शनिवार 14 जनवरी 1984 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 114-01-84 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 14-01-84 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Double sēvādhārī svataḥ hī māyājīt
1Double servers automatically become conquerors of Maya.
3Māyājīt , jagatjīt banānē vālē sarv samarth bāpdādā bōlē : 4Āj dilārām bāp apnē dil takhtnaśhīn bachchō̃ sē vā apnē snēhī , sahyōgī bachchō̃ sē dil key|kī lēnē-dēn karnē āyē haĩ .
2Today, the Father, the Comforter of Hearts, has come to have an exchange of the heart with His loving and cooperative children who are sitting on His heartthrone. 3What is in the Father's heart and what is in the hearts of the children?
5Bāp key|kī dil mē̃ kyā rahtā aur bachchō̃ key|kī dil mē̃ kyā rahtā hai !
4Today, Baba has come to find out what is in each one's heart.
6Āj sabhī K|kē dil kā hāl-chāl lēnē āyē haĩ . 7Khās dūrāndēśhī double vidēśhī bachchō̃ sē dil key|kī lēn-dēn karnē āyē haĩ .
5Baba has especially come to have an exchange of the heart with the double foreign children who are residents of the faraway land.
8Murlī tō suntē rahtē hō lēkin āj rūh-rūhān karnē āyē haĩ ki sabhī bachchē sahaj saral rūp sē āgē baṛhtē jā rahē hō ?
6You always listen to the murli but today Baba has come to have a hearttoheart conversation and see whether all the children are easily moving forward naturally.
9Kōī muśhkil , chalnē mē̃ thakāvaṭ tō nahī̃ lagtī .
7You don't find anything difficult or become tired moving along, do you?
10Thaktē tō nahī̃ hō ?
8You don't become tired, do you?
11Kisī chhōṭī baṛī bātō̃ mē̃ kanphyūj tō nahī̃ hōtē hō ?
9You don't become confused over trivial things, do you?
12Jab kisī na kisī īśhvarīy maryādā vā śhrīmat K|kē direction kō saṅkalp mē̃ vā vāṇī mē̃ vā karma mē̃ ullaṅghan kartē hō tab kanphyūj hōtē hō .
10It is when you disobey any Godly discipline or direction of shrimat in your thoughts, words or deeds that you then become confused.
13Nahī̃ tō bahut khuśhī-khuśhī sē , sukh chain ārām sē bāp K|kē sāth-sāth chalnē mē̃ kōī muśhkil nahī̃ .
11Otherwise, there is no difficulty in moving along in a lot of happiness, in rest and comfort with the Father.
14Kōī thakāvaṭ nahī̃ .
12There is no tiredness then.
15Kōī uljhan nahī̃ .
13There is no confusion there.
16Kisī bhī prakār key|kī kamzōrī sahaj kō muśhkil banā dētī hai .
14Any type of weakness makes something easy difficult.
17Tō bāpdādā bachchō̃ kō dēkh rūh-rūhān kar rahē thē ki itnē lāḍlē sikīladhē śhrēṣhṭh ātmāyē̃ , viśhēṣh ātmāyē̃ , puṇya ātmāyē̃ , sarv śhrēṣhṭh pāvan ātmāyē̃ , viśhva K|kē ādhārmūrt ātmāē̃ aur phir muśhkil kaisē ?
15So BapDada was seeing the children and is having a hearttoheart conversation with them. 16You are such beloved, longlost and nowfound elevated souls, special souls, charitable souls, the most elevated pure souls and the souls who are images of support for the world.
18Uljhan mē̃ kaisē ā saktē haĩ ?
17Therefore, how could anything be difficult?
19Kiskē sāth chal rahē haĩ ?
18How can you become confused?
20Bāpdādā snēh aur sahyōg key|kī bā̃hō̃ mē̃ samātē huē sāth-sāth lē jā rahē haĩ .
19Who are you moving along with? 20BapDada has merged you in His arms of love and cooperation and is taking you with Him.
21Snēh , sahyōg K|kē bā̃hō̃ key|kī mālā sadā galē mē̃ paṛī huī hai .
21The garland of the arms of love and cooperation are constantly around your neck.
22Aisē mālā mē̃ pirāyē huē bachchē aur uljhan mē̃ āvē̃ yah hō kaisē saktā !
22How could it be possible for children who are garlanded with such a garland to become confused?
23Sadā khuśhī K|kē jhūlē mē̃ jhūlnē vālē , sadā bāp kī yād mē̃ rahnē vālē muśhkil vā uljhan mē̃ ā nahī saktē !
23Those who are constantly swinging in the swings of happiness, and who constantly stay in remembrance of the Father cannot find anything difficult or confusing.
24Kab tak uljhan aur muśhkil kā anubhav kartē rahē̃gē ?
24For how much longer will you continue to find things difficult and experience confusion?
25Bāp key|kī pālnā key|kī chhatrachhāyā K|kē andar rahnē vālē , uljhan mē̃ kaisē ā saktē haĩ .
25How can those who stay under the canopy of the Father's sustenance be confused?
