मंगलवार 28 फ़रवरी 1984 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 128-02-84 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 28-02-84 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2 prāṇ avyakt bāpdādā dvārā jhaṇḍārōhaṇ
1The significance of the point and the drop.
3Āj 48 vī̃ trimūrti śhiv jayantī K|kē uplakṣhya mē̃ ōm śhānti bhavan key|kī stage par khaṛē hōkar svayã mīṭhē bābul nē jhaṇḍā laharāyā tathā sabhī bachchō̃ kē prati madhur sandēśh mē̃ kahā -
2Today, the Father, the Innocent Lord, has come to meet His innocent children, to celebrate the day of incarnation of the children and the Father, that is, to celebrate the unique spiritual birthday.
4Bāp kahtē haĩ bachchō̃ kā jhaṇḍā sadā mahān hai .
3The most loved by the Father are the children.
5Bachchē nahī̃ hōtē tō bāp bhī kyā kartē ! 6Āp kahtē haĩ bāp kā jhaṇḍā sadā mahān … ( gīt baj rahā thā ) aur bāp kahtē haĩ bachchō̃ kā jhaṇḍā sadā mahān .
4Innocent means constantly to have an easy nature, to have pure feelings and honesty and cleanliness in both your mind and actions. 5Such innocent children attract the Father, the Innocent Lord, to themselves.
7Sadā sabhī bachchō̃ K|kē mastak par vijay kā jhaṇḍā laharā rahā hai . 8Sabkē nayanō̃ mē̃ , sabkē mastak mē̃ vijay kā jhaṇḍā laharāyā huā hai .
6The Father, the Innocent Lord, constantly continues to turn the beads of the rosary of the virtues of the innocent children who have such an easy nature.
9Bāpdādā dēkh rahē haĩ - ēk yah jhaṇḍā nahī̃ laharāyā lēkin sabkē mastak mē̃ sāth-sāth vijay kā jhaṇḍā avināśhī laharāyā huā hai .
7All of you turned the beads of the rosary in the name of the Father for many births and now, at the confluence age, the Father is giving you children the return.
10Bāp aur bachchō̃ K|kē wonderful birth day key|kī mubārak
8He turns the beads of the rosary of the children's virtues.
11Chārō̃ ōr K|kē ati snēhī , sēvā K|kē sāthī , sadā kadam mē̃ kadam rakhnē vālē bachchō̃ kō is alaukik brāhmaṇ jīvan key|kī , birth day key|kī mubārak hō .
9The Innocent Lord loves all the innocent children so much. 10To the extent that you are embodiments of knowledge, knowledgefull, and powerful, to that extent you are innocent.
12Sadā sabhī bachchō̃ kō bāpdādā yādpyār aur mubārak key|kī return mē̃ snēh bharī bā̃hō̃ key|kī mālā pahnātē huē mubārak dē rahē haĩ .
11God loves innocence. 12You know this elevated fortune of yours, do you not? 13You have even attracted God. 14You have made Him belong to you.
13Sabhī bachchō̃ kō yah alaukik birth-day viśhva key|kī her|har ātmā yādgār rūp mē̃ manātī hī ātī hai kyōṅki bāp kē sāth bachchō̃ nē bhī brāhmaṇ jīvan mē̃ sarv ātmāō̃ kō bahut , bahut , bahut sukh-śhānti , khuśhī aur śhakti kā sahyōg diyā hai .
15Today is the day for both the devotees, and the children especially, to celebrate. 16Devotees are making preparations and are invoking Him, whereas you are personally sitting in front of Him. 17The Father is amused to see the divine activities of the devotees and He is pleased to see the games of the meeting of the children.
14Is sahyōg K|kē kāraṇ sab dil sē śhiv aur śhāligrām dōnō̃ kā birth-day śhiv jayantī manātē haĩ .
18On one side are devotee souls who are apart (viyogi) from Him and on the other side are you easy yogi children.
15Tō aisē śhāligrām bachchō̃ kō śhiv bāp aur brahmā bāp dōnō̃ key|kī sadā padmaguṇā badhāīyā̃ hō̃ , badhāīyā̃ hō̃ .
19Both are loved through their own love. 20Devotees too are no less. 21Tomorrow, tour around in your angelic form of the special beloved deities and see everything.
16Sadā badhāī hō , sadā vr̥iddhi hō aur sadā vidhipūrvak siddhi kō prāpt hō .
22Together with the Father, even the saligram children will be especially worshipped.
