बुधवार 7 दिसंबर 1983 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 107-12-83 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 07-12-83 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Śhrēṣhṭh pad key|kī prāti kā ādhār - murlī 3Murlīdhar bāpdādā apnē murlīdhar bachchō̃ kē prati bōlē :
1Today, Murlidhar Father (the one who plays the flute of knowledge)is looking at his children, who have love for the murli.
4Āj murlīdhar bāp apnē murlī K|kē snēhī bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ ki kitnā murlīdhar bāp sē snēh hai aur kitnā murlī sē snēh hai .
2He is noticing how much love they have for the Murlidhar Father, as well as love for his murli.
5Murlī kē pīchhē kaisē mast hō jātē haĩ .
3How they become intoxicated on hearing the murli.
6Apnī dēh key|kī sudh-budh bhūl dēhī ban , vidēhī bāp sē suntē haĩ . 7Jarā bhī dēhdhārī smr̥iti key|kī sudh-budh nahī̃ .
4They even forget about their body, become soul conscious, and listen to their bodiless Father.
8Is vidhi sē mast hō kaisē khuśhī mē̃ nāchtē haĩ .
5They are not even slightly conscious of other bodily beings.
9Svayã kō bhāgya vidhātā bāp K|kē sammukh padmāpadma bhāgyavān samajh rūhānī naśhē mē̃ rahtē haĩ . 10Jaisē-jaisē yah rūhānī naśhā , murlīdhar key|kī murlī kā naśhā chaṛh jātā hai tō apnē kō is dharnī aur dēh sē ūpar uṛtā huā anubhav kartē haĩ . 11Murlī key|kī tān sē arthāt murlī K|kē sāj aur rāz sē murlīdhar bāp kē sāth anēk anubhavō̃ mē̃ chaltē jātē . 12Kabhī mūlvatan , kabhī sūkṣhmavatan mē̃ chalē jātē , kabhī apnē rājya mē̃ chalē jātē .
6In this way they get intoxicated, and dance in joy.
13Kabhī light house might house ban is duḥkhī aśhānt saṅsār key|kī ātmāō̃ kō sukh-śhānti key|kī kiraṇē̃ dētē , rōj tīnō̃ lōkō̃ key|kī sair kartē haĩ . 14Kiskē sāth ?
7They consider themselves to be multi-million times fortunate, by feeling they are in front of the Bestower of Fortune.
15Murlīdhar bāp kē sāth . 16Murlī sunasun atīndriya sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūltē haĩ . 17Murlīdhar key|kī murlī K|kē sāj sē avināśhī duā key|kī davā miltē hī tan tandurūsta , manadurūsta hō jātā hai . 18Mastī mē̃ mast hō bēparvāh bādśhāh ban jātē haĩ .
8And they get spiritually intoxicated: this spiritual intoxication which they get from the Murlidhar Father increases on hearing the murli, and in this way they experience as if they are beyond the consciousness of the body, that is, flying above the earth.
19Bēgampur K|kē bādśhāh ban jātē haĩ . 20Svarājya-adhikārī ban jātē haĩ . 21Aisē vidhipūrvak murlī K|kē snēhī bachchō̃ kō dēkh rahē thē .
9With the help of the music of the murli, that is the depth of the murli, they keep on getting many different experiences in the company of Murlidhar Father.
22Ēk hī murlī dvārā kōī rājā kōī prajā ban jātā hai .
10Sometimes they go to the soul world, and sometimes they go to the subtle regions.
23Kyōṅki vidhi dvārā siddhi hōtī hai .
11Sometimes they go to their own kingdom.
24Jitnā jō vidhipūrvak suntē utnā hī siddhisvarūp bantē haĩ . 25Ēk haĩ vidhipūrvak sunnē vālē arthāt samānē vālē .
12Sometimes they become a Lighthouse and Might-house, and radiate rays of peace and happiness to the unhappy and anxious souls of the world.
26Dūsrē haĩ niyamapūrvak sunnē kuchh samānē kuchh varṇan karnē vālē .
13They travel in all the three worlds every day, but with whom?
27Tīsarō̃ key|kī tō bāt hī nahī̃ .
14With the Murlidhar Father.
28Yathārth vidhipūrvak sunnē aur samānē vālē svarūp ban jātē haĩ .
15As they keep on listening to the murli, they swing on the swing of super-sensuous joy.
29Unhō̃ kā her|har karma murlī kā svarūp hai . 30Apnē āp sē pūchhō - kis number mē̃ haĩ ? 31Pahlē vā dūsrē mē̃ ? 32Murlīdhar bāp kā regard arthāt murlī K|kē ēk-ēk bōl kā regard .