26Bāp kā bannē kē bād , śhaktiśhālī ātmāyē̃ bannē kē bād , māyā K|kē knowledgeful bannē kē bād , sarvśhaktiyō̃ , sarv khazānō̃ K|kē adhikārī bannē kē bād , kyā māyā vā vighna hilā saktē haĩ ?
26After belonging to the Father, after becoming powerful souls, after becoming knowledgefull about Maya, after receiving all rights to all powers and all treasures, can you be shaken by Maya or any obstacle?
27 ( nahī̃ ) bahut dhīrē-dhīrē bōltē haĩ .
27(No.) 28You are saying this very softly.
28Bōlō sadākāl kē liē nahī̃ .
29Say: She cannot shake us for all time.
29Dēkhnā - sabhī kā phōṭō nikal rahā hai .
30Just be careful: everyone's photograph is being taken.
30Tape bharī hai āvāz key|kī .
31The cassette is recorded with your sound.
31Phir vahā̃ jākar badal tō nahī̃ jāyēṅgē nā !
32You won’t then change when you go back, will you?
32Abhī sē sirph snēh K|kē , sēvā K|kē , uṛtī kalā K|kē viśhēṣh anubhavō̃ K|kē hī samāchār dēgē nā .
33From now you will only send news of love, service and special experiences of the flying stage, will you not?
33Māyā ā gaī , gir gayē , ulajh gayē , thak gayē , ghabrā gayē , aisē-aisē patra tō nahī̃ āyēṅgē nā .
34You won’t write letters saying, "Maya came, we fell down, we became confused, we became tired, we were afraid", will you?
34Jaisē ājkal kī duniyā mē̃ samāchār patrō̃ mē̃ kyā khabarē nikaltī hai ?
35What news is constantly in the newspapers all over the world?
35Duḥkh key|kī , aśhānti key|kī , uljhanō̃ key|kī .
36News of sorrow, peacelessness and confusion.
36Lēkin āpkē samāchār patra kaun sē hōṅgē ?
37However, what will your newsletters be?
37Sadā khuśhkhabarī K|kē .
38Always news of happiness.
38Khuśhī K|kē anubhav - āj mainnē yah viśhēṣh anubhav kiyā .
39Experiences of happiness: Today, I had this special experience.
39Āj yah viśhēṣh sēvā key|kī .
40Today, I did this special service.
40Āj mansā K|kē sēvā key|kī anubhūti key|kī .
41Today, I experienced serving through the mind.
41Āj dil śikasta kō dilvālā banā diyā .
42Today, I made happy someone who was disheartened.
42Nīchē girē huē kō uṛā diyā .
43I made fly someone who had fallen down.
43Aisē patra likhē̃gē nā .
44You will write these types of letter, will you not?
44Kyōṅki 63 janm ulajhē bhī , girē bhī , ṭhōkarē̃ bhī khāī .
45Because for 63 births, you have been confused, you have been falling and stumbling.
45Sab kuchh kiyā aur 63 janmō̃ kē bād yah ēk śhrēṣhṭh janm , parivartan kā janm , chaṛhtī kalā sē bhī uṛtī kalā kā janm , ismē̃ ulajhnā , girnā , thaknā , buddhi sē bhaṭaknā , yah bāpdādā dēkh nahī̃ saktē . 46Kyōṅki snēhī bachchē haĩ nā . 47Tō snēhī bachchō̃ kā yah thōṛā-sā duḥkh key|kī lahar kā samay sukhdātā bāp dēkh nahī̃ saktē . 48Samjhā !
46You did everything.
49Tō abhī sadākāl kē liē bītī kī bītī kar liyā nā . 50Jis samay kōī bhī bachchā jarā bhī uljhan mē̃ ātā vā māyā K|kē vighnō̃ K|kē vaśh hō jātā , kamzōr hō jātā us samay vatan mē̃ bāpdādā K|kē sāmnē un bachchō̃ kā chēhrā kaisā dikhāī dētā hai , mālūm hai ?
47So now, after 63 births, in this one elevated birth, in the birth of transformation, in the birth in which you don’t just have the ascending stage, but the flying stage, if you still become confused, fall down or become tired or wander around with your intellect, BapDada can’t bear to see it.
51Mickey mouse K|kē khēl kī tarah .
48You are loving children, are you not?
52Kabhī māyā K|kē bōjh sē mōṭē ban jātē . 53Kabhī purūṣhārth K|kē himmathīn chhōṭē ban jātē . 54Mickey mouse bhī kōī chhōṭā , kōī mōṭā hōtā hai nā .
49So the Father, the Bestower of Happiness cannot bear to see even the slightest period of a wave of sorrow of loving children. 50Do you understand?
55Mickey mouse tō nahī̃ banē̃gē nā . 56Bāpdādā bhī yah khēl dēkh hanstē rahtē haĩ .
51So now you have made the past the past for all time, have you not?
57Kabhī dēkhō phariśhtā rūp , kabhī dēkhō mahādānī rūp , kabhī dēkhō sarv K|kē snēhī sahyōgī rūp , kabhī double light rūp aur kabhī-kabhī phir Mickey mouse bhī hō jātē haĩ .