17Achchhā - sabhī kō goodmorning . 18
23Look at the devotees worshipping you with the Father.
19Avyakt mahāvākya 20Āj bhōlanāth bāp apnē bhōlē bachchō̃ sē bachchō kā sō bāp kā sō bachchō̃ kā avataraṇ divas arthāt alaukik rūhānī jayantī manānē āyē haĩ .
24Now, even at the end, there are some very staunch devotees who are performing devotion with real love and experiencing the fruit of their love for devotion for a temporary period.
21Bhōlanāth bāp kō sabsē priya bhōlē bachchē haĩ .
25Tomorrow is the day of the devotees special love for devotion.
22Bhōlē arthāt jō sadā saral svabhāv , śhubh bhāv aur svachchhatā sampann man aur karma dōnō̃ mē̃ sachchāī aur saphāī , aisē bhōlē bachchē bhōlānāth bāp kō bhī apnē ūpar ākarṣhit kartē haĩ .
26Do you understand? 27Will all of you celebrate the Father's birthday or your own birthday? 28Throughout the whole cycle, is it possible that you can celebrate the birthday of a father and children on the same day?
23Bhōlānāth bāp aisē saral svabhāv bhōlē bachchō̃ K|kē guṇō̃ key|kī mālā sadā hī simraṇ kartē rahtē haĩ .
29Although it may be the same day, it cannot be the same year. 30There would be some difference between the father and the children.
24Āp sabhī nē anēk janmō̃ mē̃ bāp K|kē nām key|kī mālā simraṇ key|kī aur bāp abhī saṅgamyug par bachchō̃ kō return dē rahē haĩ . 25Bachchō̃ key|kī guṇ mālā simraṇ kartē haĩ .
31However, the alokik birthday of the Father and the children is at the same time. 32You would say that you are celebrating the Father's birthday and the Father would say that He is celebrating the children's birthday.
26Kitnē bhōlē bachchē bhōlānāth kō pyārē haĩ .
33Therefore, it is a wonderful birthday, is it not?
27Jitnā jñānasvarūp , knowledgeful , powerful utnā hī bhōlāpan .
34You are celebrating your own birthday as well as the Father's.
28Bhagvān kō bhōlāpan pyārā hai . 29Aisē apnē śhrēṣhṭh bhāgya kō jāntē hō nā .
35From this, just consider how much love the Father, the Innocent Lord, has for you children that even the birthday is on the same day.
30Jō bhagvān kō mōh liyā . 31Apnā banā diyā .
36So you have attracted the Innocent Lord to this extent.
32Āj bhaktō̃ aur bachchō̃ dōnō̃ kā viśhēṣh manānē kā din hai . 33Bhakta taiyāriyā̃ kar rahē haĩ , āhvān kar rahē haĩ aur āp sammukh baiṭhē hō .
37Devotees become intoxicated with the intoxication of their devotion, whereas you maintain the happiness of having attained everything and you celebrate, sing and dance with Him.
34Bhaktō̃ key|kī līlā bhī bāp dēkh-dēkh muskarātē haĩ aur bachchō̃ key|kī milan līlā dēkh-dēkh harṣhit haĩ .
38There is a lot of significance in the memorial that has been created. 39In their worship and in the images, they have two special specialities.
35Ēk taraph viyōgī bhakta ātmāyē̃ , dūsrē taraph sahaj yōgī bachchē .
40One is the speciality of the point and the other is the speciality of every drop.
36Dōnō̃ hī apnī - apnī lagan sē priya haĩ .
41In their method of worshipping, they give importance to every drop.
37Bhakta bhī kōī cum|kam nahī̃ haĩ .
42At this time you children remain stable in the meaning of the point.
38Kal K|kē din ākārī iṣhṭ rūp mē̃ chakra lagākar dēkhnā .
43The essence of the whole of knowledge is especially merged in the one word "point".
39Bāp kē sāth śhāligrām bachchō̃ key|kī bhī viśhēṣh rūp sē pūjā hōgī . 40Apnā pūjan bāp kē sāth bhaktō̃ kā dēkhnā .
44The Father is a point, you souls are points and in order to imbibe the knowledge of the drama, whatever has happened has ended, that is, you apply a full stop.
41Abhī ant tak bhī naudhā bhakta kōī-kōī haĩ jō sachchē snēh sē bhakti kar bhakti key|kī bhāvnā kā alp samay kā phal anubhav kartē haĩ .
