̃ key|kī khānō̃ K|kē mālik hō .

15The Ocean of Knowledge, or the Jewel Merchant, is giving you plates-full of jewels.

27Jitnē kārya mē̃ lagāō utnē baṛhtē hī jātē .

16You are sustained by jewels are you not? 17You are playing with jewels.

28Saudā karnā arthāt mālāmāl bannā .

18You are being sustained by jewels.

29Tō saudā karnā ā gayā hai  !

19You are swinging on the swing of jewels.

30Saudā kar liyā hai vā abhī karnā hai  ?

20You have jewels and jewels all around.

31Saudāgar number-vār haĩ vā sabhī number one haĩ  ?

21Can you count how many jewels you have received?

32Lakṣhya tō sabhī kā number one hai lēkin number one sadā ratnō̃ mē̃ itnā busy rahēgā jō aur kōī bātō̃ kō dēkhnē , sunnē aur sōchnē key|kī phursat hī nahī̃ hōgī . 33Māyā bhī busy dēkh vāpas chalī jāyēgī . 34Māyā kō bār-bār bhagānē key|kī mēhnat nahī̃ karnī paṛēgī . 35Tō āj bāpdādā ēk taraph baṛē-baṛē nāmīgrāmī knowledgeful kahlānē vālē bachchō̃ kō dēkh rahē thē , kyā-kyā kar rahē haĩ  !

22Can you?

36Anēk bātō̃ key|kī samajh hai , ēk bāt key|kī samajh nahī̃ hai . 37Uskē antar mē̃ brāhmaṇ bachchō̃ kō dēkh rahē thē .

23You start playing with jewels the moment you open your eyes at Amrit Vela, and start to celebrate the meeting with Father.

38Bāpdādā bhī dōnō̃ kā antar dēkh gīt gā rahē thē .

24What business do you do the whole day? 25You do the business of jewels don’t you?

39Āp bhī vah gīt gātē hō .

26Don’t you do only that?

40Jō brahmā bāp kō bahut priya lagtā hai .

27Don’t you count the points of jewels of knowledge in your intellect?

41Bāpdādā bachchō̃ kē prati gā rahē haĩ .

28You are all dealers of jewels, masters of mines of jewels.

42Jō brahmā bāp āj bahut mastī mē̃ gā rahē thē - kitnē bhōlē kitnē pyār mīṭhē-mīṭhē bachchē . 43Jaisē āp lōg bāp kē liē gātē hō nā . 44Bāp bhī bachchō̃ kē liē yahī gīt gātē , aisē hī isī smr̥iti-svarūp mē̃ kiskē pyārē haĩ , kiskē mīṭhē haĩ , kaun bachchō̃ kā gīt gātā hai  ! 45Yah smr̥iti sadā nirmān banāē sva-abhimān K|kē naśhē mē̃ sthit kar dētī hai .

29The more you use your jewels, the more they increase.

46Isī naśhē mē̃ kōī nuksān nahī̃ . 47Itnā naśhā rahtā hai  !

30To deal with jewels means to accumulate the treasure of more and more jewels.

48Ādhā kalp āpnē bhagvān K|kē gīt gāyē aur ab bhagvān gīt gā rahē haĩ .

31You have all learnt to do the business of jewels haven’t you?

49Dōnō̃ taraph K|kē bachchō̃ kō dēkh ham aur snēh dōnō̃ ā rahē thē . 50Brahmā bāp kō āj bhārat K|kē aur vidēśh K|kē anjān bachchē viśhēṣh yād ā rahē thē . 51Duniyā vālē tō unhō̃ kō V|we . I|āī|eye . pī|P ( V I P ) kahtē haĩ lēkin bāp un bachchō̃ kō V|we . I|āī|eye . pī|P . arthāt very innocent parasan , ( V e r y I n n o c e n t P e r s o n ) is rūp mē̃ dēkh rahē thē . 52Āp saint ( S a i n t ) hō vē|way innocent haĩ lēkin abhī unhō̃ kō bhī añchalī dō .

32Have you already made the deal of jewels?

53Añchalī dēnē ātī hai  !

33Or do you still have to make one?

54Āpkē line mē̃ unhō̃ kā number abhī pīchhē hai vā āgē hai  ?

34Are all the Businessmen number-wise, or are they all number one?

55Kyā samajhtē hō  ? 56 ( silence key|kī drill )

35The aim of all of you is to be number one is it not?

57Aisē viśhēṣh silence key|kī śhakti un ātmāō̃ kō dō . 58Abhī saṅkalp uṭhtā hai ki kōī sahārā , kōī nayā rāstā milnā chāhiē . 59Abhī chāh utpanna hō rahī hai .

36But the one who is to be number one will remain so busy in dealing with jewels, that he wont get time to see or hear or even think of anything else.

60Ab rāh dikhānā āp sabkā kārya hai .

37Maya will also go back on seeing him busy.

61‘ ēktā aur dr̥iṛhtā ’ - yah dō sādhan haĩ rāh dikhānē K|kē .