52Any time a child becomes even slightly confused or is influenced by obstacles of Maya, or becomes weak, do you know what the face of that child appears like to BapDada in the subtle region?
58Kaun-sā rūp achchhā lagtā hai ?
53It is like a cartoon or a film of Mickey Mouse.
59Yah chhōṭā-mōṭā rūp tō achchhā nahī̃ lagtā hai nā .
54Sometimes, with a burden of Maya, you become big.
60Bāpdādā dēkh rahē thē ki bachchō̃ kō abhī kitnā kārya karnā hai .
55Sometimes you lose courage in making effort and you become small.
61Kiyā hai vah tō karnē kē āgē kuchh bhī nahī̃ hai .
56They have different sizes of Mickey Mouse, some big and some small.
62Abhī kitnō̃ kō sandēśh diyā hai ?
57You will not become Mickey Mouse, will you?
63Lākh ḍēṛh lākh banē haĩ nā .
58BapDada is amused to see this cartoon.
64Kam sē kam satyug key|kī pahlī saṅkhyā 9 lākh tō banāō . 65Banānā tō jyādā hai lēkin abhī 9 lākh K|kē hisāb sē bhī sōchō tō lākh ḍēṛh lākh kitnē percent huē ?
59Sometimes you have an angelic form, sometimes the form of a great donor, sometimes the form of being loving and cooperative to everyone, sometimes doublelight and at other times you still become Mickey Mouse.
66Bāpdādā dēkh rahē thē kitnī sēvā abhī karnī hai .
60Which form do you like? 61You don't like those small forms, do you?
67Jiskē ūpar itnī sēvā key|kī jimmadārī hai , vah kitnē busy hōṅgē .
62BapDada was seeing how much work you children still have to do.
68Unhō̃ kō aur kuchh sōchnē key|kī phursat hōgī ?
63Compared to how much you have to do, what you have already done is nothing.
69Jō busy rahtā hai vah sahaj hī māyājīt hōtā hai .
64How many have you given the message to so far?
70Busy kismē̃ haĩ ? 71Dr̥iṣhṭi dvārā , mansā dvārā , vāṇī dvārā , karma dvārā , samparka dvārā chārō̃ prakār key|kī sēvā mē̃ busy .
65At least create the first population of the golden age of 900,000. You have to create more but, at the moment, at least create 900,000!
72Mansā aur vāṇī vā karma dōnō̃ sāth-sāth hō̃ .
66BapDada was seeing how much service you still have to do.
73Chāhē karma kartē hō , chāhē mukh sē bōltē hō , jaisē double light hō , double tājdhārī hō , double pūjya hō , double varsā pātē hō tō sēvā bhī double chāhiē . 74Sirph mansā nahī̃ .
67How busy should those who have such a responsibility of service be? 68Would they have time to think about anything else? 69Those who remain busy easily become conquerors of Maya.
75Sirph karma nahī̃ .
70What are they busy in?
76Lēkin mansā K|kē sāth-sāth vāṇī . 77Mansā K|kē sāth-sāth karma . 78Iskō kahā jātā hai double sēvādhārī .
71They are busy doing all types of service – through their vision, their thoughts, words, deeds and connections.
79Aisē double sēvādhārī svataḥ hī māyājīt rahtē haĩ . 80Samjhā ! 81Single sēvā kartē hō .
72Together with thoughts, let there also be service through words and deeds.
82Sirph vāṇī mē̃ vā sirph karma mē̃ ā jātē hō tō māyā kō sāthī bannē kā chance mil jātā hai . 83Mansā arthāt yād . 84Yād hai bāp kā sahārā . 85Tō jahā̃ double hai , sāthī sāth mē̃ hai tō māyā sāthī ban nahī̃ saktī .
73Whether you are performing actions or whether you are speaking, just as you are doublelight, you have double crowns, you are doubly worshipped and you want to claim a double inheritance, in the same way there has to be double service.
86Single hōtē hō tō māyā sāthī ban jātī hai . 87Phir kahtē sēvā tō bahut key|kī . 88Sēvā key|kī khuśhī bhī hōtī hai lēkin phir sēvā K|kē bīch mē̃ māyā bhī ā gaī . 89Kāraṇ ?
74Let it not just be serving through your mind or just performing actions but, together with serving through the mind, let there also be service through words.
90Single sēvā key|kī . 91Double sēvādhārī nahī̃ banē .
75Together with the mind, let there also be actions.
92Abhī is varṣh double vidēśhī kis bāt mē̃ prize lē̃gē ? 93Prize lēnī tō hai nā !
76This is known as being a double server. 77Such double servers are automatically conquerors of Maya.
94Jō sēvākēndra 84 kā varṣh sēvā mē̃ , sva key|kī sthiti mē̃ sadā nirvighna rah , nirvighna banānē kā vibration viśhva mē̃ phailāyēṅgē , sārē varṣh mē̃ kōī bhī vighna vaśh nahī̃ hōṅgē - aisī sēvā aur sthiti mē̃ jis bhī sēvākēndra kā example hōgā uskō number one prize milēgī . 95Aisī prize lē̃gē nā ! 96Jitnē bhī centres lē̃ . 97Chāhē dēśh K|kē hō̃ , chāhē vidēśh K|kē hō̃ lēkin sārē varṣh mē̃ nirvighna hō̃ .