45You experience the knowledge of the drama of all the three that is, of the Supreme Soul, the soul and matter, as a game, as a point in your practical life.
42Kal kā din bhaktō̃ K|kē bhakti key|kī viśhēṣh lagan kā din hai . 43Samjhā !
46This is why even in devotion, importance is given to the point in the middle of the image.
44Āp sabhī bāp key|kī jayantī manāyēṅgē yā apnī ?
47The second is the importance of the drops.
45Sārē kalp mē̃ bāp aur bachchō̃ kā ēk hī birth-day hō - yah hō saktā hai ?
48When all of you sit in remembrance and make others sit in remembrance, what method do you use?
46Bhal din vō hī hō , varṣh vah nahī̃ hō saktā .
49Drops of thoughts. 50You sprinkle the first drop: I am a soul.
47Bāp aur bachchē kā antar tō hōgā nā .
51The second drop: I am a child of the Father.
48Lēkin alaukik jayantī bāp aur bachchō̃ key|kī sāth-sāth hai .
52With the drops of pure thoughts, you experience the success of a meeting.
49Āp kahē̃gē ham bāp kā birth day manātē haĩ aur bāp kahtē - bachchō̃ kā birth day manātē haĩ . 50Tō wonderful birth-day hō gayā nā !
53So, first is the drop of the awareness of pure thoughts. 54The second is when you have a hearttoheart conversation; you sprinkle drops of the pure thoughts of every type of praise of the Father and the attainments.
51Apnā bhī manātē bāp kā bhī manātē .
55"You are like this. 56You have made me this!"
52Issē hī sōcō̃ ki bhōlanāth bāp kā bachchō̃ kē sāth kitnā snēh haĩ jō janm din bhī ēk hī hai .
57You sprinkle such sweet cool drops on the Father, that is, you have a hearttoheart conversation. 58You say one thing and then you think about it.
53Tō itnā mōh liyā nā - bhōlanāth kō .
59You don't think about everything together.
54Bhakta lōg apnē bhakti key|kī mastī mē̃ mast hō jātē haĩ aur āp pā liyā isī khuśhī mē̃ sāth-sāth manātē gātē nāchtē hō .
60Thirdly, all children put in drops of cooperation of their body, mind and wealth. 61This is why you especially speak of the lake becoming full drop by drop.
55Yādgār jō banāyā hai usmē̃ hī bahut rahasya samāyā huā hai . 56Pūjā mē̃ , chitrō̃ mē̃ dō viśhēṣhatāyē̃ viśhēṣh haĩ .
62All the cooperation that all of you give for such a big task of world transformation, for the unlimited task of the Almighty Authority, is said to be like drops of cooperation.
57Ēk tō hai bindū key|kī viśhēṣhtā aur dūsrī hai - bū̃d-bū̃d key|kī viśhēṣhtā .
63However, with a drop of everyone's cooperation, it becomes an unlimited ocean of cooperation.
58Pūjā kī vidhi mē̃ bū̃d-bū̃d kā mahatva hai .
64This is why they have shown the importance of the drop in their worship.
59Is samay āp bachchē bindū K|kē rahasya mē̃ sthit hōtē hō .
65They show a special method of worshipping for a fast. 66They hold a fast.
60Viśhēṣh sārē gyān kā sār ēk bindū śhabda mē̃ samāyā huā hai . 61Bāp bhī bindū , āp ātmāyē̃ bhī bindū aur drama kā gyān dhāraṇ karnē kē liē jō huā - finish arthāt fullstop . 62Bindū lagā diyā .
67In order to be co operative with the Father, you observe the fast of not taking any food of waste thoughts, that you will never take impure or waste thoughts into your intellect. 68You hold this fast that is, you have this determination, whereas devotees hold a fast of not eating impure food.
63Param ātmā , ātmā aur yah prakr̥iti kā khēl arthāt drama tīnō̃ kā gyān practical life mē̃ bindū hī anubhav kartē hō nā . 64Isliē bhakti mē̃ bhī pratibhā K|kē bīch bindū kā mahatva hai .
69As well as this, you become ignited lights for all time and as a memorial of that they stay awake the whole night. 70The imperishable spiritual introspective methods of you children have been taken by the devotees as physical extrovert methods. 71However, they have copied all you children.
65Dūsrā hai - bū̃d kā mahatva - āp sabhī yād mē̃ baiṭhtē hō yā kisī kō bhī yād mē̃ biṭhātē hō tō kis vidhi sē karātē hō ? 66Saṅkalpō̃ key|kī bū̃dō̃ dvārā - maĩ ātmā hū̃ , yah bū̃d ḍālī .
