मंगलवार 10 अप्रैल 1984 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 110-04-84 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 10-04-84 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Prabhu pyār - brāhmaṇ jīvan kā ādhār

1The basis of Brahmin life is God's love.

3Pyār K|kē sāgar śhivbābā , prabhu pyār key|kī pālnā mē̃ rahnē vālē śhrēṣhṭh ātmāō̃ prati bōlē

2Today, BapDada is looking at His loving, co­operative and easy yogi children. 3All are yogi souls.

4‘ ‘ āp sabhī snēhī sahyōgī , sahajyōgī ātmāō̃ kō dēkh rahē haĩ .

4It would be said that this is a gathering of yogis.

5Yōgī ātmāyē̃ tō sabhī haĩ . 6Aisē hī kahē̃gē ki yah yōgiyō̃ key|kī sabhā hai .

5All of you sitting here are yogi souls, that is, souls who are loved by God.

7Sabhī yōgī tū ātmāyē̃ arthāt prabhu priya ātmāyē̃ baiṭhī haĩ .

6Those who are loved by God are loved by the world.

8Jō prabhu kō priya lagtī haĩ vah viśhva key|kī priya bantī hī haĩ . 9Sabhī kō yah rūhānī naśhā , rūhānī rūhāb , rūhānī phakhar sadā rahtā hai ki ham paramātm-pyārē , bhagvān K|kē pyārē , jagat K|kē pyārē ban gayē .

7Do all of you constantly have the spiritual intoxication, spiritual pride and spiritual self­respect, that you are loved by the Supreme Soul, that you are those who are loved by God who also become loved by the world?

10Sirph ēk ādhī ghaṛī key|kī najar vā dr̥iṣhṭi paṛ jāē , bhakta lōg iskē pyāsē rahtē haĩ . 11Aur isī kō mahāntā samajhtē haĩ .

8They just want a glimpse or drishti of a second or even half a second; this is what the devotees thirst for and they consider it to be greatness.

12Lēkin āp īśhvarīy pyār K|kē pātr ban gayē .

9However, you have become worthy of God's love. 10You are loved by God.

13Yah kitnā mahān bhāgya hai .

11This is such great fortune!

14Āj her|har ātmā bachpan sē mr̥ityu tak kyā chāhtī hai  ?

12What does each soul nowadays want from childhood till death?

15Bēsamajh bachchē bhī jīvan mē̃ pyār chāhtā hai .

13Even a child who doesn't understand anything wants love in his life.

16Paisā pīchhē chāhtā lēkin pahlē pyār chāhtā .

14They want money afterwards, but first they want love.

17Pyār nahī̃ tō jīvan , nirāśhā kō jīvan anubhav kartē , bēras anubhav kartē haĩ .

15If they don't have love they experience their life to be a life of hopelessness, a life without sweetness.

18Lēkin āp sarv ātmāō̃ kō paramātma pyār milā , paramātmā K|kē pyārē banē .

16However, all of you souls have received God's love, you are loved by God.

19Issē baṛī vastu aur kuchh hai  ?

17Is there anything greater than this?

20Pyār hai tō jahān hai , jān hai .

18If there is love, there is the world, there is life.

21Pyār nahī̃ tō bējān , bējahān haĩ .

19If there is no love, there is no life, there is no world.

22Pyār milā arthāt jahān milā .

20When you receive love, you receive the world.

23Aisā pyār , śhrēṣhṭh bhāgya anubhav kartē hō  ?

21Do you experience this love to be your elevated fortune?

24Duniyā iskī pyāsī hai .

22The world is thirsty for this.

25Ēk bū̃d key|kī pyāsī hai aur āp bachchō̃ kā yah prabhu pyār property hai .

23They are thirsty for one drop of it and you children have received the property of God's love.

26Isī prabhu pyār sē paltē hō . 27Arthāt brāhmaṇ jīvan mē̃ āgē baṛhtē hō .

24You are being sustained with this love from God, that is, you are moving forward in Brahmin life.

28Aisā anubhav kartē hō  ?

25Do you experience this?

29Pyār K|kē sāgar mē̃ lavlīn rahtē hō  ?

26Do you remain merged in the Ocean of Love?

30Vā sirph suntē vā jāntē hō  ?