78Do you understand?
98Yah centre K|kē pōtāmēl kā chart rakhnā .
79You only do single service.
99Jaisē aur pōtā male|mail|mēl rakhtē hō nā . 100Kitnī pradarśhaniyā̃ huī , kitnē lōg āyē , vaisē yah pōtāmēl her|har mās kā note karnā .
80If you simply serve through words or actions, then Maya takes a chance to become your companion.
101Yah mās sab class K|kē ānē vālē brāhmaṇ parivār nirvighna rahē . 102Māyā I|āī|eye ismē̃ kōī aisī bāt nahī̃ .
81To serve through the mind means remembrance; remembrance is to have the support of the Father.
103Aisē nahī̃ ki māyā āyēgī hī nahī̃ . 104Māyā āvē lēkin māyā K|kē vaśh nahī̃ hōnā hai .
82So when you are double, when you have the Companion with you, Maya cannot become your companion.
105Māyā kā kām hai ānā aur āpkā kām hai - māyā kō jītnā .
83When you remain single, Maya becomes your companion.
106Unkē prabhāv mē̃ nahī̃ ānā hai .
84You then say that you did a lot of service.
107Apnē prabhāv sē māyā kō bhagānā hai , na ki māyā K|kē prabhāv mē̃ ānā hai .
85You still have the happiness of service but then Maya comes in between service.
108Tō samjhā kaun-sī prize lēnī hai .
86What was the reason for that?
109Ēk bhī vighna mē̃ āyā tō prize nahī̃ kyōṅki sāthī hō nā . 110Sabhī kō ēk dō kō sāth dētē huē apnē ghar chalnā hai nā . 111Iskē liē sadā sēvākēndra kā vātāvaraṇ aisā śhakti - śālī hō jō vātāvaraṇ bhī sarv ātmāō̃ kē liē sadā sahyōgī ban jāē . 112Śhaktiśhālī vātāvaraṇ kamzōr kō bhī śhaktiśhālī banānē mē̃ sahyōgī hōtā hai .
87You did single service.
113Jaisē kilā bāndhā jātā hai nā .
88You weren't a double server.
114Kilā kyō̃ bāndhtē haĩ ki prajā bhī kilē K|kē andar safe rahē .
89Now, this year, what will you double foreigners claim a prize in?
115Ēk rājā kē liē kōṭhrī nahī̃ banātē , kilā banātē thē .
90You do want to claim a prize, do you not?
116Āp sabhī bhī svayã kē liē , sāthiyō̃ kē liē , anya ātmāō̃ kē liē jvālā kā kilā bāndhō . 117Yād K|kē śhakti key|kī jvālā hō . 118Abhī dēkhē̃gē kaun prize lētē haĩ ? 11984 K|kē ant mē̃ , new year manānē ātē hō nā tō jō vijayī hōṅgē unhō̃ kō viśhēṣh nimantraṇ dēkar bulāyā jāyēgā .
91The centres that this year remain free from obstacles in terms of service and each one's individual stage, and who spread into the world vibrations of being free from obstacles, that are not influenced by any obstacles throughout the year, centres that have examples of those with such a stage and who also do such service will receive a number one prize.
120Akēlē vijayī nahī̃ . 121Pūrā centre vijayī hō .
92You will claim such a prize, will you not?
122Us centre key|kī ceremony karē̃gē .
93As many centres as they want can claim this.
123Phir dēkhē̃gē vidēśh āgē ātā hai vā dēśh ? 124Achchhā , aur kōī muśhkil tō nahī̃ , kōī bhī māyā kā rūp taṅg tō nahī̃ kartā hai nā .
94They can be from this land or abroad, but they should have been free from obstacles throughout the whole year.
125Yādgār mē̃ kahānī kyā sunī hai ! 126Sūpnakhā uskō taṅg karnē I|āī|eye tō kyā kiyā ?
95Keep a chart of this account for the centre, just as you keep all the other accounts.
127Māyā kā nāk kāṭnē nahī̃ ātā ? 128Yahā̃ sab sahaj hō jātā hai , unhōnnē tō inṭrēsṭiṅg banānē kē liē kahānī banā dī hai .
96You note down how many exhibitions you had, how many people came etc. 97In the same way, also note this down in your accounts every month.
129Māyā par ēk bār war|vār kar liyā , bas . 130Māyā mē̃ kōī dam nahī̃ hai , kamzōr hai .
98This month all the Brahmin family who came to class remained free from obstacles.
131Sirph bāhar kā rūp śhaktiśhālī banākar ātī hai .
99Let there not be anything such as Maya come etc.
132Bākī hai andar key|kī kamzōrī .
100Don't think that Maya will not come.
133Marī paṛī hai . 134Thōṛā-sā rahā huā śhvāṅs chal rahā hai .
101Maya may come, but don't be influenced by her.
135Iskō khatm karnā aur vijayī bannā hai .
102It is Maya's duty to come and your duty to conquer Maya.