72Because of having a rajopradhan intellect, whatever they were touched by they created such methods. 73Even in the rajoguni period, in terms of the number one devotees and devotion, it is Brahma and all of you special souls who become instruments as satoguni devotees.
67Bāp kā bachchā hū̃ - yah dūsrī bū̃d . 68Aisē śhuddha saṅkalp key|kī bū̃d dvārā milan key|kī siddhi kō anubhav kartē hō nā .
74However, firstly, because of having love in your mind and also power of the mind, the first devotion that begins is of feelings of the mind.
69Tō ēk hai śhuddha saṅkalpō̃ key|kī smr̥iti key|kī bū̃d .
75Those physical methods gradually begin later on.
70Dūsrā jab rūh-rūhān kartē hō , bāp key|kī ēk-ēk mahimā aur prāpti K|kē śhuddha saṅkalp key|kī bū̃d ḍāltē hō nā . 71Āp aisē hō , āpnē hamkō yah banāyā .
76Nevertheless, the Father, the Creator, seeing His creation of devotee souls and their methods, says: It is a wonder of the touching of the intellect of those devotees.
72Yahī mīṭhī-mīṭhī śhītal bū̃dē bāp kē ūpar ḍāltē arthāt bāp sē rūh-rūhān kartē hō .
77Even so, by keeping their intellects busy with those methods, they have at least been protected a little from indulging in vice.
73Ēk-ēk bāt karkē sōchtē hō nā , ikaṭṭhā hī nahī̃ .
78Do you understand the method of your real success that has continued in devotion?
74Tīsrī bāt - sabhī bachchē apnē tanaman - dhan sē sahyōg key|kī bū̃d ḍāltē .
79This is the importance of the memorial. 80Doubleforeign children remain distant from seeing that devotion.
75Isliē āp lōg viśhēṣh kahtē hō - phurī phurī tālāb .
81However, they are devotees of all of you.
76Itnā baṛā viśhva-parivartan kā kārya , sarvśhaktivān kā bēhad kā viśhāl kārya usmē̃ āp harēk jō bhī sahyōg dētē hō , bū̃d samān hī tō sahyōg hai .
82You children experience the divine activities of the devotees, how devotee souls are even today worshipping and invoking you worthyofworship souls. 83Do you experience this?
77Lēkin sabhī key|kī bū̃d-bū̃d K|kē sahyōg sē , sahyōg kā viśhāl sāgar ban jātā hai .
84Do you ever experience the call of devotees? 85Do you feel mercy for the devotees?
78Isliē pūjā kī vidhi mē̃ bhī bū̃d kā mahatva dikhāyā hai .
86You have very clear knowledge of devotees, do you not?
79Viśhēṣh vrat key|kī vidhi dikhātē haĩ . 80Vrat lētē hō nā .
87If devotees are calling out and you don't understand it, what would become of the devotees?
81Āp sabhī bāp K|kē sahyōgī bannē mē̃ vyarth saṅkalp K|kē bhōjan kā vrat lētē hō ki kabhī bhī buddhi mē̃ aśhuddh vyarth saṅkalp svīkār nahī̃ karē̃gē .
88This is why you know the significance very clearly of what the devotees are, who the worshippers are, and who the worthyofworship souls are. 89You know the significance of being worthy of worship and of being a worshipper, do you not?
82Yah vrat arthāt dr̥iṛh saṅkalp lētē hō aur bhakta lōg aśhuddh bhōjan kā vrat rakhtē haĩ .
90Achcha. 91Do you experience the call of the devotees? 92Do the Pandavas also hear it or is it only the Shaktis who hear it?
83Aur sāth-sāth āp sadā kē liē jāgtī jyōti ban jātē hō aur vah uskē yād svarūp mē̃ jāgraṇ kartē haĩ .
93There are many saligrams. 94There are hundreds of thousands of them. 95However, there aren't hundreds of thousands of deities.
84Āp bachchō̃ K|kē avināśhī rūhānī antarmukhī vidhiyō̃ kō bhaktō̃ nē sthūl bāharmukhī vidhiyā̃ banā dī haĩ .
96There would be thousands of gods and goddesses, not hundreds of thousands. 97Achcha, Baba will tell you the secret of this at some other time.