16As they get the imperishable blessings from the Murlidhar Father in the form of the music of the murli, that music turns into medicine which keeps their body and mind healthy.
33Ēk-ēk varaśan 2500 varṣhō̃ key|kī kamāī kā ādhār hai . 34Padmō̃ key|kī kamāī kā ādhār hai .
17They are intoxicated and carefree Kings, or they become Kings of Begampur (the land without sorrow) .
35Usī hisāb pramāṇ ēk vardān miss huā tō padmō̃ key|kī kamāī miss huī . 36Ēk vardān khazānō̃ key|kī khān banā dētā hai . 37Aisē murlī K|kē her|har bōl kō vidhipūrvak sunnē aur ussē prāpt huī siddhi K|kē hisāb-kitāb key|kī gati kō jānnē vālē śhrēṣhṭh gati kō prāpt hōtē haĩ . 38Jaisē karmō̃ kī gati gahan hai vaisē vidhipūrvak murlī sunnē , samānē key|kī gati bhī ati śhrēṣhṭh hai .
18They turn into heirs of self rule.
39Murlī hī brāhmaṇ jīvan key|kī sā̃s ( śhvāṅs ) hai . 40Śhvāṅs nahī̃ tō jīvan nahī̃ - aisī anubhavī ātmāē̃ hō nā .
19So, BapDada was looking at such children, who have great love for the murli, and who listen to it in the right way.
41Apnē āpkō rōj check karō ki āj isī mahatva sē , vidhipūrvak murlī sunī !
20Just from one murli itself, some become the kings, and some become the subjects.
42Amr̥itvēlē key|kī yah vidhi sārā din her|har karma mē̃ siddhisvarūp svataḥ aur sahaj banātī hai .
21Why? 22Because success comes only by knowing the right method.
43Samjhā . 44Nayē-nayē āyē hō nā . 45Tō last sō fast jānē kā tarīkā sunā rahē haĩ .
23In as much as they listen to the murli in the right way, by that much they become the embodiment of success.
46Issē fast chalē jāyēṅgē ! 47Samay key|kī dūrī kō isī vidhi sē gallop kar saktē hō .
24One type are those who hear the murli the right way: that is the ones who absorb the murli in themselves.
48Sādhan tō bāpdādā sunātē haĩ jissē kisī bhī bachchē kā ulahnā rah na jāyē . 49Pīchhē kyō̃ āyē vā kyō̃ bulāyā … lēkin āgē baṛh saktē hō .
25The others are those who hear the murli as part of their routine, and absorb the murli to some extent, and narrate to others to some extent also.
50Āgē baṛhō , śhrēṣhṭh vidhi sē śhrēṣhṭh number lō|low .
26There should be no mention of the third type.
51Ulahnā tō nahī̃ rahēgā nā . 52Refine rāstā batā rahē haĩ . 53Banē banāyē par āyē hō .
27Those who hear the murli in its right form, and absorb it completely, become the embodiments of it.
54Nikalē huē makkhan kō khānē K|kē samay par āyē hō . 55Ēk mēhnat sē tō pahlē hī mukt hō .
28In each of their actions, they put the murli into practice.
56Abhī sirph khāō aur hajam karō . 57Sahaj hai nā . 58Achchhā !
29Now ask yourself: “what number do I possess”.
59Aisē sarv vidhi sampann , sarv siddhi kō prāpt karnē vālē , murlīdhar key|kī murlī par dēh key|kī sudh-budh bhūlnē vālē , khuśhiyō̃ K|kē jhūlē mē̃ jhūlnē vālē , rūhānī naśhē mē̃ mast yōgī ban rahnē vālē , murlīdhar aur murlī K|kē regard rakhnē vālē , aisē master murlīdhar , murlī vā murlīdhar svarūp bachchō̃ kō bāpdādā kā sākārī aur ākārī dōnō̃ bachchō̃ kō snēh sampann yād-pyār aur namastē . 60 61Party kē sāth avyakt bāpdādā key|kī mulākāt 621 . sadā ēk bāp kī yād mē̃ rahnē vālī , ēkras sthiti mē̃ sthit rahnē vālī śrēṣṭa ātmāē̃ hō nā !
30Is it is the first, or the second?
63Sadaiv ēkras ātmā hō yā aur kōī bhī ras apnī taraph khīñch lētā hai ?
31The regard for Mudidhar Father means regard for each and every word of the murli.
64Kōī anya ras apnī taraph khīñchtā tō nahī̃ hai nā ? 65Āp sabkō tō hai hī ēk . 66Ēk mē̃ sab samāyā huā hai . 67Jab hai hī ēk , aur kōī hai nahī̃ .