27Or do you just listen to it or know about it?

31Arthāt sāgar K|kē kinārē par khaṛē-khaṛē sirph sōchtē aur dēkhtē rahtē hō  !

28That is, do you just stand on the shore and think about it and continue to observe it?

32Sirph sunnā aur jānnā yah hai kinārē par khaṛā hōnā .

29Simply to hear or know about it means to stand on the shore.

33Mānnā aur samā jānā yah hai prēm K|kē sāgar mē̃ lavlīn hōnā .

30To accept and to merge in it means to become merged in the Ocean of Love.

34Prabhu K|kē pyārē bankar bhī sāgar mē̃ samā jānā , līn hō jānā yah anubhav nahī̃ kiyā tō prabhu pyār K|kē pātr ban karkē pānē vālē nahī̃ lēkin pyāsē rah gayē .

31If, after being loved by God, you don't experience becoming merged in the Ocean, being absorbed in the Ocean, then you are not those who attain something after belonging to God, but those who remain thirsty.

35Pās|pass ātē bhī pyāsē rah jānā iskō kyā kahē̃gē  ?

32Remaining thirsty, even after coming close; what would you say to this?

36Sōchō kisnē apnā banāyā  !

33Just think about who it is who has adopted you.

37Kiskē pyārē banē  !

34By whom are you loved?

38Kiskī pālnā mē̃ pal rahē haĩ  ?

35By whom are you being sustained?

39Tō kyā hōgā  ?

36So what will happen?

40Sadā snēh mē̃ samāyē huē hōnē kāraṇ samasyāyē̃ vā kisī bhī prakār key|kī halchal kā prabhāv paṛ nahī̃ saktā . 41Sadā vighna-vināśhak , samādhān svarūp , māyājīt anubhav karēṅgē̃ .

37Because of being constantly merged in love, there cannot be the influence of any problems or type of upheaval. 38You will experience yourselves to be a constant destroyer of obstacles, an embodiment of solutions to all problems and a conqueror of Maya.

42Kaī bachchē kahtē haĩ - gyān key|kī guhya bātē̃ yād nahī̃ rahtī̃ .

39Some of you children say that you are unable to remember the deep things of knowledge.

43Lēkin ēk bāt yah yād rahtī hai ki maĩ paramātmā kā pyārā hū̃ , paramātma-pyār kā adhikārī hũ .

40However, remember the one thing which is that you are loved by God and that you have a right to God's love.

44Isī ēk smr̥iti sē bhī sadā samarth ban jāyēṅgē .

41With this one awareness you will become constantly powerful.

45Yah tō sahaj hai nā .

42This is easy, is it not?

46Yah bhī bhūl jātā phir tō bhūl bhulaiyā mē̃ phans gayē .

43If you forget even this, then you become trapped in the maze.

47Sirph yah ēk bāt sarv prāpti K|kē adhikārī banānē vālī hai .

44Just this one thing will make you have a right to all attainments.

48Tō sadaiv yahī yād rakhō , anubhav karō ki maĩ prabhu kā pyārā jag kā pyārā hū̃ .

45Therefore, always remember and experience being loved by God and loved by everyone. 46Do you understand?

49Samjhā  ! 50Yah tō sahaj hai nā .

47This is easy, is it not?

51Achchhā - sunā tō bahut hai , ab samānā hai .

48Achcha. 49You have now heard a lot; now accommodate all of it.

52Samānā hī samān bannā hai .

50To accommodate is to become equal.

53Samjhā  !

51Do you understand?

54Sabhī prabhu pyār K|kē pātr bachchō̃ kō , sabhī snēh mē̃ samāē huē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sabhī pyār key|kī pālnā K|kē adhikārī bachchō̃ kō , rūhānī phakhar mē̃ rahnē vālī , rūhānī naśhē mē̃ rahnē vālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 55’ ’

52To all the children who are worthy of God's love; to all the elevated souls who are merged in love; to all the children who have a right to the sustenance of love; to the elevated souls who have spiritual pride and who stay in spiritual intoxication, BapDada's love, remembrance and namaste.

56Party sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt

53Avyakt BapDada meeting groups:

571 . sabhī sahaj yōgī ātmāyē̃ hō nā  !

54All of you are easy yogi souls, are you not?