85Lēkin kāpī āp lōgō̃ kō hī kī hai . 86Jō kuchh touch huā , rajōpradhān buddhi hōnē kāraṇ aisē hī vidhi banā dī .
98All the double foreigners who came at the beginning and who became the examples at the beginning, whether they are Shaktis or Pandavas, also have a speciality.
87Vaisē rajōguṇī number one bhakta aur bhakti K|kē hisāb sē satōguṇī bhakta , tō brahmā aur āp sabhī viśhēṣh ātmāyē̃ nimitt bantē hō .
99First of all, the Father is the greatest Foreigner of all. 100Who stays in a foreign land the most? 101The Father stays there the most.
88Lēkin pahlē mansā snēh aur mansā śhakti hōnē K|kē kāraṇ mānasik bhāv key|kī bhakti śhurū hōtī hai .
102Now, day by day, as you make further progress, you will experience the sound of invocation of the devotees and their feelings very clearly.
89Yah sthūl vidhiyā̃ pīchēpīchē dhīrē-dhīrē jyādā hōtī hai .
103You will also know who their special beloved god or goddess is.
90Phir bhī rachayitā bāp apnē bhakta ātmāyē̃ rachnā kō aur unhō̃ key|kī vidhiyō̃ kō dēkh yahī kahē̃gē ki in bhaktō̃ K|kē touching key|kī buddhi key|kī bhī kamāl hai .
104Become a little bit stronger and then, through the touching of a divine intellect, your experience will be as though you are clearly seeing it all through a divine vision.
91Phir bhī in vidhiyō̃ dvārā buddhi kō busy rakhnē sē , vikārō̃ mē̃ jānē sē kuchh na kuchh kinārā tō kiyā nā .
105You are being decorated at the moment and this is why the curtain of revelation is not opening. 106The curtain will open when you become decorated and you will be able to see yourself.
92Samjhā - āpkē yathārth siddhi key|kī vidhi bhakti mē̃ kyā-kyā chaltī ā rahī hai .
107Then it will emerge from everyone's lips that suchandsuch a goddess has come.
93Yah hai yādgār kā mahatva .
108Suchandsuch a deity has also come. 109Achcha.
94Double vidēśhī bachchē tō bhakti dēkhnē sē kinārē mē̃ rahtē haĩ . 95Lēkin āp sabkē bhakta haĩ . 96Tō bhaktō̃ key|kī līlā āp pūjya ātmāō̃ kō samajhnī tō paṛē̃gī nā . 97Double vidēśhī bachchē anubhav kartē hō ki ham pūjya ātmāō̃ kō abhī bhī bhakta ātmāyē̃ kaisē pūjan bhī kar rahī haĩ aur āhvān bhī kar rahī haĩ .
110To the innocent children who have an easy and light nature and are easy yogis, who belong to the Father, the Innocent Lord; to the souls who are embodiments of constantly imbibing in their life the significance of the point and the drop; to the enlightened souls who observe the fast of determination in their thoughts, words and deeds; to the worthyofworship souls who remain stable in their stage of being worthy of worship, love, remembrance and namaste from the Father, the Innocent Lord, the Bestower of Blessings and the Bestower of Fortune.
98Aisē mahsūs kartē hō ? 99Kabhī anubhav hōtā hai - bhaktō̃ key|kī pukār kā . 100Rahm ātā hai bhaktō̃ par .
111BapDada's sweet versions after hoisting the flag: 112The Father says: The children's flag is always great.
101Bhaktō̃ kā gyān bhī achchhī tarah sē hai nā !
113What would the Father do if it weren't for the children?
102Bhakta pukārē̃ aur āp samjhō nahī̃ tō bhaktō̃ kā kyā hōgā ?
114You say that the Father's flag is always great ("The flag of Shiva is always great" song was playing.)
103Isliē bhakta kyā haĩ , pujārī kyā haĩ , pūjya kyā hai is rāz kō bhī achchhī tarah sē jāntē hō .
115And the Father says that the children's flag is always great. 116The flag of victory is constantly hoisted on the forehead of all the children.
104Pūjya aur pujārī K|kē rāz kō jāntē hō nā . 105Achchhā .
117The flag of victory is hoisted in everyone's eyes and on everyone's forehead.
106Kabhī bhaktō̃ key|kī pukār kā anubhav hōtā hai ? 107Pāṇḍavō̃ kō bhī hōtā hai vā sirph śhaktiyō̃ kō hōtā hai .