32Each version of the murli is the basis for the income of 2500 years: it is the basis for multi-million-fold income.
68Tō jāyēṅgē kahā̃ . 69Kōī kākā , māmā , chāchā tō nahī̃ hai nā . 70Āp sabnē kyā vāydā kiyā ?
33So on the basis of that, if even one murli is missed, it means the income of multimillions is missed.
71Yahī vāydā kiyā hai nā ki sab kuchh āp hī hō .
34Each version creates a mine of treasures.
72Kumāriyō̃ nē pakkā vāydā kiyā hai ? 73Pakkā vāydā kiyā aur varamālā galē mē̃ paṛī . 74Vāydā kiyā aur var milā . 75Var bhī milā aur ghar bhī milā .
35So those who hear each version of the murli in the right way, and know the depth of account of achievement from it, will attain the highest status.
76Tō var aur ghar mil gayā . 77Kumāriyō̃ kē liē mā̃-bāp kō kyā sōchnā paṛtā hai . 78Var aur ghar achchhā milē . 79Tumhē̃ tō aisā var mil gayā jiskī mahimā jag kartā hai .
36Just as the depth of karma philosophy is deep, in the same way the result of hearing the murli accurately, and absorbing it, is the highest.
80Ghar bhī aisā milā hai jahā̃ aprāpta kōī vastu nahī̃ .
37The breath of Brahmin life is the murli: no breath means no life.
81Tō pakkī varamālā pahanī hai ?
38So, aren’t you such experienced souls?
82Aisī kumāriyō̃ kō kahā jātā hai - samajhdār . 83 kumāriyā̃ tō haĩ hī samajhdār .
39Every day, check yourself, as to whether you heard the murli in the right way, keeping its importance.
84Bāpdādā kō kumāriyō̃ kō dēkhkar khuśhī hōtī hai kyōṅki bach gayī̃ . 85Kōī girnē sē bach jāē tō khuśhī hōgī nā .
40If this method is applied at Amrit Vela in every action, then throughout the day you can easily become the embodiment of success.
86Mātāē̃ jō girī huī thī unkō tō kahē̃gē ki girē huē kō bachā liyā lēkin kumāriyō̃ kē liē kahē̃gē girnē sē bach gaī . 87Tō āp kitnī lucky hō ! 88Mātāō̃ kā apnā luck hai , kumāriyō̃ kā apnā luck hai . 89Mātāyē̃ bhī lucky haĩ kyōṅki phir bhī gaūpāl key|kī gaūē̃ haĩ .
41Do you understand?
902 . sadā māyājīt hō ?
42Many new ones have come, have they not?
91Jō māyājīt hōṅgē unkō viśhva-kalyāṇakārī kā naśhā jarūr hōgā . 92Aisā naśhā rahtā hai ?
43This is why you are being told the method how the last can go fast.
93Bēhad key|kī sēvā arthāt viśhva key|kī sēvā . 94Ham bēhad K|kē mālik K|kē bālak haĩ , yah smr̥iti sadā rahē .
44With this you will go very fast: you can make up the time by galloping with this method.
95Kyā ban gayē , kyā mil gayā yah smr̥iti rahtī hai ! 96Bas isī khuśhī mē̃ sadā āgē baṛhtē rahō . 97Baṛhnē vālē̃ kō dēkh bāpdādā harṣhit hōtē haĩ .
45BapDada tells you the method, so that no complaints remain from the children of “why did you call me only at the end?”. 46You can go ahead.
98Sadā bāp K|kē yād kī mastī mē̃ mast rahō . 99Īśhvarīy mastī kyā banā dētī hai ?
47Go ahead, and with the highest method attain the highest number.
100Ēkdam pharśa sē arśh nivāsī .
48Hopefully no complaints will remain.
101Tō sadā arśh par rahtē hō yā pharśa par ?
49You are being told the refined method.
102Kyōṅki ū̃chē tē ū̃chē bāp K|kē bachchē banē tō nīchē kaisē rahē̃gē !
50You have come when everything is nearly ready.
103Pharśa tō nīchē hōtā hai . 104Arśh hai ū̃chā tō nīchē kaisē āyēṅgē . 105Kabhī bhī buddhi rūpī pāṅw pharśa par nahī̃ . 106Ūpar .
51You have come when the butter is ready to be eaten, so you are saved from at least one effort beforehand, but now you have to eat and digest.
107Iskō kahā jātā hai - ū̃chē tē ū̃chē bāp K|kē ū̃chē bachchē .