58Sarv sambandh sē yād sahaj yōgī banā dētī hai .

55The remembrance of all relationships makes you an easy yogi.

59Jahā̃ sambandh hai vahā̃ sahaj hai .

56When you have a relationship, everything is easy.

60Maĩ sahajyōgī ātmā hū̃ , yah smr̥iti sarv samasyāō̃ kō sahaj hī samāpt karā dētī hai . 61Kyōṅki sahajyōgī arthāt sadā bāp kā sāth hai .

57The awareness of being an easy yogi soul easily ends all problems because to be an easy yogi means constantly to experience the Father's company.

62Jahā̃ sarv śhaktivān bāp sāth hai , sarv śhaktiyā̃ sāth haĩ tō samasyā samādhān K|kē rūp mē̃ badal jāyēgī .

58When you have the company of the Father, the Almighty Authority, when you have all the powers with you, problems change into a form of solutions.

63Kōī bhī samasyā bāp jānē , samasyā jānē .

59Whenever there is any problem, the Father knows and the problem knows.

64Aisē sambandh K|kē adhikār sē samasyā samāpt hō jāyēgī .

60With your right of such a relationship, problems end.

65Maĩ kyā karū̃  !

61What can I do? 62No!

66Nahī̃ . 67Bāp jānē samasyā jānē .

63The Father knows and the problem knows.

68Maĩ nyārā aur bāp kā pyārā hū̃ .

64I am detached and loved by God.

69Tō sab bōjh bāp kā hō jāyēgā aur āp halkē jō jāyēṅgē .

65Then all the burdens belong to the Father and you become light.

70Jab svayã halkē ban jātē tō sab bātē̃ bhī halkī hō jātī haĩ .

66When you yourself become light, all things also become light.

71Jarā bhī sōch chaltā tō bhārī hō jātē aur bātē̃ bhī bhārī hō jātī̃ .

67When there is the slightest thought of them, you become heavy and the things also become heavy.

72Isliē maĩ halkā hū̃ , nyārā hū̃ tō sab bātē̃ bhī halkī haĩ .

68Therefore, think: “I am light and I am detached”, and then everything will also be light.

73Yahī vidhi haĩ , isī vidhi sē siddhi prāpt hōgī .

69This is the method. 70You will attain success with this method.

74Pichhlā hisāb-kitāb chuktū hōtē huē bhī bōjh anubhav nahī̃ hōgā .

71Even when past karmic accounts are being settled, you will not experience them to be a burden.

75Aisē sākṣhī hōkar dēkhē̃gē tō jaisē pichhlā khatm hō rahā hai aur vartamān key|kī śhakti sē sākṣhī hō dēkh rahē haĩ .

72If you observe everything as a detached observer, it is as though the past is ending and you are seeing everything as a detached observer with the power of the present.

76Jamā bhī hō rahā hai aur chuktū bhī hō rahā hai .

73You are accumulating and also settling.

77Jamā kī śhakti sē chuktū kā bōjh nahī̃ .

74With the power of accumulation, there is no burden of settling.

78Tō sadā vartamān kō yād rakhō .

75Therefore, always remember the present.

79Jab ēk taraph bhārī hōtā tō dūsrā svataḥ halkā hō jātā .

76When one side becomes heavy, the other automatically becomes light.

80Tō vartamān bhārī hai tō pichhlā halkā hō jāyēgā nā .

77So, if the present is heavy, then the past would become light, would it not?

81Vartamān prāpti kā svarūp sadā smr̥iti mē̃ rakhō tō sab halkā hō jāyēgā .

78Always keep the attainments of the present in your awareness and everything will become light.

82Tō pichhlē hisāb kō halkā karnē kā sādhan hai - vartamān kō śhaktiśhālī banāō .

79The way to make the account of the past light is to keep the attainment of the present in front of you and everything will become easy.

83Vartamān hai hī śhaktiśhālī .

80The past will change from a crucifix to a thorn.

84Vartamān key|kī prāpti kō sāmnē rakhē̃gē tō sab sahaj hō jāyēgā .

81There won't be the questions: What is this? 82Why is it like this? 83No.

85Pichhlā sūlī kō kāṇṭā hō jāyēgā .

84It is the past. 85Why should you look at the past?