118BapDada is seeing that it is not one flag that has been hoisted, but the imperishable flag of victory has been hoisted on everyone's forehead.
108Śhāligrām tō ḍhēr hōtē haĩ . 109Lākhō̃ key|kī andāj mē̃ .
119Congratulations for the wonderful birthday of the Father and the children.
110Lēkin dēvtāyē̃ lākhō̃ key|kī andāj mē̃ nahī̃ hōtē . 111Chāhē dēviyā̃ vā dēvtāyē̃ hajārō̃ key|kī andāj mē̃ hōṅgē . 112Lākhō̃ key|kī andāj mē̃ nahī̃ hōgā .
120Congratulations for the birthday of this alokik Brahmin life to all the extremely loving children everywhere, the service companions, and the children who constantly place their foot in the Father's footsteps.
113Achchhā - inkā rāz bhī phir kabhī sunāyēṅgē . 114Double vidēśhiyō̃ mē̃ bhī jō ādi mē̃ āyē haĩ , jyādā mē̃ jyādā kitnē varṣh huē ? 115Nau-das varṣh .
121In return for the love, remembrance and greetings of all the children, BapDada constantly congratulates all the children by garlanding them with His loving arms.
116Tō jō śhurū mē̃ example banē haĩ chāhē śhaktiyā̃ athavā pāṇḍav . 117Unhō̃ key|kī bhī viśhēṣhtā hai nā . 118Bāp tō sabsē pahlē baṛā vidēśhī hai . 119Sabsē jyādā samay vidēśh mē̃ kaun rahtā hai ?
122Every soul of the world has been celebrating this alokik birthday of all the children as a memorial because all souls received the cooperation of lots and lots of happiness, peace, joy and power from the Father as well as all the children in their Brahmin life.
120Bāp rahtā hai nā . 121Abhī din pratidin jitnā āgē samay āyēgā utnā bhaktō̃ K|kē āhvān kā āvāz , unhō̃ key|kī bhāvnāyē̃ sab āpkē pās|pass spaṣhṭ rūp mē̃ anubhav hōṅgī .
123It is because of this cooperation that everyone celebrates the birthday, Shiva Jayanti, of Shiva and the saligrams with a lot of love in their heart. 124To such saligram children, multimillion fold greetings constantly from both Father Shiva and father Brahma. 125Constant congratulations to you.
122Kaunsī iṣhṭ dēvī vā dēvtā hō vō bhī mālūm paṛēgā .
126May you constantly progress and continue to achieve success with the right method. 127Achcha.
123Thōṛē pakkē hō jāō phir yah sab divya buddhi key|kī touching dvārā aisā anubhav hōgā jaisē divya dr̥iṣhṭi sē spaṣhṭ dikhāī dētā hai .
128Good morning to everyone. 129Blessing: May you be a master creator and remain in the stage of a carefree emperor and constantly influence the atmosphere.
124Abhī tō saj rahē hō isliē pratyakṣhatā kā pardā nahī̃ khul rahā hai . 125Jab saj jāyēṅgē tab pardā khulēgā .
130Just as the Father has such a big family and yet is a carefree Emperor, and whilst knowing and seeing everyone is carefree, in the same way, follow the Father.
126Aur svayã kō bhī dēkhē̃gē .
131You yourself influence the atmosphere.
127Phir sabkē mukh sē nikalēgā ki yah phalānī dēvī bhī ā gaī . 128Phalānā dēvtā bhī ā gayā . 129Achchhā -
132The atmosphere should not influence you because the atmosphere is creation and you are master creators.
130Sadā bhōlēnāth bāp K|kē saralchit , sahaj svabhāv vālē sahaj yōgī , bhōlē bachchē , sadā bindī aur bū̃d K|kē rahasya kō jīvan mē̃ dhāraṇ karnē vālē , dhārṇā svarūp ātmāyē̃ , sadā man , vāṇī karma mē̃ dr̥iṛh saṅkalp kā vrat lēnē vālī gyānī tū ātmāyē̃ , sadā apnē pūjya svarūp mē̃ sthit rahnē vālī pūjya ātmāō̃ kō bhōlānāth , vardātā , vidhātā bāp kā yādpyār aur namastē .
133The creator should influence the creation. 134Whenever something happens, then remember that you are a victorious soul. 135By doing this, you will constantly remain carefree and not become afraid. 136Slogan: Experience coolness in the shade of happiness and you will remain pure, clean and humble.
131
137* * * O M S H A N T I* * *