52It is easy, is it not? 53Achcha!
108Yahī naśhā rahē . 109Sadā achal aḍōl sarv khazānō̃ sē sampann rahō . 110Thōṛā bhī māyā mē̃ ḍagmag huē tō sarv khazānō̃ kā anubhav nahī̃ hōgā . 111Bāp dvārā kitnē khazānē milē huē haĩ , un khazānō̃ kō sadā kāyam rakhnē kā sādhan hai - sadā achal aḍōl rahō .
54To those who attain all the achievements, by doing things in the right way... to those who forget all about their body when they hear the murli from Murlidhar... to those who swing in the swing of joy... to those who become spiritually intoxicated yogis... to those who keep the regard for the Murlidhar and the murli... to such master murlidhar children, who become the embodiment of the murli and the murlidhar, the corporeal as well as the angelic form...
112Achal rahnē sē sadā hī khuśhī key|kī anubhūti hōtī rahēgī .
55BapDada’s love (pyar) , and namaste, with all the love and affection.
113Vināśhī dhan key|kī bhī khuśhī rahtī hai nā .
56(To Dadi Janki) Where do you remain the whole day?
114Vināśhī nētā-pan key|kī kursā miltī hai , nām-śān miltā hai tō bhī kitnī khuśhī hōtī hai .
57Do you remember BapDada’s title? 58You are here physically, but where are you the whole day?
115Yah tō avināśhī khuśhī hai .
59You are travelling aren’t you?
116Yah khuśhī usē rahēgī jō achal aḍōl hōṅgē .
60Whereever Baba goes, you are also with him, are you not?
117Sabhī brāhmaṇō̃ kō svarājya prāpt hō gayā hai ! 118Pahlē gulām thē , gātē thē maĩ gulām , maĩ gulām … ab svarājyadhārī ban gayē . 119Gulām sē rājā ban gayē .
61Are you the Chakravarti king (king of a large kingdom) - that is, World Sovereign - taking a round of the world at present, or will you become one in the future only?
120Kitnā phark paṛ gayā . 121Rāt din kā antar hai nā !
62In the future you will be one, but even now you are one, are you not?
122Bāp kō yād karnā aur gulām sē rājā bannā .
63Within how much time do you travel the whole world?
123Aisā rājya sārē kalp mē̃ nahī̃ prāpt hō saktā .
64How much time does it take to complete it?
124Isī svarājya sē viśhva kā rājya miltā hai .
65How many times do you travel in the whole world?
125Tō abhī isī naśhē mē̃ sadā rahō - ham svarājya adhikārī haĩ tō yah karmēndriyā̃ svataḥ hī śhrēṣhṭh rāstē par chalē̃gī .
66In how much time is the lighthouse able to spread its light all over? 67So how long do you, the lighthouse, take to travel around the world?
126Sadā isī khuśhī mē̃ rahō ki pānā thā sō pā liyā … kyā sē kyā ban gayē .
68Such a world sovereign you are, aren’t you? 69Those who say “yes please”, for them it is “yes sir”.
127Kahā̃ paṛē thē aur kahā̃ pahũch gayē !
70So, Baba comes and obeys you, because you obey Baba.
128Praśhna : māyājīt bannē kā sahaj sādhan kyā hai ?
71You say “okay, okay” for everything, do you not?
129Uttar : māyājīt bannē kē liē apnī burāīyō̃ par krōdh karō .
72This is why Baba replies “okay” to every thought of yours. 73Achcha.
130Jab krōdh āyē tō āpas mē̃ nahī̃ karnā , burāīyō̃ sē krōdh karō , apnī kamzōriyō̃ par krōdh karō tō māyājīt sahaj ban jāyēṅgē .
74(To Mohinibhen of New York) You experience unique experiences of that unique Father, do you not? 75These unique experiences will glorify the unique Father.
131Praśhna : gānv vālō̃ kō dēkh bāpdādā viśhēṣh khuśh hōtē haĩ , kyō̃ ?
76The whole book (bhagwat) can be made of all the experiences.
132Uttar : kyōṅki gānv vālē bahut bhōlē hōtē haĩ . 133Bāp kō bhī bhōlānāth kahtē haĩ .
77If each one starts writing his experiences it would form a whole book, would it not?
134Jaisē bhōlānāth bāp vaisē bhōlē gānv vālē tō sadā yah khuśhī rahē ki ham viśhēṣh bhōlānāth K|kē pyārē haĩ .
78The book of experiences (bhagwat) is being automatically prepared. 79You don’t have to write about it, but it is being made by itself.
135Achchhā - ōm śhānti .
80* * * O M S H A N T I* * *