136Kyōṅki antim samay par tō pahũch gayē haĩ nā !
103Don't be influenced by her. 104With your influence, chase Maya away.
137Sirph vijayī ban vijay K|kē hisāb sē rājya bhāgya pānā hai .
105Do not become influenced by Maya. 106So do you understand which prize you have to claim?
138Isliē yah antim śhvāṅs par nimitt mātra vijayī bannā hai . 139Māyā jīt jagatjīt haĩ nā .
107If even one person is caught up in obstacles, then there cannot be a prize because you are all companions.
140Vijay prāpt karnē kā phal - rājya bhāgya hai .
108All of you have to return home accompanying one another.
141Isliē sirph nimitt mātra yah māyā sē khēl hai . 142Yuddha nahī̃ hai . 143Khēl hai , samjhā ! 144Āj sē mikkīmāus nahī̃ bannā .
109For this, the atmosphere at your centre should always be so powerful that it becomes constantly co operative for all souls.
145Achchhā ! 146Satyug key|kī sthāpanā kē bārē mē̃ kuchh jānkārī
110A powerful atmosphere helps to make weak ones strong, just like a fortress.
147Apnē kalp pahlē vālē svarg K|kē merge huē saṅskārō̃ kō emerge karō tō svayã hī apnē kō satyugī śāhajādī vā śāhajādē anubhav karē̃gē aur jis samay vah satyugī saṅskār emerge karē̃gē tō satyug key|kī sabhī rīti-rasam aisē spaṣhṭ emerge hōṅgī jaisē kal key|kī bāt hai . 148Kal aisā kartē thē - aisā anubhav kar saktē hō . 149Satyug kā arth|earth hī hai , jō bhī prakr̥iti K|kē sukh haĩ , ātmā K|kē sukh haĩ , buddhi K|kē sukh haĩ , man K|kē sukh haĩ , sambandh K|kē sukh haĩ , jō bhī sukh hōtē vah sab hājir haĩ . 150Tō ab sōchō prakr̥iti K|kē sukh kyā hōtē haĩ , man kā sukh kyā hōtā hai , sambandh kā sukh kyā hōtā hai - aisē emerge karō .
111Why do they build a fortress?
151Jō bhī āpkō is duniyā mē̃ achchhē tē achchhā dikhāī dētā hai - vah sab chīzē̃ pure rūp mē̃ , sampann rūp mē̃ , sukhdāī rūp mē̃ vahā̃ hōṅgī . 152Chāhē dhan kahō , tan kahō , mausam kahō , sab prāpti tō śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh haĩ - uskō hī satyug kahā jātā hai . 153Ēk bahut achchhē tē achchhī sukhdāī sampann family samjhō ; vahā̃ rājā prajā samān martabē hōtē huē bhī parivār K|kē rūp mē̃ chaltā hai . 154Yah nahī̃ kahē̃gē ki yah dās-dāsī hai .
112So that even the people within the fortress remain safe.
155Number hōṅgē , sēvā hōgī lēkin dāsī hai is bhāvnā sē nahī̃ chalē̃gē .
113They didn't build just a little place for the king, but they would build a fortress.
156Jaisē parivār K|kē sab sambandh khuśh mijāj , sukhī parivār , samarth parivār , jō bhī śhrēṣhṭhatā hai vah sab hai .
114All of you also build a fortress of powerful flames for your self, for your companions and for all souls.
157Dukānō̃ mē̃ bhī kharīdārī karē̃gē tō hisāb-kitāb sē nahī̃ .
115Let it be of the flames of the power of remembrance.
158Parivār key|kī lēn-dēn K|kē hisāb sē kuchh dēgē kuchh lē̃gē . 159Gift hī samjhō .
116Now we shall see who claims this prize at the end of the year.
160Jaisē parivār mē̃ niyam hōtā hai - kiskē pās|pass jyādā chīz hōtī hai tō sabhī kō bāṇṭtē haĩ .
117You come here to celebrate the New Year. 118So those who are victorious will especially be invited with a special invitation.
161Hisāb-kitāb key|kī rīti sē nahī̃ .
119You will not be victorious alone.
162Kārōbār chalānē kē liē kōī kō kōī ḍiyūṭī milī huī hai , kōī kō kōī .
120The whole centre has to be victorious. 121We will have a ceremony for that centre.
163Jaisē yahā̃ madhuban mē̃ hai nā . 164Kōī kapṛē sambhāltā , kōī anāz sambhāltā , kōī paisē tō nahī̃ dētē hō nā .
122Then we shall see whether it is those from abroad or those from this land who go ahead.
165Lēkin charge vālē tō haĩ nā . 166Aisē vahā̃ bhī hōṅgē .
123Achcha, there isn't anything else that is difficult, is there?
167Sab chīzē̃ athāh hai , isliē jī hājir .
124No form of Maya is troubling you, is there?
168Kamī tō hai hī nahī̃ . 169Jitnā chāhiē jaisā chāhiē vah lō|low .
125What story did you hear in the memorial?
170Sirph busy rahnē kā yah ēk sādhan hai . 171Vah bhī khēl-pāl hai .