38He will not have to make efforts to drive away Maya every now and then.

62Saṅgaṭhan key|kī śhubh bhāvnā aisī ātmāō̃ kō bhāvnā kā phal dilānē kē nimitt banēgī . 63Sarv kā śhubh saṅkalp , un ātmāō̃ mē̃ bhī śhubh kārya karnē K|kē saṅkalp kō utpanna karēgā . 64Isī vidhi kō abhī sē apnāō .

39So, today BapDada on one hand was looking at those eminent children who call themselves knowledge-full (they have the under-standing of many things but no understanding of One thing) .

65Phir bhī baṛā kārya saphal tab hōtā hai jab sabkē śhubh saṅkalpō̃ key|kī āhuti paṛtī hai .

40And on the other hand, BapDada was looking at the Brahmin children as well.

66Samjhā . 67Bāpdādā tō yahī sabhī kē prati kahtē haĩ ki kōī bachchā vañchit na rah jāē .

41After seeing the contrast between these two types of children, BapDada was singing a song!

68Āp sabhī tō mālāmāl hō gayē nā . 69Achchhā -

42Which song must he have sung?

70Aisē śhrēṣhṭh saudā karnē vālē śhrēṣhṭh saudāgar , sadā ratnō̃ sē palnē aur khēlnē vālē master ratnāgar , bāp K|kē ati snēhī sadā sahyōgī sikīladhē , pahchānnē K|kē nētradhārī , sadā sēvādhārī , sadā ‘ mērā bābā ’ K|kē gīt gānē vālē , viśhēṣh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē . 71’ ’ 72Party sē mulākāt 73Madrās nivāsiyō̃ prati  : ‘ ‘ sabhī umaṅg-utsāh mē̃ hō nā .

43Even you sing that song.

74Sabhī K|kē man mē̃ ēk hī umaṅg-utsāh hai nā ki bāp kō kaisē pratyakṣha karē̃  ! 75Abhī tō stage bhī taiyār kar rahē hō nā . 76Stage taiyār kar rahē hō pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharānē kē liē . 77Sthūl jhaṇḍā aur bhī laharātē haĩ , āp sabhī kaun sā jhaṇḍā laharāyēṅgē , ( kapṛē vālā jhaṇḍā laharāyēṅgē ) kyā karē̃gē  ?

44Which song must that be?

78Vah tō huā nimitt mātra lēkin aslī jhaṇḍā kaun sā laharāyēṅgē .

45Can you recollect! 46Even Brahma Baba likes that song very much.

79Bāp kō pratyakṣha karnē kā . 80Bāp āyē haĩ yah āvāz phailānē kā jhaṇḍā laharāyēṅgē .

47It was such a song that BapDada was singing to the children.

81Iskī taiyārī kar rahē hō nā . 82Sabhī ātmāyē̃ jō vañchit haĩ unhō̃ kō rōśhnī mil jāē , rāstā mil jāē .

48(Manohar Dadi guessed the song) Today Brahma Baba was singing with great intoxication.

83Yahī purūṣhārth sabhī kar rahē haĩ aur āgē bhī karnā hai .

49You know this song: “How innocent, how sweet is the Bholanath Shiva”.

84Abhī sē yah lahar phailāyēṅgē tab us samay chārō̃ ōr yah lahar phailā sakē̃gē . 85Aisī taiyārī kī hai nā .

50You sing this song for Baba, and Baba sings for you: “How sweet, how innocent my lovely children!

86Sadā yah sōchō jō ab tak kahā̃ nahī̃ huā hai vah ham karkē dikhāyēṅgē .

51How sweet how innocent my lovely children!

87Nayā kuchh karnā hai . 88Naī bāt yahī hai jō sarv ātmāō̃ kō parichay milē aur vah samajhē̃ , varṇan karē̃ , anubhav karē̃ ki bāp ā gayē  !

52How sweet, how innocent are my lovely children!” 53So, just imagine, in whose remembrance was Baba singing such a song?

89Achchhā - ’ ’ 90Praśhna  : sabsē baṛā khazānā kaun sā hai  ?

54In the remembrance of his sweet, lovely children.

91Jissē hī gyān aur yōg key|kī parakh hōtī hai  ? 92Uttar  : sabsē baṛā khazānā hai - ‘ khuśhī ’ .

55This consciousness will always make the children humble, but still very intoxicated.

93Chāhē kitnā bhī gyān hō , yōg hō lēkin khuśhī key|kī prāpti nahī̃ tō gyān ṭhīk nahī̃ .

56There is no harm in this intoxication. 57Are you that intoxicated?

94Kōī bhī paristhiti ā jāē khuśhī gāyab nahī̃ hō saktī .

58Does that much intoxication remain in you?

95Avināśhī bāp kā avināśhī khazānā milā hai isliē khuśhī kabhī gāyab nahī̃ hō saktī .

59For half a kalpa, you sang the songs to God, and now God is singing songs to you.