86Kyā hai , kyō̃ hai  ! 87Nahī̃ .

86Where there is love, obstacles don't seem heavy.

88Pichhlā hai .

87They seem like a game.

89Pichhlē kō kyā dēkhnā . 90Jahā̃ lagan hai vahā̃ vighna bhārī nahī̃ lagtā .

88With the blessings of the happiness of the present and with medicine, settle all your karmic accounts.

91Khēl lagtā hai . 92Vartamān key|kī khuśhī key|kī duā sē aur davā sē sab hisāb-kitāb chuktū karō .

89BapDada meeting the teachers: You are those who constantly experience success at every step, are you not?

93Teachers sē 94Sadā her|har kadam mē̃ saphaltā anubhav karnē vālī hō nā  !

90You are experienced souls, are you not? 91Experience is the greatest authority of all.

95Anubhavī ātmāyē̃ hō nā  ! 96Anubhav hī sabsē baṛī athārṭī hai .

92Those who have the authority of experience are successful at every step and in every task.

97Anubhav key|kī athārṭī vālē her|har kadam mē̃ her|har kārya mē̃ saphal haĩ hī .

93To receive the chance of being an instrument for service is also a sign of speciality.

98Sēvā kē nimitt bannē kā chance milnā bhī ēk viśhēṣhtā key|kī niśhānī hai .

94Whatever chances you receive, continue to move forward in those. 95You are instruments who constantly move forward and also enable others to do so.

99Jō chance miltā hai usī kō āgē baṛhātē rahō .

96The consciousness of being an instrument enables you to attain success.

100Sadā nimitt ban āgē baṛhnē aur baṛhānē vālī haĩ .

97Always keep with you the consciousness of being a humble instrument.

101Yah ‘ nimitt-bhāv ’ hī saphaltā kō prāpt karātā hai .

98This speciality will always make you special. 99The part of being an instrument also gives you a lift.

102Nimitt aur nirmān key|kī viśhēṣhtā kō sadā sāth rakhō .

100To become an instrument for others means to become complete yourself.

103Yahī viśhēṣhtā sadā viśhēṣh banāyēgī .

101Continue to achieve success with determination.

104Nimitt bannē kā part svayã kō bhī lift dētā hai .

102Success is guaranteed. 103When you have this determination, success will automatically go ahead of you.

105Aurō̃ kē nimitt bannā arthāt svayã sampann bannā . 106Dr̥iṛhtā sē saphaltā kō prāpt kartē chalō .

104You have received a golden chance from the moment of birth and so you have become the greatest of all chancellors, have you not?

107Saphaltā hī hai , isī dr̥iṛhtā sē saphaltā svyã āgē jāyēgī .

105You have come with the fortune of being a server from childhood.

108Janmatē hī sēvādhārī bannē kā golden chance milā hai tō baṛē tē baṛī chancellor ban gaī nā .

106You have come having awakened your fortune. 107You have become instruments to create the elevated fortune of so many souls.

109Bachpan sē hī sēvādhārī key|kī takdīr lēkar āī hō .

108Therefore, always remember: Wah, the elevated line of my elevated fortune.

110Takdīr jagākar āī hō . 111Kitnī ātmāō̃ key|kī śhrēṣhṭh takdīr banānē K|kē karttavya kē nimitt ban gaī  !

109You found the Father, you received service, you received a place of service and, together with service, you also found the elevated family of elevated souls.

112Tō sadā yād rahē - vāh mērē śhrēṣhṭh takdīr key|kī śhrēṣhṭh lakīr  !

110What have you not received? 111You have received everything, the fortune of the kingdom.

113Bāp milā , sēvā milī , sēvāsthān milā aur sēvā K|kē sāth-sāth sarv ātmāō̃ kā śhrēṣhṭh parivār milā .

112Always have this happiness. 113Using the right method, constantly continue to make progress. 114With the method of being an instrument, service will continue to grow.

114Kyā nahī̃ milā  !

115BapDada meeting Kumars:

115Rājya bhāgya sab mil gayā .

116To be saved in kumar life is the greatest fortune of all.

116Yah khuśhī sadā rahē .

117You have been saved from so many complications.

117Vidhi dvārā sadā vr̥iddhi kō pātē rahō .