126What happened to Supnakha when she came to cause trouble?
172Kōī hisāb-kitāb kiskō dikhānā tō hai nahī̃ .
127Do you not know how to cut off Maya's nose?
173Yahā̃ tō saṅgam hai nā . 174Saṅgam mānā economy .
128Here, everything happens easily.
175Satyug mānā - khāō , piyō , uṛāō . 176Ichchhā mātram avidyā hai .
129They have made up a story just to make it interesting.
177Jahā̃ ichchhā hōtī vahā̃ hisāb-kitāb karnā hōtā .
130When Maya is attacked once, that is enough.
178Ichchhā K|kē kāraṇ hī nīchē ūpar hōtā hai .
131Maya doesn’t have any strength.
179Vahā̃ ichchhā bhī nahī̃ , kamī bhī nahī̃ .
132It is just the weakness within.
180Sarv prāpti haĩ aur sampann bhī haĩ tō bākī aur kyā chāhiē !
133She is already dead. 134She is now in her last breath; that still remains.
181Aisē nahī̃ achchhī chīz lagtī tō jyādā lē lī . 182Bharpūr hōṅgē .
135You have to destroy that and become victorious because you have reached the final moments.
183Dil bharī huī hōgī . 184Satyug mē̃ tō jānā hī hai nā . 185Prakr̥iti sab sēvā karēgī .
136You simply have to become victorious and accordingly claim your fortune of the kingdom.
186 ( satyug mē̃ bābā tō nahī̃ hōṅgē ) brahmā bāp tō sāth hī hōṅgē .
137Therefore, in this last breath, become victorious just for namesake.
187 ( śhivbābā ūpar kyā karē̃gē ? 188) bachchō̃ kā khēl dēkhtē rahē̃gē .
138It is said that those who conquer Maya conquer the world.
189Kōī tō sākṣhī bhī hō nā . 190Nyārā tō nyārā hī rahēgā nā .
139The fortune of the kingdom is the fruit of attaining victory.
191Pyārā rahēgā lēkin nyārā rah karkē pyārā rahēgā .
140This is why this game of Maya is in name only.
192Pyārē kā khēl tō abhī kar rahē haĩ nā .
141It is not a battle; it is a game. 142Do you understand?
193Satyug mē̃ nyārāpan hī achchhā hai .
143From today, don't become Mickey Mouse. 144Achcha.
194Nahī̃ tō jab āp sabhī girē̃gē tō kaun nikālēgā !
145Some information about the establishment of the golden age.
195Satyug mē̃ ānā arthāt chakra mē̃ ānā . 196Achchhā - satyug mē̃ jab āp janma lō tō tab nimantraṇ dēnā . 197Āp agar saṅkalp emerge karē̃gī tō phir āyēṅgē .
146Make your merged sanskars of heaven of the previous cycle emerge and you will experience yourself to be a goldenaged prince or princess.
198Satyug mē̃ ānā arthāt chakra mē̃ ānā . 199Bāpdādā kō svarg key|kī bātō̃ mē̃ āp ākarṣhaṇ kar rahē hō ! 200Achchhā - itnē tō vaibhav hōṅgē jō sab khā bhī nahī̃ sakē̃gē .
147When you make those goldenaged sanskars emerge, all the customs and systems of the golden age will emerge so clearly that it will be as though it is a matter of only yesterday.
201Sirph dēkhtē rahē̃gē . 202Achchhā
148Yesterday, we used to do this.
203Aisē sadā sarv samarth ātmāō̃ kō , sadā māyājīt , jagatjīt ātmāō̃ kō , sadā sahaj yōgī bhav K|kē vardānī bachchō̃ kō , double sēvādhārī , double tājdhārī , double light bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē . 204 205Dādī jī madrās , baiṅgalūr , maisūr tathā kalkattā kā chakra lagākar madhuban pahũchī haĩ , dādī jī kō dēkh bāpdādā bōlē : 206 kadamō̃ mē̃ padamō̃ key|kī sēvā samāī huī hai .
149You can have this experience, can you not?
207Chakravartī ban chakra lagāē apnē yādgār sthān banā liē . 208Kitnē tīrtha banē ! 209Mahāvīr bachchō̃ kā chakra lagānā mānā yādgār bannā . 210Her|har chakra mē̃ apnī-apnī viśhēṣhtā hōtī hai .
150The golden age, the age of truth means to have present all the different types of happiness: happiness of nature, happiness of the soul, happiness of the intellect, happiness of the mind and happiness of relationships.
211Is chakra mē̃ bhī kaī ātmāō̃ K|kē dilō̃ key|kī āśhā pūrṇ karnē key|kī viśhēṣhtā rahī . 212Yah dil key|kī āśhā pūrṇ karnā arthāt vardānī bannā .
151So now think about what the happiness of nature would be, what the happiness of the mind would be, and what the happiness of relationships would be.
213Vardānī bhī banī aur mahādānī bhī banī .
152Let all this emerge.
214Drama anusār jō programme bantā hai usmē̃ kaī rāz bharē huē hōtē haĩ . 215Rāz uṛākē lē jātē haĩ . 216Achchhā - 217Jānkī dādī sē : āp sabhī kō nām kā dān dētī hō !