96Yōg lagātē lēkin khuśhī nahī̃ tō yōg ṭhīk nahī̃ . 97Āpkī khuśhī dēkh dūsrē āpsē pūchhē̃ ki āpkō kyā milā hai  !

60BapDada saw both types of children, but the first ones he felt pity for, and for the second ones he expressed love.

98Yahī gyān aur yōg key|kī pratyakṣhatā kā sādhan hai . 99Praśhna  : kis lagan K|kē ādhār par vighnō̃ key|kī samāpti svataḥ hō jātī hai  ?

61Today, Brahma Baba was remembering his special children who are so innocent, either in Bharat or abroad.

100Uttar  : ēk bāp dūsrā na kōī , isī lagan mē̃ magan rahō tō vighna ṭik nahī̃ saktā . 101Vighna hai tō lagan nahī̃ .

62The people in the world call themselves VIP’s but Baba calls such VIP’s “Very Innocent Persons”(Baba used English) .

102Vighna bhal āyē̃ lēkin uskā prabhāv na paṛē .

63Baba was looking from this point of view.

103Jab svayã prabhāvśhālī ātmā ban jātē tō kisī kā prabhāv nahī̃ paṛ saktā .

64You are Saints and they are innocent, but now you need to give them even a handful of what you have.

104Jaisē sūrya kō kōī kitnā bhī chhipāyē tō chhip nahī̃ saktā  !

65Don’t you know how to give even a handful?

105Sadā chamaktā rahtā hai .

66Do you know?

106Aisē hī prabhāvśhālī ātmāō̃ kō kōī bhī prabhāv apnē taraph khīñch nahī̃ saktā .

67In your line are these people in front, or are they behind?

107Tō sadā ‘ ēk bāp dūsrā na kōī ’ , isī lagan mē̃ magan rahnē vālē , yahī viśhēṣh saṅgamyug kā anubhav hai .

68Are they in front, or are they far behind? 69(Long drishti). 70Give such silence power to these special souls.

108Praśhna  : sadā apnē kō śhrēṣhṭh pārṭdhārī ātmāyē̃ haĩ - aisā anubhav kartē hō  ?

71At this time a thought is coming in their mind that they must get some support, or take a new path.

109Uttar  : śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh kaun  ? 110Bāp .

72This desire is starting in them.

111Aur bāp kē sāth part bajānē vālē kyā huē  ?

73It is your duty to show them the path.

112Viśhēṣh pārṭdhārī . 113Ū̃chē tē ū̃chē bāp kē sāth part bajānē vālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ haĩ , yahī sadā yād rahē .

74There are two means for showing them the true path, that is unity and determination.

114Kōī kitnā bhī kaī janm purūṣhārth karē lēkin āp jaisā ū̃ch pārṭdhārī nahī̃ ban saktā .

75The pure feelings of your whole group will be instrumental for giving them the fruit.

115Mahātmā ban saktē , dharm pitā ban saktē . 116Vah messenger haĩ , āp bachchē hō .

76The pure thoughts of all of you will create the thought - even in those souls - to perform pure acts.

117Kitnā rāt-din kā phark hai .

77Use this method right, from now onwards.

118Aisē apnē śhrēṣhṭh bhāgya kō sadā smr̥iti mē̃ rakhtē hō vā kabhī bhūltā , kabhī yād rahtā  ?

78A very big task is successful only when there is the donation of pure thoughts by all.

119Jab haĩ hī bachchē tō bhūl kaisē saktā  !

79Do you understand?

120Avināśhī varsā prāpt hōtā hai tō yād bhī avināśhī rahēgī .

80BapDada is saying this for all, so that not a single soul is left behind.

121Ghar baiṭhē binā mēhnat K|kē bāp nē svayã ākar apnī pahchān dī aur apnā banāyā , āp lōg tō bhaṭaktē rahē . 122Parichay hī nahī̃ thā , yathārth rūp kā mālūm hī nahī̃ thā , jiskō āyā uskō hī bāp mān liyā . 123Baṛā bhāī bāp samān hō saktā hai lēkin bhāī sē kōī varsā nahī̃ mil saktā . 124Pahchān na hāēnē K|kē kāraṇ ḍhūṇḍhtē rahē .

81Achcha!

125Bāp nē jab parichay diyā tab pāyā .

82All of you are full of treasures, aren’t you?

126Tō aisē khuśhī K|kē khazānē mē̃ sadā khēltē rahō , miṭṭī sē kabhī nahī̃ khēlnā . 127Chhōṭē kul K|kē bachchē miṭṭī sē khēltē haĩ . 128Royal bachchē miṭṭī sē nahī̃ khēl saktē . 129Vah tō sadā ratnō̃ sē khēlē̃gē .

83To those highest businessmen, who have made the highest deal... to those who fill themselves with treasures, and play with them all the time... to such master jewel merchants who are very lovely and always co-operative, who possess the third eye to recognise such a Father, who are always the servers, and who always sing the song “My Baba”... to such special souls, BapDada’s love, remembrance, and namaste.

130Achchhā - ōm śhānti .

84* * * O M S H A N T I* * *