118Kumars means souls who are free from bondage.

118Nimitt bhāv key|kī vidhi sē sēvā mē̃ vr̥iddhi hōtī rahēgī .

119A kumar life is a life that is free from bondage. 120However, to remain free in kumar life means to take on a burden.

119Kumār sē 120Kumār jīvan mē̃ bach jānā yah sabsē baṛā bhāgya hai .

121BapDada's direction for kumars is to do alokik service while living with the lokik family.

121Kitnē jhañjhaṭō̃ sē bach gayē  !

122Lokik service is the way to create contacts.

122Kumār arthāt bandhamukta ātmāyē̃ .

123Remain busy in this and you will be able to do alokik service.

123Kumār jīvan bandhanmukt jīvan hai . 124Lēkin kumār jīvan mē̃ bhī free rahnā mānā bōjh uṭhānā .

124While living with the family, do alokik service and your intellect will not remain heavy. 125Do service by sharing your experience with everyone.

125Kumār kē prati bāpdādā kā direction hai - laukik mē̃ rahtē alaukik sēvā karnī hai .

126Do lokik service while considering it to be a means of service, and those lokik facilities will give you many chances for service.

126Laukik sēvā samparka banānē kā sādhan hai .

127Your aim is to do Godly service, and those are the means.

127Ismē̃ busy rahō tō alaukik sēvā kar sakē̃gē .

128Do it with this understanding. 129Kumars means those who have courage.

128Laukik mē̃ rahtē alaukik sēvā karō . 129Tō buddhi bhārī nahī̃ rahēgī .

130You can do whatever you want. 131This is why BapDada always advises you to attain success using the right method.

130Sabkō apnā anubhav sunākar sēvā karō .

132Kumars means constant yogis because the world of kumars is the one Father.

131Laukik sēvā , sēvā kā sādhan samajhkar karō tō laukik sādhan bahut sēvā kā chance dilāyēgā .

133When the Father is your whole world, where else would your intellect go except to the world? 134Since everything is the One, there will be remembrance of the One.

132Lakṣhya īśhvarīy sēvā kā hai lēkin yah sādhan hai .

135It is very easy to remember the One. 136You have become free from many.

133Aisē samajhkar karō .

137Everything is merged in the One.

134Kumār arthāt himmat vālē .

138Constantly serve through your every action.

135Jō chāhō vah kar saktē haĩ .

139In your drishti and your words, there is nothing but service.

136Isliē bāpdādā sadā sādhanō̃ dvārā siddhi kō prāpt karnē key|kī rāy dētē haĩ .

140There is the enthusiasm to reveal the One whom you love. 141Let the Father and service remain with you at every step. 142Achcha.

137Kumār arthāt nirantar yōgī . 138Kyōṅki kumār kā saṅsār hī ēk bāp hai .

143Blessing: May you be an embodiment of knowledge and make every moment, every thought and every second of the confluence age powerful.

139Jab bāp hī saṅsār hai tō saṅsār K|kē sivāē buddhi aur kahā̃ jāyēgī .

144Together with listening to knowledge and relating it, also put it into a practical form.

140Jab ēk hī hō gayā tō ēk key|kī hī yād rahēgī nā  !

145Those whose every thought, word and deed are powerful are embodiments of knowledge.

141Aur ēk kō yād karnā bahut sahaj hai .

146The most important thing is to make the seed of thought powerful.

142Anēkō̃ sē tō chhūṭ gayē . 143Ēk mē̃ hī sab samāyē huē haĩ  !

147When the seed of thought is powerful, words, deeds and relationships will also become powerful.

144Sadā her|har karma sē sēvā karnī hai , dr̥iṣhṭi sē , mukh sē - sēvā hī sēvā .

148To be an embodiment of knowledge means every moment, every thought and every second are powerful. 149Where there is light, there cannot be darkness.

145Jissē pyār hōtā hai usē pratyakṣha karnē kā umaṅg hōtā hai .

150In the same way, where there is something powerful, there cannot be anything wasteful.

146Her|har kadam mē̃ bāp aur sēvā sadā sāth rahē .

151Slogan: Always to say, "Yes, my Lord" in service is to give the real proof of love.

147Achchhā -

152* * * O M S H A N T I* * *