153Whatever you see as the best of all in this world will all exist there in its purest form, in its complete form and its form of giving happiness.
218Nām kā dān kyā hai ? 219Āpkā nām kyā hai ! 220Nām kā dān dēnā arthāt trustee bankar vardān dēnā .
154Whether wealth, your mind, or the weather – all the most elevated of attainments, is called the golden age.
221Āpkā nām lētē hī sabkō kyā yād āyēgā ? 222- second mē̃ jīvan mukti . 223Trustee bannā .
155Just think of it as a very good, the best of all, complete family that constantly gives happiness.
224Yah āpkē nām key|kī viśhēṣhtā hai . 225Isliē nāmadān bhī dē dō tō kiskā bhī bēḍā pār hō jāyēgā .
156There, even though there are the different levels of status of king and subjects, everything functions as a family.
226Bāp nē abhī āpkē ṭrasṭīpan key|kī viśhēṣhtā kā gāyan kiyā hai , vahī yādgār , hai .
157They wouldn’t say that someone is a maid or a servant. 158They will be numberwise.
227Vahī janak akṣhar unkō mil gayā hōgā . 228Ēk hī janak kī dō kahāniyā̃ haĩ .
159They will be doing service, but there will not be the feeling that someone is a servant.
229Janak jō second mē̃ vidēhī ban gayā .
160In a family there, all relationships are ones of happiness.
230Dūsrā janak jō second mē̃ trustee ban gayā . 231Mērā nahī̃ - tērā .
161It is a happy family, a powerful family and consists of everything elevated.
232Trētā vālā janak bhī dikhātē haĩ . 233Lēkin āp tō bāp key|kī janak hō , sītā vālī nahī̃ .
162You will go to the shops to buy things but it will not be in terms of financial exchange.
234Nām dān kā mahatva kyō̃ haĩ , is par class karānā .
163There will the exchange of give and take in terms of a family.
235Nām key|kī naīyā dvārā bhī pār hō jātē haĩ .
164Just think of it as a gift. 165A family has disciplines.
236Aur kuchh samajh mē̃ na bhī āyē lēkin śhivbābā śhivbābā bhī kahā tō svarg key|kī gate|get pās|pass tō mil jātī hai . 237Achchhā
166For instance, when someone has a lot of something, he shares it with the rest of the family, not in terms of being accountable.
238Sabhī mahārathī bhāī-bahanō̃ kō dēkh : 239Sēvā kē nimitt banē huē bachchō̃ key|kī bhī tō mālā hai nā .
167With regard to carrying out the activities, everyone is given his or her own duty, just as here in Madhuban.
240Sabhī viśhēṣh ratna nimitt banē huē hō . 241Nimitt bannē key|kī viśhēṣhtā nimitt banātī hai .
168Some look after the clothes, some look after the grain; they don't have to give money, do they?
242Brahmā bāp kō āp sabkē ūpar ēk bāt kā nāz hai .
169However, there are people in charge of everything.
243Kaun-sī bāt kā viśhēṣh nāz hai ?
170It will be like that there too.
244Sabhī bachchō̃ nē ēk dō mē̃ vichār milātē huē ādi sē unity kā jō rūp dikhāyā hai is par brahmā bāp kō viśhēṣh nāz hai .
171Everything there is plentiful and therefore it is always present. 172There is nothing lacking at all.
245 unity is brāhmaṇ parivār kā foundation hai .
173You can take as much as you want of whatever you want.
246 isliē brahmā bāp kō avyakt vatan mē̃ rahtē bhī bachchō̃ par nāz hai .
174That is just a way to remain busy. 175That is just a game of entertainment.
247Dēkhtē tō haĩ nā kārōbār .
176You don't have to show your accounts to anyone.
248Landan group sē : sadā rūhānī gulāb ban aurō̃ kō bhī khuśhbū dēnē vālē avināśhī bagīchē K|kē puṣhp hō nā . 249Sabhī rūhānī gulāb hō .
177Here it is the confluence age. 178The confluence age means economy. 179The golden age means to eat, drink and use as much as you want.
250Jis rūhānī gulāb kō dēkh sārī viśhva ākarṣhit hōtī hai .
180You are completely ignorant of the word “desire”.
251Ēk-ēk rūhānī gulāb kitnā valuable hai .
181Where there are desires, you have to show the accounts.
252Amūlya hai . 253Jō abhī tak bhī āp sabkē jaṛ chitrō̃ key|kī bhī value haĩ .
182It is only because of desires that there is fluctuation, there is up and down.
254Ēk-ēk jaṛ chitra kitnī value sē lētē vā dētē haĩ .
183There, there are no desires and there is nothing lacking.
255Haĩ tō sādhāraṇ patthar yā chāndī yā sōnā lēkin value kitnī haĩ .
184You have all attainments and you are also complete, and so what more would you need?
256Sōnē key|kī mūrti kitnī value mē̃ dēgē .
185It isn't that because you like something you take more of it.
257Itnē valuable kaisē banē !
186You will remain full. 187Your heart will be filled.
258Kyōṅki bāp kā bannē sē sadā hī śhrēṣhṭh ban gayē .
188You have to go to the golden age. 189Nature will serve you in every way.
259Isī bhāgya K|kē gīt sadā gātē rahō .
190(Baba will not be there in the golden age.)
260Vāh mērā bhāgya aur vāh bhāgya vidhātā !
191He will continue to watch the games of the children.
261Aur vāh saṅgamyug ! 262Vāh mīṭhā drama !
192There has to be someone who is a detached observer.
263Sabmē̃ vāh-vāh ātā hai nā . 264Vāh-vāh K|kē gīt gātē rahtē hō nā !
193The One who is detached would remain detached, would He not?
265Bāpdādā kō london nivāsiyō̃ par nāz hai , sēvā K|kē vr̥ikṣha kā bīj jō hai vah london hai .
194He would be loving, but He would be loving whilst being detached. 195He is playing the game of being loving at this time, is He not?
266Tō london nivāsī bhī bījrūp hō gayē .
196In the golden age, it is best to remain detached.
267U|you . K|kē . vālē arthāt sadā ō . K|kē . rahnē vālē , sadā paṛhāī aur sēvā dōnō̃ kā balance rakhnē vālē .
197Otherwise, who would pull all of you up when you have fallen down? 198To enter the golden age means to come into the cycle.
268Sadā her|har kadam mē̃ svayã key|kī unnati kō anubhav karnē vālē .
199Achcha. 200When you take birth in the golden age, then invite Me!
269Jab bāp K|kē banē tō sadā bāp kā sāth aur bāp kā hāth hai .
201If you have that thought in an emerged form, I will come there.
270Her|har bachchē kē ūpar - aisē anubhav kartē hō nā .
202To enter into the golden age means to enter into the cycle.
271Jiskē ūpar bāp kā hāth hai vah sadā hī safe haĩ .
203You are tempting BapDada with things of the golden age. 204Achcha.
272Sadā safe rahnē vālē hō nā . 273Ō . K|kē . group kē pās māyā tō nahī̃ ātī hai nā .
205There will be so many things there that you won't even be able to eat them all.
274Māyā bhī sadā kē liē ō . K|kē . , ō . K|kē . karkē vidāī karkē chalī jātī hai .
206You will simply continue to look at them. 207Achcha.
275U|you . K|kē . arthāt ō . K|kē . group kō saṅg bhī tō bahut śhrēṣhṭh haĩ nā . 276Saṅg achchhā , vāyumaṇḍal śhaktiśhālī tō māyā ā kaisē saktī ! 277Sadā hī safe hōṅgē . 278Ō . K|kē . group arthāt māyājīt group .
208To such allpowerful souls; to the souls who are always conquerors of Maya and thereby conquerors of the world; to the children who have received the blessing of being constantly easy yogis; to the doubleservers, the double crowned, doublelight children, BapDada's love, remembrance and namaste.
279Mauritius party : sadā apnē kō śhrēṣhṭh bhāgyavān samajhtē hō ? 280Bhāgya mē̃ kyā milā ? 281Bhagvān hī bhāgya mē̃ mil gayā !
209Blessing: May you be feelingproof and remain free from obstacles by applying the double lock of accurate remembrance and service.
282Svayã bhāgya vidhātā bhāgya mē̃ mil gayā . 283Issē baṛā bhāgya aur kyā hō saktā hai ?
210Put a doublelock of remembrance and service on all the doors through which Maya enters.
284Tō sadā yē khuśhī rahtī hai ki viśhva mē̃ sabsē baṛē tē baṛē bhāgyavān ham ātmāyē̃ haĩ . 285Ham nahī̃ , ham ātmāyē̃ . 286Ātmāyē̃ kahē̃gē tō kabhī bhī ulṭā naśhā nahī̃ āyēgā .
211If you are doing service whilst staying in remembrance and Maya comes, then something is definitely lacking in remembrance or service.
287Dēhī-abhimānī bannē sē śhrēṣhṭh naśhā - īśhvarīy naśhā rahēgā .
212Accurate service is that in which there isn’t any selfishness.
288Bhāgyavān ātmāyē̃ haĩ , jinhō̃ K|kē bhāgya kā ab bhī gāyan hō rahā hai .
213If there isn't altruistic service, the lock is loose.
289 bhāgavat - āpkē bhāgya kā yādgār hai .
214There has to be powerful remembrance.
290Aisā avināśhī bhāgya jō ab tak bhī gāyan hōtā hai , isī khuśhī mē̃ sadā āgē baṛhtē rahō .
215If you have such a doublelock, you become free from obstacles.
291Kumāriyā̃ tō nirbandhan , tan sē bhī nirbandhan , man sē bhī nirbandhan .
216Then you will be a soul who is feelingproof with regard to the waste feelings of “why?” and “what?”
292Aisē nirbandhan hī uṛtī kalā kā anubhav kar saktē haĩ .
217Slogan: The balance of love and power enables you to experience success.
293Achchhā - ōm śhānti .
218* * * O M S H A N T I* * *